Sarmaya e Aslaf | EP 80
Topic: Hazrat Makhdoom Muhammad Hashim Thattvi RA
Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi
To Watch All Episodes | https://bit.ly/47jbLHu
#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Topic: Hazrat Makhdoom Muhammad Hashim Thattvi RA
Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi
To Watch All Episodes | https://bit.ly/47jbLHu
#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Alhamdulillah-e-Wahdaa-Wa-Salaatu-Wa-Salaam-u-Alaa-Mallaa-Nabiyya-Baadaa-Wa-Alaa-Aalihi-Wa-Sahbihi-Wa-Man-Naha-Nahwaa-Wa-Salaatu-Wa-Salaam-u-Alaa-Mallaa-Nabiyya-Baadaa-Wa-Alaa-Aalihi-Wa-Sahbihi-Wa-Man-Naha-Nahwaa-Wa-Salaatu-Wa-Salaam-u-Alaa-Mallaa-Nabiyya-Baadaa-Wa-Alaa-Aalihi-Wa-Sahbihi-Wa-Man-Naha-Nahwaa-Wa-
00:30Amma baad.
02:01Toh humare haan yeh Pakistan mein bil khusus Sooba Sindh mein isko kaha jaata hai tazeem ke taur par yeh tazeemi kalima hai.
02:08Yani yeh ek khandani nisbat nahi hai, yeh tazeemi kalima hai.
02:11Tazeem ke taur par jab kisi ko recognize karna ho, kisi ko regard dete hain, toh regard dete hue muazzam-e-deeni ke liye kaha jaata hai,
02:18deeni peshwa ke liye ke makhdoom.
02:20Yani yeh humare muazzam hain, makhdoom hain, inki khidmat ki jaati hai.
02:24Hazrat Makhdoom Muhammad Hashim Thattavi Rahimahullah, makhdoom-ul-makhadeem hain.
02:29Yani woh log ke jinki log khidmat kartein aur jo khud muazzam hain, jo khud respectable log hain, honourable log hain,
02:35unke liye bhi laaike tazeem aur laaike takreem aur unki nadar mein makhdoom Hazrat-e-Makhdoom Muhammad Hashim Thattavi Rahimahullah hain.
02:43Hazrat Makhdoom Muhammad Hashim Thattavi Rahimahullah, aapne jo kaam kiye hain,
02:47jo aapne deen-e-mateen ki khidmat ki hain, khalq-e-Khuda ki khidmat ki hain, har zawiyah se aapne deen ki khidmat ki hain,
02:54dars-o-tadreez ko aapne ikhtiyar farmaaya hain, tasneef-o-taalif ko aapne ikhtiyar farmaaya hain,
02:59waaz-o-naseehat ko aapne ikhtiyar farmaaya hain, daawat-o-tabligh ko aapne ikhtiyar farmaaya hain,
03:05aur qaza-ke-shobay ko aapne ikhtiyar farmaaya hain,
03:08aur hukam-e-waqt ko aapne khat-kitabat karke unko khutoot bhejkar jo aamada kiya,
03:14ghair-shari-rosoom ki islaah par, bidaat ki islaah par.
03:18Aapka bada contribution hain, jo aapke waqt mein jitne bhi tools the,
03:22deen-e-mateen ki khidmat ke, kaam karne ke jo bhi tareeke the, aapne wo saare tareeke ikhtiyar farmaaya hain.
03:28Aur aapke saare hi tareeke wo fruitful the.
03:31Saare hi tareekon se khalq-e-Khuda ko bhi fayda hua hain, deen ko bhi fayda hua hain, uska samara zahir hua hain.
03:37Hazrat Maqdoon Muhammad Hashim Thattvi Rahimahullah, aapka shahan-e-waqt jo hain,
03:43Ahmed Shah Abdali, Nadir Shah Abdali, unse bhi aapki khat-o-kitabat hua karti thi,
03:48unko bhi aap khutoot bhejte the, aur unko bhi mutawajye karte the, shari-e-hakam ki taraf.
