• 3 months ago
#babybajikibahuwain #arydigtial #pakistanidrama
Watch All Episodes of #babybajikibahuwain Here https://rb.gy/sprhtg

Baby Baji Ki Bahuwain Episode 6 | 28 Sep 2024 | Javeria Saud | Sunita Marshall | Tuba Anwar | ARY Digital Drama

"Baby Baji Ki Bahuwain”, the passing of Baby Baji throws her four sons—three of whom are married—into turmoil. With the family’s unity at stake, they must navigate the challenges of managing the household and upholding Baby Baji’s legacy.

Written By: Saqib Ali Rana.
Directed by: Tehseen Khan.

Cast:
Saud Qasmi,
Javeria Saud,
Munawar Saeed,
Samina Ahmed,
Asma Abbas,
Hasan Ahmed,
Sunita Marshall,
Junaid Jamshaid,
Tuba Anwar,
Fazal Hussain,
Rimha Ahmed,
Faiza Khan,
Afzal Khan (Rambo),
Asma Abbas,
Madiha Iftikhar and others.

Watch Baby Baji ki Bahuwain Daily at 7:00 PM only on ARY Digital.

#arydigtial #pakistanidrama #babybajikibahuwain
#javeriasaud #sunitamarshall #junaidniazi #saudqasmi #tubaanwar #asmaabbas #hassanahmed #fazalhussian #rimhaahmed

Pakistani Drama Industry's biggest Platform, ARY Digital, is the Hub of exceptional and uninterrupted entertainment. You can watch quality dramas with relatable stories, Original Sound Tracks, Telefilms, and a lot more impressive content in HD. Subscribe to the YouTube channel of ARY Digital to be entertained by the content you always wanted to watch.

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aa gayi ye dhar dhar me Oh baby bhajiya
00:31Koi saath le jaata raho, kisi ki nazar nahi lekhti
00:33Main saath hoti toh koi nazar daalta kaise, aankhen na nikaal leti
00:37Jamal bhai aapki tabat kharab honi ke wajah se, maine Azhar bhabhi ko mana kar diya tha jagaane se
00:43Bhai aap gayi nahi jagaya lekin dukaan daaron ne phone kar kar ke mujhe jaga diya
00:47Woh humare na sadar Paruki sahab, unka phone aa gaya
00:51Kahi rahe the ke dukaan pe rate pad gayi hai, kitne paise de ke jaan chudai hai, batao
00:56Dekhe na ab ek test hua hai, bata nahi kya reports aaye
01:00Aur agar Azhar bhabhi ko bata chal gaya na, woh jaakar kahin pe bhi kuch bhi bol deti hain, aapko maloom toh hai unka
01:10Oh baby bhajiya aa gayi ye dhar dhar me Oh baby bhajiya
01:18Walid, paratha nikaal na
01:21Shamaal bhai waise aap na parathe tohde kam hi khayen, pet nikal gaye aapka
01:26Aur waise bhi koi activity bhi nahi hai, jitna phone tumne ghal jalaya hai na mera
01:30Aise ek doh arkatein kar di, toh sab barabar ho jayega, parishaan nahi ho tum
01:36Ye baat theek kiye tumne, koi na koi activity hona zarur hi hai
01:43Ye baat toh sahi kar raha hai, ek kaam karte hai na, net laga rahe the band machine ko upar
01:49Begumaat ki chik chik se bhi door ho jayenge, toh time bhi mil jayega hum bhaiyon ko
01:55Mashallah, aaj toh bada pyaar nazar aa raha hai aapas mein bhaiyon mein
01:59Chalo acha hua na, naraazgi khud bafud khatam ho gayi
02:04Bhaiye dilon mein agar mohabbatein hona, toh naraazgi min toh mein khatam ho jati hai
02:09Aur khaas kar koi aag lagaane wala na ho
02:18Bhaise bhai, naseed bhai, tumhe nahi chala?
02:21Naseed bhai, shaam mein chale phir?
02:24Dahi nahi haya kar
02:27Shaam mein chale?
02:29Badminton ke liye
02:49Bhabhi, main hospa bana de?
02:58Bhabhi, laay mein bana dete hoon naasta
03:01Main bana loge
03:06Bana loge
03:08Bhai, main hospa bana de?
03:11Bhai, main hospa bana de?
03:14Bhai, main hospa bana de?
03:16Bana loge
03:28Dekhe badhi bhi
03:30Is school mein jo bhi bachhe aate hain, wo elite families hote hain
03:34Unke toh driver bhi agrazi mein baat karte hain
03:37Isi liye unmein yaha ki har mulaazmat ke liye minimum education rakhi hai
03:41Are babu, aaya geere ki naukri ke liye bhala
03:45Dekho na, bachon ko susu party ke liye ghusl khaane mein leke jaana hai
03:50Kitni tarahin chahiye hogi?
03:53Koi experience bhi nahi hain aapke paas
03:56Kya nahi?
