• 2 days ago
Dars-e-Bukhari Shareef - Speaker: Mufti Muhammad Akmal

Watch All the Episodes of Dars e Bukhari | https://www.youtube.com/playlist?list=PLQ74MR5_8XifqqMqj-CSEsTT2kgVuPG2D

#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation

Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Allah ta'barak wa ta'ala ke pakizatareen naam se aagaz karte
00:26hain jo bahut mehrbaan nihayat-e-rahim wala hain. Dars-e-Bukhari ka silsara jari usari
00:32hain aur kitab-ul-hiba wa fadliha, yaani tufah dene aur uski fazilat ki kitab. Yaha
00:39tak hum pohche the aur pichle program ek hadith zikr ki thi, thoda sa iske kalam baqi hain.
00:45Iska baab tha, baabun idha wahaba hibatan fa qawba dohal aakharu walam yaqul qabil tu.
00:53Yaani jab koi cheez kisi ko hiba ki tufatan di, usne us cheez par qabza kar liya aur
00:59zabaan se yeh nahi kaha ki maine isko qabool kar liya. Yad rakhein ki tufah aapki milkiyat
01:06se nikal kar doosre ki milkiyat me us waqt daakhil hota hai ki jab wo shaks usko qabool
01:12kar le. Masalaan maine aapse kaha yeh pen main aapko tufah me deta ho aur aapne maine
01:18rakh diya aur aapne nahi uthaya isko qabool nahi kiya to yeh mera hi pen hain aapka nahi
01:23hain. Ya agar aapne saraatan radh kar diya mujhe aapko tufah nahi chahiye to wo tufah
01:28saamne wale ya aapki milkiyat mein nahi jayega yeh achitara yaad rakhein. Fir yeh qabool
01:34karna do tarah ka hota hai, ek saraatan hota hai aur ek dalalatan hota hai. Saraatan ka
01:40matlab to yeh ke zabaan se koi kaide maine ka maine aapko tufah diya, aapne ka maine
01:44qabool kiya. Yeh hiba taam ho gaya. Hiba taam ka matlab yeh hai ke matlab wo meri
01:51milk se nikal kar aapke paas chale jaayega. Leke sirf qaul se nahi, fir aapko qabza bhi
01:55karna hoga. Lekin baharal yeh qabool ki taraf ishaara hai. Aur saraatan hai yeh qabool karna
02:01ke haan main qabool kar chuka hoon. Ya main qabool kar raha hoon. Aur ek hota hai dalalatan
02:06ke zabaan se kuch na kahen, kisi ne kisi ko pen diya usne, leka jeh mein rakh liya.
02:11To yeh bhi qabool karna hoga. To yahan yeh hi murad hai ke zabaan se nahi kaha, lekin
02:16apne fi'il se kisi cheez ko apne qabza mein le liya, jab ke saamne wala usko tufatan de
02:22raha tha, to yeh hiba taam ho gaya. Taam ka matlab hota hai mukammal aur kaamil ho jaana.
02:28Aur mukammal aur kaamil ho jaana ka matlab yeh hai, cheez dene wale ki milkiyat se nikal
02:33kar, lene wale ki milkiyat mein daakhil ho jaati hai. Ab wo malik nahi raha, yeh malik
02:38ho ga. Hadith hai 2600, Hadrat-e-Abu Huraira radhiyallahu ta'ala, anhu iske raavi hai,
02:48yeh kahte hain unhone bayan kiya ki ek shahs Rasulullah-e-Sallallahu alaihi wa sallam ke
02:52paas aaya aur kehne laga ki main halaak ho gaya. Aapne pucha iski kya wajah hai? Usne
03:00kaha ki maine Ramadan ke maheene mein apni zaujah se jismani taalluk qaim kar liya hai.
