Sarzameen e Haram - EP 3 - Hajj Special 2024 - 10 June 2024 - ARY Qtv

  • 4 months ago
Sarzameen e Haram - EP 3 - Hajj Special 2024 - ARY Qtv

Topic: Tawaf

Host: Safdar Ali Mohsin

Guest: Mufti Irshad Hussain Saeedi, Mufti Muhammad Tahir Tabassum Qadri

Sana Khuwan: Sagheer Ahmed Naqshbandi

#SarzameeneHaram # HajjSpecial2024 #ARY Qtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:12Hajj ka maasam aa gaya hai, taafre jaane lage.
00:22Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:24Alhamdulillahi Rabbil Alameen.
00:25Wasalatu wasalamu ala Sayyidil Anbiya wal Mursaleen
00:28wa ala alihi wa sahbihi ajmaeen.
00:31Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:33Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:35Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:37Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:39Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:41Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:43Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:45Labbayk-e-Allahumma, Labbayk-e-Allahumma,
00:48Sarzameen-e-Haram
00:50Data-e-Nagri
00:52Lahore
00:54Safdar Ali Mohsin
00:56Muqatib
00:58Muqatib
01:00Muqatib
01:02Muqatib
01:04Muqatib
01:06Muqatib
01:08Muqatib
01:10Muqatib
01:12Muqatib
01:14Muqatib
01:16Muqatib
01:18Muqatib
01:20Muqatib
01:22Muqatib
01:24Muqatib
01:26Muqatib
01:28Muqatib
01:30Muqatib
01:32Muqatib
01:34Muqatib
01:36Muqatib
01:38Muqatib
01:40Muqatib
01:42Muqatib
01:44Muqatib
01:46Muqatib
01:48Muqatib
01:50Muqatib
01:52Muqatib
01:54Muqatib
01:56Muqatib
01:58Muqatib
02:00Muqatib
02:02Muqatib
02:04Muqatib
02:06Muqatib
02:08Muqatib
02:10Muqatib
02:12Muqatib
02:14Muqatib
02:16Muqatib
02:18Muqatib
02:20Muqatib
02:22Muqatib
02:24Muqatib
02:26Muqatib
02:28Muqatib
02:30Muqatib
02:32Muqatib
02:34Muqatib
02:36Muqatib
02:38Muqatib
02:40Muqatib
02:42Muqatib
02:44Muqatib
02:46Muqatib
02:48Muqatib
02:50Muqatib
02:52Muqatib
02:54Muqatib
02:56Muqatib
02:58Muqatib
03:00Muqatib
03:02Muqatib
03:04Muqatib
03:06Salam
03:08Salam
03:10Salam
03:12Salam
03:14Salam
03:16Salam
03:18Salam
03:20Salam
03:22Salam
03:24Salam
03:26Salam
03:28Salam
03:30Salam
03:32Salam
03:34Salam
03:36Salam
03:38Salam
03:40Salam
03:42Salam
03:44Salam
03:46Salam
03:48Salam
03:50Salam
03:52Salam
03:54Salam
03:56Salam
03:58Salam
04:00Salam
04:02Allah
04:04Allah
04:06Allah
04:08Allah
04:10Ghani
04:12Allah
04:14Ghani
04:16Ghani
04:18Ghani
04:20Ghani
04:22Tere
04:24Karam
04:26Tere Karam
04:28Se Baat
04:30Allah o Ghani, Allah o Ghani
04:37Main apne gunahon pe nadim hun
04:44Maula main tere nabi ka khadim hun
04:50Main tere nabi ka khadim hun
04:56Aaka hai mere makki madani
05:08Allah o Ghani, Allah o Ghani
05:14Tera zikr karun har pal har dum
05:21Tera zikr karun Allah o, Allah o, Allah o, Allah o, Allah o
05:37Tera zikr karun har pal har dum
05:43Sab door ho meray ganj walam
05:49Teri rahmat ki hai chhaagani, Allah ho ghani, Allah ho ghani
06:02Mere jism mein jab tak jaan rahe, Mere labh pe sada tera naam rahe, Mere labh pe sada tera naam rahe
06:21Rahe chaadar tere karam ki tani, Allah ho ghani, Allah ho ghani
06:33Mere Allah mujh se razi ho, Tere dar pe Ahmed sh-razi ho, Isse dena sadqa panj tani, Hame dena sadqa panj tani, Allah ho ghani
07:00Allah ho ghani, Allah ho ghani
07:30Tawaf kya hai?
07:32Kya yeh sirf chakkar lagane ka naam hai?
07:34Kisi imarat ke gird firne ka naam hai?
07:36Iski tafeem aur haqiqat aaj ke programme mein hamare saamne aaye jaayegi.
07:40Mufti sahab Qibla se guftagu ka aghaaz karte hain.
07:42Mufti sahab Qibla, Tawaf ki maarifat, iski haqiqat aur maaniviyat,
07:47Humein pehle sawal ki surat mein jaan nahi hai.
07:49Kya sirf yeh chakkar lagane ka phairon ka naam hai?
07:52Ya malik se iski mardi aur kuch hai?
07:55Aur Mahboob-e-Karim isse kuch aur samjhana chahte hain?
07:58Iski wazaad farmahi hai.
07:59Hamida wa musalliya amma ba'du fa'auzubillahi minash shaitanir rajeem.
08:03Bismillahir rahmanir raheem.
08:05Safdar sahab, jitni bhi ibadat hain, unki ek surat hai aur ek haqiqat hai.
08:11Durst, khubsurat.
08:12Ek zahir hai aur ek baatin hai.
08:15Tu ibadat ke peechhe jo baatin hai aur uski jo haqiqat hai,
08:21jo maaniviyat hai, usko hum samjhane ki agar koshish karein,
08:26toh wo ek hi nukte par aa ke murtaqiz ho jaati hai.
