• 3 months ago
❤️ Hassan Nasrallah s MURDER in Lebanon Terrorism SUNNI Vs SHIAH By Engineer Muhammad Ali

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Salaam alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu wa laa hafla wa laa quwwata illa billah hasbuna
00:10allahu wa ni'mal wakeel ya hayyu ya qayyum bi rahmatika astaghfiru laa ilaha illa anta
00:21subhanaka inni kuntu minal ghalimeen rabbana aatina min ladunka rahman wa hayyi ilayhi
00:29wa hayyi ilana min amrina rashada rabbi shrahli sadri wa yassir li amri
00:36wahlul ruqdatan min lisani yafqadu qawli Allahumma salli ala Muhammad
00:44wa ala aali Muhammad wa ashabi Muhammad wa azwadi Muhammad wa ummati Muhammad
00:52ajma'een ila yawmid deen ameen
00:56alhamdulillahi rabbil alameena wassalatu wassalamu ala sayyidil anbiya wal mursaleen
01:03wa ala aalihi wa ashabihi ajma'een ila yawmid deen
01:09alhamdulillah aaj 29 september 2024 ko sunday ke din
01:17ba mutaabik 24 rabiul awwal 1446 hijri mein
01:22inshallah ta'ala hamara yeh public session no. 166 hoga
01:27aapke yeh real time questions parchiyon ki shakal mein mere paas aa chuke hain
01:32inshallah inhe ham baadme discuss karenge
01:35pehle kuch current affair hain is week se mutalik jene discuss karna zaruri hain
01:43current affairs to kaafi saare jama hua hain lekin
01:46har public session mein ham saaron ko cover nahi kar sakte
01:51usko tarjeeh ke gunayat ke upar meri koshish hoti hain ke beyan kiya jaye
01:57aaj inshallah ta'ala ham teen current affairs ke upar baad karenge
02:01no.1 jo do din pehle musalmanon ko sadma poncha
02:07hezbollah ke jo leader the hassan nasrullah rahimahullah ta'ala unki
02:13shahadat uske upar discussion karenge inshallah no.2
02:19doctor zakir naik hafizahullah ta'ala inshallah ta'ala
02:23oktober ke pehle week mein pakistan visit karne wale
02:26uske hawale se kuch guzarshaat rakhni hain
02:30no.3 295c ke hawale se kuch important discussion karni hain
02:38haaliya ye jo upar tale itne zyada wakiyat hua umar court ka wakiyat hua
02:43quetta incident hua usse pehle sawad incident aur uske peeche bhi kitni line hai
02:49kal even abhi yek pishawar mein wakiyat report hua hai
02:52ab to media ne batana bhi chod diya
02:55aur ye aag bil akhir ulama tak bhi ponch kiya aur mufti tariq masood sahab
03:04jis tariqe se is waqt roast ho rahe hain barelvion ke haathon
03:07aur apne deoband ulama ke haathon wo aapke saamne
03:10to ispe bhi mein inshallah aaj kuch cheezein mazeed discuss karni hain
03:15lekin pehla issue hezbollah jo ek shia tanzeem hai
03:22israeel ke khilaf kai dahaiyon se jiddo johad kar ri hai
03:27armed conflict kar ri hai
03:30unke ameer ko 27 september 2024 ko
03:35ek air attack ke andar shaheed kar diya gaya
03:39inna lillahi wa inna ilayhi raji'oon
03:42Allahumma jurni fee musibati wa akhlif li khayram minha
03:46Ameen
03:48ye air attack jo israeel ne kiya
03:53wo ek building pe tha
03:57multi storey building thi 5-6 uski manzilin thi
04:01aur unke bhi neeche bilkul
04:03ek bunker mein the lekin wo itna
04:06heavy duty kisam ka hamla tha
04:11itna zyada barood tha usme
04:14ke wo bunker bhi usme tabah ho gaya
04:17aur unke saath unki beti bhi shaheed hui
04:21aur log bhi shaheed hui
04:23pehle din to hezbollah ne usse confirm nahi kiya tha
04:26jab confirm ho gaya to 28 ko unne bhi announcement kar di
04:29aur yaqeenan islam mein ye jurm hai
04:32ke koi shaheed ho jaye aur uski shahadat ko aap chhupayen
04:35isliye aap dekhte hain ke jab bhi koi istara ki activity hoti hai
04:38to wo jihadi tanzeeme khud se announcement kar deti hain
04:42ke haan fulaan shahadat wo shaheed ho gaya
04:46aur musliman ke liye ye koi embarrassment wala mamla to nahi hai
04:50bukhari aur muslim dono mein hadith hai
04:54Allah ke mahboob sallallahu alaihi wa alihi wasallam
04:57ne firmaya meri khaish hai
04:59ke main Allah ki rah mein katal kiya jaun
05:02fir zinda kiya jaun, fir katal kiya jaun, fir zinda kiya jaun
05:05fir katal kiya jaun
05:08to ye to ek pehambarana khaish hai
05:14agar koi shahadat ke rutbe par pauchta hai
05:19sahih muslim mein hadith hai
05:21jis ke dil mein shahadat ki tamanna nahi
05:23wo munafiqat ki shaakh par mara
05:27yaani wo kamilul imaan mu'min nahi hai
05:31aur agar kamilul imaan mu'min hai
05:35wo khaish rakhta hai shahadat ki
05:39agar wo apne bistar par bhi faut ho
05:41to Allah ta'ala usse shaheed shumaar karega
05:45ye sahih muslim mein hadith hai
05:47agar kisi shahadat ke dil mein tamanna hai
05:49usse agar natural death bhi aayi
05:51apne bistar par Allah ta'ala ke huzoor wo shaheed hi shumaar hoga
05:54ye bohot bada protocol hai
05:56to iss hawale se unke liye to ek aakhirat mein behtri wala mamla ho gaya
06:01lekin zahir hai musalmanon ke liye ek bohot bada loss hai
06:05aap samajh lein ki ye sabse tawana agar koi
06:10jiddo johad karne wala jihadi leader tha
06:14true sense mein jihad
06:15taishadgardi wala jihad nahi
06:17true sense mein
06:19to wo Hassan Nasrullah the
06:22sayyid the imam moosa qazim
06:25rahimahullah ta'ala wa alaihi salam ki ulad mein se the
06:30inki umar almost 64 years thi
06:351982 mein Hezbollah ki tanzeem banayi gayi
06:39jis tarah Hamas ek sunni tanzeem hai