03:10Aapne usse pucha, accha tumhare paas koi ghulam hai? Usne kaha ki nahi. Fir Nabiye Karim
03:15sallallahu alaihi wa sallam daryaa firmaaya ki kya tum do maah ke musalsal roze rak sakte
03:20ho? Usne kaha ki nahi. Aapne firmaaya ki kya tum saath miskeeno ko khaana khila sakte
03:26ho? Usne kaha ki nahi. Toh wo shahs pe baith gaya hoga. Fir ansaar mise ek aadmi khajoor
03:34ke patto ka bana hua ek tokara lekar aaya jisme khajoore thi. Aapne firmaaya, yani Nabiye
03:42Karim sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya ki us shahs se jisne yeh roza jaanbooch ke
03:48tod diya tha, usse firmaaya ki jao inko sadqa kar do. Yani goya ki ab wo Nabiye Karim ki
03:55milqat mein aagey thi cheez, aapne usko tohfatan dena chaha. Toh usne ab jawab mein yeh kaha.
04:02Usne kaha ya Rasulullah, kya mujhse bhi zyada kisi dhururatmand par? Yani main dhururatmand
04:08hoon main kisi aur pe kharj kar doon? Us zaat ki qasam jisne aapko haq dekar bheja hai,
04:14Madinah ki do tarafon ke darmayan hamse zyada koi ghar muhtaaj nahi hai. Toh Rahmat-e-Qaunayn
04:21Sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya ki jao fir apne gharwalon ko yeh khajurein khilado.
04:27Toh isme jo unwaan baab ke tahad toh yeh hi hai ki Sarkar ne goya ki usko wo khajurein
04:32hiba ki aur usne zabaan se yeh nahi kaha ki maine qabool kiya, balke wo lekar chala gaya
04:36toh yaamali taur par, fi'ali taur par usko qabool karna hua. Toh istara bhi hiba ho
04:41sakta hai aur cheez ek shahs ki milqat se nikal kar, doosre ki milqat mein daakhil
04:46ho jati hai. Aap zimnan chuka yeh baat aagayi toh yeh bhi zikar kar lete hain ki agar
04:51koi shahs haalat-e-rooza mein ho, yaani Ramazan ka rooza ho aur ada rooza ho. Qaza
04:56wala na ho, ada rooza ho, raat mein hi niyat ki ho aur fir Ramazan ke din mein, yaani
05:03rooza jab chal raha ho, haalat-e-rooza mein, wo koi aisa fail kar de jis se rooza toot
05:09jaye aur wo kisi uzar ki wajah se na ho, wo fail rooza yaad bhi ho aur wo lazzat
05:17wala bhi ho, koi karahat wala fail na ho, yaani lazzat se murad yeh hai ki usse karahat
05:23ka maskam nafrat na aati ho usse fail se, aise fail se rooza toda aur usse rooza todne
05:29ke baad koi aisa aur muamila nahi hua ki jis se rooza chodne ki ijazat hoti, toh phir
05:35aisi surat mein kafara lazim hota. Toh dubara dekhen ki raat mein niyat ki ho, number
05:41one. Number two, Ramazan ka ada rooza ho, qaza waghara nahi hona chahiye, nafal nahi
05:45hona chahiye, in pe qaza nahi, in pe kafara nahi hota, sirf ada-e-ramazan ko todne par
05:50hota hai. Phir rooza yaad ho, chunachay bhoole se agar koi chiz khaa peeli toh koi masla
05:55nahi hai. Phir iske baad jaan booch kar qazdan kiya ho, agar yaani Allah ki nafarmani ke
06:02raade ke saath phir bhi kafara lazim hota hai. Aur isi tarah kisi aise fail se kiya jis
06:08se karahat aur nafrat na aati ho. Masala agar khaa ke toda hai, paani pee ke tod liya, laddu
06:13kha liya, kek kha liya, toh isse toh tabiat mein nafrat peyda nahi hoti. Kafara aur qaza
06:18dono lazim honge. Lekin agar kisi ne kacche ande ko tod ke peeliya, ande ka chilka utha
06:24ke kha liya, kharbooze ka chilke padhe hua the, wo utha ke kha liye, toh inse tabiat
