• 2 months ago
Transcript
00:00You
00:30You
00:37Push look at the order to get fuss looky boreal opera
00:42Mug that kid I know you bore you have a kill me too. I need another base
00:47I'm a case I'm not gonna charge you. It's a belly. I'm gonna put that make a beanie. They call
00:52Yeah, I took it as he should sit kiss. I just a belly cubby kissing a knee. They call
00:56What a humbling me on board. You've got a common, you know
01:00I'm a bar my mom on a child
01:02Yeah, I'm a sick. Yeah, I thought you got that kid. I'm a joke. Come on, Kelsey pie in a hot man. Okay, don't let he go
01:14The person
01:18I'm sadly perhap not going to China
01:21Ligina he
01:22mizzo kiss on
01:24Anahit Alvaro conjuring kiss on
01:27is the
01:28Human chemo say on key roti chill
01:32Sazlik me
01:34Bonsai that's rude. I don't know
01:38Roti cake look make a lead or birthday. I've was a man
01:47Or as roti car
01:49Joe look my beauty moon
01:52Won't kill you sir, but I got
01:55Tum sub logon a body a chakam Kia a bed Joe todah, Aram
02:11Haji can't attack sub-3 Kojai
02:14or boy is Lee a kinky
02:16boy, you know, so Jay key on key hair module team a
02:21Humney, on key Taliman sick, which has a lady
02:25I'll take you see about it. I'll take you see
02:36Baba inshallah kissy khushabri kiss at a hungy up
02:44Yeah, whoo
02:46Haji ka kuch pata chala
02:48Yeah, I'm kebara me. Koi Maluma
02:50My name about that kebara tamam Kabila or go on a loose a push-up, but see a shucks in hajji ko de khata
02:58Or
02:59Sub-3 to Anna
03:01To meet no boss. You
03:04Could show me. Yeah, but oh, no, he fell on us that could be new
03:09Pusad me nah, sir. Fitnah. He but I aka haji or Mansoor, but that's a bar
03:14Chilling and what about the easy to go to Bhagat? I wish I had kissy ko Pakarana kissy kuni Pakarana
03:21We'll have to do that
03:24Or we say
03:30Mujhe
03:35Mary Chote Bhai ko Baba ko a ko pahalwan, Ustad hum sabko. Vachod kar case a sakte hain
03:50Oh
03:53Almas Valada kya matlab hai sabka
04:00Ha
04:03Balwan, Ustad
04:05Battalion
04:08Battalion
04:09Get a cake. I've been a mom can come on can hote de khaya haji chale gaye hain or waapas nahi aayenge
04:20You
04:51I
04:57Have seen Marissa for our B
05:01Mosquito or suck toga
05:04Aka, Marissa, I'll make a separate. Yeah
05:20You
05:24Yes, a tomorrow really
05:37Apnea Zazieh subko fayda pochati rena
05:50Oh
06:06Mansoor Mansoor
06:08Mansoor
06:09Ji, haji boli
06:12Torah Baba chale gaye
06:14Kya Torah Baba chale gaye
06:16Magar, woh chale kaha gaye. Mujhe nahi malo, unka thaila unka kaali nahi, kuch nahi hain, kuch nahi hain. Lekin sehb jo unhone diye the, woh toh yaha maujood hain
06:30Kya woh asal mein yaha the ya khaab mein the yaha haji. Kya malo hai Torah Baba kaun the haji
06:37Yeh sehb haqiqat hai
06:40Unki nasiyatein haqiqat hai, baad ki jaye ke woh kaun hai, toh yakeenan woh insaan hai
06:45Jo jis mitti par qadam rakhe, sir sabz ho jati hai
06:50Iss seh zyada aur kya tafseel chahiye
06:54Toh ab hame karna kya hai haji, aur hamari mandal kya hai
07:10Kya Baghdad wapas jayenge?
