• last year
#FirdousAshiqAwan #AfnanullahKhan #NasirHussainShah #DigitalMedia #NawazSharif #Election2024 #PunjabElection #SawalYehHai

(Current Affairs)

Host:
- Shaista Yousuf

Guests:
- Firdous Ashiq Awan IPP
- Senator Dr Afnan Ullah PMLN
- Syed Nasir Hussain Shah PPP

"PML-N seeks votes from people based on its performance," PML-N's Afnanullah comments

"Yeh Digital Media Ka Daur Hai," Firdous Ashiq Awan's comment on current political situation

Firdous Ashiq Awan's Big Claim Regarding Istehkam e Pakistan

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00 Assalam-o-Alaikum and welcome to the show.
00:12 Sawal ye hai, main hu aapke saath Shahista Yusuf.
00:15 Nazim siyasi Jamaat ne apni awami rapta mohim tez kar diye.
00:19 Hum dekh rahein hai ke dhadha dhadha dhadha workers conventions ho rahein hai, jalsa
00:23 ho rahein hai, press conferences ho rahein hai aur aise mein Rana Sanawala sahab ne ek
00:28 daawa kiya hai.
00:29 Wo ye daawa kar rahein ki unki Jamaat hai, wo sirf aur sirf Punjab se hi 125 seatin jeet
00:36 jaayegi aur apni hukumat banayegi.
00:38 Aise mein Bilawal Bhutto sahab bhi workers convention ke dauran Noon League ko khasi
00:42 tanqeet ka nishana bana rahein.
00:43 Lekin Rana sahab ne kya kaha hai, zara pehle wo sun letein.
00:47 Pakistan Muslim League Noon, Punjab ki 141 seats jo hai, we are round about 120, 125.
00:56 120 aur 125 ke kareeb jo hai wo seaton pe hum kamjabi Punjab se hasal karenge.
01:03 Apni simple aur apni party ki majority se jo hai wo Pakistan mein hukumat PMLN jo hai
01:11 wo banane ja rahein hai.
01:13 Yeh waqt ka bhi takaza hai aur yeh Pakistan ki bhi zarurat hai.
01:18 Acha ab dilchast baat yeh hai ke Rana Sanawala sahab 125 nashisten jeetne ka daawa ek aise
01:24 waqt mein kar rahein hai, jab 16 maa ki hukumat jo thi jab unki, toh awaam khase mushkilat
01:29 mein rahein.
01:30 Aur jab 2013 mein Noon League ek beter position priti ho, jab unhone hukumat banaayi thi,
01:34 toh us waqt bhi jo hai QA ki 117 general nashisten unhone jeeti thi.
01:40 Ab jab ke 16 maa ki karkardagi bhi unke saath hai aur aise mein wo intikhabat mein jaa rahein
01:45 hai aur wo yeh daawa karte dekhai de rahein hai ke sirf Punjab se hi wo 125 nashisten
01:49 le leyenge.
01:50 Ab kya wo yeh daawa jo kar rahein hai, kyun kar rahein hai, is daawa ki buniyat kya hai
01:55 aur baaki Jamaaton ka is par kya khayal hai aur wo kya sochne hai is baare mein yeh jaanne
02:00 ke liye jo mehmaan humaar saath maujood hai is par baat karne ke liye.
02:03 Taanroof mein aapse karwa deti hoon, mein join kiya hai Rehnuma Pakistan People's Party
02:06 Nasir Hussain Shah sahab ne.
02:08 Shah sahab bohot shukriya sir, apne waqt mein nikala program ke liye.
02:11 Iske saath saath humein join kiya hai Rehnuma Istihqaam Pakistan Party, Dr. Firdaus Ashik
02:16 Awan sahiba ne bhi.
02:17 Dr. sahiba bohot shukriya aapke keemti waqt ke liye.
02:20 Aur humare saath maujood hongi Rehnuma Pakistan Muslim League Noon, Dr. Afnanullah Khan sahab
02:26 bhi.
02:27 Sir bohot shukriya, program ke liye apne waqt nikala, sabki ajazat se aapke jaane baungi
02:30 Afnanullah sahab.
02:31 Bad chad kar daawa toh kar diya hai Rana Sarnawullah sahab ne, lagta toh nahi hai ke
02:37 kahin bohot zyada hi, bada daawa ho gaya hai yeh.
02:39 Aur aapke khayal mein is daawa ki buniyat aakhir kya hai?
02:43 Ji bismillahir rahmanir rahim, dekhe is daawa ki buniyat is pe hai, ki hum maazi mein bhi
02:54 jaise aapne kaha ke 117 seat hai maazi mein bhi jeeti thi.
02:58 Toh Punjab ke andar normally Muslim League Noon jab Mian Muhammad Nawaz Sharif sahab
03:03 khud campaign karte hai aur participate karte hai election ke andar, toh humari performance
03:07 jo exceptional hoti hai.