08:30Aur wo kya hai, ki apne khaale ko maalik ke hukam ke saamne sare tasleem kham kardein.
08:37Kya kehne hai?
08:38Asal baat yeh hai.
08:40Agar Allah hukam de, ki tum ghumna shuru kardo,
08:44toh wo ghumna shuru kardein.
08:46Allah hukam de, dorna shuru kardo,
08:49toh dorna shuru kardein.
08:50Wo hukam de, ki chati al-maidaan me jaake baith jao,
08:54toh wahaan baith jaaye, wo hukam de,
08:56ki sar dhaamp ke aao, kapde pehne ke aao,
08:59toh pehne ke aaye, wo hukam de,
09:01ki sar nanga karke, aur ansili chaadrein pehne ke aao.
09:04Iska naam asal mein hai ibadat.
09:07Ab tawaaf jo hai, aapne theek kaha intro mein,
09:10badi ek munfarid baat hai, aur badi khubsurat iski jihad hai.
09:14Ek tawaaf hai, jo zameen par hora hai.
09:17Aur ek tawaaf hai, jo asmaanon ke upar ho raha hai.
09:22Yeh baithullah ka hai, wo baithul ma'moor ka tawaaf.
09:28Kya mushaabahat hai, aur mumaasalat hai,
09:32aur riwayaat mein yeh maujood hai,
09:35us tawaaf ka aghaaz kaise hua,
09:37ki jab Allah tabarak wa ta'ala ne,
09:40takhliq-e-adam ka program malaika ke saamne rakha,
09:45toh Quran-e-paq mein hai,
09:46ki unhone ispar itraaz kiya tha,
09:49aur kaha, ke hum teri tasbih karte hain,
09:51teri tahmeed karte hain,
09:53teri ibadat aur riyaazat karte hain,
09:55toh tu kyu aisi makhlook bana raha hai,
09:57ke jo zameen mein khoon rezi karegi,
09:59dangab,
10:00toh Allah tabarak wa ta'ala ne firmaaya tha,
10:02inni aalamu ma laa ta'alamun.
10:04Toh ab jab yeh irshaad firmaaya na,
10:07toh farishton ko apne us sawal par sharmindagi hoyi.
10:11Aur unhone us tadarro mein,
10:13aur uske izale ke liye,
10:15arsh ke gird ghumna shuru kar diya.
10:19Arsh ke gird ghumna shuru kar diya,
10:22teen chakar lagaye,
10:24toh Allah tabarak wa ta'ala ne,
10:26jab yeh farishton ka ghumna dekha na,
10:28toh Allah ko,
10:30apni makhlook ki yeh adaa badi pasand aayi,
10:33toh Allah ne unke ghumne ke liye,
10:36asmaanon se upar,
10:37bait ul mamoor bana raha hai.
10:39Aur kaha, tum yahan tawaf kiya karo,
10:41aur phir,
10:42uske ayn,
10:44barabar mein,
10:45istawa mein,
10:47Allah tabarak wa ta'ala ne,
10:49malaika ko hukam diya,
10:50ke zameen par bhi,
10:51mera ek ghar banaya jaye,
10:53jis tarah yahan,
10:54farishte tawaf kar rahe hain,
10:56wahaan mere bande,
10:58us ghar ka tawaf karein.
11:00Aur hazrat-e-adam alaihi salam ke baare mein hain,
11:03ki hazrat-e-adam alaihi salam ko,
11:05jab zameen pe utara gaya,
11:06toh unhone rab ki bargah mein,
11:08arz kiya ya Allah,
11:09mujhe wo lutaf nahi aara,
11:11wo maza nahi aara,
11:13jo malaika mein shamil hokar,
11:15bait-ul-mamoor ke girdh tawaf karte hua aaya kar rahe hain,
11:19wa Allah tabarak wa ta'ala ne,
11:21adam yahan bhi mera ghar bana,
11:23aur uske girdh ghoom ke tawaf karke,
11:25chakar laga ke,
11:27wohi lutaf,
11:28wohi maza,
11:29wohi suroor,
11:30wohi kaafiyat,
11:31wohi ruhaniyat,
11:32wohi taskeen,
11:33yahan hasil kar le.