07:14Meri taqat Baghdad ko badlne ke liye na kaafi hai Mansoor ja. Jaisa ke Torah Baba ne kaha
07:21Mein us qaabil nahi tha, ki rewari ya faslon ko bacha sakta
07:25Jiska mein haq ada nahi kar sakta, aise farz ki khaahish karna
07:29Baise sharm hai
07:32Toh hum Turkistan wapas jayenge
07:35Tum Baghdad wapas jayenge Mansoor
07:46Arey aap? Aapko kaise malum hua ki hum log yaha par?
07:51Mukaddas logon ne bataya, ki tum waha ho jaha matri aur paani, aag aur saans aapa se milti hain, isliye mein yaha aagaya
07:59Sheikh muhtaram
08:00Mashallah, khush raho mere bachchon
08:09Haji Ahmed, kya tum Baghdad ne meri mezbani nahi kar raha hai?
08:30Sheikh muhtaram, aap aisa kijiye ghode par sawar ho jayenge, aapko yeh pedal chalte hua dekh kar dukh ho raha hai
08:48Haji Ahmed, tumhe toh mujhe dekh kar dukh ho raha hai, magar mujhe apne ghode ko dekh kar dukh ho raha hai
08:58Mere ghode ne Hamadan se mera bojh utha rakha hai, mujhe isko thoda aaram to dena chahiye na
09:06Kaash aapne Baghdad aane ke liye khud ko zahmat mati hoti, kyunki aapko Baghdad ne ilchaspi ke laik kush bhi nahi milega
09:16Aur ghalati meri hai mein samjhta hu
09:19Mansoor, yeh batao ke tumhara kitab mein kisse aur kahaniya likhna jaari hai abhi tak?
09:26Ji abhi bhi likh raha ho mein
09:28MashaAllah, toh chalo udhar us darg ke saaye mein chal kar baithte hain, taaki tumhe ek naya kissa suna sabhi
09:48Music
10:13Kaise ho Tariq ustad
10:14Tariq ustad
10:16Khushamdeen, ao baitho
10:20Main baad mein aunga ustad
10:22Rukh jao baad karni hai
10:24Behraam, tum abhi jao main tum se baad mein milta ho
10:27Theek hai ustad, mujhe bhi kisi kaam se jaana hai
10:30Tumhara kaam aasaan ho
10:32Shukriya
10:34Tariq ustad, haji ki dukaan kyu band hai?
10:37Tarasal main wahan jaana chahata tha
10:39Kya tum nahi jaante?
10:41Haji chala gaya
10:44Kama chale gaya ustad?
10:46Yeh toh nahi jaante magar
10:48Mahmood ko lagta hai, wo apne watan wapas chale gaya
10:52Aur haan, Mahmood aur pehlwan ustad saazlik mein honge
10:56Band dukaan ki yeh hi wajah ho sakti hai
10:58Wo saazlik mein kya kar raha hai?
11:00Hamdaan-e-khanka ke marwan ne, saazlik ko poori tarah tabha kar diya hai
11:05Wo log unke matat ke liye gaya hai
11:07Mahmood aur pehlwan, bahot achchi insaan hai
11:11Dikhte sakht mizaaj ke hai, lekin unka dil naram hai
11:15Shukriya ustad, ab mein chalta hoon
11:18Mere doost, tum haji ka kyu pooch rahe the? Kya koi masalah hai?
