Episode New _ Chidiya Wala Cartoon_ Tuni Achi Cartoon _ Hindi Kahani _Chichu TV (1)
#acchiacchichidiya
#कार्टून
#Hindicartoon
#kahanihindi
#cartoonhindi
#kauwakikahani
#chidiyawalacartoon
#ranochidiya
#chidiyakauwakahani
#hindistoriescartoon
#acchiacchichidiya
#कार्टून
#Hindicartoon
#kahanihindi
#cartoonhindi
#kauwakikahani
#chidiyawalacartoon
#ranochidiya
#chidiyakauwakahani
#hindistoriescartoon
Category
😹
FunTranscript
00:00Gauri Kavi aur Kaalu Kavi ne apna daana dhond liya tha.
00:10Kaalu ji hum ye daana yaha chhupakar pahadon se beri ke phal liyaate hain aur phir ghar
00:16jaate same ye daana yaha se udha lenge.
00:20Gauri ye daana hi kaafi hai.
00:22Kahin aisa na ho ke koi hamara dhoondahua daana udhakar le jaye.
00:27Main ke daana paton mein chhupa deti hu.
00:30Kisi ko kya khabar hogi.
00:32Phir Gauri Kavi aur Kaalu Kava apna daana paton mein chhupakar pahadon ki taraf beri
00:38ke phal lene nikal jaate hain.
00:41Usi jungle mein rano chidiya bhi rahati thi.
00:44Toh jaise hi apne bhar se daana lene nikalti hai, tez baarish shuru ho jaate hai.
00:50Main yaha baith jaate hu aur phir jab baarish ruti ki toh apna daana dhond lungi.
00:55Chidiya aisa sochkar ek jagah baith jaate hai.
00:59Chidiya ka dihaan paton ke neeche jaate hai.
01:02Aur wahaan daana doon kar chidiya bahot khush ho jaate hai.
01:06Mil gaya, mil gaya, mujhe daana mil gaya.
01:09Mujhe aaj zyada door nahi jaana pada.
01:11Mujhe daana mere ghar ke paas se hi mil gaya.
01:15Chidiya nahi jaanti thi ke wo daana toh Gauri aur Kaalu Kavi ne chhupaya hua hai.
01:20Usi ye chidiya wo daana lekar apne ghar chali jaate hai.
01:25Pyaare dosto, rano chidiya ki aisi kahaniya sunne ke liye
01:28YouTube search bar mein rano chidiya ki kahani likhen
01:31ya phir ye button dabha kar bol kar kehen rano chidiya ki kahani.
01:36Gauri, ab chalo ghar. Mujhe toh baarish me thand lag rahi hai.
01:41Kaalu, pehle khaenge hum daana aur phir khaenge ye beri ke phal.
01:46Aaj toh baarish me maza hi aa jaayega.
01:49Kava aur Kavi udhte hai.
01:52Kaalu, kaalu, patto ke neeche daana nahi hai. Hum lut gaye.
01:56Koi hamara daana chura kar le gaya.
01:59Maine tumse kaha bhi tha, ke daana lekar ghar chali jaate hai.
02:04Magar tumne meri ek na maani. Ab khaalo daana.
02:08Main chhodungi nahi, main thond lungi. Main sabke gharon me jaagar dekhungi.
02:14Gauri, baarish tez hai. Main toh chala ghar.
02:17Tum bhi aa jaao. Ainsi baarish me tum bimaar bhi ho sakti ho.
02:21Toh kya main apna mehnat se dhoondahua daana kisi ko khaalene doon?
02:25Nahi, aisa nahi hone doongi main.
02:29Kaalu Kava toh apne ghar chala jaata hai.
02:32Magar Gauri Kavi sabse pehle dote ke ghar me jaati hai.
02:36Dote, dote, darwaza kholo.
02:39Gauri, kya baat hai?
02:41Tum baarish me toh apne ghar me aaraam se baith jaao.
02:44Mujhe toh mere ghar ki talaashi leni hai.