03:09 Toh us cheez ko saamne rakha jaye aur jo recent surveys aayein unko saamne rakha jaye, jinn
03:16 ke andar sabse zyada makbuliyat jo thi wo Mian Muhammad Nawaz Sharif sahab ki thi.
03:20 In tamam cheezon ko saamne rakhe jo hai wo Rana sahab ne yeh baat kiye hai.
03:23 Aur mujhe yaqeen hai Inshallah ki Pakistan Muslim League Noon na khali Punjab se ek bohot
03:28 achi zyada aadmi seate jeetegi, balke Balochistan se, Pakhtunkhwa se aur Sindh se bhi jeetegi.
03:34 Aur humari moori goshish hogi ki hum single majority le aur ek mustahikam government wa
03:41 maarze wajood mein aaye, taake wo aage Pakistan ko jo mushkilat hai, boh sari unse nikala jaa
03:47 sake aur jo humara ek tarakki ka agenda hai, usko hum implement karein across Pakistan
03:55 aur jo ghurbat ko kukubhiya karein.
03:56 Lekin Afkanullah sahab, 2013 mein jab Noon League ne hukumat banayi thi toh itni seate
04:01 toh tab bhi nahi li thi, ab toh phir 16 maa ki kar kardagi ka weightage bhi hai, toh kaise
04:06 mumkin hoga aapke khayal mein?
04:08 Dekhein 2013 mein toh itni nahi li thi, lekin 2013 se 18 wali humari performance wo bhi
04:19 nahi thi na, ek humne motorways banayi hai poore Pakistan mein 1700 km ki, humne 11,000
04:28 MW ki power plant lagayen, humne dam banayen, neelam jelam banaya, sukhi kunari banaya,
04:34 toh humne boh sari projects kiyein, jiski buniyat ke upar humne samjhte hain, Pakistan
04:40 ki awam ko ye malum hai, ki hum deliver karke de sakte hain, jab ye hum kaam kar rahe the
04:45 Lekin Afkanullah sahab, ye jo 16 maine mein itni mengai hui, People's Party toh khair uski
04:49 zamdaari bhi nahi leti hai, aur People's Party toh Noon League ko hi mengai league kehati
04:53 hai, mengai itni zyada hui, dollar ka rate kahan gaya, wohi baatein ki aata itna menga
04:57 ho gaya, cheeni itni mengi ho gaya, logon ke liye jo hai woh ek naukri mein guzara karna
05:01 mushkil ho gaya, is weightage ke saath bhi aapko lagta hai, ki aapki jamaat jo hai woh
05:07 simple aur akele jo hai, woh hukumat banane ki position mein hogi?
05:11 Nee ji, Inshallah main bilkul hum iske upar confident hain, humne apne surveys bhi kiye
05:18 hai, aur humne khud ek ek district aur ek ek division tak hum log khud gaye hain, aur
05:23 jaake humne is cheque kiye hai, yeh Inshallah humne poori Allah tala se hogi.
05:28 Lekin Afnan sahab yeh jo 16 mahine me jitne zimni intiqabat hoye, Noon League mein haari
05:32 hai, usper bhi kya kahenge aap?
05:34 Mere guzarish toh sunlein, main jawab toh dedu aapka, dekhe 2013 se 18 jo hai, woh mengai
05:42 4 feesat thi, poore Pakistan ki aap history utha ke dekh lena, kar aapko 4 feesat 5 saal
05:47 mili ho, 2013 se 18 dollar 105 rupee ka tha, jo Bijli ke bil, gas ke bil sab jo the woh
05:54 woh burn nahi rahe the aur har cheez jo hai woh humne control mein rakhi bhi thi, aur
05:58 saath saath maishad ka payya bhi chal raha tha, toh yeh hum pehle bhi kar chuke hain
06:02 aur IIMF program se humne Pakistan ko successfully nikal rahi hai.
06:05 Toh sir phir 16 mahine mein kyun nahi kiya sir?
06:07 Yeh hum maazumi bhi karte rahe hain aur jaaage bhi karenge, dekhe 14 mahine ke andar yeh
06:12 kaam honi sakte hai na, itna time nahi hota hai na, 2013 me bhi aap humse 1 saal baad
06:18 government le le thi, tab bhi aap yeh bhole le hota hai, aapne abhi tak sara kuch kyun
06:22 nahi kiya, 16 mahine ke andar limit hoti hai na, jitna aap deliver kar rahe hai.
06:27 Toh agar aap yeh samjhte hai, 16 mahine mein yeh sab kuch karna mumkin nahi tha, toh
06:32 aap nahi samjhte hai, ki adam etmat ke baad aap logon ko foran intiqabat mein chale jaana
06:36 chahiye tha?
