Baby Baji Ki Bahuwain Episode 23 | 15 October 2024 | ARY Digital

  • yesterday
#babybajikibahuwain #arydigtial #pakistanidrama
Watch All Episodes of #babybajikibahuwain Here https://rb.gy/sprhtg

Baby Baji Ki Bahuwain Episode 23 | 15 October 2024 | Javeria Saud | Sunita Marshall | Tuba Anwar | ARY Digital Drama

"Baby Baji Ki Bahuwain”, the passing of Baby Baji throws her four sons—three of whom are married—into turmoil. With the family’s unity at stake, they must navigate the challenges of managing the household and upholding Baby Baji’s legacy.

Written By: Saqib Ali Rana.
Directed by: Tehseen Khan.

Cast:
Saud Qasmi,
Javeria Saud,
Munawar Saeed,
Samina Ahmed,
Asma Abbas,
Hasan Ahmed,
Sunita Marshall,
Junaid Jamshaid,
Tuba Anwar,
Fazal Hussain,
Rimha Ahmed,
Faiza Khan,
Afzal Khan (Rambo),
Asma Abbas,
Madiha Iftikhar and others.

Watch Baby Baji ki Bahuwain Daily at 7:00 PM only on ARY Digital.

#arydigtial #pakistanidrama #babybajikibahuwain
#javeriasaud #sunitamarshall #junaidniazi #saudqasmi #tubaanwar #asmaabbas #hassanahmed #fazalhussian #rimhaahmed

Pakistani Drama Industry's biggest Platform, ARY Digital, is the Hub of exceptional and uninterrupted entertainment. You can watch quality dramas with relatable stories, Original Sound Tracks, Telefilms, and a lot more impressive content in HD. Subscribe to the YouTube channel of ARY Digital to be entertained by the content you always wanted to watch.

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aa gayi hai ghar ghar mein Oh baby bhajiya
00:15Are khaun se shopping aur kis ke saath?
00:18Main tumhe bata rahe hoon wo iss waqt na ussi ladki ke saath hai jis ke saath wo jewellery shop pe tha
00:23Acha ek baat batao phir
00:25Agar meni jagah tumhe yeh business idea koi aur pitch karta, tum tab bhi yeh investment kar rahi hoti
00:31Of course not, tumhare saath jo trust ka element juda hua hai wo kisi aur ke saath kahaan
00:36Tankha di thi aaj unhone mujhe
00:38Arey accha
00:39Aita khush hone ki zaroorat nahi hai, tankha ke naam pe raise ghaari thamadi haath mein
00:43Main bhi iske moon pe maar kar aayi hoon, galle mein rakh lein boutique ke
00:46Chalo bhai, mar mar ke kuch mila tha, wo bhi wapas lata aayi
00:49Oh baby bhajiya aa gayi yeh ghar ghar mein, oh baby bhajiya
01:19Chai banao
01:21Chai banao
01:23Kamaal hai
01:25Kuch khaane peene ke liye bhi leya na saath
01:28Leya hungi, khaane peene ke liye bhi leka
01:32Aur haan, mood theek kar ke aana
01:34Acha, aap jaye
01:50Bhai billon ne toh sach mooch kamar hi thod di
01:52Do bulb aur do pankhon ka itna zyada bill
01:57Jee jee bilkul, bilkul
02:00Toh aap log solar system kyu nahi lagwa lete
02:03Main toh lagwana chaha raha hoon
02:05Lekin permission toh idhar se aayegi na, begum sahiba ki taraf se
02:13Kya ho gaya, maine is mamble mein kya kehna hai, jaise aapko munasingh lagge
02:19Ab ijazat mil gayi hai, ab toh laggi jayega
02:25Are, aap log kuch le nahi re, le na
02:32Azra bhabhi, aap toh badi mashoor hai khaane peene mein
02:36Badi tarif suni hai aapki, aap toh lein aap
02:39Aise ache nahi lag rahi baithi hoon
02:42Mera khayal hai, jis baare mein baat karne hai, uss mudde pe aate
02:50Ab hi mudda kya hai, kya hua, kyu hua, kisliye hua
02:56Aur uspar mera radde hain man, un sab ke liye main shahnaaz tumse maafi maangte hain
03:05Haath jod ke maafi maangte hain, iss baat ko bhool jao
03:10Dekho, na toh mujhe maafi mangwane ka shauk hai
03:14Aur na hi mera maqsad, kisi se haath jod waakar, apni anaa ko taskeen ponchana hai
03:20Maine iss maamle mein jo kuch bhi kya, sirf aur sirf apni beti ki izzit-e-nafs ki ifaazat ke liye kya
03:29Tum bhi ek beti ki maa ho, kahl kanaa ko apni beti ka kahi rishta tay karogi, toh kya tumhe fikar nahi hogi?
