Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya RA | 20 Oct 2024 | ARY Qtv
#aryqtv #KhwajaNizamuddinAuliyaRA
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#aryqtv #KhwajaNizamuddinAuliyaRA
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wasalatu wasalamu ala Sayyidil
00:22anbiyai wal mursaleen, wa ala aalihi wa sahbihi ajmaeen, nazreen-e-mukarram, assalam-o-alaikum.
00:28Aaj ke khususi talk show ki saath ARYQ TV par aapka meezbaan Safdar Ali Mohsin hazir-e-khidmat hai.
00:35Rabi-us-Sani ki paqeeza ghariyon mein yeh khususi program Fakhr-e-Khandaan-e-Chishtiyan,
00:42Markaz-e-Wajd-o-Irfan, Hazrat Khwaja Sayyid Muhammad Nizamuddin Auliya Mahboob-e-Ilahi
00:49Rahmatullah-e-Ta'ala Alih ki khidmat-e-Aqdas mein peshkarne ki hum Fakir saadat pa rahe hain.
00:55Aaj ka khususi talk show, aapke salana Ursa-e-Mubarak ki silsile mein,
01:00hum Fakir-on-ki taraf se hadaya-e-niyaz ki surat mein, aapki aali janaab mein peshkiya jaa raha hai.
01:06Yeh nazrana-e-aqeedat Inshallah, teen tarteeb-war nashiston mein aap mulahiza farmayenge.
01:11In mubarak nashiston mein, Hazrat Mahboob-e-Ilahi Rahmatullah-e-Ta'ala Alih ki seerat,
01:17shemail-o-fazail, aapka maqam-o-martaba, aur aapke malfoozat humara mawzoo-e-sakhun rahenge.
01:23Aur aapki mubarak shaksiyat se Inshallah, hum bohot keemti aur nafabaksh ilm kashid karte hua,
01:30apne nazareen tak pohunchane ki koshish karenge.
01:32Aaj ki is pehli mubarak episode mein, aaye barte hain, aapne mukarram mehmanon ke khair magdam ki jaanat.
01:39Humare saath jo shaksiyat tashif farma hai,
01:41main bazm-e-Mahboob-e-Ilahi mein unka khair magdam karte hua,
01:44unke asma-e-girami pukarta hu.
01:46Arz-e-Watan ke bohot maaroof, moqtadar scholar, bohot tabeel arse se aapki wabastagi hai,
01:51ARYQ TV ki saath, badi hikmat ki saath, khubsoorti ki saath,
01:54hamesha inka pehgaam, ARYQ TV ki zariye, poori duniya mein pohunchta hai.
01:58Janab-e-Doctor, Muhammad Shehzad Mujaddidi, humare aaj ki nashiz ke pehli mehman.
02:03Assalam-o-Alaikum.
02:04Walaikum-o-Alaikum.
02:05Doctor sahab, khushaan de.
02:06Aur bazm-e-Mahboob-e-Ilahi mein aapka khair magdam karte hua.
02:09Aapke saath, wo shaksiyat, jinka taaluk,
02:16Hazrat Ali bin Usman Hujweri rahmatullah ta'ala alayhi ki bargah-e-naaz se hai.
02:20Poori duniya mein aapka ta'aruf, Huzoor data sahab ki mubarak bargah se,
02:24aur aapki chaukat se wabastagi ka hai.
02:26Inpar Allah Rabbul Izzat ne yun karam farmaya,
02:28ke khutba-e-jumma ki surat mein inki aawaz ko poori duniya mein,
02:32ARYQ TV ki zariye, azaan ki surat nashir farma diya.
02:35Meri murad, Mufti Muhammad Ramazan Sialvi sahab se hai.
02:38Assalam-o-Alaikum.
02:39Walaikum-o-Alaikum.
02:40Mufti sahab, khushaan de.
02:41Aapka bhi khushaan ded aur khair magdam hai,
02:44Hazrat Mahboob-e-Ilahi ki baz mein.
02:46Mere teesre mehman, data ki nagri Lahore se aalmi shurat ke hamil,
02:50Sana Khan-e-Rasool, taweel arse se,
02:52Allah Rabbul Izzat ke Mahboob-e-Sat-e-Salam ki midhat,
02:55aur aapki ta'arif, aapki tausif aur naat ki shobah se wabasta,
02:59Janab-e-Sagheer Ahmed Naqshbandi.
03:01Assalam-o-Alaikum.
03:02Waalaikum-o-Alaikum.
03:03Sagheer bhai, tashifawri ka boh shukriya.
03:05Hazrat Mahboob-e-Ilahi ki baz,
03:07mein aapke liye bhi khushaan ded kaunga,
03:09aur aapke naatiya naqme se hume inshaAllah aage barna hai.
03:35Jis raaha chal gaye hai,
03:40kooche basa diye hai,
03:46jab aagayi hai josh-e-rahmat pe unki aankhe,
03:59jalte bujha diye hai,
04:05rote hasa diye hai,
04:11mere kareem se gar katra ki saad,
04:21mere kareem se gar katra kisi na maanga,
04:33mere kareem se gar katra kisi na maanga,
04:43darya baha diye hai,
04:48durbe baha diye hai,
04:53darya baha diye hai,
04:58durbe baha diye hai,
05:03aur aane do ya dibo do,
05:10ab to tumhari jaanib,
05:16aur aane do ya dibo do,
05:21ab to tumhari jaanib,
05:26kishti tumhi pe chhodi langar,
05:33utha diye hai unki mehkne dil ke gunche,
05:42khila diye hai,
05:45jis raaha chal gaye hai,
05:50kooche basa diye hai,
05:55Allah kya jahanam,
06:01ab bhi na sard hoga,
06:07Allah kya jahanam,
06:12ab bhi na sard hoga,
06:17ro ro ke mustafa ne,
06:22darya baha diye hai,
06:26mulke sookhar ki shahi,
06:31tumko raza musallam,
06:36mulke sookhar ki shahi,
06:40tumko raza musallam,
06:45jis samt aa gaye ho,
06:50seke bitha diye hai,
06:55unki mehkne dil ke gunche,
07:01khila diye hai,
07:06Subhanallah, mashallah, salamat rahiye sahir bhai.