06:37 Dekhe adam joha hai uske baad humara plan yeh hi tha, ki hum intiqabat mein jayenge
06:45 magar yaha pe jo judo karate chal rahi thi, yeh project Imran Khan ki, uski wajah se
06:49 pehre humne toh kaha tha ki hum chale jayenge, lekin yaha pe joha hai, wo mulko default
06:55 karane ke liye, mulko todne ke liye saadish ki ja rahi thi bakaida, toh hum zahir mulko
06:59 humne mushkil se nikalna tha.
07:01 Abhi toh khyar people's party aur aap logon ki lafzi jung chal rahi hai jo hum dekh rahe
07:05 hai, kurban karke humne yeh kaam kiya.
07:08 Naasir Hussain Shah sahab, total seat hai hai 266, unme se Punjab se toh yeh kahte hai
07:15 ki 125 le jayenge, baaki subhon se bhi seat le jayenge toh peer people's party ke haath
07:20 kya aayega aur wo jo jaala wazir azam banega yeh daawa kiya jaa rahe hai people's party
07:24 ke jaanab se phir Bilawal ka wazir azam banne ka khaab rahe jaayega?
07:28 Bismillahir Rahmanir Rahim, Allahumma salli ala Muhammad wa ala Muhammad.
07:37 Dekhe yeh Afnaan sahab mere bade muhtaram hai aur yeh unka haq hai ke wo apni party ki baat
07:42 kare, ya Rana Sanaullah sahab ne jo bhi figure de di.
07:46 Lekin asal haqiqat toh 8 February 2024 me saamne aayegi aur jo bhi Pakistan ki baashawoor awam
07:54 faisla karegi usko sabne maana pharega.
07:59 Hum Pakistan people's party aap dekh le pehle din se hi election ki baat karei hai, ki election
08:06 90 days me ho chalein phir kaha gaya ki delimitation ki wajah se kuch din chahiye toh humne uspe
08:12 bhi kaha.
08:13 Ab 8 February hai aur hum bahut pur umeed hai ki election honge.
08:17 Hum tab demand kar rahe hain election ki jab hum samajhte hain ki is zafa bohot achha result
08:24 hoga Sindh me hum sweep kar rahe hain, Junoopi Punjab me humari seate badegi, Central Punjab
08:30 agar difficult hai humare liye lekin jo khichdi pakhi bhi hai.
08:33 Toh Shah sahab level playing field na milne ka figma kyun kar rahe hain aap log?
08:38 Dekhe level playing field ki baat jo thi wo do tara se thi.
08:43 Pehle bhi kayi dafa bhi bata chuka hun, CEC ki meeting thi humari Karachi aur phir Lahore
08:48 me.
08:49 Wahan pe sab log hote hain jisme kaha gaya ki jee kuch ne kaha ki jee Punjab me nahi
08:53 scheme introduce karahi ja rahi hain.
08:55 Uspe Sindh ke humare rehnmao ne kaha ki yahan pe jo humne approved schemes hai humari budgeted
09:01 assembly se unko bhi election commission ne rok diya hai is baat pe.
09:06 Aur phir doosra level playing field ki baat ki gayi thi ki sab ko iske liye ijazat hone
09:12 chahiye even PTI ko bhi jispe phir ilzam lag jata hai hum par ki jee People's Party, PTI
09:18 ka ittihad ho raha hai jo naamumkinat me se hai humara bilkul koi ittihad na ab hoga na
09:24 aage jaake hoga jo 9 Mai ke mindset wale log hai.
09:28 Hum wo kaif, People's Party ko kabhi bhi is tarah ki favour nahi mili.
09:31 Toh 2018 ke senate elections bhi toh ho gaya tha toh kya aage mumkin nahi hai aur jab
09:36 Noon League aur BAP ka ittihad ho sakta hai toh kya People's Party aur PTI ka nahi ho
09:42 sakta?
09:43 Dekhe PTI ki jo tarze siyasat hai jis tarah aapne dekha jo Khan sahab ki battameezi ki
09:50 siyasat, nafrat ki, shiddat pasandi ki jiska shakhsana aapne 9 Mai ko dekha jis tarah wo
09:58 siyasat kar rahe hain ki jee khud agar government mein nahi rahe toh National Assembly todne
10:03 ki koshish ki achi bhali do province mein unki government thi usko unhone ghar bhej diya
10:09 koi ghariftaar karne aara hai toh petrol bomb se hamla kiya jaa raha hai.
10:13 Doosron ko keh rahe hain jail bharo tahreek wo khud keh rahe hain mujhe bachao tahreek
10:17 shuru kar di jaye.
10:19 Phir wo jo unhone nafrat zehr boya no jawanon mein, humari khawateen mein, bachon mein,
10:26 bachiyon mein aapne dekha 9 Mai ko kya hua ki kis tarah installations par hamle kiye
10:30 gaye GHQ pe, Corps Commander House pe, Jinnah House pe, phir humare shaheedon ki betokari
10:36 ki gaye jo unki yaadgaarein thi ya jo kuch tha.
