Seerat Un Nabi (S.A.W.W)
Host: Dr. Mehmood Ghaznavi
Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh
#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv
The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Host: Dr. Mehmood Ghaznavi
Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh
#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv
The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wa salatu wa salamu ala
00:25khataman nabiyyin.
00:27Nazim ul muhtaram, Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:31Programme Seeratun Nabi Sallallahu Alaihi wa Sallam ke saath aapka mejbaan Dr. Mahmood
00:35Ghaznavi hazir hai.
00:37ARYQ TV ke studio se hum aapse mukhatibin mera saath tashreef farma hain, Janab Shujauddin
00:42Sheikh sahab hum sabke pasandida mazhabi scholar.
00:45Programme pichla jo aapne mulaiza farmaaya usme kuch shadi biha ka tazkira ho raha tha
00:52aur wo islihin bhi kiya kuch maheene humare hain maqsoos hain shadi biha ke aur kuch maheeno
00:57ko toh humne apne liye bada mamnoo qaraar de diya ke isme shadi wadi nahi ho sakti.
01:02Hala ke aisa kuch bhi nahi hain, wo muftiyan-e-kiram se aap mashwara kar lijaega ispar.
01:08Yeh jo season chal raha hai shadiyon ka, is season mein dada dada shadiyon ho rahi hain
01:13aur jo humare duniyawi maamlaat hain shadiyon ko uspar bhi hum baat kar chuke hain ke ek
01:19ghar mein shadi ho rahi hoti hai, wo saara mahala jagah kar raha hota hai bichara,
01:25parashaan haal hote hain, yeh humare kuch zahiri rusumaat hain.
01:29Kuch cheezein aisi hain jo shadi ke hawaale se humne discuss keeti hain aur phir gharelu
01:33maamlaat aur baat badde badde yahan tak aagayi thi ke in sab marhalon se hum guzar gaye the
01:38ke apne gharwalon ke saath, apne bibi ke saath, apne bachon ke saath aur ghar mein jo bhi
01:44log maujood hain, unke saath husn-e-suloog jo hai, wo bahut zaruri hai aur shuja sahab
01:49ne kaha tha ke hum saara husn-e-suloog jo hai wo bahar chod ke aate hain, jab ghar mein
01:53aate hain, toh hum ek chud chud qasim ke aadmi hote hain, wo nahi hote hain jo bahar nazar
01:59aa rahe hote hain, toh ek toh yeh maamla hai, doosra maamla jo sabse zyada aaham hai, wo
02:04sila rahmi ka hai, yahne apne jo rahmi rishte hain saare ke saare, unke saath jo hai,
02:10jo hum maamlaat karte hain, uska aajar bahut zyada hai, toh hum shuja sahab ke taraf chalte
02:15hain, pichle program ka recap lete hain, aur baat wahin se shuru karenge, jahan humne
02:20qatam ke thi, ke jab hum ghar mein aare hote hain, toh hum husn-e-suloog humara nahi hota,
02:24akhlaqiyat aur akhlaqiyat jo, wo sab bahar ke liye hote hain, ghar mein jo hain, bilkul
02:27ek muktalif aadmi hote hain, assalamu alaikum.
02:30Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:33Kaise midaajin hain?
02:34Alhamdulillah, mausam ke kuchh asraat hain.
02:36Allah ka, haan abhi toh hain, woh zahira rahenge, haan, accha humne ka maamla bhi yeh hain,
02:40hum jaise yaha nazar aare hote hain na, kuchh kam kam bahar waise hi hote hain, jo husn-e-suloog
02:48aur husn-e-akhlaaq yaha hora hota hain, takriban kamu besh waise hi hota hain, aur koshish
02:53yahi hote hain ki ghar mein bhi aise hi rahe hain.
02:55Doctor sahab, jazakallah khairan kaseera, bismillahirrahmanirrahim, Allahumma salli
03:00ala muhammadin wa ala aali muhammadin, wa barik wa sallim, Rabbi shuraah li sudri,
03:04wa yassir li amri, wa ahlul ukhdatan min lisan, yafqahu qawli, wa ja'ali wazeera min ahli,
03:09ameen ya rabbil alameen.
03:11Baat se baat nikalti hain, toh muhkhalif ghafthugon mein aate hain, bahut door tak baat chali jaate
03:17hain.
03:18Hum ghurishta chand mahinon mein humne jo programs ki unmein, daabat-e-deen ke hawalai
03:22se, qaamat-e-deen ke hawalai se, aur jidd-o-juhud ke hawalai se, bahut kuch kalam hua, aur
03:27fir hamare maashrati muaamlaat par bhi kalam hote-hote, shadi biya ka muaamla aagaya, isse
03:33ke hamare Pakistan mein, December-January ke mahini mein, aksar-o-beshtar shadi biya
03:37ke muaamlaat hua karte, toh usko bhi humne touch kiya, aur uske jo mutaasreen hua karte
03:42hain, wo aap aur hum zikr kar chuke hain, ki kis tarah behangam andaas se, raat-o-koorat
03:49jagah hota hain, firing hoti hain, patakhe phode jaate hain, chote-chote bump phode jaate
03:53hain, unna jaane kya kuch hota hain, isse par bhi humne kalam kiya.
03:57Ki hote-hote hum yaha tak pohache, ki sunnat-e-rasool, sallallahu alaihi wa sallam ki talim-e-nikah
04:01ka amal bada aasaan hain, isse par humne kalam kiya.
04:04Phir bharal nikah ho gaya, tab jo zaujain-e-shohar-beevi, unke baare mein deen mein badi rehnumaai
04:09maujood hain, toh gudishta nishis mein hum ye bhi kalam kar rahe the, ki Allah ke deen
04:14ne shohar ke liye bhi, beevi ke liye bhi badi hidayat ata farmai hain.
04:17Humne ek-doo nukto par hi kalam kiya, toh jaise ke aapne intro mein beyaan farmaya,
04:21toh mazeed kalam bhi ho sakta hain, ki Allah ta'ala ne kahin yu farmaya, ki hunna libaas-ul-lakum
04:28wa antum libaas-ul-lahum, yani surat-ul-baqarah mein ayat-anbar 185 mein zikr aaya, ki wo,
04:34balki ayat-anbar 187 mein bhi zikr aata hain, surah-ul-baqarah ki, ki hunna libaas-ul-lakum
04:40wa antum libaas-ul-lahum, ki wo beeviyan, tum shoharon ke liye libaas, tum shoharon beeviyon
04:44ke liye libaas ho.
04:46Is libaas ko, jo Allah ne ye lafz ikhtiyar ki, ab bada qeenti, bada pyaara, ki humare
04:50wujud se sabse qareeb tarhiin shahiye libaas hain, itna qurb Allah shohar aur beeviyin ke
04:55darmiyan mein dekhna chahta hain.
04:57Mazeed tafseer mein main nahin jaara bhi.
04:59Isi tarah gudishta nishis mein ye kalam aaya tha, ki Allah ke Rasool-e-Mukarram sallallahu
05:03alaihi wa sallam nishat farmaaya, Bukhari Sharif ke hadith hain, ki khairukum khairukum
05:07li ahlihi, wa ana khairukum li ahli, tummein se baitreen woi jo apne ahal, yaani gharwalon
05:12ke liye baitreen ho, aur main tummein sabse badkar apne ahal, yaani gharwalon ke liye
05:16baitreen ho.
05:17Toh hamara program jo barso sam pesh kar rahe hain, sarnama jo hai wo laqad kaand alakum
05:21fee Rasool-e-Allahi uswatun hasana, ki Rasool-e-Allahi alaihi wa sallam ki zindagi mein tumhare
05:25ne baitreen namuna maujood hain, toh bhai us nabi alaihi wa sallam ke namuna ko saamne
05:31rakte huve hum koshish toh kare na, koi aqs toh humari zindagi mein dikhai de.
