Parivartini Ekadashi Vrat Katha | परिवर्तिनी एकादशी व्रत कथा 2024 | Parivartini/Vaman Ekadashi Katha @Merr Krishna
#ekadashi
#parivartiniekadashi
#ekadashivratkatha
#ekadashikabhai
#ekadashivrat
#ekadashikikatha
#ekadashispecial
ekadashi kab hai,ekadashi kab ki hai,ekadashi vrat kab hai,is mahine ki ekadashi kab hai,ekadashi ka vrat kab hai,ekadashi kab hai batao,ekadashi kab hai bataiye,ekadashi kis din hai,gyaras kab ki hai,gyaras kab hai,gyaras kab hai batao,gyaras kab hai bataiye,ekadashi,ekadashi vrat,aja ekadashi kab hai,gyaras kis din hai,ekadashi september 2024,september mein ekadashi kab hai,ekadashi vrat katha,parivartini ekadashi kab hai,parivartini ekadashi kab hai,ekadashi kab hai batao,gyaras kab hai,parivartini ekadashi vrat kab hai,parivartini ekadashi,parivartini ekadashi vrat katha,september mein ekadashi kab hai,parivartini ekadashi 2024,परिवर्तनी एकादशी व्रत कथा,परिवर्तिनी एकादशी व्रत कथा,एकादशी व्रत कथा,परिवर्तनी एकादशी,परिवर्तनी एकादशी व्रत की कथा,#परिवर्तनी एकादशी व्रत कथा,प्रवर्तनी एकादशी व्रत कथा,एकादशी की कथा,एकादशी व्रत की कथा,वामन एकादशी व्रत कथा,परिवर्तिनी एकादशी,एकादशी व्रत कब है,परिवर्तिनी एकादशी कब है,परिवर्तनी एकादशी व्रत कथा विधि,एकादशी कथा,परिवर्तनी एकादशी व्रत कथा हिंदी में,परिवर्तनी एकादशी व्रत की कथा सुनाएं,ekadashi vrat katha,jal jhulni ekadashi vrat katha,parivartini ekadashi vrat katha,vaman ekadashi vrat katha

Category
📚
LearningTranscript
00:00Today we have come with the Parivartini Ekadashi Vrat Katha.
00:05This Ekadashi is also known as Padma Ekadashi, Vaman Ekadashi and Jal Jhulni Ekadashi.
00:13So let's start with the Parivartini Ekadashi Vrat Katha.
00:17Yudhishthir said,
00:19Hey Bhagwan, aapne Bhadrapad Krishna Ekadashi arthaat Aja Ekadashi ka savisthar varnan sunaya.
00:27Ab aap kripa karke mujhe Bhadrapad Shukla Ekadashi ka kya naam hai, iski vidhi tatha iska mahatme kya hai, sab batayiye.
00:36Tab Bhagwan Shri Krishna kehne lage ki is punya, swarga aur moksha ko denewali tatha sab paapon ka naash karnewali uttam Vaman Ekadashi ka mahatme mein tumse kehata hu.
00:48Aap isse dhyan purvak sunen.
00:50Is Bhadrapad Shukla Ekadashi ko Padma Ekadashi, Parivartini Ekadashi, Jayanti Ekadashi, Jal Jhulni Ekadashi, Dev Jhulni Ekadashi evam Vaman Ekadashi bhi kehte hain.
01:05Is din Yagya karne se Vajpayee Yagya ka phal milta hai.
01:09Paapiyon ke paap naash karne ke liye isse badkar koi upay nahi.
01:14Jo manushye Parivartini Ekadashi ke din mere Vaman roop ki pooja karta hai, usse teeno log pooje hote hain.
01:22Aatein Moksha ki ichcha karne wale manushye ko is vrat ko avashay karna chahiye.
01:27Jo Kamal Nayan Bhagwan ka kamal se poojan karte hain, we avashay Bhagwan ke sameep jate hain.
01:33Jisne Bhadrapad Shukla Ekadashi ko vrat aur poojan kiya, usne Brahma, Vishnu sahit teeno logon ka poojan kiya.
01:41Aatein Harivasar arthaat Ekadashi ka vrat avashay karna chahiye.
01:46Is din Bhagwan karvat lete hain, isliye isko Parivartini Ekadashi bhi kaha jata hai.