06:43is tarah Hezbollah ek shia tanzeem hai
06:46lekin dono aapas mein
06:48apne maqasid ke hawale se ek dusay ko support karte hai
06:52Hamas ke dafatar ke andar aapko imam Khomeini ki tasabeer bhi nazaraayengi
06:56hala ke sunni aur shia zameen-usman ka fark hai
06:59lekin wo apne common dushman Israel ke hawale se
07:02ek dusre ki respect karte hai
07:05aur phir ek shia mulk Iran har hawale se
07:09asli se lekar financial support tak
07:13wo pesh pesh hai
07:16Hezbollah ko bhi Iran ki hi sarprasti hasil hai
07:23basically to yeh Lebanon based
07:26ek organization hai
07:28iska political wing alag se hai
07:30aur jihadi wing alag se hai
07:331982 mein yeh tanzeem bani
07:37aur shuru hi ke logon mein
07:41Hassan Nasrullah shamil the jino ne
07:43isme shamuliyat ikhtiyar karli
07:46phir 1992 mein
07:48jab inke pehle ameer shaheed hue to
07:51inhe mutafiqah taur par leader chun liya gaya
07:56aur almost ab 32 saal
08:00is baad ko ho chuke hain
08:02till shahadat tak wo
08:04is jamaat ke ek
08:06supreme leader ke taur par
08:08apne faraiz sar anjaam de rahe the
08:12aur inki strength ka aap andaza lagayen ke
08:152000 mein yaani is
08:1821 sadi ke bilkul aagaz mein
08:21israeel ne lebanon ka wo ilaka khali kar diya
08:26majbooran
08:28hezbollah ke saath jo jihad aur qital ka sisra shuru hua
08:3118 saal ki meinat ke baad
08:33israeel ne ghutne teke aur
08:35lebanon ka wo hisa khali kar diya
08:37jo usne kabza kiya hua tha
08:39uske baad
08:41Hassan Nasrullah ki ek badi dhaag baith gi
08:43arab ke log to unhe ek
08:45jangju leader ke taur par maante hai
08:47phir aapko yaad hoga
08:49phir aapko yaad hoga
08:512006 mein bhi ek dafah
08:53israeel aur lebanon ki jang hui thi
08:55hezbollah wali
08:57usme bhi kuch arse ke baad
08:59israeel back foot pe chala gaya
09:01aur ek peace treaty ke zariye
09:03unhone apni izzat bachaali
09:05lekin ye jo haaliya
09:07sisra shuru hua hai
09:09October 2023 se
09:117 October 2023
09:13jab hamas ne attack kiye
09:15aur uske baad se israeel ne
09:17badmashi shuru kar di
09:19uske baad se
09:21musulmanon ko jo
09:23israeel ne nukhsaan pochaya hai
09:25hazaaron shahadaton
09:27ki shakal mein
09:29wo
09:31apni jagah ek takleef de cheez hai
09:33lekin issi duran musulmanon
09:35ke bade bade leader bhi
09:37shaheed hua hai
09:39sabse bada mai samajhtu hu
09:41ek haadisa jo hua
09:43Iran ke President Ibrahim Raisi ka
09:45uske baad
09:47hamas ke jo leader the
09:49Ismail Hania
09:51koch arsa pehle wo shaheed hua hai
09:53aur ab Hezbollah
09:55ke leader ko bhi istari kaise shaheed kar diya gaya
09:57to ye ek
09:59pura chain wise silsala shuru hua hua hai
10:01jismei mai samajhtu
10:03sabse bada agar loss koi hua hai
10:05musulmanon ko Arab duniya
10:07ke andar specifically aur puri
10:09muslim world ke andar
10:11wo Hassan Nasrullah Rahimahullah
10:13ta'ala ki shahadat hai
10:15kyunke inhe log
10:17idealize karte the
10:19ke ye true
10:21leader hai aur inhone
10:23kei mawake ke upar Israel ko shikast
10:25diya hai
10:27baral Allah ta'ala
10:29unke liye mazeed koi asbaab peyda kardega
10:31mazeed aur leaders bhi saamne
10:33aayenge Inshallah ta'ala
10:35aur ye silsala rukne wala nahi hai
10:37lekin ye jo
10:39waqiat hai inse musulmanon ko
10:41seekh lena chahiye
10:45almost 1.5 week pehle
10:47hi aapko pata hai ke
10:49ek din ke andar
10:51ek waqt me 3000
10:53pagers jo hai
10:55wo blast hua the aur
10:57usme saikaron musulman
10:59zakhmi hua
11:01ke yek shaheed ho gaye
11:03zahir hai wo
11:05technology Baghdad sharif
11:07Ajmer sharif ya Bareilly sharif
11:09toh nahi bani bhi thi
11:11technology toh sari non muslims
11:13ke paas hai aur usme bhi
11:15israel aapko pata hai top pe hai
11:17is waqt bhi
11:19one fourth
11:21jo nobel prize hai wo
11:23yahudiyon ke paas hai
11:25toh unhone science ki field me
11:27itni tarakki ki hai ke aaj
11:29practically unhone sabit kar di hai
11:31ke wo apni technology
11:33ki buniyat ke upar
11:35kisi bhi badi se badi
11:37walaqat ko shikas de sakte hai
11:39kitni
11:41ihtiyat ke saath
11:43aur itne
11:45confidence se Hezbollah ne wo
11:47pager liye ke humare jo
11:49smart phone hai yeh track ho jate hai toh hum
11:51pagers ke zariye communication
11:53kiya karenge ye smart phone aane se pehle
11:55balke mobile phone se bhi pehle 90s me
11:57pagers use hote the text
11:59messaging ke liye
12:01lekin wo dekhe unhone kitni ushyari
12:03se raste me
12:05hote pe wo pagers rukwaye
12:07aur bilkul battery ki
12:09shakal ka yaani wo jo cell beech me
12:11dala hota hai ussi ki shakal
12:13me unhone barood usme fit
12:15kiya aur bakayda
12:17poora zahir hai unhone hardware
12:19bhi beech me lagaya
12:21jab chahein wo usse trigger karwa sakte hai
12:23aur unhone wo karke dikhaya
12:25uske baad phir
12:27agale din aapko pata hai
12:29walkie talkies jo the wo bhi phate
12:31aur kitne musliman shaheed hua
12:33aur
12:35hum in cheezon ka ab gila
12:37non-muslims ke saath kya karein
12:39hum to technology me peechay rahe chuke hain
12:41seedhi si baat hai
12:43mera khayal hai in cheezon ka gila
12:45hume un motivational speaker se
12:47apne
12:49political leaders se
12:51apne
12:53ulama se karna chahiye
