Hazrat Maulana Jalaluddin Rumi RA - Talk Show - 8 December 2024 - ARY Qtv
#aryqtv #Maulanajalaluddin #sufi
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#aryqtv #Maulanajalaluddin #sufi
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillah hir rahman nir raheem, maulaa yaa salli wa sallim daaiman abadaa alaa habeebika
00:25maulana Jalaluddin Rumi rahmatullahi alaih ke hawaalaih se iss kursi program mein aapka
00:42mezeman Dr. Sarwar Hussain Naqshbandi haziri khidmat hai aur aaj hum khaas taur pe pichle
00:47program mein unki shaksiyat ke hawaalaih se, unki seerat ke hawaalaih se, unki afkaar
00:52nazriyat ke hawaalaih se, unki ilmi tabahruh ke hawaalaih se, unki ilmi kamalaat ke hawaalaih
00:58se aur phir tasawwuf ki taraf unki raghbat ke hawaalaih se, ek poora aapki khidmat mein
01:04unki shaksiyat ka khaaka rakhaa aur aaj hum khaas taur pe unki shaksiyat ka jo sabse
01:09iss waqt namayan pehlo hai, masnavi maulana Rumi jo iss waqt duniya ki bahut saari zubaanon
01:16mein uske tarjumein ho chuke hain, log usko jaanna chahte hain, uske asrara rumoos ko
01:21samajhna chahte hain, uske andar maulana Rumi ne jis tarah se deen ki samajhbooj ko aur
01:27insaniyat ki bhalayi ko, tasawwuf ke muaamlaat ko jis tarah se aasani ke saath waqiyat ke
01:33zariye aur ek aasaan paraye mein samjhane ki koshish ki hai aur wo dil ke andar utarti
01:39hui mehsoos hoti hai, uske ashaar ke andar jo chashni hai, uske andar jo kaifiyat hain,
01:46wo aaj bhi ussi tarah se jab uske saath insaan judta hai, toh uska apne andar utarti hui
01:50mehsoos hoti hai, toh aaj unki deegar tasaneef ke hawale se aur maulana ke khaas taurpe
01:55masnavi sharif ke hawale se, aaj hum baat karenge aur hamare saath maujood hain, janaab-e-khwaja
02:02Ghulam Qudbuddin Fareedi sahab, zeb-e-asthana-e-aliyah, khwaja Muhammad Yaar Fareedi Gari Ikhtiarkhaan
02:08aur aap hamesha hamare saath, khaas taurpe jab tasawwuf ke hawale se kisi shaksiyat ya
02:14kisi mauzoo par baat ho aur khwaja sahab tashreef farmaa ho toh usse program ko chaar-chaan
02:20lag jaate hain aapki aamat se, bohot shukriya.
02:22Aur hamare saath tashreef farmaa hain, Dr. Faizullah Baghdadi sahab aur hamare airbhai
02:27ke mukhtalif programon mein, aap inko dekhte hain, bohot khubsoorat, nape tulay aur bohot
02:32ilmi aur fikri andaaz se guftagu farmaate hain, bohot achha lagta hai jab bhi tashreef
02:37laate hain, bohot shukriya Dr. sahab, aapki tashreef fabri ka bhi.
02:40Aur guftagu ka aghaaz karte hain, Hazrat Maulana ki jo overall, jo aapka tasneefi kaam hain,
02:48aapka jo taalifi kaam hain, jo aapki ilmi karname hain, unke hawale se kuch hamaari rehnawai
02:53farmaa hain.
02:54Aarif-e-Rumi ke hawale se, Bansri ka jo zikr hain, bohot zyada maaroof hain aur maine
03:03mahaan dekha hai, us mulk mein, har jagah Bansri baj rahi hain, hotelon mein, jaahazon
03:12mein, har jagah Bansri baj rahi hain, iske wajah yeh hain, unne usko misaal beyan karke
03:21insaan ki poori haqiqat ka usme maani rak diya.
03:27Aur firmaatein, bishnu azneh chuh hikaayat mi kunad, waz zyadaai ha shikaayat mi kunad.
03:36Firmaatein, is Bansri ko sun, yeh kya kah rahi hain, zyadaai ki shikaayat kar rahi hain.
03:44Aisal kahaani yeh hai, ke woh kehti hai ke main toh ek jangal ke ek paudeh mein thi,
03:56ek kaana, kaana ke soorat mein.
03:59Wahaan meri dost, abab, saheliyan, rishtedar, azeez wa aqarib sab the, toh fir maine kya
04:05kiya?
04:07Ke maine ek ki khaatir in sab ko chhod di, aur apne aap ko us karigar ke hawale kar diya,
04:15ki tu jis tarah chahe kar, toh woh usne upar se kaata, neeche se kaata, maine uf nahi ki,
04:23si nahi ki, kyunke ishq hai, dil lagi nahi.
04:27Uske baad yeh amal hone ke baad fir usne, ek varma le kar mere andar ko saaf kar diya,
04:34andar ko chamka diya, baahir se bhi zyada khubsoorat bana diya.
04:38Iske baad fir kya kiya?
04:40Usne mere suraakh kiya, aur bade sur mein kiya.
04:46Uske baad, woh kehti hai, woh kaana kehta hai, ke mere do muh ban gaye.
04:54Ek toh muh woh hai, ke jis se awaaz nikal rahi hai.
05:01Do dahan daarim goya ham chunai.
05:05Ek muh toh woh hai, jis se awaaz nikal rahi hai, usko sab dekh rahi hai.
05:10Ek aur muh jo mera hai na, yak dahan pinhaas dar labhaaye vai.
05:15Ek mera muh yaar ke muh mein chhupa hua hai.
05:18Bolta wohi hai, naam mera hota hai.
05:21Toh isme unhone jo misaal diya hai, uska matlab yeh hai ki kisi mard kaamil ki,
05:28bo saazan bar aastaan-e-kaamil hai jaisi hai.
05:30Uski paas jaake, toh phir apne andar ko saaf karao,
05:34aur namaz, roza, hajj, zakat ke jo saare suraakh hain,
05:37inko sur mein rakho,
05:39aur phir aisa hoga, ki naam tumhara hoga,
05:42lekin bolta koi aur hoga.
05:44Kya baat, subhanallah, subhanallah.
05:47Rukh sahab, Masnavi Sharif jo hai, aur is waqt zahir hai ki har waqt
05:53iski mukhtalif zabanon mein iske tarajum ho chuke hain,
05:56iski dhoom hai, log isko jaanna chahate hain, isko padhna chahate hain,
06:00isse apni andar ki baatni ya rohani lazzat hasil karna chahate hain is kalam ke saath,
06:07toh uspar bhi hum baat karte hain,
06:08lekin iski garz-o-ghaid, kis tarah se Maulana ko khyaal aaya,
06:12iski zarurat aur iski ahmiyat ke hawale se mein chahata hoon,
06:15ke phir hum uske baat karein, aur phir aage bharte hain.
06:19Bilkot, Daqt sahab, bahut shukriya.
06:21Jaisa ke maine pehle bhi kisi program mein arz kiya tha,
06:25us waqt ke halaat ko mandar nazar rakte hua,
06:28Maulana Room ne yeh likhne ki thaani, Masnavi Sharif.
06:33Ab jo bhi kalam hota hai, uski ahmiyat jo hoti hai,
06:37wo sahib-e-kalam ki wajah se hoti hai.
06:40Toh jo sahib-e-kalam ka maqam-o-martaba hota hai,
06:43wohi uske kalam ka maqam-o-martaba hota hai.
06:46Aap Quran-e-Paq ko le le, uska maqam-o-martaba,
06:49Allah Taala ke kalam hone ki wajah se hai.
06:52Ahadees ko le le, unka maqam-o-martaba jo hai,
06:54wo Huzoor-e-Nabi-e-Akram Sahih-e-Sallam ki zaat-e-Muqaddasah ki wajah se hai.
07:00Isi tarah, jo Tasawwuf ki kitab hai,
07:03uska maqam-o-martaba sahib-e-kitab ki wajah se hai.
07:07Aap Kashf-ul-Mahjoob ko le le,
07:09toh Daata sahab ki wajah se, wo kitni shohrat paage.
07:12Isi tarah, Kitab-ul-Ummah ko le le,
07:14Risalah-e-Kushairiyah ko le le,
07:16digar Tasawwuf ki kitabon ko le le,
07:18toh wo apne-apne sahibaan ki wajah se,
07:20unko shohrat aur dawaan maasal ho.
07:22Yehi wajah hai,
07:23jo Masnavi Sharif ko shohrat aur dawaan mila,
07:26wo sahiba-e-kitab,
07:28yaani Maulana Rumi ki wajah se mila.
07:31Ab Maulana Rumi ne,
07:32bazaahir toh yeh dekhne mein haqaayat hain aur shairi hain,
07:36toh ek yeh toh sual paida hota hai,
07:37ki aapne Nasr ko kyun nahi ikhtiyar kiya,
07:40aapne shairi ko kyun ikhtiyar kiya.
07:42Toh uski main wajah yeh hai,
07:43ki jo shairi ka canvas hota hai,
07:45wo mahdood hota hai,
07:46manisbat Nasr ke.
07:48Nasr mein tawassu hota hai,
07:50wusat hoti hai,
07:51usmein khayalat ki azadi hoti hai,
07:54usmein koi auzaan ki bandash nahi hoti,
07:56jo likhne wala likhna chahe,
07:58wo likhta jaata hai.
08:00Aur doosri hikmat aur wajah yeh hai,
08:02ki jo Nasr ko yaad karna,
08:04banisbat shairi ke mushkal hota hai.
08:07Maine aur aapne,
08:08hazrat ne bahot saare Nasr ke kate pade honge,
08:12lekin hume shayad ek bhi yaad na ho.
08:14Lekin shair hume koi na koi,
08:16kisi na kisi ka yaad hoga.
08:18Toh yeh wajah hai,
08:19ki aapne apne afkaar ko sumone ke liye,
08:22Nasr ki wajah shairi ka intikhaab kiye.
08:25Aur doosri wajah yeh hai,
08:27ki aapne jo hikayat aur tamseel ka,
08:30jo rakha ismein,
08:33ki hikayat ki surat mein,
08:35aur tamseel ki surat mein,
08:36aapne baat ko convey kiya mukhatabheen tak,
08:39uski wajah yeh hai,
08:40ki hikayat aur tamseel ko samayna,
08:42yeh bahot easy hota hai.
08:44Yeh bahot mushkal cheez ko,
08:46hikayat aur tamseel mukhatab ke liye,
08:48kaari ke liye,
08:49easy to understand bana deti hai.
08:52Aur yeh ayn Quran ki sunnat hai,
08:55ki Rab ta'ala ne khud jo hai,
08:57wo Quran-e-Paak mein firmaaya hai,
08:58ki Allah ta'ala ko is cheez se aar nahi hai,
09:01ki wo machhar ki,
09:03ya machhar se bhi kamtar,
09:04kisi cheez ki misaal beyan karna.
09:06Toh goya misaal beyan karna,
09:07ismein koi aib aur aar nahi hai,
09:10jisko Maulana ne apni masnavi mein ikhtyaar kiya hai.
09:13Aur misaalin dekar aapne baaton ko convey kiya hai,
09:16mukhatabeen tak.
09:17Aap jis bhi misaal ko dekh lein,
09:19wo Quran-e-Sunnat se mukhalaf nahi hogi.
09:22Kyunki yehi Sufiya ka turra imtiaaz hai,
09:25ki unki jo bhi baat hoti hai,
09:27unka jo bhi daawa hota hai,
09:29wo Quran-e-Sunnat se hatke nahi hota.
09:31Isi baat ko hazrat Junaid Baghdadi ne beyan kiya tha,
09:35ki hamara yeh jo tariqa hai na,
09:37tariqa-e-tassawuf,
09:38ismein Rab ta'ala ki zaat tak pohchne ka ek hi zariyah hai,
09:42aur wo sunnat ka zariyah hai.
09:45Toh yaani aapne sunnat ko authenticate kiya,
09:48ki iske bagayra ham Rab ta'ala tak nahi pohch sakte.
09:50Ek aur maqam par firmaaya,
09:52ki jo tariquna muqayyadun bil kitaab-e-was-sunnah.
09:56Ki hamara jo tariqa hai,
09:58ya jisko ham tariqat kahte hain,
10:00yeh muqayyad hi kitaab-e-sunnat mein hai.
10:03Kitaab-e-sunnat se bahar nahi hai.
10:05Toh yeh un logon ke liye,
10:06jo yeh kahte hain,
10:08ki na'uzubillah jo tasawwuf hai,
10:11ek matwazi deen hai,
10:13aur mumqan hai ki yeh kitaab-e-sunnat ke parallel khada hai,
10:17toh yeh unke liye ek bahut badi maqam-e-ibrat hai,
10:20ki wo Hazrat Junaid Baghdadi ke isqol ko soche,
10:24samje, ispar tafakkur karein, tadabbar karein,
10:26ki wo kya firmaa rahein.
10:28Jitne bhi Sufiya karam hain,
10:30unki kitaab-on ko leh le,
10:31wo koi bhi unki kitaab jo hai,
10:33wo Quran-o-sunnat se bahar nahi hai.
10:36Chahe Guniyat-o-Talabeen leh le,
10:38Huzoor Ghawth-e-Azam ki,
10:40chahe Kashf-ul-Mahjoob leh le,
10:41Huzoor Data sahab ki,
10:43chahe Kitab-ul-Lumah leh le,
10:44chahe Risa-e-la-Kasheriyah leh le,
10:46chahe Manazil-us-Saireen leh le,
10:48jitne bhi Tasawwuf ki kitab-ein hain,
10:50wo Kitab-o-Sunnat mein hi muqayyad hain.
10:52Toh hum yeh kaise maan lein,
10:54ki yeh mahz hikaiyat hain,
10:56aur yeh pata nahi Kitab-o-Sunnat se koi maawara cheez lein hain,
10:59aisi baat nahi hain.
11:00Hikaiyat ka tariqa ya tamseelaat ka tariqa,
11:04mahz unhone samjane ke liye kiya hai.
11:06Lekin agar hum gehraayin mein jayin,
11:08pinhaayin mein jayin,
11:10toh humme bil aakhar kitab-o-sunnat hi se vasta padega.
11:13Usi tak hum paunchenge.
11:15Bahut zabardast baat Jock sahab ne ki hai,
11:16aur abhi ek chhota sa wakfa hai,
11:18aur break se jab wapas aate hain,
11:20toh yeh bahut aham nukte ki tarah unhone ishaara kiya hai,
11:24ki humare Sufi-e-karam ki aksariyat,
11:26hum Punjabi ke Sufi shohara dekh lein,
11:28ya Farsi ke shohara dekh lein,
11:31toh unke haan tamaseel ke saath,
11:33misaalon ke saath,
11:34toh jo pand-o-nasai ko unhone samjhane ki koshish ki,
11:37aur uske andar deen ki baaton ko bunyadi taurpe baat karne ka maqsad yeh hai,
11:41ki Allah ki,
11:43aur Rasool-e-Karim Sall-e-Sallam ki bataai hui baaton ko misaalon ke saath,
11:48waze karke unhone logon tak ponchane ki koshish ki hai.
11:50Ispe baat karte hain ek chhota sa wakfa ke baad.
11:53Jee nazareen, khushamdeed kahte hain wakfa ke baad aapko,
11:55aur main yeh arz kara tha,
11:56ki Sufi-e-karam ki shairi mein hum khaas taurpe dekhte hain,
12:00Punjabi ke shoura humare Sufi-e-karam jitne bhi hain,
12:03unke haan bhi misaalon ke saath,
12:05hume baat ko samjhane ki koshish ki gayi,
12:07Azz-e-Sultan-e-Arifeen,
12:08Azz-e-Sultan-e-Bahu Rahmat-ul-Aalai ka kalam ho,
12:11Arf-e-Khadi,
12:13aur Rumi-e-Kashmir jinko kaha jaata hai,
12:14Azrat-e-Mian Muhammad Baksh Rahmat-ul-Aalai,
12:16unke kalam ko hum dekh rahein,
12:18Khwaja Ghulam Fareed Rahmat-ul-Aalai ke kalam ko dekh rahein,
12:21Bulleh Shah sahab ke kalam ko jee,
12:23jitne bhi humare Sufi-e-shoura hain,
12:25unke haan hume tamaseel nazar aati hain,
12:28misaalon ke saath hume samjhate hain,
12:30tasbih phirit-e-dilna phir-e-aqeel-ana,
12:32tasbih hath phadke ho,
12:33aur yeh phirisi tasalsul se baat ko jahaan pe jaake khatam karte hain,
12:37wo uska hasil hota hai,
12:38aur Moula Naroon ke haan bhi,
12:40Masnavi mein bhi,
12:41hume yeh cheez dikhai deti hai,
12:43Azzat, yeh jo tariqa hai,
12:44Sufi-e-karam ne khaas taurpe isko ikhtyaar kiya hai,
12:47ke naseeat ki baaton ko,
12:49aur jo baatin dilon mein utaarne wali hoti hain,
12:52aqeekat ki baat hoti hain,
12:54usko samjhane ke liye wo,
12:56tamaseel ka raasta ikhtyaar karte hain,
12:58misaalon ka ikhtyaar karte hain,
13:00toh yeh kitna kargar hota hai,
13:02hum Masnavi ki soorat mein dekhen,
13:03toh yeh iski bohot saari positive misaal hain,
13:06jab humare saamne hain,
13:07yeh deegar Sufi-a ki,
13:08kya firmaat hai?
13:08Sahib-e-ruh-ul-biyaan ne,
13:12ek waqah likha hai,
13:14firmaat hain,
13:15ek bade aalim,
13:17doordara se safar tay karke,
13:20ek buzur ki shoorat unhone suni thi,
13:22unhone ki khidmat mein hazir ho gaye,
13:24bait hone ke liye,
13:26chunke aalim ki nigaar phir har ek cheez pe hoti hai,
13:28toh jab aapne namaz padhai,
13:30toh usme dekha ke,
13:32alhamd jo hai,
13:34unhone saada andaaz mein padhi hai,
13:36koi kirat ke jo apna taqazi the unke mutaabik nahi padhi hai,
13:42toh unhone kaha,
13:43main toh qari bhi hun,
13:45aur mere sheikh ko kirat naati hun,
13:47toh phir yeh kaise kaam hoga,
13:49toh irada kar liya,
13:51koi subho mein wapas chala jaun,
13:53subho jab tahajud ke waqt uthe,
13:55maulana,
13:57toh woh bahar jaane lage,
13:59raf-e-haajad ke liye,
14:01dekha ke raste mein sheher khada ho gaye,
14:03wapas aagaye,
14:05ke idhar udhar ho jaye, toh main jaan,
14:07yahan tak ke tahajud ka waqt toh khatam ho gaya,
14:09aur phir fajr ki namaz ka waqt shuru wa,
14:11phir jaake dekha toh sheher khada ho gaye,
14:13jab fajr ki namaz ka
14:15qaza hone ka waqt kareeb tha,
14:17toh hazrat tashreef laaye,
14:19aur unhe sheher ko daanta,
14:21ke tu mere mehmanon ko tang karta hai,
14:23toh sheher dum hilata hua,
14:25ek taraf chala gaya,
14:27toh hairaan hua, usne ka hazrat,
14:29ek taraf toh yeh hai,
14:31ke aapne,
14:33alham seedhi nahi padhi,
14:35aur doosri taraf hi hai,
14:37ke sheheron pe hukum raani karte hain,
14:39humne laf seedhe ki hua hua hain,
14:41humne maane seedhe ki hua hua hain,
14:43aur isi tarah,
14:45Arif Rumi ne bhi ek waqeh likha hai,
14:47ek maulana bade
14:49naavi the,
14:51naav jo zabarzehr ke
14:53arab ke hawalat se kitab,
14:55fan hota hai,
14:57toh naaviyon ko,
14:59sarfiyon ko khabt hota hai,
15:01har waqt koi noh koi isi tarah ka,
15:03sawar hoti hai yeh cheez unke zain par,
15:05toh kashti pe baithe the,
15:07tumne koi naav bhi padhi hai,
15:09toh usne kaha,
15:11ji nahi main toh nahi jaanata,
15:13ki naav kya cheez hoti hai,
15:15toh aapne,
15:17us naavi ne,
15:19Mala se kaha,
15:21tumhare aadhi zindagi maav ho gaye,
15:23aage jab gaye,
15:25toh wo riya ke mauj bohot zyada thi,
15:27kashti ke doobne ka khatra the,
15:29toh Mala ne pucha,
15:31hazrat aapne kuch tayarna bhi jaanata hai,
15:33unne kaha,
15:35usne kaha fir meri toh aadhi zindagi maav ho gaye thi,
15:37aapki saari zindagi maav ho jaye,
15:39toh wo yeh misaalein dekar,
15:41Aarif Rumi firmaatein,
15:43saari zindagi iss cheez mein nahi,
15:45ek aur duniya bhi hai,
15:47wo irfaan ke duniya hai,
15:49aap us pe safar karein,
15:51aur usme aage badein.
15:53Acha yehi baat hum,
15:55doktor sahab, aage badhayein,
15:57toh Maulana ne,
15:59masnavi mein,
16:01hikaayat bhi bohot saari beyan kiye,
16:03masnavi talimat ke saath, seerat ke saath,
16:05aur Allah taala ke jo hikaamaat hain,
16:07unko bhi,
16:09yaani waqiaat chuke asaani ke saath,
16:11logon ko dilchaspi hoti hai,
16:13unko sunne mein,
16:15toh unka bhi bharpoor istimaal,
16:17unhone masnavi mein kiya hai,
16:19kya firmaatein?
16:21Bilkul poori masnavi,
16:23in hikaayat se bari padi hai,
16:25aur har hikaayat ke peeche,
16:27koi na koi maqsad kaar firmaa hai,
16:29maqsad se khaali koi cheez nahi hai,
16:31koi maqsad ke baan ke saath end par joda hai,
16:33wo yeh hai ke,
16:35kisi ek alaake mein ek muazzan rehta tha,
16:37muazzan ki awaaz,
16:39jo hain wo baddi aur krakht thi,
16:41sahi,
16:43toh ab paanch waqat wo azaan deta tha,
16:45log usse tanga aagey,
16:47uski awaaz sunn sunn ke,
16:49toh kalimaat toh
16:51bade aali shaan hain,
16:53aur nagma-e-laahooti hai,
16:55jismein Allah taala ki kibriyai hai,
16:57aur kalima-e-shahadat
16:59kalima-e-shahadat aur risalat hai,
17:01toheed-e-shahadat aur risalat,
17:03aur shahadat-e-toheed
17:05aur risalat,
17:07aur iske alaawa jo hai,
17:09falaah aur najah ki taraf bulawa hai,
17:11toh kalimaat toh bade
17:13aali shaan hain,
17:15lekin awaaz baddi krakht hai,
17:17awaaz se log tanga aagey,
17:19toh wo koi tadbeer sojhte hain,
17:21aur heela karte hain,
17:23ke kisi tarah is muazzan se jaan chudai de,
17:25toh wo saare mashwara karte hain,
17:27aur unke ye tadbeer sojhti hai,
17:29ke hum saare chanda katha karke,
17:31toh muazzan sahab ko
17:33haj ke liye bayi dete hain,
17:35toh haj un dino mein,
17:37chunki bahut time taking tha,
17:39usmein bada waqt lagta tha,
17:41log paidal safar karte the,
17:43toh saal-ha-saal haj adaa karne mein lag jate the,
17:45toh logon ne chanda katha kiya,
17:47uske baad muazzan sahab ko kaha,
17:49ki hum chahate hain,
17:51humari khwaish hai,
17:53ke aap itne arse se deen ki hidmat kar rahe hain,
17:55ke aap baitullah sharif ka haj karke hain,
17:57toh muazzan sahab apni jaga khush the,
17:59aur log apni jaga khush the,
18:01toh bilakhar,
18:03unhone paise waghara jo the,
18:05unko de diye,
18:07aur samaan-e-safar saara unke hawale kar diya,
18:09wo haj ke liye nikal pade,
18:11raste mein kisi jaga se unka guzar hua,
18:13wahan koi ek basti thi,
18:15namaz ka time hoga hai,
18:17unhone kaha chale masjid mein chalte hain,
18:19aur ek routine bani hoi thi,
18:21aadat thi azaan dene ki,
18:23toh unhone muazzan ko kaha hoga,
18:25ya muazzan hoga hi nahi,
18:27toh unhone wahan bhi azaan shuru kar di,
18:29ab azaan shuru kar di,
18:31jab azaan khatam hoi,
18:33uske baad kya dekhte hain,
18:35ki namaz hogi hai,
18:37ek banda aata hai,
18:39aur usne mathai ka ek thaal uthaya hua hai,
18:41kapro ka joda uthaya hua hai,
18:43aur inaam-e-ikraam ki cheezein hain,
18:45wo puchta phir rahe hai,
18:47ki muazzan sahab kidhar hai,
18:49logon ne bataya,
18:51ki ye aapne mujhe itna inaam-e-ikraam se nawaza hai,
18:53iski wajah kya hai,
18:55toh us bande ne kaha,
18:57ki main mujusi hoon,
18:59main musulman nahi hoon,
19:01lekan pichle kuch harse se,
19:03meri beti jo hai,
19:05wo Islam ki tarah badi ragab hui hai,
19:07aur maine usko bada samjhaya hai,
19:09ki apne mazhab ko na chhodo,
19:11apne abba wajidat ka mazhab hai,
19:13iss se na kharuj karo,
19:15lekan wo bazid hai,
19:17ki maine Islam kabool karna hai,
19:19toh apne mujusi mazhab ki tarah lota hai,
19:21isme bunyadi baat wo samjhana chahiye,
19:23isme bunyadi baat ye hai,
19:25ki jo Islam ki presentation hai,
19:27usko aap hikmat ke saath karein,
19:29jo Quran ne kaha hain,
19:31udu ila sabeel-e-rabbika bil-hikma
19:33wal-mu'izzatil-hasana
19:35ab Islam toh aali shaan hai,
19:37usme toh koi dusri raay nahi hai,
19:39lekan aap usko present kaise karein,
19:41toh jo muballigeen hain,
19:43unke liye yahan dars hai,
19:45ki aapne jo Islam ki tabligh karni hai,
19:47aur aapne gun point par
19:49kisi ko Musliman nahi karna,
19:51taah ke wo achhe tariqah se
19:53aapki baat sun kar,
19:55Islam ko samjh kar,
19:57wo Islam mein daakhal hoi.
19:59Acha Qibla,
20:01ye jo mostly hikayat
20:03bayan ki hai maulana ne,
20:05apni masnabi ke andar,
20:07wo farzi hikayat hain,
20:09farzi waqiat hain,
20:11jin ko bunyad bana kar
20:13unhone ek nateeje par laakar
20:15Poetry mein waqiat ko,
20:17farzi waqiat ko laakar,
20:19kisi ko kisi nateeje tak leke aana,
20:21aur uski baat ki asal tak
20:23pohunchane ki koshish karna,
20:25shairi ka ye direction hai,
20:27ye isko aap kitna mausar dekhne?
20:29Ji,
20:31jaise maine pehle apni
20:33kuftagu mein arz kiya hai,
20:35wo bansri ki misaal dete hain,
20:37bazaahir toh ek bansri ki had tak hai,
20:39asal iski haqiqat ye hai,
20:41ki insaan jo hai na,
20:43ye ek bansri hai,
20:45aur
20:47ye ban chuke tha,
20:49iska dhansha ban chuka tha,
20:51bolne ke qabil nahi tha,
20:53phir jab usne isko
20:55apne mayar ke hisaab se banaya,
20:57uske baad,
20:59isme maine apni rooh ko phoonk diya,
21:01toh phir uske baad
21:03ye bolne lag gaye,
21:05iska matlab ye hai,
21:07ki ye insaan jab un marahil se guzar jata hai,
21:09jin marahil se wo
21:11kaana guzra hai,
21:13aur bansri ban gaya hai,
21:15jab insaan bhi un marahil se guzar jata hai,
21:17toh phir ye jo bolne lagta hai,
21:19ye khud nahi bolta,
21:21gufta e o gufta e Allah huat,
21:23karchi az hulkum e Abdullah huat,
21:25toh isi tarah beshmaar
21:27misaalein is tarah ki,
21:29ke wo ek tajir ki misaal diya hai,
21:31apne Arif Rumi ne,
21:33ki wo tajir ek ja raha tha,
21:35cheen,
21:37toh usne sab se poocha bhi,
21:39ki tum batao tumhare liye kya laun,
21:41toh totah se bhi poocha,
21:43ki tum batao tumhare liye kya laun,
21:45toh pinjre mein tha totah,
21:47toh usne kaha ki,
21:51mere peghaam de dena
21:53cheen ke
21:55totoh ko,
21:57ki
21:59in chuneen nabawad
22:01wafaai dostan,
22:03ma dariin kaido shuma darboostan,
22:05ki ye toh
22:07toh usne
22:09toh usne
22:11toh usne
22:13toh usne
22:15toh usne
22:17toh usne
22:19toh usne
22:21toh usne
22:23toh usne
22:25toh usne
22:27toh usne
22:29toh usne
22:31toh usne
22:33toh usne
22:35pinjre ke andar hi
22:37pinjre ke andar hi girta
22:39usne kaha yeh toh mar gaya
22:41woh bhi mar gaya tha yeh bhi mar gaya hai
22:43toh isko nikaal ke phenka toh woh ud gaya
22:45uska maqsad yeh tha
22:47is misaal dene ka
22:49agar zindagi chahate ho
22:51toh uske liye maut zaruri hai
22:53is marhale se guzroge
22:55toh uske baad ki jo hayaat hogi
22:57asr hayaat hogi
22:59istara misaalon se Arifur
23:01mene bohot kuch samjhaya
23:03jee nazareen ikraam abhi aapne bohot si dilchasp
23:05hikayat aur waqyat jinn ke zariye se
23:07Maulana Room ne
23:09humein bohot kuch samjhane ki koshish ki hai
23:11aur wo yakinan unke andar
23:13dilchaspi ke bohot saare ansar shamil hain
23:15uspe hum mazeed thodi si
23:17baat karte hain lekin ek chote se waqfe ke baad
23:19jee nazareen khushamdeed kahte hain
23:21waqfe ke baad aapko
23:23aur aap jante hain ke
23:25murshid-e-lahuri shair-e-mashrik
23:27azrat-e-iqbal rahmatullah alaih
23:29wo apne aapko mureed kahte hain
23:31maulana Room ka
23:33unke mureedon ki jahan pe
23:35kabre bani hui hain
23:37wahan pe alamti taur par
23:39azrat-e-iqbal rahmatullah alaih ki kabr bhi wahan pe
23:41maujood hain ki unke
23:43jitne bhi mureedain ka halka hain
23:45wo ek jagah pe jahan
23:47ikathe hain wahan pe azrat-e-iqbal ki jagah bhi maujood hain
23:49toh unka bhi ek khas taalluk
23:51unke saath raha aur khas taur pe
23:53unke hawalay se ashaar bhi
23:55azrat-e-iqbal rahmatullah alaih ki jahan
23:57wo bade shora afaak hain
23:59humare haan bohot saare
24:01akabireen ne, mufakireen ne masnavi ke hawalay se baat ki
24:03lekin azrat-e-iqbal ka
24:05main chahata hun dokht sahab agar aap
24:07unone kya masnavi ke hawalay se
24:09maulana Room ke hawalay se unse jo
24:11unne iktisab-e-faiz kiya hain
24:13rohani itibar se uspe kuch aata fahar hain
24:15jee dokht sahab bilkul
24:17jo shair-e-mashrak hain
24:19aur jin ko tarjuman-ul-quran kaha jata hai
24:21hazrat-e-allama
24:23muhammad iqbal
24:25toh unone
24:27peere-e-roomi
24:29yaani maulana Room ko apna murshid mana hai
24:31aur unke liye muhtlif alqabaat
24:33istimaal kiye hain
24:35jinmise sabse zyada mashhoor jo laqab hai
