• last year
Meri Pehchan | Topic: Dhoka aur Fareb

Host: Sehar Azam

Guest: Zarmina Nasir, Jihan Shah

#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv

A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 [Beep]
00:03 [Beep]
00:08 [Arabic]
00:11 Allahumma Salli 'Ala Sayyidina Muhammadin Noor-il-Anwari wa Sir-il-Asrari wa Sayyid-il-Abrar.
00:19 Usra-B-e-Kainat ke liye jo dilon ka malik bhi hai aur makeen bhi, apni chahani walon ka madadgar bhi hai aur mueen bhi.
00:27 Tamam makhlukat ki saasun ki ta'daat ke barapar durood-u-salaam-hu saahib-e-muqaame Qaaba Qausayn,
00:34 aur saahib-e-muqaame Mahmood sallallahu alaihi wa sallam.
00:38 Assalamu alaikum, nazim, program aap dekh rahe hain Mere Pehchaan aur mai hun Sahar Azam.
00:43 Nazim, aaj program Mere Pehchaan mein hamara jo mauzoo hai, wo hai dhoka aur fareeb.
00:49 Aur yaqeenan asr-e-hazir mein nazim, mai samjhti hu ki is mauzoo par baat karne ki bohot zyada zarurat hai.
00:54 Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ki ek hadith-e-mubarakah ke mafhoon ke mutaabik,
00:59 jisne dhoka diya, wo humme se nahi, ya jisne milawat ki, wo humme se nahi.
01:05 Nazim, dhoka aur fareeb dena, Allah aur uske Rasool sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ki narazgi ka sabab to yaqeenan hai.
01:13 Lekin agar hum ghor karein, nazim, to hum dekhte hain ki dhoka aur fareeb, mausree mein bigaad ka bhi sabab banta hai.
01:19 Balke jo anasir mausree mein bigaad ka sabab bante hain, usmein se bohot strong element jo hai, wo dhoka aur fareeb hi hai.
01:27 Quran-e-Majeed ki ek ayat ke mafhoon ke mutaabik,
01:30 jo log muamino ko dhoka dete hain, wo Allah ke dushman hain, aur unko azabe azeem hoga.
01:37 To nazim, mauzoo humara hai dhoka aur fareeb, aur ispar baat karne ke liye,
01:41 mere saath jo pehmaan alimat maujood hain, unke jaane bila taqir aapko liye chalti hun.
01:46 Mere pehli mehmaan shaksiyat, yaqeenan kisi taaruf ki mautaaj nahi hai, bohot hi koop bolti hai,
01:51 aur kehte hai na, jo baat dil se nikalti hai, asar rakti hai, to bohot hi asar-engaj guftagoo kiya karti hai.
01:55 Mere saath maujood hai, muhtarma Jahan Shah. As-salamu alaikum.
01:58 Wa alaikum assalam wa rahmatullah wa barakatuhu.
02:00 Kaisi hain aap Jahan Shah?
02:01 Alhamdulillah, aap kaisi hain?
02:02 Ji, alhamdulillah, aap sabki dua hain.
02:04 Baruhun ki, dusri mehmaan shaksiyat ke jaane, yaqeenan yeh bhi bolne mein,
02:07 aur samjhane mein apna koi saani nahi rakti.
02:09 Bohot tezi se apna naam aur maqam bana rahi hain,
02:11 kyunke, nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam ke taalimat ko aam kar rahi hain,
02:15 aur jo is kaam mein lag jaata hai, to yaqeenan uske naam ko chaar chaand aur rang lagi jaaya karte hain.
02:20 Mujtabaat maujood hain, mautarma Zarmina Khakri sahiba. Assalamu alaikum Zarmina.
02:23 Wa alaikum assalam.
02:24 Aapko bhi kushamdeed kahoonge.
02:26 Bhi bohot shukriye.
02:27 Aur nazien bila daakhir badhenge mauzoo ki jaanib, mauzoo hai amara dhoka aur fareeb aur sawalat ki jaanib chalti hun.
02:34 Yeh batayega, Jahan Shah, mera phaila sawal aapki jaanib lekar aungi,
02:38 ki dhoka aur fareeb ki muzammat agar hum Quran-e-Karim ke hawale se baat karein,
02:41 to kis tarah se aap isko bayan kareengi?
02:44 Jazakallah.
02:45 A'udhu billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim.
02:48 Alhamdulillahi wabihi nastaeen.
02:49 Wa nusalli wa nusallim 'ala rasoolihi s-sadiq al-ameen.
02:52 Amma ba'ad. Puri ummat al-Islam ko, yahan par maujood logon ko, assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
02:57 Allah Rabbul Izzat ne Quran-e-Hakim ki jab iptida ki hain,
03:00 to aap yeh dekhein ke pehle surah Fatiha, uske baad surah Baqarah mein pehle mumineen ki sifat ko bayan kiya gaya hain.
03:06 Uske baad mumineen ki sifat ko bayan kiya to uske foran baad jo sifat bayan ho rahi hain,
03:11 wo kuffar ki jo sifat bayan ho rahi hain,
03:13 aur usme uske saath hi aate,
03:15 hu min nasi ma yaqulu amanna billahi wa bil yawmil aakhari wa ma hum bi mumineen.
03:20 Wo log hain jo apne iman ko zahir karte hain,
03:23 lekin darasal unke dilon mein iman rasikh nahi hua hain.
03:26 To sabse pehli dhokay ki jo surat bata di gayi hain,
03:30 jo log iman ko zahir kar rahe hain,
03:32 lekin unke dilon mein wo baat poori tarah se utri hui nahi hain,
03:36 to dhokay ki sabse pehli pehli surat yahaan par a jaati hain.
03:39 - Ki bazaahir kuch ho aur andar kuch ho. - Bazaahir kuch ho aur andar kuch aur hain.
03:42 Uske baad mazeed isme add kar diya gaya, Allah Rabbul Izzat bata rahe hain,
03:45 ki unke dilon par muhre laga di gayi hain,
03:47 kyunki unke dilon mein dhokay hain.
03:49 Wo Allah Rabbul Izzat ko dhokay dete hain,
03:52 wo mumineen ko dhokay dete hain,
03:54 darasal wo apne aap ko dhokay de rahe hain.
03:56 Aur apne aap ko wo log kya kar rahe hain, wo apne aap ko hi dhokay de rahe hain.
04:00 Isme ek baat samajhne ki yeh hai, ki Quran-e-Hakim mein yeh bata diya gaya hai,
04:03 ki dhokay ek aise cheez hain,
04:05 ki bazaahir to wo aap kisi aur ko dene ki koshish kar rahe hote hain,
04:08 lekin uska jo wabaal hain na, wo aapke khud ke upar parta hain.
04:12 Aur isme, "Wallazeena yu'udhoonal mu'meena wal mu'minati bi ghairi makhtasabu,
04:16 faqad ihtamalu buhtanaun wa ithman mubeena."
04:19 Aap isme aap yeh dekhein ki isme eezar-rassani aajati hai.
04:22 Ek jo jazba hai aapka, ek negativity hai na, ki aap kisi ko dena chahate hain,
04:26 "Wa-i-lul-lil-mutaffifeen."
