• last month
Sarmaya e Aslaf | EP 74

Topic: Hazrat Sufyan Suri (RA)

Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi

To Watch All Episodes | https://bit.ly/47jbLHu

#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillah ar-Rahman ar-Rahim, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wa salatu wa salamu ala imam
00:24al-mursaleen, Sayyidina Muhammad wa ala alihi wa sahbihi ila yawmid deen, amma baad.
00:31Muazzaz, nazreen o saameen, aaj ek martaba phir program Sarmaya Aslaaf lekar ham aapki
00:35khidmat mein hadir hain. Aaj hamara mawzoo-e-sukhan hai Sheikh-ul-Islam, Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees,
00:43Mujtahid-e-Mutlaq Mustaqil, Imam Sufyan bin Saeed Sawri rahimahullah, mutawaffa 161
00:52Sanah-e-Hijriyah, aur aapki baaz talifat. Nazreen, Imam Sufyan Sawri rahimahullah ke
00:56kya kehne, bade-bade aimma ne aapko bade hi walehana andaaz mein tribute pesh kiya hai.
01:03Bade-bade aimma aapko Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees kehte hain, yaani Hadees mein aap tamam imaan
01:09walon ke sardaar hain, haakem hain. Khud wo hazarat ki jine Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees
01:15kaha gaya hai, wo bhi aapko ye kehte hain ki aap Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees hain. Jaise
01:19ke Imam Shobha bin Hajjaj rahimahullah, bohot bade muhaddis the, khud Ameer-ul-Mumineen
01:24fil-Hadees ka title unhe mila tha, balke khud Imam Sufyan Sawri bhi unhe Ameer-ul-Mumineen
01:29fil-Hadees kaha karte the. Wo Imam Sufyan Sawri ke liye kehte hain ki ye Ameer-ul-Mumineen
01:33fil-Hadees hain. Isi dara Imam Yahya bin Saeed al-Qattan rahimahullah, wo khud Ameer-ul-Mumineen
01:39fil-Hadees hain, wo bhi is baat ko taslim karte hain ki Imam Sufyan Sawri rahimahullah, Ameer-ul-Mumineen
01:44fil-Hadees hain. Imam Waqi bin Jarrah rahimahullah, baland paya muhaddis the, wo bhi ye kehte hain
01:51ki Imam Sufyan Sawri rahimahullah, Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees hain. Isi dara Imam Yahya bin Maeen
01:56rahimahullah, jo khud Naqid hain, khud Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees hain, wo bhi ye kehte hain ki Imam
02:01Sufyan Sawri rahimahullah, Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees hain. Isi dara Imam Abu Asim Dahhaq
02:07bin Makhlad an-Nabeel, wo kehte hain ki Imam Sufyan Sawri rahimahullah, Ameer-ul-Mumineen
02:11fil-Hadees hain. Yani bade-bade imma is baat ka zikr karte hain. Yahya bin, Yahya kahte
02:17hain, ek aur Yahya hain mashoor, Al-Ijli, Yahya Al-Ijli, wo bhi ye kehte hain ki Imam Sufyan
02:22Sawri rahimahullah, Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees hain. Yani Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees ek
02:27title hain jo bahut kam muhaddeseen ko naseeb hua hain. Muhaddeseen mein baaz wo hastiyan
02:32hain, baaz wo shaksiyat hain, wo madood-e-chand hi hain, finger tips pe jine gina jaa sakay
02:37aise. Unhe Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees kaha jaata hain. Yani Hadees mein ye sabse aage
02:42hain. Toh chand hastiyan aur ye khud ek tahqiq ka mauzoo hain. Aur ispar bakaida risaale
02:47bhi taalif kiye gaye hain, Umara-ul-Mumineen fil-Hadees ke naam se, ki jin-jin ko Ameer-ul-Mumineen
02:52fil-Hadees ka title diya gaya hain, unka ta'aruf, unka tarjma. Toh wo chand hi hastiyan hain
02:58ki jine ye title diya gaya hain, Aqabir-Ajillah ki taraf se, Aima-e-Hadees ki taraf se, Nukkad-e-Hadees
03:04ki taraf se. Un chand hastiyan me se ek numayatareen naam Imam Sufiyan Sauri rahim-ul-Allah
03:09ka hai, aur aapko ek nahi kayi ulama ne. Aur khud wo ulama ki jine Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees
03:15kaha jaata hain. Aapke baad wale bhi, aur khud aapke hum asr bhi. Wo aapko Ameer-ul-Mumineen
03:20fil-Hadees kahakar yaad karte the. Imam Shobha rahim-ul-Allah aapke hum asr hain. Uske bawajood
03:25wo aapko Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees kahte hain. Imam Yahya bin Saeed al-Qattan rahim-ul-Allah
03:29agarche aapke khosha cheen hain, lekin unka khud apna bada naam hain, aur wo bhi aapke
03:33zamane ke the. Wo aapko Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees kahte hain. Imam Waqee bin Jarrah
03:37wo bhi aapke hum asr hain, aapke zamane ke hain. Wo aapko Ameer-ul-Mumineen fil-Hadees
03:41kah rahein. Yani aisa bohot kam hota hain ki jo muasireen hain, wo kisi ko tasleem karein.
