• 2 days ago
Transcript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Allah-u-Tabarak-wa-Ta'ala-ka-Pakiza naam se aagaz karte hain jo bahut mehrbaan
00:27Nihayat-e-Rahim wala hai. Dars-e-Bukhari ka silsila pichle programme me 2578 number hadith-e-paak tak pohncha tha.
00:36Aur aap jaante hain ki Kitab-ul-Hiba wa-Fadliha chal raha hai. Yani Tofeh ki Kitab aur uski Fazilat ki Kitab.
00:44Yani murad ye hai ki wo hisa-e-Kitab ki jisme Tofeh aur uski Fazilat se mutaaliqa hadith ko jama kiya gaya hai.
00:53Toh pichle programme me 2578 hadith thi Syed-e-Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha.
00:59Iske raabiyan hain. Aur ye hadith kai martaba piche guzar chuki hai.
01:03Imam-e-Ghazali ne ik nai unwaan ke saath isko yahan. Imam-e-Bukhari Rahmatullahi ne ik nai unwaan ke saath yahan isko darj kiya hai.
01:11Syed-e-Ayesha bayan kirti hain ki Hadrat-e-Bareera Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha ko aapne kharidne ka irada kiya.
01:19Aur inke maalikon ne inki wala ki shard rakhi.
01:23Phir Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se iska dhikr kiya gaya.
01:27Toh aapne Syed-e-Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha se irshaad farmaya.
01:32Ki tum isko kharid lo aur aazaad kar do.
01:35Kyunki wala uski hoti hai ki jisne aazaad kiya hota hai.
01:40Aur Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ko gosht hadiya kiya gaya.
01:44Toh aapne farmaya ye gosht Bareera par sadqa kiya gaya hai.
01:48Aur ye uske liye sadqa hai aur hamare liye hadiya hai.
01:52Aur Hadrat-e-Bareera Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha ko
01:55apne shohar ke nikah me barkara rehne
01:58ya na rehne ka ikhtiyar diya gaya.
02:02Abdul Rahman jo raavi ho kahte hain ki inke shohar aazaad the ya ghulam.
02:06Toh Shauba ne kaha, ye sab ruwaat hain peeche.
02:09Shauba ne kaha ki maine Abdul Rahman se inke shohar ke mutaalik sual kiya.
02:13Toh ona ne kaha ki mujhe ni pata ki inke shohar aazaad the ya ghulam the.
02:19Toh iska hadith ye pehle beyaan hot shuki.
02:21Iska basmandar ye hai ki kush yahood the jinke paas
02:24Hadrat-e-Bareera Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha bahaisiyat-e-kanees ke thi.
02:28Toh ona ne inse aqd-e-kitabat kiya.
02:32Aqd-e-kitabat ka matlab hota hai
02:34ki ghulam ko ye kehna ki tum itna paisa kama kar hume de do.
02:38Toh tum aazaad ho.
02:40Toh ona ne ye aqd kiya, muhaidah kiya
02:42aur phir wo Syeda Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha ke paas aayin thi.
02:46Ki agar aap meri kuch madad kardein.
02:48Unhone instalment pe kaha tha ki aap kis tawaar apne ye paisa aada kardein.
02:52Toh Syeda Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha ne irshaad farmaaya.
02:55Ki main tumhara saara ka saara paisa ek saath aada kar deti hun.
02:59Lekin shart ye hogi ki tumhari wala mere liye hogi.
03:02Aur wala us maal ka naam hota hai
03:05ki jab koi ghulam, aazaad karda ghulam marta hai
03:08aur uska koi apna waris nahi hota.
03:10Toh uska maal phir aazaad karne wale aqa ko ata kiya jaata hai.
03:15Aur is maal ka naam jo baal-e-warasate, isko wala kehte hain.
03:18Toh Syeda Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala Anha ne yehi condition lagaayi
03:21ki wala mere liye hogi.
03:22Jab usne jaa ki apne yahudi aqaon se kaha,
03:25toh unhone mana kar diya.
03:26Kaha ki nee wala hamare liye hogi.
03:28Rahmat-e-Qaunayn Sallallahu Alaihi Wasallam se jab ye masala poocha gaya.
03:32Toh aapne Syeda Ayesha Siddiqa Radhi-e-Allah-u-Ta'ala se firmaaya
03:34ki tum isko kharido aur aazaad kardo.
03:36Wala aapke liye hogi.