03:53Isi tarahn jo hai, wo Sindh ka haakim jo hai, Ghulam Shah Qulhoda,
03:56wo bhi uswaqat Qulhoda khandaan ki hukumat thi, wo bhi aapka bahut qadrdaan tha,
04:02aap usko bhi khutoot bhejke bakaida is baat ki targheeb dilaya karte the,
04:06ki yeh jo ghair shari-e-rusoom hain, inka khatma kiya jaye, jo bidaat hain, inka isti saal kiya jaye.
04:12Aur wo aapke paas hadir bhi hua, aur aapke kehne par usne bahut saari cheezin durst ki.
04:17To jis par jo kuch bad khaah hain, un logon ne aapke darmeyan ranjish peyda karne ki koshish ki,
04:23Khudum Hashim Thattavi Rai Maula ki jhooti shikaiyat ki tarseel ki Ghulam Shah ko.
04:29Lekin uska nateeja yeh zahir hua, usne aapko pehle Thatta ka aur fir Sindh ka qazi-ul-qudaat mukarrar kar diya,
04:35chief justice mukarrar kar diya.
04:37Aur iska bad khaahon ko koi bhi faayda nahi hua, aur aapki zaad ko koi nuksaan nahi pohncha,
04:42aur aapne bahut saari bidaat ki islaah ki, unka qala kama kiya hai, unka khatma kiya hai.
04:48Aapki wajah se bahut se ghair sharir usoom khatm hui, sharaab noshi ke adde, juay ke adde, yeh aapne khatm kar wae.
04:55Aapne apni makdoor bhar poori koshish ki, jis had tak kharabi ko khatm kiya jaa sakta hai,
05:00nashaawar ashiya ki jho farookh thi, usko ban kiya aapne.
05:06Isi tarah jho sharaab-o-shabaab ki jho mehfilin thi, aur jho adde thi, unko veeraan kiya.
05:12Aapne agarraz bada kaam kiya islaah ka.
05:14Aur chunki aapka taaluk buniyadi taur par jo hai, wo seven se tha, aapki walid-e-maajid seven ke the,
05:19sevistan jisse kehte hain, aur sevistan ko seven bhi khaa jaata hai, sevistan bhi khaa jaata hai.
05:25To aap seven bhi jaate the, to hazrat lal shahbaz kalandar rahimullah ke madar sharif par uswaqat bhi dhamaal hoti thi,
05:31to namaz ke aukaat mein bhi dhamaal ho rahi hoti thi.
05:33To aapne uswaqt to isme badi sahi ki koshish ki, kamaz kam namaz ke itiram mein, namaz ke waqt to dhamaal roh ki jai,
05:40to bhi aapki koshishon se uswaqt namaz ke aukaat mein dhamaal par pabandi laga di gayi, aur wo pabandi aapke sadiyon baad bhi kaim rahi.
05:48Jab se aapne wo pabandi laga wahi, uswaqt uski pabandi ki jaati hai ki namaz ke aukaat mein,
05:53wahaan madar par darwaar par dhamaal nahi hoti.
05:56To hazrat maqdoom muhammad hashim thathavi rahimahullah, aapki wiladat hui hai 1104 saniah hijriya mein,
06:02wisaal hua hai 1174 saniah hijriya mein.
06:05Sattar baras ki aapne umar payi hai, aapke abao ajdaat unka taaluk kabila Banu Harith ke saath hai.
06:12Harith bin Abdul Muttalib ki auladh mein se hai, yaani aap Hashmi hai, Arabiyon nasl hai, Arabiyon asul hai.
06:18To muhammad bin Qasim jab yahan par aaye the, to muhammad bin Qasim ke saath aapke abao ajdaat, forefathers, ancestors unke saath yahan par aaye the,
06:27wa phir uske baad woh yahan par ruk gaye.
06:29To yoon jahe woh Bareh Seer Pak-o-Hind mein woh tayre, aur phir jahe woh Sindh ke khitte ko, unhone jahe woh chuna hai Sindh ke khitte mein,
06:36to yahan se nisbat jahe woh Sindhi lag gaye.
06:38Yehi wajah hai, ke jab aapka nasab nama tafseel se zikar kiya jaata hai, to usme harisi nisbat ko bhi zikar kiya jaata hai.