03:46Kaha jaata hain, al-muasara sabab-ul-munafara. Ki muasarat, hum asr hona, hum zamana hona,
03:52ki yeh baaz oqaat nafrat ka sabab ban jaata hain. Al-muasir la yunasir. Jo hum asr hota
03:57hain, wo madad nahin karta, himayat nahin karta. Yeh kahawat-ein mashoor hain. Lekin
04:03dekhe Imam Sufyan Sauri rahim-ul-Allah martabeh ki uss balandi par faiz hain, ki aapke hum
04:08asr log bhi aapko itne bade title se yaad karte hain. Yani aapki ilmi fazilat toh
04:14wo tasleem karte hi hain, aapke maqam aur martabah ko maante hain, aur bar mala uska
04:19idhaar karte hain, aur aapko ameer-ul-mumineen fil hadith aise title se yaad karte hain.
04:24Aapki fiqah mein aapke imam hone ki, zuhd-o-taqwa mein aapke imam hone ki gamaahiya bade-bade
04:31imma ne deen hain. Balke baaz imma ne toh yahan tak kaha, lau laa Sufyan la maa tal
04:36waru. Agar Sufyan na hote toh taqwa parezgari faut ho jaata. Yani yeh taqwa parezgari
04:42ke aise pillar the, aise satoon the, aise pahaar the, ki inko dekh kar yeh lagta tha
04:48ki taqwa toh bas in par khatm hai. Isliye jab imma ne inko tribute paste kiya, toh
04:52is tarah ke alfaaz istimaal kiye, ki agar Sufyan na hote toh taqwa parezgari khatm
04:57ho jaata, faut ho jaata. Apne ilm ke sabab, yeh imam Shobha ne kaha ki apne ilm ke sabab
05:02aur apne warah, apne taqwa ke sabab logon ke sardaar ban gaye hain. Toh imam Shobha
05:06khud unke apne taqwa ki gawaahi bhi dee jaati hain, aur unke ilm-o-fazl ki gawaahi bhi
05:10dee jaati hain. Lekin wo aapke liye keh rahein, ki aap ilm aur taqwa dono mein us maqam
05:15par hain, ki iske sabab aap sab logon ke sardaar ban gaye hain. Imam Abdullah bin Mubarak
05:20rahim-o-Allah isi hasti, wo aapke liye kehate hain, laa alamu ala wajhil ardi, aalama min
05:25Sufyan at-Tawri. Ki main ru-e-zameen par Sufyan Sauri se bada koi aalim nahi jaanta. Itne
05:32bade imam hain. Phir Hazrat Bishr Haafi rahim-o-Allah ki wo muhaddis bhi hain, aur Sufiya-e-Safiyan
05:36mein ek numaya naam Hazrat-e-Bishr Haafi rahim-o-Allah ka. Wo yeh kehate hain, kaana Sufyan-at-Sauri
05:41indana imam-an-naas. Ki Sufyan Sauri mere nazdeek logon ke imam hain. Kaana Sufyan-at-Tawri
05:47indi imam-an-naas. Mere nazdeek logon ke imam Sufyan-at-Sauri hain. Aur yeh Hazrat-e-Bishr
05:53Haafi rahim-o-Allah dooseh maqam par formaate hain, kaana Sufyan ka annal ilma mumathalun
05:59bain aynaihi. Ki aisa lagta hain, ki ilm jaha yeh saara imam Sufyan Sauri ke saamne mumassal
06:05ho gaya tha. Soorat mein aa gaya tha, saara unke saamne nazar aata tha unne. Ya khud-u-meen-hu
06:11maa yureed, wa yaad-au maa laa yureed. Ki jo chahate the isme se nikaal lete the aur jo
06:16nahi chahate the usse chhod dete the. Yaani yeh Hazrat-e-Bishr Haafi rahim-o-Allah maam
06:20Sufyan Sauri rahim-o-Allah ko tribute paste karte hui keh rahein, ki aisa lagta hain goya
06:24ilm pooray ka pooray mumassal ho kar, ek soorat mein inke saamne aa gaya hai. Aur yeh usper
06:29aisi nigaar daal rahein, jaise banda kisi insaan ko ya kisi soorat ko saamne dekhta
06:33hai, aur usme se jo chahate hain yeh leh lete hain, jo yeh nahi chahate hain usse chhod
06:37dete hain, tar kar dete hain, ki yeh waad bataani hain, yeh nahi bataani. To yab dekhe
