• 2 months ago
#independenceday #pakistan #imrankhan #pti #pmshehbazsharif #pmlngovt #khabar #meherbukhari #breakingnews

"Badkismati say 2014 sy abtak jo siyasat Samnay Arahi hai..." Tariq Fazal Chaudhry's Huge Statement
Transcript
00:00Hukumti Numainde Senior Wazir Tariq Fazal Chaudhary saab maujood hain.
00:04Chaudhary saab bahut bahut shukri hai saath dene ka.
00:06Sir, ek taweel chart sheet hai.
00:08Aam Intikhabaat se bhamushkil ek maa kabal hi Senate me 8 February ko hone wale Aam Intikhabaat
00:12multavi karne ki ek karar daad manzoor kar wahi aap logon hai.
00:15Hairan kun amar yeh hai ki ala adalat ke hukam ke bawajood bhi election ke iltawa ke liye
00:19teen karar daadein manzoor karane ka bhi jo sehra hai wo aapke sir hi jaata hai.
00:24Hukumat ne NAB ordinance me bhi tarmeem kar di.
00:26Jiski kaim maqam Sardar Yusuf Raza Gilani ne manzoori dete hui naya ordinance jaari kiya.
00:30Ordinance ke tehd zehre harasat mulzim ka remand jo hai wo jo aapne khud tabdeel kiya tha
00:34usi me khud tabdeeli laake 14 se badha kar 40 din kar diya gaya fakat harifon ko deewaar
00:40se lagane ke liye.
00:41Sir, aaj 14 August ke din Ideal Mulk ki baat kar rahi hai aapki kiyaadat.
00:46Ya aap Ideal Mulk ki rawayaat rak rahe hain?
00:51Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:52Bismillahir Rahmanir Rahim.
01:22Aapne 14 August ki takreed me jo marketing takreed Islamabad me hui usne ki hai
01:26wo bada ek wazir peghaam hai
01:28tamaam qaum ke liye
01:31aur tamaam zimmadaraan jo na sirf government me hai
01:34balke government se baayar hai unke liye bhi
01:36ki yeh mulk kisi ek zamaat ka nahi hai
01:38kisi ek fard ka nahi hai
01:40jab bhi isko binane ki baat hoti hai
01:42ya iska masayil hal karne ki baat hoti hai
01:44toh hume apne zaati ikhtilafaat
01:47bhula ke
01:49apni ana pase push dalke aagey badna hoga
01:52aur kate chalke is mulk ko humne banana hoga
01:54yeh basically message hai
01:56jo Prime Minister ne diya hai
01:57Chaudhry sahab agar aap ujazat deyen
01:58yeh ana ko pase push dalna
02:00aur zaati mufaat ko pase push dalna
02:02yeh amli taur par kyu nahi dikh raha aap log ki taraf se?
02:04Awaan ko bator dhaal istamal karne ka maamla jo hai
02:07wo toh taweel bahut hai
02:08haqoomat ne retired judges ko bhi election tribunals me lagane ka faisla kar liya
02:11is waqt adalat me zere samaat hai yeh behas
02:13election act me bhi tarmeem ke baad haqoomat ne
02:15election tribunals par retired judges ki tayanati ka faisla kiya
02:17isi tarah aap log unhe Awaan me har wo kanoon saazi kiye
02:20jisse Awaan ki ek badi jamaat ko target kiya jaa sake
02:22aur apni skin save ki jaa sake
02:25phir aap log ego ko pase push
02:27zaati mufaat ko pase push rakhne ki baat karte
02:31dekhiye, maine aapko arz kiye hai
02:33ke jo mukhtalif adwaar me
02:35yeh ordinances ya kanoon saaziyon hui hai
02:37iska piche ek pasmanzar zaroor hota hai
02:39jassi abhi aapne chota se chalisi ko leh nete hain
02:41ek minute mein me aapko explain kar deta hoon
02:43ke aapne retired judges
02:45ki tribunals banane ki hawale se baat kiye
02:47hai ke humne shayad apne koi ghaati
02:49maqsat ke liye
02:51ya koi niya ek khyaal aaya hai hume
02:53ki retired judges ko mujhtamil tribunals banay
02:55dekhiye yeh jo shik thi
02:57yeh
02:59election act 2017 me
03:01pehle se maujood thi, hamesha se nahi hai
03:03ki retired judge
03:05mujhtamil tribunal election commission tashkeel
03:07de sakta hai
03:09yeh humara jo PDM ka aankhri
03:112 mehne ka daur tha, usme
03:13retired judges ka lahat se nikala gaya, abhi
03:15dubara daal diya gaya
03:17iska matlab yeh hai
03:19nahi toh masla hai sir, nakaalte tabhe
03:21tasleem karte hain
03:23yeh system ki yeh masla hai, yeh sukam hai
03:25isko darus karna hai, magar jab siyasi mufaad ke liye
03:27istamaal hona hota hai, toh 14 ko
03:2940 din remand kar dete hain NAAP ki
03:31aur haaze service ko retired judges bhi
03:33kar dete hain
03:35jab humare upar NAAP bhi talwaaz
03:37latak rahi thi, toh uswaq toh remand mera khayla
