• last year
Dars e Quran | Rabi ul Awwal Special

#aryqtv #marhabayamustafasaww #naat #season14

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahi rabbil alameen, wa ala aqibatu lilmuttaqeen, wasalatu wassalamu ala rasoolihil
00:14kareem.
00:15Amma ba'd.
00:16Fa a'udhu billahi minash shaitanir rajeem, bismillahir rahmanir raheem.
00:20Muhatabim nazareen-e-karam, dars-e-quran, milad-un-nabi sallallahu alayhi wasallam ki
00:25khususi nashriyat ke saad, aadam-e-murtaba fir aapke saamne haazir hain, ek aisa khusura
00:30silsila jisme quran aur sahib-e-quran ka taaluk hampar waazi hota hai, wo quran jo
00:36hmein piyaar-e-aqa sallallahu ta'ala alayhi wasallam ki nisbat aur barkat se mila hai,
00:41us quran ko piyaar-e-aqa sallallahu alayhi wasallam ki ta'alimat ki roshni mein samajhne
00:45ka ek khusurat mawqah mein mayisar aata hai, yeh quran jo tamam baniyin-o-insan ki hidayat
00:51aur-e-ahnumai ka sar-chashma hai, is sahib-e-quran ki milad ke mawqah pe us quran ki saad taaluk
00:56mazboot karne ka ek behtreen mawqah mein mayisar aata hai.
00:59Isi tana ki nashist, aaj phir ek martab hum sajaye baite hain, ismein surah-e-baqarah
01:04ki ayat number 213, aaj humare dars ka unwaan hogi, aayiye hum pehle surah-e-baqarah ki
01:10ayat number 213 samaat karte hain, iska tarjama samaat karte hain, phir inshaAllah iski roshni
01:46fahadallahu allatheena aamanu limakhtalafu feehi minal haqqi bi-idhni wallahu yahdi mayyashau
01:53ila siratil mustaqeem, tarjama samaat karte hain, tamam log ek ummat the, jab wo mukhtalif
02:01ho gaye, to Allah ta'ala ne khushkhabri dene wale aur dar sunane wale nabi bheje aur unke
02:07saad kitab-e-haq nazil karte hain, ta ki wo logon ke darmian unki ikhtilaf karda baaton
02:14mein faisla karein, aur isme sirf unhi logon ne ikhtilaf kiya tha jine kitab di gayi thi
02:21aur unhone roshan dalail aane ke ba wajood mehz baahami sarkashi ki wajah se ikhtilaf
02:26kiya tha, to Allah ne is ikhtilaf me imaan lane walon ko apne izin se haq baat ki taraf
02:35hidayat di aur Allah jise chahe sirat-e-mustaqeem ki hidayat deta hai.
02:40In ayaat-e-bajjinaat mein Allah subhanahu wa ta'ala ne jo pehli baat khastor par irshaad
02:46farahi hai, wo yeh hai ki is waqt hum duniya mein jab dekhte hain, to mukhtalif mazaahib
02:52aur mukhtalif nazariyat ke afraat baste weh nazar aatein, yaani insaanon ki jo abadi
02:57hai is duniya ke andar, wo mukhtalif nazariyat ki haamil hai, to yeh jo insaani abadi hai
03:03ke apni ibtida se isi tana ikhtilaf ka shikar rahi, apni ibtida se hi mukhtalif nazariyat
03:09ka shikar rahi, mukhtalif aqaid aur afkaar ka shikar rahi, to zahir si baat hai jab
03:14insaaniyat ki ibtida hai, us waqt kya tha, Allah subhanahu wa ta'ala to alim-o-khabeer
03:19hai, jab kuch nahi tha tab bhi wo tha, to us waqt ki ibtida kaise hui, insaaniyat ki
03:25ibtida kaise hui, aur Allah ki bande ibtida mein kis aqeed aur nazariyat ke haamil the
03:30Rab-e-Karim ne is baat ko is aayat-e-mubarakah mein imtihai roshan aur wazeh dalil ke torpe
03:37ishaat firma hai, firma kaan-an-naas-u-ummat-an-waahida, yaani ay baniyan-u-insaan, is waqt jo insaan
03:44mukhtalif nazariyat, mukhtalif firqon, mukhtalif mazaahim mein baate hui nazar aate hain, inki
03:50ibtida aise nahi thi, kaan-an-naas-u-ummat-an-waahida, yeh tamaam ki tamaam insaan, ek ummat-e-waahida
03:57thi, yaani ummat bhi thi aur ek hi thi, inmein wahdat thi, inmein wahdat-e-afkaar thi, wahdat-e-nazariya
04:04thi, yeh mukhtalif nazariyat ke haamil nahi thi, balke yeh sab apni ittida mein ek hi
04:09nazariyat ko maanne wale thi, ek hi aqeedah ko follow karne wale thi, ek hi deen ke follower
04:15thi, aur wo aqeedah, wo nazariyah, wo deen kya tha, wo sirf aur sirf yeh tha, ki Allah
04:20waadahu laa shariq ki ibadat ki jaye, aur Allah waadahu laa shariq jo ke hamara khaliq
04:24bhi hai, hamara maalik bhi hai, hamara raziq bhi hai, na sirf yeh ki uski ibadat ki jaye,
04:30balke zindagi ke har maamle mein uski itaat-o-farma bardaari ki jaye, to yeh jo wahdat hai, is
04:36wahdat ki ek baat humein yaha samajh mein aati hai, ki Allah subhanahu wa ta'ala ne jo
04:40ummat-e-wahida irshaad firmaaya, yeh wahdat ki sunoyyat ki thi, aaj bhi hum baat karte
04:45hai na ji, ittihad hona chahiye, sab ek ho jaye, yeh wahdat ki sunoyyat ki ho sakti
04:50hai, to wahdat mein hum dekhte hai, to insaan ke mukhtalif kaifiyat humein nazar aati hai,
04:55kabhi yeh kote hai, ki ek khandaan ke afraad apni wahdat qaim karte hain, ji hum sab fana
05:00khandaan se taaluk rakte hain, to is khandaan aur is baraadari se taaluk rakhne wale jo
05:04hai, wo duniya mein kahin bhi base hua ho, ya kisi bhi mulk mein mukhtalif khiton mein
05:08rehte ho, magar hum sab kya hain, mutahir hain, to ittihad ki buniyat kis baat par bani,
05:13baraadari, nasab ya khandaan, issi tarah ek cheez humein nazar aati hai, wahdat ke
05:18liye, ki log qaumiyat ki baat karte hain, lisaniyat ki baat karte hain, ji chuke hum
05:23ek zabaan bolne wale hain, to hum chuke sab fulaan zabaan bolne wale hain, to hum sab
