• 16 hours ago
प्रयागराज : महाकुंभ 2025 के शुभारंभ में 20 दिन का समय शेष है। धर्मनगरी प्रयागराज में महाकुंभ के लिए आखिरी दौर की तैयारियां युद्ध स्तर पर चल रही हैं। मेला क्षेत्र में शिविर लगाने से पहले सभी 13 अखाड़ों की तरफ से धर्म ध्वजा की स्थापना की जाती है। इसी क्रम में आज त्रिवेणी संगम पर महाकुंभ 2025 के शुभारंभ से पहले श्री पंचायती अखाड़ा महानिर्वाणी में धर्म ध्वजा की स्थापना का पवित्र अनुष्ठान विधि विधान के साथ संपन्न हुआ। सबसे पहले लकड़ी के धर्म दंड की छाल हटाई गई। इसके बाद उसे गेरू और रस्सी से सजाया गया। यह ध्वजा लगभग 52 हाथ (78 फीट) ऊंची है, जो अखाड़े की 52 मढ़ियों और 52 शक्तिपीठों का प्रतीक है। धर्म ध्वजा की स्थापना से पहले उसे गेरुआ रंग और रस्सी से सजाया गया। धर्म ध्वजा को वस्त्र भी पहनाया गया।

#MahaKumbh #MahaKumbhMela2025 #MahaKumbh2025 #Prayagraj #UP #Religion #MahanirvaniAkhada #DharmaDhwaja

Category

🗞
News
Transcript
00:00Mahakumbh 2025 ke shubha rambh me 20 din ka samay shesh hai.
00:07Dharmnagri Prayagraj me Mahakumbh ke liye aakhiri daur ki tayyariyan yuddh sthar par chal rahi hai.
00:14Aaj Triveni Sangam par Shri Panchayati Mahanirvani Akhade me
00:19Dharm dhwaja ki sthaapna ka pavitra anushthaan vidhi vidhaan ke saath sampanna hua.
00:25Kumbh mela chhawani ke pravesh se pehle dharm dhwaja ki sthaapna hoti.
00:30Bhoomi poojan saro pratham hota, uske baad dharm dhwaja ki sthaapna, dhwaja rohan.
00:35Aaj humare yaha dhwaja rohan ho gaya hai. Theke na?
00:39To aaj ke baad yaha bhojan prasad pakka aur dhona aadi lagna ye sab suru ho jayega.
00:47Agni yaha prajulit ho jayega.
00:49Devata ke, amare Bhagwan Kapil Mahamudra ji ke charan padu kahin bhi aa gayi hai.
00:53Dharam bhoomi ka poojan kiya jata hai, dhwaj dand ka poojan kiya jata hai, dhwaja ka poojan kiya jata hai,
00:59panch devon ki poojan kiya jata hai, havan hota hai, puri prakriya hoti hai usme.
01:05To isme kam se kam 3-4 ghante ka samay lagta hai.
01:08To subere se hi hum log jo apne shubh moorth pe suru hue hai.
01:12Chaar rasse, chaaro vedon ka pratik maane jate hain, dharam ko samhalne ke liye chaar,
01:17jab tak ved gyaan is dharti pe prastut hai, tab tak sanatan dharam ki dhwaja,
01:24sada phairati rahe hogar ved aadiyan aadi.
01:27Aise hi sanatan dharam bhi aisa hi hai.
01:30To mool ye chaaro vedon ka pratik hote hain.
01:33Dharam art ka mooksa bhi pratik hote hain.
01:35Aur bavan hat ki, bavan hat ka dhwaj dand hai, ye shakti ka pratik hai,
01:41jo ki bavan shakti peethon ka pratik to karta hai, aur bavan madhiyon ka bhi pratik to karta hai.
01:46Moorpankh ka apna mehtu hai, moorpankh to bhagwan krishna bhi apne mathe pe lagate the,
01:52aur koi bhi pakshi dhwaja ke upar moorpankh lagane ke baad nahi bedhta.
01:59Aur iska adhyatmik pahaloo bhi bohot hai, usse vishrit bhi aksha baad mein hi ki jayegi,
02:03kyuki abhi toh soksom mein aap itna hi samjhega.
02:05Hamare hain dharam dhwaja aaj ho gayi hai, parav dhwaja bhi hamare yaha hai,
02:08kyuki parav ko akshunya manaye rakhne ke liye bhi yudh kiya gaya tha.
02:13Makar Sankranti ko hi sabhi naga sanyasi mil karke jo rokne hi kaushish hui thi,
02:20toh uss samay pe unke uss pratikar karne ke baad yeh punya parav ki sthaapna ki,
02:24aur ussi ki yaad mein yeh manaye jati hai ki ham parav toh karenge hi karenge.
02:28Hamara parav jo yeh akshunya hai, isse khandit nahi kiya jaa sakta hai.
02:32Hum chahe mughlo ka shasan ho, chahe koi bhi shasan ho, kumbh ke mele hamesa chalte rahe hain,
02:37dharam dhwaja hamesa phairati rahe hain.
02:39Toh lakho pratirodho ke bavujud bhi,
02:42wo kya parav ki surbaat hoti hai Makar Sankranti pe,
02:47pratham snan hota hai, toh pratham snan pe bhi ek parav dhwaja ke roop mein,
02:50ham iss parav ki smriti mein phairai jati hai.
02:55Toh hamare yaan do dhwaja hoti hai, ek dharam dhwaja,
02:57ek parav dhwaja jo ki brahma moorth mein phaira karke,
03:00aur ham Triveni ke sangam mein amrit snan ke liye nikal parke.
03:04Anushthan se pehle dharam dand ka shringar kiya gaya.
03:08Lakdi ke dharam dand ki chhaal hatai gayi,
03:10usse geru aur rassi se sajaya gaya.
03:13Yeh dhwaja lagbhag 52 haath, yaani 78 feet unchi hai,
03:18jo akhaade ki 52 madhiyon aur 52 shakti peethon ka prateek hai.
03:22Dharm dhwaja ki sthaapna ke baad,
03:24yahan agni prajwalit ho jayegi,
03:26aur bhojan prasad pakna prarambh ho jayega.

Recommended