• last week
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wa salatu wa salamu ala
00:25khatamun nabiyyin. Nazim-e-Muhtama, Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:30Programme Seerat-un-Nabi sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam mein aapka khair makdam
00:35hain, aapka mezbaran Dr. Mahmood Ghaznavi aur Janab-e-Shujauddin Shaikh, ham sabke pasandide
00:40scholar hazir-e-khidmat hain. ARYQ TV par hamari aapke mulaqat har jumein aur hafte ki raat
00:459 wajah hoti hain. Seerat-un-Nabi ke hawale se haalat-e-hazara ke tanazur mein, apne
00:50mawashrati rawayyon ke tanazur mein, ham jo hai guftagu karte hain aur apne islah karne
00:55ki koshish karte hain. Pichla program jo aapne mulaiza farmaaya hoga, usmein ham guftagu
01:00karte hue ponche the ke khandani zindagi jo hai ek poori aur usmein, chunke shadi biha
01:05ka season chal raha hai aur hamare hain har cheez seasonal hoti hai. Hamare hain ab jo
01:10yeh Rajab se, ab to Rajab ke baad se jo shadiyon ka silsila to Baqra-eid tak jo hai wo, yeh
01:16season hai shadiyon ka. To pichla mauzoo jo tha, wo khandani nizam par tha aur Islam
01:21ke khandani nizam mein jo samraat the, usmein mian bibi ke taalluk par aur nikah ki ahmiyat
01:26par jo hai guftagu ho rahi thi. Aur chalte chalte baad jo hai yahan tak ponch gayi thi
01:31ke yeh jo nikah ka bandhan hai, isse hamne ek zindagi ke hall-e-gullay ka taur pe liya
01:36hua hai. Mujhe maaf kijiye ka bada bazaari salafz mein istimhaan ho raha hain. Mujhe
01:42maaf kijiye ka bada bazaari salafz mein istimhaan ho raha hain. Zindagi ke jo maamoolat
01:47hain hamare usmein hamne liya hua hai. Hum isse samashtanein ki yeh bhi koi ek aisa
01:51hi maamula hai jaise aam rasumaat. Yeh rasum nahi hai, yeh deeni fareeza hai. Iski
01:56humein baqaida Quran mein hukam diya gaya hai, Rasoolullah ke sunnat hai. Aur mian
02:02bibi ke taallukat ka istahkaam jo hai, wo Islam ka matme nazar hai. Balke yahan tak
02:09ke mian bibi ke private taallukat ko jo hai, wo sadqa qarar diya gaya hai. Isse aapko
02:14ehmiyat ka andaaza ho ke nikaah kitni haim cheezein. Baral, iss par baat ho rahi thi
02:18aur phir baat chalte chalte bohot door tak chali gayi thi. Aur yeh tha ke sahab taalluk
02:23billah ka zariyah jo cheezein banti hain, uske liye humein rujoo karna chahiye. Is
02:27mauzoo pe hum guftu karenge. Lekin Shuja sahab se main pichle program ka recap ya
02:32khulasa jo hai lena chahata hun. Lekin qabla z waqt ek baat aapko bata doon. Zahir
02:36hai poore mulk mein sardi ki ek shadeed leher aayi viye hai. Din ka mausam kuch aur
02:41hota hai, raat ka mausam kuch aur hota hai. Mizaajon ka mausam ussi hisaab se tabdeel
02:45hota hai. Shuja sahab ke mizaaj ka mausam bhi badla hua hai, kuch main bhi gale ke
02:49itbaar se acchi condition hu nahin. Yeh jee, batayiye? Yeh surat-e-haal hai. To
02:56waqf-e-darmian mein agar koi aisi surat-e-haal to zara jo hai wo bimaza mat ho jayiyega.
03:02InshaAllah koshish karenge ke aisa na ho. Wala, Shuja sahab ki taraf zalte hain.
03:06Assalamu alaikum. Walaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu. Kaise mizaaj
03:10hai? Mizaaj aapke saamne. Mizaaj bata diye maine pehle. Jazakallah khair doktor sahab.
03:14Nazim se beji maazret agar unki sama kharashi ho, unki sama gharbari guftugu ka andaaz agar
03:20gira guzre. Bismillahirrahmanirrahim. Allahumma salli ala muhammadiyun wa ala aali
03:25muhammadiyun. Mubarak wa sallim. Rabbish roh li sadri wa yassir li amri wa hulul
03:29ukhudatuhum min lisan yafqahum qawlih. Waj'al li wazeerah min ahlih. Ameen ya Rabbil
03:34alameen. Gudishna nishiston mein daawat-e-deen aur iqamat-e-deen ke talus se khasi guftugu
03:39humne ki. Ussi ki zil mein jihad-e-feesa bilillah aur qital-e-feesa bilillah ka zikar
03:43bhi aaya. Aur ghalba-e-deen aur nifaad-e-deen ke jidd-o-juhud ka bhi zikar aaya. Phir
03:47humne yeh bhi jaana ki yeh jidd-o-juhud karne wale Allah ke muttaqi-o-pareezgaar bande
03:52hunge. Chunaache yeh jidd-o-juhud ka aghaaz humari zaad humare gharo se hoga. Phir baat
03:56hote hote maashrati mu'amlaat ke zil mein gharo ke istikam ki taraf gayi. Aur humne
04:01ispar badi dil sozi ke saath, dardmandi ke saath ek udarish ki ki agar ghar mazboot
04:06hunge to maashre mazboot hunge. Gharo mein agar ilhami taarimat par amal hoga tum kisi
04:10inqalab ke baare mein aur nifaad-e-deen ki jidd-o-juhud ke baare mein soh sakenge Inshallah.
04:15Chunaache teen amriki sudoor ke hawalajat diye gaye unke state of the union addresses
04:21ke hawalay se ki jab policies ka announcement hota amriki sadar ki taraf se to kabhi koi
04:26kahta hai ke khuda ke waas se shadiya karo. Kabhi koi kahta hai ki gharon ko mazboot
04:30banao. Kabhi koi kahta hai ki mazboot gharana mazboot maashre ki zaroorat hai. Aur mazboot
04:34maashre mazboot America ki zaroorat hai. To yeh iss waqt duniya ke haalaat ke nataeej
04:39hai ki badi-badi mumrikato ke sudoor ko bhi apni qaum ke saamne state of the union address
04:45karte hue yeh baatein kehna padh rahi hai. Phir humne jaana ki khurani-karim bada
04:49piyaana lafz humare saamne rakhta hai. Shohar wa biwi ke taluq se surah al-baqarah ayat
04:54187 ke zail mein. Hunna libaasul lakum wa antum libaasul lahuna. Mubeenatum shoharon
04:59ke libaasum. Shoharon biwiyon ke libaasun. Phir humne nabi alaihissalaam ki kuch talimaat
05:04ka sikar kiya. Shohar ke baare mein hidayat. Biwi ke baare mein hidayat. Phir yeh ki
05:08zaujain ka taluq yeh sadaqa hai. Jaise ke aapne intro mein beyaan firmaaya. Ki jais
05:12tariqah bar apni fitri khaish ko poora karna yeh bhi sadaqa, sawab ka ba'is hai.