05:28kya hain, ek platform pe jamaa hain, ya hum ek qaum se taaluk rakhne wale hain, to hum
05:32sab kya hain, ek platform pe jamaa hain, ab duniya ki kisi bhi khitne mein rehte hone,
05:37wo ittihad ki baat karenge, yeh gangat ki baat karenge, magar uski buniyat kya hogi,
05:42qaumparasi ya lisaniyat uski buniyat hogi, Allah subhanahu wa ta'ala ne, jo wahdat
05:48ki buniyat farahan ki hai, wo kya hai, dekhe rang aur nasar ki agar baat karen, to poori
05:54duniya ki insaan, ek wahdat me jamaa nahi ho sakte, chuke mukhtari baradari hain, Allah
05:59baag ne farha, inna khalaqnaakum min zakariyum unsa, wa ja'alnaakum shu'uban wa qaaba ilali
06:04ta'arafu, humne tumhe ek mard auras se pehda zarur kiya hain, dekhe bhi humein mukhtarif
06:09khandaan aur mukhtarif kabilon me tumhe baat diya hain, taaki tumhe ek dusre ko pehchaan
06:14sako, to agar koi khandaan ki buniyat pe ya baradari ki buniyat pe agar koi ittihad ki
06:20baat kare, to poori duniya ki insaan uspe jamaa nahi ho sakte, chuke baradari hain mukhtarif,
06:25khandaan mukhtarif, agar koi kisi zamaan ki wajah se ittihad ki baat kare, to bhi poori
06:31duniya ki insaan ek baat pe jamaa nahi ho sakte, chuke duniya me sekadon zamaane boli
06:35jaate hain, to har zamaan bolne wala apni zamaan se mohabbat karta hai, to tamaam insaan
06:40ko ek zamaan pe jamaa nahi kar sakenge, agar kisi khaas vatan ki wajah se ittihad ki baat
06:46kare, to duniya ki andar itne saare mamalik hai, 58 ya 57 mamalik sirf Islami hain, to
06:54duniya ki andar itne saare mamalik hai aur har mulk ki jo rehne wale hain apne mulk se
06:58mohabbat karte hain, to saare insaanon ke darmiyan vatan ki wajah se ittihad qaing nahi ho
07:03sakta, to koi ek nukhta to aisa hona chahiye na, koi ek platform to aisa hona chahiye,
07:08koi ek nazariya to aisa hona chahiye, jis par tamaam insaanon ko muttahid kiya jaa sakta
07:13ho, to Allah ne firma, haan wo nazariya hai, wo platform hai, wo ek nukhta hai, jis pe
07:19poori duniya ke insaanon ko jamaa kiya jaa sakta hai, aur wo nukhta, wo platform, wo
07:24nazariya kya hai, wo nazariya ye hai, la ilaha illallah, Muhammadur Rasulullah sallallahu
07:29alaihi wa sallam, yek aisa nazariya hai, jis pe har rang wala jamaa ho jayega, har nasal
07:35wala jamaa ho jayega, har qaum wala jamaa ho jayega, har khitte ka far jamaa ho jayega,
07:40na rang aade aayega, na nasal beechme rukawad banegi, na qaum beechme rukawad banegi, na
07:45rang, na khandan beechme rukawad banega, balke jo ekraar kar lega, la ilaha illallah, Muhammadur
07:51Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam, wo duniya ke kisi bhi khitte ka rehne wala ho,
07:56kisi bhi nasal se taluk rakhne wala ho, aur koi bhi zabaan bolne wala ho, wo inke darmiyan
08:01Allah subhanahu wa ta'ala ummat-e-wahida unko bana kar aapas mein bhai-bhai ka rishtak
08:06bana dega.
08:07To ek nazariya, is aayat-e-mubarakat se pada chalta hai, jab hum ittihad ki baat karte
08:12hain, muttahid hone ki baat karte hain, iska nukta kya ho sakta hai?
08:16Iska nukta sirf kya hai?
08:17La ilaha illallah, Muhammadur Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam, jo tamaam jo gharafiyai
08:23hadon se baalatar hai, jo har kisam ki rukawat se baalatar hai, aur hum dekhte hain Rasulullah
08:28sallallahu alaihi wa sallam ki zamane mein, koi Mekka ka rehne wala ho, Madina ka rehne
08:33wala ho, ya Habshah ki Bilal ho, ya Janab-e-Wala Room ke Suhaib ho, ya Janab-e-Wala Faraz ki
08:40Salman ho, ye mukhtali fitnon ki rehne wale hain, dekhe jab ikraar kiya, La ilaha illallah,
08:45Muhammadur Rasulullah, to phir saare baatil budh toot gaye, saare asabiyat ki budh toot
08:51gaye, aur sab aapas mein baham-e-sheer-o-shakar hokar bhai-bhai ban gaye, ye hai nukta-e-wahidat.
08:56Aur ye Islam ka pegham jahan jahan tak gaya, ye ummat ko wahidat mein, muttahid karne
09:03mein, jodne mein, ye aisa isne karnama sar anjaam diya hai, ki humein nazar aata hai,
09:08ki ye asabiyat se pehle, agar kisi ko kareeb karna hain, to sirf aur sirf ye deen hain,
09:14deen-e-Islam hain, jo sab ko kareeb kar sakta hain. To insaniyat ki ibtida yahi hai, insaniyat
09:20ki ibtida yahi hai, aur insaniyat ki intiha bhi yahi hai.
09:25Sarkar ne firma hai, ki duniya mein, jab dajjal ka khatma ho jayega, Hazrat-e-Isa
09:31alaihi salam, jab dajjal ko khatam kar denge, aur tamam fitnah jab khatam ho jayenge, to
09:35us waqt duniya mein sirf ek hi kalma pada jayega, La ilaha illallah, Muhammadur Rasulullah
09:40sallallahu alaihi wa sallam. To ibtida ke andar bhi, saare ki saare insaan kya the, musalmaan
09:45the. Khudaa-e-wahda-u-la-shariqi ibadat karne wale, Allah ke hukum par amal karne wale
09:51the. To yeh sochna ki shayad yeh ikhtilab shuru se chalta chala raha hai, yeh nasal
09:55ka ikhtilab, deen ka ikhtilab, mazhab ka ikhtilab, to yeh kabhi insaan ek hoi nahi
09:59sakte, to yeh baatil soch hai, yeh baatil nazariya hai, yeh baatil fikar hai, sab ek
10:04ho sakte hai, magar ek karne ke liye nukta bhi to dekhe na, buniyat bhi dekhe, ki buniyat
10:08kaunsi huni chahiye, to buniyat fakat ek hi hai jo intihai mazboot aur mustahikam hai.
10:13To firma hai ki tamam ki tamam insaan, ummat-e-wahida the, aur yeh wahdat deen ki wajah se thi,
10:19rang-nasal kaun ki wajah se nahi thi. Ab kya hua? Ab jo ek azali dushman hai insaan
10:26ka, jo Syed-un-Adam-ul-Islam ki zamane se Allah ki baarga se mohdat liya hua hai, aur
10:32wo yeh chahata hai ki insaan, jo ki khalifatullah fil ardh hai, usse Allah ki firma bardaari ki
10:38wajah na firmani ki raste pe laga de, usne apne harbi ikhtiyar ki hai. Aur jo ummat-e-wahida
10:44mein, jo ek ladhi mein puray hua the, aur khudah-e-wahidah-ul-ashariq ki ibadat karne
10:48wale the, unhe warghalaya. Warghalane ka tariqa kya hota hai? Mukhtalif heele hain, mukhtalif
10:54tariqa hain. Kuch log aisey hote hain, jinki ilm se dushmani hoti hai. Jinki ilm se dushmani
11:01hoti hai, unko warghalane ka tariqa lag hota hai. Aur jo ilm se muhabbat karne wale hote
11:07hain, unke ilm ke zariye hi unko warghalaya jaata hai. To yeh shaitaan mukhtalif heel
11:12bahano se, insaan ko kya karta hai? Warghalate aur Allah-ta'ala ki nafarmane ki taraf lekar
11:16aata hai. To Allah-ta'ala ne farma hai ki aise hi hua, ki ek arsey tak yeh ummat-e-wahida
11:21rahi, magar shaitaan ko yeh baat pasan nahi aayi, usne warghalaya, waswase daale, aur
11:27aapas mein ikhtilaf daal diya. Ikhtilaf kya hone laga? Mukhtalif soch, mukhtalif nazariya
11:34aur Allah-subhanahu wa ta'ala ki hukum par, meen-o-an-amal karne ke wajah pehle apni
11:39soch aur aqal ko ladaya. Iska yeh matlab ho sakta hai? Iska yeh matlab ho sakta hai?
11:44Nahi nahi, is baat ka yeh matlab hai? Aap jab itne saare log apni apni baatein karenge
11:49to kya hoga aapas mein? Ikhtilaf hoga. Ek mukhtasar se, break ka waqt hota hai Inshallah,
11:54break ke baad hum isko yehin se continue karein. Welcome back nazareen-e-ikram. Break
11:58se pehle humari guftuku ka silsila chal raha tha, ki insaanon me ikhtilaf pehda kaise hua?
12:04To aqaid-o-nazariyat ke andar ikhtilaf uswaq pehda hua, ki jab shaitaan ne waswasan daadi
12:10ki, aur logon ne Allah ki hukum ke bajaye apni aqal ki mutaalik sochana shuru kar diya,
12:15aap jab har shahs apni mizaaj ki mutaalik sochega, to sochane ka andaaz alag hai, samajhane
12:20ka andaaz ikhtilaf pehda hona shuru ho gaye. Aap jab ikhtilaf pehda hua, to aap ummat-e-wahida
12:25muntashir hona shuru hi. Main phir aapko yeh yaad yahan nahi kara doon, yeh ittihad
12:31ka, rang ka, nasal ka, qaum ka nahi tha. Yeh ittihad kis cheez ki tha? Aqeed-e-ka tha.
12:35To ikhtilaf kis wajah se hua? Aqeed-e-me-ikhtilaf. Firqah kaise bane? Ummat-e-wahida ka jo jazba
12:43tha, aur jo ittihad tha para para kaise hua? Aqeed-e-me-ikhtilaf ki wajah se. To yahan
12:48yeh baat samajh mein aayi, jahan aqeed-e-kharab ho jaye, wahan wahdat khatam ho jati. Wahan
12:53ittihad khatam ho jati. To aqeed-e-kharab karna shuru kiya, aur shirk ki taraf maail
12:58karna shuru kiya. Allah ki naafarmani ki taraf maail karna shuru kiya. Ab Allah paak
13:02ka karam dekhen. Aisa nahi ki Allah paak ne sirf eki nabi babroos farmaye, unki hidayat
13:07u rehnumai ke liye, aur uske baat phir Allah ne unko beasara chhod diya. Farma nahi. Jahan
13:12ek taraf warghalane wala, jisne qayamat tak time le rakha hai, to Allah subhanahu wa ta'ala
13:18ne bhi qayamat tak bandon ki hidayat ka bandobas kar rakha hai. Ki tu qayamat tak behkata
13:24hai, aur main apne bandon ki hidayat u rehnumai ke liye, qayamat tak ka bandobas kar rakha
13:28hunga. Farma, faba'atallahu nabijina mubashireena wa munzireena. Allah paak ne kya karam farma,
13:35Allah ne nabi mabroos farmaye. Ek nabi nahi, tasalsul hai, tawatur ke saath, anbiya ki
13:41beasat ka. Aur jo nabi tashreef lekar aaye, farma inki do kaifiyat hai, mubashireena wa
13:47munzireena. Yaani khushkhabri sunane wale aur dar sunane wale. Ab dekhein, class ke
13:53andar do dhara ke students hain. Ek wo hain jo aapki har baat maante hain. Aur dosre wo
13:58hain jo sarkashi par aamada hote hain. To teacher ka rawayo dono ke saath mukhtalif hota
14:02hai. Jo achche bachche hain, teacher unhe mazeed khushkhabri sunata hai ki jo achcha
14:06kaam karege usko yeh reward diya jaayega. Usko yeh inaam diya jaayega. Usko shabashi
14:10diya jaayegi. Uska naam sab ke saamne pukara jaayega. Usko class me sab ke saamne bula
14:14ke shabashi diya jaayega. Aur wo jo sarkashi par maail hote hain, jo kaam nahin kar rahe
14:19hote hain, jo test nahin der rahe hote hain, ya kisi bhi tarah se nafzab ki khilaf barzi
14:23karte hain, to unke khilaf kya kiya jaata hai? Unko daata jaata hai. Sarjanish ki jaati
14:27hain. Sab ke saamne sarjanish ki jaati hain. To yeh insani fitrat hai. Ke jo achcha kaam
14:32karta hain, usse sataish ki ummeed hoti hain. Ke koi to mujhe shabashi de na. Agar kahin
14:37se shabashi hoi na, to bhir achchi aur burri ki tamiz kaise baaki rahegi. Jo achcha kaam
14:42karne wale hain, agar koi re shabashi na de na, to ek waqt aata hai, wo bhi sochti hain
14:46aur hum bhi burre ban jaate hain. Hamare achcho hone se kisi ko kya farq padh rahe hain. Allah
14:50ki nabi jahe, wo yeh ravish ikhtiyar karte hain. Ke wo, jo in tamaam tar baatil nazariyat
14:55ke baawajood, iftiraak ke baawajood, intishaar ke baawajood, waswason ke baawajood, Allah
15:02ka raasta nahi chhoda jino ne, Allah ke raaste par chalte rahe, Allah ki ibadat karte rahe,
15:07deen-e-haq par kaarband rahe, to sabse pehle nabi mubashir bankar unhe khushkhabri sunaate
15:12hain. Ey Allah ke bandon, in na masa'id haalaat me bhi jab tum Allah ke raaste par gaamzan
15:18ho, to Allah ki taraf se main nabi tumhe khushkhabri sunaate ho ki tumhara Rabb tumse raazi hai
15:23aur Allah ne tumhare liye jannat tayyaar kar rakhi hai. Ab unka hausla badh jaata hai,
15:27ki hum jo mushakkat-e-bardash kar rahe the, hum yeh samajhati shayad koi dekh nahi raha,
15:32nahi, balki jis ke liye humne mushakkat-e-bardash ki hum farwardigar mushahidah firma raha
15:36hai, wo dekh raha hai, aur khushkhabri dene ke liye Allah ne nabi ko bheja hai, inko khushkhabri
15:41sunaayi hai. Doshi tara wo, jo seedhe raaste se had gaye the, unke liye munzir bante hain
15:48pir wo, unhe Allah ka dar sunaate hain, ki dekho, agar tum seedhe raaste par nahi aaye,
15:52to kya hoga, jahannum ke azaab me daal diye jaoge. Agar tum nahi aaye, to dozakh ki
15:57aag tumhara woh thikana ban jayegi, isliye khuda ke ghazab se daro, kayi aisa nahi ki
16:02duniya ke andar ibrat ke nishana bana diye jao, aakhirat ki zillat aur uswaai bhi tumhara
16:06muqaddar bane, isliye khuda ke azaab se daro, aur wapis seedhe raaste ki taraf aa jao.