12:55ke jino ne science
12:57aur technology ko
12:59passe push dal ke rakha aur logon ko
13:01ulama ki shairi ke beechay laga ke rakha
13:03ya
13:05poorane waqiyat ko yaad kar
13:07karke marsiye
13:09kehna sikhaya
13:11aur agar koi unko math deta hai
13:13ke bhai technology ke bagayar science ke bagayar
13:15aap modern world me tarqee
13:17nahin kar sakte
13:19asle ki daud mein
13:21to phir yeh kehte hain yeh je inferior psychology
13:23hai
13:25issas-e-kamtri ka shikar hain yeh log
13:27jo Israel ki technology ki
13:29Iron Dome ki
13:31unke
13:33drones hai
13:35F-35 unki tarif karte hain
13:37unki tarif
13:39hum uss tara tarif nahi kar rahe hai
13:41jisra aap apne buzurgan-e-baideen
13:43aur ulama-e-crime
13:45yaani mujrim ulama ki tarif karte hain
13:47hum yeh batana chahate hain
13:49ke unhone iske zariye
13:51apne aap ko manwaya hai
13:53aur
13:55maine
13:572023 hi mein
13:59jab yeh 7 October ko
14:01sarah silsara shuru hua
14:03shuru ki meri videos dekhein
14:05maine shuru hi mein kya diya tha
14:07ab Israel is chapter ko close karega
14:09ab yeh saal hone wala hai
14:11ek hafta hi rahega piche
14:13aur wo piche nahi jaayenge
14:15aur ayat din unhone sabit kiya hai
14:17ke
14:19unke iss
14:21taufaan ke saamne
14:23iss waqt koi musulman
14:25isqabil nahi ke wo band baan sakayin
14:27reh gaya
14:29America, Europe, ya Russia
14:31ya China
14:33toh wo bas beyan beyaazi tak hain
14:35balke inme se baaz
14:37mulk toh unki sport me bhi khadein hain
14:39seedi si baat hain
14:41toh jab tak hum science ki field me tarqi nahi karte
14:43issi tariqah se piste rehenge
14:45teen
14:47buniyadi
14:49zarurate hain
14:51jihad aur qital me kamyabi ke liye
14:53ek musulman ke liye
14:55number one, imaan
14:57wo toh Allah taala ne
14:59surah al-e-imran me firmaya
15:01tum hi ghalib rohge agar
15:03mu'min ho toh
15:05yaani Allah taala ke saath tumhari commitment hai
15:07toh tum ghalib rohge
15:09lekin yeh sirf
15:11ek shard nahi hai ghalib hone ke liye
15:13doosri cheez hain maishat
15:15economy
15:17faith ke saath, imaan ke saath
15:19economy bhi zaruri hain
15:21agar aap ke paas rakam nahi hogi
15:23toh hum jihad aur qital
15:25kaise aage chala sakte hain
15:27Allah ke mahoor sallallahu
15:29alaihi wa alihi wa sallam ne jihad aur
15:31qital ke mauka ke upar
15:33musulmano se kya chanda jama
15:35nahi kiya
15:37Sayyiduna Usman-e-Ghani radhiya Allah
15:39taala anhu ne jo teen
15:41mawake ke upar jannat kamayi hai
15:43toh maal kharj ke hi
15:45kamayi hai na
15:47Jamia-e-Tirmidhi me, Sunnisai me mujood hain
15:49Ek defa Masjid-e-Nabwi
15:51sharif ke liye zameen waqf ki
15:53uski tausih ke liye
15:55Ek defa meethe paani ka quan
15:57musulmano ke liye waqf kiya
15:59aur teesi defa
16:01Ghazwa-e-Tabuk ke liye
16:03ek hazaar
16:05sohne ki
16:07asharfiyan aur saad so
16:09oont
16:11aaj ke wo arbor pe bante hain
16:13aur ussi pe
16:15nabi sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
16:17Usman jannati hai aaj ke baad
16:19jo chahe marji kare
16:21ye unko bisharat
16:23imaan ki buniyat pe nahi miliwi sirf
16:25economy ki buniyat
16:27pe jo Allah ki raah pe kharj kiya
16:29jo Quran-e-Hakeem
16:31me kai maqamat ke upar
16:33jihad fee sabeelillah ke upar
16:35jo maal kharj karna hai
16:37infaak fee sabeelillah uske upar
16:39emphasize kiya gaya
16:41Surat-ul-Baqarah me toh
16:43musalsal do rukoo
16:45iske upar hi hain ki aab ne Allah ki raah me
16:47kharj karna hai aur wo bhi jihad aur qital ke liye
16:49ye jihad aur qital
16:51se murad ye aaj ka jihad aur qital
16:53nahi jisme sunni shia ko maare
16:55shia sunni ko maare sunni wahabi ko maare
16:57wahabi sunni ko maare
16:59is qital ki main baad
17:01nahi karna jo genuine qital hai
17:05toh ye doosri cheez hai maishat
17:09aur
17:11teesri cheez jo hai wo technology hai
17:13uska zikar bhi Quran me wujud hai
17:15Surat-ul-Anfal me
17:17ke poori quwwat
17:19aur
17:21paleve ghode tayyar rakho
17:23jihad aur qital ke liye
17:25us zamane me zahir hai ke
17:27ghoda sabse tez
17:29raftari wala
17:31jaanwar tha jiske zariye aap
17:33jihad aur qital kar sakte the
17:35toh isliye
17:37uske upar emphasize kiya gaya
17:39aaj zahir hai maare paas tanks hain
17:41balke isse bhi baat aage jaa chuki hai
17:43guided missile hai
17:45aur sahih muslim me hadees
17:47hai ke aaga ho jao
17:49taqat phenkeve hatyaaron me hai
17:51aap ye cant area me
17:53jhelum me abhi ham cant me bethe
17:55toh aap garrison me daakhil
17:57hona toh
17:59jaan wo faujiyon ki wo chauni aariye
18:01toh waha ye hadees unne baayar likke lagayi
18:03viye gate ke upar taqat
18:05phenkeve hatyaaron me hai
18:07us zamane me bhi ye maana jaata tha ke
18:09talwar jo hai wo toh us waqt hai
18:11jab aap doobadoo
18:13lad rahe honge aamne saamne
18:15lekin agar
18:17teer chalana aapko aata hai toh aap toh
18:19talwar wale ko apne kareeb bhi nahi lagne denge
18:21isliye nabi ul-islam ne firmaaya
18:23ke aaga ho jao taqat phenkeve
18:25hatyaaron me hai
18:27aur ye itni universal baat hai ke aaj bhi
18:29ussi tariqah se valid hai
18:31aaj bhi hamaare paas missile technology
18:33ye door se
18:35phenke jane wale hatyaar hai
18:37issi tariqah se
18:39hawai jaaz ke zariye
