अयोध्या, उत्तर प्रदेश: राम मंदिर प्राण प्रतिष्ठा कार्यक्रम के एक वर्ष पूरे होने पर अयोध्या में हर तरफ उत्साह का माहौल है। आज मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ का अयोध्या में आगमन है। तमाम तरह के सांस्कृतिक और आध्यात्मिक कार्यक्रम अयोध्या में तीन दिन के लिए होने वाले हैं। ऐसे में अयोध्या की सड़कों पर एक अनोखा दृश्य देखने को मिला। श्री राम की वेशभूषा धारण किए हुए वेदिका जायसवाल नजर आईं जो कि साढ़े नौ साल की हैं। वेदिका महाराष्ट्र से अपनी मां के साथ आई हैं। मां दीक्षा जायसवाल ने अपनी बेटी का यह शृंगार किया और हूबहू रामलला की स्वरूप दिया।
#ayodhya #rammandir #pranpratishtha #ramnagri #rammandirnews #rammandir1year #bhagwanram
#ayodhya #rammandir #pranpratishtha #ramnagri #rammandirnews #rammandir1year #bhagwanram
Category
🗞
NewsTranscript
00:00TAPO SADHNA JITHI SAARI, JITHI HAI HUNKAR HAMARI, AUR HINDU ADAR HAMARI, BHAGVA AUR VINDYA CHAL JUITA,
00:17Sabo Sadana Jeeti Sari, Jeeti Hai Hunkar Hamari, Aur Hindu Aadhar Hamari, Bhagwa Aur Vindhyachal
00:26Jeeta, Kashi Ka Gangachal Jeeta, Choti Jeeti Vandan Jeeta, Aur Bhal Ka Chandan Jeeta, Jeet
00:33Gai Ghangaur Pratiksha, Jeet Gai Geeta Ke Shiksha, Jeet Gai Hanumant Janaki, Jai Jai Ho Karuna
00:41Ab Kya Jeeta Hai Aapki Baari, Kashi Mathura Ki Tayyari, Kya Jeeta Hai Aapki Baari, Kashi Mathura Ki Tayyari
00:52Aatam Ki Burko Par Bhaari, Ek Akela Bhagwa Dhaari, Jai Shree Ram
00:57Jab 22 Januari ko Vamlala aaye the, tabhi mujhe mere friends ke phone call aa we the, ki aapki bachi ka chehra kaafi match karta hai
01:05toh tab se mene socha, uske baad me 7 me ko bachi ka janam din tha, toh mere paas time tha 3-4 maine ka
01:10toh mene Vamlala ki photo ko zoom karke, sab unhone kya kya abhushan pehne hai
01:15aur ye online toh mil nahi vaithe, nahi koi market me mil vaithe, toh mene bhi banana shuru kiya
01:20mujhe pehle lag nahi baata ki main bana paogi, par Vamlala ki krupa se main ek ek ek cheez banate gayi
01:25jaise haathon ke kade hai, dhanush baan hai, ye hai, ki ye sab cheeze banate gayi
01:30dresses hai, ye sab banane ke baad, mujhe bhi bahut khushi ho rahi thi, kya Vamlala ka swaroop apne haathon se ban raha hai aisa
01:38toh me 7 me ki din, iske birthday ki din lekar aayi thi, ayodhya, toh achche se darshan karaya tha pujavi ji ne
01:44uska satkar bhi kiya tha, aur chandan lagaya tha mathe pe, bhai Vamlala ka chandan apne beti ke mathe pe lag jaye, isse bada khair chahiye
01:51toh bhi mene socha ki abhi toh janam din hai Ram ji ka, toh ab toh legi hi jaana chahiye
01:57aur ye jabse apne Vamlala ko apne haamshakal dost bolti hai, toh hum toh har birthday me jaate hai toh, kyu nahi Ram ji ke birthday me
02:03school duba kar wahi hai bachi, school me activity chal wahi hai, ye Dhulia Devpur, Dhulia me, Maharashtra me, chawa English medium school me padhti hai
02:11uska adhyatmik rujhan bhi bahut achcha hai, jaise Vama and Mahabhavati uske, Bhagwat Gita, ye sab uske kanthast hai
02:22toh main yehi kahna chaho ki parents se, maao se, kya apne bachon ko sirf English medium ki padhahi mana de, apna sanatan dharma ke liye kuch na kuch kare
02:33ab ye bachi bhi school bunk kar ke aayi hai, ab jaaka uspe load toh aane wala hai padhahi ka, kyu uska bhi co-operate bahut hai
02:42Devpur walwadi dhule ki, chawa English medium school ki student hai, wo bhi hai ki itna carry karna aasan nahi hai bachi ke isaap se
02:53abhi sirf 9.5 saal ki bachi hi hai, Vedika, Raj Jaiswal, do maine toh lag gaye the, do maine me maine sab jugad kar liya tha
03:01ye sab cheeze jugad se hi bani hai, nahi online kuch bhi nahi milta hai, market me ek cheeze bhi nahi milti hai
03:07ye sab glitter paper se banwaana tha, aur look aisa dikhna chahiye tha ke lag bag same ho
03:12Vedika Hemraj Jaiswal bitiya ka naam hai, ye 9.5 saal ki hai, Devpur dhule Maharashtra se hai, aur main Diksha Hemraj Jaiswal bachi ki mummy hoon
03:22nahi bahut ache se unke wajah se hi Ramlala aaye hai, aur unke wajah se hi aaj bachi Ramlala ban payi hai
03:28har bacha kis kaam ka, Ram ji ke naam ka, aur Yogi ji aur Modi ji jo kaam kar rahe toh, wo toh sab ke liye vandaniye, sarahaniye hai
03:35ye mandir ka jo sapna har bhartiya ka poora hua hai, Ramlala ki praan pratishta nahi hui hai sirf
03:40ye sab sanataniye ke praan ki pratishta hai, Ram ji ke baare mein itna aasta hai logon ke mann mein
03:47kya unka naam aate se hi hum bhauk ho jate hai, toh main toh bahut bahut lakh dhanyawaad dena chahungi, Modi ji aur Yogi ji ko