02:47Mera daana chori hua hai.
02:49Main tumhe shakal se chaur lagta hoon kya?
02:52Chauron ke moon par nahi likha ho tha.
02:54Mujhe dekhne do.
02:55Pare hato.
02:57Aisa kehte huye, Gauri Kavi tote ke ghar me ghus jaati hai.
03:02Tote ne baarishon ke liye apna daana jama karke rakha hua tha.
03:06Gauri, wo daana dekh leti hai.
03:09Yehi hai, yehi hai.
03:10Mera daana mil gaya.
03:12Nahi, nahi.
03:13Yeh daana toh maine kehi dino se apne ghar me jama karke rakha hua hai.
03:18Moti chauj wale, mujhe mera daana wapis dedho.
03:21Varna, varna main bahut maarungi tujhe.
03:24Main tujhe baarish me ghar se bahir nikal kar maarungi.
03:28Nahi dunga, nahi dunga.
03:30Chaur sunkar, padosi chudiya bhi aa jaati hai.
03:34Gauri, kya hua hai?
03:35Kyun ladai kar rahi ho?
03:37Yeh daana mera hai, chudiya.
03:39Yaad hai na?
03:40Pichle dino mein maine yeh daana baarishon ke liye jama kiya tha.
03:44Aur yeh Gauri ki bachi mere hi ghar me aakar mujhe hi chaur bana rahi hai.
03:49Kehti hai, yeh daana iska hai.
03:52Chudiya, maine patton ke neeche abhi abhi thodi der pehle daana chupaya tha.
03:56Na jaane yeh tota kaisi mera daana chura kar le aaya.
04:01Yeh sunkar chudiya dar jaati hai.
04:03Kyunke patton ke neeche se daana toh chudiya utha kar lai thi.
04:08Gauri, nahi nahi.
04:09Totehne tumhara daana chori nahi kiya.
04:12Yeh toh mere saamne pichle dino maidaan se daana ikattha gaiye laaya tha.
04:16Toh fir mai dekhungi.
04:18Mai sabke gharon me dekhungi.
04:20Jiske ghar me mera daana hua, usse toh mai jaan se maad dungi.
04:25Chudiya bechari bahut kamzor thi.
04:27Wo jaanti thi, ke ab toh Gauri usse chhodegi hi nahi.
04:32Gauri kuch sune bina, waha se bhaag jaati hai.
04:36Wo seethi kabootar chacha ke ghar me jaati hai.
04:40Aur chudiya apne ghar jaakar, jaldi jaldi se wo daana apne ghaunsle ke neeche chhupa le thi hai.
04:48Kabootar, saach saach bata do, tumhne bade pead ke neeche patton se mera daana churaya hai ya nahi?
04:54Na na Gauri, mere paas toh mere chaawal ke daane hai.
04:58Mai toh aaj ghar se bahir gaya hi nahi.
05:01Zindagi mein pehli baar maine baarshon ke dino ke liye bhaujan jama ghiya tha.
05:06Aur wo bhi chori ho gaya.
05:08Magar mai bhi usse chor ko pakad kar hi dam loongi.
05:12Gauri waha se bhi jaali jaati hai.
05:15Gauri urti hui jaa rahi thi, ke raaste mein usse maina mil jaati hai.
05:20Maina, saach saach batao.
05:22Wo, wo saamne wale pead ke neeche se tumhne daana udhaya hai?
05:28Nahi, maine toh nahi udhaya.
05:30Magar jab baari shuru hi, wo chidiya waha baithi hui thi.
05:34Chidiya, iska matlab meri chodni chidiya hai.
05:39Gusse mein Gauri kavi chidiya ke ghar ki taraf jaati hai.
05:43Chidiya, darwaza kholo.
05:45Jaldi karo.
05:47Aa gayi.
05:48Wo aa gayi.
05:49Am mujhe chhodegi nahi Gauri.
05:52Kya karun?
05:52Jhoot bolun, fir bhi maaregi.
05:55Saach bolun, toh fir bhi maaregi.
05:58Tadte tadte chidiya darwaza kholti hai.
06:01Aur Gauri kavi chidiya ke ghar mein chali jaati hai.
06:05Gauri kavi idhar udhar sab jagah par dekhti hai.
06:09Gauri, kya dhoond rahi ho?
06:12Kaha hai?
06:13Mera daana kaha hai?
06:16Wo, wo jo patto ke neeche tha.
06:19Haan, wahi.
06:21Wahi daana.
06:22Umm, mai samjhi.
06:25Khoi pakshi wo daana waha rakh kar bhool kya hoga.
06:29Aisa kehte huye, chidiya apne ghaunsle ke neeche se wo daana utha kar,
06:34Gauri kavi ko de deti hai.
06:36Choti aur kamzor chidiya,
06:38baarish mein yeh daana dhoond dhoond kar mere paankh thak gaye hai.
06:42Aur tum bade maze se mera daana chura kar le aayi.
06:45Na na Gauri,
06:47main chhod nahi hun.
06:48Mujhe toh yeh ped ke neeche se mila tha.
06:51Gauri kavi chidiya ke do lagati hai
06:54aur apna daana lekar chali jaati hai.
06:57Chidiya apne ghar mein baith kar rohne lag jaati hai.
07:01Maine abhi tak ek bhi daana nahi khaya tha.
07:04Jo mila, wo gauri le gayi.
07:07Ab main aisi baarish mein apna daana kahan se laun ki?
07:11Chidiya phir se apne ghar se nikalti hai.
07:14Bahir toh baarish thi.
07:16Aisi baarish mein daana milna bahut mushkil tha.
07:20Gauri kavi ko ghar jaate huye
07:22raaste mein ek cheel rohk leti hai.
07:25Gauri kavi, kahan jaa rahi ho itna daana lekar?
07:30Che che cheel di, main nek kaam karne jaa rahi hun.
07:34Main baarish mein yeh daana
07:36ghari bakshiyon mein baantne jaa rahi hun.
07:39Phook toh mujhe bhi bahut lagi hui hai.
07:42Makar gauri, humein toh pata hai.
07:44Main daana nahi khaati.
07:46Main toh maas khaati hun maas.
07:50Toh khaa jaa kar maas, mujhe kyun bata rahi ho?
07:57Maas toh mere saamne hai.
07:59Kaala hai toh kya hua?
08:01Peer toh bharega.
08:03Aisa kehte huye,
08:05wo cheel gauri kavi par hamla kar deti hai
08:08aur usse pakar leti hai.
08:10Cheel gauri kavi ke upar baith jaati hai.
08:14Chidiya bhi maha se guzar rahi thi.
08:16Gauri ki aawaaz sunkar,
08:18chidiya uss disha mein aati hai.
08:21Bachao, bachao, koi mujhe bachao.
08:24Chidiya peeche se jaakar ek dinda,
08:27cheel pe sal mein maarti hai.
08:29Cheel neeje girti hai
08:31aur behaush ho jaati hai.
08:33Ab jaldi karo, yahaan se bhaag jaao.
08:36Aisa na ho, ke cheel phir se hosh mein aajai.
08:39Chidiya, yeh daana mere bhaage mein hi nahi hai.
08:42Yeh tum hi le jaao.
08:44Main subha se is daane ke peeche peeche phir rahi hoon.
08:47Tumne meri jaan bachayi.
08:49Main tumhara yeh ehsaan kabhi bhula nahi sakoongi.
08:53Jaao, ghar jaakar peht bharkar yeh daana khaalo.
08:57Gauri kavi, wo daana chidiya ko dekar,
09:00apne ghar chali jaati hai.
09:03Aur chidiya ghar jaakar,
09:04peht bharkar daana khaati hai.
09:07Aur khushi khushi,
09:08apne ghaunsle mein lethkar so jaati hai.
09:11Kaalu, daana toh nahi mila.
09:14Wo beri ke phal kaha hai?
09:16Wo phal toh maine khaaliye.
09:19Tumne akele hi wo phal khaaliye.
09:21Ab main kya khaaongi?
09:23Gauri kavi ko bahut bhoog lagi rahi thi.
09:28Wo phir se chidiya ke ghar jaati hai.
09:30Aur chidiya se kuch daane lekar khaati hai.
09:33Aur apna peht bharti hai.
09:36Unche, bade ped par baitha hua kaalu kava,
09:38nariyal paani pee raha tha.
09:40Ke waha ek bhoola hua baadal aa jaata hai.
09:44Kauvi, mera aasa phul ko yahan aa gaya.
09:47Main bahut pyaasa hu.
09:49Agar mujhe kuch peene ko na mila,
09:51toh main mar jaunga.
09:53Baadal, baadal, yahan se nadi toh bahut door hai.
09:57Haan, mere paas ye nariyal paani pee raha tha.
10:01Tum agar ye nariyal paani pee kar saagar tak jaa sakte ho,
10:05toh ye nariyal paani pee lo.
10:07Baadal, kave ki baat sunkar khush ho jaata hai.
10:11Aur kave se nariyal paani lekar pee leta hai.
10:15Kave, tumhara bahut bahut dhanifaat.
10:18Main saagar par rehta hu.
10:20Agar meri kabhi zarurat pade,
10:22toh mujhe zarur batana.
10:24Mujhe bahut hushi hogi.
10:26Baadal, bahan se chala jaata hai.
10:28Aur Kaalu kaava apne ghar aa jaata hai.
10:30Kaalu, mera bhojan kaha hai?
10:32Gauri, mere paankh mein dard tha.
10:34Isliye aaj main doose jungal nahi jaa saka.
10:36Tumhe toh pata hai,
10:38is jungal mein ab daana bahut mushkil se milta hai.
10:40Mujhe bhoog lagi hai,
10:42jao kahi se bhi maal ka.
10:44Tumhe toh pata hai,
10:46is jungal mein ab daana bahut mushkil se milta hai.
10:48Tumhe toh pata hai,
10:50is jungal mein ab daana bahut mushkil se milta hai.
10:52Mujhe bhoog lagi hai,
10:54jao kahi se bhi mere liye daana lao.
10:56Varna, varna main tujhe hi kha jaaungi.
10:58Varna, varna main tujhe hi kha jaaungi.
11:00Kaalu kaava apne patni se dartha hua,
11:02fir se ghar se nikal jaata hai.
11:04Kaalu kaava apne patni se dartha hua,
11:06fir se ghar se nikal jaata hai.
11:08Kaalu jaanta tha,
11:10ke usse chudiya ke ghar se daana mil hi jaayega.
11:12Isliye Kaalu kaava chudiya ke paas jaata hai.
11:14Chudiya chudiya,
11:16meri patni bahut bhoogi hai.
11:18Mujhe thodasa daana de do.
11:20Main doose jungal se daana lekar aayi hu,
11:22apni beti ke liye.
11:24Mere paas zyada daana nahi hai.
11:26Chudiya,
11:28Mujhe Kaalu kehti hai,
11:30seedhe se daana de do,
11:32varna main cheen loonga.
11:34Kaalu kaava chudiya ko
11:36darane lagta hai.
11:38Magar ab chudiya bhi kaave ko
11:40ache se jaan chuki thi.
11:42Wo kaave se darne ki bajaye,
11:44shor machane lagti hai.
11:46Koi hai,
11:48koi hai,
11:50main mein dekh loonga,
11:52tujhe mein dekh loonga.
11:54Kaalu kaava
11:56wahan se bhaag jaata hai.
11:58Kabootar nadi par baitha hua tha,
12:00jise kaava dekh kar
12:02sochta hai.
12:04Kabootar nadi par baitha hua hai,
12:06main abhi jaakar
12:08kabootar ka daana chura leta hun
12:10aur apni patni ke liye le jaata hun.
12:12Kaava kabootar ke ghar
12:14daana churaane chala jaata hai.
12:16Idhar udhar dekh kar
12:19kaalu kaava kabootar ke ghar
12:20mein ghus jaata hai
12:22aur kabootar ka daana chura
12:24kar nikal jaata hai.
12:26Hmmm, yeh daana to
12:28Kaalu ji mujhe chori ka lagta hai.
12:30Tum aam
12:32khao aam, gutliyon se
12:34tujhe kya lena dena.
12:36Kaalu, sachme
12:38chori ka daana khaane ka to sabad
12:40hi alag hai.
12:42Wo chudiya ki bachchi,
12:44bahot choo choo karne lagi hai.
12:46Kaal mein usse maza chakhaunga
12:48ke kaalu kaave se
12:50kaise unchi aawaaz me baat karte hain.
12:52Doosre din
12:54kaalu kaava saagar ki daraf
12:56urta hai, aur kaalu kaava
12:58garju badal ke paas jaata hai.
13:00Dost,
13:02kya aapne mujhe pehchaan liya hai?
13:04Haan, tum
13:06wahi kaave ho, jisne mujhe
13:08nariyal paani diya tha.
13:10Main eka kaam se aaya hu
13:12aapke paas.
13:14Taao, batao kaave, kya kaam hai?
13:16Humare jungal
13:18mein ek chudiya rehti hai.
13:20Wo bahot buri aur gandi
13:22hai. Wo sabko tang
13:24karti hai. Wo sab
13:26pakshiyon ka bhojan chura
13:28kar kha jaati hai.
13:30Badal, badal, tum jaakar chudiya
13:32ka ghar tod do.
13:34Aise bure pakshiyon ko saza
13:36milni hi chahiye.
13:38Tum chinta na karo kaave.
13:40Main abhi jaata hun, aur chudiya
13:42ka ghar tod deta hun.
13:44Fir wo badal, jungal ki taraf jaata
13:46hai. Aur chudiya ke ghar ke
13:48upar jaakar, aise
13:50zone ki barsaat karta hai,
13:52ke thodi hi der baad,
13:54chudiya ka ghar, toot kar
13:56neeche ghir jaata hai.
13:58Chudiya bechari, dekhti hi reh jaati
14:00hai. Aur badal,
14:02barsaat karne ke baad, waha se
14:04chala jaata hai.
14:06Main e, main e, us kaale badal
14:08ka kya bigara tha?
14:10Chudiya chungal chod kar, mere
14:12hi ghar par barsaat ki.
14:14Aur mera ghar tod diya.
14:16Mamma, aap parashan na ho,
14:18hum neya ghar bana lenge.
14:20Kawwa chudiya ka ghar
14:22darwa kar bahot khush tha.
14:24Wo khushi khushi,
14:26apni patni Gauri ko batata hai.
14:28Tod diya, tod diya,
14:30mere dost badal ne,
14:32chudiya ka ghar,
14:34poori tarahan tod diya.
14:36Kalu,
14:38Kalu,
14:40phir toh wo choti chudiya,
14:42bohot ro rahi hogi.
14:44Mera ghar, mera ghar
14:46toot gaya.
14:48Aise, aise
14:50ro rahi thi chudiya.
14:52Phir kuch din baad,
14:54Kalu ka baad,
14:56tote ke ghaunsle se bhajan chori kar raha tha,
14:58ki waha tota aa jaata hai.
15:00Chor, chor kehinka,
15:02main tujhe chodunga nahi.
15:04Tota toh danda
15:06kaalu aage aage
15:08aur tota pijhe pijhe.
15:10Bhaag bhaag kar
15:12kaalu thag jaata hai.
15:14Aur aakhir,
15:16tota kaalu kave ko pakad hi leta hai.
15:18Aur kaalu kave ki
15:20khok pitai karta hai.
15:22Batao, batao, phir churaoge
15:24mere ghaunsle se bhajan?
15:26Maan kosam, chod do.
15:28Main phir kabhi
15:30tumhare ghaunsle ko
15:32haath bhi nahi nagaunga.
15:34Batao, batao, phir kabhi
15:36dekh kar bahot khush ho rahe the.
15:38Kaalu behaal ho kar ghaar jaata hai.
15:40Kaalu pati ji,
15:42kisi se pit kar aaye ho kya?
15:44Haan gori,
15:46us moti chonch wale
15:48hare mithu tote ne
15:50mujhe bahot maara hai.
15:52Dande se maara hai mujhe
15:54us mithu tote ne.
15:56Kaalu, jao, jalti jao
15:58aur apne dost darju badal se koho
16:00ke aakar tod de
16:02us moti chonch wale ka ghaunsle.
16:04Main abhi jaata ho
16:06aur maza chukaata ho tote ko.
16:08Kawa bhaagta hai
16:10aur jalti jalti se
16:12apne dost
16:14badal ke paas jaata hai.
16:16Badal, badal,
16:18chidiya ko to maza chuka diya
16:20magar chidiya ka ek
16:22saathi aur bhi hai, tota.
16:24Wo tota rah jaate huye
16:26pakshiyon ko
16:28dande se maarta hai.
16:30Woh dekho mujhe bhi maara hai
16:32us tote ke bache ne.
16:34Tum chalo mere saath
16:36main abhi jaakar dekhta ho
16:38us hare tote ko.
16:40Badal jaata hai
16:42aur jaakar tote ke ghaunsle par
16:44itni tez barsaad shuru karta hai
16:46ke thodi hi der me
16:48tote ka ghaunsla toot jaata hai.
16:50Badal chala jaata hai
16:52aur tota baithkar
16:54rohne lag jaata hai.
16:56Fir doosre din tota rohta hua
16:58chidiya ke paas jaata hai.
17:00Pehle badal chacha
17:02ne tumhara ghar toda
17:04aur ab mera
17:06hume badal ko sab bataana hoga
17:08hume bataana hoga
17:10ke doost kauwa kaise hume tang
17:12karta hai.
17:14Haa tote bhaiya, badal chacha ko
17:16zarur ghalat fahmi hui hogi.
17:18Hum abhi jaate hai.
17:20Fir chidiya aur tota
17:22saagar par badal ke paas jaate hai
17:24aur usse saari baat
17:26hai. Aur jab hum
17:28usse chori karte pakad dete hai
17:30toh wo aapke paas aakar
17:32humari shikayat karta hai.
17:34Wo bahut bura kauwa hai.
17:36Vishwas nahi toh aap
17:38khud jaakar dekh le.
17:40Agar aisa hai toh main
17:42sachai jaankar rahunga.
17:44Fir wo badal jangal ki
17:46taraf jaata hai aur chupkar
17:48dekhne lagta hai. Thodi
17:50der baad kauwa aata hai
17:52aur bulbul ke ghaunsle se
17:54uska anda phodkar
17:56peene lagta hai.
17:58Yeh kauwa toh sachme bahut
18:00kharab hai. Zaalim
18:02zaalim kauwe, tumne yeh kya
18:04kiya? Tumne mera anda
18:06hi peeliya. Mujhe
18:08bhook lagi thi aur yaad
18:10rakhna, agar mujhe se panga liya
18:12toh tote aur chudiya ki tarahan
18:14tumhara ghaunsla
18:16bhi tootega.
18:18Peechhe se badal bolta hai.
18:20Ab ghar in pakshiyon
18:22tootega.
18:24Fir wo badal
18:26gusse me aata hai.
18:28Aur kauwe ke ghar par
18:30zoron ki barsaat karta hai.
18:32Aur kauwe ka ghar
18:34toot jaata hai.
18:36Fir badal chudiya aur
18:38tote ko badalon ke bane huye
18:40naram naram ghar deta hai.
18:42Aur wahan se chala jaata hai.