11:34Hazrat-e-adam alaihi salam ne,
11:35bait-ul-Allah ki taameer ki,
11:37toh yeh silsala chalta raha,
11:39ab bazaahir agar dekha jaye,
11:40agar akal ke ghode doda hain,
11:43ghoomna,
11:44yeh koi ibadat ka tasawwur nahin,
11:48lekin chuke Allah ka hukam hain,
11:50aur wal yattawafu bil bait-ul-ateeq,
11:53Quran-e-paq mein,
11:54aur hazrat-e-Ibrahim aur Ismail alaihi salatu was salam,
11:57jab is ghar ki taameer ki taqmeel farma chuke,
12:01toh Allah tabarak wa ta'ala ne,
12:03baap, beta-e-Khalilullah aur Zabiullah alaihi salatu was salam,
12:07ko yeh hukam farmaya tha,
12:09ki antahira baitiya litta-e-feen,
12:12wal aak-e-feen,
12:13wal rukka-e-sujood,
12:15farmaya yeh mera ghar jo hain na,
12:17isko paak rakho,
12:19unke liye bhi jo yahan itikaaf kare,
12:22aur unke liye bhi jo yahan tawaaf kare,
12:24toh ek jumla isme sun lijiye aur baat khatam karta hu,
12:28ke wo jo maine baar-baar arz kiya,
12:30ki asal toh yeh hai,
12:31ke apne khaliq, maalik,
12:33apne mahboob, masjood,
12:35uska hukam maana,
12:37Hazrat Usman-e-Ghani radi-Allah-u-ta'ala anuka,
12:39wo bada mishoor waqia hai,
12:41Udaibiya ke maqam par jab safir banke aayat,
12:43wo Makkah walo ne kaha tha,
12:44pehle tawaaf kar lein,
12:45phir baat karenge,
12:46toh aap ne forma hai,
12:47tum kya samjhte ho,
12:48hum ghumne koi baat samjhte hai,
12:50Allah-u-Akbar kabhi hai,
12:52ma kuntu liya tufa,
12:54hatta yatufa bihi Rasoolullah,
12:58kaha main us waqat tak tawaaf nahi karunga,
13:00jab tak aage aage Mustafa naho,
13:02peeche peeche maane ghani,
13:04toh tasawwur mein tere rehna,
13:06ibadat isko kehte hai,
13:08riyazat naam hai,
13:09teri ghali mein aanein,
13:11Khubsoorat aagaz ho gaya naazreen,
13:13aaj ke topic ka bhi tawaaf,
13:15hamara aaj ka mauzoo hai,
13:16aur Mufti sahab ki guftakul se pehle isse se,
13:18hum taleb ilm toh yehi samjhe hai,
13:20ke jitna bhi deen hai,
13:22ye deen-e-fitrat hai,
13:23aur fitrat-e-saleem jo hai,
13:25usme logics bhi hote hain,
13:26reasons bhi hote hain,
13:27rationals bhi hote hain,
13:28iska ye matlab nahi hai,
13:30aur ulama ke paas,
13:31ye deen-e-Islam ke jitne warisaan aur paas-e-baan hai,
13:33unke paas logics aur rationals ki kami hai,
13:35har cheez ka logic maujood hai,
13:37mantak maujood hai,
13:38daleel maujood hai,
13:39lekin bakaul-e-allama,
13:40acha hai dil ke paas rahe,
13:42paas-baan-e-aql,
13:44lekin kabhi kabhi isse tanha bhi chhod de,
13:46bas aql ko aur side pe rakh dijiye,
13:49aur Allah jo hukam firmata hai,
13:51uske saamne sar-e-tasleem kham ho kar,
13:53uski marzi aur uski mansha ki amli tasveer ban jaye,
13:57yehi tawaaf ka mauzoo hai,
13:59yehi tawaaf ki haqiqat hai,
14:00muqtasar sa waqfa,
14:02wapas aate hain,
14:03toh Saeedi saab Qibla se guftagu ka silsala aage badhaate hain,
14:05Welcome back nazareen,
14:06aapka khair magdam,
14:07poori duniya se iss waqt jitne log hum se munsalik hain,
14:10jodhe huye hain,
14:11Kabatullah ki zikr ke saath,
14:12Hajj-e-Baitullah ki zikr ke saath,
14:14aur aaj ka program,
14:15ye teesra episode hai,
14:17tawaaf hamara mauzoo-e-sakhan hai,
14:19aur issi se humne kashid karni hai,
14:22barkat bhi, rehmat bhi,
14:23aur tawaaf ki haqiqat bhi,
14:25Janab-e-Mufti Irshad Hussain Saeedi saab ki taraf ham badhenge,
14:28Mufti saab Qibla,
14:29amesha ki tarah bada paydaara ghaaz humein faraam karte hain,
14:32aur humein aage badhne ka hausla mil jata hai,
14:35lutf aur izzat ka ek jahan aisa abad ho jata hai,
14:38ki aage fir us raste par safar karna,
14:40humare liye aasaan ho jata hai,
14:41Kabatullah uske gird,
14:43uski buniyat base ka aap rakhte hain,
14:45wahan se abad ho jata hai,
14:46badhi bandhanawazi hai,
14:47badhi bandhanawazi,
14:48Saeedi saab Qibla,
14:50Kabatullah ke gird ham,
14:52jab Mataaf ke mukhtalif hissoon ke baare mein baat karte hain,
14:55toh usmein hissoon bhi hain,
14:56aur unki fazilatin bhi juda juda hain,
14:58toh mere liye,
14:59aur hamare nazirin ke liye bataiye,
15:01ki Mataaf mein kaun kaunsi nishaniyan Allah ki maujood hain,
15:04azeem-o-shaan hissoon hain,
15:05unka taaruf aur thoda sa uski jalkiyan kuch firma dijiye.
15:09Nikhiye, Mataaf ka jo lafz hai,
15:11ye zarf-e-makaan hain,
15:13aur iss se murad ye hai,
15:14ki wo jagah jahan par tawaaf kiya jata hai.
15:17Ham isse wo Kabatullah ka sahin kahlein ji,
15:20saadah lafzon mein,
15:21ismein tawaaf ke liye hum ghoomte hain.
15:23Jani, jis jagah ke upar tawaaf kiya jata hai,
15:25wo Mataaf hai,
15:26usse lukhwi itibar se kaha jata hai Mataaf.
15:28Dorost.
15:29Aur ye kaunsi jagah hai,
15:30ye Baitullah Sharif ke ird gird jitni jagah hai,
15:33jo haam tohr par sahin-e-Kabatullah kahlata hai,
15:37wo bhi Mataaf hai,
15:38je dorost.
15:39Lekin agar tawaaf karne walon ki taadaat badh jaye,
15:42toh fir wo Masjid-e-Haraam bhi saare kasara,
15:45wo bhi wo Mataaf ban jayega.
15:47Toh jahan tak log hunge,
15:49tawaaf kar rahe hunge,
15:50toh wo saara Mataaf kahlaega.
15:51Jani, Moti sahab,
15:52jis tarah,
15:53kataklami ki maafi,
15:54jis tarah,
15:55kyunki Khalk-e-Khudaak ek hajoom hota hai,
15:57toh ab wo pehli story par bhi ho raha hota hai tawaaf.
15:59Jani, yaan, wo bhi Mataaf hai.
16:00Kyunki ek saulat hai,
16:01wo bhi Mataaf hai,
16:02jo upar,
16:03ground floor se lekar,
16:04jatne floor bhi bante chale jayenge,
16:05wo saara Mataaf kahlaega.