18:41fighter planes ke zariye
18:43jo hum girate hain wo bhi phenke jane wale
18:45hatyaar hai
18:47taqat toh valid hai
18:49ussi tariqah se
18:51toh ye teen cheezon ke bagayar aap kabhi bhi
18:53jihad aur qital me kamyab nahi ho sakte
18:55number one faith, imaan
18:57number two economy
18:59yaani ke maishat
19:01aur number three
19:03technology
19:05zahira uska zariya science hai
19:07science ke bagayar toh aap ye sab kuch nahi kar sakte
19:09aaj ye poori duniya ke upar
19:11jo hukumat
19:13hai non-muslims ki
19:15toh ye unko
19:17kisi ne bheek mein nahi di ye unhone
19:19earned ki hai
19:21itni meinat ke saath
19:23aur har cheez ko unhone
19:25dekhe kis tariqah se apne kabza mein kiya hua hai
19:27humari haalat ye hai
19:29hum jis mulk mein baitha hai
19:31jisse poori duniya ke musulman
19:33idealize karte hain
19:35taqat ke itwaar se
19:37kisi hattak durust bhi hai
19:39lekin hum
19:41maar kha jaate hain maishat ke upar
19:43humare paas
19:45itni rakam bhi nahi ke hum
19:47ek mahine ke liye apni
19:49fojayin border pe
19:51laga seke
19:53ladne ke liye nahi khaali khadi kar seke
19:55ke unka kharcha paani piche se bheja jaye
19:57zahira
19:59foj ko border pe lagana
20:01unhone khaana peena bhi karna hai
20:03bimaar bhi honge log
20:05aur untak apne resources bhi provide karna hai
20:07iske upar kharcha aata hai
20:09lekin hume
20:11meethi neen
20:13sula diya gaya hai
20:15yeh bata ke hum to pakistani hai hum to jeetenge
20:17pakistani hone se
20:19koi nahi jeetega
20:21jeetne ke usool hain
20:23jab tak wo nahi honge
20:25aap nahi jeetenge
20:27to non muslims ne
20:29yeh cheezein sari hasil ki
20:31hai aur maine barha arz ki hai
20:33ke dekhein world war 2 ke baad
20:35koi aisi jang nahi hui
20:37jo muslimano ne jeet ke to
20:39world cup hasir kar liya ho
20:41yeh ek
20:43aakhri jang thi jiske baad faisla
20:45ho gaya
20:47ab duniya ka nazm kaun
20:49log chalayenge world leader
20:51kaun honge
20:53uske baad agar koi jang hui hai world level pe to
20:55hume bata dein jiske baad koi world cup hua ho
20:57world cup hua hai
20:59asle ki zahur ke upar
21:01aur
21:03ussi world cup ke end pe
21:05yaani world war 2 ke baad
21:07wo paanch bade mulk
21:09jino ne ye world war jeeti thi
21:11hitler ke mukabale par aur unke
21:13jo baaki supporters
21:15the unke mukabale par
21:17aaj tak wo hi
21:19isko sambhale hua hai
21:21UNO
21:23mein sari duniya ke mulk majood hain
21:25lekin paanch koi veto power hai
21:27yeh paanch wo hi hai jino ne wo
21:29world cup jeeti hua hai
21:31unhone hi yeh UNO banayi
21:33aur usme veto power rakh li
21:35dekhen jab bhi Israel pe bura waqt aata hai
21:37America foran veto kar deta hai uske haq me
21:39160
21:4170 mulko
21:43ki voting Israel ke khilaf
21:45dhari ki dhari reh jati hai
21:47ek America veto karta hai
21:49aur log kehte America veto kar raha hai
21:51oh bhai America ne arm kiya hai isko
21:53America world war 2
21:55mein har paanch minute me
21:57ek fighter plane bana raha tha
21:59har paanch minute me
22:01chaar laak jahaaz unhone
22:03banaye hain world war 2 ke andar
22:05tab jaake unhone Japan ko
22:07aur Germany ko shikas diye
22:13jo atom bomb ke liye
22:17unhone project us waqt
22:19launch kiya
22:21manhattan
22:23ke naam se
22:25us project me
22:27unhone
22:291.5 lakh logon ko bharti kiya tha
22:31us zawane me
22:33aur phir unhone atom bomb develop kiya
22:35aur dekhen world war 2 unhone
22:37khatam kiya aur uske baad se
22:39duniya ke hukmanan banay me hai
22:41America
22:43pehle number ke upar
22:45aur world cup
22:47jo unhone hasil kiya tha
22:49United Kingdom se
22:51ye Great Britain us waqt thi
22:53unhone jaate jaate America ko
22:55apna janasheen bana diya
22:57lekin veto power unke paas bhi hai
22:59teesra France
23:01chautha China aur
23:03paanchwaan Russia
23:052 Asian powers hai
23:07China aur Russia
23:092 European hai France aur Great Britain
23:11aaj kal aap kehlein UK
23:13aur ek America
23:158 sari power unhone ke paas hai
23:17hum unhe
23:19coaste rehte hain lekin ye ni dekhte
23:21ye unhone arm kiye
23:23hum chuke ek azad
23:25mulk me reh rahe hain bazaahir sare
23:27toh hum samajhte hain ke shayad
23:29humare upar unki hukumat nahi hai
23:31ultimate hukumat unke paas hai
23:33chuke ab is modern world me
23:35umpires troot chuki mein hai
23:37mulk ban chuke hain
23:39lihaaza ab us tariqe se nazm
23:41ek jagah se nahi chalta wa nazar aata
23:43bazaahir lekin agar aap
23:45agar aap diqat-e-nazar se dekhen toh
23:47aaj bhi duniya ke upar wohi
23:495 taaktein rule kar rahi hain
23:51beshak mulk azad hai
23:53lekin unki policies azad nahi hai
23:55is defa unhone hume
23:57ek limited si azadi di hai
23:59jiski wajah se hum samajhte hain ki hum azad hai
24:01lekin azad nahi hai
24:03unhone shikas di hai
24:05aaj ye jo aapko bata rahe hote hain
24:07ki hum Israel ke wujud
24:09ko tasleem nahi karte hain bilkul
24:11kis Musliman ki khaish hogi
24:13ki palestinian se jis zulm
24:15ke zariye ye sab kuch cheena gaya
24:17woh usse dhrooz
24:19samjhen
24:21not at all
24:23lekin zahir hai ye Great Britain ne aur America ne
24:25jung jeeti aur Hitler
24:27ne jo zulm kiya tha Yehudiyon ke upar
24:29unki compensation ke liye unhe wahan