03:40Ke waha tumhari beti ke saath kya solook kiya jaata hai, batao mujhe
03:45Shahnaaz, Saman bachpan se humare ghar aa rahi hai, aap jaanate hain hum sab usse bahot pyaar karte hain
03:54Aur humne toh kabhi usko apni hone wali devrani ki tarah treat bhi nahi kiya
04:00Aur Azra baa bhi, woh toh usko apni bachon ki tarah samashti hain
04:04Jih bilkul, aur bache jab koi galti kiya karte hain, toh bade hone daant diya karte hain
04:15Naseer bhai, jab rishta taye ho jaye na, toh saare naate jo hai na, woh saanvi ho jaate hain
04:21Agar bainon-bainon me bhi rishta ho jaye na, toh woh baine kaam, samdhane zyada ho jaate hain
04:27Aur phir talukaat jo hai na, woh ussi tariqat se nimhae jaate hain
04:31Dekhi, kaun kya karta hai, is baat ko chhode hain
04:34Seedhi si baat yeh hai ki, jo kuch bhi hua, aayinda uss ghar mein nahi hua, yeh meri guarantee hain
04:43Accha?
04:45Toh iss se pehle jo kuch hua, woh aap se poch kar kiya gaya?
04:51Kya matlab? Matlab aap yeh samjh chahiye?
04:54Aap se poch kar kiya gaya?
04:57Kya matlab? Matlab aap yeh samjh chahiye ki, meri ghar mein koi say nahi hai,
05:03main ghar ka bada hun, apne ghar ka sarbara hun, aur main batmach
05:08Agar aap us ghar mein bade hain, toh phir woh phuppo kya hain?
05:16Phuppo jaan? Phuppo jaan iss sab baaton ke beech mein kahan se aagayi hai?
05:26Dekhiye, phuppo jaan ki hum log bahot izzat karte hain, woh humre ghar ki badi hain,
05:32kin unka in baaton se koi lehna dena nahi hai
05:35Hmm, Bajra, sab kuch aisa hi hai, jaisa Jamal bhai keh rahe hain?
05:49Qureshi sahab, iss bahas ka mudda kya hai? Masala kya chal raha hai, yeh meri samjh mein nahi aara
05:57Jo hai, jaisa hai, main kaha na iss baat pe matri daalo, yeh masale toh kabhi khatam hi nahi honge
06:06Aakay baat karte hain, dekho Shahnaz, tum jaanti ho, ki Allah bakshe,
06:13Amma ne hi rishta tay kiya tha, unki bahot khwais thi ke samwand humare ghar bahu ban kar aaye
06:21Ab unki khwais ki adhraam karna hum sab par farz hai, in choti choti baaton ko bhool jao, rishte istana thodi khatam kiye jaate hain
06:33Bulao samand ko, main aaj uska ungoti painaoongi, aur shaadi ki tarikh lehkar hi jaoongi
06:39Shahnaz, ab jaane bhi do, chalo
06:45Mujhe pata hai, yeh rishta jo hai, wo bebe baaji karke gayi thi
06:51Toh samand jo hai, wo Inshallah, Waleed ki hi dulhan banenge
07:01Inshallah, Inshallah
07:04Bas, mere ek sharadh hai, ki shaadi ke baad, Waleed aur Samand alag ghar mein rahenge
07:18Waleed aur Samand alag ghar mein rahenge
07:21Bas, mere ek sharadh hai, ki shaadi ke baad, Waleed aur Samand alag ghar mein rahenge
07:33Kya?
07:43Shahnaz
07:51Shahnaz
07:55Yeh aap, yeh aap kya keh rahi hoon?
07:59Yeh faisal maine bahut soch samajh kar kiye
08:03Aur aamari tarah se yeh final, baaki aap log soch nahi chahiye
08:21Main aa rahi hoon, thodi daero
08:40Woh, thodi parishan hai, tension mein
08:45Main karoon ka baat aap, fikar na karein, sab theek ho jayega
08:51Woh, thodi parishan hai, fikar na karein, sab theek ho jayega
09:09Aree Farhat, ek cup chai toh pil mao, tumhrukh toh pee ke aaye ho, hai na?
09:18Main sab ke liye bana ke laate hain
09:22Dere toh samajh mein nahi aaye, yeh Shahnaz ko baithe bithaye hua kya?
09:28Aree baithe bithaye nahi hua, pehle se mansooba banaya wa tha usne
09:35Bahut tez hai, yeh aaj kal ki maaon ki yeh hi soch hai
09:39Magar rishta karte waqt toh unhone aisi koi demand nahi ki thi
09:43Rishta karte waqt kaise kar sakti thi, koi paagal hai
09:46Agar karte hi, toh tumhrukh bana rishta karte?
09:49Ab kar liya hai, majboori hai, maan nahi padheni baatein
09:56Kaisi majboori?
09:59Yeh humne rishta kiya hai, zabardasti thodi kiya hai
10:04Agar usko humare khandaan se koi masla aaya hai na, toh baat khatam karne mein koi masla nahi
10:08Woh toh kari di usne, aur kya karegi?
10:09Usko humare khandaan se koi masla aaya hai na, toh baat khatam karne mein koi masla nahi
10:13Woh toh kari di usne, aur kya karegi?
10:17Kya ho gaya hai aap logon?
10:23Ghussa mein insaan bahut kuch bol jata hai
10:26Bhai bhai se lad parta hai, toh uska matlab yeh toh nahi hai ki rishta khatam ho jayenge
10:32Arre toh yeh hi toh ho raha hai, kaun mil raha hai, bhai bhai mil hi nahi raha hai, yeh hi toh ho raha hai
10:36Mera khayal hai Azra bhabhi bilkul theek keh rahi hai
10:40Aur Shanaz ka toh humare khandaan se hamesha hi bahut acha taluk raha hai
10:44Unko hum se bhala kya masla ho?
10:47Mera khayal hai yeh sab bas waqti ranjish hai
10:56Shahid us waqe ki wajah se
10:59Arre kya waqe ho gaya tha? Humne kya keh diya, kya kar diya?
11:02Usi ki ladki jaake humare maan ko sunaar ke paas bech aayi
11:09Phuket please, yeh purani baaton ko man dhora hai
11:12Arre kyu na dhora hoon, unki toh sui wahi att ki hui hai na, hum chuk ho jaye bas
11:17Main sahi bata rahi hoon, yeh sirf bahana hai, bilkul bahana hai
11:22Darasal usne apni demand poori karani hai, lo demand toh dekho
11:27Alak ghar leke do, yeh karke do, waqe toh, yeh toh
11:30Alak ghar leke do, yeh karke do, waqe toh
11:34Main toh kehti hoon, sakme toh log bhi koi demand daan toh
11:42Demand? Kaisi demand?
11:44Arre ladke wali hoon, kuch bhi maang lo, kuch bhi kehto
11:47Nahi nahi nahi, jahez jahez nahi maangenge, wo bata hai ammi abbu bahut kalaaf the iske
11:54Arre nahi, main sajs mosh thodi keh rahi hoon, main toh shahnaaz ko tang karne ke liye keh rahi hoon
11:58Kheru zara pata toh chalein, ladke wali kya kya demande kar sakte hain
12:05Arre isse kya hua, yeh kuch chale gayi, aisa kya kahe diya maine
12:09Mera khayal hai ke, is masle ko na abhi yahi ropne
12:13Bas kuch waqt de, Allah behtar karega
12:28Arre chai maangi thi ek kap, hadd hogi ek chai ka kapna mila is ghar mein
12:33Tawba
12:41Bas ek baar aise website ban jaye na, toh phir baaki ke naam toh doghoz hone lag rahein
12:46Lekin inventory, uska bandobas kaun karega
12:49Wo main dekh loongi, tumne bas kuch waqt lagana hai, okay
12:53Isme main poora time doonga apna, kyunki mujhe pata hai online mein hum log bohot kuch kar sakte
12:58Exactly
13:00Ache suno, mere paas aaj ki premiere ke passes hain
13:04Kis yeh ke passes?
13:06Tumne suna nahi, aaj iss saal iss sabse baddi movie release ho rahi hai
13:11Toh maine sucha hum saath ne salte hain
13:14Haan, zarur, nahi wo, actually
13:22Are you okay?
13:24Rehne do, main samajh gayi
13:28Kya samajh gayi tum?
13:30Yeh hi ki tum mere saath time spend karne mein bekul bhi interested nahi ho
13:34Nahi nahi, aisi baat nahi hai, wo asal mein ghar mein sab jama ho rahein aaj, isli mujhe jaana hai
13:40Tum log kya har waqt ghar mein jama ho ke halla gulla karte rehte ho?
13:44Nahi, wo aaj Saman aur Waleed ki shah...
13:49Nahi, leave it, bas main aaj busy hu thoda
13:52Oho, toh bas pehle hi itna se jawab de de the, itna hitch ki chaah kyu rahe ho?
13:58Leave it, main Sophie ki saath chale jaungi
14:04Acha sunu Wasif, main tumhe bataana bhool gayi ki humare online
14:08Mera matlab hai, tumhare online store ke liye meeting desirer se baat hoi hai
14:13Aur maine socha hai ki hum best graphic design banayenge
14:17Rameen, main tumhara shukriya da kaise kar sakta ho?
14:22Waise toh iski koi zarurat nahi hai, but if you insist, toh aaj ki coffee ka bill tum de dena
14:29Haan, sure, why not?
14:35Excuse me, kya kiya tumne?
14:40Maine jo kuch bhi kiya hai na, apni beti ki bhalayi ke liye kiya hai
14:45Is ghar mein jo bhi hona hai, wo tumne karna hai, is gadde ka koi kirdaar nahi hai is ghar mein
14:50Manna kiya tha, manna kiya tha rishta karne se, nahi maani, zita nagali
14:56Mangani karke dam liya tumne, phir wo log yahan shift hua hai
15:01Dono maa beti ko samjhaya tha, zyada aana jaana mat rakho, faasla rakho, nahi maani
15:07Rojh koi na koi baana karke beti ko leke jaake maa baith jati thi
15:11Kabhi barsi hai, kabhi saalgir hai, kabhi kuch hai, kabhi kuch hai
15:15Aglo ne bitha ke jab zalil kiya na, tab maa beti ko samjh aayi
15:20Qureshi sahab, aapko ye baate sunane ke liye koi aur waqt nahi bila?
15:23Kyun? Is waqt mein kya hai?
15:25Kyunki is waqt mein bahot pareshan ho
15:27Apni harkaton ki wajah se
15:29Ek waqia ho gaya tha, sab kya rahe the, chhodo jaane do, nahi, dabab mein gaas mani hui thi
15:35Babhi zita nagali, itni ache hai wo log, phud chalke amare ghar aaye
15:41Maafiyan maangi, aach jod ke, aur wo bhi hazran hai
15:45Lekin tumne nahi item shuru kar di
15:47Khuda ke liye Qureshi sahab, khuda ke liye
15:50Is waqt na, main bahot zaini tanaon ka shikar ho
15:53Aisa nahi ho ki aapkin baaton ki wajah se na, mere dimaag ki nas phad jaye
15:56Kitne zaini dababon mein, koi bartan nahi dho sakta
15:59Aapke liye dho rahi ho, kyunki subah subah uthke na, aapne chilana shuru karna hai
16:03Nashtha de do, nashtha de do, nashtha de do
16:05Is liye dho rahi ho, kamaskam bartan to dhole huye honge
16:08Bolo
16:17Shahnaz aunty ko kya suji thi?
16:18Yeh ekdum se ghar alaida karne wali baat kaan se aagayi?
16:21Waleed, trust me, mujhe kuch bhi nahi baata hai
16:26Unhone to yeh wali baat, abbu se bhi discuss nahi ki hai
16:29Abhi isi baat pe jagda ho raha, hum dono ka
16:31Saman, tum yeh baat jaanti ho na
16:33Ke ghar bhej kar alaida hona ke baat, humara kya hasher hua tha?
16:36Kya afatein aayi thi hum par?
16:38Waleed, tumhe mujhe yeh sab kuch batane ki zarat nahi hai
16:41Main sari cheezon ke khud witness hun
16:44Toh phir Shahnaz aunty ne kya soch kar yeh shart rakhi hai?
16:48Unhone na dasabur bhi kaise kar liya ki itna sab kuch ho jaane ke baat
16:51Main ghar alaida karne wali baat maan jaaunga?
16:53Waleed, mujhe sach meh kuch bhi nahi baata hai
16:55Tum mujh pe trust kar sakte ho please?
16:57Saman, main tumhe call karta hu
17:07Jee baabi
17:09Saman ka phone tha
17:16Waleed
17:19Mujhe maaf kar do
17:21Yeh sab kuch meri wajah se hua hai
17:23Mujhe maaf kar do please
17:25Baabi, ab kyu khud ko kasoor waa thaira rahi hai?
17:28Shahnaz aunty ne jo shart rakhi hai na
17:30Usse saaf zahir hai ke woh is chaadi se raazi nahi hai
17:32Haan, lekin yeh sab hua toh meri wajah se hai na
17:35Agar main uss waqt ne ghusah pe kaabu kar leti
17:38Na ladti usse, ghusah na hoti toh
17:40Woh ni shart bhi na rakti
17:42Baabi, please
17:44Aapko khud ko kasoor waa thairana ki zarurat nahi hai
17:45Aur nahi kisi se mazeed maafi maangni ki zarurat hai
17:48Jo mere naseeb mein hoga na woh hi hoga
17:50Walke hum sab ke haq mein jo betar hoga, inshaAllah woh hi hoga
17:55Aap jaa ke annaam kare
18:16Chalo kulli karo
18:18Matlab kya gandh bhala khaate rehte ho
18:21Haan
18:26Idhar khadhe
18:28Tum beta chatora, upar se baap aisa
18:30Jo beta kahta hai, foran laakad de dete hain
18:34Chalo
18:36Chalo
18:38Chalo
18:40Chalo
18:42Chalo
18:43Chalo
18:45Asma
18:47Wasif keh rahe hain Shahzaib ko bhej
18:49Toh isko kya hua hai?
18:51Pata nahi kya gandh bhala khaali hai isne
18:53Hum ultiyon pe ultiyon kiya jaa raha hai
18:55Mera khayal hai yeh toh school nahi jaa sakega
18:57Aap please Wasif se keh deyen ke baaki bachchan ko school chhoda aayen
18:59Acha thik hai, tum uska khyaan rakho
19:01Chalo
19:07Ambar Ashi
19:10Ambar, jaldi karo, late ho rahe hain
19:13Ho
19:15Aa rahi hai, taani kab aayegi yeh
19:20Main ghaadi mein wait kar letum iska
19:23Ashi
19:25Ji
19:27Woh de sahi keh rahi hai
19:33Mujhe un baaton ko pee jaana chahiye tha
19:36Parnaag da damasha nahi hota
19:37Baaki rishte bachhane ke liye kuch baaton ko nazar andaas karna patta hai
19:40Kuch baaton ko pee jaana betar hai
19:42Wasif mamu
19:44Sach kahun toh aap mujhe bhi abdhi galti ka isaas ho raha hai
19:51Maine sirf Saman ki help karne ki koshish ki thi
19:56Mujhe nahi pata toh ulta itna bada nukhsaan ho jayega
19:59Sare gharwale mein mujhe walat samjhenge
20:01Mujhe nahi pata toh ulta itna bada nukhsaan ho jayega
20:03Sare gharwale mein mujhe walat samjhenge
20:04Sare gharwale mein mujhe walat samjhenge
20:07Jabki mere niyat aisi nahi thi
20:12Akshar aisa hota hai Aashi
20:15Mare niyat kharab nahi hoti
20:18Waghar hamara amal doosron ke liye mashkoob ho jata hai
20:24Doosron ko judge karne mein itni jaldi nahi karne chahiye
20:35Tum jao mein aara ho
20:41Ambar jaldi aao
20:44Late ho rahe hain
20:47Jaldi aao
20:54Kya aap Saman ke liye naya rishta dhond rahe hain
20:58Naya matlab
21:00Pichla toh tumne khatam kar diya na
21:02Ab rishta toh dekhna hai
21:04Maine thodi khatam ki hai
21:06Maine toh sirf apni sharp batayi aur sochne ka mauka diya tha
21:10Acha
21:12Unhone tumhe jaate huye yeh kaha tha
21:14Ke hum soch ke jawab denge
21:16Nahi na
21:28Nahi mama live bhi jaa rahi
21:30Chup chaap dawa pilo
21:32Wanna main tumhe spokenation
21:34Piyo, shabash
21:36Kaisi tabiat hai Shahzaib miyan ki
21:38Waise ka waise hi hai
21:45Asma, tumhare liye naashta idhar hi liya hoon
21:47Arre please, aap zara Sadia ko phone karke keh de
21:50Ke hum log boutique ke liye late ho jayenge aaj
21:52Tu bazaar jaakhar na khudi saman kharit le
21:54Toh tum ghar par hi rukho na
21:56Kaise rukho, itna kaam jo hai waha
21:58Tumne iski chhuti karayi hai
22:00Iski tabiat theek nahi hai
22:02Kaam ka kya hai, boutique toh chalti rahegi
22:05Main dekh loongi peechhe
22:07Aisa koi masla toh nahi hai
22:09Lekin
22:11Meri salayaton pe koi shaq hai tumhe
22:15Toh phir
22:17Main dekh leti hoon na
22:19Tum isko sambhalo
22:21Iski tabiat theek nahi hai, theek hai
22:23Koi masla nahi
22:25Yeh tray leke jaani hai
22:27Nahi, main rakh dungi khudi
22:29Chalo
22:44Yeh kya saman
22:46Tumhare imtehaan toh khatam ho chuke hai na
22:49Par, ammi abhi result toh nahi aaya na
22:53Toh khudano khasna meri beti fail thodi ho jayegi
22:58Kya baat hai saman
23:00Ammi, mera maths ka paper
23:06Bohot, bohot bura hua hai
23:09Kaise beta, tumne toh din raat padhaai ki thi
23:13Tayari toh ki thi
23:15Lekin, pata nahi paper me meri itni tabiat kharab ho gayi
23:18Kuch samajh hi nahi aaya tha
23:20Chha
23:22Lekin yeh baat tumne pehle toh nahi batai
23:24Haan, uss waqt tum mentally settled feel nahi kha rahi thi
23:27Isliye kuch bola nahi
23:33Acha, chalo koi baat nahi
23:35Ab is baat ko apne upar sawaar mat karna
23:39Abhi nateeja aane do
23:41Ho sakta hai waisa na ho jaisa tum soch rahi ho
23:44Ammi, time zaya karne ka kya fayda
23:46Par, waise bhi kaunsa kuch karne ko hai
23:54Ma'am, cash se pay karenge ya card?
23:56Card
24:24Sorry ma'am, card toh nahi chal raha
24:26Cash hoga aapke paas?
24:28Cash?
24:30Okay, let me check
24:32Agar aap cash denge na, aapko discount dete doli
24:36Any problem ma'am?
24:38Aapke card machine hi nahi chal rahi hai
24:40Machine nahi chal rahi hai?
24:42Haan, nahi chal rahi hai. Tum dekho kya pata tumse chal jaye
24:45Ma'am, card toh nahi chal raha
24:47Cash?
24:49Okay, let me check
24:51Agar aap cash denge na, aapko discount dete doli
24:52Ma'am, card toh nahi chal rahi hai. Tum dekho kya pata tumse chal jaye
24:57Chal toh rahi hai
24:59Chal rahi hai? Mujhse nahi chal rahi thi isliye
25:01Lao, main phirse try karte ho
25:03Teeke tum jao, apna kaam karo, main dekh loongi
25:05Ma'am, jaate waqt recept le liye chega
25:07Taake changing mein koi issue nahi ho
25:09Okay, thank you
25:18Hogaya?
25:20Yeh le
25:23Thank you
25:25Aapka card
25:32Acha pupo, iska kya karna hai?
25:34Dafakar de do, kisi ko, aisa ganda rang hai
25:36De de
25:38Yeh pakha, yeh pyjama bhi yeh saath ho
25:40Yeh mujhe de de, acha yeh wala joda bata hai, iska kya karun, yeh rakh loon kya?
25:44Nahi, nahi, yeh wala toh de do
25:46Yeh wala toh itna ganda hai, iske pisi se bhatawa hai
25:48Iska toh pocha bana loongi, toh kisi ko dene ke laayik bhi nahi hai
25:50Aur kya?
25:52Rakh deti ho, Allah kar deti ho
25:54Yeh chaadri
25:56Yeh chaadri, maadhi, rakh do sab, ab nahi loongi mein chaadri, mujhe ghafraat hoti hai bhai
25:59Acha chalein, main achhe se karke rakh deti ho na
26:01Rakh do ya de do kisi ko, mujhe reji
26:03Yeh
26:05Acha pupo, waise ab aap kya lagta hai, kya hoga?
26:08Kya?
26:10Waleed aur Saman ke maamle mein, baat aage hi nahi padh rahi hai
26:13Aapko kya lag raha hai?
26:15Kyunke mujhe toh nahi lagta ki Saman ki ammi, apti baat se peeche hatne wali hai
26:18Aur hamare ghar wale bhi unki sharadt nahi maanenge
26:21Hmm, yeh toh hai
26:24Lekin waise aapas ki baat hai, yeh Shainaaz ki demand koi aisi bhi nahi, ki poori na ho sake
26:28Arre bhai, kya ho gaya?
26:30Saans toh nahi band karna na
26:32Har kisi ka til karta hai, uski bachi apne ghar mein azaadi se ghoome phire
26:35Khushi se rahe, saans le, kisi ka dabao na ho, isme aisi kaunse baat hai
26:38Lekin pupo, hum bhi toh is ghar ki bahu hai
26:42Hamare bhi toh maabap ne hume isi ghar mein toh bahu hai
26:44Arre woh unjaan log the, masoom the, unhe kya pata, ladkiya kahaan bhej rahe hai woh
26:47Yeh toh bhedi hai, har waqt yeh hi rahti hai, aati hai
26:50Ghar ke har fard ka mizaad jaanti hai
26:53Sab masale masale, jagre sab ko, isi nahi keh rahe hai
26:57Toh, mujhe toh samajh nahi aati hai, isme isi kya baat hai
27:00Toh phir aapko lagta hai, koi hal nahi hai sab ka
27:03Hal hai toh sahi, agar koi karna chahe toh
27:06Okay sir
27:08Yeh toh, hum bhi toh isi ghar ki bahu hai
27:10Hal hai toh sahi, agar koi karna chahe toh
27:13Okay sir
27:15Yeh toh nukkad mein makaan hai na, gali ke nukkad pe dekha hai na
27:18Jahaan pe woh suna rahe the
27:20Karai ka ghar tha na, khaali ho raha hai
27:22Main toh kehti hoon, ke Waleed aur Saman po
27:24Woh karai pe le lena chahiye
27:26Bhi saath rehne ka matlab yeh thodi ki, ek dusre ka galai pakad lo
27:29Saath sa lene toh, ek sir ko zindagi haram kar do
27:31Bhi, paas paas ghar hai, do bhitar ghar chod ke bhi rehne toh kya hua, saath hi hui na
27:36Main toh kehti hoon, yeh kar lena chahiye
27:37Isra, Shehnaaz ke zid bhi poori ho jayegi, aur bache bhi khush rehenge
27:41Lekin dekhna padega na, ke baaki sabki kya raahe hai, isbaare mein
27:45Arre, yeh kaagas ka suit nikaal, mujhe nahi pehna hai yeh
27:49Na, bura reshmeen suit toh pakal
27:51Iske alawa toh bhaiya, koi chahana nazar nahi aata ho
27:54Yeh rang kitta accha hai na
27:56Acha popo, saare zaldi zaldi jodhe bataaye, taake main rag do
27:58Yeh toh kahi mujhe pasand hai, yeh rang ko
28:00Yeh?
28:02Yeh bhit accha raha hai, woh yeh
28:04Arre, aap nahi karein main
28:05Arre, yeh kaagas ko reshmeen jodhe toh mujhe nahi pasand
28:08Acha sahiye mujhe kaagas ka suit
28:11Khelo, khelo, khelo
28:13Tumhari tabhi tak start bhi nahi hai, 6-4 hai, chaldi khelo tumhare 6-4
28:16Arre, nahi bhai, meri baari kya
28:18Unki baari, kya ho gaya?
28:20Kya ho gaya bhai?
28:22Kyu cheating karein? Meri turn hai, toh main hi khelungi na
28:24Bhai, main nahi khela
28:26Jaa yaar se nahi khelo
28:28Arre, meri yaar se, chaar toh aaya hai, chhodo usko
28:29Jab iske lagta hai nahi yaar, yeh hamisha aisi bhaag ke chala jaata hai
28:32Arre, arre, arre, kya ho raha hai? Kyu rula rahe ho Umar ko?
28:35Asma maami, aap bilkul bhi Umar ki side mat nejiyega
28:39Acha?
28:41Kyuki aap jab bhi Umar ki side se khelti na, hum hamisha aal jaate hain
28:45Bhai, smart move se hi insaan jeetta hai
28:48Smart move combination
28:50Aashi
28:52Yaar, main nani, amma ki baat sunkar aaj
28:55Jaldi aayiyega
28:57Hum khelte hain, chalo beth
28:59Arre, Maneet, kahaan chale?
29:03Main upar jaa rahoon bhabhi
29:06Arre, yahaan betho na aamare saath, ludo khelte
29:09Nahi bhabhi, mera dil nahi hai, bas aap log khelne
29:12Kya ho gaya? Pehle toh har cheez mein aage aage hote the, aaj kya hua?
29:17Aisi baat nahi hai, bas mood nahi hai mera, aap log khelne na
29:21Arre, chalo betho na, sab milke saath khelenge, maza aayega
29:24Main Farhad ko bula kar laata hai
29:26Aao, betho, betho, chalo
29:27Toh 5-5 toh aaye na, woh toh
29:29Chalo bhai, neha game start karenge
29:32Apni baari nahi, neha game
29:34Koi baat nahi
29:36Ab neha game start karenge
29:44Yeh maine skill chalayi hai, good
29:46Chalo bhai, oh, 6-5
29:496-5, 6-5, kahaan kahaan
29:52Oh, 1-2-3-4-5-6, 1-2-3-4-5
29:57Bhai, ab toh 6 le hi aao tum
29:59Tumhara toh aayi nahi raa 6, ab aayega
30:02Aaw, koi baat nahi, agli baari mein aayega
30:05Chalo Farhad, Inshallah Waleed ki goat main zarur peetha
30:13Ab meri baari hai
30:18Yeh mantar karne se kuch nahi hoga
30:20Arre, bohot kuch hoga, dekhe toh sahi
30:23Chalo, Waleed, 5 lekar aao, 5
30:26Oh, what the hell!
30:29Bhaiya, peethi toh padegi na
30:32Yeh aapki goat gayi, I'm so sorry
30:34Game chal rahi hai?
30:36Yes, abhi bhi Farhad bhabi ki goat baari hai maine
30:39Lekin tum dekhna, mera ek tabh acche aane toh, main isko chodungi nahi
30:42Main bhi khelunga
30:44Tumhari toh saari andar hai
30:46Main aage hoon na, ab jeet ke dikhayenge
30:48Chalo
30:50Chalo
30:51Achha, 5, 2, 1, 2, 3, 4, 5, 6, 2
30:56Yeh
30:58Yeh, tumhari yeh hai, chalo
31:00Yeh
31:016, 6, 6, 6
31:03Yeh
31:056, 6, 6, 6, 6
31:11Arre waah, yahan toh bada showr hua, wha khel?
31:14Ludo, main bhi khelungi
31:16Assalam o alaikum, kaise hai aap?
31:18Kaisa raha boutique pe din?
31:19How was your day?
31:20I had a great day.
31:22No, ask her.
31:24She's not even asking.
31:29Okay, make some space for me.
31:31Saira aunty, there's no space here.
31:34Oh, no, no.
31:35You move a little here.
31:36There will be enough space.
31:39One second.
31:40There's a call.
31:41Hello.
31:42Is there enough space?
31:44That means I'm going to lose now.
31:49Look at this.
31:50This is 5 to you.
31:53And this is 2 to home.
31:55And the second time, this.
31:57We don't play with empty balls.
32:00Up to you.
32:01My turn.
32:03I'm going to hit this ball.
32:06Yes.
32:08Sister-in-law, you're playing really well.
32:20Oh, no.
32:33What happened?
32:35I need Saman's number.
32:38Why?
32:40Is there any effect?
32:42Do you want to do something new?
32:44No, I just want to apologize to her.
32:47No need.
32:49Okay.
33:16Here you go.
33:23Shehnaaz.
33:25Yes.
33:27Send me a good picture of Saman.
33:29Why?
33:31Ahmed bhai is in the office.
33:34He has shown me a picture of his brother-in-law's son.
33:41He is talking about the proposal.
33:50Are you looking for a new proposal for Saman?
33:55What do you mean by new?
33:57You have already finished the last one.
33:59Now you have to see the proposal.
34:01I didn't finish it.
34:03I just told him my condition and gave him a chance to think.
34:07Really?
34:09Did he tell you before leaving that we will think and give an answer?
34:13No, right?
34:14No, right?
34:18Look carefully.
34:20He looks good.
34:22He is getting a master's degree in the UK.
34:25And maybe he will get a job there.
34:29So, will he take our Saman with him?
34:33Of course.
34:34This is a new thing.
34:43What happened?
34:45I feel bad to send my only daughter so far.
34:53You don't have to send her far.
34:55She doesn't like a close relationship.
34:58What do you want?
35:00Why are you making your daughter's life a joke?
35:04I don't know.
35:34I love you.
36:04I have brought a few designs.
36:05You will love it.
36:07No, I don't want any more.
36:08Please.
36:09Just have a look.
36:10I bought these because of you.
36:13Otherwise, you know I don't wear such clothes or designs.
36:16Look, Shehnaaz.
36:17You can say whatever you want to Kaaliti.
36:20I will listen to it.
36:21But don't say anything to the design.
36:23Even Azra didn't say anything for the design.
36:25She also liked it a lot.
36:28What is wrong with Azra?
36:30By the way, Shehnaaz.
36:32Azra is changing a lot.
36:34Otherwise, if Azra apologizes to someone,
36:37there is no respect.
36:41So, you have come here as Azra's lawyer.
36:43No, Shehnaaz.
36:44There is nothing like that.
36:45I didn't come here on anyone's request.
36:48And as far as the relationship is concerned,
36:49it is like my daughters.
36:52But you know,
36:54I am very sad about whatever happened.
36:58That's why I came here.
36:59By the way, Gulshanara, what do you think?
37:01Whatever I did was wrong.
37:03I don't know what is right and wrong.
37:05But whatever happened,
37:07it happened so suddenly.
37:08And no one expected the demand you have put.
37:12Yes.
37:14Even I had never thought
37:17that I would say something like this.
37:19Then why did you do this?
37:20I had given this proposal to Baby.
37:24They have come to this house,
37:26but this house is not like before.
37:29And on top of that,
37:30the witch named Phopho has come and settled down.
37:33Because of her, the whole house will be ruined.
37:36Yes, this is true.
37:38Old woman is very cunning.
37:40She has kept an eye on the whole house.
37:43She is like a serpent.
37:45What guarantee do you have that
37:47if you get your daughter married somewhere else,
37:49she will not be a serpent like old woman?
37:52And sister, the English proposal you were talking about,
37:55he will take the girl out of the country.
37:58What will you do if something bad happens to the girl?
38:03You can't even reach here so soon.
38:06What is it?
38:08Just thinking about this relationship,
38:12my heart hurts a lot.
38:13Look, Shehnaaz,
38:14if there is a tenant in that house,
38:19then there are also many tenants.
38:21And with a separate house,
38:22the children will be saved from Phopho's curse.
38:24But they will also be deprived of everyone's love.
38:27Isn't it?
38:28Look, Gulshanara,
38:29today's girls like this very much
38:31that they have their own house,
38:33no one to stop them.
38:35And that house,
38:36that house has now become a zoo.
38:38Oh sister,
38:39these demands are not of today's girls.
38:42They have been going on from the beginning.
38:44And it is not necessary that
38:45you get what you want immediately.
38:48And these things have to happen one day or the other.
38:51Neither are the parents sitting on anyone's head
38:53nor are the brothers and sisters.
38:54Now see for yourself.
38:55Brother, when you got married to Mr. Qureshi
38:57and came,
38:58then how many people were there in the house?
39:00Thirteen.
39:01Thirteen people were there.
39:02And today,
39:03you have not seen a single girl.
39:04It is not necessary
39:05that everyone starts like this.
39:07Now see for yourself.
39:09By the grace of God,
39:10you are living a life of freedom.
39:11And your husband,
39:12he shifted to a separate house
39:13with you in the first week.
39:16Yes, Shehnaaz,
39:17you are right.
39:18I have a lot of freedom.
39:20What will cook in the house,
39:21that is also my responsibility.
39:22And where will it come from,
39:23how will it be arranged,
39:24that is also my responsibility.
39:32You are right, Shehnaaz.
39:34To pay the price of this freedom,
39:37I roam around all day
39:39carrying this bag.
39:41Do you know?
39:43Fate does not give everyone the same opportunity.
39:46Don't harm yourself
39:49because of my misconception.
39:51Sit down.
39:54May God bless everyone with a good fate.

Recommended