05:35Abdi sahab ne intro mein beyaan farmaaya, ki kayi martaba shohar naukri se, kaarobar
05:40karke and so on aur masrufiya se, yaqeenat thaqhaar ka ghar pahunchta hain, sukoon chahiye,
05:46itminan chahiye, magar usko ye bhi yaad rakhna chahiye, ki ghar ghar hasi ki jis maamlaat
05:50ko uski beevi ne sambhala hai, Allah taala ne bachche hataa farmaaye hain, un bachchon
05:55ki kifalat ka maamla, balki unko tawajod dene ka maamla, unko waqt dene ka maamla, unki
06:01daayin baayin hal tarah ki maamlaat ko bardaash karne ka maamla, ye bhi koi choti job,
06:06ye choti kaam nahi hain.
06:08Bahut mushkil kaam, mardon ke bas ka nahi hain.
06:10To ab agar shohad thaqhaar kar aaya hai, aur chahata hai ki chan ghariyan sukoon ki
06:15itminan ki mil jaye, to wala ki bandi bhi isi intazaar mein hai, ye do teen chaar bachon
06:19ko maine sambhal lakha hai, ghar ghar hasi ki sari maamlaat maine nimtaaye hai, to ye
06:23aajaye, to zara ye bhi take care kare, to mujhe bhi sukoon ke chan saans lene ka mauka
06:27mile.
06:28To Allah ke peghambar aalaihis salaam to ye farmaa rahe hai, ki tummise baithreen
06:31hu, jo apne ahal, yani gharwalon ke liye baithreen hu, magar jaise pishir program
06:35mein humne baat ki, ki kuch log hain jo corporate sector mein, ya market offices
06:39mein job karte hain, to muskuraahat ki unko paise milte hain, marketing wale honge,
06:44sales wale honge, customer ko naraz nahi karna, customer is first priority, aur isse
06:48muskuraah kar baat karna, uski karvi baaton ko bhi hazam karna, muskuraah kar baat
06:52karna hai.
06:53Isi tariqah pe deeni ishtimaat mein jane wale deendar hazrat hon, to janab ishtimaat
06:57mein jayenge, masjid mein jayenge, masjid ke mahal mein jayenge, deeni mahal mein jayenge,
07:01muskuraate bhi hongi, aur khana peena hoga to usmein badh chadh kar hisa bhi lehenge,
07:05dastakhaan bhi sameth denge, jab ghar mein daakhil honge, to sara husayin sulub baha
07:09chod aayenge, muskuraahat bhi bahaar office mein rahe gayi, husayin sulub bhi bahaar
07:13masjid ya deeni mahal mein rahe gaya, nahi, Allah ke peghambar aalaihis salaam
07:16firmaanein, ki tummein se baithreen wo hai, jo apne ahal, yani gharwalon ke liye
07:20baithreen hu, aur main tummein sabse badkar apne gharwalon ke liye baithreen hu,
07:24yeh rehnaumai mardon ke liye bhi aur yeh rehnaumai aurton ke liye bhi hai,
07:27yani apni sehliyon se milne ka maamla hoga, apni gharwalon se milne ka maamla hoga,
07:31to bada achha maamla chalna hai, shohar ghar mein aagaya, to koi aade tede kisam
07:35ke moo agar ban rahe hai, tawajon ka maamla agar nahi ho raha, usko entertain
07:38karne ka maamla nahi ho raha, to phir sawadiya nishan, sari duniya ke liye
07:42husayin sulub hai, apne shohar ke liye nahi, jis ke saath tumhari jannat ko
07:45Allah ta'ala ne jod diya, to shohar, bivi dono ke liye rehnaumai,
07:49ke ek dusay ke saath husne sulub ka maamla karein.
07:52Acha yeh jo baatein hum kar raha hai, yeh maashati, baatein nahi hai,
07:56Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki jo hayat-e-tayyaba hai,
08:00usse aqs ke hui baatein, aap sallallahu alaihi wa sallam apne biviyon ke saath
08:03bahut achche the, bahut achche the, balke itna achcha koi ho nahi sakta,
08:07aakhri achche aadmi Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam is kainat ke hai,
08:11apne biviyon ke liye, aap kaam bhi kar diya karte the, unka haath bhi bataya karte the,
08:16hume zarasa, humari ana jo hai, usse nukhsaan pohj jata hai,
08:20matla je khaana khaake hum aise hi odh jate hain,
08:23wo bivi laake khaana sajaye bhi, aur aap khaake odh jaye,
08:27fir wo uthaye bhi, aur fir dholaye bhi karein unki sab kuch,
08:30to kya harj hai agar aisa ho, khaana khaane ke baad do chaar platey
08:34agar hain, uthaake rag di jayein uske saath, mauka lagge to dho bhi di jayein,
08:38usse bhi taana milega na ghar mein, zan mureed hain.
08:42Astaghfirullah, ye baate bhi hum kuch arse pehle,
08:46ya kaafiyat se pehle kar chuke, aaye dohraa letein,
08:49kya jumle hamare hain, aur kitne girawat par mabni ye jumle hain,
08:53zan mureed hain, joro ka ghulam hain,
08:57begum ki mulazmat mein aagaya naukar ban gaya usse,
09:01inna lillahi wa inna ilayhi wa raj'oon, ye ham hain,
09:04ye hamara maashara hain, ye hamare maashara ki comments hain,
09:07Allah ki Rasool-e-Mukarram Sallallahu Alaihi Wasallam ki ghar se kya gawai aati,
09:11Amma Aisha Siddiqa Radiallahu Ta'ala Anha se pucha gaya,
09:14ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki baare mein batai,
09:17ghar ke maamoolat kya the,
09:18to Amma Aisha Radiallahu Ta'ala Anha kya khusurat andaas se beyan farmati hain,
09:22farmati hain ki ghar mein aam insan ki tarah rahte the,
09:26ghar walo ko waqt diya karte the,
09:29tahajjud ka itmaam bhi hota tha, kuch sunay ka itmaam bhi hota tha,
09:33aur raat ko isha ke baad kuch der ghar walo se guftu bhi hoti the,
09:37aur kayi azwaaj-e-mutaharaad to shaam-e-asr ki namaas ke baad masjid-e-nabwi ki saath hujre the,
09:43thodi thodi der har zauja ke paas,
09:46aur pe raat ka qiyam jin zauja ki ghar par hota unki baari hoti,
09:49unke paas usme qiyam farmati hain,
09:51fir amma Aisha farmati hain Radiallahu Ta'ala Anha,
09:53ghar ke kaam mein haath bata diya karte the,
09:55agar kabhi bakri hoti to doodh nikaal diya karte the,
09:59doodh dho liya karte the uska,
10:01agar chute mein koi taanka lagana kar diya karte the,
10:03Sallallahu Sallam kabhi bartan bhi samet diya karte the,
10:06aur hamare ghar ke kaamon mein hamara haath bata the the,
10:10ab hum musalman hain,
10:12Rasool-e-Akram A.S. ke ummati hain,
10:15yeh aayat hum se iska ek hisa to hare koi,
10:17aade laqad kaana lakum fee Rasool-e-Allahi usbatun hasana,
10:20kahan yeh hamari taaleem hain,
10:22aur kahan yeh hamari jumle haun,
10:24ki shohar agar ghar mein kuch kaam kar le,
10:26ghar walo ke kaam mein haath bata de,
10:28to log joro ka ghulam kahen,
10:30usko zanmureer kahen,
10:32to apne in alfas ko re-visit kar lena chahiye,
10:35aur apne iman ka bhi jaiza lena chahiye,
10:37kahi istarhan ke ghirawat ke jumle ada karke,
10:40ham ghar mehsoos tariqah par,
10:42nabiye A.S. ki sunnat ki jo taaleem hain,
10:45usse door to nahin ho rahe hain,
10:47maine bade muhtaat alfas ikhtiyar kiye,
10:49us taaleem se,
10:50mubarak taaleem se,
10:51door to nahin ho rahe hain,
10:52huzoor A.S. ka uswa,
10:53aur aap A.S. ka tarz-e-amal,
10:55amma Ayesha R.A. to yeh beyan firma rahi hain,
10:59ab hamari mardangi aade aajaye,
11:01hamari ana,
11:02jaise aapne nafse istimaal kiya,
11:04hamari ana aade aajaye,
11:05to phir apne ummati hone ke taave ko zara,
11:07check kar lene ki zuroorat hain.