06:29nafrat aur karahat karti hai, rooza toh isse bhi toot jayega, lekin ispe kafara lazim
06:34nahi hota hai, sirf qaza lazim hoti hai. Lekin isme bhi yeh hai ki yeh ek dafa aisa
06:39hua ho, jaanboosh ke agar karega baar baar, toh phir kafara lazim hoga. Chunachi yeh
06:44nahi ki kisi ne kaha chalo pehle kharbooze ke tukde se, chilke se rooza tod deta hu, toh
06:49kafara toh lazim hoga nahi, rooza tood gaya, ab mein kuch bhi khaata fita rahun. Har rooz
06:53aisa karte rahega, aur sirf eki qaza lazim kar di jaye, toh phir yakni si baat hai ke
06:58woh toh phir log dalair ho jayenge, aur shaitaan apna kaam karega. Isliye pehli murtaba toh
07:04rukhsat mil sakti hai, ke usko muaf kar diya jaye, jaise masla malum nahi tha, ho gaya,
07:10yeh tabiat bahut zada bhook ki taraf maail hui aur aisa ho gaya, toh naram hukum hoga,
07:15lekin iske baad agar dobara aisa karega, toh phir ispe kafara zarur lazim hoga. Aur phir
07:22aakhri jo humne baat arz ki ki rooza toda, aur uske baad koi aisa munafi rooza amal na
07:29paya gaya, yeh koi cheez na payi gayi. Misaal ke taur pe, kisi behen ne rooza tod diya
07:34khaa peekar, lekin ussi dini din ke andar haiz aa gaya unko. Toh haiz ek aisi cheeze
07:40jisse rooza tood jata hai, aur phir dobara iski qaza rakni hogi, toh jo pehli kafara
07:45lazim ho ata, wo saqit ho jayega. Yeh tohdo se zain me rakhe, yeh bhi men ekhtisar se
07:49bayan kiya hai, aap isper ek mera kitab hai, rooza, tarawih, aitikaaf aur Eid se
07:55mutaalik, wo le le, bahuti faydaimad aur taweel usme masayil hain, wo zarur zain me
08:00hone chahiye. Dosti baat yeh hai, ke jab istariq isin tamam sharayit ke saath,
08:05adai ramazan ho, rooza tod diya jaye, toh phir kafara lazim hota hai, jiska zikr
08:11yahaan par hai. Aur isme bit tarteeb teen cheeze hoti hain, pehla yeh, ke aadmi
08:17ghulam azad kare, jo aaj kal toh daur nahi hai, agar yeh nahi kar sakta, toh phir
08:21saath roozae rakhe lagataar. Saath se muraad do maah ke roozae hain, isme hukum
08:28yeh hota hai, ke agar aapne bilkul pehli chaand, chaand ke hasaab se do maah dekhe
08:32jaate hain, jaisi hi Islami pehli tariqh aayi, agar usse aapne rooza shuru kiya,
08:38toh do maah honge. Aap do maah me 69 roozae bhi ho sakte hain, aur 60 roozae
08:42bhi ho sakte hain. Lekin agar aapne darmiyan se shuru kiya, teesri tariqh,
08:46chauthi, dasmi, toh poore saath ginti karke phir wo roozae rakhne honge. Aur yeh
08:51lagataar rakhne, pehdar pe rakhne, inme koi gap nahi hona chahiye. Mard ke liye
08:56bhog zada sakti hai, ke agar yeh 69 rakh chuka hai, misaal ke taur pe, aur bimari
08:59aayi, aur ek roozaa chhod diya, dobara phir ginti start karega. Aur khawateen ke
09:05liye sirf haiz ke indar rukhsat hai. Baqi yeh bhi, isse bhi kisi bimari waghari
09:09mein koi rukhsat nahi milegi, sirf haiz mein hai. Masalaan 10 din roozae rakhe,
09:13phir 10 din haiz aagaya, toh phir iske baad jab yeh roozae rakhe ki kaffaare ke,
09:18toh pehle wale 10 zaya nahi honge, usko usme mila liya jaayega. Jab ki mard agar
09:2369 roozae rakhta hai, rak liye fars kar le, aur phir bimari aagaya, aur ek roozaa
09:27chhod diya, toh dobara naye sire se rooza rakhega, yeh achitra zain mein rakhe.