07:09Nadreen-e-mukarram,
07:11kalam-ul-imam, imam-ul-kalam,
07:14hazrat imam Ahmed Riza Khan
07:16alaih rahmatul rahman
07:17ka khubsurat afaki kalam bargahe
07:20tajdar-e-khatm-e-nabuwat
07:21sallallahu alaihi wa sallam
07:22mein pishkarne ki saadat bhai,
07:23janaab-e-sagheer
07:24Amar Naqshbandi ne,
07:25aaye,
07:26hazrat mahabub-e-ilahi
07:27rahmatullahi alaihi ki
07:28mubarak nashist mein
07:30unki is kareemana mehfil mein
07:32guftagu ka aagaz karte hain,
07:34doktor Muhammad
07:35shahzad mujaddidi sahab se.
07:36Doktor sahab, qibla?
07:37Tarteeb war,
07:38hum hazrat-e-nizam paak ki bargah mein
07:40hazri dene ki koshish karenge,
07:42sabse pehle,
07:43maqam-e-wilayat kya hai,
07:44kalam-e-majeed,
07:45furqan-e-hameed,
07:46aur hamare kareem aaka ke farameen
07:48is mauzoo ko kaise kholte hain,
07:50is par irshaad farmahi.
07:51Jee,
07:52bismillah-e-rahman-e-raheem,
07:53alhamdulillahi rabb-il-alameen,
07:54wassalaatu wassalaamu
07:56ala ashraf-il-anbiya-e-wal-mursaleen,
07:58ma'ala alihi wa sahbihi ajma'een.
08:00Yak zamana sohbat-e-awliya,
08:09Subhan-Allah.
08:13Kya ke hain?
08:14Allah rabb-ul-alameen
08:15ne apne kalam-e-kadeem
08:16aur furqan-e-hameed mein farmaaya,
08:18alaa inna awliyaa Allah-e-laa khawfun
08:22alaihim walaahum yahzanoon.
08:25Qabardaar,
08:26yaqeenan jo Allah-ke doost hain,
08:28ye awliyaa wali ki jammah hain,
08:30aur bahut saare iske maani hain,
08:32lekin yahan iska maana hain,
08:34doost,
08:35mukarrab,
08:36sahi,
08:38jo Allah-ke doost,
08:39aur yeh kamaal yeh hain,
08:40koi aur nahi keh raha.
08:42Allahu Akbar,
08:43jiske doost hain,
08:44woh keh raha.
08:46Rabb-e-kainat Jalla Majdoohu
08:48ne apne dooston ka
08:49woh ezaaz-o-ikram farmaaya hain,
08:51kash koi is ek cheez pe ghor kare.
08:53Allahu Akbar Kabira.
08:56Toh farmaaya,
08:57jo Allah-ke doost hain,
08:58in pe na tu koi khawf hain,
09:00na koi gham.
09:01Aur yeh kaun hote hain,
09:02allazeena aamanu,
09:03wakaanu yattaqun.
09:05Yeh bhi khudi bata diya,
09:06ke kahin koi,
09:07aise hi apne khayali ghode,
09:09na dodata rahe.
09:10Yahi nishaniya khud bata diya.
09:11Khud bata diya.
09:12Allazeena aamanu,
09:13wakaanu.
09:14Sabse pehle toh ehle imaan honge,
09:16phir woh taqwa wale honge.
09:17Lahumul bushra,
09:18fil hayatid duniya,
09:19wa fil aakhira.
09:21Ab unke liye bashaartein,
09:22aur khushkhabriyan,
09:23is duniya ki zindagi mein bhi hain.
09:27Toh iss se chidne ki,
09:28ya iss se zid ki,
09:29kamaz kam kisi momin ke paas,
09:31toh koi gunjaish nahi hain.
09:32Bilkul logic hi koi nahi hain.
09:33Agreed.
09:34Yeh toh,
09:35matlab text hain,
09:36matan hain Quran-e-Paq.
09:37Lahumul bushra,
09:38fil hayatid duniya,
09:39wa fil aakhira.
09:40Aur iss par,
09:41Azrat Sayyiduna Qatada,
09:42R.A. farmate hain,
09:43Lahumul bushra,
09:44fil hayatid duniya,
09:45wa fil aakhira.
09:46Kyunke sahaba ki,
09:47yeh roz ki practice thi.
09:48Toh woh dekhte,
09:49khaab mein kisi ke baare mein,
09:50koi khushkhabriya aa rahi hain.
09:53Kabhi toh,
09:54sahabi ko khaab mein,
09:55sahabi ke baare mein,
09:56aa rahi hain,
09:57aur kabhi khud,
09:58sahib-e-ummat,
09:59imam-ul-anbiya,
10:00sallallahu alaihi wa sallam,
10:01ko khaab mein,
10:02kisi sahabi ki,
10:03basharat-o-fazeelat di jaari.
10:04Bilkul aise hain.
10:05Aur woh subaab suna rahi hain.
10:06Toh woh kehte hain,
10:07yeh woh ache khaab hain,
10:08yeh jo basharat-e hain,
10:09jo us Allah ke wali ko,
10:10khud dikhaya jaa rahi hain,
10:11uske khaab mein,
10:12ya uske baare mein,
10:13kisi ache,
10:14naik,
10:15saale bande ko dikhaya jaa rahi hain.
10:16Bahut ache hain.
10:17Wahoo.
10:19Aur woh aakhirat mein bhi,
10:20yeh silsila jaari rahi rahega,
10:21la tabdeela li kalimaatillah,
10:23zaalika huwal fauzul azeem.
10:25Allah ki baatein badalti nahin hain,
10:27aur Allah ne aakhiri mohar kya lagayi,
10:29ke yehi azeem tareen kaamiyabi hain,
10:32jise mil jaye.
10:33Wah bhai, wah, subhanallah.
