• 3 months ago
Sab Se Afzal Darood Konsa Hai Darood Ibrahim Engineer Muhammad Ali Mirza

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Durood-e-Ibrahimi-e-Fazal hai, ya koi mukhtisaratreen durood bhi paad sakte hain.
00:05Maslam, Sallallahu-Alaihe-Wa-Alaihe-Wa-Sallam, ya Allahumma Salli-Ala-Muhammadin-Wa-Ala-Ali-Muhammad,
00:10ya koi dusra Durood-e-Khizri, ya dudre-e-Qadriya, bajara, bajara.
00:13Aaye te tu kolo laare na, Qadriya aur Khizri.
00:17Inna da ke taaluk hai Durood-e-Sharif nal?
00:19Durood-e-Sharif to wo hi hain jo Nabi-ul-Islam ne taaleem fabaaya.
00:23Maine Durood-e-Sharif pe detail lecture diya hai, Masla 56.
00:26Aap YouTube pe likhe hain.
00:27Durood-e-Salam ke sahih fazail aur sahih aqam-e-masail.
00:30Jo tabatur ke saath Durood transfer hua hai na Ummat mein,
00:33namaz ke andar jo hum padhte hain, Durood-e-Ibrahimi.
00:36Yehi Bukhari aur Muslim mein aaya hai.
00:38Jab ye ayat naazal hui na,
00:40Innallaha wa malaiqatahu yusalluna alal-Nabi.
00:44Surat-ul-Ahzab, ayat number 56.
00:46To sahab-e-karam ne bucha, ya Arz-ul-Salam,
00:48aapne humein namaz mein salam to sikha diya,
00:51Durood bhi sikhayen, to phir aapne yeh sikhaya,
00:53Allahumma salli ala Muhammad,
00:55wa ala Ali Muhammad,
00:56kama salli ta'ala Ibrahima,
00:57wa ala Ali Ibrahima,
00:58innaka Hamid-ul-Majeed.
00:59Ish dharike se aagey.
01:01Lekin humare mulke andar kehi log hain,
01:04jo Durood-e-Ibrahimi se chidhte hain,
01:05woh kehte hain yeh to Wabi-o-ka Durood hain.
01:08Aur kyunke unhone jo Durood device kiye hain main apne,
01:11woh usse fail hote hain.
01:13To Durood-e-Ibrahimi to saare hi namaz mein padhte hain.
01:15Chahe koi Wabi ho, chahe koi Babi ho.
01:18Chahe Sunni ho,
01:20chahe koi Sunniyon mein bhi jo off-shoot hain,
01:22Braille Video Bandi, Al-Hadith, saare padhte hain.
01:24Hatta ke Tafseer-e-Naimi mein to yahan tak likh diya gaya,
01:28Surat-ul-Kahf ki Tafseer mein,
01:29maine usme bataya tha,
01:30ke Durood-e-Ibrahimi padhna guna hai.
01:32Woh kehte hain yeh to Allah ke hukam be amal hi nahi hain.
01:36Kyunke Durood-e-Ibrahimi mein salam to nahi,
01:37Quran to kehte hain,
01:38Durood aur salam bejo.
01:40Yeh baad Naveel-e-Islam ko nahi pata thi,
01:42inko baad mein pata chali, nauzabillah.
01:44Namaz mein salam pehli hi majood hain,
01:45fir maine doose bataya,
01:46Durood-e-Islam interchangeable words hain.
01:50Hum kisi ke liye dua karte hain na,
01:52ki aap ke saath khair aur salamati ho.
01:55Khair bhi salamati hain,
01:56aur salamati bhi khair hain.
01:58Hum kehte hain, khush aur khurram.
02:01Khurram bhi khushi.
02:02Durood-e-Islam yeh do terms hain,
02:04yeh interchangeable hain.
02:06Aksar jo aap agar alfaz dekhe,
02:08Durood ki aatein hain,
02:09jaise Muslim Sharif mein hadith hain,
02:10jisne azaan ka jawab diya,
02:11uske baad Durood-e-Sharif pada,
02:12aur uske baad Al-Waseela wale dua maangi,
02:14meri shifaat uspe wajib ho jayegi,
02:15usmein salam ka zikr hi koi nahi hain.