16:06Lekin agar haam,
16:07bilkul exactly us sehin ki baat karein,
16:10jo bilkul khaali chod diya gaya hai.
16:13Us puran-e-daur ki haam baat karein.
16:15Us ke baad phir taameerat,
16:17aur phir daur upar shuru hote hain.
16:19Agreed.
16:20Agar us ki baat karein,
16:21toh yeh jo Mataaf hai,
16:22Mataaf ki andar,
16:23agar haam pehle Baitullah Shareef ki baat karein,
16:26aur phir baat bhi Mataaf ki baat karein.
16:28Tarteem war aagey badh jate hain.
16:29Toh Baitullah Shareef mein,
16:30agar ab bhi haam tasawwur karein,
16:32ki haam bilkul baab-e-Baitullah Shareef ke saamne kharein hain,
16:36darwaze ke saamne kharein hain,
16:38toh phir yeh wo simt hai,
16:40yeh wo jihat hai.
16:42Jis jihat mein,
16:43ek toh baayen jaanab hajre aswad hai,
16:46jo corner aata hai baayen jaanab mein,
16:48usmein hajre aswad hai,
16:50aur yeh jannati patthar hai.
16:51Subhanallah.
16:52Aur hajre aswad ki shaan,
16:53ki Aaka alaihissalatu wasalam
16:55ne isse apne laboon se lagaya,
16:58aur is jannat se aane wale is patthar ki
17:00wo shaan aur fazilat bayan firmai,
17:03aur usse pehle nasab bhi firmaya,
17:06wo bhi ek waqia iske saath juda hua hai,
17:09toh hatta ki Hazrat Umar bin Khattab
17:11radhi allahu ta'alaan ho,
17:12dauraan-e-tawaf aakar
17:14is hajre aswad ke saamne thayar jaate hain,
17:16aur phir usse kuch aashikana kalam firmate hain,
17:20aur firmate hain,
17:21ki aye hajre aswad,
17:22main jantahun ki tu ek patthar hai,
17:24aur phir ham toh wo log hain,
17:26ki jo pattharon ko chod chuke hain,
17:29aur phir bhi main tujhe chumta hun,
17:32isliye nahin,
17:33ki koi aur sabab hai,
17:34sabab fakat itna hai,
17:36toh maine Mustafa Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam
17:38ke laboon ko yahan lagte hue dekha,
17:41toh hajre aswad,
17:42jannati patthar hai,
17:44accha phir isi,
17:45baitullah sharif wali,
17:47isi side pe jahan darwaza hai,
17:49toh muqaam-e-multazam,
17:51aur multazam kehte hain,
17:52chimat jaane ki jagah,
17:54wah wah wah,
17:55mahboob se dilne ke liye gaye hain,
17:58mahboob ko toh surat mein nahin dekh sakte hain,
18:01toh Allah ta'baraka wa ta'ala ne,
18:03insaan ke hasb-e-haal,
18:04uski hasb-e-zarurat,
18:06apna alamati taur par ise ghar karar diya,
18:09aur us ghar ki ek surat hai phir,
18:11aur jaisa Qibla Mufti sahab firma rahe the,
18:13ye ghar ki jo surat hai,
18:15ye iska zahir hai,
18:16phir iska baatin bhi hai,
18:18jaise kayi sufiya aur urafa ke baare mein milta hai,
18:21ye qaul,
18:22bada maroof aur muqtasar jumla mein,
18:24ki bari ta'ala,
18:25kayi log woh hain jo tera ghar dekhne aate hain,
18:28aur kayi woh hain,
18:29jo is ghar ki deewaroon mein,
18:31khud ghar wale ka jalwa dekhne hain,
18:33toh lihaaza ye toh hasb-e-haal hai Mushahada,
18:36aur yehi wajah hai,
18:37ke Hazrat Data Ganj Baksh Ali Hujweri,
18:39rahmatullah ta'ala alaih,
18:41aapne jo apni kitab likhi,
18:42Kashf ul Mahjoob,
18:43yaani ek ek hijab se aap parda uthate chale gaye,
18:46namaz se,
18:47rooza se,
18:48phir jab hajj pe pohnche,
18:49toh iska jo aapne hijab uthaya,
18:51toh us doosre chapter ka naam hai,
18:54Mushahada-e-haq,
18:55iska matlab ye hai,
18:56ke hajj wahan jaata hai,
18:58toh woh ghar ko dekhta hai,
18:59toh woh Mushahada-e-haq ke liye jaata hai,
19:01Wishaal-e-yaar ke liye jaata hai,
19:03toh muqaam-e-multazam par,
19:05chimat kar,
19:06Allah-ur-Bool-Izzat ke huzoor,
19:08munajaat karna,
19:09toh ye,
19:10yaani hum tashbih bhi nahi de sakte,
19:12tamseel bhi nahi de sakte,
19:13magar ye,
19:14ke chimat kar munajaat karna,
19:16ye muqaam-e-multazam par hai,
19:18aur ye,
19:19ye bhi waze rehna chahiye,
19:23toh us waqt khushboo se parhez karna laazim hai,
19:27aur aam taur par,
19:28baitullah sharif ka ye jo ghilaf mubarak hai,
19:31iswar khushboo lagi hoti hai,
19:33isliye haalat-e-ihram me jo tawaf karein,
19:36us se parhez karna chahiye,
19:38aur jab aap haalat-e-ihram ke ilawa kisi tawaf me hai,
19:42toh phir aap baitullah sharif ke ghilaf ko bhi,
19:45aur muqaam-e-multazam karna hai,
19:47phir isi tarah,
19:48jab hum daayin jaanib aage barte hain,
19:50toh rukn-e-iraaki hai,
19:51phir us se aage corner me barte hain,
19:53toh wo rukn-e-shaami hai,
19:54phir us se agle corner me aate hain,
19:56toh wo rukn-e-yamani hai,
19:58aur in ko jo iraak,
19:59shaam aur yaman ki taraf mansoob kiya gaya,
20:01chuke ek toh ye ke islaam afaaki hai,
20:04aur ummat bhi afaaki hai,
20:06toh har simt ko kisi na kisi ke saath mansoob karke,
20:10unhe aizaaz diya gaya hai,
20:12aur kadeem zamane me wahan se unraston se aane wale the,
20:15phir unke saath mansoob kiya gaya,