10:34Yahan, Sabdar sahab,
10:35phir Quran mein doosri jagah hain,
10:36Allahu waliyul lazeen aamanu,
10:38yukharijuhum min az-zulumaat-e-il-an-noor,
10:40sirf imanwali Allah ke dost nahin hain,
10:43Allah bhi unka dost hain.
10:45Allahu Akbar.
10:47Iske Farsi mein kahte hain,
10:48wali ra wali mi shanaasad.
10:51Bhi kya acha hai.
10:52To wali ke baare mein poochna,
10:53to kisi wali se poochna chahiye,
10:55usool to yeh hain.
10:57Ab yahan, Allah Rabbul Alabeen,
10:59jo sabse bada wali hain,
11:01aur al-wali hain,
11:03wo firma rahe hain,
11:04ki Allah imanwalon ka wali,
11:06aur karta kya hain,
11:07wo wali apne wali ke saath,
11:08kya karta hain?
11:09Mashallah, mashallah.
11:10Yukharijuhum min az-zulumaat-e-il-an-noor,
11:12har kisam ki zulmaton,
11:13andheron se nikaal ke,
11:15to usse apne hidayat,
11:16aur mahabbat,
11:17aur qurbat ke noor ke haale bina.
11:19Subhanallah, Allah Rabbul Alabeen.
11:20Koi khubsurat aagaz,
11:21mashallah, mashallah.
11:22Mufti sahab,
11:23bohot achha guftagu ka aagaz firma diya,
11:25dok sahab ne.
11:26Bada hi aahim sawal hai,
11:27aur bazaahir,
11:28bohot saada sa sawal,
11:29lekin aahim bohot hai.
11:31Kyuki aaj ki naujwan nasal ko
11:33konfuse karne wale,
11:34bohot konfuse karte hain,
11:35ki kya rakha hai,
11:36in budurgon ke,
11:37babon ke zikr mein,
11:38yeh, woh, this and that.
11:39Toh auliya aur saleheen ke jo tazkirin hain,
11:41woh kin fawaid aur barakaat se
11:43humein roosh-e-naas karwaate hain,
11:45kitne jahaan kholte hain barkaton ke,
11:47aap ispe roshni daaliye.
11:49Boh shukriya, Safidur sahab.
11:51Allah Rabbul Izzat,
11:53apne fazal se,
11:55jine khud muntakhab firmata hai,
11:58unhe hi is jamaat-e-auliya
12:01aur sufiya mein shamil firmata hai.
12:04Agreed.
12:05Aur sirb yahi nahi,
12:06Allah Rabbul Izzat,
12:08unper inaam firmate hue,
12:10unki muhabbatein,
12:12apne fazal ke saath,
12:14khud unke zamane ke
12:16logon ke dilon mein bhi daalta hai,
12:18aur sirb yahi nahi,
12:20balke unke duniya se chale jaane ke baad bhi,
12:23unse muhabbat ka silsila jari ushaari rehta hai.
12:26Subhanallah.
12:27Yeh muhabbat aur kashish,
12:29yeh qadam utte nahi,
12:31uthaaye jaate hain,
12:33yeh manzar khud bata raha hota hai,
12:35ke yeh Allah Rabbul Izzat ke kitne mahboob
12:38aur kitne mukarrab batte hain.
12:40Sahih.
12:41Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed,
12:43agar hum is sawal ke jawab ke scenario mein padein,
12:47to Quran-e-Majeed mein,
12:49Allah Rabbul Izzat ne,
12:51apne mahboob bandon ka zikr,
12:53ek toh bataur anbiya aur rusal hai,
12:55woh toh,
12:57ek alag jamaat hai,
12:59muntakhabeen ki.
13:01Lekan uske saath saath,
13:03Allah Rabbul Izzat ne,
13:05ghaire anbiya sulaha ka zikr bhi firmaaya hai.
13:07Bilkul theek.
13:09Unke zikr,
13:11unke fazail aur manaqib mein kiya hai,
13:13unki azmat aur shaan mein kiya hai.
13:15Toh yeh sabse pehli baat samajh ne kiya hai,
13:18ke jab aap Quran ki tilawat karte hain,
13:21toh kisi momin ko shak kaise guzar sakta hai,
13:24ke mujhe Quran ki tilawat pe ajar nahi mil raha.
13:27Bahut achha hai, bahut achha hai.
13:29Mufti sahab ke mudakhilat ki,
13:31toh bhi chahate bhi mujhe waqfe ki taraf jaana hai.
13:33Baat aapki itni keemti hai,
13:35toh hum yehi se inshaAllah.
13:37Suspense bhi hai,
13:39lekin theek isi jagah se inshaAllah jodnege,
13:41kyunki abhi nafs-e-mazmoon abhi khulna hai.
13:43Bahut mukhtasar saa ek waqfa hai.
13:45Wapas aatein hai,
13:47toh Mufti sahab Qibla ke theek inhi lafzon se jodkar,
13:49inshaAllah barkat ka agla jahan abaat karte hain.
13:51Khushamdeed nazareen, aapka khair magdam.
13:53Poori duniya ke nazareen ko,
13:55waqafatullah alaihi ki yaad mein saji,
13:57is anjuman mein, is baz mein,
13:59khushamdeed khair magdam.
14:01Mufti sahab Qibla ki taraf badrte hain,
14:03aap firmaare the ke anbiya ke ilawa,
14:05jo doosra kabila hai, ghaire anbiya ka,
14:07uska zikr khud Allah firmaar.
14:09Koi momin kaise shak kar sakta hai,
14:11un aayaat ki tilawat par ajar nahi hai?
14:13Bahut achha hai.
14:15Un aayaat ki tilawat par Allah ki rahmat ka nuzool nahi hai?
14:17Allahu Akbar.
14:19Kaise inkar kiya jaa sakta hai?
14:21Bilkul sahi, mumkini nahi isko soshat hai.
14:23Jab hum Quran ke padhne ki baat karte hain,
14:25toh Quran mein toh zikr kisi cheez ka bhi ho,
14:27kaisi ajeeb baat hai,
14:29ek kaisi lutf wali baat hai,
14:31ki aap padh rahein hain,
14:33tabbat yadaa abi ilaha bin wa tab.
