7 Days Of The Week Video: सप्ताह में 7 दिन ही क्यों होते हैं, क्या आपके मन में कभी उठा ये सवाल तो आइये जानते हैं ज्योतिषी सतीश चंद्र शास्त्री से इस सवाल का जवाब, देखें वीडियो (week days hindi) ..
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Sansaar Mein Vaar Saath Hi Hote Hain.
00:04Graha Saath Hain.
00:07Surya, Chandra, Mangal, Budha, Brihaspati, Shukra, Sani.
00:12Aur Do Chhaya Graha Kailate Hain, Rahu Aur Ketu.
00:17Yeh Grahon Ki Shrani Mein Nahin Hain, Inko Chhaya Graha Kailte Hain.
00:22Inko Angreji Mein Kailte Hain, Nerd of the Sun, Nerd of the Moon.
00:27Rahu Aur Ketu.
00:30En Saatha Grahon Ki Prithvi Ke Oopar Apni Apni Kaksha Hain.
00:35Jisme Yeh Ghoomte Rehte Hain.
00:38Apne Hi Marg Mein Ghoomte Hain.
00:41Ab Wo Kendra Chuti Ganit Se Kya Hota Hain, Yeh Baat Alag Hain.
00:46Aur Hamare Shastron Mein Prithvi Ko Madhyam Mein Mana Gaya Hain.
00:51Yeh Deepi, Aadhinik Shastra Mein Aur Yeh Jo Rocket Etc. Chhode Jaate Hain,
00:58Unmein Anda Kaar Mana Gaya Hain, Aur Do Navi Hain.
01:03Ek Navi Mein Prithvi Hain, Ek Mein Surya Hain.
01:08Aur Hamare Shastra Prithvi Ko Brahmand Ke Madhyam Mein Mana Gaya Hain.
01:13Aur Golakaar Mana Gaya Hain.
01:16Aur Golakaar Mana Gaya Hain, Aur Golakaar Mana Gaya Hain.
01:21Yeh Jo Kaksha Hain Golakaar Hain.
01:24Isliye Hamare Hain Shunne Ka Aviskaar Hua Hain, Aur Wo Golakaar Hi Hain.
01:31Angreji Mein Shunne Likte Hain, To Anda Kaar Likte Hain.
01:35Isko Kahte Hain, Kaise Huye Saat Vaar, Kyon Huye, Ki Yug Chaar Hote Hain.
01:44Satyug, Treta, Dwapar, Aur Kal Yug.
01:48Inki Ek Chokdi, Isko Mahayug Kehte Hain.
01:53Brahma Ji Ke Din Mein, Ek Hajyaar Mahayug Hote Hain.
01:58Ispar Fir Kabhi Charcha Karenge.
02:01To Kehte Hain, Bhoome Pindah Shashanka,
02:06Gaya Kabhi Ravi Kuje Jyaar Ki Nakshatra Kakshaa.
02:11Sabse Madhya Mein Prithvi Hain.
02:14Iske Oopar Chandrama Ki Kakshaa Hain.
02:17Prithvi Ke Paas Mein Chandrama Ghoomta Rehta Hain.
02:21Uske Baad Budh Hain, Uski Kakshaa Hain.
02:26Fir Soori Ki Kakshaa Hain.
02:29Uske Baad Soori Ke Baad Mangal Ki Kakshaa Hain.
02:34Aur Mangal Ke Baad Brihaspati, Brihatampati,
02:40Brihatampati Yeh Grahon Mein Sabse Bhaari Hain.
02:45Brihaspati Ke Oopar Shani Ki Kakshaa Hain.
02:50Shani Ke Oopar Nakshatra Kakshaa Hain.
02:55Kitni Door Hain, Uska Koi Pura Parimaan Nahin Hain.
03:02Shastra Ne Yahi Keh Diya,
03:05Ki Ek Kalp Mein Kalpe Grahe Kramati Yojana Nahin,
03:10Ek Kalp Mein Grahe Jitne Yojan Par Karta Hain,
03:15Brahmand Ki Doori Utni Hi Hain,
03:18Aisa Bhaskaracharya Ne Keh Diya.
03:21Ab Main Keh Raha Tha Ki Vaar Saath Kyo Hain,
03:26Toh Aap Oopar Se Aayiye,
03:29Nakshatra Kakshaa Ke Baad Surya,
03:32Surya Se Chaar Ginniye,
03:35Yeh Shani, Surya Nahin Shani,
03:38Shani Se Chaar Ginniye,
03:40Kyonki Yug Chaar Hote Hain,
03:42Brahma Ji Ni Chaar Yug Bataye,
03:44Toh Shani Ke Baad,
03:46Pehla Shani, Doosra Brihaspati,
03:49Teesra Mangal Aur Chautha Surya,
03:52Toh Sabse Pehle Ravi Vaar Hua,
03:55Ab Ravi Se Ginniye Niche,
03:58Toh Surya, Shukra, Budh Aur Chandrama,
04:02Ravi Vaar Ke Baad Chandrama,
04:05Som Vaar Aa Gaya,
04:07Ab Chandrama Se Phir Oopar Chaliye,
04:09Chandrama Ek, Shani Do,
04:11Brihaspati Teen Aur Mangal Chaar,
04:15Toh Som Vaar Ke Baad Mangal Vaar Hua,
04:18Phir Mangal Vaar Se Chaliye,
04:20Toh Mangal Ek, Surya Do,
04:22Shukra Teen Aur Budh Chaar,
04:25Phir Budh Se Ginniye,
04:27Toh Budh Ek, Chandrama Do,
04:34Shani Teen Aur Brihaspati Chaar,
04:39Ab Brihaspati Se Ginniye,
04:41Toh Brihaspati Ek, Mangal Do,
04:43Surya Teen Aur Shukra Chaar,
04:45Shukr Vaar Ho Gaya,
04:47Ab Shukra Se Aayiye,
04:49Toh Shukra Ek,
04:51Budh Do, Chandra Teen Aur Shani Chaar,
04:55Yeh Shani Vaar Ho Gaya,
04:57Phir Shani Vaar Se Ravi Vaar Ho Jayega,
05:00Toh Manda Dada Kramenas Chaturtha Devasa Dheepaha,
05:06Yeh Sutra Surya Siddhanta Mein
05:08Bhagwan Surya Ne Kaha Hai,
05:12Aur Mayasura Sambhad Mein
05:14Surya Siddhanta Ka Vyavarana Hai,
05:18Jisko Hum Log Jyotish Acharya Mein
05:20Padhate Hain,
05:22Aum.