• yesterday
प्रयागराज, उत्तर प्रदेश: महाकुंभ में निरंजनी अखाड़े के नागा साधु अमृत स्नान का महत्व बताते हुए कहा कि महाकुंभ में पहली योनि से लेकर चौदहवीं योनि तक, चींटियों से लेकर पौधों तक और ब्रह्मा, विष्णु और महेश जैसे देवता सभी पवित्र स्नान के लिए कुंभ में आते हैं। कुंभ अमरता के स्नान का अवसर है और यह स्नान और दान का कार्य महत्वपूर्ण है। हर 12 साल में दिव्य समय आता है और आकाशगंगा से अमृत संगम पर टपकता है, जहां भक्त डुबकी लगाते हैं।

#mahakumbh #kumbh2025 #mahakumbh2025 #prayagraj #uttarpradesh #upnews

Category

🗞
News
Transcript
00:00Narayanah paro vyakta, andhram vyakta sambhagam, andhasyantas tvame loka, saptadvipanisha medini.
00:13yeh maha kumbh, maha kumbh mein ek yoni pahla yoni se leke aur chodah yoni yaani cheeti se leke,
00:28pera podha pahla yoni me aata hai, pratham yoni se leke aur chodah yoni,
00:34yaani Brahma, Vishnu, Mahesh sab aate hain yeh kumbh asnaan ke liye,
00:41yeh kumbh jo hai maha kumbh, ismein asnaan, amrit ka asnaan, asnaan aur daan ka yeh parva hai,
00:5612 saal ke baad yeh amrit ka bela aata hai, jo aakas ganga se tapakti hai, yeh ganga sangam mein,
01:05aur phir asnaan karte hain to ismein jo bhi asnaan karte hain uska kalyan ek na ek samay hona nishchit hai,
01:13rahi baad ki kathinai ki nagasanyason ki kathinai ki to kathinai kuch nahi hai,
01:19karne wale ke liye kuch bhi kathinai nahi hai,
01:25anand hai aur karm na karne wale ke liye to kathinai sab kuch kathinai hi hai,
01:34yaha asnaan phir sanskaar munnan phir ved se vedod mantra dwara,
01:46yehni tan mann ki suddhi, sab kuch suddh hone ke baad, pura sanskaar hone ke baad phir usko jap, tap aur daan ka yeh gyaan diya jata hai,
02:02saare gyaan jap ke liye mantra diya jata hai, sareen ke baare mein phir mann ke baare mein phir aatma ke baare mein sabhi ka gyaan diya jata hai,
02:15jab phir tap kiya jata hai, saareekh tap, maansikh tap, vaachikh tap karne ka gyaan diya jata hai, phir daan,
02:24daan sarbh bahut tarah ke daan hai, andhaan, dhandhaan bahut hai,
02:29lekin sarbh srishth daan hai, aatma gyaan ka daan,
02:34to o aatma gyaan ka daan, jap karne se, tap karne se, o aatma gyaan hota hai, anubhuti hoti hai, phir usko anubhuti hone ke baad aatma gyaan ka daan karne pe,
02:55manusya ka kalyaan hai,
02:57yaani aatma gyaan ke bina,
02:59manusya punarapi jananam, punarapi maranam, punarapi janani, jathare saayanam, yah sansaare, khalu distaare, paahi mooraare,
03:10to iss sansaar mein sukh dukh mein para rahega,
03:13aatma gyaan hoga jis manusya ho,
03:15wahi o sukh dukh se upar anand ki dharaf hoga, anand mein rahega,
03:23yaani jeete jee mukt rahega, jeevan mukt rahega,
03:26to naga sanyasiyon ko ye sab shiksha di jati hai,
03:29apna kalyaan hai,
03:31iss sareer ka kalyaan,
03:33aur samaj ka, vishwa ka kalyaan,
03:36aatma gyaan se hi hai,
03:38kyunki aatma gyaan nahi hai,
03:41aur o banki gyaan sab hi hai,
03:47sansaari gyaan hai, vaibhari gyaan hai,
03:49aatma gyaan nahi hai,
03:51to fir o janam aur mirtyu ke chakram mein para rahega,
03:57to ye mukti ka, yaani anand parmanand ka,
04:03ye sanyas hai,
04:05aur iski anubhuti jisko ho jata hai,
04:07o fir janam lete hai,
04:10fir bhi unko koi kuch nahi swata hai,
04:13sukh se janam hota hai,
04:15sukh se marte hai,
04:17yogiyon ka sareer apne aap chhodta hai,
04:19sanyasi yogiyon ka sareer apne aap jag chahe tak chhod de,
04:23parkaya pravesh kar le,
04:25ashta siddhiya hai,
04:27jo adi guru sankarachari karte the,
04:31sankaram sankarachariyam,
04:33kesavam bahadurayam,
04:35sankar hi sankaracharya banke aaya hai,
04:37ye sanyas parampara karo na,
04:39naga sanyasi,
04:41sanyas,
04:43ye khud sankaracharya ne,
04:45to khud sankar hi aaya hai,
04:47aur o aatma gyaan ke liye,
04:49ye gathan kiya hai,
04:51chaar tarah ke rishi hota hai,
04:55brahmarsi,
04:57devarsi,
04:59rajarsi,
05:01jaise brahmarsi,
05:05brahma ka chintan karte hai,
05:07aur vichran karte hai,
05:09rajarsi,
05:11jaise modiji huye,
05:13rajarsi,
05:15yogiji huye,
05:17rajarsi,
05:19yogi sanyasi,
05:21ye modiji aur yogiji,
05:23ek yogi hai,
05:25ek sanyasi hai,
05:27ek yogi hai,
05:29aur ek sanyasi hai,
05:31to yogi aur sanyasi milke,
05:33aur rajpadra,
05:35satyug mein bhi chalate the,
05:39to ye,
05:41sadhu,
05:43mahatma ke liye,
05:45ye sabse bari,
05:47suh bela hai,
05:49ki yogi aur sanyasi ke,
05:51pratinidhit to mein,
05:53ye pradhan mantri,
05:55modiji aur yogiji,
05:59ki rajarsi ke yug mein,
06:01ye mahakum ka mela manaya jaa raha hai,
06:03ye dono rajarsi hain,
06:05brahmarsi nahi hain,
06:07rajarsi hain,
06:09to rajarsi hain,
06:11to rajarsi hain,
06:13to inke,
06:15inke pratinidhit to mein,
06:17inke adhikar mein,
06:19ye mela itna sundar hai,
06:21ki iss se acha mela nahi hota,
06:23ab brahmarsi,
06:25brahmarsi,
06:27to brahmarsi ka inko asharbad hai,
06:29rajarsi,
06:31sabse shrest brahmarsi hote hain,
06:33fir devarsi hote hain,
06:35devarsi mein narad ji aate hain,
06:37aur brahmarsi mein,
06:39brahmarsi aate hain,
06:41ki brahma ka chintan karne wala,
06:43devarsi mein devtaon ka,
06:45karne wale guru,
06:47devata ke guru,
06:49to devarsi,
06:51rajarsi, rajarsi mein manusiyon ke guru,
06:53rajarsi,
06:55devarsi mein abhi yahi do hain,
06:57yogi ji,
06:59aur modi ji,
07:01to rajarsi,
07:03rajarsi jab,
07:05hai,
07:07to iss prithvi lok pe rajarsi hai,
07:09aur usme kumbh mela,
07:11maha kumbh mela ho raha hai,
07:13to fir iss se vari baat kya ho sakte,
07:15iss se vara anand kuch nahi ho sakta,
07:17aur,
07:19ye inko jo hai,
07:21to brahmarsi ka asharbad hai,
07:23ye liyaan to,
07:25swetha bona hiya hai.

Recommended