04:28 Poori-poori surat-ein, jinn naamon ke upar, jinn cheezon ke upar naazil hui hain,
04:32 unmein se ek surat hai mutaffifeen ke upar bhi,
04:35 jo log "qail wal-meezan" mein jo hai, wo dhoka karte hain, faraib karte hain,
04:39 aur jis tarah se "bay'ar shira'a" mein,
04:42 yaani yeh kharid-o-furokh mein jo log dhoka dete hain.
04:44 Toh iski alag-alag kismein badi tafseelan Quran mein bayan ki gayi hain,
04:48 ki kaun-kaun se dhokay hain.
04:50 Toh saari baaton ka khulasa Quran-e-Hakeem se samajh mein yeh aaya,
04:53 ki dhoka dene wale ki dil pe muhar lagi hua hai,
04:56 dhoka dene wala jo wo darasal apne aap ko dhoka dera hota hai,
05:00 kisi aur ko ek waqti dhoka dera hai.
05:02 Uske dil mein imaan rasikh nahi hain,
05:04 Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ka yaqeen rasikh nahi hain,
05:07 kyunke duniya ki muhabbat uske dil mein zyada hai.
05:10 Uske dil mein duniya ki muhabbat zyada hai,
05:12 isi wajah toh wo hirs aur havis ki wajah se hi toh kisi aur ko dhoka dera hai,
05:16 apne wafadat ki liye.
05:18 Aur ismein aap yeh dekhen ki aur bahut saare gunah shamil ho jate hain.
05:21 Ismein jhoot bolna bhi shamil ho gaya,
05:23 ismein kisi ko takleep paunchana bhi shamil ho gaya,
05:25 ismein wo wale hadith bhi shamil ho jate hai,
05:27 ki jo apne liye pasand karo,
05:28 wo apne musalman bhai ki liye pasand karo,
05:30 toh aap usse bhi opposite chal rahe hain.
05:32 Ismein bhi yeh dekhen ki yeh buraiyon ki jadh ban rahi hai ek tarah se.
05:35 Iske saath aur bahut saari buraiyan jo hai wo aapke saath lag jayenge.
05:39 Khud ba khud aur aapko is baat ka aisaas bhi nahi hoga,
05:41 ki aap kin kin gunahon ki murtakib ho kar,
05:43 eventually phir Quran-e-Hakim mein kya aata hai,
05:46 ki wo log munafiqeen ke darjah par aajaate hain.
05:48 Ki wo log zahir kuch kar raha hain,
05:50 aur unke baatin mein kuch aur hain.
05:52 Allah-u-Akbar.
05:53 Ini nazireen hamme yeh pata chala ki munafiqeen ki jo batai gayi nishaniyan,
05:57 usme se agar hum, main yaqeenan, is baat ko zarur kahna chahungi ki yeh bhi shamil hua aapne bataya,
06:02 ki dil mein kuch hai aur saamne kuch hai,
06:05 yeh dhokay ki aqqasim hai aur isi baat ko leke mazeed aagey badhungi.
06:09 Zarmina sahiba bhi maare saath maujood hain.
06:11 Zarmina sahiba yeh bataiye ka,
06:12 ki agar hum talimat-e-Nabwi sallallahu alaihi wa sallam ki jaani badhte hain,
06:15 toh hum dekhteyin ki waha bhi Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne dhoka aur fareeb ke sakt muzammat firmahi hai.
06:21 Kuch talimat-e-Nabwi sallallahu alaihi wa sallam ke hawale se roshni ra liye ka.
06:25 Bahut shukriya sahib.
06:26 Bismillahir Rahmanir Rahim,
06:27 aaj ka topic yaqeenan hum sabke liye behtreen rahein hamwar karega,
06:31 ki hum isko jaan sakay, samajh sakay,
06:33 aur agar Khudana khasta humare andar yeh sift maujood hai,
06:35 toh isse apni zaat se door karne ki bharpoor koshish karse liye.
06:38 Kyuki dhoka ek aisi maasharti burai hai,
06:41 ki jab maasharat ke andar pan apne lagta hai,
06:43 toh digar bahut saari buraiyan bhi iske saath shamil ho jati hai,
06:46 ki maasharat ka amn, sukoon aur chahin nisto nabud ho jata hai.
06:49 Hum dekhte hai ki Quran-o-Hadees me dhokay ki shadeed muzzammat firmahi ki hai.
06:53 Yani humare dil mein kuch ho,
06:54 aur hum zaahiri humare aamal kuch ho,
06:56 ya hum kisi ki amanat mein khayanat kar rahe ho,
06:58 kisi bhi tarah se uske itamat ko majroo kar rahe ho,
07:01 isko basically dhoka dehi ka jata hai.
07:03 Quran-e-Paq me jo na shukray log hai,
07:04 aur jo wada shikan hai,
07:05 unko bhi dhoka dene walo mein shumar kiya gaya.
07:07 Aur sirf Fatir ki ayat 43 ka mafhum hai,
07:09 ki jo log makar, fareb aur dhoka karte hain,
07:11 wo dar haqeekat unki apni jaanib lot kar aata hai.
07:14 Yaan main Shafaq-e-Ahmad ka qaul zaroor shamil karna chahungi,
07:16 ki dhoka jab insan kisi ko deta hai,
07:18 to uske andar itni jaan hoti aur taqat hoti hai,
07:21 ki wo lot kar goon phir kar apne thikane ki jaanib wapas zaroor aata hai.
07:25 Jis se insan ki zaahiri aur baatni zindagi yakinan kharab ho jati hai.
07:28 Isi tariqah se Hadees me bhi iski shadeed muzzammat ki gayi hai.
07:31 Aap (S.A.W) ne isko siffat-e-salbi aaya,
07:34 kabi aur ek bura amal isko karar diya.
07:36 Aur isse bachne ki bhi talqeen ki hai,
07:38 Aap (S.A.W) ne kabhi dhoka dehi nahi parmai.
07:41 Aur Aap (S.A.W) ki hadees-e-mubarakah ka mafhum bhi yeh hai,
07:45 ki jo bakheel shaks hota hai,
07:46 jo ehsan jatlana wala shaks hota hai,
07:48 aur jo dhoka dene wala shaks hai,
07:50 uska thikana dozakh hai,
07:51 wo jannat me daafil nahi hoga.
07:53 Aap (S.A.W) ki hadees-e-mubarakah ka mafhum hai,
07:56 ki aap ek martabah ek bazaar se guzar rahe hote hain,
07:58 aapne wahan gandum ka ambar laga dekha.
08:00 Aur Aap (S.A.W) ne apna mubarakah das te aqdas usme jab shamil kiya,
08:05 toh jo neeche gandum thi wo geeli thi baarish hone ki wajah se,
08:09 toh Aap (S.A.W) ne mana firmaaya,
08:11 ki jab tum isko farokht karoge,
08:12 yeh toh aib daar hai,
08:13 jab tum farokht karoge,
08:14 toh yeh wazandaar ho jayegi geeli hone ki wajah se.
08:16 Kareedne wale ko uska aib nahi malum hoga.
08:18 Malum nahi hoga.
08:19 Aap (S.A.W) ne isse mana firmaaya,
08:20 muslim ki hadith aap (S.A.W) ne firmaaya, ki jisne dhokha diya wo hummese nahi.
08:25 Toh yakinan jab hummese nahi,
08:26 Aap (S.A.W) ke saath toh wo tab hoga,
08:29 jab uski zindagi, uska andaaz Aaka (S.A.W) ki talimat ke bilkul according hoga.
08:34 Similarly hum dekhte hain,
08:35 Imam Abu Hanifa rahmatullah alaih.
