Khawaja Gharib Nawaz Welfare Trust - Ramzan Zakat Appeal
For Donations
Bank: United Bank limited
Branch: SITE Branch
Account Title: Khawaja Gharib Nawaz Welfare Trust
Account No: 010-4843-0
Online Transfer: 0071007101048430
IBAN No: PK78UNIL000000710148430
Contact No:
92-21-111-546-984
92-21-32728765
92-333-1192022
92-333-1192023
#khawajagharibnawazwelfaretrust #ramzanzakatappeal #aryqtv
For Donations
Bank: United Bank limited
Branch: SITE Branch
Account Title: Khawaja Gharib Nawaz Welfare Trust
Account No: 010-4843-0
Online Transfer: 0071007101048430
IBAN No: PK78UNIL000000710148430
Contact No:
92-21-111-546-984
92-21-32728765
92-333-1192022
92-333-1192023
#khawajagharibnawazwelfaretrust #ramzanzakatappeal #aryqtv
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:30Ghosht, paani, daal, chaawal, rotiyan takseem kar,
00:34Beh gaye deewaar udhar, aur udh gaye jinki chhatey,
00:37Un ghareebon ke liye, aasaniyan takseem kar,
00:41Apni millat ke liye, kuch toh amal karke dikha,
00:44You na ghar mein baith kar, daanaiyan takseem kar.
00:48Alhamdulillahi rabbil alameen.
00:49Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin wa ala ali sayyidina
00:53wa maulana Muhammadin wa barik wa sallim.
00:55Nazireen-e-muhattaram, assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:58Main hoon aapka mejbaan Sumair Ahmed,
01:00aur aap khususi telethon transmission mulahiza kar rahe hain
01:04Ramzan Appeal 2025 under the umbrella of Khwaja Gharib Nawaz Welfare Trust.
01:09Pehle din se hi, aap samajh lein,
01:11iske qayam se hi khidmat-e-insaniyat ka jo safar
01:15Khwaja Gharib Nawaz Welfare Trust ne tay kiya hai,
01:17wo kisi se dhakka chhupa nahi.
01:19Humare visuals, humare footages, humare ads,
01:22jo bhi aapka TV screen par mulahiza karte hain,
01:24yeh mooh bolta sabood hain,
01:26ke kis andaas se jazba-e-khidmat-e-khalq se sarshaar,
01:29yeh idara day one se khidmat-e-insaniyat me masroof-e-amal nazar aata hai.
01:34Yaqeenan, Ramzan-ul-mubarak ki pur kaif sa aate hain.
01:38Allah-rab-ul-izzat ki rahmat-e-chham-chham baras rahi hain.
01:41Aap dekhiye, sahari ho ya iftaar,
01:43humare dastarkhano par kya-kya nimate saji hui hain.
01:46Lekin yeh yaad rakhiye,
01:47ki agar aap sahiban-e-sarwat-o-daulat hain,
01:50aap wo hain ki jin ko Rab-ta'ala ne zarurat se siwa diya hain,
01:53toh phir yaad rakhiye ki kuch aise bhi hain.
01:56Is musalmaan poori qaum mein ek tapka aisa bhi hain,
01:59ki jis ke dastarkhan ab yus andaas se nahi sajhe,
02:02maine aur aapne milkar sajaane hain.
02:04KGN ka yeh kaam hain,
02:06ki woh jahan ek taraf ghuraba ki madad karta hain,
02:09aur zindagi se jude jitne shobha jaat hain,
02:12usme apni khidmat pesh karta hain,
02:13wahin jab Ramzan-ul-mubarak ka maheena aata hain,
02:16toh phir do teen humare bade projects hota hain,
02:18jin par ashad zarurat hoti hain ki funding ki jaye,
02:21aap se donations liye jaye,
02:22jo aise Allah ke bande hain,
02:25jin ke dil mein ghuraba ke liye jo khidmat-e-khalq hain,
02:30usse usko convert karna hain humein madad ke andar,
02:32aur wo kis tana hoga ki humein badi taadaad mein,
02:35Ramzan-rashan packs takseem karne hain,
02:37iske saath saath humein bade pehmane par dastarkhan-e-khwaja-ghareem-nawaaz,
02:41par Inshallah anwaa-u-aqsaam ki cheezein rakhni hain,
02:44iftaar ka dastarkhan sajana hain,
02:46jis tana Rab ne humare dastarkhan ko sajaya hain,
02:48agar aap chahatein aapka dastarkhan wasi se wasi tar ho,
02:51to aaye un ghuraba ka dastarkhan sajayein,
02:53aap agar chahatein ki aap ke paas Allah Rabbul-Izzat,
02:56jo neemat-o-ki baarish Rab ne kar rakhi hain,
02:59Allah Rabbul-Izzat isi tarahan se usme barkate aur wusate ata farmayein,
03:03to phir aaye hum unke ghar mein rashan rakhtein,
03:06ki jahan faqe karne par humare Musliman bain aur bhai majboor hotein hain,
03:11bohot aasaan hain,
03:12agar aapka dil khidmat-e-khalq se sarshaar hain,
03:14aur aap chahatein ki GIGN ki sahiba ke neeche jitne bhi is waqt ghuraba hain,
03:21agar aap unki waqi madad karna chahatein Ramadan-ul-Mubarak mein,
03:24sadqaat ke zariye, zakat ke zariye, khairat ke zariye,
03:27Allah ki qurbat hasil karna chahatein,
03:29apne naama-e-amaal mein neekhiyon ka ambaar chahatein,
03:32to yeh golden opportunity hain,
03:33aap aage aayiye,
03:34yeh bade mukhtasar waqt ke liye hum hazir hotein Ramadan ki in saaton mein,
03:38on-air karna GIGN ke kaam ko,
03:40aapko isse andada hota hota hoga,
03:41ke ARYQ TV ke jo baniyan hain,
03:43wo kis qadar khidmat-e-khalq ke hawale se conscious hain,
03:46aur yeh ussi hi silsile ki ek kadhi hain,
03:49ke hum kuch bhi karke waqt nikal kar manage kartein,
03:51aur aapko awaaz detein, sada detein,
03:54aayiye aage aayiye, zyada se zyada iftaar karaani hain aapne,
03:56400 per head mein,
03:58ek musalman bhai ya bhain ko aap iftaar kara saktein,
04:00isi tarah Ramadan-lashan pack,
04:0110,000 rupees agar aap donate karein,
04:03to ek bharpoor Ramadan-lashan pack,
04:05ek deserving family tak,
04:06ek zaruratman tak pohoj jaayega,
04:09aap paani ka pump lagwa saktein,
04:10bohot bada sadqai jaari hain,
04:12jab tak khalq-e-khudha paani piyegi,
04:13sehraab hoge aapko,
04:14laakho duaayin milegi,
04:16barchad kar aapne taawun karna hain,
04:18barchad kar madad karni hain,
04:19main aapko aapke liye hi pukaar raha hoon,
04:22un ghuraaba ki madad to Allah rabb-ul-izzat,
04:24kisi na kisi ko zariya bana dega,
04:26aur yaqeenan is kaam ke liye Rabb ta'ala chunta hain,
04:28hamare saath alhamdulillah,
04:30is muqtasar telethon ke andar tashreef parmaayin,
04:32bohot hi spontaneous guftugu kartein,
04:35bada Allah ne aap par karam kiya,
04:37ki aapke seene ko uloom-e-deeniya se muzayyan kiya,
04:40aur karam baala-e-karam,
04:41ki aapke guftugu mein wo mithaas hai,
04:43wo kashish hai,
04:43ki bandagaan-e-khudha ki baat seedhi dil mein utar jaya karti hai,
04:46aur phir log amal karte hua nadar aate hain,
04:48jab bhi ek motivation ke saath aapko pegham dete hain,
04:50to aapke dil maail hote hain khidmat-e-khalq ki taraf,
04:53aur ham dekhte hain,
04:54ki phir aapki muhabbaton ka silsilah shuru ho jata hain,
04:56Allama Saad Khan tashreef parmaayin,
04:58Assalam-o-Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu
05:00Khair magdam-e-sara aapka, jazakallahu khaira
05:03Aur Umair Ali humare bhai hain,
05:05mashallah khush guru khushilhan,
05:07Sanaqa aur Kashmir se mashallah khususi taur par,
05:10is waqt Karachi mein tashreef laaye hua hain,
05:12aap bhi tashreef parmaayin,
05:13Assalam-o-Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu
05:16Aur aapke taaruf ke liye bas itna hi basarat kho gayi,
05:19lekin baseerat to salamat hai,
05:21Madina hamne dekha hai,
05:23magar nadida nadida,
05:25Allama sahab, agar Umair bhai ki awaz mein
05:27hamd-e-bari ta'ala se hum baqaida agaas kar lein,
05:29Umair bhai, bismillah.
05:55Aapka tere karam ke qabil nahi tha main,
06:21Teri nazar ne mujhko qabil bana diya,
06:44Teri nazar ne mujhko qabil bana diya,
07:06Mujhko to maangne ka saliqa na aas ka,
07:36Phir bhi adhoori baat ko qabil bana diya,
08:00Aapka tere karam ke qabil nahi tha main,
08:21Subhanallah, subhanallah.
08:23Saad bhai, sabse badi roshni aur yaqeenan,
08:26Tamaam roshniyon ka jo mamba aur markaz hai,
08:29Wo mere haqa kareem alaihissalatu wassalam ki zaat-e-aqdas hai,
08:32To jo abhi Umair bhai ne mahal banaya,
08:35To wo kaana shair ne ke,
08:36Guftar la jawab hai,
08:38Kirdar benazeer,
08:39Hami sitam zadoon ka,
08:41Yateemon ka dastageer,
08:43Halqa bagosh uske hai,
08:45Kya shah kya faqeer,
08:47Insaan reh sakega na,
08:49Insaan ka aseer,
08:51Kyun?
08:51Bhooka rahega khud wo,
08:53Jahan ko khilayega,
08:55Wo noor zulmaton ko ujale banayega,
08:58Arzo sama bane hain,
08:59Usi noor ke tufayr,
09:01Aur taare chamak rahe hain,
09:03Usi noor ke tufayr.
09:04Bismillah.
09:05A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem.
09:07Bismillahir Rahmanir Raheem.
09:09Kya khubsurat aghas kiya humare bhai ne.
09:11MashaAllah.
09:11Aur phir in ashaar ke saath aapne,
09:13To main bhi kuch ashaar aapko Iqbal ke sunaun.
09:15Bismillah.
09:16Ke unhone badi khubsurat,
09:17Main kehta hun ke agar Iqbal ke in ashaar ko samjha jaye,
09:20To unhone Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki mohabbat mein,
09:22Idhar kalam tod diya.
09:23Firmaata hain,
09:24Ho na yeh phool to bulbul ka tarannum bhi naho,
09:26Chaman-e-dahar mein kaliyon ka tabassum bhi naho,
09:29Ho na yeh saaki to phir mai bhi naho, khum bhi naho,
09:32Bazm-e-tauheed bhi duniya mein naho,
09:35Gar tum naho.
09:36To yaad rakhiye ka yeh jo bahare hain na,
09:38Yeh Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke waseel hain.
09:40Yeh jitni bhi hum yahan baitha hain,
09:42Yeh guftagu kar raha hain,
09:43Yeh Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka sadqa hain.
09:45Aur phir hum jin ke liye yeh baat keh rahe hain,
09:47Aur yeh tariqah bhi Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke.
09:49Agar aap Tabuk ko dekhne hain,
09:51Tabuk Expedition.
09:52Badi khubsurat baat zain mein aayi,
09:54Ke yeh jo sada bulan karne hain,
09:56Ke aao ghareebo ki madad karo,
09:58Aao apne apne maal mein se Allah ke raste par kharj karo,
10:02Yeh bhi Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki sunnat.
10:04Aur koi yeh soche ke mai phoon karun,
10:06Mai ailaan karun,
10:07Nahin yeh rehkaari to nahin ho jayegi,
10:09To apne maal ka ailaan kar dena,
10:12Yeh bhi sahaba ki sunnat hain.
10:14Agar humein koi maal ka ailaan nahin hota,
10:16To humein pata hota ki,
10:17Hazrat Abu Bakr ne sara maal de diya,
10:19Hazrat Umar ne aada maal de diya,
10:21Hazrat Usman-e-Ghani ne kya de diya.
10:23Tarqeeb di gayi.
10:25Jab Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kaana,
10:27Tabuk kya bada mushkil marala tha Sumair bhai.
10:29Arab ke andar ek mausam aata hai,
10:31Jiske andar khujuro ki kaasht hoti hain.
10:33Agar wo mausam nikal jaata na,
10:35Toh poore ka poore saal ka business nahin hain.
10:37Lekin phir bhi Rasool firmaan hain ki,
10:39Humein jaana hain Byzantine forces ke saath ladne ke liye.
10:41Aur wahaan se Rasool jab ailaan karte hain,
10:43Toh Hazrat-e-Umar aate hain.
10:45Hazrat-e-Umar aate hain, dil mein khayal hain,
10:47Ki aaj tumhe itna maal laaya hun,
10:49Ki Abu Bakr nahin laa sakte hain.
10:51Main deen mein aage pad gaya hun.
10:53Aur aage padte hain jab wo aate hain,
10:55Toh Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam poochte hain,
10:57Umar yeh batao ki kitna maal laaya hun,
10:59Ya Rasool Allah, ghar ka aada maal laaya hun,
11:01Aada chhoda aaya hun.
11:03Sumair bhai, yeh aasaan baat nahin hain.
11:05Kehne mein aasaan hain.
11:07Ghar ka aada maal laaya hun,
11:09Aada chhoda aaya hun.
11:11Abhi isi sanah mein intizaar karte hain,
11:13Ki Abu Bakr aayenge, mera maal zyada ho jayega.
11:15Hazrat Abu Bakr aaye, Sumair bhai,
11:17Yaar yaar ko jaanta hain.
11:19Sawal wo nahin poocha, ki kitna laaya hun.
11:21Farmaaya, Abu Bakr yeh batao,
11:23Kitna chhoda aaya hun.
11:25Ya Rasool Allah, ghar ka jitna maal tha,
11:27Allah aur Allah ka Rasool saraf chhoda aaya hun.
11:29Toh Hazrat Omar bhi chillata hain,
11:31Ya Baba kar, aap se koi aage nahin jaasin.
11:33Toh yeh sab cheez hain,
11:35Jab yeh tamaam logon ne dekhi,
11:37Hazrat Abdur Rahman bin Auf saamne hain,
11:39Hazrat Usman saamne hain,
11:41Lekin bataane ka maqsad kya hain?
11:43Ek sahabi, door khada we dekh rahe the,
11:45Unka naam hain, hadees mein aata hain,
11:47Abu Aqeel, farmaatein ke wo dekhte hain,
11:49Dil mein khwaish urti hain, Ghulam hun,
11:51Jeb mein kuch bhi nahin hain,
11:54Meri taraf se bhi kuch hadiya jaye,
11:56Aaj kal humare log hain na,
11:58Yaar mere paas kaash paise hote toh main khwaish kar deta,
12:00Unke dil mein hain, khwaish karna hain,
12:02Lekin jeb mein paise nahin hain,
12:04Niyat hain,
12:06Jaate hain, ek yahudi ko kahte hain,
12:08Agar tum mujhe ek din mazdoori par rakh lo,
12:10Kuch paise de do,
12:12Toh zain mein yeh tha,
12:14Ke paise le jaa kar,
12:16Main Rasool Allah saasalam ko de do.
12:18Toh ab yahudi tha, wo jaanta tha,
12:20Usne sabse mushkil kaam diya,
12:22Toh wazan laat kar poore kaid ki khudai karna,
12:24Hal chalana,
12:26Unhone poora din hal chalaya,
12:28Jo mazdoori ke andar rakam mili,
12:30Aur baaz hadees mein hain, kuch khajure mili,
12:32Wo jholi mein le jaa kar,
12:34Rasool Allah saasalam ki bargaam mein pesh karte hain,
12:36Farhata hai, Ya Rasool Allah,
12:38Mere paas maal nahin hain,
12:40Azbaab nahin hain,
12:42Mere paas kuch wasaail nahin hain,
12:44Warna khuda ki kasam, wo bhi saare laakar rak deta,
12:46Ya Rasool Allah, yeh poori mazdoori hain,
12:48Jo maine isi jazbe se kiye hain,
12:50Yeh aapke saamne rak raha hun,
12:52Toh yeh jab cheez dekhi na,
12:54Toh Rasool Allah saasalam bhi farhata hai,
12:56Wa abu aqeel, yaad rakhiye yeh khajure,
12:58Ya yeh maal, wo sabse bhaari tha,
13:00Assal mein baat yeh hai,
13:02Jis din aapke andar yeh intention peyda ho jayegi,
13:06Jis din aapke andar yeh motivation peyda ho jayegi,
13:08That I have to help others,
13:10Maine dusre ki madad karni hain,
13:12Isaar ka jazba peyda ho jayega,
13:14Yakeen kare aapke liye sab aasaan ho jayega,
13:16Abhi masla yeh hai, maal azbaab ka masla nahin hain,
13:18Masla niyat ka hai, masla zain saazi ka hai,
13:20Jis din hi yeh zain ban jayega,
13:22Sumair bhai, kharj karna Allah ki raste mein,
13:24Aapko ishq ho jayega,
13:26Ke kaash koi saail mile,
13:28Ahle bait ko dekhe na,
13:30Jeb mein kuch nahin hain,
13:32Lekin intazaar hai,
13:34Kaash koi darwaza khat khataye,
13:36Kyunki unka imaan tha,
13:38Darwaza khat khatayega,
13:40Toh mera rab mujhe ata karega,
13:42Rasool Allah saasalam,
13:44Intazaar karte the,
13:46Sumair bakaram hain,
13:48Koi saail hi nahin,
13:50Raad hiklaayen kisko koi rah rahe,
13:52Manzil hi nahin,
13:54Jab aap khud bakhud,
13:56Yeh intention peyda kar lenge,
13:58Is Ramzan mein,
14:00Mere paas jo bhi hai,
14:02Main Allah ki raste mein de doon,
14:04Aap yekeen karein,
14:06Allah rabbul Izzat,
14:08Aapko itna ata karenge,
14:10Ke aap baand baand ke thak jayenge,
14:12Toh yehi aaj ki baat hai,
14:14Aap kuch karte weh chale jayen,
14:16Sadqa-e-jariya karte weh chale jayen,
14:18Toh wo yeh hai,
14:20Ke aaj call karein,
14:22Donation deyen,
14:24Aur apna naam likhwaalein un logon mein,
14:26Ke jab qiamat ki din wo hazir hon,
14:28Toh wo bata sakein,
14:30Ya Allah,
14:32Main aag lagane walon mein nahin,
14:34Balke bujhane walon mein,
14:36Toh yeh aaj ka din aap ke liye badein,
14:38Allahu Akbar,
14:40Aur hakikat hai nazareen,
14:42Zindagi badi aarzi hai,
14:44Badi mukhtasar hai,
14:46Aur aap yaqeen jaaniye,
14:48Aankh band hone ke baad,
14:50Jab aankh khulti hai,
14:52Toh insaan ke haath kuch nahi rehta hai,
14:54Bada bebas ho jata hai,
14:56Aaj aapke bas mein hai,
14:58Rabb ne yeh opportunity aapko dey rakhi hai,
15:00Ke aap Allah ki rahme dey kar,
15:02Allah ke dee huye maal mein se,
15:04Allah ko apna bana saktein,
15:06Allah ki qurbat hasil kartein,
15:08Yeh koi ghaate ka sawda nahi hai,
15:10Allama Saad Khan sahab aksar yeh baat zikr karte hain,
15:12Jo ukhrabi fawaid aapko milenge,
15:14Wo toh apni jagah,
15:16Yeh nahi ke aapko Allah ki rahme dene ke baad,
15:18Aap aakhrat ka intizaar karna hai,
15:20Yeh toh wo sawda hai jo aap Allah se kartein,
15:22Yeh toh wo tijarat hai jo aap Allah se kartein,
15:24Yeh toh Allah Rabbul Izzat,
15:26Jo aapko khud ata karein,
15:28Salaiyatein usne di,
15:30Aapko mazdoori ki taqat usne di,
15:32Aapko kamane ki taqat usne di,
15:34Sari saadatein, sari taqatein uski di hui,
15:36Aur kaisa kareem Rabb hai,
15:38Ke dene ke baad kahein,
15:40Ke tum mere raaste me do,
15:42Meri rah me do,
15:44Yun samajhna ki tumne mujhe qarze hasana diya hai,
15:46Allahu Akbar,
15:48Ab khud batayein,
15:50Allah jisko khud firmaatein,
15:52Ke tumne qarze hasana diya hai,
15:54Toh wo phir lotaayega kaisein,
15:56Wo duniya mein bhi lotata hai,
15:58Aur wo aakhrat mein bhi lotata hai,
16:00Duniya mein bhi humne dekha,
16:02Jo qalbi sukoon logon ko hasil hota hai,
16:04Toh iska maza lag jaye na,
16:06Allah ke rahme dene ke baad,
16:08Jo aapko phir return mein milta hai,
16:10Uske jo rewards aur incentives milta hain,
16:12Phir insaan kehta hai,
16:14Bas main subho shaam,
16:16Allah ke rahme dete hui guzaroon,
16:18Jab yeh haath aise ho jata hai na,
16:20Dehne walon mein se,
16:22Phir Allah kisi ke aage aise nahi karta,
16:24Aise daraz nahi hone deta,
16:26Allah apna muhtaaj rakhe,