03:38Yani unka ye shart lagana ki wala hamare liye hogi.
03:41Shart par ham bechte hain, ye shart bekaar jaayegi.
03:43Aur ye bai naafiz hogi.
03:45Aur wala aapke liye hogi.
03:47Toh ek toh ye usool, gulamon ka toh masla raha nahi.
03:50Isliye is par tawajjo na kare toh koi masla nahi.
03:53Doosra jo tha, wo pishli hadeeson me wazaahat ho gayi
03:57ki Sarkar Hazrat-e-Bareera Radhi-e-Allah-u-Ta'ala anha se milne ke liye unke ghar gaye.
04:02Toh handi pe kuch ubalte huye dekha.
04:04Yani awaaz aayi.
04:06Jab aap bethe toh gharwalon ne kuch aur cheezein aapki khidmat mein peshki.
04:10Toh aapne poocha ki ye handi mein kya hai.
04:12Toh bataya gaya ki wo toh ek bakri hai.
04:15Jo sadqa ki gayi hai.
04:17Bareera ke upar sadqa.
04:18Aur aap toh sadqa tanawul nahi firmaate.
04:20Rahmat-e-Qaunayn Sallallahu Alaihi Wasallam ne firmaaya
04:22ki wo Bareera ke liye sadqa hai.
04:24Aur hamaare liye hadiya hai.
04:26Toh lihaaza phir wo aapke paas gosht peshkiya gaya.
04:29Aur ye aapke samjha diya tha ki jab maal ki milkiyat badalti hai
04:33toh uske ahkaam badal jaye karte hain.
04:36Jaisa ki agar hamaare ahal-e-sunnat ke mutaabiq
04:40Sayyid hazarat na zakat le sakte hain.
04:43Yani Sayyid hazarat ko zakat nahi desakte.
04:47Na ghaire sayyid, na khud sayyid.
04:50Kyunki ye zakat, Nabi-e-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam
04:53ne wazit war pe firmaaya
04:55ki zakat, ye sadqa, hamaare liye halal nahi hai.
04:58Balki Imam-e-Hassan radiyallahu ta'ala anhu ne
05:01ek martaba sadki ye khajoor apne muh me rakli.
05:04Chhote the toh khayal nahi tha, muh me rakli.
05:07Sarkar ne muh se bahar nikal wahi.
05:09Aur firmaaya ki aap nahi jaante ki hamaare liye sadqa halal nahi hai.
05:12Toh iska matlab ye hua ki jab
05:16iske tarazur me dekhen ke
05:18Barirah radiyallahu ta'ala anhu ko jab wo diya gaya
05:22toh sadqa tha, unke paas pahunj gaya,
05:24milqat badal gayi, toh wo hadiya ho gaya.
05:27Aisi agar kisi sayyid sahab ki khidmat karna chahen
05:30aur farz kar lein ki koi khud khidmat karne wala aisa tangdast hai
05:33ke zakat ke ilawa, sadqat-e-wajibah ke ilawa
05:36koi nafli cheez apne paas nahi paata
05:39toh shara'i heela karke desakta hai, direct nahi desakta.
05:43Aur iska yehi tariqa hai ke pehle wo maal kisi ghareeb ko de de
05:46usko wo zakat ki niyat se maalik bana de.
05:49Toh yeh zakat ada ho gayi.
05:51Ab yeh us ghareeb ka maal hai, wo hadiyatan, tuhfatan
05:54aage unko desakta hai.
05:56Aur teesra masla yeh kehti hain ke
05:59Sarkar sallallahu alaihi wa sallam ne
06:02Hazrat-e-Barirah ko ikhtiyar diya tha
06:05ki aap apne shohar ke saath rehna chahen ya na rehna chahen.
06:08Yeh bhi aapko bataya tha, isko khiyar-e-i'tiq kehte hain.
06:11E'tiq maane hota hai aazad karna.
06:14Khiyar maane ikhtiyar.
06:17Yaani aazadi ki wajah se hasil hone wala ikhtiyar.
06:20Agar kaneesh shadi shuda hai aur uska aqa aazad kar deta hai
06:23toh shariyat usko phir yeh ikhtiyar deti hai
06:26ke wo chahe toh apne shohar ke saath rahe
06:29aur chahe toh shohar ko chhod de.
06:32Jab Hazrat-e-Barirah radiyallahu ta'ala anha ke saamne isko rakha gaya
06:35toh aapne shohar ko chhodne ka faisla kiya tha.