08:37 Aap kapde ka kaarubar karte the,
08:38 business karte the,
08:39 ek martaba usme koi aib tha.
08:41 Toh apne helper ko yeh keh kar,
08:42 wahan se jate hain kuch din ke liye,
08:44 ki aib bata kar farokht karna,
08:46 agar koi lena chahe willing ho.
08:48 Toh jab wo wapas aati hain,
08:49 jab unhe yeh maalum hota hai,
08:50 ki usne aib bataya hi nahi aur aise hi farokht kar diya,
08:52 toh takreeban 30,000 dirahim yeh,
08:54 jo bhi unko wahan uswaq munafa milta hai,
08:56 wo Allah ki rah mein usko takseem kar dete hain.
08:59 Kyun ki Allah rabbul Izzat hume dhokha khaanein aur dhokha denein se mahfuz firmaaya.
09:03 Fir Abu Dawood ki hadithe mubaraka hai,
09:05 Abu Huraira r.a. nahu iske raavi hain,
09:07 ki Aap (S.A.W) ne firmaaya,
09:09 jo kisi ki bibi ko uske shohar se ya kisi ghulam ko uske aaka se badzan karein,
09:14 wo hum me se nahi.
09:15 Aap dekhe badzan karna,
09:16 misunderstanding create karna,
09:17 yeh kitna bada dhokha hai.
09:19 Aur bibi aur jo ghulam hai,
09:21 you know Seher,
09:22 wo dependent hote hain na,
09:23 matahat kaam kar rahein hote hain,
09:24 agar unme koi na chaki ho jati hai,
09:26 kabhi aise maamlaat aa bhi jate hain,
09:28 toh unko behkaana aur unko badzan karna,
09:31 aur dhokha dena,
09:32 ek dusre se door karta hota bhi aasaan hai.
09:34 Aur yeh ghalat bata hai,
09:35 Aap sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
09:37 wo hum me se nahi.
09:38 Pir Hazrat Abdullah bin Umar bin Aas,
09:40 razi allahu ta'ala anhu se riwayat hai,
09:42 Aap sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
09:44 jis shakhs ke andar chaar khasalate hongi,
09:46 toh wo munafiq-e-amal hi hoga,
09:48 uske dil ke andar toh imaan maujood hai,
09:50 lekin uska amal uske andar according hai hi nahi.
09:52 Usme jo shamil hai,
09:53 yeh ni agar uske andar teen khasalate hain,
09:55 toh thoda kaam munafiq hai,
09:56 do hai toh usse kaam hai,
09:57 isi tariqah se aur ek hai,
09:58 toh uske andar nifaq ki ek shakal maujood hai.
10:12 Aap dekhe, duniya mein hum se koi jhoot bolta hai,
10:14 toh humara jumla kya hota hai,
10:15 saharam kehte hai isne humse dhokha kiya.
10:17 Koi abdar maal faroqht karta hai,
10:18 toh humari zuban pe kya hota hai,
10:19 ki isne hume dhokha diya.
10:20 Wada khilafi karta hai,
10:21 toh isne hume dhokha diya.
10:23 Dhokha ek aisa kabhi amal hai,
10:24 ke koi bhi zeesh shahoor insan,
10:26 woh kabhi pasand nahi karsakta.
10:28 Woh hamesha yeh kahta hai,
10:29 ki yeh ek bura amal hai.
10:30 Kyunki momin ki jho shakshiyat hai na,
10:32 woh sachai ka khalsa hua karte hai,
10:34 woh imaandari ka khalsa hua karte hai,
10:36 jho dhokhe baaz shaksh hota hai,
10:37 woh kabhi bhi momin nahi hosakta.
10:39 Toh hume chahiye hum khud bhi seekhe,
10:41 apne zehre sir afraat ko seekhaye,
10:43 taaki hum apni zahiri aur baatni zindagi ko roshan kar sake.
10:46 Bilkul hume scholars ki guftugu se nazir,
10:48 yehi maal hua ki jho humare zehre tarbiyat bhi log hai,
10:51 hume unko bhi seekhane chahiye,
10:53 ki dhoka aur fareeb Allah aur uske rasool
10:55 sallallahu alaihi wa sallam ke nazdik
10:57 saqt na pasandida cheezein hain.
10:59 Aapke jaani baungi,
11:00 main Jehan Shah sahiba aur
11:02 sawalat to mere paas bahus aa rahein,
11:04 kyunki nazirin,
11:05 jaqeenan yeh mauzoo aisa hai,
11:06 ki dhoka aur fareeb aur agar me dekho,
11:08 toh aaj ki zindagi se bhi nazirin,
11:09 yeh bahut zyada relate karta hai.
11:10 Sawalat mere paas bahus aa rahein,
11:12 alimat bhi yaha maujood hain,
11:13 sawalat bhi hongi,
11:14 jawabat bhi hongi,
11:33 toh kuch hi sawalat se bhi rauch nahi daaliyega,
11:48 aur mazeed agar bhi baat karun,
11:49 ki roz maraz zindagi ke hawale se,
11:51 jo humare muamlaat hote hain,
11:52 usmein hum dekhte hain,
11:53 ki dhoka aur fareeb,
11:54 bahut zyada ab involve ho gaya hai,
11:56 toh kuch hi sawalat se,
11:57 agar aap kehne chaheyen,
11:58 humare nazirin ko bhi kuch bataan,
11:59 kuch kahane chaheyen.