06:42itne bade-bade imma hain, yeh imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah ko tribute paste karte
06:46hain, ilm ke itibar se bhi, zuhud-o-taqwa ke itibar se bhi, hadees ke itibar se bhi, aur
06:51aapki ijtihadi silayaton ke itibar se bhi. Bade-bade imma aapke liye kahte hain. Imam
06:56Yahya bin Sayyid al-Qattan rahim-o-Allah se kisi ne pucha, ki imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
07:00jo hai, inki raaye aapko zyada pasand hai, ya imam Malik ki? To unhone forma, koi shak
07:05shubay ki baat nahi, ke Sufyan ki. To fir uske baad unhone forma, Sufyan fauqa malik
07:10fi kulli shai. Ke Sufyan Sauri rahim-o-Allah, imam Malik rahim-o-Allah se har cheez mein
07:15badkar the. Ilm mein bhi, taqwa mein bhi, parezgari mein bhi, ijtihad mein, faqahat
07:20mein bhi. Har cheez mein woh inne se bade hua the. Imam Malik khud imam hain, bade imam
07:24hain. No doubt. Lekin ye imam Malik se bhi badkar the, imam Yahya bin Sayyid al-Qattan
07:29rahim-o-Allah unke liye raaye de rahein. Ye unki expert opinion hai. To yaani ye bade-bade
07:34imma, jo inka apna naam hai, jo khud choti ke ulama the, wo imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
07:40ko imam maante the aur unke saamne sar-e-niyaz zhukate the, kharaj-e-tahseen pesh karte the.
07:46Aksar wo jo aapke zamane ke log hai, wo aapko taslim kar rahein. Aur bade wale to phir
07:50waise hi bade wale hai, unne to aapko bil-ittifaq taslim kiya hai. Isili imam Nawabi rahim-o-Allah
07:55ne aapke liye kaha, al-imamu al-jami li-anawa-il-mahasin. Imam Sufyan Sauri wo imam hain, jo mahasin
08:02khubiyon ki tamam anawa ke jami hain. Inne khubiyon ki tamam anawa payi jaate hain. Chahe
08:08unka taaluk ilm ke saath ho, chahe unka taaluk amal ke saath ho, chahe unka taaluk aql-o-shaoor
08:14ke saath ho, aur chahe unka taaluk muasher-e-mi-asar-o-nufoos ke saath ho. Yeh saari salaiyatein,
08:19saari khubiyon aapke andar badar jaayik kamaal payi jaatein thi. Aur yeh imam Sufyan Sauri
08:24rahim-o-Allah, kya baat inni ki? Hafiz Shamsuddin Zahbi rahim-o-Allah jab inka zikr kartein
08:28to kahtein, Syed-ul-Hufaaz, Sheikh-ul-Islam. Ki yeh Sheikh-ul-Islam hain, Syed-ul-Hufaaz
08:34hain, Syed-ul-Ulama-e-l-Aamileen fee zamaani. Apne zamaani mein Ulama-e-Aamileen, baamal-ulama
08:40ke sardaar hain. Aur pir imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah ka zikr kartein, aur inka ilawa
08:45inni ke ham martaba deegar hazarat ka zikr kartein, yeh haadhar rajul wa amsaaluhu. Yeh
08:51yani imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah aur inki tarah ke deegar buzurg hain. Ma ja'alallahu
08:57lahum jalala, ma ja'alallahu lahum haadhil jalala fil quloobi sudan. Imam Sufyan Sauri
09:03aur in jaise deegar imam jo hain, inki yeh muhabbat, inka yeh maqam, inki yeh tazeem
09:09logon ke dilon mein Allah ne befaida nahi rakhi. Allah ne logon ke dilon mein khud dali
09:13hain. Toh aagein firmaaya, fa hubbu Sufyan minal iman. Ki imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
09:18ki muhabbat taqaza-e-iman hain, iman ki nishani hain. Yani yeh wo hastiyan hain ki inse