10:40 Ye ab toh saamne jo log unko chhod rahe hain unhone bata diya na ki ye Khan sahab ka hi
10:45 tha aur jo unke erdge do chaar log hai ki wo hi kahte de ki is tarah ki siyasat ho toh
10:50 under pressure aa jayenge idarae ya diya.
10:53 Aise logon se toh humari koi bhi aisa nahi hai ki ab ya mustaqebil kareeb ya mustaqebil
10:59 mein aage koi humari inke saath alliance ho.
11:02 Main sir ab baat ho rahi thi level playing field ki hum ye chahte hain ki level playing
11:06 field sabko hona chahiye.
11:08 Even PTI ko bhi election mein hisa lein unka symbol bhi hona chahiye tha ki question na
11:15 ho baad mein.
11:16 People's Party toh siddhi baat karte hai.
11:18 Ye bhi taarikh ka aisa hai ki Pakistan People's Party ko kabhi bhi favour nahi mili kisi bhi
11:24 election mein taarikh gawa hai is baat ki.
11:27 Ab 1988 se agar abhi ki elections dekh lein toh usmein People's Party kaumi assembly
11:32 mein sabse badi party thi.
11:34 Even Punjab mein bhi.
11:35 Lekin do din ke baad provincial assembly ke election hua hai toh People's Party ko
11:39 subah mein bhukumat nahi banne di gayi.
11:43 Aur bhi is tarah aage bahut saari cheezein.
11:46 Humari level playing field hai election wale din.
11:49 Awam ka jo faisla hoga aur usmein saara saamne aaye jayenge.
11:53 Abhi har koi party apni baat karegi abhi aap meri intaihi mautram bhen hai unse puchenge
11:58 Firdous sahiba se wo apni baat karege.
12:00 Ke wo sweep kar rahi hai.
12:02 Toh ye toh faisla hoga aaj ko.
12:05 Unse pooch bhi lete hain.
12:08 Doctor sahiba?
12:09 Doctor sahiba ye Rana sahib ka jo dawa tha.
12:11 Afnan sahib bhi tasdik kar rahein.
12:13 Ke haan jee bilkul aisa ho jayega.
12:14 Hum 125 seater jo hai wo le lenge.
12:17 Doosri joane Pakistan People's Party jo hai wo ye dawa karte dikhai de rahi hai.
12:21 Ke Bilawal Bhutto Zardari Wazir-e-Azam banenge.
12:24 Aapke khayal mein in daavon ki buniyad kya hai?
12:27 Bismillahirrahmanirrahim.
12:32 Sabse pehle toh aapke shukriya.
12:34 Dekhiye main guft guft sun rahi thi.
12:36 Rana sahib ki bhi jo mashallah se jo siyasat ka andaaz ra hai.
12:41 Wo aapko dekhna padega ki jo Punjab ki siyasat ka mazaaj hai.
12:46 Wo hamesha badak ki siyasat ka ra hai.
12:50 Aur is mazaaj ke saath jo jo maari siyasat hai.
12:53 Wo agar aap usko jod deyen.
12:55 Ke yaha pe jo high hopes hai.
12:59 Unko agar koi siyasatdaan yaar siyasati Jamaat awaam ke saamne nahi rakti.
13:05 Aur wo suhane khaab aur umeedein aur dalase aur tasaliyan election se pehle nahi deti.
13:13 Toh wo election ka maza kirkara rahta hai.
13:16 Toh jo hai election ka siren baje.
13:19 Har siyasi Jamaat ne apni saabbandhi shuru ki hai.
13:22 Aur us saabbandhi mein wo apne apne halku ke andar.
13:25 Apne hasiyat aur position ko jaanch rahe hain.
13:29 Jaha taak Rana Sanawala sahib ki is statement ka taluk hai.
13:33 Toh mujhe isme sirf hasi bhi aa rahi hai aur ek siyasi karakoon hote hui.
13:39 Us wajah pe dhoomne ke liye bhi main pur umeed hu.
13:43 Toh yeh saari seate agar aapko kehle mein chahiye aur aap waqehi tanha single largest party ke taur pe
13:52 aap itni seate jeetis rahate hain.
13:55 Toh phir Sindh ke andar, KPK ke andar, Balochistan ke andar, even Punjab ke andar bhi
14:01 aapko doosi Jamaat ko idhar udhar se dekh ke apne saath adjust karne ki zuroorat kyun besh aarhi hai.
14:08 Yeh hakikat hai ke siyasat ke andar is wakt jo surate hain ho gayi hai.
14:13 Us me afnaan jo baat kar rahe hain, ek naujawan mere bhai ke liye nishani hai Mishra Abdullah Khan sahib ki.
14:21 Toh main jo khushi hoti hai jab yeh baat karta hai, ke ek worker ka beta bol raha hai.