20:17aur in ki phir alag-alag fazilate hain,
20:19phir hateem hain,
20:20phir hateem hain,
20:21wo jo choti si deewaar saath nazaab kiya gaya,
20:23toh ye bhi dar haqiqat baitullah sharif ka hisa,
20:27aur jisne uske andar nafil ada kiye,
20:29toh aise hi hai,
20:30kise usne baitullah sharif ke andar namaz kiye,
20:33phir usme mizab-e-rahmat,
20:35wah rahmat ka pardala hai,
20:37toh phir isi tarah saamne mukaam-e-ibraheem hai,
20:40phir aab-e-zamzam sharif hai,
20:42toh ye saara mataf jo hai,
20:44ye fazilatun se bhara pada hai,
20:46aur aakhri ek jumla ye arz karoon,
20:48ki iske gird mein,
20:50jani baitullah sharif ke gird-e-nawah mein,
20:52kayi anbiya-e-kiram ke mazaaraat hone ka,
20:56yahan humein riwayaat mein suboot mita hai,
20:58iska matlab ye hai ki,
21:00Allah ke ghar ke gird jahan tawaaf kar rahe hote hain,
21:04toh le nur-e-yahu min aayaat-e-na,
21:06toh yahan par Allah ke mukarrab bandon ki barkatein,
21:09anbiya-e-kiram ki barkatein bhi hain,
21:11aur Allah ke ghar ki barkatein bhi.
21:12Shukriya Mufti sahab Qibla.
21:14Qibla ehd-e-risalat mein jab tawaaf kar jata tha,
21:17toh kisi mauka par seena taankar kiya jata hai,
21:20kabhi tez kadam uthaya jata hai,
21:22aur kabhi normal raftaar ke saath,
21:24wo tawaaf ki humein misaal-e-milti hai,
21:26uski waja maujood hai,
21:28uski peechhe reason aur background hai,
21:30toh aaj 1400 saal baad bhi,
21:32reason nahi hai,
21:33wo reason toh nahi hai jo us waqt hi,
21:35lekin tariqah kaar wohi hai,
21:36kabhi seena taankar hai,
21:38kabhi aaraam se hai,
21:39kabhi normal hai,
21:40toh iske baare mein kuch sarahat ho.
21:42Jitne bhi manasik hain,
21:44jitne bhi arakaan hain,
21:47wo aap sab ki agar reason dekhein,
21:50toh wo aaj maujood nahi hain,
21:53lekin aaj us par hamal maujood hai,
21:55wo aapne abhi kaha tha,
21:57ki humein jahaan logic, reason,
21:59samajh aaja hai, well and good hai,
22:02jahaan samajh nahi hai,
22:03humaari aqal naakis hai,
22:05Allah ka hukam kaamil hai,
22:07wo hakam ul haakemeen hai,
22:09safa marwa ke darmian,
22:11hazrat-e-hadra salamullahi alaiha,
22:13toh paani ki talaash mein daudhi thi,
22:15aaj kyun daudhaya jaa raha hai,
22:17hum kis talaash mein daudh raha hai,
22:19hain sawaad,
22:20hazrat-e-ibraheem alaihi salatu wasalam,
22:22ne toh kankar uthaake shaitaan ko maare the,
22:24aaj toh wahaan wo maujood nahi hai,
22:26physical,
22:27unki adaa ko zinda kiya jaa raha hai,
22:30Allahu Akbar,
22:31harafat ke maidan mein kaha jaa ke,
22:33thairo,
22:34toh ke hazrat-e-adam bhi thairay,
22:37aur hazrat-e-muhammad-e-mustafa,
22:40sallallahu alaihi wa sallam,
22:41ne bhi wahaan wakoof farmaaya hai,
22:43toh kaha,
22:44ki Allah ke mahboob bandon ki adaon ko,
22:48Allah tabarak wa ta'ala ne,
22:50apne mahboob bandon ki adaon ko,
22:53hajj ke kaimrah mein maafood farmaadi,
22:56kya kehne hai,
22:57marwaaya,
22:58aao unko taza karo,
22:59unko dekho,
23:00toh tumhari ibadat ho jayegi,
23:02achaa,
23:03wo jo ramal hai,
23:04isko ramal kehte hain,
23:05ji thi,
23:06yaani,
23:07kanda hai,
23:08nanga karke,
23:09seena taan,
23:10seena taan ke,
23:11akad akad ke,
23:12ab dekhiye,
23:13uske andar jo philosophy hai,
23:15badi khubsoorat riwayat,
23:17aadees mein mustanat,
23:19kutub mein maujood hai,
23:20mishkat-ul-masabi ke andar bhi,
23:22ki nabi-ur-rahman sallallahu alaihi wa sallam,
23:24jab hijrat karke tashreef le gaye,
23:26Makkaat-ul-mukarrama se,
23:27Madinat-ul-munawwara,
23:30toh,
23:31wahaan ki aab-u-hawa,
23:33waqti tohr par,
23:34huzoor ke ghulamon ko,
23:35haras nahi aayi,
23:36aur wo kuch alil ho gaye,
23:38toh jo dushmanan-e-islam thi,
23:40unhone kehna shuru kar diya,
23:42ke yeh log hamare saath ladenge,
23:44aur mukabala karenge,
23:45ab upar se aagaya season,
23:47haj ka aur tawaf ka,
23:49waka kareem sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
23:51ne firmaaya,
23:52zara apna seena nikaalke,
23:55kande uthaake,
23:56aise chalo na,
23:58jaise jawaam mard aur pehlwan chalte hain,
24:01inko pata chale,
24:02ke mustafa ke naukar aur mustafa ke ghulam,
24:05kisi haal me bhi kamzor nahi hote,
24:07kyunke kafir hai toh,
24:08shamsheer me karta hai,
24:10aur momin hai toh,
24:12be tegh bhi ladta hai sipahi,
24:14quwwat-e-ishq se har fast ko baala kar de,
24:17dahar me ism-e-muhammad se ujala kar de,
24:20toh wo ashaab-e-rasool,
24:22ghulaman-e-rasool-e-arabi,
24:24sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
24:26wo adaa Allah ko itni pasand aayi,
24:29ke agarchi aaj wo laajik aur reason maujood nahi hai,
24:33dekin Allah tabarak wa ta'ala ne,
24:35qiyamat tak us adaa ko hajj ki is ibadat ka hisa bana di.