05:18Phir Allah ke Rasool alaihissalaatu wasalaam ne humein mutanabbi kiya ki shaitaan sabse
05:22bada dushman hai humare khaandani rawabid ka. Aur wo apne uss agent se khush hota hai
05:27jo aakar yeh batata hai ki mene shohar aur biwi ke darmiyan mein judaai daal di. Toh
05:31humein ghaur karna chahiye ki aaye hum Rahman ki baat ko maanenge ya shaitaan ki baat
05:35ko maanenge. But natural humein Rahman ki baat ko maanne ki koshish karni hai. Phir
05:39humne yeh bhi jaana ki jo nikah ka amal hai isi ke zariye khaandaan wujood mein aata
05:43hai. Bagar jaise ke aapne firmaaye ki shadiyon ka season hai. Pakistan mein Janwari ka
05:47mahina, balki usse pehle December ka mahina maroof hai. Isse ke mulk bhar se chhutiyan
05:51bhi baaz bachon ki, balki bachon ki chhutiyan hoti hai. Aur bahar se bhi log tashreef la
05:55rahe hoti hai. Toh yeh season hota hai. Aur phir Shawwal ke mahine mein shadiyon ki
05:58kasrat ka maamla hota hai. Toh baarhal humne yeh zikr kiya, baarhal humare in programs
06:03mein, seeratun nabi sallallahu alaihi wasallam ki series mein, ki deen ki taaleem ki mutaabik
06:09aur nabiye alaihi wasallam ki taaleem ki mutaabik nikah ka maamla bada aasaan hai. Nikah ka
06:12ailaan hona chahiye. Achha hai ki masjid mein munaqid ho. Chhuwaro ke takseem ka maamla
06:16hai. Aur mehar ke adaayegi ka maamla hai, shohar ki jaanif se. Aur waleema ka itmaam
06:21shohar ki jaanif se. Baaki poori zindagi padhi, kifalat ke zimmedaari shohar pe daali gayi.
06:25Yeh jo aaj humne isko mehz entertainment samach liya hai. Aur halle gulle ka zariya
06:29bana liya. Yeh aisa maamla nahi tha deen mein. Nikah ka bandan bada paakeeza bandan,
06:33bada muqaddas bandan hai. Tamaam anbiya alaihi wasallam ki sunnat hai. Nabiye alaihi wasallam
06:38ki sunnat hai. Aur sunnat hai to deen ne isko aasaan kiya hai. Na kiye ki jaise aaj
06:42humne nikah ki aamal ko mushkil bana daala. To nabiye alaihi wasallam ke ek bada aham
06:46kaam kya tha? Surah-e-araaf, ayat 157 mein zikr aata hai.
06:50wa yadahu anhum issurahum wal-aghlaalallati kaanat aalihim. Nabiye alaihi wasallam
06:54inke upar pade huye bojo se inko nijaad dalatein. Aur inki gardan mein jo tauq pade
06:58usse nijaad dalatein. To beja rusumaat, beja kisam ke boj, jo logon ne apne upar laade
07:04huvein, usse nijaad dalanein. Huzoor ka mission tha sallallahu wasallam. Aaj hi ummatiyon
07:08ka kaam hai, ki iss nikah ke maamre ko aasaan karein. Taake haya mahfooz rahein. Aur zina
07:14ke raaste band hoon. Ghar mazboot hoon. To maashirein mazboot hongein. Inshallah
07:18wa ta'ala.
07:19Assalam-o-alaihi wasallam, yeh jo Shuja sahab ne aap guftu ko firmahiye. Ismein
07:22bade maashirati pehloo hain. Humare haan nikah itna mushkil hai. Aur khaas taupar
07:27agar kisi kahein betiyan hain. To beti ke shadi karte waqt to baap jo hai, wo apne
07:34aap ko ghirvi rak deta hai. Farooqt ho jata hai. Farze le raha hai, udhaar le raha hai,
07:40chuke demand bhi aa rahi hai, jahez bhi diye ja rahe hain, jodhe bhi ban raha hai, duniya
07:45bhar ke, mujhe maaf ki jaik lafz istamal kar raha hoon, acha nahi khurafaat humne
07:49shuru ki mehndiyan ho rahe hain, emayiyon ho rahe hain, yeh ho rahe hain. In rasmo
07:53se humara koi taalluk nahi, lekin humne inko ipna liya hai. Nikah mehnga ho gaya, nateeja
07:57yeh hua ke taakhir hoti rahati hai, jab tak itna maal jama nahi ho jayega, us waqt tak
08:01bachon ke shadi ke baare mein nahi so jayega. Hala ke bachon ke baalig hone ke baaz, sabse
08:06pehli fikr yeh honi chahiye, ke unki jaldi se jaldi shadi kar di jaye. Acha yeh deeni
08:10maamlaat to hain, ke bachon ki jaldi nikah kar diye jaye, agar wo balughat ki umar ko
08:19jaldi, unki jo aulad hogi, agar wo sarkari mulazim hai, to retirement se pehle wo unka
08:23dastu wazoo ban jayenge, isqabil ho jayenge, unki talim mukamal ho chuki hogi, mulazimat
08:27in shuru kar chuki hogi. To asal mein aisa islam ne jis pehloo par bhi tawajjo di hai,
08:33uske duniyawi fawaid bhi bohos zyada, hum is taraf sochte nahi hain kabhi.
08:37Dekhi Allah ka deen, deen-e-fitrat hai, aur Allah ka deen aasaan hai. Hadith-e-Mubarak
08:44mein hai, ad-deen-e-yusroon, deen to aasaan hai. Quran-e-paq mein surat-ul-baqarah mein
08:48hai, ayat 187 mein, yuridu Allah bikum-ul-yusra, wala yuridu bikum-ul-usr.
08:52Allah tumhane liye aasaani firmana chahata hai, mushkil firmana nahi chahata hai.
08:56Surah-e-Hajj ke aakhir mein aata hai, wama ja'ala alaikum fid-deen, imin-e-haraj,
09:00Allah ne deen ke maamlein tum par tangi nahi rakhi hai. Jab nikah deen ka taqaada
09:03hai, to nikah mein to aasaani. Yeh to mushkilat hamne paal lakhi hai na,
09:06musheevat hamne paal lakhi hai. Doctor sahab, ek aur angle se isko dekhi.