14:35Hai hai hai hai.
14:37Aur aayat ne Quran hi,
14:39ajar toh is pe bhi.
14:41Lekin aap us par bhi ajar pa rahein hain.
14:43Allahu Akbar.
14:45Allah Rabbul Izzat ke haan toh mayaar
14:47ajr wa sawab ka bada munfarid aur alag hai.
14:49Subhanallah.
14:51Aur aayat ne Quran hain ke baare mein toh sarahat maujood hai,
14:53ke jis jamaat mein, jis jagah zikr kiya jaye,
14:55Allahu Akbar,
14:57Siddiq-e-Akbar ka zikr ho,
14:59aur ab ki rahmat itni nazil hogi.
15:01Subhanallah.
15:03Umar-e-Farooq radiyallahu anhu,
15:05Usman-e-Ghani, Mawla-e-Kainat,
15:07radiyallahu ta'ala anhum ajmain,
15:09aur aage chalein.
15:11Wo hastiyan ke jin ko Allah Rabbul Izzat ne,
15:13warasatul anbiya,
15:15al ulama warasatul anbiya,
15:17lekin hum jin hastiyon ka zikr kar rahein hain,
15:19wo al ulama,
15:21wo ulama hain,
15:23jo ashaab-e-wilayat hain.
15:25Jinn ke zariye se Allah Rabbul Izzat ne,
15:27rushd-o-hidayat ka kaam,
15:29is roo-e-zameen par liya hua hai.
15:31Aur yeh khitta-e-bar-e-sagheer jo hai na,
15:33yeh khitta-e-bar-e-sagheer.
15:35Yeh toh awliya, yeh huzoor Khwaja Gharib Nawaz hun,
15:37huzoor Data Ganbakhsh Ali Hojweri hun,
15:39huzoor Ma'boob-e-Ilahi Sayyiduna,
15:41huzoor Sayyid Ma'boob-e-Ilahi hun,
15:43Baba Fareed hun,
15:45yeh toh in ke ihsanaat ke neeche daba hua khitta hai,
15:47yeh makrooz log hai,
15:49makrooz log hai,
15:51in ke muhabbaton ke,
15:53in ke shafqaton ke,
15:55toh yeh kaise mumkin hai,
15:57wo mohsin jo aapke imaan ke mohsin hain,
15:59aapke amal-e-saleh ke mohsin hain,
16:01jo irfan ke mohsin hain,
16:03jo taqwa ke mohsin hain,
16:05jinn ke zariye se Allah Rabbul Izzat ne aapko,
16:07yeh usloob-e-hayat,
16:09in ke sadqah se aapko ata hua hain,
16:11aap jab unka zikr karenge,
16:13Rab bi razi hai,
16:15Rab ka rasool bi razi hai,
16:17rahmaton ka nuzool bi hai,
16:19aur inna allatheena qaloo,
16:21Rabbunallahu thummastahamoo,
16:23tatahazzaloo alayhimul malaikatoo,
16:25alla takhaafoo,
16:27wala tahzanoo,
16:29waabshiroo bil jannatillati kuntum tu'adoon,
16:31yeh unke zikr-e-paak ki barakat-e-hain,
16:33unke wujood-e-masood ki barakat-e-hain.
16:35Subhanallah Moti sahab,
16:37khubsurat sum-up ki aapne,
16:39Dokt sahab Qibla,
16:41yeh pak-o-hind ki perspective mein,
16:43toh inki jo farooq-e-Islam ki khidmat hain,
16:45aur daawat-o-tabligh ki jitne khidmat hain,
16:47hum inne kaise dekhte hain,
16:49Hazrat Mabub-e-Ilahi ki hawalay se,
16:51poore khandaan-e-chishtiyah ki,
16:53tabligh-e-masaai ko.
16:55Ek toh main jo baat ho rahi thi,
16:57Mufti sahab ne tilawat ki jab baat ki,
16:59toh mujhe khyaal aaye,
17:01sahab-e-qahf jo hain, yeh Allah ke wali hain,
17:03toh unka ek kutah bhi hai saath.
17:05Subhanallah.
17:07Toh Quran mein us kutah ka bhi zikr hain,
17:09wa kalb-o-hum kahen toh pichas nekiyan hain,
17:11shaye koi kaari kahen,
17:13shaye koi ghaus kahen,
17:15jab waliyon ke kutah ka zikr,
17:17Quran-e-paak mein kiya ja rahein,
17:19toh yeh aapko direction samajh nahi aa rahein,
17:21faata bi-ruyaa-ul-il-absaad,
17:23toh Quran kahe rahein yaar,
17:25akal hoti toh khuda se,
17:27na ladaai lete,
17:29toh Allah ke wali ki toh badi shaan hain,
17:31Allah ke wali ke kutah ka zikr Quran mein,
17:33aur bade azaaz-o-ikraam se hain,
17:35us ke baithne ki adaah ko,
17:37Safdar sahab, poori aayat banaya hain,
17:39wa kalb-o-hum baasitun
17:41ziraaih bil waseed,
17:43uska poora stature beyaan kaha hain,
17:45jis style mein hain,
17:47wo kutah baithta hain,
17:49us ghaar ke dhaanein par,
17:51Allah ke doston ke dar pe,
17:53us adaah ko poori aayat banaya hain,
17:55toh yeh kaafi nahi hain,
17:57aapko yeh baat samajh nahi aa rahein,
17:59ki Allah ki raah mein,
18:01jab banda nikla hain,
18:03bilkul aise hain,
18:05do baar Islamic world
18:07ka us waqt tour kiya apne zamane mein,
18:09sochiye, Khwaja Gharib Nawaz,
18:11yeh chisht se nikla hain,
18:13aur poori duniya phiri hi aapne,
18:15Baba Fareed Ganj-e-Shakar ki
18:17chilla gahan aapko aaj bhi
18:19Falestin Masjid-e-Aqsa aur Haram Sharif
18:21mein Huzoor Ghaus-e-Paak,
18:23Baba Fareed Khwaja Gharib Imam-e-Azam