24:39Allahu Akbar Kabira,
24:41bohot shukriya Mufti sahab,
24:42aur Saeedi sahab Qibla,
24:44tawaaf bil khusus khaana-e-Kaaba ke saath mansoob hai,
24:49Allah ke ghar ka tawaaf kiya jaata hai,
24:51toh kya agar kisi aur imarat ke gird jo hai,
24:54wo chakkar lagaye jayein,
24:55toh usko tawaaf ka naam diya jaa sakta hai,
24:57iske hawala se kuch wazaat farmayi hain.
24:59Ji iska al-mukhtasar yehi jawab hai,
25:01ki hargis nahi.
25:02Hargis nahi.
25:03Aur uski bunyadi wajah yeh hai,
25:06ki Allah tabarak wa ta'ala ne,
25:08humein Aaka al-Islam ki sunnat-e-karimaana se,
25:12jo jo ibadat ata farmayi hain,
25:15un ibadat ke saath jude huye kuch tasawwarat hain,
25:18fir un tasawwarat ko kuch istilahat ata ki gayi hain,
25:24aur un istilahat ko goya unki alamat bana diya gaya hai,
25:29toh wo uski takhsees ho jati hai,
25:31jani ek shayh ek shayh ke saath judh jati hai,
25:34fir usko juda nahi kar sakte,
25:36usko extend nahi kar sakte,
25:37kisi aur ke liye nahi kar sakte.
25:39Lihaza yeh jo lafz tawaaf hai,
25:41chuke yeh khaas ho gaya,
25:43Baitullah Sharif ke gird,
25:45is ibadat ke liye,
25:46jo hai toh zahiran maaz ghoomna,
25:49magar yeh maaz ghoomna nahi,
25:51yeh ibadat hai,
25:53kahin aur isi tarah ka koi amal hoga,
25:56wo ghoomna hai,
25:57wo tawaaf nahi ho,
25:59yeh tawaaf ke darjeh par wohi cheez kuch hi,
26:01jisko mere aaka e kareem sallallahu sallam ne,
26:04tawaaf ka naam ata firmaaya,
26:06tawaaf ka darjeh ata firmaaya.
26:08Aur yeh mukhtalif zamanu mein aisa hota hai,
26:12ifraat wa tafreet mein bohot saare log mubtala hote rehte hain,
26:16basa aukat ifraat, basa aukat tafreet,
26:19aur dono ko Islam ne pasand nahi firmaaya,
26:22kyunke Islam deen-e-e-itaidaal hai,
26:24lihaaza jis cheez ka jo mahal hai,
26:26usse ussi mahal ke saath hi rakha jaaye,
26:28ab aaka alaihi sallatu wa sallam ke
26:30tabarrukaat-e-mubarakah hain,
26:32aapke moo-e-mubarak ke tabarrukaat hain,
26:35aaka alaihi sallatu wa sallam ke
26:37luab-e-mubarak ke saath
26:39tabarruki ahadees maujood hain,
26:41sihaba-e-kiraam ka amal maujood hain,
26:43aur Hudaibiyah ke mukaam par
26:44aaka alaihi sallatu wa sallam ne wudhu firmaaya,
26:46aapka wo paani-mubarak jo istimaal shuda tha,
26:49usse sihaba-e-kiraam ne apne haath-hoon aur
26:51chehre par amal liya,
26:53toh yeh inko jahein ke yeh khasais-e-nabuwat me se hain,
26:56yeh aaka alaihi sallatu wa sallam ki
26:58taqseesaat me se hain,
27:00aise jo cheezin haj ki taqseesaat me hain,
27:02jo namaz ki taqseesaat me hain,
27:04jin istilahat ko unke saath mutayyan aur
27:06maqsoos kar diya gaya hai,
27:08unhe jab kisi aur sheh ke saath
27:10koi shahz istimaal karega,
27:12toh wo dar haqiqat Islam ki
27:14musallamaat ko chhed raha hai
27:16aur uski hurmat ko paamal kar raha hai,
27:18lihaaza zaruri hai,
27:20jo istilah jit sheh ke saath judi hai,
27:22usse wahin tak rakha jaye,
27:24aur apni aqeedatun ko bhi
27:26ussi daairah me rakha jaye,
27:28jo daairah humein Allah aur uske Rasool
27:30ne ata kar rahe hai.
27:32Subhanallah.
27:34Nihayat zimmatari hai hamari,
27:36jo maqsoosat hain Allah aur uske Rasool ke saath
27:38aur deegar muqaddasat ke saath,
27:40wo unhe tak maqsoos rakhe jayein,
27:42aaj ke ahdi hazir par aur ummat par
27:44uska itlaaq na kiya jayein,
27:46jo cheez Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ke saath
27:48mansoob hai, wo unhe ka khaasah,
27:50unhe ka takhassus hai, wo Allah ne unhe ka izaaz
27:52rakha hai, ummat wahan par naafiz nahi ki
27:54jaa sakti, aayiye badhte hain,
27:56ek wafqah ki jaanain, wapas aatein,
27:58toh ikhtitami ghariyon mein phir aapka khair magdam kartein.
28:00Welcome back nazareen, aaj ka program
28:02tawaf ke mauzoo ko khol raha hai,
28:04abhi tak bohot keemti guftagu,
28:06badhi fikarangez guftagu hum tak paunchi hai,
28:08aur badhi zimmadarana andaaz mein
28:10guftagu hum tak paunchi hai,
28:12aur mera khaal hai mujh samayat
28:14bahut saare logon ki khidmat mein,
28:16bahut saare knowledge mein izafa hua,
28:18haqiqat se waqfiyat hasil hui,
28:20tawaf ke mauzoo ko samajhne mein,
28:22humein badhi sahulat hasil hui hai.
28:24Mufti sahab, ikhtitami ghariyon hain,
28:26aaj ki is teesri nashiz ko,
28:28jo tawaf ke mauzoo ko khol rahi hai,
28:30aap iska khulasa kaise nashir farmate hain,
28:32aaj ki nashiz ko samaab kar dijiye.
28:34Social media ka daur hain,
28:36globalization hain,
28:38bahut saare manazir saamne aate hain,
28:40main aaj ki is program aur aapki wisatat se,
28:42ek bada aaham message dena chahata hu,
28:44masnadan abhi mujhe ek video,
28:46chand parso tarso kisi ne send ki thi,
28:48hajre aswad ko chhune ke liye,
28:50naujawaan bade bade,
28:52kadiya naujawaan,
28:54istara bhaage hain,
28:56ke wahaan khawateen kuchli jaa rahi thi.
28:58Allahu Akbar Kabira,
29:00Allahu Akbar Kabira,
29:02Allahu Akbar Kabira,
29:04Allahu Akbar Kabira.
29:32Ab jo log bhi hamara yeh peghaam sun lein,
29:34ya sun ke koi aage poncha dein,
29:36program ka maqsad poora ho jayega,
29:38ke wahaan adab,
29:40sarappa adab,
29:42aur sirf adab,
29:44Allahu Akbar Kabira,
29:46bachiye, ihtiyaat kijiye,
29:48nekiyaan kamaane gaye hain,
29:50aisa na ho kulta sab kuch luta ke aajein,
29:52antahbat aamaluhum,
29:54antahbat aamaluhum,
29:56vantum laatashuroon,
29:58khaana khudaan mein misaal ke taur par,
30:00khaana khudaan mein misaal ke taur par,
30:02agar aap ajre aswad ko chhute hue,
30:04agar aap ghar mahram aurat ke saath
30:06touch ho rahe hain,
30:08toh aapki toh ibadat toh hi rahi gahan gayi,
30:10aur agar aap kisi ko
30:12idhaar hasaani ka baayis ban rahe hain,
30:14dikhiye zain mein yeh baat,
30:16ki Allah ne aapko apne ghar
30:18mein bula liya hai,
30:20toh aap uski nigaah-e-karam
30:22mein hain,
30:24sarkaar ke shahar mein pohnch gaye,
30:26toh mustafa ki jannat mein aa gaye,
30:28lihaaza usse aage ki
30:30jo fazeelatein hain,
30:32jo ezaazat hain,
30:34wo baasani jo aapko mil sakein,
30:36payasar aa jaye unko hasir karein,
30:38istara ki dakkam pel
30:40aur hullad bazi,
30:42aur yeh hargiz hargiz
30:44wo shayaan-e-shaan nahi,
30:46isliye shariyat ne hukam diya hai,
30:48ki sahoolat ho toh chhulo,
30:50toh istilaam karo,
30:52yeh isliye hukam diya hai,
30:54aap riaz-ul-jannah mein
30:56salam karne ke liye agar aap
30:58baagte gaye hain,
31:00salam karne ke liye,
31:02toh usse behtar hai ki aap
31:04kisi kone khadre mein baithke,
31:06haath jod ke udhar
31:08lagate toh udhar se
31:10karam ki aisi baarish honi thi,
31:12wahin tak pohn jaye,
31:14subhanallah, mufti sahab,
31:16badi keemti baat aapne bataye,
31:18saeedi sahab, qibla,
31:20kya peghaam nashar ki jayega
31:22aaj ke teesre episode ka,
31:24tawaaf ka agar koi doosra unwaan
31:26talaash karna chahe,
31:28toh main samajhta hun ke
31:30uska unwaan phir ishq hi banta hai,
31:32ki mahboob ke
31:34galiyon ke gird ghoomna,
31:36yeh taqaza-e-aql
31:38nahi hai,
31:40yeh taqaza-e-ishq hai,
31:42lihaaza tawaaf hume peghaam
31:44de raha hai,
31:46ke muqaam-e-qurb ko paana hai,
31:48aur Allah-Rabbu-l-Izzat ki raza ko paana hai,
31:50toh ishq
31:52aql ki sawari par aayiye,
31:54aur aql ke itirazaat ko thoda
31:56door rakhye,
31:58aur aql ko apne mahboob ke kadmoon
32:00par qurbaan karte hue,
32:02ishq se ish miraj ko paane ki
32:04koshish karein, aur ish safar ko paane ki
32:06koshish karein, aur yeh jo ishq hai,
32:08jaisa qibla mufti sahab
32:10ne bohot hassas mauzoon ki taraf
32:12mutawajye kiya humein,
32:14isme adab zaruri hai,
32:16adab ke baghair ishq ka
32:18koi tasawwur nahi hai,
32:20ishq adab ke baghair
32:22ho hi nahi sakta,
32:24lehaza wo adab ke sanche ke andar hota hai,
32:26toh lehaza nighah ki
32:28hifazat kijiye,
32:30aur yeh jo kuch log
32:32hummein se samajhte hain,
32:34jo duaayin hain,
32:36unn duaaun ko har haal mein
32:38usi tarah padhna zaruri hai,