06:39Ab yeh raavi kehte hain ki yeh humein nahi malum ke wo ghulam the
06:42ya aazad the. Toh zyada ma'rufi hai
06:45unka naam mughis tha aur wo ghulam the kisi aur ke
06:48aur Hazrat-e-Barirah ne unke saath rahne se
06:51mana kar diya tha. Toh yeh teen masayil
06:54is hadith se nikalte hain jo teeno bayan hua hai.
06:57Agar yeh hadith ke taraf aate hain 2589
07:00number hadith-e-paak hai
07:03aur Hazrat-e-umm-e-atiyah radiyallahu ta'ala
07:06anha bayan karti hain ki Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam
07:09Hazrat-e-Ayesha Siddiqa radiyallahu ta'ala
07:12anha ke paas aaye.
07:15Fir unse pucha ki tumhare paas khaane ki koi cheez hai
07:18toh Hazrat-e-Ayesha ne firmaaya ki sirf
07:21sadqa ki bakri hai jo Umm-e-Atiyah ko
07:24di gayi thi. Aapne firmaaya
07:27yani Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya
07:30ki wo sadqa apne mahal ya apne maqam tak
07:34iska bhi nateeja aur maaal wahi hai ki Sayyida-e-Ayesha se
07:37jab talab kiya kuch khaane ko hai toh gosht tha bakri thi ghar mein
07:40lekin unhone arz ki yeh toh Umm-e-Atiyah ko kisi ne sadqa kiya hai
07:43aur aap toh sadqa tanawul nahi firmaate
07:46toh Sarkar ne firmaaya ki humein do kyunki yeh Umm-e-Atiyah
07:49ke paas jab pohcha toh sadqa tha aur ab uski
07:52taraf se jab humare paas aayega toh hadiyah hoga
07:55yani sadqa apne mahal aur maqam tak pohch chuka
07:58jab pohch chuka toh ab wo sadqa nahi raha
08:01toh pehle maalik se idhar tak aate aate sadqa tha
08:04aur ab jab unse mere paas aayega toh hadiyah hoga
08:07iss se wahi masalah nikla ke maal ki tabdili se
08:10ahkaam badal jaye karte hain
08:13aur maine pichle programs mein yeh keh chuka
08:15unke dewa phir thoda sa yaada kar deta hu
08:17ki yeh jo madaris ke andar, idaro ke andar
08:20direct zakat dedhi jaati hai
08:23toh wo barahraas toh usko nahi lagate hain
08:26yaani agar kisi ko maalik banana ho
08:29kisi bachchon ko scholarship waghara deni hain
08:31phir toh direct de denge
08:33aur agar aisa nahi hota
08:34balke wo zakat log isli idara mein dete hain
08:37ke chalein iss se aur masayil bhi hal ho jayein
08:39bachche, rahishi bachche hote hain, digar muamalat hote hain
08:42aur agar wo samashte hain idara wale
08:44ke zakat kisi ki milk mein nahi ja rahi
08:48kyunke zakat ki durst adayegi ke liye
08:51fiqh-e-hanafi ka roshni mein
08:52kisi shara-e-faqeer ko maalik banana zaruri hota hai
08:55ab misal ke taur pe logon ne zakat dedhi
08:57ke idara taameer ho raha hai
08:59ab idara ki taameer mein
09:01kisi ghareeb ko maalik banana to laazim nahi aata
09:04phir uske liye shara-e-heela hota hai
09:06wo yee hota hai ke kisi shara-e-faqeer ko
09:08wo zakat dedhi jaati hai
09:10wo uska maalik hota hai
09:11to zakat ada ho gayi
09:13ab wo batore tohfa aur hadiya
09:15aage idara mein de deta hai
09:17to phir isko doosre kaamon mein bhi istimal kiya jaa sakta hai
09:20isliye jitne dekhne wale hamare behn-bhai hain
09:23ye achitara yaad rakhein
09:24ke jab aap zakat kisi ko dete hain
09:26ye ghor kar lein
09:28ke kya wo shara-e-taqazi ke mutaabik
09:30zakat ko istimal karne par khudrat rakhte hain
09:34agar aisa hai toh theek hai
09:36aur agar aisa nahi hai
09:37toh baaz uqaat
09:38zakat ke zaya hone ka andesha bhi hota hai
09:42agliya baab qaim kiya hai
09:44baabu man ahda ila sahibihi
09:46wa taharra baada nisaaihi doona baad
09:49kisi shahs ne apne sahib ko hadiya pesh kiya
09:52sahib maan-e-saathi ko hadiya pesh kiya
09:55aur unki kisi khaas zaujah ka irada kiya
09:58na uski doosri azwaaj ka
10:01ye liye wo hi hadith pehle guzar chuki hai
10:04dubara aayi hai dekhiye ab jara
10:062580 number hadith-e-paake
10:09Syeda Ayesha Siddiqa radiyallahu ta'ala anha
10:11irshaad farmati hai
10:12ki sahaba apne hadiya pesh karne ke liye
10:15meri baari ka intizaar karte the
10:18aur hazrat-e-umm-e-salama ne kaha
10:20ki meri saheliyan jama hui
10:22unhone nabi-e-karim sallallahu alaihi wa sallam se arz ki
10:25ki aap sahaba ko aisa karne se mana karen
10:29to rahmat-e-qaunain sallallahu alaihi wa sallam ne
10:32airaaz farmaya
10:33hadith me to ye hai ki unhone nabi-e-karim se arz ki
10:36to phir sarkar ne airaaz farmaya
10:39masalah ye hai ke
10:41pehla hissa to pehle bhi guzar chuka hai
10:43ki Syeda Ayesha kehti hai
10:44ki sahaba apna hadiya dene me intizaar karte
10:47ki jab sarkar Syeda Ayesha ke paas hu
10:49us waqt hadiya de
10:51to ye do tin program pehle agar aap
10:53pichle episodes dekhenge
10:54to mera badi tafseel se isko arz kiya tha
10:56ki chunke hamari walida Syeda Ayesha Siddiqa
10:58radiyallahu ta'ala anha
11:00sarkar ki
11:02bibi khadijat-ul-kubra radiyallahu ta'ala anha ke baad
11:05sabse chahiti zauja thi
11:09habiba thi
11:10sarkar aapse bahut-e-zada
11:12qalb-e-lihaas-se-muhabbat farmate the
11:14to ye jitni bhi azwaj-e-mutaharaat thi
11:17ye inme ghairat thi
11:20aur ye hoti hai ghairat
11:22ghairat kya hoti hai
11:24ki jo cheez aapke zaad ke saath khaas ho
11:26jab aap usmein kisi aur ki sharing dekhen
11:28to dilme kush napasandeedgi se pehda hoti hai
11:31ki ek mahboob sheh jo aapke saath khaas li
11:33usmein koi aur sharik ho raha hai
11:35to dilme jo fir
11:37ek napasandeedgi
11:39ya ek tangi kisi bazahir kaifiyat pehda hoti hai
11:41iska naam hota hai ghairat
11:43to jitni azwaj-e-mutaharaat thi
11:45ye chunke Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam se
11:47bahut hi zyada muhabbat farmati thi
11:49aur bahut hi lagao, bahut hi pyaar tha
11:51aur wo chahati thi ke
11:53Sarkar ki tawajjo hamari taraf zyada rahe
11:55ab agar Sarkar ki tawajjo
11:57kisi aur zaujak ke taraf hoti
11:59to baad oqaat digar azwaj apne dil mein
12:01istara mahsoos farmati
12:03wahi jisko hum ghairat kehte hai
12:05aur ye koi mattab
12:07aisi cheez nahi thi ki ek hota hai
12:09ki insaan saazish karta hai, keena dinme rak leta hai
12:11bhughz rak leta hai
12:13aur ek kaifiyat aisi hoti hai
12:15jo insaan ke qudrat-o-ikhtiyaar me nahi hoti
12:17ye to aap bhi agar mahsoos karenge
12:19koi aapka bache
12:21khaas taur par school hai, college hai,
12:23university mein hai, agar aapki koi
12:25friend hai, bachiyan jaise
12:27unki koi dost hai, aur wo apni
12:29khaas dost ko kisi aur ke saath
12:31baithawa dekhen, kahin jaate we dekhen
12:33to na chahate we bhi dil mein
12:35ekdum thoda sa
12:37ajeeb sa kaifiyat peyda hoti hai
12:39aisi jo ladke ek dusre
12:41ke dost hote hain, school, college
12:43waghara mein, to dil mein
12:45kaifiyat aisi peyda hoti hai,
12:47yek fitri taqaza hota hai, aur ye aksar
12:49aadmi insaan ke qudrat-o-ikhtiyaar me nahi hota
12:51haan ye zaroor hai ke
12:53wo kaifiyat hame kisi
12:55najais sis ke taraf na le jaaye
12:57ki hum intiqam lein,
12:59kisi ko maar dein,
13:01us jealousy ke andar ye ghalat hota hai
13:03aur ye kaifiyat idhar nahi thi,
13:05idhar ek paqeeza kaifiyat thi
13:07rahmat-e-qaunayn sallallahu sallam ki taraf
13:09qalbi mayalan
13:11to ab sahaba intizaar karte the
13:13aisha ke paas hoon, us waqt hum tofa dein
13:15to sarkaar us waqt zyada khush
13:17honge, ki tofa ghar mein
13:19pochega, kyu ka sayyida aisha
13:21se sarkaar zyada pyaar farmate the
13:23to ye jo hazrat-e-umm-e-sallama
13:25kehti hain, ki meri saheliyan
13:27jama hoin, is se murad ye hai
13:29ki azwaaj-e-mutaharaat ke
13:31do guruh the, ek tarah si samar lein aap
13:33ki ek guruh ek taraf tha, aur ek guruh
13:35ek taraf tha, lekin ye koi aisa nahi
13:37ke teer handazi kar rahein, sarkaar
13:39ke pyaar aur muhabbat ke andar, to ye jo
13:41saheliyon se murad hain, deekar azwaaj
13:43jo umme-e-sallama radiyallahu ta'ala
13:45anha ki hamzehain thi, to ye jama
13:47hoin, aur unne arz ki, yaasullah, aap
13:49sahaba ko isse mana karein, mana
13:51karne ka maqsood kya tha, ki
13:53isse hume gharat peyda hoti hain
13:55ki jab tofa aata hai, to aap
13:57sayyida aisha ke saath hote hain, us waqt
13:59sahaba-e-karam, isi liye tofa dete hain, taake
14:01aap khush hon zyada iz baat par
14:03aur unke liye dua karein, to
14:05hum bhi phir aisi hain, humare paas
14:07bari ke andar bhi tofa na chahiye, taake
14:09aap khush hon, aur duaon
14:11waghara ka tabadlah ho, to ye unno
14:13ne arz ki, lekin sarkar sallallahu
14:15sallam ne airaaz farmaya,
14:17yaani aapne iltifaat nahi kiya
14:19unke is darkhaas ke upar,
14:21goya ki rahmat-e-kaunain sallallahu
14:23rasallam, is baat ko
14:25mahboob hi rakte the, ki main sayyida
14:27aisha ke paas hoon, us waqt ta'aif waghara
14:29aayin, agli hadith ko dekhein
14:312581 hai, aur
14:33isme badi taweel hadith hai, aur
14:35isme badi taweel hadith hai, aur
14:37isme badi taweel hadith hai, aur
14:39isme badi taweel hadith hai, aur
14:41isme badi taweel hadith hai, aur
14:43isme badi taweel hadith hai, aur
14:45isme badi taweel hadith hai, aur
14:47isme badi taweel hadith hai, aur
14:49isme badi taweel hadith hai, aur
14:51isme badi taweel hadith hai, aur
14:53isme badi taweel hadith hai, aur
14:55isme badi taweel hadith hai, aur
14:57isme badi taweel hadith hai, aur
14:59isme badi taweel hadith hai, aur
15:01isme badi taweel hadith hai, aur
15:03aur musulmano ko malum tha
15:05ki rasulullahi sallallahu alaihi
15:07wasallam ko hadrat-e-ayesha
15:09se zyada mahabbat hai
15:11yeh zain me rakhe hain, sayyida
15:13ayesha sarkar ki habiba
15:15hai, aur jo sarkar ki
15:17habiba hai, wo
15:19jo sarkar ka mahboob hai
15:21humein usse aqeedat
15:23rakhne ka hukum hota hai
15:25pas jab inme se koi shafs nabiya kareem
15:27sallallahu alaihi wasallam ko
15:29koi hadiyah pesh karne ka
15:31irada karta, to wo tawakuf
15:33karta, yani ruka rehta
15:35hatta ki jab rasulullahi
15:37sallallahu alaihi wasallam
15:39sayyida ayesha ki baari me
15:41unke ghar hote, to hadiyah wala
15:43nabiya kareem sallallahu alaihi wasallam
15:45ko hadiyah us din me pesh
15:47karta
15:49jab sayyida ayesha
15:51ke paas sarkar hote, to tofa
15:53kaunshta, to hazrat-e-umm-e-salama
15:55radiyallahu ta'ala anha ki jo hum khayal
15:57azwaaj thi, unne ne
15:59hazrat-e-umm-e-salama se kaha, ki aap
16:01nabiya kareem sallallahu alaihi wasallam se arz karein
16:03ki aap logon se ye kahen
16:05ki jo shahs nabiya kareem
16:07sallallahu alaihi wasallam ko koi hadiyah pesh
16:09karna chahata hai, to wo aap ko
16:11hadiyah pesh kar diya karein, chahe
16:13aap apni azwaaj me se kisi
16:15bhi zaujah ke ghar hon, yani
16:17itni baat maaruf hoti chuki thi
16:19ki har ek ko pata tha, ki har
16:21sahabi agar koi tofa deta hai
16:23jab sarkar sayyida ayesha ke ghar me hai
16:25to usse pehle wo tawakuf kiye hota hai
16:27pehle kisi aur ke paas jab sarkar hon
16:29to tofa nahi deta, hatta ki ye baat
16:31deegar azwaaj-e-mutaharaat tak bhi
16:33paunchi, to unko
16:35numainda banane ke liye darkhas ki gayi
16:37umme-e-salama se, ki aap jaye
16:39aur sarkar ki baarga mein ye arz karein
16:41to hazrat-e-umm-e-salama radhi
16:43Allah-u-taala anha ne unki khahish
16:45ke mutaabik aap se arz ki
16:47to rahmat-e-kaunain sallallahu
16:49alaihi wasallam ne unko koi jawab
16:51na diya, firin ke
16:53jo hum khayal khawateen thi
16:55unse poocha, to unne ne kaha
16:57ki mujhe, ye paunchi umme-e-salama
16:59sabne poocha, to unne ne kaha
17:01ki mujhe nabi-e-karim sallallahu
17:03alaihi wasallam ne koi jawab nahi
17:05diya, to in tamam khawateen
17:07ne fir kaha, ki aap dubara nabi-e-karim
17:09sallallahu alaihi wasallam se arz karein
17:11jab hazrat-e-umm-e-salama
17:13radhi Allah-u-taala anha ke paas
17:15sarkar tashreef lai, ya barika din aagiya
17:17ini ke paas aaye, to unne ne aap se
17:19dubara arz ki, aap ne isbaar
17:21bhi koi jawab na diya
17:23to umme-e-salama radhi Allah-u-taala
17:25anha se, baaghi azwaaj ne poocha
17:27to unne ne kaha, ki maine aap se arz
17:29kiya tha, lekin aap ne koi jawab nahi
17:31diya, unne ne fir kaha
17:33ki aap dubara arz karein
17:35to jab sarkar sallallahu
17:37alaihi wasallam, fir hazrat-e-umm-e-salama
17:39radhi Allah-u-taala anha ke paas
17:41aaye, to aapne wohi darkhaas peshki
17:43ab rahmat-e-Quran
17:45sallallahu alaihi wasallam ne ishaat firmaya
17:47ki tum mujhe Ayesha ke
17:49muta'alliq aziyat na do
17:51kiyon ki mere paas Allah-ki wahyi
17:53kabhi is haalat mein nahi aayi
17:55jab main apne kisi biwi ke
17:57bistar par hun
17:59siwa-e-Ayesha ke
18:01to yeh sarkar ne ek fazilat bayan farmai
18:03aur unko bhi nahi daanta, dekhe
18:05agar to yeh khuda na khasta guna hota
18:07hazrat-e-umm-e-salama ka mutaalba karna
18:09guna hota, khata hota
18:11khuda na khasta kisi baatani
18:13kharabi par mushtamil hota
18:15to Allah-ke-nabi par lazim tha
18:17ke aap islah firmatein
18:19ke aap islah firmatein
18:21ke aap islah firmatein
18:23ke aap islah firmatein
18:25ke aap islah firmatein
18:27ke aap islah firmatein
18:29ke aap islah firmatein
18:31ke aap islah firmatein
18:33ke aap islah firmatein
18:35ke aap islah firmatein
18:37ke aap islah firmatein
18:39ke aap islah firmatein
18:41ke aap islah firmatein
18:43ke aap islah firmatein
18:45ke aap islah firmatein

Recommended