06:45To aapke walid-e-maajid Allama Abdul Ghafoor Sindhi rahimahullah, woh khud bhi bahut baland paya aalim the,
06:52choti ke aalim the, aur woh yahan Thatta ke mudafat mein alaaka tha Bithoro.
06:57Woh Bithoro ke the, aur wohi Bithoro mein hi Hazrat Makhdoon Muhammad Hashim Thattavi Rahimahullah ki wiladat hui hai.
07:02Wahan se phir aap Bahraampur gaye hai, aur phir Bahraampur se aap Thatta hai.
07:05To Hazrat Makhdoon Muhammad Hashim Thattavi Rahimahullah jo aapka maktab-e-fiqr hai, woh Hanafi hai.
07:10Fika ke itibar se aap Hanafi the, Hanafi maktab-e-fiqr ko follow karte the, isliye aapko Hanafi kaha jaata hai.
07:16Silsala-e-tariqat ke itibar se aap Qadri the, isliye aapko Qadri nisbat se yaad kiya jaata hai.
07:22Aur chunke aapki rehais jo hai, woh Thatta mein aapne ikhtyaar karli thi, aur phir yahiin par hi aapka visaal hua.
07:28Aur aapka Madarshri bhi Thatta mein hi, Makli ke kareeb hi, Marj-e-Khalaik hai.
07:32To isliye aapko Thattvi kaha jaata hai, aur chunke Subh-e-Sindh mein hai Thatta, to iss nisbat se aapko Sindhi bhi kaha jaata hai.
07:37Aur jab Arabi kitab mein aapka naam zikr hota hai, to Attatvi As-Sindhi karke zikr hota hai.
07:42Makhdoom Muhammad Hashim, Attatvi As-Sindhi, Ra'imahullah.
07:45Yuhin zikr hota hai, Arabi kutub ke andar.
07:47To Makhdoom Hashim Thattvi Ra'imahullah ki jo talim-o-tarbiyat hai, jo aapne ibtidai talim-o-tarbiyat hasil ki hai,
07:53wo aapne apne Walid-e-Majid se kiya hai.
07:55Aapke Walid-e-Majid Shaikh Abdul Ghafoor bin Abdur Rahman Sindhi Ra'imahullah,
08:00Mutoaffa 1113 Sanah-e-Hijriya, khudbi choti ke aalim the, baland paya aalim the.
08:04To aapne ibtidai talim-o-tarbiyat apne Walid-e-Majid hi se hasil kiya hai.
08:08Ibtidai ustaad aapke, aapke Walid-e-Majid hain.
08:11Firin ke baad aapne Makhdoom Muhammad Syed Thattvi Ra'imahullah, unse aapne ilm hasil kiya hai.
08:16Aur inke baad fir aapne Makhdoom Ziauddin Thattvi Ra'imahullah, Mutoaffa 1171 Sanah-e-Hijriya, inse talim hasil kiya hai.
08:23Yeh teen ustaad aapke kehlati hai, Shuyukh-o-Takhreej.
08:26Shuyukh-o-Takhreej un-asatiza ko kaha jaata hai, jinse bande ne mukamal talim hasil ki ho,
08:31jinke paas padhkar banda faregh-o-tahseel hota hai, jinse bakaida banda kitabin padhta hai,
08:37un-asatiza ko kaha jaata hai Shuyukh-o-Takhreej.
08:41To aapke Shuyukh-o-Takhreej yeh teen ustaad hain.
08:44Aapke Walid-e-Majid, Sheikh Makhdoom Abdul Ghafoor Sindhi Ra'imahullah,
08:47Makhdoom Syed Thattvi Ra'imahullah, Makhdoom Ziauddin Thattvi Ra'imahullah.
08:51Yeh teen aapke Shuyukh-o-Takhreej hain.
08:54Phir iske baad, paanch ustaad aapke wo hain jo Shuyukh-o-Riwaya kailaati hain.
08:58Shuyukh-o-Riwaya ka matlab yeh hota hai,
08:59ke wo asatiza, jinse banda bakaida kitabin nahin padhta,
09:02balke unse bande ko hadees ki ijaat hasil hoti hai,
09:06yeh mukhtulif uloom-o-funoon ki ijaat hasil hoti hai,
09:08sanad-ul-ijada jinse hasil ho,
09:10un-asatiza ko kaha jaata hai Shuyukh-o-Riwaya.