14:26 Lekin saath hi jab wo bole toh haqaik na bole toh me dukh bhi hota hai.
14:31 Kyun ke jis cheez ko hum iss waqt political manzar naame mein dekh rahe hain, wo haqaik ki siyasat hai.
14:39 Jo joot ki siyasat thi, ghok le naron ki siyasat thi, ab yeh digital media ka daur hai,
14:45 awaam jo hai, wo ek minute mein wo sare haqaik kate bhi karte hain, aur phir usko apne social media mein post bhi kar dete hain.
14:55 Ab yeh jo baat baat baat 2013 se 2018 taak ki daastan dekhti hai, us daastan mein afnaan sahib yeh batna bhi jate hain,
15:05 ke jitne karze yeh the, jitne karze ki baat kar rahe hain, wo karze jo the,
15:12 ab ab nation unit ke waale se hu, wo daab liye hu, ya hu, maisi liye hu, wo jis tarah ki bhi postman deep karne ke liye hu,
15:25 wo ultimately payback karne the kisi ne, aur wo baat mein aane wale yeh govt ne payback karne the.
15:32 Aur wo ab 2018 zomwar, jih log ke haath mein yeh zumbedaari aayi, unke kandu pe yeh boj aaya.
15:40 Ab baat ke sunte hain, ab agar hum baat karte hain.
15:43 Firdaus sahib, waale ban koi technical issue hai, aap se dubara raapta bhi karte hain,
15:50 zara nazareen ko Bilawal Bhutto Zardari sahab ne, ek sort unka sunaate hain,
15:55 jo ke wo yeh kaha rahe the, ki hum milkar kaam karein, toh mujhe daay baay nahi dekhna padega,
16:00 na kisi tehadi ko talaash karna padega, aur wo yeh bhi kaha rahe hain,
16:03 ki hum teer ko jitwaayenge aur teer ki hukumat banayenge.
16:06 Bilawal Bhutto Zardari ne kya kaha, zara pehle yeh sun lete hain.
16:09 Agar aap milke kaam karte ho, toh na mujhe daay baay dekhna padega,
16:14 na mujhe kisi tehadi ko talaash karna padega,
16:17 Inshallah taala hum teer ko jitwaayenge, teer ki hukumat banayenge.
16:22 Agar aaj bhi koi samajhta hai, ki wo zabardasti kisi ko wazir-e-azam bana sakte hain,
16:29 toh yeh inka ghalt fahmi hain.
16:32 Acha, ab Bilawal yeh kahte hain, ki unhe kisi tehadi ko talaash nahi karna padega,
16:37 Doosti jaanab Nabeel Gabol sahab yeh kahte hain,
16:39 ki agar toh Noon League ko zyada seate mil gayi, toh unhe People's Party ki himayat ki zarurat padegi,
16:44 aur agar People's Party ko zyada seate mil gayi, toh unhe Noon League ki himayat ki zarurat padegi.
16:50 Kya kahe rahe hain, zara suniye.
16:52 Muslim League Noon ko zyada seats milti hai Qaumi Assembly mein,
16:55 phir bhi mai kaunga, ki wo iss position mein nahi honge,
16:59 ki wo government form karse ke, unko People's Party ki zarurat padegi.
17:03 Isi tariqat hai Pakistan People's Party ne zyada seate li,
17:06 toh Muslim League Noon ke votes ki abe zarurat padegi.
17:09 Toh baad mein alliance ho sakta hai, kyu nahi ho sakta hai.
17:12 Toh, acha Afnaan sahab, Nabeel Gabol sahab ka takziya agar dekha jaye,
17:17 toh wada haqeqat pasandana lagta hai, ki election agar ho bhi jaate hain,
17:20 toh dono parties ko ek dooste ki zarurat padegi.
17:22 Yeh 16 mahine jab ek saath the toh humne dekha.
17:25 Toh kya kahin aane wale dinon mein,
17:28 ek aur naya 16 maha wala episode toh nahi dekhne mein milega humein?
17:35 Seekhe siyasat ke andar jo aapko,
17:38 jo bhi logon Ahwaan mein aa jaate hain, elect ho ke,
17:42 unke saath jo aapko deal karna padhta hai aur karna chahiye.
17:46 Uski wajah yeh hai, jo abaami mandate hota hai, uski respect karni chahiye.
17:50 Chahe wo Sindh mein ho, Pakhtunkhwa mein ho, Punjab mein ho,
17:54 yaar Balochistan jaah bhi kahi ho, uski aapne respect karni hai.
17:59 Toh wo bhi jo 8 February ko jo log jeet ke aayenge,
18:03 aur jo dynamics honge Pakistan ki lower house ke,
18:07 uske aasaab se phir faisle kiya jaayenge.