11:09Aso isme ana wana ka koi masla thodi hai bhai,
11:11masla yeh hain ke,
11:12jitna kaam aap bahar karke aa rahe hain,
11:15usse zyada,
11:16maine mai koi usse kaam nahi le raha,
11:18matlab mubalghay se,
11:19usse zyada,
11:20matlab aap khud tajarba karke dekh liye,
11:22ghar aapke ghar mein koi bachche hain,
11:24chhote bachche hain,
11:25do dhai saal ke,
11:26teen saal ke bachche hain,
11:27ek din aap us bachche ko samal ke dikhaiye,
11:29ek ghante ke baad,
11:31agar aapke hosh thikane na aajaye,
11:33lag pata jaata hai,
11:34hai na,
11:35lag pata jaata hai,
11:36bhai wo bachche tigni ka naach nacha deta hai,
11:38aur aap chud chude ho jaate hain,
11:39is maa ko dekhiye,
11:40jo yeh sara din aur sari raaj jo hai,
11:42wo is bachche ke saath lagati hai,
11:44aur phir bhi wo chud chudi nahi hoti,
11:46aur to agar khairkhoahi ka taqaza pura kar diya jaye,
11:50kabhi kabhi,
11:51toda sa uska haath bata diya jaye,
11:53khaane mein uska saath thodi help kar diya jaye,
11:55kitchen mein agar aap kar sakte hain,
11:57to kar diye,
11:58toda sa uske doosre maamlaat mein,
12:00kabhi yeh bhi toh ho sakta hai,
12:01ke wo bhi insaan hai,
12:02Allah ki bandi hai,
12:03thak gayi hogi,
12:04aaj kal to sardiyon ka zamana,
12:06namaas pad ke kambal mein pad gaye hain,
12:08jaana bhi aaj kahi nahi hain,
12:10aur aap ut gaye hain,
12:11aur aap ko koi kaam hain,
12:12dekha bhai theek hai,
12:13aaj chai hum bana dete hain,
12:14betho,
12:15chai hum bana ke khud bhi peela hain,
12:17usse bhi peela hain,
12:18lekin iska nateeja kya hoga,
12:20aap yeh dekhi hain,
12:22agar aisa ho gaya,
12:23aur kisi gharwale ne dekhe,
12:25hum apne gharon ki baat kahe,
12:26kisi gharwale ne dekh liya,
12:27to kya qayamat tootegi,
12:29chai bana ke peela rahe hain,
12:31bed tea de rahe hain,
12:32astaghfirullah,
12:33yeh naubat aa gayi hain,
12:35bartan samet rahe hain,
12:37dastarkhan utha rahe hain,
12:39sharam haya khatam ho gayi hain,
12:41kitna hum ulte ho gaye hain,
12:45kaha peghambar a.s ki zauja muhtasha ki kya gawahi aa rahi hain,
12:49aur kaha agar in in aamaal ko hum anjaam dene ki koshish karein,
12:53to yeh sab kuch hum israhat na padega,
12:56to humme apne imaan,
12:58aur apne ummati hone ki daave ke baare mein,
13:01ghar kar lene ki zuroorat hain,
13:03maine bade halke andaas mein,
13:04parifari baat arz ki.
13:06waqfa le lein,
13:07phir aake baat karte hain,
13:08inshaAllah.
13:09Assalam o alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu,
13:10welcome back,
13:11nazirin waqfe ki baad,
13:12programme seeratun nabi sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
13:14mein aapka khair maghdam hai,
13:16baat yeh ho rahi thi ki agar,
13:18zaujain mese,
13:20zaujain to kya,
13:21sirf shohar ki baat ho rahi hai,
13:22ki wo agar haath bata de to maamla bohot kharab ho jata hai,
13:25anaak ka masla,
13:26naak ka masla,
13:27izzat-e-nafs ka maamla,
13:28wallah jaanein kya kya maamla,
13:30acha yeh baat sirf beeveon ke liye nahin ho rahi hai sirf,
13:33beeve ka haath bata ne ki sirf baat nahin ho rahi hai,
13:40wo pichari lagi hui,
13:41uska haath bata na chahiye,
13:43aur baap hai,
13:45maa hai,
13:46behan hai,
13:47beevi hai,
13:48beti ho sakti hai,
13:49share karna chahiye,
13:50sirf beevi ki hath tak baat nahin hai,
13:52to ghar ki khawateen ko share karna chahiye,
13:54aur iss se phir ek nateeja yeh niklega,
13:57ki mohabbat mein izafa hoga,
13:59agar aap behan ka haath bataenge,
14:01agar aap maa ka bhi haath usi tarah bataate hain,
14:03aur kabhi kabhi beevi ka bhi haath bata,
14:05aap dekhiye ghar mein kisi kism ka fasaad nahin hona,
14:07to maa ko taana dena hai,
14:09na kuch hona hai,
14:10isne ke maa kahegi,
14:11mera bhi to haath batata,
14:12agar beevi ka bata diya,
14:13to kya hogaya,
14:15yeh ho sakta hai,
14:16ho sakta hai,
14:17bas,
14:18doctor sahab,
14:19sachi baat mars karun,
14:20kuch hum par,
14:21ghairon ke asraat,
14:23kuch hindwala culture ke asraat ka maamla,
14:26kuch bekhuda tehzeeb ke asraat ka maamla,
14:29kuch dajjali tehzeeb ke asraat ka maamla,
14:32yeh bade,
14:33humare saamne challenges hai,
14:35aur humare liye jaye panah kya hai,
14:37ke Allah ki taraf,
14:39aur uske peghambar sallallahu alaihi wasallam ki,
14:41taaleem ki taraf hum lote,
14:43hum musalmaan hai,
14:44humara ek aqeedah aur imaan hai,
14:46uske buniyat par humara poor ek structure hai,
14:49humara ek way of life hai,
14:51humara ek poora zindagi gudarne ka sariqa aur tariqa hai,
14:55jo Allah ki kitab,
14:56aur Allah ki nabi sallallahu alaihi wasallam ki seedat se hume malum hota hai,
15:00aur agar iski azmat ko mazeed ko samajhna hai,
15:04toh jo log ghair muslim se musalmaan ho rahe hain,
15:07jo reverted muslims hain,
15:10unki zindagiyon ka jaiza deeje na,
15:12humara maamla hai ki maal-e-muft,
15:14dil-e-bel-eham wali baat hai na,
15:16maa ki godd mein kalima mil gaya,
15:18bas hum mutmein hai aksar log us par,
15:20magar wo jo ghair muslim Islam qabool kar raha hai,
15:23wo face value par qabool karta hai,