03:58Tajarba
04:00Arrey, apne bachche paida kiye, bachche paal pos ke jawaan kiye, bachchon ke bachche paale
04:05Aur kitna tajarba chahiye? Aur kitna engrezi chahiye tum logon ko?
04:07Dekhe maine aapse kaha na, yaha jo bachche aate hain, unhe bahut special treatment dete hain
04:13Aur isi liye staff bhi trend hi rakhte hain
04:16Hadd ho gayi, kamaal hai, suna tha ke ameer log khaate alag hai, lekin ye nahi pata tha ki ameer log
04:22Bas, aap zyada takraar na karein, aapki badi merbani
04:28Sahi hai, bahi marji hai tumhari, jo chaho karo
04:37Tumhari
04:53Hai Nirvana bhi, yaha kya dar-dar fir rahi hain?
04:57Arrey, bas ka intazaar kar rahi hain, ghar jaana hain
04:59Arrey, main bhi ghar hi jaa rahi hain, aaye baith hain
05:01Arrey, yeh toh uchha ho gaya, aaye bhi
05:04Paan
05:06Hai hai, chalo bhai, dikhlo jao, dikhlo dikhlo
05:10Arrey, aapne bataya nahi hai, khairiyat kya?
05:13Aan, yaha aayi thi yeh school mein, yeh wala saamne wala bada school hai na, yaha aayi thi
05:18Yeh, Niswana bhaji, yeh school toh yeh laathe ka sabse bada school hai
05:23Aur hamarein laathe ke log, yaha padhenge?
05:26Aaye, tumhari laathe hain kalayi hai hi kya?
05:28Jum jo Aashi ka dafla yaha kar aane aayi ho
05:30Arrey, saara bachpan Aashi aise hi school mein padhi hai
05:34Wo toh ab humari kismat nahi rahi ki hamare bachton ko yaha dafla nahi mil raha
05:38Aayi toh, apna dafla kar aane aayi ho kya?
05:40Haan, bas yeh hi samadhi lo
05:42Yeh, sad toh bhai, is umar mein Bantu ka core karti acchi logon ki
05:46Arrey, Bantu ka core main nahi karne aayi
05:49Bantu ke core ke bachton ki aaya deed ke liye aayi thi, naukri ke liye
05:52Par nahi
05:54Unhone ne kha, chalo bhai jao, yaha se koi naukri baukri nahi hai
05:56Ek waqt tha, main aur faira aaya karte the teacheron ke baas
06:00Izzat se baithte the, kursiyan aage bithai jati thi
06:03Mas, waqt-waqt ki baat hai, guzar gaya waqt se
06:06Arrey, Zana bhaji, thikar mat karo
06:09Ek waqt, wo bhi badla tha
06:11Aur wohi waqt, phir se badlega
06:14Inshallah
06:16Arrey, Allah se yeh hi dua hai bhai, kya kehte?
06:18Benkul Inshallah
06:20Kum batao toh, zahaan boom rahi ho
06:21I khalki rask linder ke liye, apni nan se
06:24Haan, haan bas sahari karte raho, udhar udhar se udhar phirte raho
06:26Tumhe toh, koi aur gaam mein nahi hai
06:37Amma, tu school gayi thi, kuch bana
06:39Arrey, kya banega?
06:41Bachon ko sabar le ki jo degree hoti hai na, wo toh hai hi nahi mera paas
06:44Khaana lao, pani?
06:46Haan, laya aagar kuch banaaya toh
06:48Bana toh nahi hain
06:49Dekh Saira, ab tu jab te factory wala ko kehna padega, tujhe wapas rakh lein dekh, guzaana kaise hoga?
06:55Arrey, amma, wo toh mujhe kabhi wapas nahi rakhenge
06:57Aise khari khari baate sunaayi, jaise tera saab ka damaad sunaata tha
07:01Us manager ke bachar ko toh, main chodungi bhi nahi kambakhat ko
07:04Hmm, saab ka damaad, kambakhat
07:07Naarat kare khudao se, khaali baate sunaadeta toh achcha tha
07:10Khaan ke chala gaya humein
07:12Dekh Saira, kuch toh karna padega, warna kaise kategi?
07:15Chah kya pata, maa
07:16Kuch toh karna padega, warna kaise kategi?
07:18Chah kya pata, maa, main kya bata hoon, mujhe toh futh samajh nahi haan
07:21Haan?
07:23Kekhe, kaun hain?
07:25Badi bhi, darwaza khone, main kiraya nene aaya hoon
07:28Tum aurton ne is ghar pe kabza kiya wae
07:30Chal chal, uskaat churenge, nahi haroon ka
07:32Wiper, wiper, pakat
07:35Arrey, chal, bhaag yaha se
07:37Jab dil karta hai, mooh thak ke chala aata hai, pata nahi hoon tumhara ghar hai
07:40Apne ghar mein aaya hoon main
07:42Main apna kiraya nene aaya hoon
07:44Aapse kiraya neke jaaunga aaj main
07:46Darwaza khone hain aap
07:48Bees aazaar rupee aap log rahein
07:50Kahaan hai mere, kiraya ne
07:52Bees? Bees aazaar?