11:23Nahi nahi, koi masalah nahi
11:26Na kaafi dino baad yahan aaya hoon, toh socha unse mil loo
11:29Aap apna khayal rakhega
11:41Shuru kare Mansoor
11:43Ek din dargah mein baitha hui, mere dil mein bechehni si hone legi
11:48Maine foran sur-e-alam nashrah padhna shuru kar di
11:51Maine kaafi martaba padhi
11:54Lekin, phir bhi bechehni khatm na hui
11:58Phir maine, astaghfar ka vid karna shuru kar diya
12:01Aakhirat ko yaad karke, astaghfar padh tara
12:04Astaghfirullah
12:06Astaghfirullah
12:08Astaghfirullah
12:10Astaghfirullah
12:12Astaghfirullah
12:14Padh tara
12:16Magar phir bhi, bechehni door na hui
12:20Phir aisaas hua
12:22Ye jo meri bechehni hai, iska taaluk mere dil se bilkul nahi
12:27Kuch tha, jo meri aamat ka intazaar kar raha tha
12:31Jise mere wujud ki zarurat thi
12:34Phir jaldi se main apni sawari par sawar hua
12:37Aur wahan se chal diya
12:40Main bas chalta raha
12:42Tum andaza kar sakte ho ki maine kitna taweel safar kiya hoga
12:47Meri sawari, ek purani masjid ke saamne ruk gayi
12:52Main neeche utara
12:54Masjid mein daakhil hua
12:56Maine dekha ke, ek gharib naujawan kone mein baitha tha
13:01Jab main gharib gaya, toh maine dekha ki ye toh hamare kabile mein se hai
13:04Hamare bhaiyon mein se hai
13:06Mujhe dekh kar wo, bohot khush hua
13:12Namaz ke baad usne kaha mere peer
13:15Main parishan hu
13:17Aur na jaane mere dil mein kyun shak baida ho gaya
13:20Meri madad karein, aur himmat dein ki is parishani se chutka raha hu
13:24Maine kaha astaghfirullah
13:28Jo doosron ki madad ka mautaaj hai
13:31Wo kise ki madad kaise kar sakta hai
13:35Lekin, maine uske masale ko munasab taur par hal karne ki koshish ki
13:42Jab main wahan se jaa raha tha, toh maine usse kaha
13:45Agar tumhara dil doobarak kabhi parishan ho
13:48Toh tum khaan kaha aa jaana
13:51Taake hame itna tabheel safr na karna padein
13:58Haji Ahmed
14:04Tumhare dil mein bhi parishani hai
14:07Agar main Hamadan se Baghdad
14:10Tumhare is masale ko hal karne na aata
14:13Toh mujhe Hamadan mein chahin ka saans na aata
14:24Main khaamos ho
14:27Mere dil jal raha hai
14:31Aapko har cheez malom hai
14:32Aapko har cheez malom hai
14:35Jo aapko bataya, jo nahi bataya, Allah behtar jaanta hai
14:41Yani tum keh rahe ho
14:44Jo tumhare doos tumhare saath nikale the
14:47Unhone raasta badal liya aur tumh rokh nahi sake
14:57Dekho Haji Ahmed
14:59Hamara raasta haqiqat ka raasta hai
15:01Aur yehi sach hai
15:04Aur hamara yeh raasta hume jaakar Allah hi se milaayega
15:09Agar unhone kisi wajah se apna raasta tadbeel kar liya hai
15:13Toh hum yeh nahi keh sakte ki wo apne maqsat se bhatak gaye
15:17Hame apne unh saathiyon ke liye dua karne chahiye
15:20Allah ne chaha toh dubara humare saath honge
15:23Shahid wo log jo haqiqat ke raaste par chal rahe hain
15:27Kal Allah na kare wo iss raaste karne
15:30Hume haqiqat se bhatak jaye
15:32Haji Ahmed
15:34Hum haqiqat ke baare mein nahi jaan sakte
15:37Yeh pehli cheez hai
15:39Har insaan ko haqiqat ke raaste par laane ke liye
15:42Hamare peghambar e aakhru zamaan
15:44Sallallahu alaihi wali wasallam ne bhi bahut mainat ki
15:47Yaqeeni aur qatai baat hai