09:09Tamaam ambiya ki mehnatein afraat par thi, logon par thi. Aaj saari mehnat bandon
09:15ko chod kar, maal par hai, daulat par hai, jaydaat par hai, ashiya par hai, cheezon
09:20par hai, araish par hai, zebaish par hai, dher jama karne par hai. Hala ke asal to
09:25banda hai. Madnaprasthi humari urooj par hai. Ji. To yeh saari fuzuliyaat jo hai,
09:32iske baad bhi, iss baad ki surety nahi ki maamlaat badd achche chaleyenge. Aap
09:36aur main jaante hain, batane ki zaroorat nahi, bayan karne ki zaroorat nahi,
09:39crore ho ke kharaj karne ke baad bhi, shadi 6 maine nahi chal sakhi. Kya nateeja
09:43nikla? To bhai, afraat par mehnat. Yeh jo do afraat ka taaluk hai, agar yeh
09:48ek dusre ke liye sukoon ka baayees bante hain. Quran-e-paak mein, Surah-e-Room
09:52ke aayat-e-kis, aksar shadi biya ke kaat mein uska tarjama likha jaata hai,
09:55lita sukoonu ilaiha, taaki tum apne jubre ke paas jaake sukoon talaash karo.
09:59To sukoon, afraat ke taaluk ke nateeja mein hai. Ashiya se nahi hai, cheezon se
10:03nahi hai, maal se nahi hai. Aur Allah ki abhi hamari qadr-o-qeemat, maal, cheezein,
10:08jaydaat ki buniyat par nahi hai. Hadees mein aata hai, Muslim Shareef ki
10:11riwayat, innallaha laa yanzuru ila suwarikum wala amwalikum, wala ki yanzuru
10:16ila quloobikum wa a'malikum. Allah tumhari chehre nahi dekhta, tumhari maal
10:20nahi dekhta, Allah tumhari dilon ko dekhta, tumhari a'mal ko dekhta hai.
10:24Dil mein kya niyate hain? Ikhlas, iman, to Allah ke qadr hai. A'mal mein khulus
10:29hai. Khair kya a'mal hai? Allah kya qadr-o-qeemat hai. Aur insaan to
10:33mahabbat ka bhooka hai na, uns se bana hai. To yeh mahabbat to qalbi taaluk
10:37ka maamla hai. Aur riwayo ke nateeja mein mahabbat mein asar aati hai.
10:40To hamari mehnatein zyada hai ashiya ki tarah, cheezon ki tarah, maal
10:43o daulat ki tarah. Jabki anbiya ki mehnaton ka rukh bandon par hua karta
10:47hai. Asal mein hamare hain jo shaadi biya hote hain, jaise Shuja sahab
10:51ne bhi ek bada larza dene wala jumla jo hai wada kiya hai. Aur jo maashay
10:57ki haqeeqat hai. Karoro rupiah kharj karne ke baad bhi, karoro mein
11:01isli hi kar rahe hoon ki baaz zyada waqeet karoro kharj hota hai.
11:04Laakon rupiah kharj karne, karoro rupiah kharj karne ke baad shadi
11:08sheh maheeni nahi chalti. Aur isse pehle jo baat hui thi hui ki shaitaan
11:12aur uske agent jitne bhi hain, chelay jo hain, unka sabse bada mission
11:17yeh hota hai ki miya bivi ke darmian judai dalwa di jaye. To yeh jo
11:22miya bivi ka rishta hai, agar isme daraal pad jaye, to zahir hai agar
11:26zahiri judai naho, to fikri judai to ho jati, zehni judai to ho jati,
11:31dilon mein to farq aa jaata hai, aur wohi fasaat ka baayaz banta hai.
11:36Aur yeh kaam jo hai, wo hum khud kar rahe hote hain. Hamare haan jo yeh
11:41maamla hota hai na, jo ek maashati rawayya hamara, jo saas bahu ke
11:46relationship hain, nan bhavaj ke relationship hain, gharelu logon ke,
11:50ek doose ke aate hi jo hai, unki choti choti baate jo unke bada bada karke
11:54shaam ko bataya jaata hai. Itni si baat hui thi, samjhe, ek chamcha makhan
11:59gir gaya tha, to poori tikki ka hisaab dena padha, yeh poori pachaaz,
12:03sao gram ke tikkiya jo thi makhan ki, wo zahir kar di hai bahu begum ne.
12:07Samjhe, ya unhone aankhe ka, aaj aapki waalda mohtarma jo hain, wo sabah
12:12das baje uthi thi, aur uthne ke baad unhone mujhe chai talab karli thi.
12:16Ab wo beta jo hai, wo sandwich hai, wo na bivi ki taraf se zyada bol sakta,
12:21na maa ki taraf se bol sakta hai. To yeh choti choti choti, bazaahir yeh
12:25kuch bhi nahi hai, ek makhan ka chamcha zaye hua tha. Lekin ek makhan ka
12:29chamcha zaye nahi hua, ek relationship me jo darar aayi thi, usne mohabbat
12:33ka rishta jo hai usme, maaf ki jayega, faasla pehda kar diya.
12:37Ji, aur iske nataaj bhi duras hoti hai. Choti choti baate hain.
12:41Chingari kaafi hoti hai, na? Ji, aur yeh roz lagti hai, chingari.
12:45Aur baaz barda chingariye jama ho jaye, to bahut bade blast ka, bahut bade
12:48dhamake ka, wo pre-ishqayma ban jaati hai. Baaz barda log kya, to batni
12:51kya ho gaya? Ekdum se aise. Ekdum aise, wo ekdum nahi hota hai.
12:55Wo wo katra katra padta rehta hai. Waqt karta hai parwarish barson.
12:59Haadsa ekdum nahi hota hai. To waqt parwarish karta hai, jo choti choti baate
13:03hoti hai na gharelu. Acha bahut si cheezein hoti hai, usse ignore karna
13:07zaruri hota hai. Bilkot. Hum nahi karte ignore. Humare yaha to bilkot
13:11ignore karne ka riwaaz nahi hai. Choti baate hai, yaar theek ho gayi na,
13:14ho gayi, khatam ho gayi baat. Wo khatun kitchen mein gayi thi, kaam
13:18karne ke liye, wo ittifaq se ek barni unhan uthai, wo shishay ke di haath se
13:22choot gayi, gir gayi, toot gayi. Uska to waqt aa gaya tha tootne ka, wo bahana
13:26hi ho gayi, inki haath se gir gayi. Ho sakta, wo kisi aur ke haath se gir gayi
13:30toot gayi hoti. Ab ispe qayamat aa jaye, aur nawajjo talaq ta pahunch jaye.
13:34Aur is ghar mein kya barni, ya glass, ya plate, ya bowl kabhi, kabhi nahi toota?
13:38Beti se kabhi nahi toota hoga? To khal beti se toota tha, agar aaj bahu se
13:42toot gaye, to kaunsi qayamat aa jaye?
