• last month
#SawalYehHai #DonaldTrump #ElonMusk #USA #MariaMemon

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Aaj ki badi khabar yeh hai, chand badi khabaron me se ek badi khabar yeh hai ki Tehreek-e-Insaaf
00:04ke Bani ki rehai ke liye ek aur khat likh diya hai, Biden administration ko, Ameriki
00:09congressman ne.
00:10Yeh ek doosra khat hai, jisme kaha gaya ke wo Bani PTI, Shah Mehmood Qureshi, Yasmeen
00:15Rashid, deegar Rasheeraan ki phori rehai ke liye ikdamaat karein.
00:18Khat me kaha gaya hai ki Bani PTI ko musalsal pabande salasal rakhna, sabse zyada tashveesh
00:24naak baat hai.
00:25Membran Congress ne kaha ki Pakistan me February 2024 ke election ke baad hukam ne Adliya ki
00:29aazadi aur insani hukook ki paamali ki hai.
00:32Khat me Sadr Biden se yeh mutalbah bhi kiya ki Pakistan me tayinat Ameriki safir ko insani
00:37hukook aur jamhoori ikdaar ke farookh ke liye ikdamaat ki hidayat ki jaye.
00:41Khat me kaha gaya ki Pakistan ki aaham siyasi Jamaat PTI ko intikhabaat se door rakne ki
00:45koshish ki gayi, dekar iske baawajood unke azaad, umeed, waar, aksaryati taadaad me jeet
00:50gaye.
00:51Yeh 2024 par khat shahat se mutalik reports ko hukumat-e-Pakistan ne shaya hone se abhi
00:55tak roka hua hai.
00:57Yeh kitna important khat hai, se koi fark padta hai, yeh nahi padta.
01:00Govt ki jaanab se respond kiya Sharjeel Mehman sahab ne.
01:04Unhone kaha yeh bebukat khat hai, se fark nahi padta.
01:07Khat likhne ki ek kaanooni iski haisyat kya hai, khat kisne likhwaya hai, kyun likhwaya
01:12hai, uska maqsad kya hai, wo alak cheez hai.
01:14Khat jo hai, wo uske koi value nahi hoti kahi bhi duniya me na.
01:18Jo Biden ko yeh khat kyon likha jaa raha hai, wo toh outgoing administration hai, ab toh
01:40Trump ki administration aa rahi hai aur uski samt bilkul mukhtalif dikhai deti hai.
01:45Kabina ke picks ke baare mein baat karein, toh is khidte ke andar kaafi dilchas sawaal
01:49khade hote hain.
01:50For example, BBC ke bataabik, nau muntakhib Ameriki Sadr Donald Trump ne apni kabina mein
01:54kayi aisi shaksiyaat ko shamil kiya hai, jo maazi mein Junubi Asia, khususin Pakistan
01:58se mutaalik, apne bayanaat ke baayis khabron me rahe hain.
02:01For example, Marco Rubio se agaas karte hain, Secretary Kharjah hain.
02:04Chin ke hawale se intihai sakh muwakaf rakte hain, wo Chin ko Amerika ka sabse bada aur
02:09tarakki aftam mukhalif samjhte hain.
02:11Jab ke Rawaan Baras July mein, Senator Marco Rubio usko khabron me aaye, jab unhone Ameriki
02:14Senate mein, India ki himayat aur Pakistan mukhalifat mein ek bill mutaarif karwaya,
02:18jisme kaha gaya tha, ki India ke khilaf badhti hui, ilakai jhaariyat ko rokha jaye.
02:22Donald Trump ne Secretary Kharjah ke ahamode ke liye, Senator Marco Rubio ko namzat kiya
02:26hain, jo maazi mein Trump mukhalif rahe hain, lekar unhe Kharjah policy ka aham mahar wo
02:30samjhte hain.
02:31Mike Waltz, Mushir Kaumi Salamtein.
02:33Wo Asia Pacific mein, Chini sargarmiyon pe tankeet karte rehte hain, is baare mein zor
02:38dete hain, ki Amerika ko khitte mein mumkina tanaze ke liye tayyar rehne ki zaroorat hain.
02:43Mike Waltz, Pakistan ke bhi shadeed naqaad aur mukhalifeen miss hain.
02:46Kuzashta baras Indian Channel ko interview dete hui, dashadgardi ke waale se Pakistan
02:49ko unhone apne nishani pe rakha.
02:51Unhone kaha tha ki, Pakistani hukumat aur idaraon ko usse aage badhna hoga aur hum dabao
02:55dalte rahenge.
02:56Tulsi Gabbard, Director hain National Intelligence ki.
02:59Naumuntaqib Ameriki Sadar ne saabik Rukun Congress ko National Intelligence ka Director
03:03namzat kiya hain.
03:05BBC ke bataabik, Tulsi bhi maazi mein Pakistan mukhalif bayanat deti hui nazar aayi hain.
03:092017 mein Pakistan par Bin Laden ko pana dene ka alzaam unhone ayit kiya tha.
03:13Unhone Congress mein Pakistan ke liye Ameriki imdaad rokne ki koshish bhi ki thi.
03:18John Ratcliffe, Director hain CIA ke.
03:20Unhone ko namzat kiya hain.
03:22Woh Pakistan, Cheen aur Iran ke hawaale se intihai sakht muwakaf rakhte hain.
03:27Jo safir unhone Baraat-e-Ikmaam-e-Mutahida kiya hain, Ali Stefanik.
03:30Woh Islam mukhalif, Pakistan mukhalif, Cheen mukhalif bayanat unke record ka hissa hain.
03:35Cheen par alzaam bhi lagaya ki woh election mein madakhalat kar raha hain.
03:38Woh sabse interesting unka pick hain, Elon Musk.
03:40No surprises hair, kyunki woh throughout election mein Elon ne bada qaleedi kardar adaa kiya.
03:44Unko unhone kahafi aaham zimmedaariyan, soapy hain, trim down karna hain.
03:48Unhone internal bureaucracy hain usse.
03:50Aur iske baare mein kaha hain ki woh Sarkari bureaucracy ko theek karne
03:54aur fuzool ikhrajaat mein kami jaise hain ikdamaat ke liye,
03:57kya hum baar karenge jo America bachao tehreek ke liye zaruri hai.
04:00Aur abhi tak humne dekha ki bada out of the box,
04:02ek bold step Elon Musk ne liya,
04:05Trump sahab ke kehne pe hi hua hoga.
04:07Jumraat ko Qaum-e-Mutahida mein Iran ke mustakal mandob,
04:10Ameer Saeed Irwani se mulaqaat unhone ki.
04:12Aur Iran ki kashidgi ke hawale se tabadla khayal kiya hai.
04:15Aur America ne jo Iran par lagi pabandi hain,
04:19unke hawale se bhi guftagu hui hai.
04:21Government ne iske tastee ke tardeed ki hai,
04:24ki humare kehne pe nahi kiya,
04:26lekin aaj kuch iski development chahiye hui hai,
04:28ki Iran ne baqaida keh diya hai,
04:30Donald Trump ke upar hamla hain,
04:32katil aana uske peeche hum nahi the.
04:34Isse pehle Biden administration ne kaha tha,
04:37ki Iran ki jaanab se hamla kiya tha.
04:39Yeh saari duniya kyu parashaan hain,
04:40kyu sahmi hui hain,
04:41Musharraf Hussain Saeed sahab,
04:42senior siyasatdaan,
04:43program ke pehle se mai saath baujood hain.

Recommended