09:13To Shuyukh-o-Riwaya aapke paanch hain.
09:15Yeh aapne chunke Haramain Tayyebain ka safar bhi kiya hai,
09:18to Haramain Tayyebain ka safar ke dauraan,
09:20aapne wahan ke jinn ulama se aapne riwayat hasil ki hai,
09:24wo aapke Shuyukh-o-Riwaya jinn mein sabz-e-numayat,
09:26Sheikh Abdul Qadir bin Abi Bakr Siddiq-e-Makki Rahimahullah,
09:29Hanafi buzurk the,
09:30mutaffa 1138 San-e-Hijriya,
09:32unse aapne wo jaat hasil kiya hai,
09:35wo aapke Sheikh-ul-Ijada hain,
09:37aur unka sabat bhi bakaida aapne jama kiya tha,
09:40aur uska naam aapne rakha tha,
09:41Ithaaf-ul-Akabir bi Marwiyat-e-Sheikh Abdul Qadir.
09:45Yeh sabat chhapa hua hai,
09:46yeh sabat bhi hai,
09:47wo aapne tarteeb diya tha.
09:48Phir iske baad,
09:49doose-e-numbar par-e-Sheikh Eid bin Ali,
09:51Numerusi, Misri, Adhari, Shafi,
09:53Rahimahullah, mutaffa 1140 San-e-Hijriya.
09:56Yeh bhi aapke Sheikh-ul-Riwaya hain.
09:58Teese-e-numbar par-e-Sheikh Muhammad bin Ibrahim,
10:00Kurdi, Qawrani, Madani,
10:01Rahimahullah, mutaffa 1145 San-e-Hijriya.
10:04Yeh aapke Sheikh-ul-Riwaya hain.
10:06Phir chauthe-numbar par-e-Sheikh Muhammad bin Abdullah,
10:08Maghribi, Rahimahullah, mutaffa 1141 San-e-Hijriya.
10:11Yeh bhi aapke Sheikh-ul-Riwaya hain.
10:13Paach-fe-numbar par-e-Sheikh Ali bin Abdul Malik,
10:15Darawi, Maghribi, Madani, Rahimahullah,
10:17mutaffa 1145 San-e-Hijriya.
10:19Yeh bhi aapke Sheikh-ul-Riwaya hain.
10:21Aur inse aapne jo kiraat-e-saba mashoor hain,
10:24Quran-e-Majeed ki,
10:25unki aapne ijaadat inse hasil ki,
10:27aur inse aapne iska ilm bhi hasil kiya tha,
10:29chunki Mukhdum Hashim Thattawi, Rahimahullah,
10:31Multitalented the.
10:34Tafseer, Tajweed, Hadith, Tariq, Fika, Nahaab, Hisaab, Riazi,
10:42in sab ulum-o-funoon pe aapko yad-e-toola hasil tha,
10:45sab pe aap maharat rakhte the,
10:47aur aapki tasnifat-o-taalifat bhi in saare ulum-se mutaalik hain.
10:50To iske andar ek bada sabab jo hai yeh,
10:52aapke asatida ka muhtalif ulum ka maahir hona bhi hai,
10:56ki aapne apne waqt ke choti ki ulama se jo hai,
10:59chai shuyuk-o-takhreej hon, chai shuyuk-o-riba hon,
11:01yeh saare hi naami-girami log the,
11:03saare hi asatid-e-ilm-o-fun the.
11:06Bhir jo hai iske baad,
11:08shuyuk-o-tariqa jo hai,
11:09shuyuk-o-tariqa yaani jinse bande ka rohani taaluk ho,
11:12jinse aadmi ne rohani taur pe istifadah kiya ho,
11:15iktisab-e-faiz kiya ho.
11:17To iske andar aapke jo sabse karibi the,
11:19Hazrat Mukhdum Abul Qasim Naqshbandi, Rahimahullah,
11:22jine Noor-ul-Haq kaha jaata tha,
11:23to unka laqab tha,
11:24mutawaffa 1138 Sanah-e-Hijriya.