15:25wo Quran-e-Hakim ka mutaala karke,
15:27wo nabiye kareem sallallahu alaihi wasallam ki taaleemat ka mutaala karke,
15:31mutaassiron kar Islam ki taraf aata hai,
15:33aur phir unki zindagiyon amalan iska izhaar bhi karte hain,
15:37isi tarah yeh tazia maroof hai,
15:39aur bahut purana bhi ho gaya,
15:41ki agar agle ek ghante mein misal ki taur par,
15:43soh afraat Islam qabool karenge,
15:46toh soh mein se 70 aurte hongi,
15:49toh yeh in aurton ki protection zyada hai Islam mein,
15:53ek maa ki hasiyat mein,
15:54ek behan ki hasiyat mein,
15:55respect bhi zyada hai,
15:56ek baby ki hasiyat mein,
15:57ek beti ki hasiyat mein,
15:58ek khala ki hasiyat mein,
16:00phuppo ki hasiyat mein,
16:01dadi ki hasiyat mein,
16:02nani ki hasiyat mein,
16:03haja yeh rishte waha nahi hote hain,
16:06waha sif ek aunty hoti hain aur uncle hote hain bas,
16:09aur wo bhi aunty uncle rahe gaye hain,
16:11isse kya wahan nikah ka tasboori khatam ho gaya,
16:14toh maa baap ka bhi tasboori khatam hone ko hai,
16:17toh baaki rishton ka toh phir Allah hi haafiz hai,
16:20toh soh afraat agar agle ek ghante mein misal,
16:23Islam qabool karen,
16:2470 unmein aurte hongi,
16:26kaunsi aurte hain,
16:27jo Islam ko samajhkar,
16:29deen ki talim ko samajhkar,
16:31toh barkat se rohkar Islam mein daakhil ho rahi hain,
16:33toh humein agar iss dajjali tehzeeb ka,
16:36dekhuda tehzeeb ki asraat ka,
16:38shaitaan ki hum log agar mukabla karna hai,
16:41toh Allah ki kitab,
16:43Allah ki Rasool A.S. ki talim ki taraf lotna padega,
16:46phir jo barakat uska hum tasawwar nahi kar sakte,
16:49barkat kyu na mile,
16:50barkat Allah taala ki zaat se jodiwi hai,
16:53tabarakal ladhi biyadihil mulk,
16:55barkat wali zaat hai Allah subhanu wa taala ki,
16:57jiske haath mein kuch baadishaat hai,
16:59toh barkat ka taalluk hai ki,
17:01bande ka Allah ka saath taalluk kitna mazboot hai,
17:03aur is poori kainat mein sabse zyada barkat,
17:06Imamul Anbiya A.S. ke aamaal mein,
17:08umoor mein aur aukaat mein hai,
17:10aur jiska jitna Allah ka saath taalluk mazboot hoga,
17:13barkate milte jaayengi,
17:15toh agar Allah,
17:16dekhiye nikah ka khutba jab diya jaata hai na,
17:19toh chaar ayat ki tilawat ki jaati hai,
17:21pehle bhi hum zikar kar chuke,
17:23un chaar ayat mein chaar martaba taqwa ka zikar hai,
17:26Surah An-Imran ki ayat number 102 hai,
17:28Surah Nisa ki ayat number 1 hai,
17:30Surah Ahzab ki ayat number 70 aur 71 hai,
17:33chaar martaba zikar hai,
17:35ittaqullah,
17:36aur mawaqi aur khutbaat mein bhi,
17:38Nabi A.S. ye ayaat tilawat firmaatein,
17:40khutba-e-nikah ke mauqein par bhi,
17:42toh Allah ke naam ki laaj rakhoge,
17:44Allah ka khauf tumhare dil mein hoga,
17:46maamla theek chalenge,
17:47am nikahu min sunnati,
17:49Huzoor firmaatein A.S. nikah meri sunnat hai,
17:52toh sunnat ke mutaabik nikah ke baad,
17:54nikah ke mauqe par,
17:56nikah ke baad maamlaat ko lekar chalenge,
17:58toh barkat hasil hoti chali jaayegi,
18:00bais karna chahara tha,
18:01barkat sabse zyada Huzoor ki zindagi mein,
18:04sabse zyada mazboot taaluk Huzoor ka Allah S.A.W. ke saath hai,
18:09toh hum bhi jab Huzoor ki pehli karenge,
18:11Allah ko hadhir, nadhir, jankar aur maankar,
18:15apne gharir aur deekar maamlaat ko settle karenge,
18:18toh Allah ki nusrat aur tayeed,
18:20barkat ki surat pe humein hasil hogi,
18:22phir gharon mein sukoon bhi aayega,
18:24itminan bhi aayega,
18:25aur agli baat hai,
18:26achha aapne farmaaya,
18:28isme kya ana ka masala,
18:29isme kya sharam ki baat,
18:30isme kya jejak ki baat,
18:32bhai ek ghar mein rehte ho,
18:33apne ghar mein hain,
18:34apne ghar ki khidmat kar rahe hain,
18:36apne khandaan ki khidmat kar rahe hain,
18:38apne family ki khidmat kar rahe hain,
18:40aur agar ek shohar aajin amal kar rahe hain,
18:42toh aulat observe kar rahe hain na,
18:44beta observe karenge,
18:45toh kar yeh beton ki taribiyat ka biba'is,
18:48yeh baat banegi,
18:49aur samjhenge ki yeh ghar sab hum sab ka hai,
18:51aur iski ownership hum sab ki hai,
18:53ownership wo milkiyat ke maana mein nahi kya rahe hain,
18:56yahi own karna ki yeh hamara hai,
18:58toh yeh ghar ke saare umoor bhi hamare mushtarka hai,
19:01haan, yeh badi divide rahegi,
19:03ki kamani ki zimmedaari,
19:04kifarat ki zimmedaari,
19:05maash ki zimmedaari,
19:06nizbatan bhaari kaamon ki zimmedaari,
19:08mashqat wale kaamon ki zimmedaari,
19:10mardh par dali gayi hai,
19:12ghar ghar hasti ke maamlaat hai,
19:13ghar ke andar ke maamlaat hai,
19:17unki parwarish ka maamlaat,
19:18tarbiyat ka maamlaat,
19:19ghar ko sambhalna,
19:20kifayi shaari ka maamlaat,
19:22yeh zyada hisa aurat ki taraf se aata hai,
19:24lekin yeh dono,
19:25ek sikkiye ke do rukh hain,
19:28yeh gari ke do payyin,
19:29do saath chalenge,
19:31toh yeh ghar savrega,
19:32aur aulat ki tarbiyat bhi achi andaas se ho sakegi,
19:35sunnat ki taadim toh hai hi hai,
19:37zimnan yeh baat hai,
19:38ki isko apna kaam samajh kar leke chalenge,
19:40ghar mazboot hote hai.