09:24muhabbat karna aur inki tarif-o-tausif karna, madh-o-sana karna, iman wala hone ki nishani
09:31hain. Yeh baad bhi aqabir-a-imma firmaa rahe hain. Hafiz Shamsuddin Zahabi rahim-o-Allah
09:36aise naakid muhaddis, naakid-e-rijal hain, jo bahut kam kisi ki is andaas pe tarif karte
09:41hain. Wo itne khule lafzoon mein tarif kar rahe hain. Aur itni badi baad keh rahe hain
09:45ki imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah ki muhabbat iman me se hain. Yani iman ki alamat hain,
09:50iman ki nishani hain. Aur isi tarah aur wo hastiyan ki imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
09:55ke hampalla hain, unki muhabbat iman ki nishani hain, iman ki alamat hain.
09:59Yeh Hafiz Shamsuddin Zahabi rahim-o-Allah ne aapko tribute pesh kiya. Algaraz bade-bade
10:04a-imma ne, bade-bade a-imma qatibatan, yani wo mutafiq hain, ratbul-lisaan hain, unki
10:09zabane tar hain aapki tarif-o-tausif mein. Aap kutub-e-rijal ko othayen, kutub-e-tarajim
10:15ko othayen, to aapko nadhar aayega ki har bada aalim imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
10:19ke saamne sar-e-tasleem kham karta hua nadhar aayega. Har bada aalim, har bada imam
10:25Sufyan Sauri rahim-o-Allah ko tribute pesh kar rahe hain, aur aapki in salaiyaton ko
10:29tasleem kar rahe hain. Phir yeh to zohd-o-taqwa apni jagah par, aur aapka ilmi, fazl-o-kamal
10:34apni jagah par, hadees ke andar aapki maharat apni jagah par, yani muhaddeseen qatibatan,
10:39yani saare jamaa ho gaye hain, jamaa hokar aapki hadees daani ki, aur maharat-e-hadees
10:44ki gawaai de rahe hain. Saasat aapki faqahat ki gawaai bhi dete hain, ki aisa bahut kam
10:49hai ki hadees aur faqah kisi ek mein jamaa ho jaye. Imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah
10:53humein unh hastiyon mein nadhar aate hain ki aapki andar hadees ki maharat bhi apne
10:57auj-e-kamal par hain, faqah mein maharat bhi auj-e-kamal par hain, qiraat-e-Quran mein
11:02maharat bhi auj-e-kamal par hain, yaani tafseer ho, hadees ho, faqah ho, aur balagat ho.
11:08In sab mein aap apni misaal aap nadhar aate hain, aur in sab mein bade-bade mahireen-e-fann
11:14ne aapko bada maana hai, aapko imam maana hai, balke baaz to ye jumla likhte hain ki
11:19Imam Sufyan Sauri rahim-o-Allah jab aate hain, to aap kisi bhi darwaze se aakar dekhein,
11:23aapko Imam Sufyan Sauri apne saamne imam ki tarah baddate hu nadhar aayenge. Kisi bhi
11:29darwaze se aap aajao, aapko Imam Sufyan Sauri us darwaze se baramad hote nadhar aayenge
11:33aur is shaan ke saath ki shaan-e-imamat ke saath fatihana andaaz mein aate nadhar aayenge.
11:39Chahe wo ilm ka shoba ho, chahe wo zuhd-o-taqwa ka muamala ho, chahe wo amr-bil-ma'ruf-o-nahiyan-il-munkar
11:45ka muamala ho, chahe wo aql-o-shaur ka muamala ho, chahe wo muashire pe asar-o-nufooz ka muamala
11:50ho, chahe wo haq-goi-o-hurriyat-e-fiqr ka muamala ho, chahe khauf-e-khuda ka muamala ho, phir
11:56ilm ke andar bhi chahe wo tafseer ki baat ho, chahe wo hadees ki baat ho, chahe wo fiqh
12:01ki baat ho, har darwaza se imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah abko shaan-e-imamat ke saath
12:06namudar hote nadhar aayenge.