07:54Arey, bees aazaar kapta?
07:56Amma, athara aazaar ki baat hui thi na
07:58Ho mere darwaza
08:00Arrey, pangal jaisi, athara nahi the, sola the
08:02Arrey, sola aazaar hai
08:04Jab kiraya denge toh, ek ek mahine ka badha lijiyo
08:06Agle mahine ki naubat hi nahi aayenge, SHHO sahab aayenge
08:08Kiraya nene aapke darwaza pe
08:09Arrey, chal tu kya samajhta hai
08:11Tu kya khar lega hamara?
08:13Dekhi jaayegi tujhe, nipad lege tere se
08:15Haan, hamare paas hi badhi SHHO hai
08:17Tu kya samajhta hai ki hum kisi khud hi chalte hai
08:19Badaaya ke se
08:21Tujhe toh marungi main
08:23Hello, ji Salma aapa
08:25Nahi, nani toh abhi baat nahi kar sakti
08:28Ji, ammi
08:30Abhi ammi bhi baat nahi kar sakti
08:33Ab mai aapko kya batao
08:35Wo, darasal, ammi kapade wale se bahas kar rahi hai
08:37Aapko unki aawaze nahi aayega?
08:39Unki aawaze nahi aayega
08:41Wo, asal mein kapade wale ne wada kiya tha
08:43Naana-abbu ka purana hookah na, 20,000 mein khari dega
08:46Aap wo keh rahe hai, 18,000 dega
08:48Ji, ji, nani bhi ladri hai, haan
08:53Nani, nani ab ammi se ladri hai
08:56Wo, wo keh rahe hai, jab kapade wala 18,000 mein khari rahe hai
08:59Toh mujhe 16,000 mein rakhne do
09:011000, 1000 karke de denge
09:03Ji, ji, haan, unki aawaze aayega
09:05Acha khar chhodein, aap yeh bataye
09:07Kya baat hai aapko
09:09Main aage message pauncha doongi
09:11Haan, nani bataye se aapko, beta
09:15Kya?
09:17Sach keh rahi hai aap
09:19Dekhe, agar yeh khabar zalat nikli na
09:22Toh hum log road par aa jayenge
09:24Sachi bata de
09:26Acha chholein, Salma-appa
09:28Aap main phone rakhtey hoon
09:30Ek khabar aapne mujhe de di
09:32Ab ek khabar nani aapko de denge, haan
09:34Saiye, main phone rakhtey hoon
09:36Allah hafiz
09:39Allah hafiz
09:49Samajhta kya hai tu apne aapko?
09:51Arrey, tu kyu?
09:53Pargal ho gayi hai?
09:55Khabar daar andar aaye
09:57Ek kadam bhi andar rakha na
09:59Toh aisa chhuyaan hi, balke aapki ghar mehmaan ban kar aayega
10:01Acha, pehle do urtein kam thi
10:03Jo ab yeh saashe paek bhi hum peh roj jad aayega
10:05Chalo beta, niklo yaha se, ghar khaali karo
10:07Haan, haan, chale jayenge, chale jayenge
10:09Aapka kitna qaraye banta hai?
10:11Arrey, pagal ho gayi hai, kahan chale jayenge?
10:13Hum nahi kahi jayenge, yahi rahenge
10:15Nikal ke dikha humein
10:17Ek minute nani amma, main baat kar rahi hoon na
10:19Tu baat kar rahi hai, yeh humein shardak pe laa rahi hai
10:21Meri baad hai yaar, ammi aap relax karein
10:23Hum koi lawaris thodi na, yeh do do thakki ke maalik makaan aayenge
10:25Aur mar ghar ke baar tamasha lagate phirenge
10:27Ho, ho, hum do thakki ki ho gaye
10:29Paap rahe kyu rahi hai, humare banaya weh makaan me
10:30Haan, haan, haan, yeh koi makaan banaya hai aapne?
10:32Jis pipe me se paani jana chahiye, isme se to aaye din kuch na kuch jama ho jate hai
10:36Aur jis pipe me se saaf paani jana chahiye, isme se paani kam badbhu zyada aati hai
10:39Pankhi ke switch on kar to light chal jate hai, light ke switch on kar to pankha chal jate hai
10:42Aur bhai sahab chalta bhi aise, jise hum par koi aisaan kar raha hai
10:45Aisi aaaz na, kisi bachche ki rohni ki nahi hoti hai, jaisi hi chalte chalte karte hai
10:49To asal mein, humein aap par case kar dena chahiye
10:52Ki kis aziyat mein humein rakha ho hai, haan?