18:09 Makar main yeh zaroor kahunga ke,
18:11 dekhein humne Charter of Democracy kiya hai People's Party ke saath,
18:14 humne 18arvi Tarvi People's Party ke saath ki,
18:17 aur jo yeh Pakistan mein siyasi taur pe mustahakam tha 2008 se 18ar tak,
18:22 nisbatan, jo pichle pichle 4-5 saal ko agar aap saamne rakhein toh aapko yeh baat ka asaas hoga.
18:28 Toh Pakistan ko agar humne aage leke jaana hai,
18:32 toh humne jo political forces hai,
18:34 unko jo hai wo kamaskam kuch minimum,
18:37 common agenda ke upar agree karna padega,
18:40 aur uske aasaab se aage mamlaat leke chalne padege.
18:42 Warna agar yeh hakoomte wo giraao, laao, giraao, laao wala silsila kiya toh yeh,
18:47 toh woh agenda kya ho sakta hai Afmanullah sahab?
18:50 Na ista kaam aayega, na maashista kaam aayega.
18:52 Haan ji?
18:54 Main poochnu ki woh agenda kya ho sakta hai?
18:58 Kya TORs honge?
19:02 Dekhein TORs toh, jaise Charter of Democracy humare paas ek already underlying document hai,
19:07 ek aur document jo hai, jiske upar humne thoda baad PMLN ne kam kiya tha,
19:11 Mian Nawaz Sharif sahab ki hidayat ke upar, wo Charter of Economy ka bhi tha.
19:14 Toh humne samjhte hai ki agar ek Pakistan ka economic agenda ho,
19:18 jis pe major political parties aur major stakeholders agree kar jaye,
19:22 ki humne Pakistan ki economy ko, ki in cheezon ko andar invest karna hai,
19:26 in ko humne grow karna hai, usse humara GDP badega,
19:29 usse mulke andar jo hai wo maashis kaam aayega.
19:32 Agar hum is agenda ke upar agree kar jaye,
19:35 toh phir hakumte aati jaati rehengi,
19:37 magar jo economic plan hai, wo unified hoga.
19:40 Ye ek humari soch thi, Mian Nawaz Sharif sahab ki,
19:44 toh usko humne amli jama pehnane ki bohot bhaat kochuch bhi kiya hai,
19:49 magar Inshallah agar aage bhakt isra ka aaya,
19:52 toh hum chahenge ki isra ke document ke upar,
19:55 jo hai wo tamam parties aajaye toh bade acha hoga.
19:58 Jaha tak Firdaus Ashraf ji kaamne kaam,
20:01 yeh kahiye ga, jis tarah se Bilawal Bhutto Zardari ne kaha ki,
20:04 itihaad nahi ho sakta, Nabeel Gabol sahab kaha rahe hain ki,
20:07 itihaad karna jo hai wo zarurat hogi.
20:09 Bilawal kyunke selected kah chuke hai Mian sahab ko,
20:12 toh lagta hai ki selected se itihaad karenge phir Bilawal sahab.
20:15 Dikhe chairman sahab ne is tarah se nahi kaha,
20:21 aur mautram Mian Nawaz Sharif sahab humare liye waise bohot mautram hai.
20:25 Doosi baat yeh ki election ka itihaad kisi ke saath nahi hoga,
20:29 jo chairman sahab ne kaha.
20:31 Aur jo aaj unhone speech ki,
20:33 wo wahan pe hamare aapas ke People's Party ke kuch ikhtilafat the,
20:37 kuch rehnavaon ke,
20:39 jin ko wo address kar rahe the,
20:40 agar aap aapas me ban jayenge,
20:43 toh hume zyada aasani hogi wahan pe KP me election jeetne me.
20:47 Kyunke wahan pe aapko pata hai,
20:49 ki parties me thode se ikhtilafat hote hain.
20:52 Doosi baat,
20:53 chairman sahab wazaahat se bohot saare jalson me,
20:56 press conference me,
20:58 ya waise keh chuke hain,
21:00 hume khud jab wo lecture dete hain,
21:04 jo bhi party ke worker hain,
21:06 usme unhone wazaahat se kaha hai,
21:09 ki ab wo wali siyasat nahi hogi,
21:12 jo leg pulling ki,
21:13 aur ek doose ko ghirane ki,
21:15 shiddat ki,
21:16 nafrat ki,
21:17 wo jo pehle jagde hote the,
21:19 election tak toh yeh hota hai,
21:21 election me har koi apni baat karta hai,
21:24 uske baat Pakistan ki baitri ke liye,
21:27 hum sabne milkar chalna hai,
21:29 aur usme hume toh poora yaqeen hai,
21:31 main people's party ka worker hun,
21:33 ki mera chairman,
21:34 Bilawal Bhutto Zardari sahab jo hai,
21:36 wazir-e-azam honge,
21:38 aur hum chahenge,
21:39 hum request karenge,
21:40 ki humari behn,
21:41 jo hai Mariam Nawaz sahiba,
21:43 uske hisa hun,
21:45 us cabinet ka,
21:46 ya deegar inke ache log Muslim League ke,
21:48 IPP ke,
21:49 bahot achi shaksiyaat hai,
21:51 IPP me bhi,
21:52 bhaari barkam log hai,
21:54 experienced log hai,
21:55 aur yehi halat,
21:56 agar koi faisla 8 ko,
21:58 koi aur hota hai,
21:59 toh hum ghair mashrood,
22:00 tariqah se unki madad karenge,
22:02 kyunki is waqt jo halat hai,
22:04 moashi halat hai,
22:05 mushkil halat hai,
22:06 Pakistan ke liye,
22:07 humne sab ko milkar,
22:09 musmat agar opposition bhi karni hai,
22:12 toh wo galtiyan nishan dahi karni hai,
22:15 humne ki jo bhi hukumat me ho,
22:17 poori nahi karna,
22:18 bilkul aap theek karenge,
22:19 agar opposition bhi karni hai,
22:20 musmat pattern par karne ki zarurat hai,
22:22 nazeen guftugu ke sasle ko,
22:23 yehi se aage mujhe break leni hai,
22:25 nazeen break lete hain,
22:26 phir wapas aate hain,
22:27 stay with us.
22:28 Welcome back after the break,
22:32 aur jis tarah se break par jane se pehle,
22:34 hum baat kar rahe the,
22:35 jis tarah mukhtalif Jamaat ke jaanab se,
22:38 daave kiye ja rahe hain,
22:39 ki hum itni seete le lenge,
22:40 hum itni seete le lenge,
22:41 toh doctor sahiba se jaan lete hain,
22:43 ki is tehka mein Pakistan party,
22:45 kitni seete lete hui,
22:46 dekhi de rahi hai,
22:47 ji doctor sahiba.
22:48 Pehli baat toh yeh hai,
22:51 jo is waqt ki political landscape ke andar,
22:56 figures ki baate ho rahi hai,
22:58 yeh sari figures theek kaha hai,
23:00 Busha sahab ne,
23:01 ki ye 8 February ko inka tayyan ho ga,
23:04 kaun se Jamaat kahan sweep karte hai,
23:07 aur kahan uske liye challenges hai,
23:09 is tehka mein Pakistan party,
23:11 toh khek nahi Jamaat hai,
23:12 lekin uske andar jo electables hain,
23:14 ya jo humare saath mukhtif halkoon mein,
23:17 humare khiladi banke,
23:19 ya humare candidate banke,
23:22 utrenge apne Shaheen ke nishan pe,
23:24 ultimately humara focus toh yeh hai,
23:27 ki hum maximum seatu pe,
23:29 apne candidate khare karein,
23:31 aur bhi hum maximum seatu mein bhi karein,
23:34 lekin jo Peepas party aur Moon ke darmayan,
23:38 aapki bais aur takraar thi na,
23:40 ke woh ek ke bagaar nahi chal sakenge,
23:44 aur doosra uske sahara ke bagaar khada nahi ho sakta,
23:47 humara yeh daawa hai,
23:49 jo bhi aksariyat Jamaat ho,
23:52 kisi surat bhi,
23:54 woh is tehka mein Pakistan party ke bagaar,
23:56 hukumat nahi bana sakti,
23:57 toh khe hum woh turab ka patta hai,
23:59 jit ke bagaar,
24:00 woh bhi siyasi Jamaat hai,
24:02 Punjab ki baat karein hai,
24:03 ya Vipak ki?
24:04 Vipak ki asatan jo overall,
24:06 toh khe karein Pakistan ki baat karein hai,
24:08 aur Punjab mein definitely,
24:10 hum khud front runner hunge,
24:12 aur ek accha volume seats ka Punjab assembly ke na,
24:15 yaani,
24:16 is tehka mein Pakistan party,
24:17 Noon Lee ke saath etihaad kar sakti hai?
24:19 humara hoga,
24:20 is tehka mein Pakistan party ka vizir yala hoga,
24:24 aur yeh cheezein,
24:25 jo siyasi Jamaat ke medaan mein hai,
24:27 unhi achchi tara se pata hai,
24:29 yeh kaum jo hai,
24:30 woh azmaane ke saath,
24:32 woh dekhti hai,
24:33 ke ground pe halaat kya hai,
24:35 woh ab 16 maa,
24:37 kono Jamaat ko 16 maa ki taraf leke jaate hain,
24:39 woh udha se katni katra aalete hain,
24:41 woh chuki itna biyaanak aur khaufnaak khaan hai,
24:44 Firdaus apa,
24:45 chuki jis tarah se aap keh rahi hain,
24:46 ki vizir yala jo hai,
24:47 woh IPP ka hoga,
24:48 toh yeh koi 2.5-2.5 saal wala toh nahi hoga,
24:50 ki 2.5 saal IPP ka,
24:51 pe 2.5 saal Noon Lee ka?