19:41accha yeh khair khuahi bhi hai,
19:43aur khair khuahi jo toh sadqa hai,
19:45ab jiske saath accha maamla karenge,
19:48muskurana bhi sadqa hai,
19:50hum toh sadqa ka kuch cheezein tay kar keen,
19:52kaala bakra denge,
19:53bas wo sadqa hai,
19:54aur kuch rakam denge,
19:55wo sadqa hai,
19:56muskurana bhi sadqa hai,
19:57raha ka kaata hatana bhi sadqa hai,
19:59toh jab raha ka kaata hatana sadqa hai,
20:02toh apne gharwalon ki mushkil mein,
20:04unka haath batana bhi sadqa hai,
20:06aur dilchas baat,
20:07hadith se mubarak mein hai,
20:08muslim sharif ki riwayat hai,
20:11zaujain ka milap,
20:13shohar meevi ka taaluk,
20:15yeh bhi sadqa hai,
20:16kitni ajeeb hain,
20:17alaikh yeh kitni,
20:18kitni bohot potential maamla hai,
20:20aur ek fitri khaish ki takmeel ka maamla,
20:22ab sahab-e-karam ne sawal ki hai,
20:24huzoor alaihi salam,
20:26yeh apni fitri khaish ko poora karta hai,
20:28banda nikah ke zariye,
20:30isme sadqa zariye,
20:31sawab ka kaam hai,
20:32ajar milega,
20:33toh huzoor alaihi salam,
20:34ne bohot pyaara sawal,
20:36humare saamde rakha,
20:37un sahab-e-karam ke saamde rakha,
20:38achha yeh batao,
20:39agar apni is fitri khaish ko yeh zina karke,
20:41haram mein moor daal ke poora karta,
20:44toh guna milta,
20:45yeh bilkul guna milta,
20:46toh jab haram zariye se fitri khaish poori karega,
20:48toh guna milega,
20:49halal tariqah se jab poora karega,
20:51toh sawab hai,
20:52guna se bachega,
20:53guna se bachna,
20:54aur sawab ka kaam ho jayega,
20:55haya ki ifaadat hai,
20:56imaan ki takmeel hai,
20:57imaan ki ifaadat hai,
20:58aur insaan ke kridaar ki ifaadat hai,
21:00uski haya ki ifaadat hai,
21:01yeh saara,
21:02toh yeh zaujain ka milaab bhi sadaqah,
21:05aur jaisa aapne hadees ke zail mein beyaan farmaya,
21:07ki rah mein padeve kaante ko hata dena,
21:10kisi ka samaan gir gaya usko load kara dena,
21:14isi tariqah par kisi ko khair ki baat bata dena,
21:17badi ki baat se rokne ki koshish kar lena,
21:19muskura kar baat karna,
21:21yeh saare aamaal sadaqah hai,
21:23yeh bhi maalum hua,
21:24ki sadaqah sir maal hi se mutaalik nahi hai,
21:27yeh khair ke umoor ko bhi sadaqah kaha gaya hai.
21:31Asal mein khair ki jitne kaam hain,
21:33khair khwahi ki jitne kaam hain,
21:35wo saare ke saare sadaqat mein shamil hote hain,
21:38yeh jo hum kama ke late hain na,
21:40ghar mein,
21:41aur hamesha humein yeh fikar lagi rehti hai,
21:44yeh hum apne aap se keh rahe hai,
21:45yaar itna kharcha maine kar diya,
21:47yaar maine gharwalon pe itna kharch kar diya,
21:49baad ho taana bhi dete,
21:50tum pe main itna kharch karta hu,
21:52yeh jo kharch kar rahe hain aap,
21:54bibi, bachchon ke liye jo kama rahe hain,
21:56ya maa hain, behen hain,
21:57family mein jo log bhi hain,
21:58unke liye kama ke,
21:59unke jo zaroorat mein poori kar rahe hain,
22:01daar asal aap,
22:02ek neki ke amal mein,
22:04jo hain,
22:05wo kaam kar rahe hain,
22:07aur yeh saare ka saare sadqa hai,
22:09janein apne bibi, bachchon ko khilana,
22:11philana bhi sadqa hai,
22:12aur is niyat se khilana,
22:13ke main apne bibi, bachchon ko khilara hu,
22:14iska sawab milna hai.
22:15Hadith sharif-e-jam-e-tirmizi mein,
22:17wo luqma jo tum apne maabab ko khilate ho,
22:20wo luqma jo tum apne bibi ko khilate ho,
22:24wo luqma jo tum apne aulad ko khilate ho,
22:26sadqa hai,
22:27aur wo maal,
22:29jo isliye kamaate ho,
22:31ki kisi ke saamne haath na phailana pade,
22:33sadqa hai,
22:34toh apni hajaat poori karne ke liye,
22:37halal kamane ki mehnet,
22:39chah 6-8 dhante lag jaate ho,
22:41apne gharwalon ki kifalat ki zimmedaari,
22:44ada karne ke liye,
22:45mashqat uthana,
22:46yeh saare amal,
22:47sadqa hai,
22:48sawab ka kaam hai,
22:49isliye toh kaha gaya,
22:50kasbul halali fareedatun ba'dal fara'id,
22:53risq-e-halal kamane ki koshish karna,
22:55mehnet karna,
22:56ek farz hai,
22:57deegar fara'is ke baad,
22:58deegar fara'is bhi anjaam dena hai,
23:00yeh sirf kamaane mein lagge hai,
23:01baaki saare fara'is jo hai,
23:02unko neglect kiya jaara hai,
23:04nazar andaas kiya jaara hai,
23:05lekin nahi,
23:06deegar fara'is ke baad,
23:07yeh bhi ek farz hai,
23:08ki banda risq-e-halal kamane ki koshish kare,
23:10toh yeh toh bada pyaara deen hai,
23:12gharwalon ki kifalat toh karni hai,
23:14ek fitri mohabbat dil mein Allah daalta hai,
23:16lekin jab halal haram ki tameez rakkar,
23:18banda yeh kaam kare,
23:19deen ki talimat ko saamne rakkar,
23:21deen ke aamaal deegar,
23:22jota qaadin ko anjaam dete hue,
23:24yeh kaam kare,
23:25toh gharwalon ko khilana,
23:26pilana,
23:27pehnana,
23:28bimaar ho toh ilaaj karana,
23:30unki jais hajaat ko poora karna,
23:31sabab ka kaam hai.
23:33ab yeh sadqe se ek baat mere zain mein aayi,
23:36ki bibi bachchon ko khilana,
23:39jane unke liye risq ka bandobas karna,
23:41unke pehne udne ka bandobas karna,
23:44unke aaraam ke liye jo saboolatein de saktein,
23:47uska bandobas karna,
23:48iske liye minat karni padti,
23:49minat karega aadmi,
23:50toh agar unke aaraam ke liye kuch kiya hai,
23:52toh sadqa hai,
23:53unke khaane peene ke liye kuch kiya hai,
23:55toh sadqa,
23:56unke pehne udne ke liye kuch kiya hai,
23:57toh sadqa,
23:58aur sadqa hamesha halal maal se kiya jata,
24:01haram se nahi hota,
24:02kabooli nahi hota.
24:03ab yeh apni jagah ek bada mauzoo aagaya hai.
24:06hum kamane nikaltein,
24:07toh hum kahtein,
24:08yeh bhi lana gharmein,
24:09yeh bhi lana gharmein,
24:10iske liye hum halal haram ke saari hadin cross kar letain,
24:13toh ab yeh soch lena chahiye,
24:14ke phir wo sadqa nahi rahega,
24:16chuka sadqa halal maal se hota hai.