10:54Bas kar Aashi, bas kar, bas
10:56Bachchi hai na, aisi kuch bhi bole jaa rahi hai, iski baat ka bura na manana
10:59To main yeh keh rahi thi ki
11:01Waqt sunay, yeh bachchi bilkul theek keh rahi hai na
11:03Agar aapko maalik makaan se waqehi masla hai, to aap inse case kar sakte hai
11:06Aur aapko to pata hai, ki court mein jo case chalte hai, saal aur saal nahi laga rahe the
11:10Aur tab tak aap is makaan mein bilkul free rahe sake
11:12Dekhe main ek wakil hoon, aur gali ke nukad pe mera table laga ho hai
11:14Agar aapko in logon pe case karna ho, to aap mera yeh card rakh liye
11:25Aur agar in logon ne koi aur wakil karwa liye, to aap bhi mera card rakh liye, aap mujhe hire kar sakte hai
11:31Beta, aap apne wajbaat adha kar de, jo bhi kaam hai main karao deta ho
11:36Iski koi zarbaat nahi hai, hum gali yahan se chale jayenge
11:39Aur uss waqt tak agar aapne humein tang kiya na, to wakil sahab ki baat tha aap suni chuke hain
11:44Aur waise hum har jaana ka takaza kar sakte hain
11:47Lekin aapki taraf hum par jo wajbaat thi na, uske aave saamne aapko maaf kiya
11:51Aap chalo bhai, nikhlo
11:53Chalo bhai chalo
11:55Mere paise
11:57Chalo nikhlo
11:59Chalo
12:14Chalo
12:37Asalam o alaikum humme
12:39Arey aag gayi maa ki yaad
12:41Chalo mujhe yaad to aag gayi
12:42Par tumhe to beti ki kabhi yaad hi nahi aati, yeh nahi ki kabhi khairiyati pooch lo
12:46Aey tum yeh kya karo, mere paas balance kaha hota hai, jo mene tujhe phone karo
12:50Bas tu hi hoti thi, jo mujhe whatsapp ka balance daal deti thi
12:54Wo bhi aap tu ne ban kar diya
12:56Bhai whatsapp to main isliye ban kar diya, kyunki usme na badhi lambi lambi baatein hoti hain
13:01Aur jitni lambi baat hoti hain na, utni hi doosron ki buraiyan aur chugniyan hoti hain
13:05Aur maine yeh sab gheer bathe gandhi ban kar diya haan
13:08Aaye kya matlab, main kab kisi ki chugni lagati hu
13:10Aur kab kisi ki aqibat karti hu
13:13Yeh aur maaye hoti hain, jo beti ke susraal ki toh lagati hain
13:18Main toh sirf apni beti ki khairiyati malung karti hu
13:22Bhai main tumhari baat nahi kar rahi, insaan ki fitrat hai yeh
13:25Jaisi baat shuru hogi, tu razi, main razi, uske baat doosron ki baatein shuru ho jati hain
13:30Arey toh kya unka haal-e-waal poochna mala hai
13:33Aaye haal-e-waal kya poochne
13:35Sab apni zindagi mein baas tha, sab kuch theek tha chal raha hai
13:38Bas yeh yeh farhat hai na, isi ki tone bikh nahi rahi hai
13:42Acha, kya kiya usne, kahi tumhara sath mooh maari toh nahi ki
13:47Jurrat hai kisi ki azra se mooh maari karne ki
13:50Peet peeche bad-bad karti jati hai bas
13:52Arey karne de, tumhe kisi ki palwa hai
13:55Bhai amma dukh toh hota hai na
13:57Ab dekho, sabne meri galti maaf karke mujhe kabool kar liya
14:01Aur main bhi ab chahti hu ki sab mil julke rahein, pyaar mohabbat se rahein
14:04Lekin yeh, yeh toh dil mein bhuvus rakh ke baithi hai
14:08Ek baat batao beta, Jamal ka ravaiya tumhare saath theek hai
14:14Haan, sahi hai
14:16Khair tum apni chabiyat batao, dawai toh bakaidgi se leh rahi ho na
14:21Bhai mujhse nil jaatein bhi dawaiyan shumaiyan, bas main jeek hoon ab
14:25Arey azra, aisa na kar beta
14:27Dekh tuh mauth ke mooh se wapis aayi hai
14:29Aur jab tak doktor kehte hai na, tab tak dawai khaati rahein
14:33Haan, theek hai
14:35Ammi, Gulshan Aunty aayi hai
14:39Bithao unko, main aari hoon
14:41Aaye, aaye, manoos phail aagayi
14:43Aacha theek hai, khuda haafiz
14:45Aacha amma main rakhti hoon, aayinda se na whatsapp pe hi karungi
14:49Koi fayda nahi hua hai, itni lambi call hogayi
14:51Saara mera na package hi khatam hogaya, Allah haafiz
14:56Chana na kyu aagayi iss waqt
14:57Mera toh dil hi aalak mein aagaya tha, jab abba ne mujhe ghur ke dekha
15:01Tauba hai
15:03Acha hua, naone koi sawal jawab nahi kiye
15:06Dekhin unko shubh toh hua hoga
15:08Yaar, tumhe apni padhi hai
15:10Iss sab chakkar mein, hamaari ghar mein kitna drama hoon hai, pata hai
15:13Mujhe murga banna padh gaya
15:15Haan, toh acha hua
15:17Tum yahi deserve karte ho
15:19Haan?