24:31baad kiya bhajaye ye ke Europe me unhe rakte
24:33ye sara
24:35gand utha ke humare upar musallat
24:37kar diya
24:39aur museebat bani bhi hain Muslimanon ke liye
24:41apne gunahon ko
24:43unhone musallmanon ke khoon
24:45ke zariye dhoya
24:47lekin zahir hai unhone us waqt
24:49saltrat-e-usmaniyan ko tod diya tha
24:51world war 1 ke baad
24:53aur world war 2 me to unhone
24:55apna manwa liya
24:57to uske baad se
24:59unhone chuke usse alaake ke upar kabza kar liya
25:01to zahir hai wo ab jo chahenge wo karenge
25:03to usme phir hum
25:05baarha arz karte hain ke fil waqt
25:07for time being musallmanon ko chahiye
25:09to two state solution ko maan liye
25:11kamaskam musallmanon ko saans
25:13lene ka mauka mile
25:15nabil-islam ne bhi sulah-ud-dewiya ki thi
25:17to waqti taur par
25:19is cheez ko accept kiya jaye
25:21tha ke kamaskam musallman to sukh se
25:23bethe
25:25is waqt
25:27almost koi 18 lakh ke kareeb log
25:29rafah border ke paas bethe me hain
25:31aur misr musallman mulk wo border ni kol ra
25:35chote se alaake me itni duniya
25:37bethi bhi hai
25:39aur jo hazaaron bache aur aurtein
25:41aur mard shaheed
25:43ho chuke wo alag se ek figure hai
25:45aur hum sirf
25:47OIC
25:49bas ye kar sakte hain
25:51OIC me bethke
25:53isme bhi agar front se lead kiya hai
25:55to south africa ne kiya hai
25:57international daalat me mukadwa
25:59unhone jeeta
26:01uska end result moral to kamaskam nikla na
26:03poori duniya ne maana ke zulm ho raha hai
26:07uske faisle ke upar
26:09amal ni ho saka
26:11lekin atleast ek moral ground ke upar
26:13bartari to falestiniyon ko
26:15hasil hogi na
26:17america me europe me universities ke students ne
26:19itne bade bade
26:21itijaj kiye hain
26:23aur unhone ye ni dekha ke humara religion kya hai
26:25aur inka religion kya hai
26:27mazlumeen ke haq me unhone awaz ko burant kiya
26:29baral
26:31jab tak hum ye nahi seekhte
26:33aur nahi samajhte
26:35jab tak hum science aur technology
26:37me tarakki nahi karenge us waqt tak
26:39inhe nahi pachad sakte
26:41to hum phir isi tariqah se
26:43khawabon ki duniya me rehenge
26:45phir hume ye misale dete hain
26:47ghazwa-e-badr aur ahud ki
26:49ghazwa-e-badr aur ahud me farishte naazil hua hain
26:51quran-e-paak
26:53me report hua
26:55wo ek specifically nabi
26:57sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ko
26:59allah taala ne muqtasar waqt ke liye
27:01duniya me bheja tha
27:03isne kam period me itna bada ghalba
27:05insani tariq me na pehle hua
27:07na uske baad
27:09aap sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
27:11ki daawat-e-haq
27:13chand saalon me
27:15us waqt ki superpowers
27:17ko supersede kargi
27:19romans ko aur persians ko
27:21aur zahir-e-start
27:23arab ki revolution se hua tha
27:25wo sab waqiat
27:27jo aap al-islam ki mubarak
27:29zindagi me hua
27:32unko aap baad me extrapolate nahi kar sakte
27:35agar ye extrapolate hone hote na
27:37to jang-e-qadisiyah aur yarmouk me hote
27:39hazaaron musulman shaheed na hote
27:42haathiyon ke neeche aake
27:45qadisiyah ki jang me
27:47saade 8000 musulman shaheed hua hain
27:49persian empire tab jaake musulmanon ke paas aaye
27:52to ye sari takleef-e-musulmanon ne kaati hain
27:55baad me farishte ko nahi naazil hua hain
27:57haan sher-o-sheri me aap kahte rahein
27:59aad bhi hua Ibraheem-sa-e-Imam peyda
28:01to aag kar sakti hain
28:03andaaz-e-gulistan peyda
28:05bilkul ham saath hain aapke
28:07aur ham ise kahte hain
28:09ki Ibraheem-sa-e-Imam peyda hui nahi sakta
28:11liyaaza aag
28:13andaaz-e-gulistan peyda kar hi nahi sakti
28:15sahaba-e-ikram to
28:17roman empire ki jangon me
28:19roast kiye gaye hain tel ke kadaon me
28:21aag koi nahi thandi hui
28:23eka koi waqiat batate hain
28:25bilkul jhoote jal hi waqiat hain
28:27istra nahi hota
28:29to musalmanon ne
28:31kurbaniyah diye
28:33duniya ko Allah ne baqadr-e-aifat rakha hain
28:35wo badar me
28:37fazaye badar peyda kar
28:39farishte aajayenge
28:41dekin fazaye badar aap nahi peyda hu sakti
28:43kyunki Allah ke nabi duniya me majood nahi hain
28:45sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam
28:47aap musalmanon ko kurbani deni hain
28:49shahadat-e-deni hain
28:51liyaaza
28:53agar aapko koi
28:55aqal
28:57sujhaye, samjhane ki koshish kare
28:59to uski baat ko positively liya kare
29:01aur
29:03apni islah ki koshish kiya kare
29:05bajaye yeh ke aap kehne ke yeh
29:07isaas-e-kamtri ka shikar hain
29:09isliye ghoron ki technology ki tarif karte hain
29:11bhi tarif karke
29:13hum yeh nahi kehte unke aage jhuk jau
29:15hum kehte tum bhi aisi technology
29:17hasil karo
29:19waise inhone technology hasil ki hui hain
29:21smart phone ki shakal me
29:23gharon ke paas hain
29:25yeh baghdad sharif, ajmer sharif, breli sharif, deoban sharif
29:27ka nahi banawa
29:29wo inke paas hain
29:31ghaadiyan inke paas hain
29:33har facility duniya ki inke paas hain
29:35ghoron ki banayi bhi
29:37wo avail kar rahe hain
29:39aur aapko kya kahte hain
29:41kfc ka buy card kar do, mcdonalds ka kar do
29:43ji kar diya
29:45aage chale
29:47yahaan hazaaro logon ki
29:49naukriyan inse jodi mein hain
29:51wo pakistani hain
29:53wo naukriyon se fariq ho gaye