01:52Bhagwan ke vachan sunkar Yudhishthir bole ki Bhagwan mujhe ati sandeh ho raha hai ki aap kis prakar sote aur karvat lete hain.
02:02Tatha kis tarah Raja Bali ko bandha aur Vaman roop rakhtar kya kya leelaye ki?
02:07Chaturmas ke vrat ki kya vidhi hai? Tatha aapke shayan karne par manushye ka kya kartave hai?
02:13So aap mujhe vistar se bataye.
02:15Shri Krishna kehne lage ki hey Rajan, ab aap sab paapon ko nasht karne wali katha ka shravan karein.
02:23Preta Yug mein Bali namak ek daite tha. Vah mera param bhakta tha. Vividh prakar ke ved sukto se mera poojan kiya karta tha.
02:32Aur nitti hi brahmanon ka poojan tatha yagya ke ayojan karta tha.
02:37Lekin Indra se dvesh ke karan usne Indralok tatha sabhi devtaon ko jeet liya.
02:43Is karan sabhi devta ekatra hokar soch vicharkar Bhagwan ke paas gaye.
02:49Daspati sahit Indradik devta Prabhu ke nikat jaakar aur nath mastak hokar ved mantraon dwara Bhagwan ka poojan aur stuti karne lage.
02:58Atha mene vaman roop dharan karke paanchva avtaar liya. Aur fir atyant tejasvi roop se Raja Bali ko jeet liya.
03:07Itni vaarta sunkar Raja Yudhishthir bole ki hey Janardhan, aapne vaman roop dharan karke us Mahabali daite ko kis prakar jeeta?
03:16Shri Krishna kehne lage, mene arthat vaman roop dhari brahmachari ne Bali se teen pak bhoomi ki yachna karte hue kaha,
03:25Ye mujhko teen lok ke samaan hai aur hey Rajan, yeh tumko avasya hi deni hogi.
03:31Raja Bali ne isse tuchhe yachna samajhkar teen pak bhoomi ka sankarp mujhko de diya.
03:38Aur mene apni trivikram roop ko badhakar, yaha tak ki bhoolok me padh, bhuvarlok me jangha, swarglok me kamar, mahalok me peth,
03:47janlok me hriday, yamlok me kant ki isthapnakar, satyalok me mukh, uske upar mastak sthapit kiya.
03:55Surya, chandrama aadi sab grahgan, yog, nakshatra, indradik devta aur shesh aadi sab naaggano ne,
04:04vivit prakar se ved sukton se praatna ki.
04:07Tab mene Raja Bali ka haath pakadkar kaha, yeh Rajan, ek padh se prithvi, doosre se swarglok poorn ho gaye,
04:15ab teesra pak kaha rakhoon.
04:18Tab Raja Bali ne apna sir jhuka liya, aur mene apna pyaar uske mastak par rakh diya,
04:24jisse mera vaibhakt patal ko chala gaya.
04:27Pir uski vinti aur namrata ko dekh kar mene kaha ki,
04:31yeh Bali, main sadav tumhare nikath hi rahunga.
04:34Virochan putra Bali se kehne par, Bhadrapad Shukla Ekadashi ke din,
04:39Bali ke ashram par meri murti sthapit hui.
04:42Isi prakar doosri, Sheer Sagar me shesh naag ke pasht par hui.
04:46Yeh Rajan, is Ekadashi ko Bhagwan shayan karte hue karvat lete hain.
04:52Isliye, teeno lokon ke swami, Bhagwan Vishnu ka us din poojan karna chahiye.
04:58Is din tamba, chandi, chawal aur gahi ka daan karna uchit hai.
05:03Ratri ko jagran avashi karna chahiye.
05:06Jo vidhi purvak is Ekadashi ka vrat karte hain,
05:09weh sab paapon se mukt hokar swarg me jaakar,
05:12chandrama ke saman prakashit hote hain aur yash pate hain.
05:16Jo paapnashak is katha ko padte ya sunte hain,
05:19unko hazaar ashwamedhi yagya ka phal prapt hota hai.
05:23Is prakar parivartani ekadashi vrat katha samaapt hui.
05:27Jai Shri Krishna, Radhe Radhe, Jai Lakshmi Narayan.