11:26Aapka unse wada karibi taaluk tha,
11:28to aap unke paas aaye,
11:29ki aap mujhe naqshbandi silsile mein baiyat karein,
11:32aur mujhe aap is silsile ka faiz deyin.
11:35To unhone aapki rahanumai ki,
11:37bataya ki aapka hisa mere paas nahi hai,
11:40unhone aapko ek aur buzur ki taraf rahanumai ki,
11:42Syed Muhammad Saadullah Saluni, Rahimahullah,
11:45mutawaffa 1138 Sanah-e-Hijriya.
11:47Unhone aapki rahanumai ki,
11:49ki Surat mein,
11:50Hindustan Muttahidah,
11:51Hindustan ke alaake Surat mein,
11:53to Syed Muhammad Saadullah Saluni hain,
11:55aap unke paas chale jayein,
11:56to silsile Aaliyah Qadriyah ke sheikh the.
11:58Unke rahanumai par aap wahan chale gayein,
12:00aur aapne unse bakaida baiyat ki,
12:02aur takriban ek waras aapne unki khidmat mein gudara hai,
12:05aur unse aap khirka lekar,
12:07aur mureed hokar,
12:08aur ijaat lekar,
12:09silsile Aaliyah Qadriyah ki,
12:10phir aap wapas aayein hain.
12:12To yun aapke shuyukh aur tariqah yeh do hain.
12:14Bunyadi sheikh aapke jo murshid hain,
12:16wo to Syed Muhammad Saadullah Saluni r.a hain,
12:19wo khud bhi muhaddith the,
12:20aur wo khud bhi bade baland paya aalim the,
12:23aur Sarkar Ghospak r.a unki aal mein se the,
12:26aur silsile Aaliyah Qadriyah ke sheikh the bade.
12:28Aur doose number par hazrat Makhdoom Abul Qasim Naqshbandi r.a.
12:32Yeh Makhdoom Abul Qasim Naqshbandi r.a se,
12:34Makhdoom Hashim Thattavi r.a ka bada karibi taaluk raha,
12:37aur aap istifadah karte reyhen.
12:39Aur aaj bhi aapka jo Madar Sharifahain Thatta mein,
12:42Maqli ke paas Makhdoom Abul Qasim Naqshbandi r.a ke madar ke paas hi,
12:46Makhdoom Muhammad Hashim Thattavi r.a ka madar Sharifahain.
12:49Toh yeh kul aapke das asatiza hain,
12:51jinka wo humne zikr kiya.
12:53Aap Talamiza ki taraf hain,
12:54toh Talamiza bhi chunke aapne darso tadrees bhi firmahi hai,
12:56toh bade bade shagird aapne tyaar kiye hain,
12:59wo bhi apne waqt ke choti ke aalim the,
13:01unmein se chand ka hum zikr kar detein ikhtisaran.
13:04Ek jaye wo aapke bade sahibzade,
13:06Makhdoom Abdul Rahman bin Muhammad Hashim Thattavi r.a,
13:09mutaffa 1181 Hijriya,
13:11wo bhi aalim the.
13:12Doosre aapke doosre chote sahibzade jo hai,
13:14Ibn-e-Sagheer Makhdoom Abdul Latif bin Muhammad Hashim Thattavi r.a,
13:17mutaffa 1189 Hijriya.
13:19Yeh bhi baland paya aalim the,
13:21aur yeh khud qazi bhi the apne waqt ke,
13:23aur inhone aapke ilmi jaanasheen yeh hi the.
13:26Yeh ho aapka jahan aap jumma padha karte the,
13:28wahan pare jumma padha karte the,
13:29jahan aap waas firmahi karte the,
13:30wahan yeh waas karte the,
13:31darsun tadrees ka daa,
13:33in muamlaat mein inhone aapki jaanasheeni ki hai,
13:35aur uska haqq adaa ki hai,
13:37aur kitab bhi taali firmahi yeh,
13:38inke kitab badi mashoor hai,
13:39Dabbu Zubabaat-e-Dirasaat,
13:41Anil Madaha Bil Arbaat-e-Mutanaas-e-Baat,
13:43jo inhone hazrat Muin Thattavi ki kitab,
13:45Dirasaat-ul-Labeeb ke rad me likhi thi,
13:47umda kitab hai, chhappi hai.