29:55ab unke liye
29:57next kya bandobast hain
29:59pehle hi berozgaari hain
30:01to yeh kehenge ji Allah pe tawakul karein
30:03aap na nahi Allah pe tawakul karna
30:05aap to janaab
30:0710-15 crore pe ek gaadi nikal ke le aaye hain
30:09toyota ki
30:13poore ek saal me jo tax dena tha
30:15pakistani qaum ne kfc ke zariye
30:17israeel ko
30:19wo aap ek din me de ke aage
30:21aap ne nahi
30:23iske upar amal karna
30:25aap ne apne
30:27iphone ki aur samsung ke mobiles ki
30:29qurbani nahi deni
30:33achha yeh buy card bhi kahte hain
30:35limited karna hai
30:37yani jo hamare istamal ki cheezein unka
30:39buy card na ho, jo aapke istamal ki hain
30:41unka buy card ho
30:43hamare istamal ki to na kfc hai
30:45na smart phone hai, mere paas to wo
30:471500 rupee wala mobile hai
30:49pata nahi aaj ka uski keemat kitni hogi, kahi saal pehle liya tha
30:51hume to farg nahi padta
30:55aap buy card karein, ham aapke saath hain
30:57lekin buy card ke saath in saare logon ki nokri ka
30:59inki economy ka baddobas karein
31:01aur maulviyon se kahein
31:03yeh jo tum chande batod rahe ho na
31:05to naujawanon ko rozgaar do
31:07iske badle mein
31:09hume jo yeh sikhate hain
31:11ke Allah ke nabi chatai pe baithte the
31:13khud yeh gaadi se bhi nahi
31:15utarte hain
31:17hum aapki tabligh to manne ke liye tyaar nahi hain na
31:19aapka living standard
31:21dekhte hain, to lagte hi nahi hain
31:23kahin, jo hai wo Syeduna Ali ki
31:25zindagi ka koi aqs nazar aa rahe hain
31:27aur baise sunen to kehte hain
31:29koi agar aapne wali dekhna hain
31:31mo'min dekhna hain, to Ali Ibn Abi Talib ko dekhe
31:33Ali Ibn Abi Talib wali
31:35koi ek cheez bhi aap logon ke andar nazar nahi aati
31:37sirf baatein karne ke aap log
31:39master hain
31:41main kisi khas
31:43ek bande ko target nahi kar raha hai
31:45is poori soch rakhne wale logon ko
31:47target kar raha ho
31:49zaira usmein khas banda bhi target ho raha hoga
31:51zaira jo zyada bolta hai
31:53wo phir target to hota hai
31:57ab unpe ek F.I.R. hui hain
31:59us waqt se
32:01wo janaab roop hosh hain
32:03ghriftari nahi di unhone, unke
32:05nakawal-e-zamanat warrant nikal chuke hai
32:07aapko pata hai, Karachi ki daalat se
32:09toh maine toh mashwara diya tha
32:11unke aur hamare common
32:13dos ke zariye ke bhai aap jaake
32:15court ke saamne apne aapko surrender karein
32:17aur direct judicial ho jayein
32:19hawalaat mein na jayein, warna toh sindhi police
32:21ho sakte hain aapki phanti laga de
32:23toh waha se direct hawalaat mein jane ki wajahein
32:25aap
32:27seedhe judicial ho jayein
32:29baral khair unhone
32:31mata nahi is mashwara ko maana
32:33yeh nahi maana, shayad mustakbeel mein maan lein
32:35toh is tarah ki guftagu
32:37karke logon ko kehna ki yeh log
32:39kamzori, yeh imaan ka shikar hai aur yeh sari cheezein
32:41toh aapki zindagi mein kya nazar aa raha hai
32:45aur ek doosra, ek frontman
32:47hai, wo takreer karteve
32:49jagah jagah kahta hai, jee mera toh dil karta hai
32:51mai aaj hi chala jaun, Yoroshanam
32:53lekin meri majboori hai, Pakistan ka passport
32:55hai mere paas, aur uspe aap
32:57Israel ka safar nahi kar sakte, log bhi bada
32:59tars khaate hain, ki yaar isne toh chale jaana tha
33:01hala ke baad khuli hai uske paas
33:03Holland, yeh Netherland ka
33:05bakayda passport mujood hai
33:07wo jaa sakta hai
33:09aag o kaani karwa rahe hain
33:11waise humein
33:13maulvi milein, do number
33:15humein motivational speaker milein
33:17do number, iss ittabaar se
33:19do number keh rahe hoon, ki inka zahir aur baatir
33:21ek nahi hai
33:23aapko kuch aur
33:25batate hain, aur khud bilkul uske
33:27opposite zindagi guzaar rahe hain
33:29baatein maulali
33:31ki karte hain, zindagi yeh
33:33maulali guzaar rahe hain
33:35bilkul haqiqat baat, agar mai karte hoon
33:37na toh bhai mai waise hoon
33:39jaisa ke hoon
33:41mujhe toh haq pochta hai bolne ka
33:43inhe toh haq nahi pochta
33:45yeh aapko bataayenge
33:47hazrat khalid ibn e waleed jo hain
33:49wo
33:51so markon mein naqabal e shikast rahe hain
33:53khalid ibn e waleed r.a
33:55wali koi baat aap log ke andar mujood hai
33:57aur phir
33:59khalid ibn e waleed r.a
34:01wo ki jangon ka
34:03aaj ki jangon se koi lehna dena nahi
34:05bhai us zamane mein agar
34:07roman general ek talwar ke saath aaya na
34:09toh khalid ibn e waleed bhi
34:11ek talwar ke saath hi uske saamne gaye hain
34:13bilkul
34:15yeh aapko kahaniya karvaate hain
34:17ki wo zameen-usman ka farag tha
34:19tadaad mein zaroor tha, lekin
34:21ek talwar ke mukawalein pe ek talwar hoti thi
34:23aaj yeh hai
34:25mere bhai aaj toh
34:27agar
34:29ek gun leh ke aaj hain na
34:31aur aap ke hazaar mujahideen
34:33aaj kal ke saamne se talwar leh ke aaj hain
34:35toh wo toh door se hi saaron ko bhoon dega
34:37aur yeh bhi
34:39main aapko chhota farg bata raha hoon
34:41iss se bada farg yeh hai
34:43air strikes ne bohot bada difference daal di hai
34:45air strikes ne
34:47kaya kalb kardi
34:49duniya ki
34:51talban 20 saal tak ladte rahe hain
34:53laakon logon ki shahadat ke baad
34:55phir bhi amerika se jeet nahi sake
34:57amerika ha raha hai jang
34:59apni economy ki wajah se
35:018 bhi wo na jata na
35:03toh beta raha tha