02:18Durood-e-Islam interchangeable hain.
02:20Allahumma salli ala Muhammad,
02:22ya Allahumma salli wa sallim ala Muhammad.
02:24Yani alfaz interchangeable hain dono,
02:27isse ko farah nahi parta.
02:28Aksar 95% ahadith mein,
02:30Durood ki alfaz hain.
02:31Salam ki alfaz to bade thodi ahadith mein,
02:33dono interchangeable alfaz hain.
02:35Namaaz mein aap parte hain,
02:37As-salamu alaika ayyuhan nabiyu
02:39wa rahmatullahi wa barakatuh.
02:41Chalain,
02:42Durood-e-Islam bhi firz naqis ho jayega,
02:44kyunki usmein barkat koi nahi hain.
02:48Rahmatullahi wa barakatuh.
02:50Agar aap Durood-e-Ibrahimi ka pehla issa dekhe to,
02:52usmein to nahi chalain,
02:53doosein mein aajaate hain,
02:54Allahumma barik Allah.
02:55Chalain yeh bhi ab ne bataya na,
02:57Durood-e-Khizri,
02:59Sallallahu ala Habibi Muhammadin wa alihi wasallam,
03:01to ismein to barkat-e to koi nahi hain,
03:03to yeh bhi naqis hain.
03:05Isthara to nahi hota hain,
03:06Durood-e-Islam mein interchangeable alfaz hain.
03:08To Durood-e-Sharif jo sahi si yeh sabit hain,
03:10Bukhari Muslimein to Durood-e-Ibrahimi.
03:14Aur,
03:15uske alaba,
03:16ek aur mukhtisar Durood hain,
03:18Durood-e-Ibrahimi ka pehla issa,
03:19Allahumma salli ala Muhammad,
03:21wa ala Ali Muhammad.
03:23Yeh Sunni-Shia dono ke aam maana jaata hain,
03:25Sunan Nisai mein hadith mujood hain,
03:27ke Zaid Ibn-e-Kharjah ko,
03:29Aap Sallallahu alaihi wasallam mein firmaaya hain,
03:31ke Zaid, mujh par Durood ko laazim karlo,
03:33aur apni duaon mein kaha karo,
03:35Allahumma salli ala Muhammad,
03:37wa ala Ali Muhammad.
03:39Isi tariqah se sahih Muslim mein hadith hain,
03:41ke Aap Sallallahu alaihi wasallam ne,
03:43Qurb-e-Qiamat ki jo das nishaniyein ginwaiin,
03:45unmein Aap ne paanchvi nishani batai,
03:47wa nuzuli Ees Ibn-e-Maryam,
03:50Ees Ibn-e-Maryam ke saath Sallallahu alaihi wasallam kaha,
03:53Nabi Sallallahu alaihi wasallam ne,
03:55To Sallallahu alaihi wasallam,
03:57Durood bidat nahi hain,
03:59Yeh Nabi-e-Islam ne khud taaleem firmaaya hain,
04:01To yeh teen Durood mujhe to milein hain,
04:03Baaki jitne hain,
04:05Woh saare Durood Ibrahimi ke offshoots hain,
04:07Thode thode alfaz ke farah ke saath,
04:09Kisi mein wa Azwaaj hi aajaata hain,
04:11Kisi mein Ahle-Bait hi aajaata hain,
04:13Bah hain yahi hain,
04:15Durood-e-Islam Aap yehi wala,
04:18Durood bhi iske andar saamil hain,
04:20Salaam bhi shaamil hain,
04:21Yeh interchangeable word hain,
04:23Durood kya hai, Allah rahmat bhej,
04:25Jispe Allah ki rahmat hogi,
04:27To Allah ki rahmat ka pehla taqaza yeh hai,
04:29Usko salamati milegi,
04:31To salamati bhi isme shaamil hain,
04:33Yeh alfaz ka chunao hain na,
04:35Aap jitna marzi kahen,

Recommended