13:48Phir aapke ek shagird-e-rashid hain,
13:50Shaykh Fakirullah bin Abdul Rahman Alavi,
13:52Shikar Puri Rahimullah,
13:53bunyadi taur par Afghani the,
13:55Mutafaq 1195 Sanah-e-Hijriya,
13:57yeh bhi baland payaale mein,
13:58aur inki kitab Qutbul Irshad ke naam se hai,
14:00humare mez ki zeenat hai,
14:02humare table pe hai,
14:03Qutbul Irshad ke naam se,
14:04do jildon mein inhone kitab taali firmahi yeh,
14:06salook ke baare mein,
14:07badi zabadas kitab hai.
14:08Phir ek muhaddis Tehlama,
14:09Shaykh Abul Hassan Sindhi,
14:10jo Abul Hassan Sindhi As-Sagheer ke naam se maroof hain,
14:13wo bhi aapke shagird-e-rashid hain.
14:15Abul Hassan Sindhi ke naam se,
14:16chaar buzurg mashoor the,
14:18aur unmein se do to bohot hi zyada mashoor the,
14:20ek wo,
14:21ke jin ke Qutub-e-Sitta par,
14:22Bukhari Muslim,
14:23Tirmidhi Abu Daud Nasaib Ibn Majah,
14:25in pe hawashi hain,
14:26wo kehlaate hain,
14:27Abul Hassan Sindhi Al-Kabir,
14:28wohat maqdum sahab ke hum aasir hain,
14:30aur doosre hain,
14:31yeh hum Abul Hassan Sindhi As-Sagheer,
14:33Abul Hassan Sindhi As-Sagheer,
14:34jo hain aapke shagird hain,
14:35aur jo Qutub-e-Sitta ke muhashi hain,
14:37Abul Hassan Sindhi Al-Kabir,
14:38wo hain aapke muasir hain,
14:48Abul Jamal Ahmed Saleh Jilani,
14:50Sindhi Rai Mualla Mutafaa,
14:511182 San Hijri,
14:52yeh bhi aapke shagird hain,
14:53Abdul Hafeez Ujaim-e-Makki,
14:54Rai Mualla Mutafaa,
14:551245 San Hijri,
14:56yeh bhi aapke shagird darshi hain,
14:58al-agaraj,
14:59ek lamba silsila hain,
15:00balke silsila to Zahab hain,
15:01yeh chain of gold hain,
15:02aapke talamida ki,
15:03jino ne ilm-e-deen ki,
15:04tarweej-o-ishaat mein,
15:05sargarm hisa liya hain,
15:06isi tarah,
15:07aapke zamane ke hi hain,
15:09aapke ham-asar hain,
15:10bade mashoor buzurg hain,
15:11Bhit Shah,
15:12Shah Abdulati Bhitai,
15:13Rai Mualla,
15:14jine Roomi-e-Sindh kah ke yaad kiya jaata hai,
15:16wo aapke ham-asar hain,
15:17unse bhi aapka,
15:18mulaqaton ka silsila tha,
15:19ab hum aapki kitabon ki taraf aate hain,
15:21kitabon hain,
15:22jo aapne tali firmahi bhi,
15:23aapke credit par,
15:24bhausi kitab-e maujood hain,
15:25bhausa kaam hain,
15:26aur aapne jo,
15:27zakhira tehriri chhoda hain,
15:28confirm zakhira,
15:29100 se zayad kitab-e hain,
15:31yeh toh confirm hain,
15:32ke 100 se zayad kitab-e hain,
15:33ab 100 se zayad kitni hain,
15:34is baare mein,
15:35mukhtalif andaad-e hain,
15:36aur mukhtalif tehqiqaat hain,
15:37apni apni muhkakeen ki,
15:38bhaaz kehte hain,
15:39125 hain,
15:40bhaaz kehte hain,
15:41148 hain,
15:42bhaaz 150 batate hain,
15:43aur bhaaz ne toh,
15:44300 tak figure zikar kiya hain,
15:45ke 300 ke kareeb,
15:46aapne kitab-e tali firmahi hain,
15:47baral yeh tay hain,
15:48ke aap kaseer-o-talif te,
15:49aur 100 se zayad kitab-e,
15:50aapne kitab-e tali firmahi hain,