12:00 Jazakumullah khair,
12:01 Jazakumullah khair,
12:03 al muslimu man salim al muslimuna min lisanihi wa yadih,
12:06 yeh musalman ki khususiyat hai,
12:09 wo bata di gayi hai,
12:10 ki uske zuban se uske haan se,
12:11 doosra musalman jo hai,
12:12 wo mehfooz hai,
12:13 toh phir wo musalman hai,
12:14 musalman ka matlab kya hota hai,
12:16 jo deen-e-islami mein daakhil hua hai,
12:18 mo'min wo hota hai,
12:20 jo islam uske dil mein rasikh ho gaya,
12:22 aur poor apne aap ko,
12:24 poor Allah ke haqamat ke upar,
12:25 toh tamak chizun ko follow karega,
12:26 follow karne wala,
12:27 phir wo ek urooj pe jab jata hai,
12:28 wo mo'min ho gaya,
12:33 muslim kaha gaya,
12:34 jo sirf kalma go hai,
12:35 wo sirf Allah rabbul ahzat ke wahdaniyat ke upar,
12:37 iman rakta hai,
12:38 aur nabi kaim sallallahu alaihi wasallam ko,
12:40 Allah rabbul ahzat ka akhri nabi maanta hai,
12:42 abhi sirf wo is darja par hai,
12:45 tab yeh keh diya hai,
12:46 ki yeh wo hoga musalman,
12:48 jisse ke agla musalman,
12:49 uske zuban se,
12:50 uske haan se,
12:51 mehfooz hai,
12:52 toh aap yeh dekhen ki,
12:53 dhoka ki jo iptida hoti hai,
12:55 wo zuban se hoti hai,
12:56 zindagi ke har mahamalat me,
12:58 har shu'abah me,
12:59 aap yeh dekhen ki,
13:00 har maukah pe dhoka ho sakta hai,
13:04 aap wo shadi biya ke mahamalat dekh lein,
13:06 ki agar kisi se wo aap koi rishta kar rahe hain,
13:09 wo uske koi bhi cheezon ko chhupa leta hai,
13:11 buraiyon ko chhupa leta hai,
13:12 toh yeh kitna bada dhoka hai,
13:14 aur is dhoka ke,
13:15 kitne saare asraat murattab ho sakta hai,
13:18 ki kitni zindagiya involve hota hai,
13:20 ainda aane wajah naslo tak iske aasaat jaati hai,
13:22 kitni zindagiya involve hai,
13:24 ek lafz agar ek jhoot ka,
13:26 ya koi,
13:27 sirf acha is dhoka dene me,
13:28 do cheezein shamil hoti hai,
13:29 ek wo jo zahiran aap poori tarah se,
13:31 jhoot bol ke dhoka de rahe hain,
13:32 sachai ko chhupana,
13:34 bhalai ko chhupana bhi,
13:35 nasihat na karna bhi dhoka hai,
13:37 agar aapse koi talab karta hai nasihat,
13:39 jaise ke is maawale mein khas karke main keh rahe ho,
13:41 toh wo bhi dhoka hai,
13:42 ki aap usko poore khulus ke saath nasihat nahi kar rahe hain,
13:45 goye aap usko dhoka de rahe hain,
13:47 ki yeh ek maamla aa gaya,
13:53 aap yeh dekhen ke jo aaj kal ke bachche,
13:55 ek cheeze ke upar train ho chuke hain,
13:57 ke papers mein cheating karni hai,
13:59 yeh ek cheeze trained hai,
14:01 yeh ek set hai,
14:03 ki yeh hona hai,
14:04 aur usko na toh maayoob samjha jaata hai,
14:06 na usko sharmindigi hai,
14:07 na usko koi nidamat hai,
14:08 kuch bhi nahi hai,
14:09 achcha kuch aisi degrees hain,
14:11 jinn mein ke agar yeh dhoka de ke degree hasil kar li jaye,
14:14 uske kitne ghalat consequences saamne aa sakte hain,
14:18 jaise ki aap MBBS ki degree le le,
14:20 aap engineering ki degree le le,
14:22 yahan tak ke main bhot qareeb se bhi ek cheeze ko dekhen hain,
14:24 ki Islamic studies ki degree mein jo hai,
14:26 wo log jhol kar rahe hain,
14:27 aur dhoka de rahe hain,
14:28 jab aapko poori tarah se ilm hi nahi hai,
14:31 toh aap kahin par baith kar sakhenge,
14:33 khud kya seekhenge,
14:35 aage kya sikhayenge,
14:36 yaani ki zindagi ke har kadam te wo cheeze,
14:38 aapki jo hai na,
14:39 wo shakhsiyat ka hissa ban jayegi,
14:41 aur Allah rabbul Izzat,
14:42 phir qayamat ke din jo hai,
14:44 wo aapko jhoota ke naam se bulayenge,
14:46 ya unke paas ek alam hoga,
14:48 jo log jo hai,
14:49 wo jhoota hongi,
14:50 wo us saf mein,
14:51 saare ke saare khadhe hua honge,
14:52 toh aap ye dekhen ke,
14:53 iss se jo main aapko ye keh rahe ho,
14:55 ki maasharat hi kitne saari,
14:56 aap ye dekhen,
14:57 zeebat iss se aa rahi hain,
14:59 jhoot iss se aa rahi hain,
15:00 izar asani iss se aa rahi hain,
15:02 logon ki zindagiyaan iss me involve ho rahi hain,
15:05 deen-e-Islami kya hai,
15:06 innama ba'istu li utammima makarimal akhlaaq,
15:09 ye makarimal akhlaaq hi toh hai,
15:10 jo hume sikhaye ja rahe hain,
15:11 jisse kyunke,
15:12 ibadaat ki Allah rabbul Izzat ko zarurat nahi hai,
15:15 agar door andeshi se dekha jaye,
15:17 toh ye ibadaat jo hai na,
15:18 ye bhi humare akhlaaq ko hi sudhar rahi hain,
15:20 namaaz bhi humare apni paakeezgi ke liye hai,
15:23 saum bhi humare paakeezgi ke liye hai,
15:25 sakat maal ki paakeezgi ke liye hai,
15:27 haj ek alak tarah ki training hai,
15:28 toh jab aapke akhlaaq hi durus nahi hai,
15:30 toh ibadaat ki Allah ko toh zarurat nahi hai,
15:32 aapko toh apni akhlaaq ko pehle sudhar na hai,
15:34 agar akhlaaq sudhrenge,
15:35 toh poora maaashara sudhrega,
15:37 poora maaashara sudhrega,
15:38 toh poori insaniyat sudhar jayegi.
15:39 bilkul bilkul,
15:40 accha yeh roz madra zindagi ke maamlaat ki
15:42 hum baat kar rahe hain,
15:43 aur aapne abhi jaisa ki zikr bhi kya,
15:44 ki degrees le li jaati hain jali,
15:46 aur phir dekha jaye toh,
15:47 ainda aane wale 15-20 saalon me,
15:49 takreepan har shobay mein hi,
15:50 kitna aasal andaaz hoga ki jahaan pe har jagah nalaayik log mehjood hongi,
16:01 toh mujhe batayega ki social media bhi aaj kal toh humara ek roz madra zindagi ko,
16:03 hum dekhte hai ki wahaan bahot zyada dhoka aur farib humi nazar aata hai,
16:06 kuch iss hawaale se agar kehna chahiye.
16:07 badi hi baitreen aapne taraf jo hai,
16:09 ek humari nigaah karwa diya hai,
16:11 yeh cheez mujhse miss ho gayi thi,
16:12 aur yeh badee baitreen cheez hai,
16:14 aur yeh ek dil wali cheez hai,
16:16 dil wali baat hai,
16:17 aap yeh dekhein ki,
16:18 yeh ghalat cheez gilat hai,
16:19 yeh zalat hai iss pe baat karni karna.