24:18aapki ijaazat se is mauzoo par main chahunga chand ahadith par hum kalam karnein,
24:23albatta ek aur baat Allah ta'ala re yaad dilaayi,
24:26ke hadith sharif me aaya,
24:28baithreen sadqa kya hai,
24:30toh Allah ke Rasool a.s. fermaaye,
24:32ke baithreen sadqa ek toh yeh hai,
24:34ke tum apne gharwalo par kharj karo,
24:37tum apne gharwalo ki kifarat par kharj karo,
24:40isi tariqah par,
24:41yu bhi hadith-e-mubarak mein aaya,
24:43ke baithreen sadqa wo hai,
24:45ke jiske baad bhi banday ke paas kuch bacha rahe,
24:48kya matlab,
24:49iski ek tashreef yeh hai,
24:50aisa nahi ki josh mein,
24:51ek khitab toh sun liya,
24:52kisi sahib ka,
24:53kisi mufti sahib ka,
24:54kisi aalim ka,
24:55kisi imam ka,
24:56kisi khateeb ka,
24:57aur saara Allah ke rahmein de diya,
24:59o bhai tumhari bhi bachay bhi toh hain,
25:05bachayga toh warasat bhi taqseem kuch hogi na,
25:08toh baithreen sadqa wo hai,
25:10ke jiske baad banda khud muflis na ho jaye,
25:12ek baad,
25:13aur baithreen sadqa yeh hai,
25:14ke banda apne gharwalo par kharj kare,
25:16accha,
25:17ab yeh jo kharj karna,
25:18bil khusus,
25:19maali kharj,
25:20ab aayi ek aur agla mauzoo,
25:21jo aapne shuru kiya,
25:22yeh halal se hona chahiye,
25:24haram se nahi hona chahiye,
25:26Allah ta'ala toh Quran-e-karim-e-pehghambaron ko hukum deta hai,
25:29surat-ul-mu'minoon mein zikr aaya,
25:31ayat-an-nabar ikawan mein,
25:32ya ayyuhun rusulun qulun min payyibati,
25:34wa'amadun saliha,
25:36ayyuhun rusulun paqeeza cheezon mein sikhao,
25:38rusulun paqeeza cheezon mein sikhao,
25:40ummat ko ta'aleen zidha rahe hain,
25:42ek waqfa lileyin phir aatein,
25:43nazi,
25:44ek waqfa lileyin,
25:45phir isme baad kartein,
25:46yeh bahut aham hain,
25:47isko zara tawajoo farmayiye,
25:48waqfe ke baad baad kartein,
25:49assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh,
25:51welcome back,
25:52nazirin waqfe ke baad,
25:53program seerat-ul-nabi sallallahu alaihi waalaihi wasallam,
25:55mein aapka khair maghdaan,
25:56mein baat ho rahi thi sadqaat ki,
25:58ki sadqa kaisa aida kiye jaayenge,
26:00aur kya hoga,
26:01aur iska halal hona zaroori hai,
26:02toh uspe shuja sahab johain,
26:03quran-e-ayat ke hawale se guftu kar rahe the,
26:05aur yeh baat ham sab ke liye,
26:06pehle mere liye,
26:07phir ab ke liye,
26:08sab ke liye sunna,
26:09aur ispar amal karna zaroori hai,
26:11apni istitaat ke mutaabik,
26:13jee,
26:14jee,
26:15waqfe se pehle mein uskar raha tha,
26:16surat-ul-mu'minoon ki ayat 51 me zikr aata hai,
26:18ki ya ayyuhar rusuluh,
26:20kulu minal tayyibati,
26:21wa amaduhu saliha,
26:22ayyuhar rusuluh,
26:23paakeeza cheezon me se khao,
26:25aur amal karo neek,
26:27ab anbiya rusul se muqatabat,
26:29albatta ummaton ko taadin di jari hai,
26:31ki dekho paakeeza khaana,
26:33ek hota hai halal,
26:34aur ek hota hai paakeeza,
26:36surat-ul-baqrah mein,
26:37halalan tayyiba ki alfaz biha ki,
26:39halal khao,
26:40paakeeza khao,
26:42umoom ki itibar se kya hai,
26:44maal-e-haram ke saad,
26:45neek aamal ki taufiq nahi milti,
26:47ya maal-e-haram bhi aa raha hai,
26:49wujood mein jaa raha hai,
26:51aur kuch neekiya bhi hai,
26:52toh wo maqbool nahi hoti,
26:54hadith-e-mubarak hai,
26:55muslim sharif mein hai,
26:57Allah ke rusul,
26:58alayhi salat-ul-salam,
26:59nishat farmaya,
27:00ek banda doodh daraz ka safar karke pohncha hai,
27:03uske baalo mein ghubaar hai,
27:04uske chehre par ghubaar hai,
27:06uske kapdo par ghubaar hai,
27:08safar ke asraat bhi hai,
27:09haath utha ke duaay karta hai,
27:11acha hadith mein agri baat ka zikr nahi,
27:13shariheen-e-hadith se likha,
27:15ek raay,
27:16ki yeh kaab-e-sharif ke saamne khada hai,
27:18aur ek raay,
27:19ki arafaat ke maidaan mein khada hai,
27:21yeh tashree mein likha hai,
27:22shariheen-e-hadith ne,
27:23haath utha ke khada hai,
27:25aur dua kar raha hai,
27:26yaa rab,
27:27yaa rab,
27:28yaa rab,
27:29itna doodh daraz ka safar karke pohncha hai,
27:31itni mashqate jhel kar pohncha hai,
27:33aur dua kar raha hai,
27:34haath utha kar,
27:36Allah ke Rasool-e-Aliyee-e-Islamah
27:37firmaa hai,
27:38kaise iski dua qabool hogi,
27:39iski ghidha haram ki,
27:40iska khaana haram ka,
27:41iska peena haram ka,
27:42iski parwarish haram ki,
27:46kaise iski dua qabool ho,
27:47haram maal ke saath
27:48dua qabool nahi hoti,
27:50haram maal ke saath
27:51khair ki neki ki taufeeq nahi milti,
27:53bazaahi koi amal khair ka hai bhi,
27:55toh wo haram maal ke saath
27:56qabool nahi hota,
27:57ahadith bohot tafsir se aayi hai,
27:59Muslim-e-Sharif ki riwayat hai,
28:01Huzoor-e-Sallalahu-Alaihe-Wa-Alaihe-Wa-Sallam
28:03me firmaa hai,
28:04innallahu tayyib,
28:05Allah-ta'ala tayyib hai,
28:06tayyib ka matlab
28:07hum sabko pata hai,
28:08paak hai,
28:09laa yakbulu illa tayyiba,
28:10Allah tayyib ke siwa
28:11qabool nahi karta,
28:12phir ye hadith-e-mubarak aayi,
28:14ki doodh wa raaz ka safar
28:15karke aaye,
28:16aur haath uthaaye
28:17toh iski dua qabool nahi,
28:18Allah ke Peghambar-e-Sallalahu-Alaihe-Wa-Sallam
28:20me firmaa hai,
28:21haram maal se palahua jism,
28:24jahannam ka mustahik hai,
28:26wo jannat me daakhil nahi hoga,
28:29Allah ke Rasool-e-Sallalahu-Alaihe-Wa-Sallam
28:31me firmaa hai,
28:32ae shahs ne ik libaas paina ho,
28:34aur wo das dirham ka ho,
28:36aur das dirham me se
28:37ek dirham,
28:38ten percent,
28:39ek dirham haram ka ho,
28:41jab tak wo libaas paina rahega,
28:43uski koi duaan qabool nahi hogi,
28:45phir iski zail me rikha gaya,
28:46ki ibaadaat aur a'maal
28:47qabool nahi hongi,
28:49aaj ek sawaad hai na,
28:50duaan qabool kyon nahi hoti?
28:51ji, main yehi kahne waata hai,
28:52aaj kal sabse bada sawaal yehi hai,
28:54yehi kahne waata hai,
28:55hum to duaan maang maang ke thak gaye,
28:56lekin humaari dua to qabool nahi hoti,
28:58to hume apne maal pe tawajjo deni chahiye,
29:00ji,
29:01is pehloo ke kai jawaab,
29:02is sawaal ke kai jawaab aate hai,
29:03is bakh hum ek hi baat samajh rahein,
29:05jaisa ke aapne beyaan farmaaya,
29:06maal-e-haram bohot badi rukawat hai,
29:09duaan ki qabooliyat me,
29:11aur jo sur-e-mu'minoon ki aayat
29:12peshki gayi thi na,
29:13ki wa'amalu sawliha,
29:15aay rasoolo,
29:16paakeeza cheeze khao,
29:17aur nek aamaal karo,
29:18iski hikmat hi bata di gayi,
29:20ki maal halal ka ho,
29:21tayyab ho,
29:22paak ho,
29:23to Allah khair ki,
29:24neki ki,
29:25tawfiq mi aata farmata hai,
29:26to aaj agar hum,
29:27apne aamaal me fasaad dekh rahein,
29:29nafarmaniyat bartey bhi dekh rahein,
29:31guna bartey bhi dekh rahein,
29:32duaan qabool nahi ho rahein,
29:34aulad nafarmaan ho rahein,
29:35gharon me besokooni bartey chahiye ja rahein,
29:38ek bohot badi waja,
29:40maal-e-haram ka wujud mein aana hai,
29:43yani wujud mein jaana hai,
29:44maaf ki jayega,
29:45maal-e-haram ka ghar mein aana hai,
29:46to gharwalon ke saath usse soloob waja,
29:48gharwalon ke kifalat bhi laazim,
29:50gharwalon pe kharaj karne ka ajar aur thawab bhi hai,
29:53magar yeh dekhna zaroori hai,
29:54ki ghar mein haram aa raha hai,
29:56yeh halal aa raha hai.