15:51aur aapki kai kitab-e,
15:52chhapkar daawat-e-nadara de rahi hain,
15:53toh unmein se chand,
15:54muntakhab kitab-on-ga,
15:55zikar hum karte hain,
15:56toh aapki kitab-e,
15:57nazar aati hain,
15:58faqihat-ul-bustan ke naam se,
15:59maari maiz ki zeenat hain,
16:00intihai shandaar kitab hain,
16:01doh jiln-on-mein shahi hui hain,
16:02ismein,
16:03kitab-o-zabaay,
16:04kitab-o-sa'ad,
16:05shikaar ke masayil,
16:06aur zabeeha ke masayil,
16:07ismein,
16:08kitab-o-zabaay,
16:09kitab-o-sa'ad,
16:10shikaar ke masayil,
16:11aur zabeeha ke masayil,
16:12aur jaanwaron mein,
16:13kaunse jaanwar halal hain,
16:14kaunse haram hain,
16:15kaunse prinde halal hain,
16:16kaunse haram hain,
16:17bari jaanwaron mein,
16:18hillat-ur-mat ke kya masayil hain,
16:19aabi jaanwaron mein,
16:20hillat-ur-mat ke kya masayil hain,
16:21iss hawaali se,
16:22badi hi shandaar kitab hain,
16:23faqihat-ul-bustan ke naam se,
16:24aur iska naam hi,
16:25ishaara kar raha hain,
16:26iska naam hi,
16:27ishaara kar raha hain,
16:28iska content ki taraf,
16:29badi umda kitab,
16:30apne mauzoo par,
16:31lajawab kitab hain,
16:32layak-e-mutaala hain,
16:33do jildon mein,
16:34chhapi humari mez ki zeenat,
16:35pir iske baad,
16:36aapne seerat par,
16:37aap ye kitab nazar aati hain,
16:38badi shandaar,
16:39badl-ul-quwa,
16:40fi hawaadi fi sanihi-n-nabuwwa,
16:41ke naam se,
16:42aur ismein,
16:43aapne aam,
16:44seerat ka andaaz hain,
16:45usse hat ke andaaz,
16:46ikhtiyaar firmaaya hain,
16:47aam toh par,
16:48seerat ke andar,
16:49wah,
16:50saqaal-e-saat-us-saam ke,
16:51nabuwat,
16:52ilan-e-nabuwat se,
16:53qabal ke hawaal,
16:54bhi zikr hoti hain,
16:55aur aapki wiladat se,
16:56pehle ke hawaal,
16:57bhi zikr hoti hain,
16:58lekin,
16:59ismein,
17:00aapne ye andaaz,
17:01ikhtiyaar firmaaya hain,
17:02ke aap,
17:03al-e-saat-us-saam ke,
17:04ilan-e-nabuwat ke baad,
17:05jo makki zindagi hain,
17:06aur jo madani zindagi hain,
17:07uska aapne zikr kiya hain,
17:09aur tarteeb,
17:10waar zikr kiya hain,
17:11aur bade hi,
17:12umda andaaz mein zikr kiya hain,
17:13aur ye bhi,
17:14seerat mein,
17:15ek qabal-e-qadr,
17:16idhaafah hain,
17:17seerat par,
17:18bazl-ul-quwa,
17:19fi hawaad,
17:20isi saniy-e-nabuwah ke naam se,
17:21phir humein,
17:22aapki kitab nazar haati hain,
17:23tauheen-e-risalat ke mauzoo par,
17:24ke tauheen-e-risalat,
17:25agar koi karta hain,
17:26toh uski sadaah kya hain,
17:27badi shandaar kitab,
17:28as-saif-ul-jali,
17:30ispe bhi bada shandaar,
17:31aapne kaam kiya hain,
17:32aur iske baad,
17:33jah humein,
17:34aapki kitab nazar haati hain,
17:35mazhar-ul-anwar ke naam se,
17:36roozon ke baarein,
17:37encyclopedia hain,
17:38siyam ke,
17:39roozon ke,
17:40hakaam ke baarein,
17:41fikhi masahil ke baarein,
17:42mazhar-ul-anwar,
17:43shandaar kitab,
17:44laaik-e-mutala.
17:45phir jah humein,
17:46aapki kitab nazar haati hain,
17:47kifayat-ul-qari ke naam se,
17:48tajweed-ul-qiraat ke baarein,
17:49aapka manzooma hain,
17:51phir humein,
17:52aapki kitab nazar haati hain,
17:53afzaliyat-e-siddiq-e-akbar ke mauzoo par,
17:54attariqat-ul-muhammadiyya,
17:55fi haqiqat-ul-qat'i bil-afdaliya,
17:56yeh kitab arabi mein,
17:57iska urdu tarjuma bhi chhapa hua hain,
17:58mere haath mein,
17:59humari maze ki zeenat hain,
18:00aapne teen kitab,
18:01is maudhu pe taalif farhain thi,
18:02eka sunnat-ul-nabawiya,
18:03fi haqiqat-ul-qat'i bil-afdaliya,
18:04eka al-hujjat-ul-qawiyya,
18:05fi haqiqat-ul-qat'i bil-afdaliya,
18:06aur eka attariqat-ul-muhammadiyya,
18:07fi haqiqat-ul-qat'i bil-afdaliya,
18:08un teen mein se,
18:09ek kitab chhapi hui hain,
18:10attariqat-ul-muhammadiyya,
18:11fi haqiqat-ul-qat'i bil-afdaliya,
18:12phir aapne kitab taalif farhain,
18:13namaz ke baad,
18:14farj namaz ke baad,
18:15jo dua maangi jaati hain,
18:16is dua ka kya hukum hain,
18:17iske baarein mein,
18:18aapne kitab likhi,
18:19attuhfat-ul-marhuba,
18:20fi afdaliyat-e-dua-i-baad-al-maqduba,
18:21farj namaz ke baad,
18:22dua karna jaaiz hain,
18:23ye aapne dalail se saabit ki hain,
18:24aur is kitab ko,
18:25pehle Mufti Shahjahat Ali Qadhi sahab,
18:26Rahimullah ne shahay kiya tha,
18:27uske baad,
18:28Sheikh Abdul Fattah Abugudda,
18:29ne iski talkhees shahay ki hain,
18:30badi umda andaaz pe,
18:31phir Nabi Paak alaihi salatu wasalam ke naamon ke baarein,
18:32aapne kitab likhi hain,
18:33hadiqat-ul-safa,
18:34fi Asma-il-Mustafa ke naam se,
18:35aur ek kitab-e-raudat-ul-safa,
18:36fi Asma-il-Mustafa ke naam se,
18:37shaandaar kitab,
18:38umda kitab hain,
18:39hajj ke ahkaam-ul-masail ke baarein,
18:40aapne ek ta'alib formahi,
18:41Farsi zabaan mein,
18:42mufassal kitab-e-aapki,
18:43hayat-ul-qulub,
18:44fi ziyarat-il-mahabub,
18:45phir aapne mutawassit kitab,
18:46hajj ke hi masail par,
18:47Farsi me likhi,
18:48safinat-ul-saaliki,
18:49nila bala,
18:50nila bala,
18:51nila bala,
18:52nila bala,
18:53nila bala,
18:54nila bala,
19:06phir aapne,
19:07ek muqtasar kitab likhi,
19:08Farsi mein,
19:09hajj ke masail par,
19:10tufat-ul-miskeen,
19:11ila janaab-il-ameen ke naam se.
19:12Allah tawaraq,
19:13wa tarahat-ul-mukhdoon,
19:14Muhammad Hashim,
19:15thattawi,
19:16Rahimullah ke darajat ko,
19:17aur baland formaein,
19:18aur hamein aapke,
19:19fooz-ul-barakaat se,
19:20azze waafirata formaein,
19:21wa aakhiru daawana,
19:22anil hamdu lillahi,
19:23rabbil aalameen.
19:24Zamana jis hai,
19:25aur jahan hain,
19:26yeh-e-aabiyan,