12:08To imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ki kya baat hai?
12:10Aur aap mujtahid-e-mutlaq mustaqil hain.
12:13Yani jis tarah imam-e-arba fiqh ke chaar imam mashoor hain, imam-e-adam Abu Hanifa
12:17rahim-o-Allah, imam Malik rahim-o-Allah, imam Muhammad bin Idrees Shafi rahim-o-Allah, imam
12:22Ahmed bin Hambal rahim-o-Allah.
12:24Tarah imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah bhi mujtahid-e-mutlaq mustaqil hain, ye baat bhi
12:29imam-e-tasleem firmai.
12:31Hani is waqt to duniya mein imam-e-arba ke followers hi paye jaate hain chaar imam-on-ki.
12:36Lekin pehle shuru mein sirf ye chaar imam nahin the, chaar se zahid imam the.
12:41Yaise imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ho gaye, imam Ouzai rahim-o-Allah ho gaye, aur
12:45deegar aur hazrat bhi the baaz.
12:47Woh bhi yani mujtahid-e-mutlaq mustaqil the aur unka bhi apna ijtihad tha, apna maktab-e-fikr
12:52tha, unke followers the, unki baqaida apni ijtihadi aaraat thi, khud unka apna istimbaat
12:57tha.
12:58Lekin aista aista zamane ke guzarne ke saath, maroor-e-zamana ke saath unki jo fiqah hai
13:03wo baqaida mudawwan reh nahi sakhi.
13:05Baaz ki mudawwan hi nahi ho payi, talamizah kalil the.
13:08Aage unhone itna kaam nahi kiya unki fiqah ke wale se.
13:12To istara unka jo maktab-e-fikr hai, jo unka madhab hai, wo mit gaya, wo aage jari nahi
13:17hua.
13:18Aur baaz ki baqaida fiqah mudawwan to hui, lekin aista aista kalil hote hote hote, wo
13:22cheezin mafkood ho gayi, missing ho gayi, lost ho gayi, to phir kaafi arse baad jaake
13:27unka jo madhab hai, wo mit gaya.
13:29Yani unki jo aaraat hai, wo ustana dastyaab nahi ho payi.
13:32To imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah bhi, unhi hazrat me se hai, ki aapki baqaida fiqah
13:36to hai, aur aapki fiqah mudawwan bhi hui.
13:39Aur aapki fiqah ke mutaab-e-kitab-e bhi likhi gayi hai, jaisa ki baaz Jalil-ul-Qadar Aima
13:44ne apni Qutub-e-Misr ka tazkira bhi kiya hai.
13:46Aur ek arse tak aapka aage istihad chala hai, aapke followers bhi the, jine Sufiyan-i-Yun
13:51kaha jaata tha.
13:52Sufiyani wahid, aur jama uski Sufiyani-Yun.
13:55Yo imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ko follow karne wale hazraat hai.
13:58To takreeban imam bin Raja Bhanbali rahim-o-Allah ne dhikr kiya, ki chauthi sadi hijri ke ikhtitam
14:03tak imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ke followers paye jaate the.
14:06Fir uske baad aista aista khatmona shuru ho gaye.
14:09Aur Ibn Taymiyyah ne to aatmi sadi ka bhi dhikr kiya hai, apni sadi ka.
14:12Aatmi sadi hijri kiya hai, wo apni sadi ka dhikr kiya hai, ki aaj bhi kuch ilaakon mein
14:16imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ke followers paye jaate hai, unke fiqh hi madhab par amal
14:20hota hai.
14:21Lekin iss waqt ab humare damane mein, kayi sadiyon se imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah
14:25ka madhab na paid hai, unke followers maujood nahi hai.
14:29Baaki kitabin waqara unke hawale se, lekin unki aaraa maujood hain.
14:32Imam Tirmidhi rahim-o-Allah ki sunan Tirmidhi uthayen, jam-e-Tirmidhi bhi jisse kaha jaata
14:37hai, uske andar aapko badi kasrat ke saath imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ke istihadaat,
14:41istimbaataat, unki aaraa ka tazkira milega, jo imam Tirmidhi zikr karte hain.