18:25Abu Hanifa ki nashid gahan
18:27maifooz rakhi jaati thi,
18:29kyuki yeh makanaat yeh makamaat
18:31aur mukaddas thi, kyuki banda raah-e-Khuda
18:33mein nikla hua, yeh awliya wo hain,
18:35Allah ki dost thi,
18:37toh Allah ki dosti mein ino ne kya kiya hai,
18:39Allah ki deen ka kaam kiya,
18:41aur Rasoolullah Sallallahu ta'ala
18:43alaihi wa sallam ke mission par aur
18:45kadam-ba-kadam aapke deen ka peghaam leke
18:47nikle hain, aap inko zamani itbaar se
18:49dekhte jayein, jiska jo bhi daur hai,
18:51hazaar saal pehle kya tha,
18:53data sahab ka daur hai,
18:55aaj se 800-900 saal pehle Khwaja Gharib Nawaz
18:57ka zamana hai, aur aaj se 600-700
18:59saal pehle Hazrat Mahboob-e-Ilahi
19:01Mahboob-e-Ilahi ki tabligh ki zara
19:03taaseer aur inki range,
19:05kyuki waqt kaam hai,
19:07toh main hint aur ishaaray se arz karta hu baat ko,
19:09aur phir main do tin shair
19:11manzoom padta hu,
19:13Hazrat Mahboob-e-Ilahi ki
19:15tabligh ki taaseer aur range
19:17ka aalam 700 saal pehle
19:19ki history koi khol ke apne rakhe
19:21saamne Central Asia se Delhi tak
19:23ka naksha khole,
19:25aapke wujood-e-Masood
19:27Mahboob-e-Ilahi ki taaseer yeh thi
19:29ke Central Asia Bukhara se jab
19:31koi tajr apna saamane
19:33karubari aur tijarat
19:35lehkar Hindustan me
19:37Delhi ki mandi ki tarah rukh karta,
19:39toh wo saath yeh niyat karta tha
19:41ke Mahboob-e-Ilahi ki baiyat
19:43bhi karta hu.
19:45Kurban jaiye.
19:47Aur Mahboob-e-Ilahi ki taaseer-e-tabligh
19:49ka nteeja tha ke
19:51Delhi se Bukhara tak ki mandi me
19:53jo sabse mehngi jinz thi,
19:55wo tasbih thi, wo topi thi.
19:57Allahu Akbar.
19:59Jo nayab rehti thi hamesha.
20:01Yeh product hi short rehti thi.
20:03Product short rehti thi, itni demand thi.
20:05Allahu Akbar Kabir.
20:07Main yeh wo us economic side se
20:09mein misaal dera hun ke aapko
20:11andaza ho sake, ke Allah ke
20:13ek wali aur dost ki tabligh ka yeh
20:15aalam hai. Poore kabile ka kya ho raha hai.
20:17Aur aap saare mashayikh-e-chisht jo hain,
20:19kis liye yeh jo aaj ka tazkira zikr-e-khair
20:21hai, main samjhta hun.
20:23Mal lam yashkur-e-naasa
20:25lam yashkur-e-laa. Huzoor-e-Islaam
20:27ne firmaaya, jisne bande ka shukr-e-daani
20:29kiya, usne Allah ka bhi
20:31shukr-e-daani kiya. Toh main yeh shukrana
20:33do teen sirf shair padh deta hun.
20:35Mashayikh-e-chisht ki nazar ke
20:37deen ka dangka bajaya
20:39Auliya-e-chisht ne.
20:41Deen ka dangka bajaya
20:43Auliya-e-chisht ne.
20:45Rah Maula ka dikhaya.
20:47Auliya-e-chisht ne.
20:49Aur aashna ghaflat
20:51ke maaron ko huzoori se kiya
20:53Aashna ghaflat
20:55ke maaron ko huzoori se
20:57kiya. Kalb-e-murda
20:59ko jilaya.
21:01Auliya-e-chisht ne.
21:03Aur butkadon ko kar diya
21:05wahdaaniyat se aashna.
21:07Butkadon ko kar diya
21:09wahdaaniyat se aashna.
21:11Dasht ko gulshan banaya.
21:13Auliya-e-chisht ne.
21:15Aur wo fareedi hun,
21:17nizami, sabri ya ashrafi.
21:19Yeh shakhe hain aage.
21:21Wo fareedi hun, nizami,
21:23sabri ya ashrafi.
21:25Raag ulfat ka sunaya.
21:27Auliya-e-chisht ne.
21:29Aur fan muhabbat ka sikhaya.
21:31Aur ghair ko apna banane ke
21:33bataye gurh me.
21:35Ghair ko apna banane ke
21:37bataye gurh me.
21:39Fan muhabbat ka sikhaya.
21:41Auliya-e-chisht ne.
21:43Aur teerao taariq dil
21:45Shahzad roshan kar diya.
21:47Aur teerao taariq dil
21:49Shahzad roshan kar diya.
21:51Har kharabe ko basaya.
21:53Auliya-e-chisht ne.
21:55Auliya-e-chisht ne.
21:57Allah kareem,
21:59hum faqeeron ki haziri.
22:01Mufti sahab qibla,
22:03ab rahiraas aaj ki nashis
22:05ke mamdooh ke hawalay se
22:07mai arz karta hun.
22:09Auliya ka kabila usme
22:11hazrat Khwaja Nizam Pak ka
22:13maqam, martaba,
22:15seene aur roshan.
22:17Sach toh yeh hai ke
22:19Dr. sahab jab baat kar rahe the
22:21aur hum apne asr-e-aazir me
22:23in pak logon ke baare me
22:25hone wali jo negativity hai
22:27usko jab hum saamne rakhte hain
22:29toh hum lagta yu hai
22:31hum shayad kahin kusoor waar hain.
22:33Hum shayad in hastiyon ka wo taaruf,
22:35unki khidmat ka wo
22:37roshan pehloo
22:39shayad hum apne logon ko nahi bata sake.
22:41Aur shayad wo
22:43hum ka taaruf ek baabe ke sawah
22:45shayad na ho saka.
22:47Yeh aapki baat ki tazdiq bhi hai
22:49aur humara yeh itiraaf bhi bada
22:51Allah ta'ala ki mermanis ke kam uska
22:53huma yeh hisaas zuroor hoke huma
22:55inki khidmat ko kaise portrait karna chahiye.
22:57Unke ilm
22:59ilm-e-zahir ko dekhen,
23:01ilm-e-zahir ke rusuf ko dekhen,
23:03unki Quran ki tilawat ko dekhen,
23:05unke Quran-e-paak ke
23:07padhne ke soz ko aur
23:09unki sabah qiraat me unki
23:11zahir ko dekhen, uske saath
23:13Quran-e-majeed ki tafseer,
23:15Quran-e-majeed ke saath huzoor-e-ala-islaam ki
23:17ahadees aur uske saath
23:19saath unka ikhlaas, unki ibadat
23:21aur unki raazat ki wo jhalak agar dekhen
23:23toh buniyadi taur par
23:25jo silsila-e-chishtiyah
23:27hai na ji, jiska jo
23:29asr-o-rasookh-o-nufooz hazrat ne jaise firmaaya
23:31ki Delhi se Bukhara tak hai
23:33aur usme jo mureedeen
23:35aur khulafa ki ek tabeel
23:37fahrist aur jo ek
23:39tasal-sul aage hame milta hai
23:41yaani huzoor sayyiduna
23:43khaaja-e-ajmeri rahmatullah alaih ke baad
23:45hazrat Qutb-ud-deen
23:47bakhtiyar-e-kaaki rahmatullah alaih unke baad
23:49hazrat baba-farid-ud-deen masood ganj-e-shakar
23:51aur fir unke baad hazrat nizam-paak
23:53hazrat maabub-e-ilahi
23:55hazoor sayyiduna nizam-ud-deen maabub-e-ilahi
23:57rahmatullah alaih tak jo ponchta hai
23:59ye jo chaar adwaar ka tasal-sul hai
24:01roohani bhi
24:03fikri bhi
24:05amali bhi
24:07uske saas-saas samajhi
24:09aur moashi-mosharti bhi
24:11ye ek
24:132-2.5 saun saal ka
24:15ik itna tabeel roohaniyat
24:17tasawwuf aur islam
24:19ki keh lijiye
24:21azmat ka wo ek ajab zamana hai
24:23mufti sahab itna rich daur
24:25jo hai na wo bar-e-sagheer
24:27bar-e-sagheer mein
24:29islam ke hawaal
24:31uski wajah ye hai
24:33aur unke baad pe
24:35dehvi rahmatullah alaih
24:37ye paanch in hastiyon
24:39ka jo without any disconnection
24:41jo in
24:43contribution hai
24:45wo is bar-e-sagheer
24:47mein islam
24:49quran, deen, shariyat, tasawwuf
24:51tariqat aur maarifat
24:53ka ek aisa tabeel daur hai
24:55ki shayad iss se pehle bhi
24:57wo nahi hua aur uske baad bhi
24:59aur usme hazoor sayyiduna maabub-e-ilahi
25:01rahmatullah alaih
25:03wo issa hai, wo kaleedi hai
25:05wo bada waze hai
25:07uski wajah ye hai
25:09ke aap ek taraf to apni
25:11zaati itbaar se jo unki
25:13zimmadaari hai, wo to hai hi sahi
25:15lekin unke
25:17upar jo us fikri aur
25:19ruhani tasalsul ki zimmadaari hai
25:21wo waris kiske ban rahi hai
25:23wo ek taraf hazrat mueen-e-bek-assan
25:25hazrat sayyid mueen-e-din-chishti ajmeri
25:27unke bhi
25:29fakar ke waris hai
25:31kutb-ud-din bakhtiyar-e-kaki rahmatullah alaih
25:33unke fakar ke bhi waris hai
25:35aur baba farid-ud-din masood ganj-e-shakar
25:37unki khidmat ke bhi waris hai
25:39unhone na sirf us
25:41amanat ko sambhala
25:43na sirf sambhala
25:45balke uske andar apna hissa
25:47shamil karke usko ek aur ajab
25:49aur usko kamal ki taraf hai
25:51baot khubsurat mufti sahab
25:53doctor shahzad munjadi sahab firma rahe the
25:55gur muhabbat ka sikhaya
25:57to mujhe ye kehate hue
25:59to mujhe ye kehate hue
26:01to mujhe ye kehate hue
26:03to mujhe ye kehate hue
26:05to mujhe ye kehate hue
26:07to mujhe ye kehate hue
26:09to mujhe ye kehate hue
26:11to mujhe ye kehate hue
26:13to mujhe ye kehate hue
26:15to mujhe ye kehate hue
26:17to mujhe ye kehate hue
26:19to mujhe ye kehate hue
26:21to mujhe ye kehate hue
26:23to mujhe ye kehate hue
26:25to mujhe ye kehate hue
26:27to mujhe ye kehate hue
26:29to mujhe ye kehate hue
26:31to mujhe ye kehate hue
26:33to mujhe ye kehate hue
26:35to mujhe ye kehate hue
26:37to mujhe ye kehate hue
26:39to mujhe ye kehate hue
26:41to mujhe ye kehate hue
26:43to mujhe ye kehate hue
26:45to mujhe ye kehate hue
26:47to mujhe ye kehate hue
26:49to mujhe ye kehate hue
26:51to mujhe ye kehate hue
26:53to mujhe ye kehate hue
26:55To Rabbe Kainat ne sirf
26:57dosti aur muhabbat ke pehlo
26:59ki hui protect nahi kiya hai
27:01balke firmaaya
27:03hadith-e-qudsi sahi bukhari mein
27:05man aadali waliyan faqad azantuhu lil harp
27:07jab maine kisi ko
27:09wali declare kar diya aur dosti
27:11uski announce kar di
27:13to ab kya hai
27:15ki jisne uske saath
27:17dosti jo rakhega
27:19wo to fayade uthaayega
27:21barkte milenge fayaz milega
27:23aur Allah ke wali
27:25ke dosti ka jo sabse kam
27:27fayada hai na ji
27:29wo ye hai ke
27:31dost ka dost bhi dost hota
27:33aur ye hadith-e-sahi hai
27:35al maru ala
27:37deen-e-khali lihi
27:39haqa kareem a.s har banda apne dost
27:41ke deen pe uthega
27:43dekhiye ye kam az kam
27:45fayada hai Allah ke kisi
27:47wali Allah ke pyare se
27:49muhabbat aur dosti ka
27:51kam az kam fayada
27:53se zyada zyada fayada kya hoga
27:55Allahu Akbar
27:57aur doosri taraf farmaaya khabardaar
27:59is kooche mein bilkul na boghz aur
28:01dushmani aur adawat wale us taraf
28:03momin afford nahi kar sakta
28:05aur uski kam az kam saza kya hai
28:07sabdar sahab irshaad
28:09iska kam az kam fayada
28:11aur uski kam az kam saza
28:13hafiz shirazi mujhe yaad aarein
28:15beech mein
28:17hubbe durve shaan
28:19hubbe durve shaan
28:21jannat ki chaabi hai durveshon ki muhabbat
28:23aur boghz ee shaan
28:25sazae laanat
28:27Allahu Akbar ye hai uska
28:29minimum disaster
28:31ye hai ki man aadali waliyan
28:33faqad azantu mere dosti agar
28:35boghz paal liya
28:37to ab kam az kam fayada
28:39uska nuksaan ulama ne ye likha hai
28:41uska khatma imaan pe nahi hu
28:43uski is duniya mein
28:45kam az kam saza ye hai
28:47uska khatma imaan pe nahi hu
28:49uska khatma imaan pe nahi hu
28:51uska khatma imaan pe nahi hu
28:53uska khatma imaan pe nahi hu
28:55uska khatma imaan pe nahi hu
28:57uska khatma imaan pe nahi hu
28:59uska khatma imaan pe nahi hu
29:01uska khatma imaan pe nahi hu
29:03uska khatma imaan pe nahi hu
29:05uska khatma imaan pe nahi hu
29:07uska khatma imaan pe nahi hu
29:09uska khatma imaan pe nahi hu
29:11uska khatma imaan pe nahi hu
29:13uska khatma imaan pe nahi hu
29:15toh yeh mahboob jab declare kar diya jata hai
29:17toh iska matlab hi hota hai
29:19ke bhai jab Rab mahboob bana raha hai
29:21toh banda ho ke
29:23haiya kar
29:25mufti sahab kya pehgaam nasheer ki jayega
29:27dekhi ji aaj ka daur research ka daur hai
29:29bilkul aisa hi hai
29:31aur har banda cheezon ko
29:33ji chhanta hai, phatakta hai
29:35bohot zyada sawal karta hai
29:37main is baab mein
29:39bohot clear hu
29:41ki jinn hastiyon ka zikr
29:43aaj hum azmat ushaan se karte hain
29:45jinn mein khaas taur par
29:47huzoor sayyiduna
29:49mahboob-e-ilahi sayyid nizam-ud-deen
29:51rahmatullah alaih shamil hai
29:53unke ahad ko
29:55unke ahad se muraad
29:57unke zamane ka jo siyasi ahad hai
29:59usko kholna chahiye
30:01usko padhna chahiye
30:03bohot achha, badi khubsurat baat
30:05research ki baat hai na
30:07aur phir dekhna chahiye
30:09huzoor sayyiduna mahboob-e-ilahi ka
30:11jo roohani
30:13fikri, muasharti
30:15aur muashi
30:17har lihaaz se jo
30:19us muashere par asar hai
30:21jo unka contribution hai
30:23us zamane mein musulmanon ke liye
30:25jab usko dekhenge na
30:27to phir pata chalega
30:29ki ye hastiyon duniya inko
30:31baba nahi janti hai
30:33aur baba kitna zaruri hai
30:35aur us zamane mein
30:37apne zamane ke badshahon ki
30:39imani aur amali
30:41direction ke drust rakhne
30:43wali hasti ka naam mahboob-e-ilahi hai
30:45bhai zinda baad
30:47mufti sahab subhanallah
30:49unki fikri direction ko
30:51drust karne ka naam ke
30:53jo apne mahallaat
30:55mein aish-o-ishrat
30:57ki duniya mein bethe hue
30:59jab wo ko faisla karna chahate the
31:01to wo sochte the ke iske upar
31:03mahboob-e-ilahi aur unke chahane
31:05walon ka reaction kya aahega
31:07kya hum usko afford kar sakenge
31:09ya nahi kar sakenge
31:11wo mahaz hujre mein khaanqa
31:13mein bethne wale wo khaanqa nasheen
31:15khali nahi the
31:17un us zamane ke badshahon ke
31:19khidmat guzaar
31:21jo unke daaye baaye rehne wale the
31:23wo huzoor mahboob-e-ilahi ki murideen
31:25mese the jo dekhte the ke ye kya kar rahe
31:27aur agar us zamane mein
31:29badshahon ne waqt ko
31:31agar khatra tha
31:33kisi hasti se
31:35to uska naam
31:37mahboob-e-ilahi hai
31:39unhone mahaz apni karamaat ke zariye
31:41ya un tasbihat
31:43ke zariye
31:45apne unhone apna influence
31:47aur apna asar
31:49ke zariye
31:51peghaam ye hai
31:53ke in hastiyon ko mahaz
31:55in in chote se scenario me dekhke
31:57unke na rakhe unke
31:59unke kadro manzil
32:01unke dariche khole
32:03us zamane ko padein
32:05usme unke hisse ko padein
32:07phir aapko pata chalega
32:09ke woh mahaz wali-e-kaamil nahi hai