16:28Zada se zada aapne taabun karna hai,
16:30Apni muhabbate pesh karna hai,
16:32Sir ek motivational message main chahata hu,
16:34Ke aapki jaanib se jaye,
16:36Ji bilkul bas yehi sab dekhne walon ko message hai,
16:38Ke yaad rakhiye,
16:40Yeh aapki wahi wali baat,
16:42Hum bhook ko mita nahi sakte,
16:44Gharibi mita nahi sakte,
16:46Apna hissa zarur shaamil kar sakte,
16:48Aap se yeh poocha jaayega,
16:50Ki tumne kya kiya,
16:52Log bhooke the pyase the,
16:54Dekhe main amisha ek baat kehta hu,
16:56Wo daur khatam ho gaya,
16:58Ke aap se poocha jaayega,
17:00Ke aapko aaj yahaan baithe wahi KGN batara hai,
17:02Ke Sindh ke falan shahar ke andar,
17:04Aisa ilaaka bhi hai,
17:06Jahaan paani peene ko log taras rahein,
17:08Jab aapka maal wahaan paun sakta hai,
17:10To aap se poocha bhi zarur jaayega,
17:12Aur KGN jaisi jagah hai,
17:14Yeh humare liye toh ek baat bada platform hai,
17:16Jo wo ek poore process ko humare liye asaani peyda karte,
17:18Dekhe jahaan zakat dena,
17:20Baat bada ashraf amal hai,
17:22Yeh ek baat badi zimdaari bhi hai,
17:24Zakat maine log ko talaash karna,
17:26Unke paas jana,
17:28KGN kar rahein,
17:30Ab aapka kaam hai,
17:32Ke Allah ke raasne mein aapne ek haath badana hai,
17:34Baaki doosra haath KGN ne aapka taam liye hai,
17:36To ab in haath ko,
17:38Ek haath aagey badh raha hai,
17:40Ke KGN ka,
17:42Ke aao mera haath thaamo,
17:44Ab aap yeh haath zarur na chodhe,
17:46Isko thaam lein,
17:48Taake aapka diya hua maal Allah ke raasne mila,
17:50Allahu Akbar,
17:52Yeh Allah ki qurbat ke liye haath badh raha hai,
17:54Aur yakeen jaani hai,
17:56Maal ki muhabbat yakeenan wo bhi,
17:58Jo khaliq-e-kainat hai,
18:00Khaliq-e-insan hai,
18:02Khaliq-e-admiyat hai,
18:04Usne rakhi hai yeh muhabbat,
18:06Woh aazma raha hai aapko,
18:08Ke aaya,
18:10Ke Allah ki muhabbat,
18:12Maal ki muhabbat par ghalib aati hai nahi,
18:14Yeh nahi hosakta,
18:16Ke main kahoon,
18:18Ke nahi Allah se bhi badi muhabbat hai,
18:20Lekin maal bhi badi meinat se jamaah kiya hai,
18:22Maal se bhi badi muhabbat hai,
18:24Yeh Allah se bhi badi muhabbat hai,
18:26Lekin maal bhi badi meinat se jamaah kiya hai,
18:28Allah ki muhabbat,
18:30Maal ki muhabbat par ghalib aani chahiye,
18:32Agar aapko apni duniya bhi sawarni hai,
18:34Aur apni aakhirat bhi,
18:36Yeh nahi hosakta,
18:38Ke ishq-e-qatil se bhi,
18:40Maqtool se hamdardi bhi,
18:42Yeh bataa,
18:44Kiste muhabbat ki jazaah maangega,
18:46Sajda khaliq ko bhi,
18:48Iblees se yaarana bhi,
18:50Hashir me kiste aqeedat ka silah maangega,
18:52Allahi Wabarakatuhu
19:22Apoodh al kitab,
19:28Gumbad-e-aabgeen rang,
19:38Tere muheet mein habab,
19:56Shaukh tera agar na ho,
20:10Meri namaz ka imaan,
20:24Shaukh tera agar na ho,
20:32Meri namaz ka imaan,
20:44Mera qayam bhija,
20:52Mera sujood bhija,
21:00Mera qayam bhija,
21:12Mera sujood bhija,
21:22Laah bhi tu,
21:26Qalam bhi tu,
21:30Tera wujood al kitab,
21:40Tere nigaah-e-naaz se,
21:50Dono muraad paag hai,
22:04Tere nigaah-e-naaz se,
22:14Dono muraad paag hai,
22:24Aql-e-ghayab-e-justujoo,
22:32Ishq-e-huzoor-e-istira,