ARY News 8 AM Headlines | 30th Nov 2024 | Faisal Vawda's big revelations
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Bani PTI par nahi unki bibi par corruption ke ilzaam lage, Bushra bibi ne apni behen
00:29ke zariye habse bija me rakhne ki kahaani banayi. Pehle kaha zabardasti gaadi me bitha
00:34diya gaya, footage ke baad kahaani banayegi ki gaadi par chemical pheng diya gaya tha.
00:39Kaha gaya ke Bushra bibi ko zabardasti gaadi me bithaya gaya tha, lekin footage saamne
00:43aagayi. Bani ki behne bhi Bushra bibi se mutaalleg bol rahi hain, wo toh ghalat nahi hun sakti.
00:47Senator Faisal Wada ki program aitaraaz hain me baftagu, kaha is waqt Bani PTI ki zindagi
00:52ko khatra hai aur yeh siyasat kar rahi hain. Gawana raj lagayenge toh PTI siyasi shaheed
00:57ban jayegi. Tehreek-e-Insaaf par pabandi lagti nazar aa rahi hai. Pawar Chaudhary aur
01:01mere jaise log party mein hote toh surat-e-haal mukhtalik hoti. Hamare hote hue Maulana Fazl
01:06Rehman ka dharna hua, humne sahulat di.
01:27Hum ek kursi nahi, izzat chahiye, ghulami nahi, aazadhi chahiye. Wazir-e-Ala Ali Ameen
01:46Gandapur ka KP Assembly se khitab, kaha Bani PTI hume puram rehne ka kehte hain. Aisa na
01:51hu, ki hum apni jaydaad bechkar aslaha khareed karne ke. Punjab police toh kaccha ke daaku
01:56bhi control nahi hote. Jail mein qaid leader ki awaaz par awaam nikle, red zone ki video
02:01dikhao. Koi ghalati se bhi red zone nahi gaya. Inhone barah-e-raas mujhe aur Bushra Bibi ko
02:06katil karna chaha. Pulsum hospital phir China Chowk par sniper ne maarne ki koshish ki.
02:10Bushra Bibi ehtejaat se wapas aakar kisi meeting mein nahi gayi. Tarjuman Bushra Bibi
02:24Mishal Yusufzai ne kaha, Mariam Battu apni behen ke saath nahi, main ground par hu,
02:28isliye durus keh rahi hu. Adayala jail mein PTCL line hai. Bushra Bibi kut Bani PTI se
02:33sangjani padharne ka sunna chah rahi thi. Bushra Bibi ko PTI rahnamao ne hi kaha tha,
02:37ki D-Chowk jana hai. Bushra Bibi ki gadi ki windscreen par chemical thanka gaya,
02:41kuch nazar nahi aaya. Kaha gaya ki gadi tabdeel karke dharnewali jagah par chalte hain,
02:46lekin maan sehra le gaye. Wazir-e-Ala Ali Ameen Gandapur ne Mishal Yusufzai ko
02:50maawane khususi ki ahude se hata diya, notification jaari.
03:08Islamabad par hamla awar hone walon ko saza dilaye jaayegi. Wazir-e-Azam ka ailaan,
03:12Wazir-e-Daqla Mohsin Naqvi ki sarbarahi mein task force bana di, task force jalao gharao
03:17karne walon ke khilaf kaarawaayi karegi. Amno Aman se mutaalik ijlaas se khitab mein Wazir-e-Azam
03:22ne Tehreek-e-Insaaf ko Takhreeb-e-Insaaf karar de diya. Kaha chand maah mein Wifaq par chauthi
03:27baar lashkar kashi hui. KP hukumat ko Parachanar mein khoon rezi band karane ka khayal nahi aaya.
03:32Wifaq par hamla karne aagaye. Inka ek hi maqsad hai ki kisi tarahan Pakistan ko tabah karna hai.
03:37Belarus ki Sadr se mulaqat kar raha tha, toh kamre ki khidki se dhua nazar aa raha tha.
03:41Inhone ek baar bhi nahi kaha, Wazir-e-Azam kaha phasa diya. Aap law and order sambhalen,
03:46dos mul pakistan mein sarmaayekari karna chahate hain. Army Chief aur unki team sabne
03:50milkar kawish ki. Ijlaas mein Army Chief General Syed Asim Muneeb ne dua kar aaye.
04:20Pakistan Tehreek-e-Insaaf ke ihtijaaj ke liye sazaa-e-maut hain.
04:23Humne kisi ko tahreebkaar ya qatil league nahi kaha.
04:29Zimadaaraan bataaye humare ihtijaaj ke liye sazaa-e-maut kyun. Tehreek-e-Insaaf ek zimdaar
04:34jamaat hai. Kisi ko tahreebkaar aur qatil league nahi kaha. Chairman PTI Baristro Gauhar ka bayaan,
04:39kaha ainda ka laah-e-amal Bani PTI se mashabrat se doonga. Dharne mein kisi rahnama ko container
04:45par pahunchne ka nahi kaha. Humare Iraqine Assembly Bani PTI aur Nazriye ke saath the.
04:50Bushra Bibi ka koi siyasi girdaar nahi hain. Bushra Bibi ne khud ihtijaaj me shirkat ki haami
04:54bhari. PTI alag aur Khyber Pakhtunkhwa hukumat do alag cheezein hain. PTI ko kamzor karne ki
05:00kaushish karne wale ghalat khabre bhilate hain. Salman Akram Raja ka istifa abhi manzoor nahi
05:04hua. Salman Akram Raja ne bataya Bani PTI tak rasai nahi, isliye istifa manzoor nahi hua.
05:15Governor aaj ki himayat nahi karunga, lekin aayin mein iski gunjaish hain. Hukumat dubara
05:30election karane tak hakiki nomaide meydan mein aaye. Maulana Fazlur Rahman kahte hain,
05:34PTI daur mein humne bhi ihtijaaj kiya, koi gamla nahi toda tha. D-chowk par jo hua ghalat hain,
05:40PTI bhi apne tarze amal par kaur kare. PP Rahnama Khursheed Shah kahte hain,
05:44PTI ko siyasi party nahi samajhta, lekin is par pabandi durus nahi. PTI mein poot ki
05:49warah se Bani bahar nahi aa raha. KP mein haalaat karab hai, lekin Governor aaj ke
05:53haq mein nahi. PTI jab subah mein tawajjo nahi dekhi, toh Wifa ki hukumat kya kare?
06:07People's Party kisi Jamaat par pabandi ki himayat nahi karegi. Governor aaj lagana
06:12bohot mushkil ho gaya hai. Sindh mein saabik hukumat mein rozana Governor aaj ki baate ho
06:16rahi thi. Wazir-e-Ala Sindh Murad Ali Shah kahte hain, Islamabad mein ek Jamaat ne
06:19sarkas lagaya. Ek shaks ki aazadi ka mutaliba ghalat tha. Wazir-e-Ala ne ek baar phir Mushtarika
06:25Mafaadat Council ka ijlaas aayini zarurat karatia. Bole ijlaas par Wifaat ne koi jawab
06:30nahi liya. Yeh sirf mera nahi poore mul ka masala hai. Koi canal taameer nahi ho raha.
06:34Paani ka masala CCI ke bagayar hal nahi hoga. Sindh ke paani ka ek katra bhi kisi ko nahi
06:39rahe. Sharjeel Memon kahte hain, kisi bhi Wazir-e-Ala ne pehli baar Wifaat par yalgaar ki,
06:43PTI dialogue samajhti hai na maanti hai.
06:55Pakistan People's Party, aaj Satanwaan Yaum-e-Tasees manayegi. Tamaam azlaam-e-Yaum-e-Tasees
07:02ki badi-badi taklibaat manake dhungi. Ek hi waqt tamaam Jagomba Chairman Bilawal Bhutto ka khitab
07:07dikhaya jaayega. PIA par Europe ki fazaayin khul gayi. European Union ne 4 saal baad PIA
07:15parwaaz-o-farfi se bhi pabandi hataali. Ainda 2 hafte me PIA ki parwaaz-e-Faris ke liye udayengi.
07:20PIA Europe ke liye Boeing 777 tayyare operate karegi. Qom Airline ki Britannia ke liye bhi
07:26flight operation ki tayyariya mukammal. Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka khair-makkam.
07:30Wifaat ki Wazir Khawaja Asif samayt intizamiya ko mubarak baat. Kaha pabandi utne se PIA ki
07:35saakh mustahikam hogi. Europe me rehne wale Pakistani ki liye Hawaai safar me aasani peyda
07:40hogi. Wazir-e-Defa Khawaja Asif ne kaha pabandi utne se PIA ki nijkaari me aasani hogi. Umeed
07:46hai PIA par Britannia aur deegar mulko me bhi pabandi hataali. Airblue ko bhi Europe me
07:51parwaazon ki ijazat mil gayi. European Air Safety Agency ne Yakum July 2020 ko PIA ki
07:56operations gair-mauiyana muddat ke liye mauttal kar diye the.
08:18Chairman Joint Chiefs of Staff Committee ka Naval Base aur Mada ka daura
08:22operational umoor aur defaai surat-e-haal par briefing di gayi.
08:25ISPR ka kehna hai General Sahir Shamshad ne Pak Bahariya ki operational tayyariyon par
08:29ek mehnaan ka izhaar kiya.
08:39Bani PTI se bukhla team ko mulaqat ki ijazat nahi mili. Jail intazamiya ne bataya,
08:44mulzim hamaari nahi, thaana Newtown Police ki tehvil mein hai. Bani PTI ke cell ki security
08:49bhi Rawalpindi Police ke paas hai. Mulaqat ke liye Rawalpindi Police Afsaraan aur Tabteeshi
08:53Afsar se raabdha karein. Advocate Faisal Chaudhary ka kehna hai mulaqat na karane
08:57ke maumne par sobh High Court se rujoo karenge. Bani PTI se gair-insani suloog kiya gaya to
09:02Punjab Hukumat aur Police zimmedaar hogi. Bani PTI aur Bushra BD ke khilaf Tosha Khana
09:062 case ki samaat fardh-e-jurmaayat kiye bagayar 3 December tak multabhi.
09:24Islamabad High Court ne sahafi Mateeullah Jaan ka do roza jismane remand ka faisla muattal
09:30kar diya. Judicial custody mein tassawur honge. Chief Justice Aamir Farooq aur Justice Arbaab
09:35Muhammad Tahir ne hikamat jaari kiye. Sadr Supreme Court baad ne Mateeullah Jaan ki
09:39garaftari ki muzammat kar di. Fauri rehai ka mutaliba. Rana Sanawala ke baad Senator Irfan
09:44Siddiqui ne bhi Mateeullah Jaan par muqaddimah ki mukhalifat kar di. Kehte hain ye Noon League
09:49aur hukumat ke liye 22 sefakar nahi hain. Yeh rivaayatein humaari hukumaton mein nahi
09:53rahi. Yeh PTI ki rivaayatein hain. Inhi tak mehdood rehni jaayi.
10:07Champions Trophy par ijlaas mein PCB dhatkaya. ICC bebas. Meeting ki androoni kahaani saamne
10:13aagayi. Chairman PCB se maaqif mein tabdili par sawal hua. Mohsin Naqvi ne phir waazay
10:18kartiya. Jhukenge na peeche hatenge. Hybrid model kisi surat manzoor nahi. Yeh baat sunkar
10:23border akin mein khalbali machi. Zaraay ki mutaabik ICC hukam ne kaha Bharat ne 6 November
10:28ko Pakistan jaane se inkar kiya. Humare paas koi hal nahi. Hota toh 23 din na lagaatein.
10:33Pakistan aur Bharat ko saath milkar hal talaash karne ka keh diya. Kaha aesa option talaash
10:38karenge jo sab ke liye qabil-e-kabool ho. PCB do toh keh chuka. Bharat nahi aaya toh
10:42aayinda ICC events ke liye. ICC events ke liye bhi hum Bharat nahi jaayenge. ICCs last
10:47sirf 15 minute mein multabi kar diya gaya tha. Ek do roz mein dubhara baithak lagegi.
11:04Bharati team ko Pakistan aane se kisne rooka? Bharati hukumat aur cricket board ek doosre
11:08ko zimmedaar thehraane ne the. BCCI ka bahana hai ki Bharati team ko Pakistan aane se Modi
11:13hukumat ne roka. Tarzuman Bharati daftar-e-kharja ne malwa BCCI par daal diya. Cricket team Pakistan
11:19kyu nahi ja rahi? Bharati board se poocha jaaye.
11:22Sir aap Bharat ko jaana chahiye Pakistan ko? Kyu nahi jaana chahiye? Kya aapatti hai
11:30isme? Pradhan matri biryani khaane jaaye toh achi baat hai. Indian team cricket khela
11:34toh achi baat nahi hai. Modi biryani khaane Pakistan jaa sakte hain toh Bharati team cricket
11:41khelne kyu nahi? Bharati riyasat Bihar ke saabik naib Wazir-e-Ala Tejus Yadav kehate
11:46hain, khel mein siyasat karne wale theek nahi kar rahe. Khel ke maidaan mein khel
11:50hota hai, jang nahi.
11:58Under-19 Asia Cup ka sabse bada mukabla aaj hoga. Pakistan aur Bharat ki teame Dubai
12:02Stadium mein takraayenge. Match se pehle kaume khiladiyon ka photo shoot. Green shirts
12:06ne guzarshta event me Rewaiti Harif ko 8 wicket se prachara tha. Match Pakistani waqt ki
12:11saabik toh 10 wadi shuri hoga.
12:19Aur tariq ka sabse mehnda kehla. Chini tajir ek minute mein kha gaya. Chini na yaad tajir
12:23Justice Sun ne New York ke nilam ghar se Marezu Katlan ke 2019 ke badnaam mein zamana
12:298 hua. Yani ek kehle ko 1,72,000,000 rupees mein khareeda tha.