35:05humein toh
35:07bata rahe the 1-2 hafte ki game hai ji
35:0920 saal bete rahe hain
35:11maa
35:13sirf iss buniyaad pe
35:15ke woh jahan kehiin dekhte the carpet bombing
35:17karte the yeh phir gharon me
35:19chhup jate the aur ghar bhi wo jo amerika nahi
35:21bana ke diye mein
35:23tohra bora ke pahadon me jo ghar hai
35:25toh bade bade russian
35:27jang ke doraan
35:29toh ke amerika russia ke khilaf talban
35:31us zamanay ke wo mujahideen the
35:33unko support karta tha
35:35wo sare ghar unhone bana ke diye the
35:37yaar hum jeen cheezon
35:39ke par itraate hain na
35:41wo bhi unki dii hui hain
35:43unki cheezein
35:45le ke unhe aankhe dikhaate hain
35:47phir toh salam hai
35:49janaab iran ko
35:51unke jab president shaheed hua hain
35:53toh usne toh crash karna hi tha
35:55aur pichle 25-30 saal me
35:57sabse zyada fasai haadsaat
35:59iran me hua hain
36:01kyunke unke paas
36:03jab bhi koi unka purza gharab hota hai
36:05toh wo
36:07international market se
36:09unko nahi milta
36:11unke upar pabandi hain
36:13yaha toh kehte pabandi lagi toh
36:15kya masla hai
36:17IMF karza maange toh
36:19aapne kehne aaya jaayi
36:21IMF karza maange toh
36:23aapne kehne aaya jaayi
36:25inko pata hi nahi hain
36:27ke yeh karza wapis na karna
36:29yaha pabandi lagna kya hai
36:31inko kya samajh
36:35uski jo
36:37taariq picture hain
36:39wo unke saamne nahi hoti hain
36:41yeh ek taraf se cheezon ko dekh rahe hota hain
36:43toh iran ne mana ke bhai yeh
36:45humare paas technology nahi
36:47seedhi si baat hain
36:49parent ko nahi ho bachaa sakay
36:51abhi yeh Hassan Nusrullah
36:53shaheed hua hain
36:55toh unhone apne jo supreme leader hain
36:57khamnaee sahab unhe bhi unhone
36:59mafooz jagah pe pochaa diya hai
37:01kyunke unhe pata chal gaya ke agla target
37:03toh phir yeh bhi ho sakte hain
37:07toh musliman science aur technology me
37:09jab tak tarqi nahi karenge us waqt tak
37:13is present world me in kafiron ka mukawala
37:15nahi kar sakte hain
37:17bhaki jo waamun naas
37:19unse me aariz karunga
37:21ke khuda ke liye
37:23yeh jo log aapko istana garmate hain na
37:25ek toh in log ka apna character dekhe
37:27aur doosra aapko
37:29koi depression me jane ki
37:31zaroot nahi hain
37:33hum jo taxes de rahe hain awaam
37:35hum jihad aur qital
37:37ke itbaar se bari uzum hain
37:39seedhi si baat hain
37:41yeh humari zimadari nahi hain
37:43hukumaranon ka kaam hain
37:45shuru me jab manpower kam thi
37:47toh tamaam sahaba-e-karam
37:49jango ke liye jaye karte the
37:51lekin baad me kya
37:53hazrat umar kisi jang me sharik hua hain
37:55apne daur-e-khilafat me
37:57ya hazrat umar ke daur-e-khilafat me
37:59hazrat ali kisi jang me sharik hua hain
38:01nahi kyuki us waqt fauj ban chuki thi
38:05saaron ne nahi jaana hota tha
38:07aaj bhi fauj-e-man chuki hain
38:09saare log jihad me shaamil hain
38:11apne taxes ke zariye
38:13hum sabun ki tikkiya ke upar bhi tax dete hain
38:15hum apne motorbike me
38:17ek litre jo petrol bharwate hain
38:19usme bhi 30-40% tax dete hain
38:21aur unhi taxes se humara
38:23judicially ka nizam, humara
38:25military ka nizam, humara police ka nizam
38:27yeh sab kuch atomic energy ke
38:29idare unhi taxes pe chalte hain
38:31toh har pakistani
38:33directly ya indirectly
38:35Pakistan me toh indirect jo taxes
38:37hain na wo 40 se zyada hain
38:39jo card hi liye jate hain
38:41wo aapko dene nahi padte
38:43khutba khud kat jate hain
38:45toh hum us jihad aur
38:47qital me shaamil hain
38:49liyaaza koi tension me jaane ki zaroorat nahi hain
38:51phir yeh jo motivational speaker
38:53aur maulvi jihad aur
38:55qital ke naam ke upar surah at-tauba
38:57aur surat-un-nisa ki ayat padke
38:59musulmanon ka khoon gharma rahe hain
39:01inse sirf poochein ki theek hai
39:03hum jihad ke liye tyaar hain, unh daso jaana ki dhe jai
39:07kidhar jaiye
39:09yaani agar main
39:11deobandi hun toh main khud kush
39:13jacket bandu
39:15aur jaake daesh ke headquarter pe hamla
39:17kar du
39:19Afghanistan me
39:21jisna talban
39:23America se lad rahe the na aaj daesh
39:25lad rahe hai talban se Afghanistan me
39:27yeh hai aapka jihad
39:29lo samo
39:31aur agar main
39:33wahabi hun toh main khud kush
39:35jacket band ke toh talban ke
39:37headquarter pe hamla kar du
39:39yeh main unh loon ki baat kar roon jinn ke baare
39:41mein musulman samajhte hain ke woh jihad kar rahe hain
39:43abhi main TTP ki
39:45yeh TLP ki toh baat hi nahi kar rahe hain na
39:47unh ko toh koi bhi nahi maanta ke woh jihad kar rahe hain
39:49woh toh danga fasaad hi kar rahe hain
39:51woh toh khawarij bane hain
39:53main unh loon ki baat kar roon ki jinne log duniya
39:55mein samajhte hain ki yeh musulmanon
39:57ka jihad aur qital leke chal rahe hain
39:59aur unh ka jihad aur qital ek doose ke khilaf hain
40:03daesh America ne
40:05saudia ne milke banayi
40:07jab saudia ke khilaf hui toh unhone sabse pehle
40:09imam-e-kabah se biyaan dil waye ke yeh khawarij hain
40:11phir shia ka jo unhone
40:13katl-e-aam kiya
40:15iraq ke andar, shyam ke andar
40:19woh toh phir
40:21shia tanzeemon ne mainat karke us fitrah ko khatam kiya
40:23lekin woh zahir hai musulman hi musulman se lat raha tha
40:27yeh total jihad aur qital hain