16:20 bada zaruri hai,
16:21 bila tahqeek ek click forward ka,
16:23 wo tak dhoka hai kisi ko dena,
16:25 aapne kisi ke liye koi ghalat baat shaya kardi,
16:28 wo bhi dhoka dena hai,
16:29 aapne kisi ke upar koi bohtaan laga diya,
16:31 yeh bhi farib mein aara hai,
16:33 ki aapko tahqeek nahi hai iss baat ki aapne uske upar bohtaan laga diya,
16:36 aapko uske chakshiyat ke baare mein malum nahi hai,
16:38 aap uska dekhein yeh jo social media hai,
16:40 ya technology hai,
16:41 basically yeh logon ki sahulat ke liye aaya hai,
16:44 aap dekhein ki hum log jaise research kar rahe hote,
16:47 humare liye kisi khazane se kam nahi hai,
16:49 pehle kya hota tha,
16:50 ek sawal ka jawab agar nikalna hai,
16:52 toh aapko 4-5 books ko padhna hai,
16:54 yaha tha ke 10-10 books ko bhi padhna hota hai,
16:56 ab kya hai,
16:57 finger tips ke upar aapke paas,
16:58 ek-ek sawal ke 10-10 tarah ke,
17:00 aur alag-alag maraaj jo hai,
17:01 kiti badi sahulat hai,
17:02 ab iska positive use bhi hai,
17:03 negative use bhi hai,
17:04 negative use iska jo jiske upar hum abhi baat kar rahe hai,
17:07 ke aapne kisi aur naam se ID's banali,
17:10 logon ko dhoka diya,
17:12 aapne jo hai,
17:13 uss ID's se usko takleef pauncha rahe hain,
17:15 usko troll kar rahe hain,
17:16 ab uske baar mein ghalat baat ke shaahif kar rahe hain,
17:18 zainli takleef toh eezaa ki baat ho rahi hai yahaan,
17:20 yeh saari cheeze isme involve ho rahi hai,
17:22 phir main ek aur cheeze isme add karung,
17:24 jaise ke main isi baat ke shuru mein bola,
17:26 ki joh ghalat forward karna hai na,
17:28 bila tahqeeq,
17:29 kafa bil murreeqadiban,
17:31 an yuhadditha bikulli maasami'
17:33 yeh iski hadees hai,
17:34 us insan ke liye jhoota hona itna hi kaafi hai,
17:37 usne jo suna aage pauncha diya,
17:39 toh yeh uske liye kaafi ho gaye,
17:40 toh yahaan pe aapne kuch pata nahi hai,
17:42 bas aapne suna aur aapne forward kar diya,
17:44 baad mein aapko pata chal raha hai,
17:46 ki main usse kitni badi ghalati ho gayi,
17:48 kitna bada guna ho gaya,
17:49 kabhi kabhi humein khud bhi ye cheeze palat ke aati hai,
17:51 humere upar bhi,
17:52 aur humein aisaas hota hai,
17:53 ki ye cheeze humne ghalat ki hai,
17:54 toh isko bahut soch samajh ke,
17:56 aur positive use karein,
17:57 iska negative istimal na karein.
18:18 Aapke chahane purnoge zarmina khakri sahiba,
18:20 aur hum dekhti hain chalein,
18:21 dhoka de diya,
18:22 saamne wale ne excuse bhi kar liya,
18:24 maazdat bhi kar liya,
18:25 aap se maafi bhi maang liya,
18:27 toh hum dekhti hain ki kuch log itne saada hote hain,
18:29 ya itne pure hote hain,
18:30 ki uske bavajood bhi,
18:31 wo dobara dhoka khaate hain,
18:33 ya agar main yu kahun ki,
18:34 kuch log ek baar dhoka khaane ke baad bhi,
18:36 muhtaat nahi hote,
18:38 toh aise afraat ke liye koi nasihat?
18:40 Bahut shukriya sahib,
18:41 khaas ho se khawat hi,
18:42 humari bahut seedhi saadi hoti hain,
18:43 meri baine jo dekh rahi hain,
18:44 unke liye toh sarur kahi hain,
18:45 bahut acha sawal ki aapne,
18:46 aur haqiqat se bahut relatable,
18:48 toh hum dekhte hain,
18:49 jaise jahan ne bahut achi jaane bhi,
18:50 humari tawajood dilai,
18:51 social media and all those things,
18:53 toh mai yahaan zurur kehna chahungi,
18:55 ki jahan bhi yakinan mujh se agree karengi,
18:57 kapdo ki design,
18:58 jo phir zamana copy kar liya jaate hain,
18:59 copyrights ke wo against,
19:00 wo bhi ek dhoka hai,
19:01 phir hum dekhte hain,
19:02 jo baggers pretend kar rahi hoti hain,
19:16 aur kisi ka image kisi ki nazron mein,
19:19 kharab kar di nafsi zamana,
19:20 yeh sabse bada dhoka hai,
19:21 toh bilakul jahan ne tawajood dilai,
19:33 jo Allah aur uske Rasool sallallahu alaihi wa sallam ki,
19:35 jo vaide hain,
19:36 se iman mein phir humare saamne aati hain,
19:37 aapne bahut acha sawal kiya,
19:38 ki muhtaat ho jana chahiye,
19:40 kya karna chahiye,
19:41 kuch log nahi muhtaat hote,
19:42 toh bilakul mai zurur ye nasiyat karna chahungi,
19:44 ki aap us shaks ke liye,
19:46 dubara dil mai,
19:47 you know,
19:48 koi bhughz na rakhe,
19:49 jealousy na rakhe,
19:50 ki aapne ahtiyat zuroor karen,
19:51 maaf karne,
19:52 lekin ahtiyat ilaj se behtar hai,
19:53 ifaasti ikdamaat zurur karne chahiye,
19:55 aur kabhi bhi dubara us shaks par,
19:57 itamad nahi karna chahiye,
19:59 kyunki momin ek suraakh se do baar,
20:01 kabhi hai,
20:02 nahi dasa jaa sakta,
20:03 phir Hazrat Ghuffari r.a.w,
20:05 aap namaz ada kar rahe hai,
20:06 toh aapne aqa alaihi salatu was salam se yeh sawal ki,
20:08 ki kya insano ke indar bhi shayateen maujood hote hai,
20:11 toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne jawab diya,
20:13 mafumein hadith hai ki bilkul maujood hote hai,
20:15 aur jo jinnaat ke shayateen hai,
20:17 un se zyada khatarnak hote hai,
20:19 hafi zamana hum dekhte hai,
20:20 aap dono agree karengi,
20:21 jo kisi ki leg pulling kar rahe hote hai,
20:23 kisi ko aage badta hua nahi dekh sakte hai,
20:25 kisi ka image kharap karenge,
20:26 aur aise ashqas apne aap ko bohot fankar samajhte hai,
20:29 ki hum toh bohot baasilaiyat hai,
20:31 hum toh kuch bhi kar sakte hai,
20:32 apne mafaad ke liye,
20:33 apne maqsad ke usool ke liye,
20:34 lekin Quran-e-paq ki jo ayat hai,
20:36 jo hadith se mubarakah ki talimat hum tak pohch rahi hai,
20:42 aur uspe amal bhi karna chahiye,
20:43 aur Allah ta'ala se ki khashiyat ikhtiyar karni chahiye,
20:45 ki jo makar aur fareb insaan kisi doosre ke saath karta hai,
20:48 wo lot kar jald bhaiya der,
20:49 uski jaanib zurur aata hai,
20:51 aur phir yakinan wo insaan Allah-e-rabbul-izzat ki pakad me bhi aata hai,
20:54 so hummein muhtaat ho jane ki zaroor hai,
20:56 ki hum dubara uspe kabhi trust na kare,
20:58 kyuki itna sensitive mauzoo hai,
21:00 ki ek Muslim aur ghair Muslim,
21:02 dono halate jang me the,
21:04 usne yeh faisla ki hai,
21:05 ki jab humaree ibadat ka waqt hoga,
21:06 to humein doosre ko time denge,
21:08 aur uske baad dubara wohi silsla continue karenge,
21:10 to jab Musliman ki baari hai,
21:11 usne namaz ada karli,
21:12 aur jab ghair Muslim apni ibadat me masroof tha,
21:14 to uske zain me yeh khayal aaya,
21:15 kyu na main is maukay ka faida utha hu,
21:18 kyuki halate jang me to sab kuch jaiz hota hai,
21:20 lekin usko ghaib se yeh nida aati hai,
21:22 pokar aati hai,
21:23 ki apne wadah ko poora kar,
21:24 aur kisi ko bhi dhoka na de,
21:26 to dhoka itna you know,
21:27 maasharti burai hai,
21:34 agar Allah uske Habib salallahu alaihi wa sallam ki talimat ko samjhenge,
21:37 to yakinan Allah rabbul Aziz humein wo farasat,
21:39 wo danai,
21:40 wo hikmat ata karega,
21:41 ki humein dhoka ke negative asraat se bhi hum baaz rahenge,
21:44 lekin humein dubara,
21:45 jauh question ki jaane baana chahungi,
21:47 humein muhtaaz zaroor hona chahiye,
21:49 hifaasti ikdamat karne chahiye,
21:50 dubara us shaks par kabhi bharosa nahi karna chahiye,
21:53 kyuki kuch log kabhi bhi apni fitrat se baaz nahi aate,
21:56 baaz nahi aate zahir,
21:57 fitrat to badli nahi jaa sakti,
21:58 to jaisa ki zarmina sahiba ne firmaaya ki,
22:00 jo hai wo nida aayi,
22:01 ki dhoka nahi diya jaa sakta,
22:03 to aap hi dekhi ki humein to Allah uske Rasool sallallahu alaihi wa sallam ki talimat,
22:07 saaf saaf humare paas maujood hain,
22:09 waazir taur pe humare paas maujood hain,
22:11 to nazrin hum kyu nahi us pe amal karte,
22:13 ispe bhi hum baat karenge,
22:14 magar is muqtasar se break ke baad.
22:16 Bismillahir rahmanir rahim,
22:17 nazrin program hai Mere Paichaan,
22:18 main hun sahar aazam,
22:19 aap jaante hi hai ki aaj Mere Paichaan ka mauzoo-e-nazrin dhoka aur fareeb,
22:36 to koi nidamat bhi nahi hai aur yehi saari cheezein humari aanewali nasile bhi humse seekh
22:53 rahi hai,
22:54 to aap mujhe batayega ki duniyawi taur pe bhi aagar hum baat karenge,
23:16 aur agar hum ukrabi taur pe bhi baat karenge,
23:18 to iske kya nuqsanaat,
23:19 kya side effect dhoka dene wali ke liye,
23:21 jo dhoka dene raha hai,
23:22 kya firmehengi?
23:23 Jazakallah Khaira,
23:24 A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem,
23:25 Bismillahir Rahmanir Rahim.
23:26 Aap sabse pehle to yeh dekheyin,
23:27 hum log kis ummat me se hain,
23:29 ummat-e-Muhammadiyah salallahu alaihi wa sallam,
23:31 Nabiye salallahu alaihi wa sallam,
23:33 Quraish makam-e-Sadiq-ul-Ameen ke naam se jane jaate the,
23:36 aur yeh wo log unko Sadiq-ul-Ameen keh rahe hain,
23:47 jo ke baad mein Islam lekar nahi bhi aaye,
23:49 tab bhi agar Nabiye karim salallahu alaihi wa sallam ke sifat unse daryab ki jaate hain,
23:51 to wo unke baare mein yehi batate hain,
23:52 ke wo Sadiq-ul-Ameen hain,
23:53 humne unke baare mein kabhi nahi dekha,
23:54 ki unhone kabhi khayanat ki ho,
23:55 ya unhone kabhi jhoot bola ho,
23:56 aap Hijrat-e-Madina ke waqt bhi dekh le,
23:57 ki jitne bhi Quraish ke log the,
23:58 sabki amanate Nabiye karim salallahu alaihi wa sallam ke paas,
23:59 us waqt bhi maujood thi,
24:06 ki Ali-r-Allahu-anhu ke zimme diya.
24:07 aur jab Abu Sufyan jahe ek baadshah ke saamne jaate hain,
24:12 aur unse wo baadshah pooshte hain,
24:14 ki tumhare Nabi ki jo Nabi aaye hain,
24:16 aakhir-ul-zaman unki jo sifat hain wo batao,
24:18 to wo sifat unke baare mein,
24:20 jab Islam nahi bhi lekar aaye,
24:21 tab yeh sifat bata rahe hain.
24:23 aaj hum unki ummat ho kar,
24:24 apne aap ko kahan dekhte hain,
24:26 apne aap ko kis tarah se dekh rahe hain,
24:28 ki hum zindagi ke har shobh-e mein baith ke,
24:30 kisi na kisi ko dhokha de rahe hain,
24:32 aur iske upar hum log bahut zyada fakhar jaisa aapne ka,
24:35 ki hum mehsoos kar rahe hain,
24:36 aap yeh dekhenge,
24:37 jo aapka yaqeen kar leta hai,
24:39 aap kisi ko dhokha dene mein kamiaab ho jaate hain,
24:41 wo to aappe bharosa kar rahe hain,
24:43 aur uska zahiri nukhsaan,
24:45 aapko lagra ho ga,
24:46 uska zahiri nukhsaan ho gaya,
24:47 lekin daimi nukhsaan to aapka hua hai,
24:49 aur aapko duniya aur aakhirat dono mein usko bhagatna padega.
24:53 isi hawale se mere dimaag mein kissa aa raha hai,
24:56 ki kis tarah se palat kar yeh dhokha aapki taraf aata hai,
24:59 to yeh ek bada mashoor kissa hai,
25:01 ki ek sahab te apne ghar mein baitha hua hai,
25:03 unki begum thi woh bahar se aati hain,
25:05 aur badi pareshaan aati hain,
25:06 aur unse aake bolte hain,
25:08 ki aaj kisi ne raste pe mere saath ghalat,
25:10 koi eeza arasani ki kardi,
25:12 mujhe chher diya,
25:13 to woh bada pareshaan ho jaate hain,
25:15 aur kyunki unki jo bibi hoti hain,
25:17 woh baaparda khaatoon hoti hain,
25:19 aur yeh jo hota hain sahab,
25:21 yeh churiyan pehnaane wale hote hain,
25:23 aaj unke khayal aata hai,
25:25 aur unko apni is ghalati ka ahsaas hota hai,
25:28 ki jab unke paas koi churi pehne ke liye,
25:30 koi khaatoon aayi,
25:31 aur weh behad khubsurat aur haseem thi,
25:33 to unke dil mein sirf kuch halki si,
25:35 kuch ghalat cheez sirf dil mein aayi,
25:37 sirf khayal aaya tha,
25:38 uske nateeche mein yeh hua,
25:39 ki unki jo zaujah thi,
25:41 aur yeh baat raste mein ghalat cheez kuch ho jaate hain,
25:43 to aap yeh dekhein kis tarah palat kar aate hain,
25:45 yeh dhoka jo hai,
25:46 yeh kitni saari cheezon mein,
25:47 humein is tarah se bhi dekhne ko milta hai,
25:49 ki ladke ladkiyon ke jo aapas mein,
25:51 jo ghalat relationships hote hain,
25:53 unmein aap yeh dekhein,
25:54 kitna dhoka hota hai,
25:55 aap is baat ko bhool jaatein,
25:56 ki aap kisi ke saath jo kar rahein,
25:58 wo bhi kisi ki beti hain,
25:59 kisi ki behan hain,
26:00 aur aapki bhi ghar mein beti aur behan hain,
26:02 aur yeh baat palat ke aa sakti hain,
26:17 ki unko ahalam de diya jaayega,
26:19 jo log jhoota honge,
26:20 unko nishaniya de di jayenge,
26:22 unki peshani ke upar nishaniya hongi,
26:24 aur jab se kainat banni hain,
26:26 jab tak kainat khatam hogi,
26:27 saari khalqat bamein ambiya,
26:29 shuhada, salihin, sahaba,
26:31 aapke rishtadar jinse aap apni choti choti se,
26:33 kotahiyon aur ghalatiyon ko chupate hain,
26:35 apne maabap se aap kitne jhoot bolte hain,
26:37 aap apne maabap ke saamne kitne jhoot bolte hain,
26:40 apne maabap ko kitna dhoka dete hain,
26:42 aur aur aulad aaj kal ki jaha kahin rahi hain,
26:44 kahin ka kah rahi hain,
26:45 yeh saari cheezein sab kuch dhokay mein aa rahi hain,
26:47 hum iss topic ke upar jitni bhi baat karein,
26:50 mera yeh khilal hai ki yeh kam hogi,
26:52 iske alaba ek aur cheezein,
26:53 ki jab saare ke saare jho khalqat hain,
26:56 jin ka faisla jahannum ka hua,
26:57 jin ka faisla jannat mein hua,
26:58 sab apni apni jagah pe chale gaye,
27:00 aur jab Allah Rabbul Izzat,
27:02 apne jehra-e-mubarak se,
27:03 joh hai wo parda uthaenge,
27:05 aur jannati jo hai,
27:06 wo jab unko Allah Rabbul Izzat ka didar karenge,
27:09 to Allah Rabbul Izzat unko kis naam se pukaarenge,
27:12 Allah Rabbul Izzat unko kisi bhi ibadat ka hawala nahi denge,
27:17 Allah Rabbul Izzat unko bolenge,
27:18 mere sachche bandon,
27:20 yeh sachon ke liye ye cheeze hogi,
27:22 ki mere sachche bandon,
27:23 aaj maine tum logon ke upar har cheeze ko maaf kar diya,
27:27 ab tum logon ke liye koi cheeze bhi,
27:29 jo haram duniya mein tha,
27:31 wo bhi halal waha par ho jayega,
27:32 aur jayaz ho jayega,
27:33 dhoka dene maalik ka naam to in short,
27:34 doose labus mein kaha yeh to jhoota hi hai na,
27:36 jhoota hi hai,
27:37 zahir hai,
27:38 yeh to yeh hi cheeze hai,
27:39 isi wajah se hum baar baar isi ki baat kar rahe hain,
27:41 to ab aap yeh dekhen ki,
27:42 humne jo wabaal aa raha hai uski bhi baat kar li,
27:45 aur itna bada innaam,
27:47 ki wo Allah Rabbul Izzat ka chehre mubarak dekh rahe hain,
27:50 aur Allah Rabbul Izzat unko sachchai ke naam se pukaar rahe hain,
27:53 to aap yeh dekhen ki yeh duniyawi jitni bhi lazzate hain,
27:55 jitni bhi maze hain,
27:56 jo zahiri aapko lag rahe hain,
27:59 sirf thoda sa isko samajhne ki zarurat hain,
28:01 hmm, thoda sa,
28:02 malke main to kaunki ki isko theek thaak samajhne ki,
28:05 aur apni zindayon mein isko laane ki zarurat hai,
28:07 ki hum dhokay se bachay hain,
28:08 hum fareb se bachay hain,
28:09 jaise ki baar baar bataya jaa raha hai,
28:11 ki dhoka aur fareb lot kar aapki zindagi mein,
28:14 aapse munsalik rishton mein zarur aata hai,
28:16 aapke jaane padhun ki zarmina sahiba,
28:18 aur abhi jaise ki baat hu rahi thi ki,
28:20 kuch log bade saade hote hain,
28:21 aur phir aapne bataya ki unko mautaat rehne ke liye kya karna chahiye,
28:24 ki dil mein bughz na ho,
28:25 lekin bair haal woh dhoka dene walon se bachte rahe hain,
28:28 aur aise tadabir akhtyaar karein,
28:29 toh mujhe batayega ki dhoka aur fareb se khud kaise bacha jaye?
28:32 bahut realistic question kiya aapne,
28:35 toh zahir dekhe koshish karne chahiye,
28:37 ki aap khud bhi kisi ko dhoka na de,
28:39 surah-e-hadeed mein Allah-ur-Rabbul-Izzat ki ayat ka,
28:42 kalam-e-ilahi ki ayat ka mafoom hai,
28:44 ki duniya ki aarzoon ne unko dhokay mein muftila kar raha hai.
29:12 isi tariqah se dekhte hain,
29:14 talab-e-duniya hai,
29:15 nafs cho hai na talab-e-duniya ke liye,
29:16 wo insaan ko muhtalif burahiyon pe uksata hai,
29:18 usko behkata hai,
29:20 isi liye toh sufiyaan nafs par riyazat karwate the,
29:22 roohani riyazat aur mehnat karte the,
29:24 taake insaan ke andar se ye burahiyon khatm ho,
29:27 toh humein chahiye,
29:28 fi zamana nek sohbaton mein baitha hai,
29:29 jaha Allah aur uski Rasool-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ke zikr ki mahafil ka itamaam hota ho,
29:33 taake humare dilon pe bhi wo anwar aur tajjaliyat muntakil ho,
29:36 humara zarf ho saaf aur paak ho sake.
29:40 phir dekhe fi zamana is cheez ki jaanib bhi apna ahtasab karne ki zuroorat hai,
29:44 ke khuda na khasta hum toh kisi ko dhokay nahi dehre,
29:47 agar dehre aapko kisi bhi tarahan se mehsoos ho raha hai,
29:49 ki different tariqah humein jahan ne bataye,
29:51 toh apne aapka check and balance karne ki zuroorat hai,
29:54 ki hum khud kisi ko dhokay na de,
29:56 taake hum bhi us dhokay se mehfooz rahe sake.
29:58 kyunke hum dekhte hain,
29:59 ki hadees ka mafoom hai ki momin ki farasat se daro,
30:02 wo Allah ke noor se dekhta hai.
30:04 Sometimes hum zamanay mein ye bhi dekht rahe hote hain,
30:07 apne girdhonawa mein,
30:08 logon ko pata bhi hota hai ki mujhe dhokay mil raha hai,
30:10 lekin wo khamosh rahe the,
30:11 hikmat ke tahad.
30:12 Toh Allah rabbul Izzat insaan ko wo farasat zuroor ata karta hai,
30:15 jisse uske soch aur fikr mein tabdili aati hai,
30:17 usko ek click ho jata hai,
30:19 ki agla banda mere saath fair nahi hai,
30:20 wo mere saath theek baat ho jata raha hai.
30:22 - Wo vibes aapko milne zaroor ho jata hai.
30:23 - Hazrat Ibrahim alaihissalam ko jab naal-e-namrood mein dala gaya,
30:27 toh wo aag gulo gulo zaar ho gayi, thandi ho gayi.
30:29 Kyunke unhone Allah rabbul Izzat ki zaat pe yaqeen kiya tha,
30:32 ki Allah ta'ala meri madad firmaayega.
30:34 Toh isi tariqah se hamara bhi yaqeen-e-kaamil hona chahiye,
30:36 kyunke pukhta yaqeen lohe ki zanjeer ko bhi todh bhi taa.
30:39 - Haan.
30:40 - Pir Hazrat Yusuf alaihissalam ke hawale se,
30:42 hum sab jaantein,
30:43 kitni tadaabeer ikhtyaar ki gayi unke saath,
30:45 kya hunne khaamna karna pada.
30:47 Eezai de gayi,
30:48 lekin Allah rabbul Izzat ki tadbeer yaqeenan sab pe bhaari hoti hai.
30:51 - Beshar.
30:52 - Isne surah-e-baqarah mein,
30:53 jo hume kufaar ki aur mushrikeen ki nishaniyan batayegi,
30:55 ki jab wo dhokha-o-faraib karte the,
30:56 toh unke kalb par, samaat-on par, basaar-ton par,
30:58 Allah rabbul Izzat ne kis tana se mohar laga di.
31:01 Kyun unke adaabton ki wajah se,
31:03 unke zahir aur baatin wa tazaad ki wajah se,
31:05 unke dhokhe baaziyon ki wajah se,
31:07 unke be-adbiyon ki wajah se,
31:08 unke gustakhiyon ki wajah se,
31:10 toh kitni badi badbakti hai,
31:11 ke uske baad wo haq ki pehchaan se insaan mehrum ho jata hai.
31:14 Usse haq ki pehchaaniyat aana hi hoti,
31:16 toh yeh kitni badi badbakti hai,
31:18 isliye dhokhe se mahfuz rahna chahiye.
31:20 Allah aur uske Habib,
31:21 sallallahu alaihi wa alihi wasallam ki zaad se apna jo nisbat hai,
31:24 aur taaluk hai, usko mazboot karna chahiye,
31:27 jab hum taalimat se rosh-e-naas honge,
31:29 toh yakeenan kabhi kisi ko dhokha nahi denge.
31:43 Dar-asal wo zamane ka sultan hota hai.
31:45 Bahut kubsoorat, mashallah,
31:47 aapne yeh ashaar pejh kiye,
31:48 bilkul mauzoo se relate karte hui.
31:50 Main chahungi ki,
31:51 kyunki dhokha aur farib ek aisa mauzoo hai,
31:52 mashallah, bahut tafseel se ispe guftu gufti ki gayi,
31:54 lekin wohi baat hai,
31:55 kis pe jitni baat ki jaye,
31:56 wohi kam hai,
31:57 kyunki itne maumlaat me hame dhokha aur farib se saamna padta hai,
32:00 aur pe nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam ke taalimat ke hawale se bhi baat hui,
32:04 aur qurani kareem ka ishaat firmata hai,
32:05 is hawale se bhi baat hui,
32:06 lekin jo meri dekhne wali seedhi saadi si behne hai,
32:09 aur woh dhokha aur farib ki baat ho rahi hai,
32:11 toh jaate jaate unko kya paigam dena chahungi?
32:13 Main chahungi,
32:14 pehle jehan shah sahiba,
32:15 aap se paigam dena chahungi.
32:16 Jazakallah, khair.
32:17 Paigam ke hawale se,
32:18 khawatin ki baat kareein hai, aap bhirkul sahi baat kareein hai, kya khawatin jaldi dhokha khaalete hain, unke liye important ye hai,
32:25 ke dekhein apni aakhon ko khula rakhein,
32:27 aur apne jo bhi researches hain unko aap strong karein,
32:30 aapko logon ke baarein pata hona chahiye,
32:32 aapko mahal ke baarein pata hona chahiye,
32:34 aapko cheezon ke baarein pata hona chahiye,
32:36 aur uske baad aap bahut dekh bhal kar aap kisi ke upar bharosa karein,
32:40 balki main toh yeh kahungi,
32:42 bahut baharosa na hi karein toh wo zyada behtar hai,
32:45 lekin agar aap baharosa karein,
32:46 toh wo bahut dekh bhal ke karein,
32:48 kyunke isse bahut saari aapki,
32:50 aur aap kis se jude logon ki zindagiya mutasir ho sakti hain.
32:53 Bilkul, jeez Amira sahiba, aap kya paigam dena chahiye?
32:55 Main bhi inshaAllah yeh chahenge sahar,
32:58 kuch log isliye bhi dhokha dena hote ho,
33:00 ke khair hai, itne log toh dhokha dahi maashay mein karein,
33:02 toh hum bhi kyun na isme apna thoda saa hisa daal den,
33:05 lekin ek baat zihan mein rakhi nahi chahiye,
33:07 ki mazloom ki baddua se bachna chahiye.
33:09 Jab aap yeh baat zihan mein rakhi nahi chahiye,
33:11 toh yakinan Allah ta'ala ki khashiyat ke jazbe se,
33:13 uske dar ke jazbe se sarshar hokar,
33:15 kabhi kisi ko dhokha nahi rahi hai.
33:17 Wah wah wah, dono mehmanon ki aamat ka bahut shukriyada karungi,
33:20 aur bahut hi zyada malum aati,
33:22 aur ilmi nashist aaj ki humari rahi,
33:24 aur naazeen hum baat kar rahi the aaj,
33:26 yeh program Mere Paichaan mein,
33:27 dhokha aur fareeb ke hawale se baat hojati naazeen,
33:29 surah bakar ki bhi ek ayat ke mafoom ke mutaabik,
33:31 "ay imaan walo, Allah ki rah mein apne maal aur jaan qurbaan koro,
33:35 aur logon ko dhokha na do."
33:37 naazeen, bohot se tariqah bataye gaye,
33:39 dhokha aur fareeb se bachne ke,
33:41 hum khud kaise dhokha aur fareeb se door rahe sakte naazeen,
33:44 main agar apne nazari ki baat koroon,
33:46 toh yeh hi hai ki apne khwahishat ko mehdoot kar liya jaye,
33:49 kyunki khwahishat aur asaishat ke peechhe jab hum bhaagte hai naazeen,
33:53 toh yeh andha dun jo humari daud bhaage, yeh hi hume dhokhe ke raaste pe daal diya karte hai,
33:58 aur ek aur bada baitreen tariqah yeh bhi hai,
34:00 ki nabi karim sallallahu alaihi wa sallam ki taalimat ko apna liya jaye,
34:04 yeh taalimat se doori hi toh hai naazeen,
34:06 ki hum jo muktalif buraiyon meh pad jaye karte hain,
34:09 chand a shaar jo nabi karim sallallahu alaihi wa sallam ke ahadees ke mafoom pe hi base karte hain,
34:14 un par program pe ikhtatam karne lagungi,
34:16 ki nabi ki pehriwi hi meh hai,
34:19 rab ki khushnudi,
34:21 toh nabi ki pehriwi meh hi sahar ko shaam karoon,
34:25 nabi ki pehriwi meh hi sahar ko shaam karoon,
34:28 aur karoon faroqt naakas koi jo cheez apni,
34:32 karoon faroqt naakas koi jo cheez apni,
34:35 mai uska nuqs bataaye khare na daam karoon,
34:38 bin uska nuqs bataaye khare na daam karoon,
34:41 aur zakheera karna hai ashiyaay sarf ka bhi guna,
34:45 zakheera karna hai ashiyaay sarf ka bhi guna,
34:48 zakheera karna hai ashiyaay sarf ka bhi guna,
34:51 mai apne aap pe is fail ko haram karoon,
34:55 aur aakhri baat ki nahi hai humme se lat hai jisse milawat ki,
35:00 dhoki ki kisam nazareen,
35:01 ki nahi hai humme se lat hai jisse milawat ki,
35:05 nabi ka kaul ye maumino me aam karoon,
35:09 nabi ka kaul ye maumino me aam karoon,
35:12 toh nazareen aaj kis program meh mera aur aapka saath,
35:15 bas yehi tak apni mizbaan sahar aazam ko deeje ka ajazat,
35:18 Allah hafiz.
35:19 [BLANK_AUDIO]

Recommended