32:11woh apne zamane ke mujahid-e-kaamil nahi hai
32:13bohot shukriya
32:15nazareen-e-mukarram aaj ka pehla program
32:17apne ikhtatami mahrale ke bilkul kareeb hai
32:19thode se waqt me
32:21hume bohot achi baatein karne ka aur badi kareemana
32:23yaadein taza karne ka mawqa mila
32:25hazrat mahboob-e-ilahi rahmat-ul-alaih ke hawale se
32:27main bohot shukar guzaar
32:29aapne muazzaz behmanon ka
32:31mufti muhammad ramazan se alvi sahab
32:33sagheer bhai aapko bohot shukriya
32:35manqabat abhi humne aapse samaat karni hai
32:37inshaallah agli program me phir aapse mulaqaat hogi
32:39manqabat ke chand kalimat
32:41bade paidaar do teen share
32:43dok sahab se mufti sahab se dua leta hua
32:45sagheer bhai ki tawajo aur uske baad
32:47sagheer bhai se inshaallah huzoor mahboob-e-ilahi ki
32:49manqabat hum sunenge
32:51gham-e-deen ho na duniya ho
32:53na kuch sharm-e-gunahi ho
32:55gham-e-deen ho na duniya ho
32:57na kuch sharm-e-gunahi ho
32:59agar rahbar nizam-ud-deen
33:01mahboob-e-ilahi ho
33:03agar rahbar nizam-ud-deen
33:05mahboob-e-ilahi ho
33:07aur dok sahab share dekhiye
33:09humme tumse taaluk hai
33:11nabi se wasta tumko
33:13humme tumse taaluk hai
33:15nabi se wasta tumko
33:17jab aise murshide maula ho
33:19jab aise murshido maula ho
33:21phir kyun rooh siyaahi ho
33:23phir kyun rooh siyaahi ho
33:25aur share dekhiye mere aur aapke hasb-e-haal hai
33:27tawakko hai
33:29tawakko hai gunahon ki muafi ki
33:31tawakko hai
33:33tawakko hai gunahon ki muafi ki
33:35qiyamat mein idhar tum ho
33:37udhar fazle-e-ilahi ho
33:39qiyamat mein idhar tum ho
33:41udhar fazle-e-ilahi ho
33:43aur qibla
33:45dok sahab, mufti sahab
33:47har moreed aise hi sochta hai
33:49ke mere sheikh ke hawale se
33:51ye izzat mujhe qiyamat ke din Allah de
33:53agar mauka mile kehna
33:55khudawand-e-duaalam se
33:57agar mauka mile kehna
33:59khudawand-e-duaalam se
34:01mureedon ki hamare sabse pehle
34:03daad khaahi ho
34:05Allahu Akbar
34:07mureedon ki hamare sabse pehle
34:09daad khaahi ho
34:11aur akhari sher khulein jab pesh-e-daawar
34:13naama-e-amaal bandon ke
34:15khulein jab pesh-e-daawar
34:17naama-e-amaal bandon ke
34:19jahan muhr-e-payambar ho
34:21tumhari bhi gawahi ho
34:23jahan muhr-e-payambar ho
34:25tumhari bhi gawahi ho
34:27tawakko hai tawakko hai
34:29gunahon ki muafi ki
34:31qiyamat mein idhar tum ho
34:33udhar fazl-e-ilahi ho
34:35mai janaab-e-sagheer ahmad naqshbandi se multaji ho
34:37hazrat mahmood-e-ilahi ki bargah mein
34:39apna aqeedat naama pesh-fermai
34:41mire khwaja
34:43mire khwaja
34:45nazaam-o-deen
34:47nazaam-o-deen
34:49ka darbar
34:51aali hai
34:53ka darbar
34:55aali hai
34:57mire khwaja
34:59mire khwaja
35:01nazaam-o-deen
35:03nazaam-o-deen
35:05ka darbar
35:07ka darbar
35:09aali hai
35:11nazaam-o-deen
35:13nazaam-o-deen
35:15ke dar-ka
35:17ke dar-ka
35:19ka bir
35:21suwali hai
35:25khuda-e-paak
35:27ki
35:29ulfat
35:31mein gum
35:33aise huve
35:35khwaja
35:37khuda-e-paak
35:39ki
35:41ulfat
35:43mein gum
35:45aise huve
35:47mire khwaja
35:51fana fil-lah
35:53ki manzil
35:55nizaam-o-deen
35:57nizaam-o-deen
35:59ne paali hai
36:01ne paali hai
36:03mire khwaja
36:05nizaam-o-deen
36:07nizaam-o-deen
36:09ka darbar
36:11ka darbar
36:13aali hai
36:15rida-e-fakr
36:17unko hai
36:19farid-o-deen
36:21ne bakshi
36:23rida-e-fakr
36:25unko hai
36:27farid-o-deen
36:29ne bakshi
36:31rida-e-fakr
36:33unko hai
36:35farid-o-deen
36:37ne bakshi
36:39jilate hai
36:41dil-o-ko
36:43jilate hai
36:45dil-o-ko
36:47nazar
36:49jilate hai
36:51dil-o-ko
36:53wo nazar
36:55unki
36:57jamaali
36:59hai
37:01dar-e-khwaja
37:03se milta
37:05faiz
37:07sara
37:09panj-tan-ka
37:11dar-e-khwaja
37:13se milta
37:15faiz
37:17sara
37:19panj-tan-ka
37:21hai
37:23ata
37:25unki
37:27hai aala
37:29tar-karam
37:31unka
37:33misali
37:35hai
37:37mire khwaja
37:39mire khwaja
37:41nizam-o-deen
37:43ka
37:45darbar
37:47aali
37:49hai nizam-o-deen
37:51ke dar
37:53ka
37:55mira
37:57sabir
37:59suali
38:01hai
Recommended
Mehfil Bari Giyahrven Shareef | Shaikh Abdul Qadir Jilani RA | 14 Oct 2024 - Part 2 | ARY Qtv
ARY QTV
Mehfil Bari Giyahrven Shareef | Shaikh Abdul Qadir Jilani RA | 14 Oct 2024 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
Mehfil Bari Giyahrven Shareef | Shaikh Abdul Qadir Jilani RA | 14 Oct 2024 - Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV