• 4 months ago
सास ने पढ़ी कक्षा बारहवीं - Hindi Kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Stories _ Bedtime Stories #moralstories #hindikahani #newstory #funnyvideos

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Saas ne padhi kaksha baarvi Pakhi ek multinational company me kaam karne
00:09ke saath social activist bhi hoti hai jo office khatam hone ke baad shaam ko ghar aakar zarurat
00:16mann chote bachon ko free me padhati hai uski is khubi se baaki logon ke saath saas bhi
00:22bahut khush hoti hai tum sach me bahut achcha kaam kar rahi ho beta bas dhyaan rakhna
00:29bachche aadhi raaste me kahi bhatak na jaye bhatakne se mera matlab sirf galat kaam karna
00:35nahi hai koi ghar ki zarurat ke liye naukri karne lage ya kisi ke gharwaale uski shaadi
00:41kara de ye bhi to manzil se bhatak na hi hota hai na
00:46wow mummy mujhe nahi pata tha ki aap padhaai ko lekar itni particular ho par fikra mat
00:52ki jaye inke saath aisa kuch nahi hoga bahu ki baat par muskara kar saas chali jaati hai
00:58aur paakhi bachon ko padhane me busy ho jaati hai ussi raat paakhi aur virat saath baith
01:05kar baate kar rahe hote hai jisme bahu saas ki padhaai ko lekar nazariye ka virat ke
01:10saamne zikr karte hai haan mujhe sabh pata hai aise hi nahi hai nalaik ladka itna padh
01:16diya wo mummy hi to hai jino ne bachpan se khaana khaya ya nahi se zyada padhaai kiya
01:23nahi pooch pooch kar mujhe itna padhne par majboor kar diya
01:28wo hamesha mujhe padhaai aur self independent hone ki importance yaad dilaati rahe
01:33aur aaj meri ye sarkari naukri itni achhi post ussi ka toh nateeja hai
01:39wow agar mummy itni padhe likhi hai toh koi job kyon nahi karti aur agar job nahi karti
01:45toh mere saath bachon ko hi padha le
01:48tumhe kisne bola ki mummy padhi hui hai unhone toh apni twelfth class bhi poori nahi ki
01:55usse pehle hi nanaji ne mummy ki shaadi kara di
01:58shayad isliye padhaai aur apne pehro par khade hone ko lekar unki soch aise hai
02:05kyunki wo khud ye sabh karna chahti ho
02:08patni ki baat sunki virat bhi soch mein par jaata hai
02:12dono milkar plan banate hai aur agle din bachon ko padhate hui paak hi unke paas ek kursi
02:17ekstra laga deti hai
02:19yeh ek kursi zyada kiske liye lagai hai beta
02:22koi naaya baccha aane wala hai kya
02:25haanji aaj se meri ek nai bachi mere paas
02:29yaani ki meri saaz
02:31dobara padhaai shuru karne wali hai
02:34arey kya paagal jaisi baat kar rahi hai
02:37bhala ye bhi meri koi umre hai
02:38bachon ke beech baith kar padhne ki
02:41tu bas naa inke bhavishye par dhyan de
02:43mujh par nahi
02:44mummy seekhne ki koi umre nahi hoti
02:47bas ichha hoti hai
02:49aur mujhe padha hai ke aapke andar wo ichha aaj bhi zinda hai
02:53arey tu bas apne kaam aur in bachon par dhyan de
02:56yaha bas sabko bolne se matlab hai
02:59kisi ko nahi sochna
03:00agar baat baha nikli toh samaj kya sochega
03:03aur parivaar ka kitna naam badnaam hoga
03:06mummy aapne papa aur is parivaar ke baare mein bahot soch liya
03:11sabki khushiyon ke liye apne sapne bahot kurbaan kar diya
03:14ab ye waqt apne par dhyan dene ka hai
03:17aur jis samaj ki aap baat kar rahi hoon na
03:20uski toh aadat hai
03:21har kaamyaab hote hain insaan par patthar maarne ki
03:25beti ko bhi bahu ka saath dete dek
03:27saaz gusse mein apna sar pakad kar
03:30badbadhaate hue maha se chali jaati hai
03:32ye student thodi ziddi hai
03:34par inhe maine 12th class pass nahi kar aayi
03:37toh main bhi apni saaz ki bahu nahi
03:40ye dekhne mein toh maza hi aajaayega
03:44isi ke saath pati patni milkar saaz ko padhane ke mission par lag jaate hain
03:48lekin saaz unki har koshish ko na kaam kar deti hai
03:52ek shaam virat apni mummy ke liye 12th class ki books le kar aata hai
03:57jine dekh kar is baar saaz ka gussa un dono par maano phooti padta hai
04:01arey tum dono ka dimaag kharab ho gaya hai kya
04:04jo yeh be wajah ki zid pakde baith gaye ho
04:07maine ek baar bol diya na mujhe koi padhaai nahi karni
04:10iske baad meri padhaai ko le kar mujhe ghar mein koi zikr nahi chahiye
04:14poota pooti pakadne ki umram mein kitabe pakdungi toh achi lagungi kya
04:18arey parivaar ka mazaag ban jaayega
04:21mummy poota pooti aap padne ke baad bhi toh khila sakti ho
04:26aur rahi mazaag banane wale logon ki baat
04:29toh unke paas khud ka koi sapna hota nahi
04:31iske liye doosron ki udaan rukhne ki koshish karte rahta hai
04:36baas ek baar maa aap koshish toh karo
04:39agar achha nahi laga toh hum dubara kabhi nahi bolenge
04:43beti ke baat sunkar maa soch mein padh jati hai
04:47aur yeh sochti hai ki thode din padh leti hoon
04:51aur iske baad padhne mein achha nahi lag raha
04:53yeh bol kar mana kar dungi
04:55aisi planning bana kar wo padhne ke liye tayyaar ho jati hai
05:00mauke ka fayda utha kar
05:02turant weh log saas ka open se 12th mein admission kara dete hain
05:07mummy aaj se aapki saari zimmedaari meri
05:10ab toh aapka naam topper ke list mein aane se koi nahi rukh sakta
05:14yeh mere seedhe bachche
05:18inhe andaaza bhi nahi ki maa ka plan kya hai
05:22pakhi saas ko padhana shuru karte hai
05:24din bitte hain
05:26jisme dheere dheere saas bhi comfortable hone lagti hai
05:29lekin phir pakhi ek subject padhne ke liye
05:32tuition jaane ka suggestion deti hai
05:34jis par bahot gussaat
05:36drama karne aur pakhi ke lakh baar manane ke baad
05:40ek baar phir saas tayyaar ho jati hai
05:43thank you mummy
05:44aapko nahi pata ki aapka 12th class padhna
05:47hum dono ke liye kitna zaruri hai
05:49ab yeh sirf aapka nahi
05:51hamara sapna bhi ban gaya hai
05:53bahu ki baat sunkar saas
05:55apne plan ko lekar soch mein padh jati hai
05:58agle din
05:59pakhi saas ke saath unhe tuition chhodne jaane hi hoti hai
06:02jaha raste mein padhoos ki kuch aurte baithi milti hai
06:06are waah virat ki mummy
06:08tumhara is umra mein padhai ka kaunsa bhoot jaag gaya
06:13bahu ko bolo ki pota poti de de
06:15aur bachche ke saath khelo
06:17are kya unki beech baith kar apne khilli udwaane chal padi
06:20aunty ji
06:21jab sarkariya bhagwan ne sikhne ki koi umra nahi rakhi
06:25to aapko kya dikkat hai
06:27are dekho to zara
06:28bahu ki zubaan kaise kaanchi jaise chal rahi hai
06:31ab saas ghar sambhalni ki jagah
06:33in sab cheezon par dhyan rakhegi
06:35to bahu ke to yeh haal hone hi hai na
06:38dekha bahu
06:39isliye bolti thi
06:40are khaali dimaag walon se behas nahi karni chahiye
06:43kyunki wo jab bhi mooh kholenge
06:45guh hi bolenge
06:47udaran to tumne abhi dekh liya
06:50baise behen
06:51main to apna sapna poora kar lungi
06:53lekin kya yahan baed kar panchayat karne ke alawa
06:55tum logon ka koi doosra sapna bhi hai
06:59saari aurte chup ho jati hai
07:01aur saas bahu chale jate hai
07:03ab saas ke andar padhne ki ichha jaag utti hai
07:06aur wo apna plan chhod
07:08mann laga kar padhay karna shuru kar deti hai
07:10dekhte hi dekhte
07:12ek saal beetta hai
07:13aur board exam shuru ho jate hai
07:15mummy
07:16exam ke liye jaane se pehle
07:18jaldi se yeh dahi shakkar kha lo
07:20are chale paagal
07:22yeh sab bachon ke liye hota hai
07:24abhi aap bhi hamare liye
07:26school mein exam dene wali bachi hi toh ho
07:28bachon ka pyaar dekh kar
07:30saasu maa khush ho jati hai
07:32aur dahi shakkar kha kar
07:33virat ke saath ghar se nikal jati hai
07:35jo mummy ko exam center par chhod
07:38office chala jata hai
07:40isi tarah samay beetta hai
07:42aur exam khatam hone ke baad
07:44dekhte hi dekhte result bhi aa jata hai
07:46meri topper maa
07:48tumne toh tehal ka macha diya
07:50har tarah tumhare hi charche hai
07:53ghar wale yeh khushi mana rahe hote hai ki
07:55wahi aurtein unke ghar aati hai
07:58ara panchayat ki toli
08:00aaj mere ghar kaise
08:02bas tumhe sorry aur
08:04thank you bolne aaye hai
08:06us din tumhari baat ho
08:08aur aaj tumhare kaam ne hume yeh sikhaya
08:10ki sapne poore karne ki koi umra nahi hoti
08:13isliye ab hum bhi
08:15shaadi, parivaar, bachche
08:17aur na jaane kitni wajahon se
08:19adhore chhute sapno ko
08:21kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:23kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:25kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:27kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:29kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:31kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:33kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:35kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:37kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:39kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:41kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:43kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh
08:45kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh

Recommended