24:53 nahi, aisi baat nahi hai,
24:57 chuki aapne dekha hai,
24:58 ki yahan 8 seat wala bhi vizir yala raha hai,
25:01 aur is subah ke andar hi raha hai,
25:04 aur Mazoor Wattu sahab aapne saamne hai,
25:06 ki woh kitni seat,
25:07 kis aapne abhi Parvezal aayi,
25:09 kaafi inke paas kitni seat hai thi,
25:11 lekin aapne dekha ki woh,
25:13 unke bagaar hain haqoomat nahi bani,
25:15 aur PTI ki tamaam khalfat ke baawjoon,
25:18 at the end,
25:19 unhe ko vizir yala banana pada,
25:21 main isme jo ahamtareen baat hai,
25:23 is waqt dekhein,
25:24 seat hai kaun,
25:25 kitni leta hai,
25:26 election ke andar,
25:27 kisko awam viziryaate deti hai,
25:29 isko seaton mein haath doana padta hai,
25:33 yeh 8 February ke baad ki baias hai,
25:36 is so chupayasan hai,
25:37 bilkul aap theek keh rahi hai,
25:38 yeh faisla to 8 February ko hui jaayega,
25:41 kaunsi jamaat jo daawa kar rahi thi,
25:43 uska daawa sahi sabit hua,
25:44 yeh nahi hua,
25:45 ek aur maamle ki taraf badte hain zara,
25:47 aap hit ho kehti hain,
25:49 aap baat mukamal hi karne leti,
25:51 agar aapne do logon ke saath,
25:54 chale aap baat mukamal karne leti,
25:56 phir aap baat karne nahi leti hain,
26:00 baat yeh hai,
26:01 is waqt is mul ko zaroorat kis cheez ki hai,
26:04 sabse aam zaroorat jo hai,
26:06 wo aapke mawashi aur siyasi istiqaam ki zaroorat hai,
26:10 kya yeh election jo hai,
26:11 jo khencha taani,
26:12 imtishaar aur tasadam ki siyasat hai,
26:16 is mul ki andar siyasi aur mawashi istiqaam la sakti hai,
26:21 answer is no,
26:22 tamam siyasi jamaatun ko mil baith ke once for all,
26:26 jo ek long term economic road map hai,
26:29 aur ek political charter,
26:31 jiski baat ho rahi hai,
26:33 usko aage badhane ki zaroorat,
26:35 kyun ki hume election ek way forward hai,
26:39 jab election ke baad bhi,
26:41 humne ek doosre se gutam gutam hai,
26:43 is kaun ke arbor rupee kharch karne ke baad,
26:46 wo solution agar nahi milta,
26:48 toh waqt se pehle, baith ke election se pehle,
26:52 hume wo plan of action taya karna hai,
26:54 ek way forward jo hai is kaun ke saamne lana hai,
26:58 kyun ki aaj yeh naujwaan jo hai is mul ka,
27:01 wo yeh siyasi jamaatun ki taraf nahi dekh raha,
27:04 wo dekh raha hai ki aane wale kal mein,
27:06 kis tohch,
27:07 kis tarah ki Pakistan ki tamir aur trakki ki,
27:10 wo ravaiti siyasat ko dafan kar chuk hai,
27:13 wo ek digital Pakistan ka khaab dekh raha hai,
27:16 aur us naujwaan ke khaabon ki tabi,
27:18 Doctor sahiba, aapka point aagaya,
27:20 darasal waqt kam hai,
27:21 aur bahot saari aesi cheezein,
27:22 jo main chah rahi hu,
27:23 ke discuss kar loon,
27:24 aur mauke se faida uthateve,
27:25 aap un maamlaat par bhi aapki raay jaan loon,
27:27 isliye mujhe interrupt karna pada,
27:28 uske liye mazdat,
27:29 ek aur maamla,
27:30 Bilawal Bhutto Zardari sahab,
27:31 ab yeh kehate huye dikhai dere,
27:32 70 saal ke siyasat daanon se main yeh kehata hu,
27:34 ke mazdat jayein,
27:35 aur mul ke liye dua karein,
27:36 kisi ko doosri baar,
27:47 kisi ko doosri baar,
28:10 aur bilawal bhutto zardari sahab,
28:30 aur bilawal bhutto zardari sahab,
28:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
29:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
29:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
29:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
30:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
30:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
30:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
31:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
31:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
31:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
32:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
32:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
32:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
33:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
33:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
33:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
34:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
34:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
34:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
35:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
35:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
35:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
36:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
36:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
36:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
37:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
37:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
37:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
38:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
38:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
38:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
39:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
39:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
39:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
40:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
40:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
40:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
41:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
41:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,
41:55 aur bilawal bhutto zardari sahab,
42:15 aur bilawal bhutto zardari sahab,
42:35 aur bilawal bhutto zardari sahab,

Recommended