03:3990 din ka tha, abhi toh phir 40 din ka hai
03:41toh isko aankhri change kiya na sir
03:43because ab hareef pe istamaal karna tha
03:45nahi main arz kar raha hoon ki mukhlet
03:47adwaar mein yeh changes hoti rahi hain
03:49usko aap kisi 1% specific law na
03:51kahen, aur haan isko baat
03:53ho sakti hai, main isko bilkul aapki baat
03:55aur aapki daleej ko bada baz baz nahi sanjhunga
03:57ki agar aap isko baat karengi ki yeh
03:5915 din hona chahiye, ya 25
04:01din hona chahiye, usme debate ho sakti hai
04:03lekin all together ek kanoon ko
04:05yeh kahen ki wo kisi khaas
04:07niyat se ya kisi
04:09malafide ke taht banaya gaya hai, mera khayla
04:11wo baat jo hain, wala tuni ho gaya
04:13sir, naab tarameem
04:15ho, ya yeh kanoon ho
04:17iske upar toh aapne dekha ki idhar
04:19kalam chala nahi, ki udhar
04:21logon ko baapis jail bhi bheja gaya
04:23toh wo niyat ke upar, main toh baat nahi kar rahi
04:25amlan dekha raha hai, awan ka takaddus
04:27ka bhi aapnong ka ek anokha mein aa rahe hai, jahan
04:29jamuri asool balayataak rakkar bhi, mufadaat ke
04:31asoolon ko mubarra rakha gaya hai
04:33isi ke upar aaj sawal ho raha hai, kyuki aaj roshan
04:35aur ek ideal Pakistan
04:37ka zikr kar rahe hain Wazir-e-Azam Pakistan
04:39magar sir yeh peghaam bhi toh awaam tak nahi paunch raha
04:41na internet chal raha hai, na social media chal raha hai
04:43khud is mulke
04:45Wazir-e-Azam jo hai, wo VPN istamal karte hain
04:47aap sab ko VPN istamal karna padhta hai
04:51dekhi, uski apni ek reason hai
04:53uski apni ek reason hai, lekin
04:55baaraal, bohut jam
04:57poshish ki hi jaa rahi hai, ki hum usko
04:59theek karein, aur Inshallah ta'ala bohot jaal yeh
05:01internet ke matlaq, abhi toh internet pe
05:03international issues bhi hai, lekin
05:05bohot jaal, Inshallah ta'ala, yeh jo shikaiyat internet
05:07ke hawale se hain, khal bhi ek meeting jo hai, wo
05:09humari, jo IT minister hain, unhone liye hai
05:13Abraham Nisar House mein, aur
05:15usme baati stakeholders bhi theek, yeh Inshallah ta'ala
05:17bohot jaal doodh kar liya jaayega
05:19Chaudhry sahab, Qaid-e-Azam ke tasawwur ke mutaabik, Pakistan
05:21ek falayi aur jamuri riyasat banna tha
05:23kya hum ban sakay, aapke
05:25nizdik zimmedaar kaun hai, ki agar hum na ban sakay
05:27kismiti se
05:29nahi ban sakay, aur iske zimmedaar
05:31hum sab log hai, jo
05:33mukhtalif adwaar mein, haqoomto mein rahi hain, aur uski
05:35sabse badi wajah yeh hai, kya jaise maine pehle
05:37arz ki, ki humne
05:39siyasat ke andar, wo manfi
05:41jazdaat aur wo ana
05:43jo siyasi maidaan takhi hoti
05:45hai, usse humne priority di
05:47hai, aur Pakistan ke mafadaat
05:49ko, aur Pakistan ke mushkalaat ko
05:51hal karne ke liye, jis wahdat ki zuroorat
05:53thi, jis yaqjeti ki zuroorat thi
05:55wo hum nahi dikha sakay
05:57yeh jo 80 aur 90 ke dihayi mein agar
05:59aap dekhe, mujhe wo baat bhi tasleem karne
06:01mein koi aar nahi hai, ki waha be bhi
06:03is tarah ki ek siyasat thi, ki jis mein
06:05siyasi mukhalifeen ke saath jo hai, wo
06:07mukhalifat se
06:09siyasi mukhalifat se barge ek rahiya jo tha, wo
06:11maudhub tha, lekin
06:13wo Charter of Democracy ke baad
06:15us rahiya ki humne khaasi had tak
06:17tabdili ki, aur humne
06:19yehi culture siyasat me leke aaye
06:21ke ek doosre ko bardaasht karein
06:23ek doosre ko
06:25siyasat ko bardaasht karein, wujood ko
06:27bardaasht karein, nazariyat ko bardaasht karein
06:29lekin bad kismati se
06:312014 se ab tak bhi jo siyasat saamne
06:33aa rahi hai, uske andar yeh rahiya
06:35dubara dekhne mein aa rahi hai,
06:37ki jo anaar hai, wo baazi
06:39le gayi hai, aur Pakistan ke mafaaz
06:41aur siyasat jo hai, wo peeche raahein
06:43bahut bahut shukriya, Tariq Fazal Chaudhary
06:45humare saab maujood hai, aapne guftakun suni hai, very short break
06:47baat karenge, ek aur makboor tarheen
06:49jamaat se ke aage ka laah-e-amal
06:51aur is yeh jayti aur is ideal
06:53aur roshan Pakistan ka jo manzar aaj Wazir-e-Azam
06:55ne khecha hai, usmein wo apne aap ko
06:57kahan dekh rahein

Recommended