Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 2 days ago
India jese mulk mein jab koi musalman namaz ada karna chahta hai lekin halat aise hon ke market, bus ya public jagahon par khauf ho — to Islam humein kya hukam deta hai?

Is video mein Mufti Tariq Masood sahab ne bataya:

Khauf ki halat mein namaz ka tariqa

Kya is halat mein qasr ya ishare se namaz ada ki ja sakti hai?

Public jagahon par namaz ka adaab aur ihtiyaat

📌 Yeh short clip har us shakhs ke liye hai jo mushkil halat ke bawajood apne Rab se rabta nahi todna chahta.

Category

📚
Learning

Recommended