• last month
A quick learning for kids, along with lots of fun and joy. If you like the work please like and follow the channel. Your appreciations are much needed

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Ar Rahman, Alamal Quran, Khalaqal li usana, Alamal bayan
00:14Aapi, Pilawat toh bahut achi lagayi hui hai aapne.
00:18Shhh!
00:19Raika, yee Soor-e-Rahman ki Pilawat hai, jisme Allah Baag ki nimato ka zikr hai, kahi magamat par.
00:28Mashallah! Aapi, main bas wudhu karloon, phir main bhi aapke saath baith jaungi.
00:35Pyare bachchon, jab bhi Quran Paag ki tilawat karen, ya phir Quran-e-Paag ko chhoyen, ya haath lagayen,
00:43aapka ba-wudhu hoona bahut zaroori hai.
00:46Magair wudhu ke, na aap Quran-e-Paag ko haath laga sakte hain, aur na hi tilawat kar sakte hain.
00:52Theek hai, aapi.
00:54Aur haan, Raika, ek aur baat yaad rakhe.
00:57Jab bhi Quran-e-Paag ki tilawat ho rahi ho, baatein nahi karte.
01:02Chaahe wo deeni baatein ho, ya dunyaavi.
01:06Mashallah! Raika, aapne abhi Soor-e-Rahman ka tarjuma suna.
01:12Aap aap mujhe bataye, Allah Baag ne Soor-e-Rahman me kya firmaya?
01:17Allah Baag ne Soor-e-Rahman me soorat, chaand, zameenon, aasmaan, hamare liye khaane, jinnon, insaan, sabka bataya.
01:28Allah Baag ne apne itni saari neemate bataye Soor-e-Rahman me.
01:33Mashallah! Toh pyaare bachon, hame Allah Baag ki neematon ka phoop shukar ada karna chahiye.
01:41Aur Allah Baag ki neematon ko jaanne ke liye Soor-e-Rahman ka tarjuma laazmi padhein.
01:47Allah hame is par amal karne wala banaye. Ameen!
01:52Aur haan bachon, neki ki baat aage forward karna bhi sawab hai.
01:57Isi liye hamari is video ko zyada se zyada share karein.
02:01Like karein.
02:02Aur haan, hamare channel ko subscribe karna bilkul bhi mat booliyega.
02:07Aapi, aapne bell icon ko toh bataya hi nahi.
02:10Oho! Aapko bell icon ke baarein batana toh bhool gayi.
02:14Bell icon ke bachon ko laazmi dabhai, taake aapko hamari videos bar waqt mil sakein.

Recommended