• last year
Qurani Hidayaat | Episode 36 | Tafseer: Surah Al Lail Ayat (1-10) | 1 Dec 2024 | ARY Qtv

Topic: Surah Al Lail Ayat (1-10)

Speaker: Allama Liaquat Hussain Azhari

#QuraniHidayaat #AllamaLiaquatHussainAzhari #aryqtv

A program in which Quranic topics will be discussed, such as what the Quran commands regarding trade, what are the Quranic teachings about ethics, what the Quran guides regarding knowledge and the acquisition of knowledge, the greatness of man. And what does the Qur'an guide regarding the purpose of the creation of man, etc. In this program, the interpretation of those verses in which there are special prayers of the Prophets will be presented. As well as the small surahs of the Qur'an which are recited in prayer by worshipers who are usually recited during prayer.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahil lazee kafa wa salamun alaa ibadihil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:19istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:29istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:36istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:43istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:50istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
00:57istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
01:28istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
01:36istafa amma ba'dahil lazeena istafa amma ba'dahil lazeena
01:57inna sa'yakum lashatta
02:00inna sa'yakum lashatta
02:28inna fi khalqis samabati wal ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:34ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:37ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:40ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:43ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:46ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:49ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:52ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:55ardi waqtila fil layli wal nahaar la ayatil li ulil albaab
02:58wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:01wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:04wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:07wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:10wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:13wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:16wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:19wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:22wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:25wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:28wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:31wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:34wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:37wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:40wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:43wa ja'alna naila libaasan wa ja'alna nahaara maaashaan
03:46wa layli idha yaghshaan wa nahaari idha tajalla
04:17toh phir sooraj nikalta hai
04:19sooraj ke nikalne ke saath
04:21wo handera khatam ho jata hai
04:23din ki roshni ho jati hai
04:25aur insaan apne rozi ke liye
04:27apne maaash ke liye
04:29nikal padta hai
04:31parinde apne ghosnu se nikal aate hain
04:33hasharatul ard apne apne bilu se nikal aate hain
04:36Allah hu akbar
04:38agar mustaqil buniyadon par raat hi rehti
04:41toh logon ke liye maaash ka husool mushkil ho jata
04:44aur mustaqil buniyadon par din hi rehta
04:47toh logon ke liye raahat wa sukoon wa aaraam na rehta
04:51yeh Rab tabarak wa ta'ala ke maslihata
04:53Rab ta'ala farmaata hai
04:55qula ara'eetum in ja'alallahu alaikumul layla
04:58sarmadan ila yaumil qiyamati
05:00man ilahun ghairullah yaateekum bi dhiyaa
05:03farmaa, farmaa dijiye
05:05ki in logon se koho ki yeh batao
05:07ki agar qiyamat tak raat hi rehti
05:10toh kaun tha jo Allah tabarak wa ta'ala ke sewa
05:14din ki roshni peyda kar sakta tha
05:17kaun roshni da sakta tha
05:19agar tum kehte ho koi aur ilah hai
05:21toh wo ilah roshni lekar aata
05:23isi tarah farmaa hai
05:24qula ara'eetum in ja'alallahu alaikumul nahara
05:27sarmadan ila yaumil qiyama
05:29man ilahun ghairullah
05:31man ilahun ghairullah
05:33yaateekum bi laylin taskunoon fi
05:35afalaatum siroon
05:37farmaa hai ki tum ghoro fikar nahi karte ho
05:39tum dekhte nahi ho
05:41ki agar jo hai
05:43wo din hi din daita raat na aati
05:46toh farmaa hai
05:47kaise tum sukoon hasir kar sakte the
05:49farmaa hai wo rabbul aalameen hai
05:51jisne tumare liye din ko bhi rakha hai
05:54jisne tumare liye raat ko bhi rakha hai
05:56toh din aur raat
05:58yeh Allah tabarak wa ta'ala ki
06:00qudrat ki nishaniyon misr ek nishani hai
06:02yeh Rab tabarak wa ta'ala ki unuhiyyat
06:05Rab tabarak wa ta'ala ki tauheed par dalalat karti hai
06:08farmaa Rab tabarak wa ta'ala
06:10yukhrijul hayya minal mayyiti
06:12wa yukhrijul mayyita minal hayy
06:14wa yukhrijul arda ba'da mawtiha
06:16wa qadhalika tukhrajoon
06:18farmaa hai yeh Rab tabarak wa ta'ala
06:20har cheez ko peyda karta hai
06:22aur har cheez ko Rab tabarak wa ta'ala
06:24ne aage nizam ko chalaya
06:26isi tarah farmaa hai ki yeh jo mard
06:28aurat ki takhreek hai
06:30wa ja'alnakum azwa ja'ay
06:32Rab tabarak wa ta'ala ne tumare liye
06:34joroo ko rakha
06:36Rab tabarak wa ta'ala ne tumare liye
06:38farmaa hai yeh bhi Allah tabarak wa ta'ala
06:40ki qudrat ki nishaniyon missin nishani hai
06:42Rab tabarak wa ta'ala farmaa hai
06:44wa khalaqnakum azwa ja'ay
06:46humne tumare liye joday banaye
06:48azwaj banaye
06:50farmaa hai yeh sari cheezin
06:52is baat par dalalat-e-ta'ma karti hai
06:54ki wo malik-o-mawla ki za'at aisi hai
06:56ki Rab tabarak wa ta'ala
06:58qudrat-e-kaamila ke saath
07:00har ni'mat hataa farmaa hai
07:02in cheezu ki qasam ko yaad karne ke baad
07:04Rab tabarak wa ta'ala ne farmaa hai
07:06parmaa hai
07:08inna sa'ayakum lashatta
07:10parmaa hai ki
07:12tumare jo kaushishin hai wo mukhtarif hai
07:14mukhtarif log
07:16mukhtarif samt ke andar jaa rahe hai
07:18Allah tabarak wa ta'ala ne
07:20logon ko paida kiya
07:22unko aql-o-sha'oor ataa farmaa hai
07:24quwat-e-ghuyai ataa farmaa hai
07:26insaan ko jo hai
07:28wo sari jibillat-e
07:30ataa karke
07:32Rab tabarak wa ta'ala ne
07:34inna had-e-inahu sabila
07:36imma shakirun wa imma kafura
07:38do raahen do raste hain tumare paas
07:40ek shukar guzari ka rasta
07:42tabidari ka rasta
07:44farmabardari ka rasta
07:46imaan ka rasta hai
07:48aur ek jo hai sakhawat ka rasta hai
07:50ek tasteeg ka rasta hai
07:52aur ek farmaa hai ki bukhul ka rasta hai
07:54na farmani ka rasta hai
07:56takzeeb ka rasta hai
07:58ab tumari barzi hai ki tum
08:00kin raahun par kin rastu par chalna chaate ho
08:02tum jin raahun par chaloge
08:04jin rastu par chaloge
08:06Rab tabarak wa ta'ala farmata hai
08:08main uske riye wohi raste aasaan kar deta ho
08:10inna sa'ayakum lashadda
08:12tummise har ek ki jo
08:14sa'ai hai, koshish hai
08:16wo mukhtalif hai
08:18Allahu Akbar
08:20kaise mukhtalif hai?
08:22ek wo adami hai ki fa-amma man aata
08:24wa taqaa
08:26wa saddaqa bil husna
08:28ek wo shaks hai
08:30aata kiya
08:32kharj kiya Allah tabarak wa ta'ala
08:34to usne aage
08:36Allah ki usni'mat ko aata kiya
08:38Rab tabarak wa ta'ala ke diya
08:40usne kharj kiya
08:42wa taqaa
08:44parizgari ke saath
08:46zindagi basar ki
08:48wa saddaqa bil husna
08:50achai ki sachai ki baat
08:52uske paas aayi
08:54us baat ki tasteeg ki
08:56us baat ka
08:58zindagi basar nahi kiya
09:00saddaqa bil husna
09:02achi baat ki tasteeg karta raha
09:04Rab tabarak wa ta'ala
09:06fasa nuyassiruhu lil yusra
09:08hum uske riye
09:10wo
09:12aasani ka raasta muhiyya kardenge
09:14usne Rab tabarak wa ta'ala
09:16ki tabidari
09:18ka raasta chuna hai
09:20wal ladheena jaahadu feena lanahdi annahum suboorana
09:22hum uske riye aur raahen
09:24aur raste kholenge
09:26aur firmaaya ki
09:28ek shaks wo hai bilkul iske bar aqs
09:30wa amma mam baqeela
09:32wastaghna
09:34wa kaddaba bil husna
09:36wahaan tha aata yahaan baqeela aagaya
09:38wahaan tha wataqa
09:40aur yahaan par wastaghna aagaya
09:42wahaan par ye tha ki
09:44zindagi usne badi muhtaat guzari hai
09:46ek ek kadam
09:48phoong phoong kar rakhta hai
09:50bolta bhi hai to
09:52soch samajh ke bolta hai
09:54bolta bhi hai to soch samajh ke chalta hai
09:56dekhta hai har cheez ke andar
09:58usne yeh sochna hai
10:00ki mujhe meri rab ki baargaah ke andar jaana hai
10:02aur jaakar hisaab dena hai
10:04wa amma man khaafa maqaama rabbihi
10:06wanahan nafsa anil hawa fa innal jannatah
10:08hi al maaba
10:10parmaaya jo is baat se dar gaya
10:12ki usse Allah ki baargaah ke andar jaana hai
10:14jaakar khade hona hai hisaab dena hai
10:16parmaaya apne aap ko nafsani
10:18khwaishaat se rok ke rakha
10:20Rab tabarak wa ta'ala firmaata hai
10:22jannat tayyaar ki hui hai
10:24aur ek wo hai
10:26wa staghna beparwa admi
10:28usko koi parwa hi nahi hai
10:30kya halaal hai kya haraam hai
10:32kis se kya nukhsaan hoga
10:34kisi ki dil azari hogi
10:36kisi par zulm hoga
10:38kisi ka maal kha raha hai
10:40kisi ke dilon ko tod raha hai
10:42usko koi parwa hi nahi hai
10:44apni marzi se wo jeeta jaa raha hai
10:46jo uske man mein aata hai
10:48bolna shuru kar deta hai
10:50ek wo tha
10:52wa taqa
10:54aata wa taqa wa saddaqa bil husna
10:56parmaaya ki
10:58Allah ki ata karda ni'matun ko
11:00aage takseem karta tha
11:02aur parezgari ke saath
11:04ek ek kadam utha utha ke
11:06wa main ta'adda hudood Allahi
11:08faqad zalama nafsahu
11:10usko pata hai ki yeh meri hudood
11:12wa quyood hai
11:14yeh restriction hai
11:16yeh barriers hai
11:18yeh bahar nahi jaana hai
11:20zindagi ko jeena hai
11:22maaash ko bhi hasil karna hai
11:24bibi bachun ko
11:26zindagi ke saare cheezon ko dekhna hai
11:28lekin mujhe in hudood
11:30wa quyood ke andar raha hai
11:32aur doosra kya hai
11:34be parwa hai uska jahan
11:36jo dil kiya jaise dil kiya usne kar liya
11:38wa amma mam bakhila
11:40ek wo hai ki jisne
11:42bukhil se kaam liya
11:44aur be parwa ho gaya
11:46aur kazaba bil husna
11:48firmaaya ki wo
11:50usne takzeeb ki
11:52firmaaya ki usne achi baat ki takzeeb ki
11:54achi baat kaun si hai
11:56sabse achi baat Islam hai
11:58sabse achi baat Rab tabarak wa ta'ala ki
12:00tauheed hai, wahdaniyat hai
12:02aur Rasool-e-Paak sallallahu ta'ala alayhi wa sallam
12:04ki risalat hai
12:06lekin kazaba bil husna
12:08usne tamaam nek baaton
12:10aur achi baaton ki takzeeb kar di
12:12fasanu yassiruhu lil usra
12:14Rab tabarak wa ta'ala firmaata hai
12:16hum uske liye firke tangi ke
12:18raston ko muyassar kar denge
12:20uske liye, hum uske liye
12:22jo dushwar raste hain wo muhayya kar denge
12:24wo udhar jaana chahta hai
12:26uska kehenge nikal jao udhar
12:28fa man shaaf al yawmi wa man shaaf al yakfur
12:30tumare diye choice hai
12:32tum chaho to kufr ka rasta ikhtyaar karo
12:34tum chaho to Islam ka
12:36aur iman ka rasta ikhtyaar karo
12:38Allah ta'ala ne insaan ki jibillat ke
12:40andar, insaan ke
12:42andar cheezein rakhi hain
12:44jo insaan ko neki ki taraf lekar jaati hain
12:46fir Rab tabarak wa ta'ala ki
12:48ye sari qudrat ke nishania
12:50ye is baat par dalalat karti hain
12:52ki Rab tabarak wa ta'ala ki taraf jaana hain
12:54aur fir Allah tabarak wa ta'ala ne
12:56anbiya-e-kiram ko beja, rasul-u ko beja
12:58kitab-u ko nazil firmaaya
13:00ye saari cheezein karne ke baad
13:02firmaaya ki ab tumare
13:04paas do rahein hain, do raste hain
13:06inna saayakum la shatta
13:08firmaaya tumari jo
13:10saai hain, kaushish hain
13:12wo mukhtarif zawiyon ki hain
13:14firmaaya ki koi
13:16sakhawat ke raste par chalta hain
13:18sakhi Allah ke qareeb hota hain
13:20sakhi jannat ke qareeb hota hain
13:22logon ke qareeb hota hain
13:24aur sakhi jisko Allah tabarak wa ta'ala
13:26ne jo hai maal ata firmaaya
13:28ilm ata firmaaya
13:30hunar ata firmaaya
13:32wo aage takseem karta hain
13:34firmaaya ki wo jannat ke bhi qareeb hota hain
13:36aur ek hai bakheel
13:38lafzoon ka bhi bakheel hain
13:40akhlaaq ka bhi bakheel hain
13:42Allah ne koi hunar diya hain
13:44uska bhi bakheel hain, wo aage nahin baant raha
13:46Rab ne maal diya hain, uska bhi bakheel hain
13:48Huzoor pana maanga karte the
13:50Allahumma inni a'udhu bika minal bukhli
13:52ey Allah tu bukhli se pana ata firmaana
13:54isriye ki bakheel
13:56Allah se bhi door hota hain
13:58jannat se bhi door hota hain
14:00logon se bhi door hota hain
14:02makhluk-e-Khuda ki duaain bakheel ke saath
14:04nahin hoti hain, wo to ghani
14:06ke saath hoti hain, wo sakhi ke saath hoti hain
14:08to firmaaya usne
14:10ek wo hain man aata
14:12wa taqaa wa saddaqa bil husna
14:14usne ye raahin ikhtyaar ki
14:16aur ek wo hain
14:18wa amma man bakheela wa staghna
14:20wa qaddaba bil husna
14:22jisne bukhul ke raaste ko chuna
14:24laparwahi aur beparwahi
14:26ke raaste ko chuna
14:28aur usne takzeeb ke raaste ko chuna
14:30Allahu Akbar
14:32kaha jaata hai ki ye takzeeb ke raaste
14:34chunne wala kaun hai
14:36ye abu jahal hai, ye kaun hai
14:38ye abu lahab hai, umayya bin khalf hai
14:40aur ye tasteeg ke raaste
14:42chunne wala kaun hai, subhanallah
14:44wal ladhee jaa'a
14:46bi siddqi wa saddaqa bihi
14:48ulaika humul muttaqun
14:50firmaaya wo zaat jo haq lekar
14:52aayi, sajh lekar aayi
14:54aur sabse pehle jisne us
14:56sajh ko qabul manzoor kiya
14:58wo kaun hain
15:00wo sayyiduna Siddiq-e-Akbar radiallahu ta'ala
15:02wo kaun hain
15:04wo umul mu'mineen sayyida
15:06khadiyat-ul-kubra radiallahu ta'ala
15:08anha, wo kaun hain
15:10hazrat-e-sayyiduna Zaid bin Haritha
15:12ghulamu ke andar, wo kaun hain
15:14bachu ke andar, maula-e-kainat
15:16Ali-ur-murtada, karam
15:18Allah-u-ta'ala, wajh-ul-kareem hai
15:20jin ke paas sajh aaya
15:22aur unne us sajh ki
15:24tasteeg ki, subhanallah
15:26mardu ke andar sabse pehle
15:28sayyiduna Siddiq-e-Akbar radiallahu ta'ala
15:30aur aurutun ke andar
15:32umul mu'mineen sayyida khadiyat-ul-kubra
15:34radiallahu ta'ala
15:36anha ko Allah-tabarak-wa-ta'ala ne
15:38ye tofiqh ataab farbaye
15:40isi tarah aap in dono shakhsiyat ko dekhen
15:42sayyiduna Siddiq-e-Akbar radiallahu ta'ala
15:44ko dekhen
15:46to unke andar aata-wa-taqa
15:48ka wasf nazar aayega
15:50Allah-tabarak-wa-ta'ala ke naam par
15:52kharsh karne ka wasf nazar aayega
15:54aur taqwa-ur-uprezgari
15:56aap se poocha gaya ke zamana-e-jahiliyat
15:58kabhi aapne sharaab pi
16:00jis faqad log
16:02makka-mukarma ke andar
16:04ghaliyon-me-bazaaron-me
16:06matkoo ke andar sharaab lekar baithe ote the
16:08jaise mashroob hota hai, jaise paani hota hai
16:10jaise log paani
16:12aur mashroob thanda istimal karte hai
16:14us faqad sharaab istimal ki jati thi
16:16gharon ke andar tayyar hoti, har taraf tayyar hoti
16:18sharaab-e-sharaab
16:20aapne aapse poocha ke aapne kabhi
16:22us zamane ke andar kabhi sharaab
16:24abhi ahlan-e-nabuwat
16:26abhi ahlan-e-nabuwat nahi hua
16:28abhi jo hai aapne
16:30aap ko afzal-ul-bashari baad-ul-anbiya
16:32hone ka aur tasteek karne ka
16:34moqa nahi mila, aapne firmaaya
16:36ki maine zamane-e-jahiliyat ke andar
16:38kabhi sharaab ko apne muh se nahi lagaya
16:40maine zamane-e-jahiliyat ke andar
16:42kabhi butoo ki pooja nahi ki
16:44barke mashoor waqia hai
16:46ki aapne waalid lekar gibe to
16:48aapne jo hai us but par patthar maara
16:50aapne firmaaya ki yeh mera khuda
16:52kabhi nahi ho sakta hai
16:54rabb-e-tabarak-e-wa-ta'ala ne
16:56in apne chuneeda bandoo ko muntakhab kiya
16:58ki inke andar yeh wasf tha
17:00ki wo aata wa taqa
17:02rabb-e-tabarak-e-wa-ta'ala
17:04ke naam par kharj karte the
17:06aur taqwa-o-pareezgari
17:08aur yehi kharj ka jo hai
17:10Umm-ul-Mumineen Sayyida Khadiyat-ul-Kubra
17:12radi-Allah-u-ta'ala
17:14anha ko Allah ne ata firmaaya
17:16ki itni badi maaldaar
17:18taajira aurat hain
17:20lekin jab Huzoor-e-Sahab-e-Salam ke nikah ke andar aayi
17:22toh apna saara maal Huzoor ke liye
17:24Islam ke liye qurbaan kar diya
17:26waqf kar diya Allahu Akbar
17:28aata wa taqa
17:30wa sadaqa bil husna
17:32subhanallah
17:34iska mistaak dekhen aap
17:36toh dono shahsiyat sabse pehle nazar aati hain
17:38maal kharj ke itibar se bhi
17:40tasteek ke itibar se bhi
17:42aur Rabb-e-tabarak-e-wa-ta'ala ne fir inke liye
17:44jannat ke raste ko aasaan kar diya
17:46sahal kar diya
17:48Azzat-e-Kirami
17:50Quran-e-Kareem, Furqan-e-Hameed
17:52ke Quran-e-Hidayat hain
17:54wo usool hain
17:56aur yeh hamare sahaba-e-kiraam
17:58sahabiyaat hain jinn ke naqsh-e-qadam par chalke
18:00ham bhi jannat ke raste par chal sakte hain
18:02ke fasanu yassiruhu
18:04lil yusra
18:06farmaya jo in rahun par rastu par chalta hain
18:08ham uske liye jannat ka rasta
18:10aasaan kar dete hain
18:12ham uske liye aasaaniya
18:14muhiyya kar dete hain
18:16Allah-tabarak-e-wa-ta'ala hamme
18:18ikhtiyar karne ki tofeeq ata farmaye
18:20aur buri cheezun se Rabb-tabarak-e-wa-ta'ala
18:22hamme bachne ki tofeeq ata farmaye
18:24wa akhira damana
18:26alhamdulillahi Rabb-il-alameen
18:28hadha bayanun lil nasi
18:30wahudan
18:32wa maw'iratun
18:34lil muttaqeen
18:36yeh Quran
18:38logon ke liye
18:40wazih bayan hain
18:42aur hidayat hain
18:44aur parheezgarun ke liye
18:46yeh nasihat hain

Recommended