15:20Haan, agar tum extra nahi rukte, khana pack nahi karwaate
15:24Toh hum shayad, khaana pack nahi karwaate
15:25Toh hum shayad, abba se pehle academy pohot jaate na
15:28Wahi aise kaise khaana chod deta?
15:30Mere paise lagi hoye the?
15:32Uff, tum kitna cheap ho
15:34Oho, cheap
15:36By the way, tumhe saari zindagi issi cheap ke saath guzara karna hai, soch lo
15:40Haan, tab ki tab dekhi jaayegi
15:42Lekin, aayinder se meri tauba hai, jo mai tumhari kisi baat mein aaye
15:45Aur tumhari liye koi bhi stand liya
15:47Excuse me?
15:49Meri baaton mein?
15:51Idea kis ka tha?
15:53Woh toh mujhe tum pe tars aagaya, tum itne desperate hoye jaa rahe the, toh bas
15:59Yeh tum mujh pe tars na khao please
16:01Tumhari raham dili mujh pe baad baari padh rahi hai
16:03Theek hai, Allah Hafiz
16:05Arey, yaar ek toh yeh naraaz badi jaldi ho jaati hai
16:11Mujh koi tez khaana ki jaad bhi nahi hai
16:12Mujh koi tez khaana ki jaad bhi nahi hai
16:20Wahi na jaanein kaise kaise log aawas hai iss mahalle mein
16:23Abhi dekho zara us din
16:25Darwaza baja, main baahar gayi
16:27Toh ek ladka khaada tha, kehne laga, Siddiqui saab ka ghar yeh hi hai
16:30Toh maine ka, itna bada board nazar nahi aaya, tumko likha wa
16:33Toh kehte hai, achha, maine ka kis se milna hai?
16:36Yeh toh main toh sirf pooshne aaya tha, ki Siddiqui saab ka ghar yeh hi hai
16:39Wala batao
16:41Yeh baawla, paagal hoga aap koi
16:44Pehle bhi kya namoonon ki kamee hai, iss shivar mein hai?
16:47Arre namoonon ki toh nahi hai, lekin maasiyon ki bahut kamee hai
16:51Tum se kaha tha, ki jaadu bartan ke liye, koi kaam wali chahiye, kya kiya tumne?
16:55Arre maine board diya hai, ho jayega Inshallah
16:58Aam, Azra ek baat toh bata
17:02Yeh cho apni Asma hai, yeh ghar ka kuch kaam kaash karti hai
17:06Yeh sara din apne boti ke kaam mein lagi rehti hai, aur saare ka sara board
17:08Tumhare kandon pe daal rakha hai
17:11Toh tum kya chahati ho, ke sara din wo boutique mein sarkha paakar aaye, toh bas yeh chule chakki mein jog do hai?
17:17Shaah, jo baahar jaati hain, urtein kaam karne, kya wo ghar ke kaamon ko nahi karti?
17:22Ab meri nand hai na, ustani hain, ustani hain school mein
17:26Lekin gaam pe jaane se pehle, sari aandi roti karke jaati hai wo
17:30Acha chalo tum mujhe yeh batao, ki tum jo sara din gali mahalon ke khaak chhaanti ho, tumhare ghar ko kaun dekhta hai?
17:36Waah Azra waah, bhaiya tune to mere ko ek minute mein nakaara saabit kar diya
17:42Yeh jo gunahon ka paura mein liye liye liye phirti rehti ho, sara din gali mahalon mein, mehnat ki halal ki kamai ke liye phirti ho
17:49Aur yaha pe agar do minute ke liye aajati ho, apne dil ka poch halka karne ke liye, toh tere ko bila wajah pura lag rahe hai bhai
17:55Dekho bhai Gulshanara, ab main wo purani wali Azra nahi rahi
17:59Isliye mere saamne na yeh logon ki buraiya mat kiya kar, aur khaas kar mere ghar walon
18:03Yeh bhen, mainne kaunsi burai kar di kisi ki, wo Asma bichari, wo toh itni bhali maano se na, uski toh dushman bhi tarif karte hain
18:11Lekin wo jo Farad hai na, Farad maajallah meri bachi aa gayi
18:15Assalamwalekum, kaise hain?
18:21Mein bilkul cheek thaak ho, yeh chai tum khaali lai ho hai, koi biscuit, cake bake liyaati
18:28Cake bake liyaati, asal mein na bete mere mede mein badi acidity hoti hai, khaali peht na chai nahi bhijaati mere se
18:35Koi masla nahi hai, main aapke liye kebab bhi liyaati ho
18:39Haan, yeh theek rehega, chalo
18:42Maashallah bhai Azra, tumne toh apni choti devrani ko full train kar diya hain
18:49Arey, kya train karna, yahaan par ab sab kuch apni marzi se karte hain log, na kisi se pochte hain, na kisi ki sunte hain
18:56Main aapke liye kebab fry kar kilaate hain
18:59Haan jaa jaa, shabash, jaldi laana bete, do chaar liyaana
19:07Kuch nahi
19:10Bata
19:14Kaha na kuch nahi, arey batao no, kuchhi bhagat nahi balegi
19:18Bata
19:25Tubha rahi hai, kuch na kuch hai
19:33Yaar Shahzeb, achanak tumhare school walo ko be phone kaise yaad aagaya
19:37Woh keh rahe hain, record mein nahi hai
19:39Toh unki galti hai na, humne toh admission ke waqt, copy jama karwai thi yaar
19:44Aap gaye the mera admission karwaane
19:49Aam, nahi main toh nahi kiya tha, lekin aapke mama gaye thi
19:58Lekin humne yaqeenan admission ke waqt, copy jama karwai hogi, ab unhone gama diya toh humari koi galti nahi hai
20:04Humne galti nahi hai
20:16Yeh kya hai dekho
20:21Nahi abbu yeh nahi hai
20:22Nahi hai
20:25Banwaya tha
20:27Haan haan banwaya tha, main khud jaa ke banwaya tha, baap ko na razmi hota hai
20:35Yeh hi hai
20:37Mil gaya hai
20:48Dekho Farhat, main tumhe pehli bhi kha tha, ab woh pehli jaisi nahi rahi hai
20:52Kitne din ho gaye unhe, tumhne unko kisi se ladte hue dekha, nahi na
20:57Dekho bhai, main toh ab poora din hoti hun boutique pe
21:00Aap peechhe tumhe Azra bhabhi se hi baat karni hai na
21:02Tu unse jaa ke pooch ho kya baat hai, koi masla hai toh unse maafi maang lo, suljao na is masla ko
21:16Tab hi isse apne paas rakh ho, shaam mein mujhe de dena, main iski copy kar aake aapko de dun, main ok
21:20Theke, isko rakhte hain aap
21:31Theke, isko rakhte hain aap
22:01Theke, isko rakhte hain aap
22:31Theke, isko rakhte hain aap
23:02How?
23:05Baahar bhi sab aise hi khush hain
23:11Tumhare ghar wale bhi aur mere ghar wale
23:20Aur shayad tum bhi bohot khush ho
23:24Bohot khush ho
23:30Lekin jisse apni shaadi par sabse zyada khush hona chahiye tha
23:38Wohi sabse zyada absurda aur din bardaaste hai aaj
23:43Wohi sabse zyada absurda aur din bardaaste hai aaj
23:49Yeh meri zindagi ki sabse khubsurat raat hoti, agar aaj
23:57Tumhari zyada woh ladki hoti, jisse main muhabbat karta hu
24:13Khair yeh baatein sab pehle hi ho jayen to, baithar
24:29Taake tumhare dil mein kisi bhi kisam ki koi khush fahmi aur khalat fahmi na ho
24:44Socha tha maine, socha tha ke baat main sab ke saamne kehti
24:53Lekin ghar soch bhi, kitna bada tamasha banta mere liye bhi aur tumhare bhi
25:03Bilkul theek, bilkul theek jawab de diya tumhare aankhon na tumhain, bilkul theek
25:23Isliye mujhse ya iss shaadi se, kisi bhi kisam ki khushiyon ki jahat na karna
25:33Aur haan ek aur baat, jis tarah humne shaadi ki saari takribat mein achhe bachon ki tarah acting kiye, aage bhi karte rahenge
26:03Haan
26:26Tumhari parwa karne meri galti hai, ya aankh koshishon mein lage rehna ki tumhare liye aasani pehda karu yeh galti hai meri
26:32Main toh bas apne wo zabardaari poori kar raha ho, jo main pehle nahi kar paya
26:36Aap aur main saath sirf Shahzaib ke maabab ki hasiyat se hain
27:01Haan
27:16Bhabhi bhi isse shukar hai aaj aap jaldi aa gayi, warna main akeli TV dekh dekh ke na bore hi ho gayi thi
27:22Kyu, Azra bhabhi se gap shab nahi hoti kya?
27:25Gap shab? Woh mujhse seedhe muh baat nahi kar rahe hain aur aap gap shab ki baat kar rahe hain
27:30Kyu, chua hai?
27:33Mujhe nahi pata, pata nahi kis baat pe muh bana ke bethi nahi hain mujhse
27:37Kap se?
27:39Yeh koi 2-3 din toh ho gaye
27:43Kahin aap se koi shikaayt toh nahi kiye nohne meri?
27:47Nahi, mujhse toh kuch nahi kaha
27:49Toh phir kya masla hai, kya ho gaye unko?
27:52Maine toh unse koi larai chagda bhi nahi kiye hai
27:55Toh tum pooch lo la unse, toh directly jaake pooch lo
27:59Toh unse kya?
28:01Maine nahi, main yeh risk nahi leh sakti
28:03Pata chala kisi baat pe gussa hoyi hain aur ulta mujh par hi gussa utaar diya, toh?
28:07Dekho Farhat, maine tumhe pehli bhi kaha tha, wo pehli jaisi nahi rahi hai
28:11Kitne din ho gaye unhe, tumhne unko kisi se larte huye dekha? Nahi na?
28:15Dekho bhai, main toh aap poora din hoti hoon boutique pe
28:18Aap peechhe tumhe Azra bhabhi se hi baat karni hai na
28:21Toh unse jaake pooch ho kya baat hai, koi masla hai toh unse maafi maang lo
28:26Suljao na, is masla ko
28:30Lagta hai Wasif aa gaya, main dekho
28:33Suno, ek baat aur
28:35Dekho hum aurton ke darmiyan koi bhi chhoti moti baat ho jaati hai na
28:40Toh koshish kya karo ki ghar ke mardon tak na pohnche
28:45Main dekhti ho
28:59Assalam o alaikum, kaise ho?
29:09Parhne ho parho parho, shahbaz
29:15Shahzaib, yeh kya hai?
29:18Yeh bay form ke copy hai, school wala mein hua hi hai
29:23Toh, kisne dhoondi, tai abba se kaha tha?
29:26Tai abba se kaha tha?
29:27Nahi, abbo ne dhoond ke rahi hai
29:30Arey bhai, thodi din mera intazaar kar lete na
29:32Main aa ke dhoond deti, unko kehne ki kya zarurat thi
29:36Daanta toh nahi hunne?
29:37Nahi nahi, abbo ne bilkul bhi nahi daanta
29:39Main unko kaha tha ki mama dhoond dengi
29:41Lekin unhe kaha ki har choti choti cheezon ke liye mama ko disturb nahi kiya karo
29:46Cha
29:57Umar, kya kar rahe ho?
30:00Kuch nahi aapi
30:10Tum meri shaadi par itne chote se the
30:15Har shahbala banne par itna khush the, khaas taur se wo noto bahar pehen kar
30:20Har shahbala banne par itna khush the, khaas taur se wo noto bahar pehen kar
30:27Tumhara toh bas nahi chal raha tha, haar mein se not kheech kar baaki bachon ke saath bahar nikal jao
30:34Waqeet?
30:36Haa
30:41Mujhe toh kuch yaad bhi nahi hai ab
30:44Main bhi sab kuch bhooli gaya ho
30:47Toh phir aaj yeh sab kuch yaad kyun ho rahe hain?
30:51Ab aur kari kya sakte hain yaad karne ke sabha?
30:55Guzre waqt ko
30:58Gawaye huye maukon ko
31:01Kya matlab?
31:05Tum nahi samjhoge Waleed
31:06Kya matlab?
31:09Tum nahi samjhoge Waleed
31:13Aur meri dua hai dil se
31:16Ki tum par yeh waqt aayi na ki tumhe apne maazi ko yaad karke pashtana pata hai
31:29Kya hua Naseer bhai?
31:30Kya hua Naseer bhai?
31:34Sab khair hai?
31:36Kuch hua hai?
31:38Kuch nahi hua hai yaar
31:39Mainne bas apne saath kiya hai
31:45Apni zid aur ghussi ke wajah se
31:46Apna itna saara waqt parbaad kiya hai
31:52Joke main tumhare saath
31:54Wasif ke saath
31:55Aur Jamaan bhai ke saath
31:56Hasi khushi guzar sakta tha
32:01Woh waqt jisme main ammi aur abbu ki parishane ki wajah bana
32:07Toh unki khidmat karke unke ahad ka sabab ban sakta tha
32:15Asma aur apne bacche ke saath
32:16Apni aane wali zindagi ke liye
32:19Yaadeh rak sakta tha Banasim
32:27Lekin mere haath khaali hain waqt
32:29Lekin mere haath khaali hain waqt
32:34Mere paas aisa kuch hai hi nahi
32:37Jisse mere chehre par muskaraat aa sakhe
32:41Mere daaman mein sirf meri zid
32:43Meri anahat dharmi hai
32:49Jisse mujhse khush hone ka ihtiyari chheendi hai
32:59Wah break toh laga le na sirf bhai
33:04Ek hi saath mein sab kuch keh denge kya
33:08Arey bolne de yaar mushar
33:11Bolne de
33:16Maine apna bahot saara waqt akele aur khamush reh kar barbaat kar diya hai
33:22Aur aaj jab main bolna chahata hu
33:23Apni ghalti ka itaraaf karna chahata hu
33:25Toh koi
33:28Koi hai hi nahi mujhe sunne wala yaar
33:33Koi bhi nahi
33:40Aapka chota bhai hai aapke baas
33:44Aapke dil mein kabhi bhi kuch bhi aaye
33:47Usse share kar sakte hain
33:51Main saari baate sununga aapki
33:59Kaash main Asma se bhi yeh sab kuch keh skon
34:03Wo waqt bhi aayega
34:07Thoda se anzaar aur
34:08Kaash main Asma se bhi yeh sab kuch keh skon
34:13Wo waqt bhi aayega
34:15Thoda se anzaar aur
34:28Thank you yaar
34:30Thank you
34:35Mushamish
34:38Tell me one thing, who were you talking to on the phone all the time?
35:08Wasif, are you looking at this perfume?
35:20My friend gave it to me.
35:22After that, I liked it so much, what should I tell you?
35:26Whenever my father's friend was coming from abroad,
35:28I used to order this perfume.
35:30Although it is available in Pakistan as well.
35:32But there is no guarantee that it is original or not.
35:36So, that's it.
35:38And I like one more perfume.
35:42But it doesn't stay on my lips for a long time.
35:46Wasif, are you sleeping?
35:51No, I am listening.
35:54I am just not able to speak.
35:56You see, you are doing the same thing again.
35:58You are not paying attention to what I am saying.
36:00Okay, I have kept the novel here.
36:02I will go and read it now.
36:04I am tired.
36:06What do you mean you are tired, Wasif?
36:08I have also done the household chores all day long.
36:10But I am still talking to you so that you change your mind.
36:14This is your talk.
36:16These are your demands.
36:18I want this, I want that.
36:20Then you also tell me, what do you like?
36:22In fact, let's do one thing.
36:24Let's talk about your favorite topic.
36:26About food.
36:28We don't talk about food.
36:30It is cooked and fed.
36:32In fact, let's do one thing.
36:34Let's make a dessert of your choice.
36:36It is a dessert.
36:38You know what I like.
36:40No, Wasif.
36:42I don't know how to make kheer.
36:44But I saw a new dessert on YouTube.
36:46If you don't want to make kheer,
36:48then don't make anything.
36:50Okay, fine.
36:52I will take it as a challenge.
36:54And I will make kheer for you.
36:56But on one condition.
36:58If I make kheer,
37:00then you will have to give me a gift.
37:02Give me a novel.
37:04Wasif, don't misbehave.
37:08What is this?
37:10I am tired, let me sleep.
37:12Take off your watch and sleep.
37:14Who sleeps like this?
37:22Alright, guys.
37:24Today's topic is
37:26how to control your anger.
37:28First of all,
37:30you are responsible for this situation.
37:32Yes, you.
37:34Why did you listen to anyone?
37:36Apart from this,
37:38see what you have said
37:40behind that person's back.
37:42And realizing this
37:44will have a good effect on your personality.
37:46Let's move on to today's exercise.
37:48Today's exercise is
37:50keep your feet on the side.
37:52Touch your toe.
37:54Go like this.
37:56And breathe.
38:10What is this?
38:12You spoiled all my yoga.
38:16I also came to ask you
38:18what is this?
38:20What do you mean?
38:22I mean, why are you angry with me?
38:24Why would I be angry with you?
38:26Who told you?
38:28No, I can tell from your behavior
38:30that you are angry with me.
38:32My behavior has always been like this.
38:34It will always be like this.
38:36I have heard this tone for a long time.
38:38Sister-in-law, tell me if you are angry.
38:40Is it that
38:42you had a fight with brother Jamal?
38:44Why should I tell you?
38:46You tell me your things.
38:48Hey,
38:50what did I hide from you?
38:52What did I hide from you?
38:54Try to remember.
38:56It was two days ago.
38:58What?
39:00Oh, that.
39:02That report thing.
39:04Sister-in-law,
39:06it was a small thing.
39:08That's why I forgot.
39:10You are angry with me for such a small thing?
39:12Anyway, there are a lot of things.
39:14But I am not in a mood to fight right now.
39:18Okay, listen to me.
39:20I am sorry.
39:22I will be very careful from now on.
39:24You will never have a chance to complain.
39:26Forgive me.
39:28No, don't apologize to me.
39:30We are very sinful people.
39:32We don't want anyone to apologize to us.
39:34But remember one thing, Parat.
39:36Now I am the elder of this house.
39:38So whatever is happening in this house,
39:40I should know everything about this house.
39:42Take care next time.
39:44Because obviously,
39:46everyone has to study.
39:48Is there any good news?
39:50No, no.
39:52What happened to you?
39:54Come with me. I will tell you.
39:56Let me wear my slippers.
39:58Wear your slippers.
40:00I don't know what I did today.
40:02Let's go.
40:18Naseer Bhai, I have kept the breakfast on the table.
40:20Yes, I am coming.
40:48Music
40:50Music
40:52Music
40:54Music

Recommended