16:11Ab yeh bhi ek badi hikmat bhari baat hai, usko dekhey hain aap. Khaas toh pe hamare
16:16pyaar-e-aqa, taj-e-daar-e-Madina, hazrat-e-Muhammad-e-Mustafa, sallallahu alayhi wa sallam, ki shaan-e-karimi
16:22aur shaan-e-rahmat-ul-lil-alameen dekhey hain. Pehle kya hota tha ki jab qaumein apne
16:27nabi alayhi salam ki gustakhi karti, nafarmani karti, aur hadd dharmi par utar aati thi na,
16:34toh Allah ki nabi inki liye dua garte the, yeh Allah yeh meri baat nahi maan rahe,
16:38inko halaak karte the. Toh jo momin hoti the, wo baj jate the, aur jo nafarman aur kafir
16:42hoti the, wo halaak aur barbaad hoti the. Sarkar ki shaan-e-karimi dekhey hain. Sarkar
16:47pe kaun se zulm nahi hua, patthar barsaye gaye, kaante bichaye gaye, gaaniya di gaye,
16:53sahir, jaadugar, aur kahin, aur majnun, aur diwana, maazallah, kya kuch nahi kiya gaya.
16:59Zindagi guzarni ke zbaab tang kar diye gaye. Itni takleefay ke khud Sarkar farmate hain
17:04ki jitna mujhe sataya gaya hai, itna kisi nabi ko nahi sataya gaya. Toh hona toh kya
17:09chahiye tha, ki Makka walo par bhi kya hota, umoomi azaab aa jata, sab kise bhalaak aur
17:14barbaad kar diye jaate. Taif ke halat aur waqiat aapne pade, ki Jibreel-e-Ameen aaye,
17:19ka ya Rasool Allah yeh pahano par maamoor farishte aaye hain, aap jaisa hukum denge
17:24waisa hoga aur yeh Taif walo ki chatni ban kar rahe jaaye. Mita diya jaayega inko.
17:28Magar Sarkar ka kya jumla tha? Sarkar ne farmaya ki main rahmat bana kar bheja gaya,
17:33hun zahmat bana kar nahi bheja gaya. Yeh mujh par imaan lekar nahi aate, magar mujhe
17:38omeed hain ki inki aane wali nasle mera kalma zarur padegi. Aur Makka walo ko bhi dekhein,
17:43ki wo Makka wale, jo Islam ke sabse bade mukhalif the, Rasool Allah ki shaan-e-rahmat-ul-lil-alameen
17:51ka sadqa dekhein, aaj wohi Makka-e-Mukarrama-e-Islam ka markaz hain. Aaj Makka mein kafiron ka
17:58daakhla hi band hain, har ghar mein Musliman nadar aata hai. Har basti aur hilaake bhi
18:02Musliman nadar aata hai. Toh Sarkar ka yeh vijan tha, aur Sarkar ki rahmat-ul-lil-alameen
18:07ka sadqa tha. Toh pehle toh azab aata tha, halaak-o-barbaat kar diye jaate the, magar
18:11Sarkar ki rahmat-ul-lil-alameen ka sadqa yeh hai, ka kafiron ko bhi umoomi azab se halaak
18:16Allah ne nahi kiya hai, ki yeh nahi inki aane wali nasle zarur mere nabi ka kalma padegi.
18:22Aur woh Musliman hui, Alhamdulillah. Toh Allah Pak ne nabi bheje. Isliye bheje, ki wo ehle
18:28imaan ko, aur Allah ki raaste pe chalne walo ko khush khabari sunaayen. Aur woh jo Allah
18:33ki raaste se hadh gaye, unhe dar sunaakar wapis lekar aayen. Nabiyon ka kaam wapis laana
18:38hain, Allah se jodna hain. Na ki unhe wapis hi bhaga de na. Yeh nabiyon ki hikmat dekhe
18:44hain. Bada khufsoorat main aapki jumla arz kar raha hoon. Ki Allah ne nabiye iske nahi
18:47bheje the, ki logon ko deen se nikaal do. Balki Allah ne nabiye iske nahi bheje the,
18:51deen se nikle, unko wapis lekar aayi hai. Nabiyon ki jidd-o-jihad yeh rahi hai. Aur hamari
18:58halka mein usko bhi bahar nikaal diya jaye. Jo deen mein usko bhi bahar nikaal diya jaye.
19:02Isko bhi bahar kar do, usko bhi bahar kar do. Aur Allah ki nabiy ka kaam yeh hota tha,
19:06jo bahar jaa chuke hain, munkir ho chuke hain, aap unper mehnat karke unko wapis deen ke
19:12andar lekar aayi hai. Acha phir Allah ne, nabiy to bheje bheje, nabiyon ki saas saath
19:17Allah ne kitabe bhi naazil farmayen. Farma, wa anzala ma'ahumul kitaba bil haq li ahkuma
19:23bayn-an-naas fi maqtalafu fi. Wesh to Allah ki nabiy kaafi tha, faisla karne ke liye,
19:29haq baat bayan karne ke liye, ikhtalaafu door karne ke liye. Magar Allah ne farma
19:33hai ki hamne apne hi bandon par yeh karam farmaya hai, ki apna kalam naazil farmaya.
19:37Abdi hidayat-ul-rehnumai ki hamne sahife naazil farmaya. Kyun? Taaki jo Allah ki nabiy
19:43hai li ahkuma bayn-an-naas. Faisla sunane ke liye koi kitab honi chahiye. Insaan ka
19:49ek mizaaj hai, jab usse koi faisla sunaye jo, koi baat bataye jo, toh kehte hain, kahan
19:53likha hai? Yeh baat kahan likhi hai? Yeh toh humein pata hi nahi. Toh Allah ki nabiy
19:57dalil saath mein lekar aatein. Kahan likhi hai? Allah ki kitab mein likhi hai. Yeh
20:01jo faisla aap karne hain kahan likha hai? Yeh Allah ki kitab mein likha hai. Apni marzi
20:04se faisla. Main jo faisla kar raha hun yeh wahi faisla hai jo Allah ne apni kitab mein
20:09naazil farmaya hai. Aur main sirf faisla sunane nahi, balki Allah ki hukum se faisla naafiz
20:15karne aaya hu. Ulama ke baas. Jo kaam hai, wo faisla sunane ka hai. Ke Allah ne Quran
20:20mein yeh baat bayan ki hai. Dekhi jo nabi aatein, wo quwat-e-naafiza ke saath aatein.
20:24Wo sirf faisla sunatein nahi, balki faisla ko naafiz bhi kartein. Kabhi dekho yeh tum
20:29ne ikhtilaf kiya, aur Allah subhanahu wa ta'ala ne yeh faisla iske mutaalik farmaya hai.
20:33Ab Sayyiduna Adam a.s. ke zamane se lekar, hamare pyari aqas sallallahu alaihi wa sallam
20:39ki ba'asat tak yeh silsila chalta raha. Hadith-e-Mubarakah mein Sarkar ne farma, kamo besh
20:441,24,000 peghambar tashreef lekar aaye. Aap zara tasawur toh karein, 1,24,000 peghambar
20:53is duniya mein tashreef laaye. Kis liye? Sirf insano ki hidayat-e-rehnumai ki liye.
20:58Taaki jo raaste se bhatak gaye hain, unhe wapis Allah ki raaste ki taraf. Yahaan kya
21:04hota hai, agar hame zimmedaari subhi jaye kisi ko samjhane ki, kisi ko raaste par laane
21:09ki, toh hum ek dafah samjhayenge, do dafah samjhayenge, teen dafah samjhayenge, uske baat
21:13bolenge bhai, teri mardi jahannum mein jata hai, chalaja hamein gaya. Dozakh mein jata
21:17hai, chalaja hamein gaya. Hamein koi paise milte hai is baat ke. Allah ke nabiyon ko
21:22jo Allah ne yeh faridat saar anjaam dene ke liye maba'us farmaya, toh Allah ke nabi
21:26khud farmate hai, laa as'alukum alaihi ajra, mujhe tumse koi ajar iske wapar nahi chahiye.
21:32In ajriya illa ala rabbil aalameen. Mera ajar toh mere Rabb ke paas hai. Rabbul aalameen
21:37mujhe ajar se nawazega. Toh unhe tabligh karne ke paise thodi milte, tabligh karne par koi
21:42dolat thodi di jayati unhe. Yeh toh Allah ki taraf se ek bada azeem mansab hai, toh
21:46bagher kisi dolat ke laalaj ke, woh Allah ke bandon tak pohncha rahe hote hai. Syedan
21:51Anu a.s. ne saadeh nausu saal tak tabligh farmayi hai. Saadeh nausu saal, kitna tabeel
21:56arsa hai, uske baawajud woh sarkashi par aamada rahe hai, toh Allah ke nabiyon ko Allah
22:01re yeh hosla diya, ki woh aate rahe aur Allah ke bandon ko Allah ki taraf bulaate rahe.
22:07Ek aur ek badi eham baas samajhne ki hai, ki jitne nabi tashreef lekar aaye, kisi nabi
22:12ne apna ek naya deen nahi banaya aur apni taraf mansob nahi karaa, ki yeh deen Anu
22:18a.s. hai, yeh deen Idrees a.s. hai, yeh deen Ibrahim a.s. hai, yeh deen Moosavi hai,
22:25aisa nahi, balki jitne nabi tashreef lekar aaye, sab deen-e-Islam lekar aaye. Koi naya
22:31firqa, koi naya deen nahi banaya, balki har nabi ne usi ummat-e-wahida, usi aqeed-e,
22:36usi nazariye ka parchaar kiya hai, jo insaniyat ki ptida se Allah ne ata farmaya tha, ki
22:41Allah waadahu la shariq hai, uske saath koi shariq nahi hai. Aur isi ki ibadat karni
22:46hai, usi ki farmabardaari karni hai. Toh aqeed-e har zamane mein ek hi raha. Albatta
22:51zamane ke idbaar se kuch shari-e-ahkamat, zindagi guzarne ke hawala se, usme kuch cheezon
22:57mein tabdeeri hoti rahi, zamane ke hisaab se. Lekin aqeed-e sabka ek hi raha. Toh har
23:02nabi usi aqeed-e par lekar aaya, agar kisi ne nabiyon ki taraf ghalat aqeed-e mansoob
23:08kar rakhe hain, aur apne deen ko unki taraf mansoob kiya hai, toh yeh un logon ne khud
23:13kiya hai, Allah ke nabi ne nahi kiya hai. Har nabi ka deen ek hi hai, deen-e-Islam.
23:19Ab wo kitab bhi aagayi, nabi bhi tashreef liyaaye, tabligh karte rahe, ab Allah ne
23:24farmaa ki do guru ban gaye, fa minkum kafir, wa minkum mu'min. Kuch aise hain jo hidayat
23:30ke raste bar chalte rahe, aur kuch aise hain jino ne kufur ikhtiyar karna shuru kar di.
23:35Yani itni wazih talimat mudarriz bhi hain, aur saath mein kitab bhi lekar aaye, aur
23:41bahut pyaar se samjha rahe hain, agar uske baawajood wo rah-e-haq ko qabool nahi kar
23:45raha hai. Mukhtasar se waqfe ka waqt hai, inshaAllah break ke baad mulaqat hoon.
23:48Welcome back nazareen. Guftuq ka silsila yaha se jari usari hai ki Allah ne nabi bhi
23:54bheje aur kitabe bhi nazil farmaayi, magar phir bhi do guru bante chalega. Ek wo jo
23:59haq ko qabool karne wale hain, aur ek wo jo ikhtilaf karne wale hain. Ab jo ikhtilaf
24:04karne wale hain, Allah baag ne farmaa, wa maqtallafa feehi illal lazeena ootoohoo,
24:08bimbaadi maa jaatumul bajyinat baghyam bainahum.
24:11yaani maine jaise arz ki aap se ki nabi aur saath mein kitab, waazih toor pe samjhaane
24:17wale hain, magar phir bhi log ikhtilaf kar rahe hain, to ikhtilaf kyun kar rahe hain,
24:20ka baghyam bainahum. Unke dilon mein sarkashi hain, baaghaawat hain, adaawat hain. Aisa
24:26nahi ki unko baat samajh mein nahi aa rahi hain, baat samajh mein zarur aa rahi hain,
24:29lekin ek haddharmi hai ki main nahi maan raha hain, aur insaan mein ek fitrah hai ki
24:35yeh mujhe kyun hukam dera hai, main ishki kyun maan hoon, yeh meri baat maan le, aksar
24:40aap dekhenge jagda isi wajah se hota hai, hum hierarchy ko chod dete hain, mansab ko
24:44chod dete hain, ode ko dekhna chod dete hain, waas apni ana pe aa jaate hain, ki main iski
24:49baat nahi maan raha hain, falana se bolo wo mujhe bolega to maan lunga, iski nahi maan
24:52hoon, bina wajhi ki zid. To farmaa yehi zid hain jo haq se door le jaati hain, deen se
24:58bhi door le jaati hain, aur aam toor pe jo umoomi haq hain hamara, jo field mein kaam
25:02karne ka haq hain, usme bhi jagda kyun hota hain, isi wajah se hota hain, haq talvi karna
25:06shuru kar dete hain, sirf aur sirf is wajah se zid ki wajah se. To farmaa jo sarkashi
25:11ki wajah hai, ikhtilaf ki wajah yeh nahi, ki wo kohlein jee humein yeh baat samajh mein
25:15nahi, dubara sanja di diye, ya haam isko samajhne se qasin hai, koi aur dalil lekar
25:19aa jaaye, nahi, farmaa aisa nahi hai, baat bhi samajh mein aa gayi, aur nabi ne ache
25:25andaad mein samjha bhi di, phir bhi kyun nahi maan rahe, ka baghyam bainahum, inki
25:29dilon mein sarkashi hain, bughz hain, adaabat hain, hadh dharmi hain, bas is wajah se haq
25:34ko qabool nahi kar rahe, hamare pyare nabi sallallahu alaihi wasallam de ki silsal isi
25:39tariqah se chalt raha, sarkar ke saath bhi isi hua, jab sarkar alaihi salatu wasallam
25:45mab'oos hua, to huzoor alaihi salatu wasallam par imaan lane wale, yaani Makkah mukarrama
25:51mein, to wo log se jinn par pehle kabhi kitab nazil hi nahi hui thi, magar Madinah mein
25:55yahudi bhi the aur isai bhi the, jinn ke baad saafiqah kitabin maujood thi, aur Allah
26:00ne baar baar Quran mein farmaa hai ki hamne pichli kitabon mein apne nabi ka zikr kiya
26:04hai, aur istaraan zikr kiya hai ki jinne kitabe di gayi, wo nabi alaih salam ki nishaniyon
26:09ko iss tariqah se jaante hain, jisse baap apne bete ko pehchaan leta hai, agar wo nishaniyon
26:15dekhi to foran pehchaan jinne nabi aakhir us zama hai, magar uske baawajood wo kya karte
26:19the, wo sari nishaniyon dekhne ke baawajood huzoor par imaan lekar zid aur haddarmi, ye
26:25hamare nabi ke saath bhi hua, ki wo sab kuch jaante the, sari nishaniyon leta lagayi magar
26:30uske baawajood musalman nahi hua, lekin jinne haq kabul karna tha, jinn ke dil mein imaan
26:36ki roshni thi, agar jab pehle koi kitab unke paas nahi aayi, agar jab pehle koi nabi unke
26:42paas tashreef lekar nahi aayi, magar jab pyaar-e-aqa muhammad-e-mustafa sallallahu
26:46alaihi wasallam unke saamne tashreef le jate, sarkar guftugoo karte, to unki mehwiyat ka
26:51aalam ye hota, ki wo guftugoo apne sar ke kaanon se nahi, balke dil ke kaanon se samaat
26:56kiya karte the, unki nigaah-e-chehra-e-mustafa bhi tik jaya karte thi, aur wo mehw ho jate
27:01thi sarkar ki didar mein, jab guftugoo khatam hoti, sarkar firmaate, tazdeek karte ho,
27:07wo ekdum hairat zada hokar kaha ki bilkul hum tazdeek karte ho, koi bolta bhi kaise tazdeek
27:13karte ho, unke paas koi dalil nahi hai, dalil kya hai, kaha yeh roshan chehre wala kabhi
27:19jhoot nahi bol sakta, sabse wadi dalil yeh hai, yeh mubarak wo roshan chehre wala, yeh
27:25jhoot nahi bol sakta, bas is wajah se maan liya, Syedna Siddiq-e-Akbar radhi allahu
27:31jab Siddiq nahi bane the, us wak unki shaan kya hai, sarkar ali salatu was salam ko Allah
27:36subhanahu wa ta'ala ne meeraaj ka mujzaata farmaya, sarkar ne jab apne safar-e-meeraaj
27:40ko logon ke saamne bayan kiye to kafir to munkir ho hi gaye, lekin kuch ahle imaan bhi
27:45aise the jo tazabzub ki kaifiyat ka shikar de ki tazdeek kare to kaise kare, chunki naye
27:50naye musalmaan the na, Makkah ka zamana tha, abhi wo rusukh aaya nahi tha, Abu Jahal
27:56pohncha pyaar-e-aqa sallallahu wa sallam ki yeh baat sunkar, Abu Bakar ke baat, ki
28:00Abu Bakar aaj to tumhare sahib ne aisi baat kaidi ki unki tazdeek hi nahi karega, ka
28:04kya kaha, ka ji main raat ke muqtasar se hisam-e-masjid-e-haram se masjid-e-Aqsa chala
28:08gaya, wahan se asmaanon ki sehir bhi karli, jannat dozaq ka mushahida bhi karliya, aur
28:12yeh hi nahi, balke Allah ka didar kar kar aaya hun, aur aane wahid mein aaya gaya,
28:17bhala batao ki tazdeek karega, Abu Bakar ki shaan deke, ka ki mere aqa ne aisi hi ka,
28:26ka ki mere aqa ne jo kaha hai, sajh kaha hai.
28:29Fahadallahu allazeena aamanu limakhtalafu feehi minal haqqi biidni.
28:33Farma, Allah ne ehle-e-eemaan bidi-e-karam farmaaya, ki saare log ikhtilaf mein pade
28:38rahe, magar Allah ne apne karam se aisa nabi unko ataa farmaaya hai, jo burhaan bankar
28:43aaya hai, jo roshan daleel bankar aaya hai, jo uspar eemaan lekar aajaye, fir Allah subhanahu
28:49wa ta'ala usse sirat-e-mustaqeem pe chala diya karta hai.
28:52Farma ki yeh behtreen Allah ne inaam ataa farmaaya hai ehle-e-eemaan ko.
28:56Eemaan ka, jo unhe Allah ne fal ataa farmaaya hai, wo yeh ki nabi bhi aisi ataa farmaaya
29:01jo burhaan-e-mubeen hai, aur kitab bhi aisi ataa farmaaya jo quran-e-mubeen hai.
29:07Na unki bato mein koi ikhtilaf hai, na wo kitab lekara usmein koi ikhtilaf hai, balki Allah
29:12subhanahu wa ta'ala ki karam ka silsila to yoon tamaam hua hai, ki pehle nabiyon ki
29:17tashreeh-e-mawari ko agar yoon samjha jaye, ke ek bimaari hai, us bimaari ka ilaaj kar
29:22diya jaata hai, phir doosri bimaari pehda ho jaati hai, uska ilaaj kar diya jaata hai,
29:26phir koi teesri bimaari ho, uska alaag ilaaj kiya jaata hai, to mukhtalib bimaariyon ke
29:31liye mukhtalib ilaaj tajweez kiya jaate rehte hain.
29:34Lekin kabhi banday ko talaash ho diya, aur koi ek aisi dawa mil jaye, jo meri saari
29:38bimaariyon ke liye shifa ban jaye.
29:41Koi ek aisi dawa mil jaye, jo meri saari takleef ko door kar de, itni saari dawaayin
29:47koi ek aisi dawa mujhe mil jaye, jo meri saari masayil ka hal man jaye.
29:51To aap bila tashbeeh-o-tamseer yoon samjhen, ki jitne anbiya-e-karam tashreeh-e-mawari
29:55jaate rahein, us zamane mein, us qaum mein, us ummat mein jo bimaari thi, Allah ne tabeeb
30:00banaakar nabi ko pheja.
30:02Aur wo nabi-e-alaih-e-salaam, us ummat ko shifa ki ghar se hidayat ki dawa date rahein.
30:08Syed-un-Adam-e-alaih-e-salaam sal sala shuru hua, janaab-e-wala Syed-un-Ibraheem-e-alaih-e-salaam,
30:13Syed-un-Musa-e-salaam, Syed-un-Isa-e-salaam, har zamane mein, ummat ko hidayat-e-rehnumai
30:18ki dawa tajweez ki jaate rahein.
30:20Aur jab yeh marz apne urooj ko pohncha, to Allah ne aisi kaamil dawa tajweez firmaayi
30:26hai, aisi kaamil tabeeb ko mapooz firmaaya hai, ki ab qayamat tak na kisi dawa ki zaroorat
30:31hai, na kisi tabeeb ki zaroorat hai.
30:33Wo tabeeb humare Aqab-e-Muhammad-e-Mustafa hai, aur wo dawa deen-e-Islam hai jo Allah
30:38ne ataa firmaayi hai.
30:40Kisi naimat par shukr-e-daa karne ke liye hum Milad-e-Sharif mein piyaar-e-Aqab ka zikr
30:44kasrat se karnein.
30:45Koi ki humare poori zindagi Sarkar ki zikr ke liye waqf hai, aur subah ho, dupair ho,
30:49shaam ho, saal ki baara maheen-e-Sarkar ka milad hai.
30:52Magar jis maheen-e-mein Allah ne yeh naimat-e-uzmein ataa firmaayi hai, jo tabeeb-e-azam humko
30:56ataa firmaayi hai, jo ihsaan-anbar firmaayi hai, laqad mannallahu alal-mu'mineena itba'ata
31:01feehim rasoola.
31:02Allah ne ilay-e-eemaan par ihsaan kiya hai, ki apna nabi-e-mukarram unke-ndan mabrooz
31:06firmaaya hai, aur issa kaamil-deen ataa firmaayi hai, jiski aqmaliyat par khud Allah ne sanad
31:10lagaayi.
31:11Qal yawma aqmaltu lakum deenakum, wa atwamtu alaykum ni'mati, wa radheetu lakum ul-Islam
31:16adeena.
31:17Yeh naimat sirf humein mili hai kisi aur ko, jise naimat mili hai, wohi khuda ka shukr-e-daa
31:22karega.
31:23Jise naimat mili hai, wohi khushi ka izhaar karega.
31:25Jise yeh aizaaz mila hai, wohi khushiya manaayega.
31:27Aur Alhamdulillah hum khuda ka shukr-e-daa karne ke liye yeh mehfil bhi sajaaye baithe
31:31hai, aur is yaqeen ki saath baithe hai ki Allah ne aise nabi-e-mukarram ki ummat me
31:36humko baida firmaaya hai, jo yahan bhi hamaare hadi-e-rehnuma-e aur wahaan bhi hamaare hadi-e-rehnuma
31:40hunge.
31:41Yeh dars-e-Quran ka silsila, Quran ki ayaat ki roshni mein, yahin par hamara mauqoof
31:45hota hai.
31:46Umeed karta hu ki yaqeenan isse bohot kuch aapne seekha hoga, aur ek imaan ki roshni
31:51aur ishq-e-mustafa ki roshni Alhamdulillah humein mayassar aayi.
31:54Aur itihaad kis tariqah se mumkeen ho sakta hai, humein buniyaad humein mili hai.
31:58Aap hazireen mein se agar koi sawal karna chahe, in aayat-e-bajinaat ke hawaale se,
32:02toh shamil kar sakte hain.
32:04Assalamualaikum.
32:05Walaikumassalam.
32:06Hazrat, sawal yeh hai ki Allah ne nabi bhi beje, woh kitaabe bhi beji, magar firbhi
32:11log ikhtilaf, is pe ikhtilaf karte hain.
32:13Aap uska jawabat hain?
32:15Bilha shuba, baat toh bohot aham hai.
32:18Aacha, uhoomi tohr pe sekha jaata hai ki nabi bhi aagay, kitaabe bhi aagay, maamla hal.
32:23Lekin Allah Paak ne khud Quran mein firmaaye.
32:25Kalma hai, jiski tarah main baar baar ishaara kiya tha, apne dars ke andar bhi.
32:29Baghyam bainahum.
32:31Yeh jo sarkashi thi, ilmi wajah se ikhtilaf nahi tha.
32:34Yani ikhtilaf ki nohiyat yeh hoti hai na, ki yeh hadith sharif, ya koi Quran ke aayat
32:38aayi, kaha yeh iske mutaalik ek aayat aur bhi hai.
32:41Ilmi ikhtilaf ho gaya, falan daleel bhi hai, yeh ilmi ikhtilaf.
32:44Yeh ikhtilaf toh ilmi nahi tha.
32:46Daleel ki buniyat, bhalke wo kya tha?
32:48Baghyam bainahum.
32:49Wo sarkashi par mabni ikhtilaf tha, bas main nahi maan raha.
32:52Bas main nahi maan raha.
32:53Zid aur haddharmi thi.
32:54Ke main ko Allah ka nabi nahi maan tha.
32:56Tab Allah ka nabi nahi maan raha hu, toh ne ki baat kyu maan ho?
32:59Toh wo ikhtilaf ki nohiyat Allah Paak ne Quran ke andar bayan firmaaye hai,
33:02ki ikhtilaf ilmi nahi tha, ikhtilaf dalael ki buniyat par nahi tha,
33:05bhalke ikhtilaf kis buniyat pe tha?
33:07Sarkashi, zid, haddharmi, inaad, baghawat.
33:12Jab yeh rabaiye insaan ke andar peyda ho jaye,
33:14toh usse haq kabul karne ki salahiyat uski khatam ho jayate hai.
33:17Aur wo hamesha baatil ki taraf hi mutawajye rehta hai.
33:20Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
33:22Wa alaikumussalam.
33:23Mufti sahab, aap firma rahe the, ikhtilafat ke mutalik.
33:25Toh Mufti sahab, yeh ikhtilafat ki nohiyat kya hua karte thi?
33:28Is mutalik aap firmaaye kuch?
33:30Bada khusuras sawal hai.
33:32Acha ikhtilaf juna dekhe insaan ki fitri sarisht hai.
33:35Ikhtilaf ko aap kabhi khatam nahi kar sakte.
33:38Is kainat ko dekhe ikhtilaf nazar aata hai.
33:40Din aur raat, in mein ikhtilaf hai.
33:42Sardi aur garmi, ikhtilaf hai.
33:44Dhoop aur badal, ikhtilaf hai.
33:46Ikhtilaf toh Allah ne fitrat mein rakha hai.
33:48Aur yeh ikhtilaf kya hota hai,
33:50yeh apni zid ki pehchaan karwaata hai.
33:52Yani agar din na ho toh raat ki pehchaan nahi hogi.
33:55Raat na ho toh, din ki pehchaan nahi hogi.
33:57Sardi na ho toh, garmi ki pehchaan nahi.
34:00Iss itan agar batil na ho toh haq ki pehchaan nahi hoti.
34:03Haq ko pehchaan wane ke liye batil ka wujud hota hai.
34:07Us batil ko dekh ke banta hai, pehchaan ta hai,
34:09ke yeh haq hai.
34:10Aur yeh saare nabiyon ke saath jo guzara, wo issi tariq.
34:12Ab yeh jo ikhtilaf hai na,
34:14yeh aise ikhtilaf nahi, jise humare wahan,
34:16kisi baat me ikhtilaf ho gaya,
34:18ek tanzeem banai,
34:19aur tanzeem ka markaz yeh tha,
34:21aur yeh mission yeh tha,
34:22ikhtilaf kis baat me ho gaya?
34:23Kabhi usko biryani ke andar boti mili,
34:26falano ko beef biryani mili,
34:28mujhe chicken biryani mili.
34:29Iss ikhtilaf me tanzeem hi khatam ho gayi.
34:31Yeha jo ikhtilaf hi,
34:32bada khatarna kism ka ikhtilaf hai.
34:34Aur ekhtilaf kis cheez ka hai?
34:36Aqeedah ka ikhtilaf.
34:38Aur aqeedah ko je ikhtilaf hai na,
34:40yeh bhi ek logon ki ghalat fahimi ki,
34:42firqah kis tarah wujud me aata hai.
34:44Firqah jo hai,
34:45wo kis tarah wujud me aata hai?
34:47Firqah wujud me aata hai,
34:48aqeedah ke ikhtilaf ki wajah se.
34:50Yani, ko iss wajah se firqah nahi bana,
34:52janaab-e-wala koi haath khol ke namaz padhta,
34:54yeh haath baan ke namaz padhta.
34:55Iss baat pe firqah nahi bana.
34:56Firqah iss baat pe,
34:57Allah ko kis tariqah se maantein?
34:59Nabiyon par kis tariqah se imaan lekar aatein?
35:01Aakhirat pe kis tariqah ka imaan hain?
35:03Toh jo baatil nazariyat hain,
35:05jo baatil mazahib hain,
35:07wo sare ki sare unke saath,
35:08humara maslah kis cheez ka hai?
35:10Aqeedah ka.
35:11Sab aqeedah me ek ho jaye,
35:13toh phir khaana, peena,
35:14pehna, odhane me,
35:15Aqeedah ek hona chahiye.
35:17Toh yeh jo iqtalaaf tha,
35:19iqtalaaf ki nuhiyat kya thi?
35:21Aqeedah ki wajah se.
35:23Aqeedah kharab ho gaya,
35:25aqeedah ki wajah se ummat me,
35:27iqtalaaf baida ho gaya.
35:29Aaj bhi jo ummat-e-muslimah,
35:31mutafarik nazar aati hai,
35:33aqeedah ki wajah se.
35:35Agar sab ek hi marqaz,
35:37jo humne shuru me baat ki hai,
35:39laa-i-r,
35:40laa-i-r,
35:41laa-i-r,
35:42laa-i-r,
35:43laa-i-r,
35:44laa-i-r,
35:45laa-i-r,
35:46laa-i-r,
35:47laa-i-r,
35:48laa-i-r,
35:49laa-i-r,
35:50laa-i-r,
35:51laa-i-r,
35:52laa-i-r,
35:53laa-i-r,
35:54laa-i-r,
35:55laa-i-r,
35:56laa-i-r,
35:57laa-i-r,
35:58laa-i-r,
35:59laa-i-r,
36:00laa-i-r,
36:01laa-i-r,
36:02laa-i-r,
36:03laa-i-r,
36:04laa-i-r,
36:05laa-i-r,
36:06laa-i-r,
36:07laa-i-r,
36:08laa-i-r,
36:09laa-i-r,
36:10laa-i-r,
36:11laa-i-r,
36:12laa-i-r,
36:13laa-i-r,
36:14laa-i-r,
36:15laa-i-r,
36:16laa-i-r,
36:17laa-i-r,
36:18laa-i-r,
36:19laa-i-r,
36:20laa-i-r,
36:21laa-i-r,
36:22laa-i-r,
36:23laa-i-r,
36:24laa-i-r,
36:25laa-i-r,
36:26laa-i-r,
36:27laa-i-r,
36:28laa-i-r,
36:29laa-i-r,
36:30laa-i-r,
36:31laa-i-r,
36:32laa-i-r,
36:33laa-i-r,
36:34laa-i-r,
36:35laa-i-r,
36:36laa-i-r,
36:37laa-i-r,
36:38laa-i-r,
36:39laa-i-r,
36:40laa-i-r,
36:41laa-i-r,
36:42laa-i-r,
36:43laa-i-r,
36:44laa-i-r,
36:45laa-i-r,
36:46laa-i-r,
36:47laa-i-r,
36:48laa-i-r,
36:49laa-i-r,
36:50laa-i-r,
36:51laa-i-r,
36:52laa-i-r,
36:53laa-i-r,
36:54laa-i-r,
36:55laa-i-r,
36:56laa-i-r,
36:57laa-i-r,
36:58laa-i-r,
36:59laa-i-r,
37:00laa-i-r,
37:01laa-i-r,
37:02laa-i-r,
37:03laa-i-r,
37:04laa-i-r,
37:05laa-i-r,
37:06laa-i-r,
37:07laa-i-r,
37:08laa-i-r,
37:09laa-i-r,
37:10laa-i-r,
37:11laa-i-r,
37:12laa-i-r,
37:13laa-i-r,
37:14laa-i-r,
37:15laa-i-r,
37:16laa-i-r,
37:17laa-i-r,
37:18laa-i-r,

Recommended