15:50Insaan ko hidayat aur haqiqat ki rehnumai min jaanib Allah hi milti hai
15:54Toh mere saathiyon
15:56Ab jo hum par farz hai wo yeh ke
15:59Hum apne irt kirt ke logon ko haqiqat ka raaste dikhaye
16:03Taake wo log sasht tak pahunj sake
16:06Hume unke liye ek achi misaal banna hai
16:09Yeh hi doosri cheez hai
16:15Chalo ab tayyari karo
16:17Jaane ka waqt ho chuka hai
16:19Chalo ab tayyari karo
16:21Jaane ka waqt ho chuka hai
16:24Is darakht ne apni sakhawat dikhate hue
16:27Apne saay se hume thandak di
16:29Toh chalo is zameen par apne sajdo ke nishan chhod jate hai
16:33Taaki yeh jagah bhi hamari namaz ke
16:35Faiz se, barkat se, faida utha sake
16:39Aajao, Bismillah
16:48Aajao
17:12Tum hamesha veeraan jagah par baith kar rooti rehti ho
17:16Magar is tara nahi karna chahiye
17:23Kya kehna chahti hai
17:26Mohabbat karne wala samashta hai
17:28Ke sab andhe behre hai
17:30Tum samashti ho ke jab tum takleef mein hoti ho
17:33Toh doosron ko mehsoos nahi hota
17:35Lekin jaise tumhara dil dukhta hai
17:39Waise hi hamara bhi dukhta hai
17:41Ab bas karo
17:43Meri baat ghor se suno
17:46Tum kisi jeel mein nahi doobi
17:48Balke kehri samandar mein doobi ho
17:51Jaanti ho, ghamzada hone ke bajaye tumhe fakar karna chahiye
17:56Isse takbeer samjo
17:59Shukrat ada kar
18:01Ki tumhe mohabbat jaisi neemat naseeb hui
18:04Tum uske saath nahi ho, lekin
18:07Bahot se aise log bhi maujood hai
18:10Jo mohabbat ko hasil kiye bagher hi duniya se chale gaye
18:17Yaha aao
18:41Main kuch nahi kar sakta Laila
18:44Koi kabul nahi kar raha
18:46Koi tayaar nahi janaze ko kanda dene ke liye
18:49Mehraan ho
18:52Ek ghareeb ke janaze ko kanda dene wale bahadur aadmi zarur honge
18:56Jinn ke dil mein insaniyat hoge
19:11Assalamualaikum
19:13Waalaikumassalam
19:15Aao baith jao
19:21Haji ki ghar maujoodgi mein kuch acha nahi lag raha
19:24Hatta ki apni dukaan kholne ka bhi dil nahi chah raha
19:27Bilkul theek, Haji sehra ke beech ek chashme ke maanan tha
19:31Uske paas baith kar hume sakoon milta tha
19:34Haji ke jaane ke baad hum sab waqehi
19:36Udaas ho gaye
19:38Aise na kaho
19:40Mayoosi musulmano ko zeb nahi deti
19:43Is tarah ki baatein mat karo
19:45Tum logon se zyada
19:47To khaana badush kabile mein almas, walita zyada poor umeed hain
19:51Haji ki ghar maujoodgi mein bhi hume sab kuch
19:54Waise hi rakhna hoga jaise unki maujoodgi mein hota tha
19:57Unhone itni meenat ki aur tum na umeed ho rahe ho
20:00Pehelwan ustad, aap hume to taseli de rahe hain
20:02Lekin takleef mein aap bhi hain
20:04Ustad sahi kehte hain Afkaan
20:06Haji ke jaane se hum sabhi takleef mein hain
20:08Hume sabar karna chahiye
20:12Tum jaante ho mujhe sabse zyada kaunsi baat tan karte hai
20:15Wo Marwan ka is tarah khule aam bazaar mein ghoomna
20:19Haan, wo apne aap ko Haji keh halwa tha
20:24Wo to Laila ke saath kaam karne wali ladki ka janasa padne se bhi rog raha hai
20:28Aur logon ko aaraam karne wale bhi
20:29Chalo jo bhi hai, kam se kam Marwan yeh ek kaam to apni zindagi mein achha hi kar raha hai
20:34Yeh main kya sun raha ho?
20:37Mujhe bata ho, kya maine kuch ghalat suna hai?
20:40Kya tum logon ne bhi apni sooch badal di yeh us Marwan ke kehne par?

Recommended