14:13Aur wo hadees hum pehle pesh kar chuke hain, ke shaitaan rozana samandar par
14:18apna darbar lagata hain, uske chelay aa aakar apni kargusari sunaate hain, aur
14:23phir wo agent, jo aakar kehte hain, ke aaj mene shahur aur bivi ke darmian
14:27judaai daali. Ab ye judaai dalwaane wale bhi to hote hain, to shaitaan khada
14:31hogar isko seene se lagata hain, aur kehte hain, tuni meri jaan-e-sheene ka
14:34haq ada kiya.
14:35To ab ye kaam sochiye, ke istana jo hai, ghar barbaad ho raha hain, aur
14:39humare hain bada, badi khatarnaak surat-e-haal peyda ho gaye, ek waqfa
14:43lele phir aakar baat karte hain, inshaAllah.
14:45Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh. Welcome back, nazirin.
14:48Waqfe ke baad, program Seerat-e-Nabi sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
14:51mein, aapka khair maghdam hain. Main arz kar raha tha, waqfe se pehle,
14:54ke ye maamla bada naazuk hota jaa raha hain, humare maasharati rawayye,
14:58humare gharon ke ujaal ka, Allah sab ke gharon ka maifuz rakhe sabab
15:01ban rahe hain, betiyaan abaad nahin ho raha hain gharon mein, bahuon ki
15:05zindagi jo hai, wo tabaw barbaad hoti gayi hain, saason ka sukoon khatam
15:11ho gaya hain, aur sirf apne rawayyon ki wajah se hua hain, matlab saas
15:15ka sirf rawayya nahin, bahu ka rawayya, saas ka rawayya, khud bete ka
15:18rawayya, gharwalon ka rawayya, humare rawayya tabdeel hua hain, jiski
15:22wajah se humara khandani nizam toot-foot ka shikar hai, aur jo sabse
15:26khatarnak pehloo hai iska, wo yeh ke pehle toh hum yeh sunte the talaqon
15:31ka ratio ya tanaasub badh raha hai, ab ulta maamla sunne mein aara hai,
15:36ke khula ka tanaasub badh raha hai, ab mujhe nahi malum Shuja sahab
15:39batayenge, chunki Shuja sahab toh bohot nikah padhate rehte hain.
15:43Nikah padhate ho main? Nikah padhate, khula nahi karate hain.
15:47Allah ta'ala yeh fayda durte hain. Doctor sahab baat sahi hai,
15:50ki pure Pakistan bhar mein apni deeni masufiyat ki wajah se jana hota hai,
15:54bahut saari bar councils mein bhi khitab ka maukah milta hai,
15:57toh wahan waqeelo se jab hum guftugo hoti hai, program se pehle program ke baad,
16:01toh mein yeh sawalat hote hain, kis nauyat ki cases deal karte hain civil,
16:06zyada cases kya aate hain, jaydaat ke masle, talaq ke masle, khula ke masle,
16:11aur khula humare baaz judges jo hain, Allah hidayat dene logon ko,
16:15do tin din mein nimta dete hain, aur sharaan, mufti yaani karam batayenge
16:19ki yeh do din, tin din nimta banta. Do tin din ka kaam nahin toh
16:22Lamba process hai yeh? Lamba process hai, kuch ache khudaan ka khauf rakhne wale
16:26wakala hain, jo samjhate hain, aur baaz jagah maine dekha jaise Muzaffarabad mein
16:31aur ek aur maqam par, ke woh kuch ulama ko, yeh samajhi shahsiyat ko involve karte hain,
16:35families ko samjhane ki koshish karte hain, kehta fee se aur jagah se mil jayenge humein,
16:39agar kisi ka gharana jod diya toh kya yeh achi baat, toh maine guzarish ki unko,
16:43balke maine targheeb dilayi, ke huzoor bhi kabhi kisi gharana ka mila karate,
16:47sallallah se toh bahut khush hote the, sallallahu alayhi wa sallam.
16:50Toh baat sahi hai, ke kasrat-e-talaq, aur ab kasrat-e-khula ka maamla baad hai.
16:56Doosi ek aur inti hai aa rahi hai, nikaah ka inkaar. Nikaah ka inkaar karna,
17:00ghai fitri baat hai. Maghreeb ke maashiro ko dekhne, woh ghatar ke dher baneve,
17:05kachre ke dher baneve, jaha khandani nizam barbaad ho chuka hai, aur unki
17:10Ameriki sudoor maine arz kiya, ke woh bichare apne State of the Union address me
17:13kehne par mujubreh-e-khuda ke waafse shadiya karo. Ek hai talaq ki kasrat,
17:17ek hai khula ki kasrat, woh toh larki ki taraf se baad jaati hai, larki ka baap
17:21haath pakad ke leke jaara hota hai. Aur agli jo baat humare ab badh rahi hai,
17:24woh nikaah ke inkaar ki baat badh rahi hai. Allah humare ifaadat farmaye.
17:27Dekhiye, agar Allah ki taraf tawajjo nahi hai, imaan ki aabiyari ka maamla nahi hai,
17:33kitab-o-sunnah se taaluk ka maamla muzboot na ho, toh bhi shaitaan ke fareb
17:38aur dajjali tahzeeb ke hamle ye hum par haavi hongi. Na kahin jahaan me
17:43ama mili, jo ama mili toh kahaan mili, mere jurm-e-khaana kharaab ko
17:47tere aff-e-banda nawaz mein. Maghrib ki woh aurtein, jo Islam kabool karti
17:52hain, maghrib ki maashiro ki, ye ghair-muslim maashiro ki woh aurtein,
17:55jo Islam kabool karti hain, unke interviews pardh lein, sab kuch social
17:59media par available hai, ke unka ek bohot bada tabqa ye kahta hai,
18:03ke Islam ka jo social fabric hai, Islam ki jo maashirati hidayat hai,
18:08Islam ki jo maashirati aqdaar hai, inne na hume catch ki hai,
18:11kya khusurat maqam hai, ek maa ka Islam mein, ek aurat ka Islam mein,
18:16ek beevi ka Islam mein, ek beti ka Islam mein, ek behn ka, ek khaala ka,
18:20ek phuppo ka, kya firmaatein Allah ke Rasool, ek sahib aakar kahtein,
18:23huzoor guna ho gaya hai, accha tumhari waalda zinda hai, na huzoor
18:27waalda toh zinda nahi, warna khidmat kar lete toh tumhara guna Allah
18:29maaf karte, subhanallah, accha tumhari khaala hai, haan meri khaala
18:33hayat hai, jau khaala ki khidmat karo, subhanallah, ek taraf rujoo ilallah
18:37toh hai, taubah toh Allah ki huzoor karni, ek zariyah kya bataya,
18:40khaala ki khidmat karo, huzoor ne firmaaye alaihi salatu was salam,
18:43mashoor hadees toh hume pata hai, jisse teen betiyon ki kifalat,
18:47uske liye jannat ka wada na, hadees mein hai, teen behno ki kifalat
18:51karne wala, teen khaalaon ki kifalat karne wala, teen phuppiyon ki
18:54kifalat karne wala, huzoor jannat ki zamanat de rahe hain.
18:57kyu na ye talimat, appeal karengi, un aurto ko, jinko jo hai,
19:01wo khilwaad bana kar, jinki izzat taar taar kar di gayi hai,
19:04jin se unki niswaniyat ko cheen liya gaya hai, aur unse unke waqar
19:07aur izzat ko cheen liya gaya hai, toh ek majority jo reverted
19:11muslim aurte hain, jinnon deen-e-islam kabool kiya, kufur ko chod kar,
19:15agar aap unki interviews ko pade, unki articles ko pade, subhanallah,
19:19wo kahti hain ki hume toh islam ki social fabric ne, hume appeal kiya hai,
19:23possess kiya hai, toh yeh toh gawaai wahan se aare ki jo islam par nahi the,
19:27toh hum toh islam ke maanne wale hain, hume kis qadar qadar karni chahiye
19:30is nikah ke bandan ki, shohar bibi ke taallu ki, is family fabric ki,
19:34is family system ki, jo humara deen hume ata karta hai.
19:36Wasal me humare ek mahawara hai na, kahawat hai,
19:39ki ghar ki murghi daal barabar, hume isaasi nahi hota hai,
19:42kisi jo chahiye mil jati nahi, hume islam baghar meinat ke mila hai,
19:46hume by chance musliman hain, by choice musliman nahi hain,
19:50by chance ka matlab yeh ke hum toh musliman gharane mein paida ho gaye,
19:53tashtri mein rakha hua islam mil gaya, hume islam ki qadar hi nahi hui,
19:56jo by choice aaye hain, unhone meinat ki hai, padha hai, samjha hai,
20:01takleefat jheli hain, poori khandaan se baghawat ki hai,
20:06poori khandaan ke lantaan sunne hain, unhe uske qadar hai,
20:10aur humare yahan jo yeh nizam aaya, ab jo Shuja sahab kah rahe the,
20:13Shuja sahab wo aurat jo hai, asal mein nahi culture ki wajah se humne,
20:18aurat pe maashi zimmedaari islam ne nahi dali, Shuja sahab ek badi,
20:22pata nahi hain, hazrat dekhne wale khawatinon hazrat usse muttafiq hunge ya nahi,
20:28mart ke aur aurat ki kamaayi mein do farkh hain,
20:31mart jab kamaata hai, uske baad jab daulat aati hai,
20:34toh apne family ke baare mein sochta hai, in acha ghar bana doon,
20:37ghar mein furniture daal doon, AC laga doon,
20:40ala talim bachon ko dila doon,
20:43bibi ko achche kapde dila diye jaaye hain,
20:46aurat jab kamaati hai, uske baad jab paisa aata hai,
20:50toh uska attitude kuch aur hota hai,
20:52wo yeh sochti hai, jitna mera mian deta, utna toh main kamaan le,
20:56mujhe iske ab zarurat hi nahi hai,
20:58yeh maghrib se jo ek cheez aayi hai,
21:00professional khawatin mein ek approach yeh peyda hui hai,
21:03main zyada kamaati hu, toh main iske ghulami kyun,
21:06wo shohar ko ghulami samajh lagi, shohar ki itaat ko,
21:09main kyun uske ghulami karo.
21:10Aapki baat baland hoti hai,
21:12aaj kar iske liye title bada khusoorat yoksa,
21:14yani yeh bade khusoorat sugar-coated andaaz mein cheez aati,
21:17aaj kar title chala hai Women Empowerment ka,
21:21Women Empowerment, aurat ki khud mukhtari,
21:25subhanallah, Allah taala ne aurat ko,
21:28fitri itibaar se kamzor peyda kiya,
21:30haan, kuch maamlaat usko badi jasbaatiyat di hai,
21:34aur badi courage di hai, aur bada tahammul diya hai,
21:38toh khaas pehloon kya hai,
21:40ghar ghar hasti ke maamlaat ka maamlaat,
21:42aulat ki parwarish, aur aulat ki tarbiyat ka maamlaat,
21:47yaha usko jasbaatiyat bhi Allah ne ataa farmayi hai,
21:50hassasiyat bhi ataa farmayi hai,
21:52tahammul bhi ataa farmaya,
21:54aur but natural, bahut saada si baat hai,
21:56ajeeb lagti hai logon ko,
21:58Allah ne aurat ko baccha janam dene ki salahiyat bhi di hai,
22:01aapko mujhe Allah ne aank dekhne ko di hai na,
22:04kaan sunne ko di hai, zubaan bolne ko di hai,
22:07aur aurat ko baccha janam dene ki salahiyat kahi ko di hai,
22:10taake aulat wujud mein aaye,
22:12baki jis khatun ko yeh samajh mein aa gayi,
22:14ki janaab main self sufficient hoon,
22:17aur main khud zaroorat hi nahi hai,
22:19toh mujhe kisi ki itaat ki kya zaroorat padhi hai,
22:23toh yeh nara bada khusurat hai,
22:25magar mai phir kahunga,
22:27us maashree ki auraton ko dekh le,
22:29ka is hamare maashree ki auraton ko bhi dekh le,
22:31main naam nahi lena chahata,
22:33bahut purani hamari ek writer guzri hai,
22:35saari qaum unko jaanti hai,
22:36unko dramae likhti thi,
22:38albatta unhone aakhri zindagi mein likha,
22:40ki ek aurat hone ke naate,
22:41main auraton ko samjha doon,
22:43ki bita apne aapko taabe rakho,
22:45kisi mard ke,
22:47chahe tum beti ho toh baap ke taabe rakhna,
22:49behen ho aur baap na ho toh bhai ke taabe rakhna,
22:51aur bivi ho toh shohar ke taabe rakhna,
22:53bade khusurat nare tumhe diye jaayenge,
22:55dekhi badhaapa jab aayega na,
22:57toh tumhe protection nahi milegi,
22:59tum ya toh kisi shelter house mein jaogi,
23:01kisi NGO ke tahad jeene pe shayad majboor ho jaogi,
23:03aur shelter house aur NGO chalane wale,
23:05mard hi tumhe milenge,
23:07toh kya achha ho,
23:09ki izzat ke saath,
23:11waqar ke saath,
23:13tumhe ek mard ki protection mile,
23:15yeh azzir Allah aurat ko ata karta hai,
23:17aur ghar ki malika banata hai,
23:19aur bade mashqqat wale kaam,
23:21mardon ke hawale karke,
23:23yeh fitri nizam Allah ki shariyat ne hume ata ferma hai.
23:25Asal mein yeh qawateen ke zihan mein,
23:27ek baat daal di gayi hai,
23:29aur Alhamdulillah,
23:31yeh majority aisi nahi hai qawateen ki,
23:33main aaj bhi yeh baat bade daave se kaisakta hu,
23:35ki sattar se assi feesat qawateen aisi hain,
23:37jo iss relationship ko,
23:39own karti hain,
23:41yaani samashti hain,
23:43ehmiyat deti hain,
23:45miya bibi ke taalluk ko,
23:4720 feesat ya 15 feesat qawateen aisi hain,
23:49jo iss jhase mein aagayi hain,
23:51ki sahab mard ki hume itaat,
23:53isliye majbooran karni parti,
23:55ko humari maashi kafaalat karta hai,
23:57aur chuka kamaa ke lata hai,
23:59hum bilkul yargamaal bane hua hain,
24:01blackmail ho raha hain,
24:03wo kamaa ke lata hai,
24:05liyaaza uska harukum maana padta hai,
24:07ab jab hum kamaane lage hai,
24:09aur maashi itna hi kamaane lage hai,
24:11jitna wo kamaara to,
24:13ab iss aadmi ki hume zarurat kya hai,
24:15hum kyun iski itaat karenge,
24:17to yeh itaat to chahe,
24:19wo na bhi kamaara ho,
24:21tab bhi Allah ki taraf se nikah ke baat,
24:23laazim kharar ho gayi hai.
24:25Aur aurat uski apni aqal hai,
24:27aur aurat uski apni aqal hai,
24:29to agar mehs mard soche,
24:31to but natural wo aurat ke jazbaat ka
24:33aisaas nahi karsakta.
24:35Mumkin nahi hai.
24:37Aur mutlaq ek aurat faqas soche,
24:39aur auratein faqas soche,
24:41aur nizam wo banane baith jaye,
24:43to mardon ka aisaas hi nahi karsakti,
24:45limitations hai, dono ki baat karta hoon,
24:47mardon ke haath me nizam dede,
24:49wo auraton ko exploit karenge,
24:51aurton ke haath me nizam dede,
24:53Allah ki bandiyon aur Allah ki bandon,
24:55us Allah ki maano,
24:57jisse mard ko bhi pehda kiya,
24:59jisse aurat ko bhi pehda kiya.
25:01Allah ya aalamu man khalaq,
25:03surah-e-mulk mein hai na,
25:05tilawat-e-surah-e-mulk ki hoti hai,
25:07QTV pe nashar bhi hoti hai,
25:09tarjama bhi toh pade,
25:11tashree bhi toh pade,
25:13Allah ya aalamu man khalaq,
25:15kya wohi na jaanega jisse pehda farmaya.
25:17Dekhi mard sochega,
25:19wo bias hoga,
25:21ki subhanallah,
25:23har kamzori se paak hai na,
25:25Rab ki maanenge usi mein khair hogi,
25:27kyun wo mard ka bhi khaliq aur aurat ka bhi khaliq.
25:29Nazim, ek waqfah lilein,
25:31phir aake baat karte hain.
25:33Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu,
25:35welcome back Nazim,
25:37waqfah ke baad program Seerat-e-Nabi
25:39sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam mein,
25:41aapka khair magdam hai,
25:43baat kisi aur rukh pe chali gayi hai,
25:45lekin baat toh sach hai,
25:47aur kisi aur rukh pe isliyin,
25:49ka khandani nizam par guftagu kar rahe hain,
25:51toh khandani nizam hi zahir-e-bahis hai.
25:53Baat yeh ho rahi thi,
25:55ke gharilu zindagi mein jo
25:57tanaziyat peyda ho rahe hain,
25:59wo nizam toot raha hai,
26:01uske kuch maashayti masayil bhi hain.
26:03Aur maashayti masayil yeh hain,
26:05jo hum discuss kar rahe hain,
26:07aurtein johein,
26:09wo mardon ke baarein badguman hain,
26:11aur samjhti hain,
26:13ki humari majboori hai,
26:15maashayi kafalat yeh karte hain,
26:17ki Allah ke hukm ke wajah se itaat karni.
26:19Aur kya,
26:21pichri marta bhi Shoaib sahab ne kaha tha,
26:23ki Allah ta'ala ne ek aisa haa silsila rakha hai,
26:25jo mardon ko yeh naseeb nahi hain,
26:27aurat agar shohar ki itaat karegi,
26:29aur shohar uska raazi hoga usse,
26:31toh wo jannat ke jis darwaza se chahegi,
26:33chali jaayegi.
26:35Ab yeh mardon ko toh,
26:37apne apne darwaze milenge jaane ke liye,
26:39saare darwaze toh nahi khulenge,
26:41agar Allah ta'ala hume naseeb kare toh.
26:43Allah hu sabko ataa farmayi.
26:45Albatta yeh baat humne istara arz ki thi,
26:47aurat ke liye,
26:49mard ke muqabla mein,
26:51jannat ka husool aasaan hai.
26:53I repeat again,
26:55aurat ke liye, mard ke muqabla mein,
26:57jannat ka husool aasaan hai.
26:59Jis biwi se huzoor farmare,
27:01sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
27:03jis biwi se uska shohar raazi ho jaye,
27:05Allah ta'ala,
27:07us biwi ko yeh ikhtiyar dega,
27:09jannat ke jis darwaze se chahe,
27:11daakhil ho jaye.
27:13Humar ilm kam hai,
27:15malum hatta koi aisi hadith nahi mili hai hume abhi tak,
27:17ke jis shohar se uski biwi raazi ho jaye,
27:19Allah usko ikhtiyar dega.
27:21Kyun?
27:23Mard par zimmedaariyan zyada hai,
27:25sirf ghar ki nahi, ghar se bahar ki bhi,
27:27mashqat wale kaamon ki bhi,
27:29daawat-e-deen ki mehnat bhi,
27:31iqamat-e-deen ki jidd-o-juhud bhi,
27:33ghalb-e-nifaad-e-deen ki jidd-o-juhud bhi,
27:35badi mehnate hain jo mard ke zimmedaar kai gayi hain.
27:37Aur sari baaton ki ek baat,
27:39wo khub jaanata hai ki humaari mushqinat-o-masaail kya hain,
27:41aur wo khub jaanata hai ki humaari faidh-e-ki shay kya hain,
27:43aur agar humaara Allah par ehtimad hain,
27:45aur yaqeenan hona chahiye,
27:47to usi ki maan lene mein khair hain.
27:49Aur phir uske taht jitni taalimat hum dekhenge,
27:51is yaqeen ke saath ki,
27:53ye khaliq ke taalim hain,
27:55malik ke taalim hain,
27:57aur wo hi asal haakim hain,
27:59aur uske faislo mein khair hi khair hain.
28:01To inshaAllah zindag ki badi ahsaan ho jayegi.
28:03Aur jahaan ye nahi hain tasawwur,
28:05jahaan yaqeen aur ye imaan nahi hain,
28:07wahin ehtiraaz hain deen par ma'aazallah,
28:09wahin ishqalat hain,
28:11wahin ehtiraazat hain,
28:13wahin deen ki dafiyah ho jaati hain,
28:15phir apne imaan ki khair manay.
28:17Hum musalmanon ki baat kar rahein.
28:19Kafir hain to Allah ke maanne ki baat hogi.
28:21Musalmanin to Allah ki maanne ki baat hogi na.
28:23Kafirin to Allah ko maanne ki baat hogi.
28:25Musalmanin to Allah ki maanne ki baat hogi.
28:27To bahas ye hai,
28:29Allah ko to maante hain.
28:31Allah ki maanne ki baat hogi.
28:33Allah ki maanne ki baat hogi.
28:35Asar mein yeh jo Shoaib sahab firmaar hain,
28:37marat pe bahar ki zimmat hain,
28:39marat ke masayil wo hote hain.
28:41Sachi baat hai, marat ke maamlaat kya hote hain,
28:43marat mein ki sabse bada sarmaya jo hota na,
28:45marat ke.
28:47Wo hoti hain uski izzat-e-nafs,
28:49aur uski self-respect,
28:51jisse izzat-e-nafs kahte hain.
28:53Aur doosre uski hoti hain,
28:55ana.
28:57Aur apni family ke liye,
28:59apni beevi ke liye,
29:01apne bachon ke liye,
29:03apne khaandaan ke liye,
29:05jab wo bahar kamaane nikalta hai,
29:07to qadam-qadam par uski ana bhi majrooh hoti hain,
29:09uski self-respect bhi tabha hoti hain,
29:11usse na jaane kahan-kahan jaake,
29:13jahan wo apni ana dikha sakta,
29:15wahan usse jhukna padhta hain,
29:17sif isliyein ki usse kamaana hain,
29:19aur apne khaandaan ko chalana hain.
29:21Sunni bhi padhti hain,
29:23taklife bhi jhelni padhti hain,
29:25jo kaam uske mizaaj ke khilafat hota,
29:27kuch tabha karke,
29:29jab wo ghar mein lotta hai,
29:31to wo sirf ghar ka sarbara hota hai bada,
29:33baaki bahar to uski izzat-vizzat
29:35sab thikane lag chukki hoti hai kamaane mein,
29:37ghar mein aake bhi agar usse respect na mile,
29:39izzat na mile,
29:41uska badapan qaayam na ho,
29:43beevi usse respect na de rahi ho,
29:45bache usse respect na de rahi ho,
29:47wo toot-foot jata hai,
29:49jab wo tootta-footta hai,
29:51to fir ghar ke maamlaat khud ba khud hi
29:53tootna shuru ho jata hai.
29:55Beevi ko sochna hai,
29:57shohar ke baare mein,
29:59yeh bachon ko sochna hai apne waalit ke baare mein,
30:01woh kahin chhota sa quotation tha,
30:03bahot der se,
30:05bachon ko baap ki qadar aana shuru hoti hai,
30:07magar jab aana shuru hoti hai,
30:09to baap chala jata hai.
30:11Baap chala jata hai,
30:13jab baap ki qadar aana shuru hoti hai,
30:15to baap nahi hota hai,
30:17baap ja chuka hota hai,
30:19kama kama ke.
30:21Shohar ke liye to amne badi baat hai,
30:23yeh jo ghar mein baithi hui hai,
30:25jisko beevi keh rahe hain,
30:27jisko itaad ka hukum diya hai,
30:29yeh bhi kuch kam nahi karti,
30:31jitna bahar aap kar rahe hote hain,
30:33jitni itni izzat tabha kar rahe hote hain,
30:35apna waqar tabha kar ke,
30:37kama ke laate hain,
30:39waqar un maano mein main nahi keh rahe hain,
30:41khuda na khalsa zillat kara ke aate hain,
30:43woh kar ke aate hain,
30:45woh apni aana ko thesh poncha ke aate hain,
30:47yeh bhi ghar mein din raat jo hai,
30:49bilkul maasiyon wala kaam kar rahi hoti hai,
30:51kapde yeh dhoti hai, maasiyon ke paise bachati hai,
30:53khaana pakati,
30:55cook ke paise bachati hai,
30:57doosre ghar ke kaam karti hai,
30:59woh saare kapde kaam karne waliyon ke paise bachati hai,
31:01duniya bhar ke paise bachate hai,
31:03sab kuch karke aapke ghar ko
31:05manage karke rakti hai,
31:07aapko ghar mein yeh bhi pata nahi hota,
31:09kya cheez kahan rakhi hai, yeh hi aapko de rahi hoti hai,
31:11toh yeh bhi kuch kam nahi hoti hai,
31:13toh asal mein taali dono haath se baj rahi hai,
31:15ekonomics mein ek micro level hota hai,
31:17ek macro level hota hai,
31:19agar aapki micro level ki cheezin
31:21theek nahi hai na,
31:23toh aapka macro level kuch nahi hota hai,
31:25toh hamara ghar hamara micro level hai,
31:27us micro level ko yeh Allah ki bandiya samalti hai,
31:29aur jisko macro level bahar keh rahe hai na,
31:31system society,
31:33usko chalane ke liye jo man power chahiye,
31:35jo human capital chahiye,
31:37woh inki godon mein pal raha hai,
31:39toh agar yeh micro level na ho,
31:41toh din mein taari nazar aaja hai,
31:43macro level ki baate kaam karne walon,
31:45toh iske qadar mardon ko karni chahiye,
31:47yeh toh ek pahal ho hai,
31:49jisko aapne bhaja farmaya,
31:51ki ghar ghar hasi ki chitne kaam
31:53ek beevi kar rahi hoti hai,
31:55usse kis qadar ek bande ko sukoon bhi milta hai,
31:57aur bachat bhi hoti hai,
31:59seedhi si baat bhi,
32:01isi saare kaam ko agar,
32:03woh khaalis madnaparasi ki andaas se soche,
32:05aur uska quantify karne chahiye,
32:07karne paison ke andar,
32:09khaur karne chahiye,
32:11aur Allah ne joda kitne pyari andaas se hai,
32:13ki tum kamao yeh saari bukhto,
32:15aur isko kya kaha,
32:17tumhare door step pe tumhe milega,
32:19tum iski itaat aur farmabardaari karo,
32:21deen toh in cheezon ko aakharat ke saath jodta hai,
32:23Allah taala ki raza ke saath jodta hai,
32:25aur woh English mein jumla padhte the,
32:27ab bhi hota hai,
32:29this earth would be a better place to live,
32:31yeh zameen ek achha maqam man jaaye,
32:33rehne ke liye,
32:35aur aapka mera micro level theek hoga,
32:37this earth would be a very better place to live,
32:39insha Allah ta'ala,
32:41lekin deen asal aakharat ka batata hai,
32:43ki tum Allah ki maanday par aajao,
32:45aakharat toh savaree ki tumhari,
32:47Allah duniya mein bhi tumhe sukoon aur itmananata farmayega,
32:49sukoon ka matlab sirf paisa aur jahidadein,
32:51aur building aur imaratein nahin,
32:53karonon ki jahidadein mein rehne walon ko
32:55sukoon nahin milta bechaaron ko,
32:57karonon ka kharaj karne walon ko sukoon nahin milta,
32:59lekin jahan shohar aur bhiwi ka taaluk masboot ho,
33:01main khudda ki qasam utha kar kahoon,
33:03tapak tv chhat bhi hogi na,
33:05shukar ke karima zubaan par honge,
33:07tapak tv chhat ki baat kar raha hoon,
33:09shukar ke karima zubaan par honge,
33:11tapak tv chhat ki baat kar raha hoon,
33:13tapak tv chhat ki baat kar raha hoon,
33:15main shukar ke jazbaat honge kyun,
33:17wahaan insaan chudhe hue aapas mein,
33:19aur insaan unse mohabbat chahata hai,
33:21ye cheezein mehz paise se,
33:23jahida se, aur jana fame se,
33:25aur duniya ki ayyashon se
33:27mein ahsar nahi aati.
33:29asal mein mard jo hai na,
33:31ek teen ki chhat ki tarah hota hai,
33:33teen ki chaadar ki tarah hota hai,
33:35matlab iske neeshe jo log rahte hain,
33:37unhe toh saya milta hai,
33:39teen ki chhat tapti rehti hai dhoop mein,
33:41garm ho jata hai,
33:43garm jaldi ho jata hai,
33:45lekin protect karta hai,
33:47saya deta hai, dhoop se rehta hai,
33:49jab baarish aati hai,
33:51shor zyada machata hai,
33:53tad tad tad tad,
33:55jab baarish hoti hai,
33:57teen ki chhat bohot bolti hai,
33:59lekin neeche walon ko bheegne se bacha leta hai,
34:01toh kabhi kabhi iske baare mein
34:03yoon bhi sochna chahiye,
34:05toh kul jala bhuna aaya hai,
34:07pata nahi daftar mein kya masle the,
34:09pata nahi transport ke kya masayil hote,
34:11ghar mein jaise hi aaya,
34:13aate hi masayil uske saamne rag diya,
34:15ghar bigadne ke azbaab sirf ye hote hain,
34:17abhi aaya tha,
34:19bhajaye iske uska saath ek khushgoar mood ka muzahira karte,
34:21bachche uske saath betri se pesh aate,
34:23bibi uske saath achi tana pesh aate,
34:25woh jo ghar mein tootoo maime hui thi,
34:27saaz bahu ke darmein,
34:29woh aate hi maa ne bete ko suna di,
34:31bibi ne shohar ko suna di,
34:33abhi baitha bhi nahi tha aakar,
34:35usne kapde bhi nahi utaare the,
34:37uska khaana peena sab jo hai wo haram ho gaya,
34:39saara din ki meinat barbaad ho gaya,
34:41shiru ho gaya khel bas,
34:43ab yahan se ghar bigadne shiru ho gaya,
34:45hala ke usko pehle bedachiye
34:47andaas se welcome kahna chahiye,
34:49pata hai kis museebat se wo ghar paunchaye,
34:51pata hai kya azaab jhel ke paunchaye,
34:53sukh se betha de, khila de, pila de,
34:55uske baad chote moti baatein
34:57baith ke ho sakti hain baad mein,
34:59koi masla thodi,
35:01masla the jaaye toh zahir usse chid ke phir
35:03shori machana na.
35:05Paral ji, yeh masail toh
35:07apni jagah par chalenge,
35:09agar asal haqaaiq
35:11aur maqasis saamne ho na,
35:13acha koi kehna
35:15humare ghar mein masla nahi hota,
35:17har aadmi ke ghar mein hota,
35:19nahi main main uska detu,
35:21humare ghar mein koi masla nahi hota,
35:23mubarak ho, aapka ghar insaanon ka ghar nahi hai,
35:25insaanon ka ghar,
35:27insaanon ke gharon mein toh masla honge bhai,
35:29masla nahi hai,
35:31masla tackle kaise ho raha hai,
35:33yeh asal masla hai,
35:35yeh koi itna bada issue nahi hai,
35:37sirf asal baat kya hai,
35:39hum apne maqsal ko clear kar lein.
35:41haan, asal masla yeh hai,
35:43agar hum yeh samjhen,
35:45yeh humare khandani nizam jo hai,
35:47Allah ke Rasool sallallahu alaihi wa sallam
35:49ke toh gyaara azwaaj mutaharaat thi,
35:51aap sallallahu alaihi wa sallam
35:53kis tana balance karke rakha wata,
35:55sab kuch kiya tha,
35:57aur doosre yeh ke unki taraf se huzoor
35:59sallallahu alaihi wa sallam ke liye jo aqeedat thi,
36:01jo muhabbat thi,
36:03imaan ka hisa thi,
36:05support thi,
36:07be panazat,
36:09baral yeh naya mauzoo hai,
36:11bibiyon ki taraf se shohanon ki support,
36:13toh baral aaj ka program ka waqt khatam ho raha hai,
36:15toh aaj ki hadith hadiyah karwa letein,
36:17agla program yahaan se shuru karenge,
36:19inshaallah.
36:21Allah ke pyaare peghambar sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
36:23ne ishaat farmaaya,
36:25wana khairukum li aahlihi,
36:27wana khairukum li aahlihi,
36:29tummise baitreen wo hai,
36:31jo apne aahl, yaani gharwalon ke liye baitreen ho,
36:33aur mai tummise sabse badkar apne gharwalon ke liye baitreen ho,
36:35Allah hume bhi is hadith-e-mubarak ke mutaabik
36:37apne ghar mein umda akhlaaq ke saath
36:39peyshaane ki taufeein khataaf farmaayin.
36:41Ameen, Ya Rabb-ul-Aalameen.
36:43Nazir-e-Muhtamim, isi hadith-e-mubaraka ke saath
36:45humare aaj ke program ka waqt khatmua,
36:47zindagi bekhair inshaallah,
36:49jahan humne aaj ikhtitam kiya hai,
36:51us waqt tak ke liye janaab Shujauddin Shaikh
36:53aur apne mezbaan Dr. Mahmood Ghaznavi ko
36:55ijazah dijiye,
36:57Allah negibaan,
36:59wassalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
37:19Ameen.

Recommended