14:45Isi tarah, musannaf Abdul Razzaq ke andar aur musannaf Ibn-e-Bishabah ke andar bhi aapko
14:49imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ki ek taadaat nazaraayegi, unke aqwal ki, unke istihadaat
14:55ki, unke istimbaataat ki, unki fiqhi aaraa ki, jo kitabon ke andar maujood hain.
14:59Lekin yeh bikhra hua hai, aur bakaida us tarah muddawan andaas par nahin hain.
15:03Aur abhi maazi kareeb ke ek muhakkik the, Dr. Muhammad Ravwaas Qala ji, unne ne kitab
15:08bhi likhi hai, Muhsua tu fiqhi Sufiyan Sauri.
15:11Imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ki fiqha ka encyclopedia.
15:14Arabi me likhi hai, aur uska urdu translation bhi maujood hai.
15:18Yeh jo imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah ki fiqha ke baare mein jo mawaad hai, wo unne
15:22ne apni kitab ke andar jamaa ki hai, wo kitab bhi chhapi hui hai, layak-e-mutaala.
15:26Imam Sufiyan Sauri rahim-o-Allah, inka jo naam-e-naami isme garami hai, Sufiyan.
15:30Sufiyan yeh lafz teen tarah pada jaa sakta hai.
15:33Arabi me iska zab teen tarah hain.
15:35Bitathli seen hai.
15:36Yani seen pe zabar bhi pada sakte hain, seen pe pesh bhi pada sakte hain, seen pe
15:40zeer bhi pada sakte hain.
15:42Sufiyan, Safiyan, Sifiyan, teeno tarah theek hai.
15:45Lekin zyada mashhoor, aur raid jo hai, jo awami istimaal hai, aur ahl-ilm mein bhi zyada
15:50raid hai, wo hai Sufiyan seen ke pesh ke saath.
15:53Lekin zeer aur zabar ke saath bhi durost hai.
15:56Phir jo Sufiyan bin Saeed Athauri aage kaha jaata hai.
15:59Saeed inke walid ka naam hai, wo khud bhi bade muhaddis thi, aur kutub-e-sitta mein unki
16:03ahadith maujood hai.
16:04Aur jo naam ke saath inke istimaal hota hai, Thauri yeh nisbat hai kabile ki.
16:08Inka kabila tha Saur.
16:09Banu Saur kabile ke the.
16:11Saur naam se teen kabili hai.
16:13Ek kabila hai, Banu Adanaan me se jo Saur-e-Athal kailata hai.
16:18Yeh Saur-e-Athal, yeh shilsala chala tha, Saur bin Abde Manaat se.
16:23Tai Mudawara Gol ta aage.
16:25Saur bin Abde Manaat se, toh phir neeche jo shaakh hai, usko Sauri kaha jaata hai.
16:29Yeh Saur-e-Athal bhi kahte hain.
16:31Ek pahad tha us pahad ke kareeb, ino ne sukoonat ikhtyaar kali thi,
16:34isliye unko phir Athal bhi kahte hain.
16:36Ek kabila hai, jo Banu Saur ka Saur-e-Hamadaan kailata hai.
16:39Yani Hamdaan kabile ki ek shaakh hai, aur usme ek banda tha,
16:43uska naam tha Saur bin Malik.
16:45Usse jo shaakh aage chali hai kabila ki, usse bhi Sauri kaha jaata hai.
16:48Aur ek Saur hai, Saur-e-Qada'a.
16:50Ek Qada'a kabila ki shaakh hai, usme ek banda tha, Saur bin Qalb.
16:54Kashf wale Qaaf ki saath.
16:55Saur bin Qalb se nisbaat chali, usse unhe bhi Sauri kaha jaata hai.
16:58Toh yaani yeh teen shaakhe ho gayi, alag-alag kabilon ki Sauri ke naam se.
17:02Ek Saur-e-Athal hai, Saur-e-Qada'a hai, aur Saur-e-Hamadaan hai.
17:07Imam Sufyan, Sauri Rahimullah jo hai yeh Saur bin Abde Manaat se jo chala hai.
17:11Saur-e-Athal, aapka taaluk is kabila se hai.
17:14Raaj-e-mauqib hi hai, dhurst mauqib hi hai.
17:16Baaz ne Saur-e-Hamadaan ka dhikr bhi kiya hai, lekin wo ghalat hai.
17:18Dhurst raayi yeh hi hai, dhurst mauqib yeh hi hai,
17:20ki aapka taaluk Saur bin Abde Manaat se jo shaakh chali hai, usse hai.
17:24Is nisbaat se aapko Sauri kaha jaata hai.
17:26Kufa ke aap rehne wale the, is nisbaat se aapko Kufi bhi kaha jaata hai.
17:30Imam Sufyan, Sauri Rahimullah ne jo kitab-e-taali firmahi hai,
17:34wo saari kitab-e-ham tak nahi paunch paayi.
17:36Aapka bahut saara kaam zaye ho gaya.
17:38Aur baaz kitabon mein yeh bhi likha hai,
17:40ki aapne khud apna kaam zaye karwa diya tha,
17:42dhriya burd karwa diya tha,
17:44ya dhafn karwa diya tha.
17:46Aur baaz ne yeh dhikr kiya,
17:48ki aap, chunki aapka intikaal Basra mein Kufa ke the,
17:50aur aap aakhri damane mein,
17:52baadshah aapko israar kar raha tha,
17:54ki aap huda-e-qada kabul karein,
17:56aur aapne taqwa parhizgari ki bina par huda-e-qada kabul nahi kar rahe the.
18:04Aapka zakhira tha kitabon ka,
18:06aap Basra aa gaye,
18:08toh is wajah se aapki kitab-e-ham aage nahi chal paayi.
18:10Toh bahut saari kitab-e-ham aapki zaye ho gayi,
18:12mafqud hain, missing hain, lost hain.
18:14Main unmein se chand muntakhab kitab-on ka tazkira kar deta hun,
18:16jo kitab-e-ham tak paunchi hain.
18:18Ek aapki tafseer hai,
18:20aapne Quran-e-Majeed Furqan-e-Meed ki tafseer likhi thi,
18:22wo tafseer mukammal toh dastyaab nahi hai,
18:24lekin uska ek motad bhi hisa dastyaab hai,
18:26jo chhap bhi gaya hai,
18:28Tafseer-o-Sufiyan-e-Sauri ki naam se,
18:30humari maze ki zeenat bhi hai.
18:32Aur yeh matabu hai, chhapa hua hai,
18:34lekin yeh naam mukammal hai.
18:36Lekin bharal jitna hai,
18:38apni misaal aap hai,
18:40Imam Sufiyan-e-Sauri rahim-ul-Allah ke tarz ka,
18:42isse pada chalta hai,
18:44tafseer mein aapka manhaj kya tha,
18:46aapka usloob kya tha,
18:48aapka andaaz kya tha.
18:50Accha layak-e-mutala tafseer hai,
18:52accha kaam hai.
18:54Chhapa hua hai,
18:56chhapa hua hai,
18:58chhapa hua hai,
19:00chhapa hua hai,
19:02chhapa hua hai,
19:04chhapa hua hai,
19:06chhapa hua hai,
19:08chhapa hua hai,
19:10chhapa hua hai,
19:12chhapa hua hai,
19:14chhapa hua hai,
19:16chhapa hua hai,
19:18chhapa hua hai,
19:20chhapa hua hai,
19:22Chhapa hua hai,
19:24chhapa hua hai,
19:26chhapa hua hai,
19:28chhapa hua hai,
19:30chhapa hua hai,
19:32chhapa hua hai,
19:34chhapa hua hai,
19:36chhapa hua hai,
19:38chhapa hua hai,
19:40chhapa hua hai,
19:42chhapa hua hai,
19:44chhapa hua hai,
19:46chhapa hua hai,
19:48chhapa hua hai,
19:50Chhapa hua hai,
19:52Chhapa hua hai,
19:54Chhapa hua hai,
19:56Chhapa hua hai,
19:58Chhapa hua hai,
20:00Chhapa hua hai,
20:02Chhapa hua hai,
20:04Chhapa hua hai,
20:06Chhapa hua hai,
20:08Chhapa hua hai,
20:10Chhapa hua hai,
20:12Chhapa hua hai,
20:14Chhapa hua hai,
20:16Chhapa hua hai,
20:18Darajaat Allah Paag Baland Farmaaya
20:20Wa Humme Aapke Fooz-o-Barakaat Sihaz-e-Wafir
20:22Ataa Farmaaya, Ba Aakhir-o-Daabana
20:24Anil Hamdulillahi Rabbil Aalameen

Recommended