32:40toh dekhiye yeh ek maaz mustahab amal hai,
32:42duaayin zarur padhiye,
32:44yaad hain padhiye, dekh kar bhi padhiye,
32:46lekin agar unn duaaun ka
32:48mafhoom aapke zihin mein mustahazar nahi,
32:50aur aapka dil
32:52Allah ta'ala ki bargah mein
32:54munajat ke kaifiyat mehsoos nahi kar raha,
32:56aur sirf maaz
32:58wo qaraat ke darjeh par hain
33:00aur padhne ke darjeh par hain,
33:02toh koshish kijiye ki apne dil
33:04ko Allah ki bargah mein hazir kijiye,
33:06zubaan se agar wo
33:08arabi ke kalimat ada
33:10na bhi ho paye,
33:12aur dil hazir ho gaya,
33:14toh dil se jo baat nikalti hai,
33:16isliye duaain zarur
33:18yaad kijiye, daurane tawaq,
33:20magar duaain unn se
33:22zyada zaruri ye hai,
33:24ki apne dil ko Allah ke huzoor hazir kijiye,
33:26aur usse ishq aur adab
33:28ke andar jhuka kar,
33:30Allah ta'ala ki bargah
33:32hume apne aap ko pesh karein,
33:34aur aise pesh karein ki jaise ye
33:36meydan-e-mahashar hain,
33:38jaisi Allah rabbul Izzat ke huzoor hazir hain,
33:40aur apni zindagi bhar ke aamal ko aur maazi ko
33:42wahan pesh karein,
33:44us takbil mein jo chahiye,
33:46aur jaisi zindagi Allah ki raza aur itaat wali chahiye,
33:48uski munajaat aur iltejaayin pesh karein,
33:50taake hum baatni aur zahiri
33:52taqazoon ke saath istawaaf ko ada kar sakin.
33:54Bahut shukriya.
33:56Nazreen, teesre program ki ye ikhtitami ghariyan
33:58hai, main bahut shukar guzaar,
34:00bada mamnoon aur mutashakir,
34:02Janab-e-Mufti Muhammad Tahir-e-Tawassum
34:04Qadri sahab aapka,
34:06Mufti Rishad Hussain Saeedi sahab,
34:08Sangeer Ahmed Naqshbandi sahab,
34:10iklaam abhi humne aapka sunna hai,
34:12ye chand kalimat,
34:14Hamd-e-Bari Ta'ala ki Mufti sahab,
34:16Saeedi sahab ki Bilal Saudeer bhai,
34:18aur Nazreen ki samaaton ke hawale,
34:20Professor Iqbal Azeem ke,
34:22ye chand hamdiya kalimat,
34:24sad shukr ki yoon vird-e-zabaan hamd-e-Khuda hai,
34:26sad shukr ki yoon vird-e-zabaan hamd-e-Khuda hai,
34:28wo sabse bada, sabse bada, sabse bada hai,
34:30uska koi saani na mushabe na mukabil,
34:32uska koi saani na mushabe na mukabil,
34:34wo sabse juda, sabse juda, sabse juda hai,
34:36kafir hua, kafir hua, kafir hua,
34:38wo sabse juda, sabse juda, sabse juda hai,
34:40kafir ho ke muslim,
34:42koi mushrik ho ke momin,
34:44kafir ho ke muslim,
34:46koi mushrik ho ke momin,
34:48wo sabka khuda, sabka khuda, sabka khuda hai,
34:50wo sabka khuda, sabka khuda, sabka khuda hai,
34:52wo khalike kaunain bhi,
34:54wo razzake jahan bhi,
34:56wo khalike kaunain bhi,
34:58wo razzake jahan bhi,
35:00wo rabbe ula, rabbe ula, rabbe ula hai,
35:02wo rabbe ula, rabbe ula, rabbe ula hai,
35:04ye rang, ye khushboo, ye baharein,
35:07ye atain, ye rang, ye khushboo,
35:09ye baharein, ye atain,
35:11sab uski ata, uski ata, uski ata hai,
35:14meyraj e ibadaad bhi,
35:16meyraj e sughan bhi,
35:18meyraj e ibadaad bhi,
35:20mayraj e sukhan bhi,
35:21sirf uski sana, uski sana, uski sana hai
35:24sirf uski sana, uski sana, uski sana hai
35:28aur makta hai,
35:30iqbal liye jao, sada naam khuda ka,
35:33Iqbal liye jao sada naam khuda ka do dil ki jila gham ki dawa dukh ke shifa hai
35:40do dil ki jila gham ki dawa dukh ke shifa hai
35:44sad shukr ke yu virdi zaba hamde khuda hai
35:47wo sabse bada sabse bada sabse bada hai
35:51aaye usse zikar ka nagma alapte hain
35:53janab-e-sagheer ahmad naqshbandi ke zariye
35:56ya rabbana irham lana
36:21tere ghar ke phere lagata rahun main
36:33sada shahre makka mein aata rahun main
36:39ya rabbana irham lana
36:51haram mein mein hazir hua banke mujrim
37:04yeh lab-e-knaara lagata rahun main
37:17sada shahre makka mein aata rahun main
37:23ya rabbana irham lana
37:35main leta rahun bosa-e sang-e-aswad
37:47yu dil ki siyahi mitata rahun main
37:59sada shahre makka mein aata rahun main
38:05peeta rahun har gadi aab-e-zamzam
38:18lagi apne dil ki bojata rahun main
38:30sada shahre makka mein aata rahun main
38:36ya rabbana irham lana
38:55ya rabbana irham lana
39:02kitne khush khusmat hai wo jinka bulawa aagaya
39:13uske ghar ki mehmani
39:24ka sharaf paane lage
39:29haji ka mausam aagaya re
39:34kaaf re jaane lage

Recommended