24:37wo peere-e-roomi ka hai
24:39aur yahan tak hi nahi
24:41balke aapne
24:43peere-e-roomi ki maaiyyat me
24:45yaani maulana Room ki sangat aur maaiyyat me
24:47aflaag ki saair ki hain
24:49muhtlif aflaag par gaye hain
24:51aapne baatni connection unke saath joda hai
24:53unke saath siyaahat ki hain
24:55aur isi tarah
24:57isi tarah
24:59isi tarah
25:01isi tarah
25:03isi tarah
25:05isi tarah
25:07isi tarah
25:09isi tarah
25:11isi tarah
25:13isi tarah
25:15isi tarah
25:17isi tarah
25:19isi tarah
25:21isi tarah
25:23isi tarah
25:25isi tarah
25:27isi tarah
25:29isi tarah
25:31isi tarah
25:33isi tarah
25:35isi tarah
25:37isi tarah
25:39isi tarah
25:41isi tarah
25:43isi tarah
25:45isi tarah
25:47isi tarah
25:49isi tarah
25:51isi tarah
25:53isi tarah
25:55isi tarah
25:57isi tarah
25:59isi tarah
26:01isi tarah
26:03isi tarah
26:05isi tarah
26:07isi tarah
26:09isi tarah
26:11isi tarah
26:13isi tarah
26:15isi tarah
26:17isi tarah
26:19isi tarah
26:21isi tarah
26:23isi tarah
26:25isi tarah
26:27isi tarah
26:29isi tarah
26:31isi tarah
26:33isi tarah
26:35isi tarah
26:37isi tarah
26:39isi tarah
26:41isi tarah
26:43isi tarah
26:45isi tarah
26:47isi tarah
26:49isi tarah
26:51isi tarah
26:53isi tarah
26:55isi tarah
26:57isi tarah
26:59isi tarah
27:01isi tarah
27:03isi tarah
27:05isi tarah
27:07isi tarah
27:09isi tarah
27:11isi tarah
27:13isi tarah
27:15isi tarah
27:17isi tarah
27:19isi tarah
27:21isi tarah
27:23isi tarah
27:25isi tarah
27:27isi tarah
27:29isi tarah
27:31isi tarah
27:33isi tarah
27:35isi tarah
27:37isi tarah
27:39isi tarah
27:41isi tarah
27:43isi tarah
27:45isi tarah
27:47isi tarah
27:49isi tarah
27:51isi tarah
27:53isi tarah
27:55isi tarah
27:57isi tarah
27:59isi tarah
28:01isi tarah
28:03isi tarah
28:05isi tarah
28:07isi tarah
28:09isi tarah
28:11isi tarah
28:13isi tarah
28:15isi tarah
28:17isi tarah
28:19isi tarah
28:21isi tarah
28:23isi tarah
28:25isi tarah
28:27isi tarah
28:29isi tarah
28:31isi tarah
28:33isi tarah
28:35isi tarah
28:37isi tarah
28:39isi tarah
28:41isi tarah
28:43isi tarah
28:45isi tarah
28:47isi tarah
28:49isi tarah
28:51isi tarah
28:53isi tarah
28:55isi tarah
28:57isi tarah
28:59isi tarah
29:01isi tarah
29:03isi tarah
29:05isi tarah
29:07isi tarah
29:09isi tarah
29:11isi tarah
29:13isi tarah
29:15isi tarah
29:17isi tarah
29:19isi tarah
29:21isi tarah
29:23isi tarah
29:25isi tarah
29:27isi tarah
29:29isi tarah
29:31isi tarah
29:33isi tarah
29:35isi tarah
29:37isi tarah
29:39isi tarah
29:41isi tarah
29:43isi tarah
29:45isi tarah
29:47isi tarah
29:49isi tarah
29:51isi tarah
29:53isi tarah
29:55isi tarah
29:57isi tarah
29:59isi tarah
30:01isi tarah
30:03isi tarah
30:07ilayah
30:09ilayah
30:11ilayah
30:13ujja
30:15ujja
30:17ujja
30:19ilayah
30:21ul fe
30:23ul fe
30:25ul fe
30:27Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran,
30:51Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran,
31:15Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran, Shukran,
31:41Hai Nigar Khaana-e-Imkaan,
31:54Murshid-e-Rumi, Dil-o-Nigah-ke-Sultan,
32:14Barang-e-Masnavi, Har Dil-ko Shoz Dehta Hai,
32:34Tere Khayal Ka Faizan,
32:42Murshid-e-Rumi,
32:49Mureed-e-Hazrat-e-Iqbaal,
32:59Dar-pe-Hazir Hai,
33:10Iske Dard Ka Darmaan,
33:18Murshid-e-Rumi,
33:27Dil-o-Nigah-ke-Sultan,
33:38Mureed-e-Hazrat-e-Iqbaal,
33:50Dar-pe-Hazir Hai,
34:04Iske Dard Ka Darmaan,
34:12Murshid-e-Rumi,
34:22Ameer-e-Jada-e-Irfaan,
34:30Dil-o-Nigah-ke-Sultan,
34:39Murshid-e-Rumi,
34:49Murshid-e-Rumi,
Recommended
Mehfil Bari Giyahrven Shareef | Shaikh Abdul Qadir Jilani RA | 14 Oct 2024 - Part 7 | ARY Qtv
ARY QTV
Mehfil Bari Giyahrven Shareef | Shaikh Abdul Qadir Jilani RA | 14 Oct 2024 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV