अयोध्या, यूपी: रामनगरी अयोध्या में 11 से 13 जनवरी तक भगवान रामलला की प्राण प्रतिष्ठा की वर्षगांठ मनाई जाएगी। श्री रामजन्मभूमि तीर्थक्षेत्र ट्रस्ट के महासचिव चंपत राय ने आगामी महोत्सव को लेकर जानकारी देते हुए बताया कि सीएम योगी आदित्यनाथ को कार्यक्रम का मुख्य अतिथि बनाया गया है। सीएम योगी 11 जनवरी को सुबह 10 बजे श्री राम जन्मभूमि मंदिर में रामलला का अभिषेक और अर्चन पूजन करेंगे। इसके बाद 2 बजे मंदिर के बगल में ही एक जनसभा को संबोधित करेंगे। इन कार्यक्रमों के बाद सीएम योगी सांस्कृतिक कार्यक्रम और वेद परायण, श्री राम राग सेवा, बधाई गान, रामचरितमानस पाठ, रामलीला मंचन समेत अन्य कार्यक्रम होंगे। इस पूरे कार्यक्रम में अयोध्या ही नहीं देश विदेश के संतों और धर्मगुरुओं को भी आमंत्रित किया गया है। प्रयागराज महाकुंभ में मौजूद संतों को भी आमंत्रित किया गया है।
#ayodhya #ramlala #pranpratishtha #champatrai #cmyogiadityanath #ramamandir
#ayodhya #ramlala #pranpratishtha #champatrai #cmyogiadityanath #ramamandir
Category
🗞
NewsTranscript
01:00Mukhiya Mantri Mohada ko nivedan kiya gaya hai ki wo prathay kaal 10 wajah Ramlala ka
01:10abhishek karne ke liye ayodhya padhare.
01:15Maraniya Mukhiya Mantri Mohada ne is nivedan ko swikar kiya hai.
01:23Vey 11 janwari ko aayenge garbhgrah me Ramlala ka abhishek karenge.
01:3611 tarikh ko hi doopahar ko 2 wajah isi sthan par Angad teela ka prangan.
01:47Yeh Angad teela aapke bagal mein peeche dikhta hai.
01:52Raasta aapne dekh liya hai, yaha par wo samaj ka sambodhan karenge, aap keh sakte hain
02:02ke ek jan sabha ka sambodhan hoga, doopahar ko 2 wajah 11 janwari.
02:09Jo sant mahatma 22 janwari ko bhulaye gaye, kisi kaaran se aa nahi paye.
02:17Ya hum apne andar ki sankhya ki paristhati ke kaaran unko bura nahi paye.
02:28Ayodhya ke aas paas ka samaj hum unko 22 tarikh ko nahi bula seke.
02:37Aise samast santon ki, grahaston ki naam likhe ja rahe hain.
02:46Sare desh se lakbak 70 sant mahatma humne soochi banayi hai
02:57aur humara andaz hai ki 50 jaroor aayega.
03:03Ayodhya ke bhi 100 se adhik santon ke naam humne likhe hain.
03:11Bharat ke bahar se dhyaan rakha gaya hai ki mausam ka kasht kisi ko na ho.
03:18Doori ka bhi vichar kiya gaya.
03:21Isliye abhi Uttarakhand, Chhattisgarh, Maharashtra, Rajasthan
03:29aur Uttar Pradesh ke santon ko hi nivedan kiya gaya.
03:35Ayodhya mein bhind bhind jatiyan, upjatiyon ke mandir hain
03:42yeh aap sab ko malum hai.
03:44Lakbak sabhi ko nivedan kiya gaya hai.
03:52Ramanuj Parampara, Nanak Sarg Sampradaya, Digambar Jain,
04:02Swaminarayan, Ayodhya ka Rabidasi Samaj, Vishwakarma, Chaurasia,
04:10Badhai, Sen, Maurya, Pushwa, Pasi, Rajak Samaj, Prajapati,
04:23Pal, Lodhi, Kshatriya, Jaiswal, Patel, Garhwaghat, Bauddha, Varkari.