29:58hum asal mein sif kamaanein me lagayin,
30:01humaara arbaiyat abhi hoga,
30:02hal mim mazeed,
30:03hal mim mazeed,
30:04hal mim mazeed,
30:05aur chahiye,
30:06aur chahiye,
30:11aur nehmat hai Allah ki,
30:13agar de to,
30:14shukr karna chahiye uska,
30:16aur jitna shukr kartne,
30:17phir wo to multiply hota hai,
30:18badta chala jata hai na,
30:19wo to milna chahiye,
30:21lekin masalah yeh hai,
30:22ki jahan se bhi aa raha hai,
30:23jai se bhi aa raha hai,
30:24bas wo jai se bhi aa raha hai,
30:25wala maamla nahi chalega,
30:27yeh hoga kaise aa raha hai,
30:29aur kahan se aa raha hai.
30:31Allah ki Rasool A.S. ki hadith hai,
30:33dekhiye,
30:34baad se baad nikalti,
30:35Bukhari Sharif ki hadith hai,
30:37aapne firmaaya,
30:38ek waqt aayega,
30:39logon ko fikar nahi hogi,
30:40ki jo kuch wo kama rahe hain,
30:41wo kha rahe hain,
30:42wo aaya,
30:43halal ka hai,
30:44ya haram ka hai,
30:45logon ko fikar nahi hogi,
30:46lekin Allah to poochega,
30:47hadith-e-mubarak hai,
30:48kahi martaba peshki gayi,
30:49Jama-e-Tirmidhi Sharif mein bhi hai,
30:51ki bande ke qadam uske jagah se
30:52hat nahi sakenge,
30:53qiyamat ke din,
30:54jab tak wo paanch sawalat ke
30:55jawabat pesh na kar de,
30:56pehle sawal batao,
30:57zindagi kahan lagayi,
30:58doosra batao,
31:00doosra batao,
31:01jawani kahan kapayi,
31:02teesra batao,
31:03maal kahan se kamaya,
31:04chauta batao,
31:05maal kahan kharj kiya,
31:06wo paanch wahi ke jo ilm
31:07hasil kiya,
31:08us par kitna amal kiya,
31:09jab tak banda in paanch sawalat
31:10ke jawabat pesh nahi kardega,
31:11wo uske qadam uske jagah se
31:12hat nahi sakenge,
31:13ye maali maamlaat
31:14itne aham hai
31:15hamare deen mein,
31:16ye haram se bachna
31:17itna aham hai,
31:18warna jaise hadith-e-mubarak
31:19peshki gayi,
31:20Muslim Sharif ki hai,
31:21haram maal se bachna
31:23maal kamane mein,
31:24koi qabahat nahi hai,
31:25koi rukawat nahi hai,
31:26balke halal rizq kamane
31:27aur rozi talash karne ko
31:28Allah ka fazal
31:29karar diya gaya hai,
31:30surah-e-juma mein,
31:31ki Allah ka fazal
31:32ke talash karne ke
31:33zameen pe phail jao,
31:34jahan se Allah ka fazal
31:35milta usse hasil kiya jaye,
31:36lekin,
31:37maal kamane mein,
31:38koi qabahat nahi hai,
31:39koi rukawat nahi hai,
31:40balke halal rizq kamane
31:41aur rozi talash karne ko
31:42Allah ka fazal
31:43karar diya gaya hai,
31:44surah-e-juma mein,
31:45ki Allah ka fazal
31:46ke talash karne ke
31:47zameen pe phail jao,
31:48jahan se Allah ka fazal
31:49milta usse hasil kiya jaye,
31:50lekin,
31:51tariqah kya hoga,
31:52wo tay karna hai,
31:53waise to har jagah se
31:54jo maal hasil kiya jaa
31:55sakta hai,
31:56lekin,
31:57kuch cheezein hain,
31:58jiski rukawatin Allah
31:59ta'ala hain,
32:00kuch band bandein
32:01ki in hudud mein
32:02reh kar maal hasil kiya jaye,
32:03aur maal ki zyadti
32:04koi aib nahi hai,
32:05hum kehde rahe hain,
32:06wahi falana itna maal
32:07jama kar liya hai,
32:08hazrat Usman radhi
32:09Allah ta'ala
32:11aur unka account
32:12aaj tak chal raha hai,
32:13bank mein account
32:14hai unka,
32:15arbon kharmon
32:16ke hisaab se
32:17riyal jama hota hai,
32:18wakf kiya tha unhone,
32:19ummat ke liye,
32:20aaj tak chal raha hai,
32:21uska asar
32:22aaj tak maujood
32:23hai,
32:24haan,
32:25badi qeemti
32:26baat hai,
32:27mutlaq maal
32:28bura nahi hai,
32:29maal kamaa
32:30kaise rahe hai,
32:31yeh dekhna hai,
32:32kharj kaise
32:33rahe hai,
32:34to dolat
32:35Syedna Usman Ghani
32:36ko bhi mili
32:37radhi Allah
32:38huan,
32:39albatta,
32:40koi mawqa
32:41reh gaya,
32:42ke jab unhone
32:43rahe khuda
32:44mein kharaj na
32:45kiya hu,
32:46yeh aaham sawal,
32:47aur dolat,
32:48qaroon ko bhi mili thi,
32:49aur is qaroon
32:50ka waqiq,
32:51Quran-e-paq
32:52mein
32:53surah-e-qassas
32:54mein aaja tha,
32:55aathwe ruku
32:56mein,
32:57duniya parasi
32:58mein muqtala hua,
32:59khud Allah
33:00ke inkar
33:01ki taraf
33:02aaya,
33:03peghambar
33:04ki naafirmani
33:05ki taraf
33:06aaya,
33:07Allah
33:08hua,
33:09khud Allah
33:10hua,
33:11khud Allah
33:12hua,
33:13khud Allah
33:14hua,
33:15khud Allah
33:16hua,
33:17khud Allah
33:18hua,
33:19khud Allah
33:20hua,
33:21khud Allah
33:22hua,
33:23khud Allah
33:24hua,
33:25khud Allah
33:26hua,
33:27khud Allah
33:28hua,
33:29khud Allah
33:30hua,
33:31khud Allah
33:32hua,
33:33khud Allah
33:34hua,
33:35khud Allah
33:36hua,
33:37khud Allah
33:38hua,
33:39khud Allah
33:40hua,
33:41khud Allah
33:42hua,
33:43khud Allah
33:44hua,
33:45khud Allah
33:46hua,
33:47khud Allah
33:48hua,
33:49khud Allah
33:50hua,
33:51khud Allah
33:52hua,
33:53khud Allah
33:54hua,
33:55khud Allah
33:56hua,
33:57khud Allah
33:58hua,
33:59khud Allah
34:00hua,
34:01khud Allah
34:02hua,
34:03khud Allah
34:04hua,
34:05khud Allah
34:06When the prayer is completed, go to the earth, work hard, struggle, and find the grace of Allah.
34:16It will not be found on your strength of arms, your intellect, your intelligence, your qualification.
34:22Work hard, but it will be given by the grace of Allah.
34:27What you get from Haram is the fire of hell.
