Aaj kal log shadi se pehle “Mangni” jese rasmon ko zaroori samajhne lage hain. Lekin kya Islam mein mangni ek shar'i rasam hai? Aur agar ghar walay ya baradari walay is rasam par zor dein to uski mukhalfat kaise ki jaye?
Is video mein Mufti Tariq Masood sahab ne tafseel se jawab diya:
✅ Mangni ka shar’i hukam
✅ Rasmon ki roshni mein Islami raasta kya hai
✅ Ghar walon ko samjhane ka hikmat bhara tareeqa
✅ Be jaga kharch aur riwayati jhooti izzat ka fitna
🟢 Yeh video un sab ke liye hai jo apni zindagi ko Sunnat ke mutabiq banana chahte hain lekin social pressure ka samna bhi kar rahe hain.

Category
📚
Learning