bakri aur jungle story hindi kahani

  • 4 days ago
bakri aur jungle story hindi kahani

Category

ЁЯШ╣
Fun
Transcript
00:00In the forest named Hastinapur, there lived a goat named Toonni.
00:07Her three children Dholu, Bholu and Raju lived with her.
00:11Toonni was always worried about her children.
00:15Because there lived a lion named Mangal in the forest.
00:19Toonni was always afraid that her children might get lost in the forest.
00:26If the children go to the forest by mistake, then the wild animals will not leave them.
00:30Toonni used to say to her children with that fear.
00:34See, children, we are small animals, so we should stay in the forest.
00:39We should not go to the dense forest at all.
00:42Understood, my children.
00:44Mumma, Mumma, what will happen if we go to the forest?
00:50To beta jungli jaanvar hume cheer phaad ke kha jaayenge
00:55Haa mamma, hum kabhi nahi jaayenge
00:59Okay good boy chalo, ab tum sab jaldi jaldi so jaav
01:03Hum sabko subah jaldi uthna hai
01:05Phir sabhi khaana khaake so jaate hai
01:08Agli din subah Toonmi apne bachon se kehti hai
01:11Bachon main jungal mein tumhare, papa ke saath ja rahi hu
01:15Tum teenon saath mein hi rehna
01:17Aur kahin bhi bahar mat jaana
01:19Aur gane jungal mein toh galti se bhi mat jaana
01:23Toonmi bakri uske pati ke saath
01:25Jungal mein jaati hai
01:27Tabhi teen bache aapas mein baat karte hai
01:30Arey aau, hum nadiki kinnaarein khilne chalte hai
01:35Toonmi bakri ka tisra beta Raju
01:37Bahot hi sararti tha, wo kahita hai ki
01:40Nadiki kinnaarein toh hum roj khilne jaate hai
01:44Wahan kya jaana
01:46Aaj kutuk tufhaane karte hai, chalo
01:50Nahi Raju, amma ne bahar jaane se mana kiya hai
01:56Arey bhatto, shide shide hi bolne ki teri bhat rahi hai
02:03Toonmi ke tisre bache Raju ko jo kaam karne se mana kiya jaata tha
02:08Wo ussi kaam ko pehle karta tha, sabke mana karne par bhi
02:13Usne soch ke hi rakha tha ki
02:15We ek din ghane jungal mein jaake hi rahega
02:18Saam ho jaati hai jab Toonmi gar aati hai
02:21Mamma mamma, aapne jungal mein jaane se mana kiya tha
02:25Phir bhi Raju bhaiya jungal mein jaane ki jeet kar raha tha
02:30Raju, mene tujhe mana kiya tha
02:32Ghane jungal mein jaane se phir tu ne kyu jeet kiya
02:36Tujhe dar nahi lagta kya
02:39Sorry mamma, aapne jungal mein kabhi nahi jaanga, sorry
02:45Agle din Toonmi ke teeno bache nadi ke paas khel rahe the
02:49Tabhi gaav ke do kisaan aapas mein baat kar rahe hote hai
02:52Tabhi Raju ki nazar wo dono par pardhi hai
02:56Arey kaase aarey ho Chandulal, itni hari bari gaas lekar kahan jaa rahe ho
03:01Arey bhai, itni hari bari gaas ghane jungal ki alawa aur kahan mil sakti hai babu bhaiya
03:09Arey yeh gaas toh ghane jungal se hi la raha hu
03:13Arey bhai, kal se main bhi apne janavar ke liye wahin se gaas launga
03:18Aur aise gaas kila kar hume saunat anduras rakhunga bhai
03:23Dono kisaanon ki baat sunkar Raju mann hi mann sochne laga
03:27Arey main bhi yeh hari bari wali gaas khaake tanduras aur chus rehna chahata hu
03:35Ab main bhi gane jungal mein jaaunga, hii mujha jaayega
03:40Toonmi ke mana karne ke baad bhi Raju laalaksh mein aakar jungal mein phans jaata hai
03:45Aur hari hari gaas khaane lagta hai
03:48Arey waah, yeh hari hari gaas khaane ka maja hi kuch aur hai
03:55Udhar dholu aur bholu ghar pohochkar apni mummi se kehte hai
03:59Mummi mummi, Raju bhaiya toh kahin chale gaye hai
04:04Haan mumma haan, hum nadi kinare hi khel rahe the, tabhi pata nahi wo kaha chala gaya
04:11Mujhe pata hai wo kaha gaya hai, wo zarur gane jungal mein gaya hoga
04:16Aur jungal mein Raju hari hari gaas khaane ke maja le raha hota hai
04:21Aur tabhi udhar shikaar ke talaas mein nikle
04:24Ruk cha bhediye waha par aake Raju ko gher lete hai
04:27Abey o bakri ke bachche, yeh gaas khaakar tu ab kya karega
04:32Haan, kyuki ab hum tujhe khaane waale hai
04:36Ha ha ha ha ha ha ha
04:37Bhediye ko dekhkar Raju bahut dar jaata hai
04:40Theek usi samay Toonmi bakri waha par aa jaati hai
04:44Ruk cha vare yeh bachche ko khaake, tumhara peth nahi bharega
04:49Ek kaam karo saath mein mujhe bhi khaalo, agar tumhare mein himmat hota
04:53Maut ke moome tujhe muskurate dekhkar, tujhe acha laga
04:57Haan, bakri aur tune kya bola, himmat hai to mujhe bhi khaalo
05:02Ha ha ha ha ha ha
05:04Are bhai log, suna tumne, yeh bakri keh rahi hai ki
05:08Mujhe bhi khaalo, agar himmat hai to
05:12Ha ha ha ha ha ha
05:14Kya aare bakri, tujhe humse dar nahi lagta kya?
05:18Agar tumse dar lagta to, mein bachche ko akela chhodkar, yaha se jaati hi nahi
05:24Darsal hamara marna to tay hai, tum maro ya mangal sherkhaan
05:29Mujhe kya fark padta hai, us wajah se mein dar hi nahi
05:32Tum maro ya mangal sherkhaan? Iska kya matlab?
05:36Matlab yeh hi ki hum dono, mangal sherkhaan ka hi shikaar hai
05:41Aur tum chaho to tum khaalo hume
05:43Are kya, tum mangal sherkhaan ke shikaar ho?
05:47Haan
05:49Tab to hum tumhara shikaar kaise kar sakte hai?
05:52Are na baba na, hume mangal sherkhaan ke haan se marna thodi hai
05:57Are chalo chalo bhaiyo yaha se
06:00Chalak tunni bakri ne apne akal ka istamaal karke apne aur apne bete ki jaan bachali
06:07Maine tumhe jangal me jaane se mana kiya tha na
06:10Phir tu kyun gaya jangal me tujhe bilkul dar nahi lagta
06:22Are akal ke andhe dar ke aage jeet nahi dar hota hai
06:25Agar main waqt par pohchi nahi hoti to
06:28Ab tak to tu unke peth me hota
06:31Chal jaldi iss se pehle koi doosra jaanwar na aa jaye
06:34Usse pehle hum jangal ke bahar nikal jaate hain
06:37Dono ghar ki aur jaa rahe hote hai
06:40Tabhi achchanak unke saamne do chit aa jaate hai
06:43Are wah!
06:44Aaj bhagwan se kuch aur maanga hota
06:47Toh saayat woh bhi mil jaata
06:49Acha?
06:51Aisa kyu?
06:52Are wah!
06:54Heeran khaake toh main thak gaya hun
06:57Aaj socha hi tha
06:59Ki koi paaltu jaanwar aayega
07:01Toh bada maza aayega
07:03Aur dekho paaltu jaanwar bhi aa gaya
07:06Wah na chamatkar
07:08Haan bhaiya
07:10Tumhari hi wajah se
07:12Aaj mujhe paaltu jaanwar khaane ko milega
07:15Ek kaam karo
07:17Tum isse khao
07:19Main iske bachche ko khaa leta hun
07:21Theek hai na?
07:23Pehle le mujhe maarega
07:25Aur yeh tujhe bhi khaa jaayega
07:27Bakri ko bindas hasti dekh kar
07:31Dono chit soch mein pad gaye
07:33Yeh bakri!
07:34Maut ke moon mein aakar tu hasari hai?
07:37Kya tujhe humse dhar nahi lagta?
07:40Chalak bakri is baar bhi apne akal ka istamal karti hai
07:44Woh kya hai na chitti ji
07:46Darsal tum
07:47Tum jisse darte ho na
07:49Hum uska shikaar hai
07:51Socho agar tumne hume kha liya
07:53Aur mangal ser ko pata chal gaya toh
07:56Tumhari kya haalaat karega?
07:59Kya?
08:00Tum mangal ser ki shikaar ho?
08:02Haan
08:03Are meri pyaari behna
08:05Pehle kyu nahi bataya?
08:07Are aao aao
08:09Main tumhe mangal ser khaan ke paas
08:11Poore hiwaazat se pauncha deta hun
08:15Are nahi bhai hum khud chale jaayenge
08:17Ek baar aur bakri apni maut ko maat dekar
08:20Apne ghar ki aur jaati hai
08:22Par bakri ki kismat kharab thi
08:24Woh jiske naam se sabko darati hui aage bad rahi thi
08:28Wahi mangal ser uske saamne khada tha
08:31Rukh ja bakri
08:33Kahaan ja rahi hai?
08:35Mujhe bahut joron ki bhoog lagi hai
08:38Baas mujhe pehle itna bata de
08:41Ke pehle tujhe maaru
08:43Ya ye tere chote bachche ko
08:46Mangal ser ko saamne dekh kar pehle toh bakri dar gayi
08:50Tooni ko achi tarah se maloom tha ki
08:53Aise haalaat me dare bina apne akal ka istamaal kare toh
08:56Saayat bach sakti hai
08:58Isliye chaalak bakri ne apne akal ka istamaal kiya
09:01Maharaj ye toh aapka badappan hai
09:03Ke aapne mujhe puchha
09:05Ki hume se pehle kaun marna chahata hai
09:07Maharaj pehle aap mujhe hi maar dijiye
09:10Mangal ser Tooni bakri ko maarne ke liye aage badhta hai
09:14Tab bakri kehti hai
09:15Maharaj mujhe maarne se pehle
09:17Aap apni bibi ko kya jawab denge
09:19Pehle ye soch lena phir mujhe maarna
09:22Kya matlab hai tera?
09:25Wo kya hai ki Maharani Sherni
09:27Aaj aapko surprise dena chahati hai
09:29We hum dono ko maar kar
09:31Hamara taza taza gos aapke khaane mein parusna chahati hai
09:35Isi wajah se hum dono unke paas ja rahe the
09:39Kya meri Sherni mujhe surprise dena chahati hai?
09:43Bhala ab me tumhe kaise maar sakta hu?
09:47Tum log jao jao
09:49Main meri Sherni se panga nahi le sakta
09:53Theek hai Maharaj jaisi aapki aagya
09:56Chal bete
09:57Aale mamma aap to genius ho
10:00Ab mujhe pata chala ki
10:02Haalaat itne bhi khalaab kyu na ho
10:06Dar ko kaabu mein rakkar
10:08Dimaag ka itmaal karne se
10:10Jeet hasil ho chakti hai
10:13Dono baat karte karte ja rahe hote hain
10:15Kabhi saamne se Sherni aajati hai
10:18Are o maa
10:19Are o maa
10:20Bete mere alaake mein kaha tehle nikle ho?
10:23Sherni ko dekhkar
10:25Tuni Bakri ne apne chehre par dar ko nahi aane diya
10:28Badi chaturai se boli
10:30Are hum tehle nahi rahe
10:32Is jangal ke Raja Mangal
10:34Sher Khan ke paas ja rahe hain
10:36Aap hume bata sakte hain
10:38Is waqt we hume kaha milege
10:40Magar pehle mujhe yeh batao
10:42Ki tum Sher Khan ke paas kyu ja rahe ho?
10:45Wo hamari niji baat hai
10:48Wo tumhi kyu batao?
10:50Are o Bakri ki bachchi
10:52Tujhe Sher Khan ka pata chahiye
10:54Tu bata warna koi baat nahi
10:56Phir Bakri ne badi chaturai se Sherni ko kaha
11:00Darsal baat yeh hai ki Sher Khan apni patni ko
11:03Surprise dena chahate hain
11:05Isi wajah se hum Sher Khan ke paas ja rahe hain
11:09Surprise wo surprise kya hai wo toh batao
11:12Surprise kya hai wo sunne se pehle
11:14Meri ek baat sunlo
11:16Aap humko kha jaoge toh Sher Khan unki Sherni ko
11:19Kabhi surprise nahi de paenge
11:21Aisa kyu bhala?
11:23Kyun ki Sher Khan hume maar kar
11:25Taza taza ghos apni Sherni ko gift dena chahata hai
11:28Yeh sunkar Sherni mann hi mann sochti hai
11:31Sher Khan mujhe kitna pyaar karte hain
11:34We mujhe yeh do Bakri surprise me dena chahate hain
11:37Isliye mai unka dil nahi todungi
11:40Abhi mai yeh do Bakri yo ko nahi maarungi
11:43Inka tohfate mai mere Sher Khan ke haathon se hi lungi
11:46Mai Sher Khan ki maharani hu
11:49Mai tumhe maar ke apne Sher Khan ka dil nahi todungi
11:52Aur isliye bhi tumhe maar kar Sher Khan gift mujhe hi dene wala hai
11:57Kyu na tumhari surprise gift Sher Khan ke haathon se hi lu
12:01Tum ja sakte ho Sher Khan tumhe aage kahi mil jaayege
12:04Bakri badi chalaki se apne bacche ki jaan bachakar
12:08Jangal se bahar aa jaati hain
12:11Raju ne kasam khaali hai ki ve kabhi jangal mein nahi jaayega
12:15Phir Tuni ka parivaar khusi se apni jindagi jeeta hai

Recommended