34:32What you get from Halal is the grace of Allah.
34:35The rest is the world. Allah is giving it to the disbelievers, to the polytheists, to the Qaroons, to the Pharaohs.
34:40He is giving it to everyone. But what is the test?
34:43Are you earning from Halal or from Haram?
34:46This is the real thing to see.
34:48We are earning by working hard, so working hard is a condition.
34:52And the poison of struggle will be earned by working hard with our strength of arms.
34:58And Allah will give us the same as a result.
35:01There is a verse in the Quran that says,
35:05A person only gets as much as he works hard, as much as he struggles.
35:09If you sit with your hands tied, Allah will give.
35:11Allah definitely gives, but He will not give like this.
35:14Dr. Sahib, in relation to this verse, I would like to add a point to remind all of us.
35:20It is in Surah Najam, verse 27.
35:22Allah says,
35:24A person only gets as much as he works hard, as much as he struggles.
35:28And his struggle will be seen soon.
35:33It is a very beautiful sentence.
35:35The world can be found without hard work.
35:39It is found.
35:41The hereafter will not be found without hard work.
35:44So the real direction and focus in hard work,
35:47from the perspective of the hereafter,
35:49is to work hard for the world,
35:51i.e. to earn money,
35:53but to work hard, you will get what you have decided.
35:56The world can be found without hard work sometimes,
35:59but the hereafter cannot be found without hard work.
36:02The thing that we get without hard work, we work very hard for it.
36:07You see, my father was a millionaire, he left his property.
36:13He got it without hard work.
36:15Enjoy yourself.
36:16The world can be found without hard work.
36:18The thing that can be found without hard work,
36:20it is not found, but it can be found,
36:22we work very hard for it.
36:24And the thing that cannot be found without hard work,
36:27we don't work hard for it.
36:29Stay relaxed.
36:30Allah is generous.
36:31He will bless you.
36:33Allah is Merciful.
36:35He is Merciful.
36:36He is Generous.
36:37He is Forgiving.
36:38He is Forgiving.
36:39There is no doubt.
36:40But Allah is swift in reckoning.
36:43He is swift in reckoning.
36:45He is Merciful and Forgiving.
36:47He is Forgiving.
36:48He is Forgiving.
36:49So both of these qualities should be in front of Allah.
36:53We should focus on His Mercy,
36:55and we should be afraid to hold on to it.
36:57As it is said in the Hadith,
37:02Faith is the state between fear and hope.
37:06This is a very important matter.
37:08And also the discussion that took place regarding Surah Jumu'ah,
37:12and Shuja Sahab has also mentioned in detail about Surah Mawarikah,
37:16that during Salah,
37:18they should finish their business and activities.
37:21After Salah, Allah Himself has commanded that
37:23you should spread out in the land and search for Allah's Grace.
37:26There is no hindrance.
37:27You can search as much as you want.
37:29This itself is a very important point.
37:31In today's situation,
37:33just like we are outside our mosques,
37:36and on Fridays,
37:39there are fairs.
37:41On Fridays, we have a fair.
37:43And during that fair,
37:45when Salah is being performed,
37:47our business is going on.
37:49Some of us leave our fair,
37:51our shops,
37:52and go to Salah.
37:53This is generally a matter of observation.
37:55I am not making any assumptions.
37:57In that, those people do not participate,
37:59and remain there.
38:00Shops remain open,
38:01markets remain open.
38:02In our country,
38:03big markets are closed on Sundays,
38:06and remain open on Fridays.
38:07During Salah, most people leave for Salah,
38:10and most shops remain open.
38:12This one hour,
38:13one hour or 45 minutes,
38:15this one hour or 45 minutes of earning,
38:17based on this earning,
38:19we should think about where this will go.
38:22And that is why,
38:23at the end of Surah Jummah,
38:25there is a command to do this.
38:27A small explanation of this is that,
38:29there are levels of command.
38:31It is not necessary that
38:33after Jummah,
38:35I must go to the shop,
38:37I must go back to the office.
38:39It means that,
38:40after Adhan Jummah,
38:42there is no business,
38:44there is no job,
38:45there is no hard work,
38:46leave all this,
38:47and come to the remembrance of Allah,
38:49that is,
38:50to offer Jummah Salah,
38:51in which Khutbah is also included,
38:52in which promises and advice are given.
38:54So, this period,
38:55from Adhan Jummah to Namaz Jummah,
38:57during this period,
38:58this business,
38:59this earning is forbidden.
39:00In fact, it is Haram.
39:01After this,
39:02if you want,
39:03in the terms of jurists,
39:05this is not an obligation,
39:07it is a matter of preference,
39:09or it is being said,
39:11that right now,
39:12during Adhan Jummah,
39:13doing business,
39:14doing any economic activity,
39:16is Haram.
39:17Namaz Jummah has been completed,
39:19now you can do this work.
39:21You can do business 24 hours a day,
39:23you can do a job,
39:24you can work for a living.
39:26When it is time for Namaz,
39:27you have to offer Fardh Namaz,
39:28and on the day of Jummah,
39:29from Adhan Jummah
39:30to Namaz Jummah,
39:31the time in between,
39:32this is the matter of jurists.
39:34So, if someone wants to open a shop,
39:36if someone wants to open a business,
39:38if someone wants to go back to office,
39:40this is allowed,
39:41this is permitted.
39:42Yes,
39:43what you are trying to say,
39:45the point is,
39:46that the order to earn Halal,
39:48has been given.
39:49This is why the Hadith-e-Mubarak
39:51had been presented.
39:52Okay, yes,
39:53it is written on the published note
39:55of the State Bank of Pakistan.
39:57Earlier,
39:58the size of that note was big,
40:00now it has become small.
40:02Earlier,
40:03it was written on the front,
40:05Husool-e-Rizq-e-Halal-ein-Ibadat.
40:07Now,
40:08the size of the note has also become small,
40:10and it has been taken from the front
40:12to the back side,
40:13that too in a circle.
40:14Either we will have to go around ourselves,
40:16or we will have to make the note go around.
40:18It is written correctly,
40:19that it is also an obligation to try to earn
40:21Halal-e-Rizq.
40:22Viewers,
40:23this is a new topic
40:24on which we have to discuss.
40:25What is a new topic?
40:26It is a topic that has come out of our society,
40:28and is in demand of our attention.
40:29But,
40:30since the time of today's program is ending,
40:32I will ask Shuja Sahab to present today's Hadith.
40:34We will start from here.
40:36The Prophet, peace and blessings of Allah be upon him,
40:38said,
40:39لِكُلِّ أُمَّةٍ فِتْنَةٌ وَفِتْنَةٌ أُمَّةِيَا الْمَالِ
40:43It is a narration of Bukhari Sharif.
40:45Every Ummah has a fitna.
40:46It is a matter of testing.
40:48The fitna of my Ummah is money.
40:50The Hadith has been completed.
40:52May Allah keep us aware of the fitna of money.
40:54May Allah enable us to submit to Halal.
40:56May Allah enable us to spend in an unlawful manner.
40:58May Allah save us from Haram earning,
41:00and may Allah protect us from spending in an unlawful manner.
41:03Ya Rabbil Alameen.
41:04Respected viewers, the time of today's program has ended.
41:07For the next program,
41:08Shujauddin Sheikh and his guest, Dr. Mehmood Ghaznavi,
41:11may I take your leave.
41:12Allah Nagiban.
41:13Wassalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
41:33Al-Fatiha.
Recommended
Unka Mangta Hoon | Naat | Samra Khan | HD Video | Iqra In The Name Of Allah
IQRA In The Name Of Allah
Quran Suniye Aur Sunaiye - Surah e Bani Israel (Ayat - 85) - Para #15 - 16 Jan 2025 - ARY Qtv
ARY QTV