ECP reserved decision over PTI chief's disqualification case

  • last year
ECP reserved decision over PTI chief's disqualification case
Transcript
00:00 Election Commission a Bani Chairman PTI ki nahi ahliyat ke case ka faisla wahfuz kar liya. Zahid Mashwani se masih tafsilat lehenge. Zahid batayega.
00:07 Chief Election Commissioner ki sarbarai mein Election Commission ne iske isi samaat ki aur Chairman PTI ke wakil Shoaib Election Commission mein pesh huve.
00:21 Shoaib Shaheen ka muwakif tha ki ab ye case khatam ho jana chahiye.
00:32 Kyunki kaanuni taur par ye maamla ab khatam ho gaya aur party ka jo naya Chairmanin wo bhi aagaya hai. Aur unhone kaha ki ab agar aap ye case chalana chahate hain Election Commission se toh Akbar Esfawar ek nahi petition la rahe hain uske saath ye chala chala le.
00:51 Khalid Mehmood ab unko moka de rahe hain ki wo naye Chairman ke shalaf bhi petition dair kare. Khalid Mehmood jo waha pe maujood the aur is case ke wo petitioner hain, Darfaz Kuzar hain, unhone kaha ki PTI ke intraparty indikhaabat ko kisi ne tasleem nahi kiya.
01:06 Aur ye ki PTI ke Bani member Akbar Esfawar mein bhi intraparty election ko tasleem nahi kiya. Unhone kaha ki aap order par likh de ki Imran Khan ya PTI Chairman saza yaasta hain aur party ka oda nahi rak sakte.
01:18 Election Commission ne is hawale se samaat mukamal ki aur us par faisalan mehfooz kar liya.
01:25 Jai ki Zahid Mishwani, is hawale se aagaya kare the, bahut shukri aapka.

Recommended