40:29lihaaza yeh ayaat padte weh
40:31surah-e-tauba ki, surah-at-an-nisaa ki
40:33logon ki aankhon se ansu-rwaa hote hain
40:35aur woh ayaat
40:37nabi-ul-islam ke mubarak zamane
40:39ya aise halat-on-waqiaat
40:41se mutallik hain jisme waqe-e-klear
40:43ho ki yeh jihad aur qital
40:45Allah ki riza ke liye ho raha hai
40:47kisi firqah ki support ke liye nahi ho raha
40:49kisi community ki
40:51support ke liye nahi ho raha
40:53aur aaj kal ke jihad aur qital
40:55aapke saamne hain
40:59yeh sari ke sari drama wazi jo unhone lagayi hui hain
41:01aur
41:03musliman mulko ko jahannam bana diya
41:05hai rahne ke liye
41:07mujhe bataayi jo Pakistan ki halat hui hui hain is waqt
41:09bair ke log kya sochte hain
41:11ke yaar yeh to
41:13matlab iss se toh betar hain ke
41:15insaan kisi doose mulk mein chara jaye
41:17musliman musliman
41:19se dar rahe ke mere upar tawheen-e-mazab
41:21ka ilzaam na lag jaye
41:23muslimanon ka jihad bas yeh hi rahe gaya
41:25kisi doose musliman pe
41:27tawheen-e-mazab ka ilzaam lagao
41:29kartoon bante hain
41:31france mein bande yahan phadkaayi jaate hain
41:37isi yeh dekh lein wo log
41:39jo yoroshallam ke jihad aur qital ki baat karte hain
41:41aur political system of
41:43islam ki baat karte hain
41:45pakistan mein siyasi nizam
41:47islamik hona chahiye jab unh se pucha jaate hain
41:49ke aap TLP ko jaante hain kehte hain
41:51mein TLP ko nahi jaante hain
41:53unhe pata hai ke
41:55yahudi to yahan nahi aa sakte hain
41:57unhe pata hain
41:59unhe pata hain
42:01unhe pata hain
42:03unhe pata hain
42:05unhe pata hain
42:07unhe pata hain
42:09unhe pata hain
42:11unhe pata hain
42:13unhe pata hain
42:15unhe pata hain
42:17unhe pata hain
42:19unhe pata hain
42:21unhe pata hain
42:23unhe pata hain
42:25unhe pata hain
42:27unhe pata hain
42:29unhe pata hain
42:31unhe pata hain
42:33unhe pata hain
42:35unhe pata hain
42:37unhe pata hain
42:39unhe pata hain
42:41unhe pata hain
42:43unhe pata hain
42:45unhe pata hain
42:47unhe pata hain
42:49unhe pata hain
42:51unhe pata hain
42:53unhe pata hain
42:55unhe pata hain
42:57unhe pata hain
42:59unhe pata hain
43:01unhe pata hain
43:03unhe pata hain
43:05unhe pata hain
43:07unhe pata hain
43:09unhe pata hain
43:11unhe pata hain
43:13unhe pata hain
43:15unhe pata hain
43:17unhe pata hain
43:19unhe pata hain
43:21jab jab bhi
43:23jab jab bhi
43:25jab jab bhi
43:27jab jab bhi
43:29jab jab bhi
43:31jab jab bhi
43:33jab jab bhi
43:35jab jab bhi
43:37jab jab bhi
43:39jab jab bhi
43:41jab jab bhi
43:43jab jab bhi
43:45jab jab bhi
43:47jab jab bhi
43:49jab jab bhi
43:51jab jab bhi
43:53jab jab bhi
43:55jab jab bhi
43:57jab jab bhi
43:59jab jab bhi
44:01jab jab bhi
44:03jab jab bhi
44:05jab jab bhi
44:07jab jab bhi
44:09jab jab bhi
44:11jab jab bhi
44:13jab jab bhi
44:15jab jab bhi
44:17jab jab bhi
44:19jab jab bhi
44:21jab jab bhi
44:23jab jab bhi
44:25jab jab bhi
44:27jab jab bhi
44:29jab jab bhi
44:31jab jab bhi
44:33jab jab bhi
44:35jab jab bhi
44:37jab jab bhi
44:39jab jab bhi
44:41jab jab bhi
44:43jab jab bhi
44:45jab jab bhi
44:47jab jab bhi
44:49jab jab bhi
44:51jab jab bhi
44:53jab jab bhi
44:55jab jab bhi
44:57jab jab bhi
44:59jab jab bhi
45:01jab jab bhi
45:03jab jab bhi
45:05jab jab bhi
45:07jab jab bhi
45:09jab jab bhi
45:11jab jab bhi
45:13Allahumma salli ala muhammadin wa ala aali muhammad
45:18Rabbana aatina fid dunya hasana
45:22wa fil aakhirati hasana
45:24wa qina a'dhaban naar
45:26Rabbana aatina min ladunka rahma
45:30wa hayyi' lana min amrina rashada
45:33La ilaha illa anta subhanaka inni kuntu min az-zalimin
45:40Rabbana hab lana min azbajina wa dhurriyatina qurra ta'ayyun
45:45wa ja'alna lilmuttaqina imama
45:48Rabb irham huma kama rabbayani saghira
45:52Allahumma ghfir li hayyina wa mayyitina wa shahidina wa gha'ibina
45:59wa sahidina wa kabirina wa dhakirina wa umthana
46:04Allahumma man nahyaytahu minna fa ahyihi alal islam
46:09wa man tawaffaytahu minna fa tawaffahu alal iman
46:14O Allah, for the good deeds that your Beloved has asked of you
46:18for our sake, for the sake of our parents, for the sake of our wives and children
46:21and for the sake of the whole Ummah, accept them
46:24for the evil deeds that your Beloved has asked for your protection
46:29grant all Muslims protection from the evil deeds
46:32especially the Muslims of Palestine
46:36the Muslims of Kashmir, the Muslims of India, the Muslims of China
46:41in Yemen, in Iraq, in Syria, in Afghanistan, in Pakistan
46:45wherever they are spending their life
46:48protect them from the evil deeds
46:51O Allah, for the good of our country Pakistan
46:54for the good of the whole Islamic world
46:56protect us from the internal and external dangers
46:59forgive the small and big relatives of the audience
47:02accept the prayers in the hearts of the audience
47:05grant healing to the small and big relatives of the audience
47:09accept all these prayers in the hearts of all Muslims
47:13subhana rabbika rabbil izzati amma yusifoon
47:16wasalamun ala al mursaleen
47:18walhamdulillahi rabbil alameen
47:20wasallallahu ala nabiyyil kareem
47:22wa ala alihi wa sahbihi ajma'een
47:24ila yawm al deen
47:26Ameen

Recommended