09:32Aur agar fars kar lein ke koi bahut bimaar hai, wo roozae waghara nahi rakh sakta
09:36hai, uski tabiat ke masayil hain, toh phir wo aayega khana khilane par.
09:4060 masakeen ko pehd bhar kar, 2 time khana khila den, ya ek roozae ke badle
09:46mein sadqa-e-fitr ki migdaar sadqa kar den, toh 30 sadqa-e-fitr dene honge,
09:51toh yeh kaffaara adah ho jayega. Aur sadqa-e-fitr jo bhi aap ghar mein aata
09:55khaatein, jaise agar mujhe bahar wale sun rahein, UK, USA wale apna hisaab karenge,
10:00Pakistan wale apna hisaab karenge. Jo jahan par rahish pazir hai, wahan ka
10:04itibar karein. Aur jo aap aata istimaal kartein, uske 2 kilo aata ki qeemat,
10:10ek sadqa-e-fitr ki migdaar hai. Toh jitne roozae, matlab jaise ek rooza
10:15toota, toh ek kaffaara lazim hua, toh yeh 60 se isko multiply karein. Pehle
10:202 kilo ki qeemat nikaalein, usko 60 se multiply karein, wo sadqa kar den.
10:24Aur 2 se zyada hai, toh isi tariqah se aage muaamala barte rahega.
10:29Ab unse isi liye Sarkar ne bit tarteeb poocha, yaad rakhein ki isme tarteeb
10:33wajib hai. Masalan, agar koi ghulam azaad kar sakta hai, toh ghulam azaad
10:37karna hoga, wo roozae nahi rak sakta, khaana nahi khila sakta. Agar ghulam
10:42azaad karne par qaadir hai, toh aage wali cheezon se agar kaffaara da karega
10:45nahi hoga. Ab ghulamon ko chuke daur nahi hai, toh phir roozae rakne ka hai.
10:50Ab koi kahe, main roozae nahi rakta hun, hai hatta katta, chalo khaana khila
10:53sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala
10:58karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar
11:02Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya
11:07sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta.
11:11Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana
11:16nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala
11:21karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar
11:25Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya
11:29sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta.
11:33Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana
11:37nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala
11:41karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar
11:45Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya
11:51sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta.
11:55Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana
11:59nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala
12:03karega, khaana nahi khila sakta. Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar
12:07Rasool Allah ta'ala karega, khaana nahi khila sakta.
12:11Toh phir wo tokra aaya sadqe ka, Sarkar Rasool Allah ta'ala karega, khaana
12:15nahi khila sakta.
12:19Aur isse zada baala-e-hairat cheez yeh hai, ki jab uss shafs ne arz ki Rasool Allah
12:24ki aap usse zada bhi koi ghareeb hai, toh Sarkar ne firma hai jaa apne gharwalon
12:28ko khila do, issi mein kafara pura ho jayega. Toh yeh iss shafs ke saath
12:32khaas hai, hum aisa nahi kar sakte hai, hum yeh ghareebon me baatna hai.
12:35Yeh nahi ki roda toota aur phir saat miskeen apne gharwalon ko hi sab ko
12:38jama karke unko khaana khila diya. Haan agar wo masakeen hai toh theek hai,
12:42warna aisa nahi karna chahiye, phir ghareebon wo masakeen ke andar yeh
12:46toh isse Rahmat-e-Qaunayn Sallallahu Alaihi Wasallam ka ahkaam ke silsile
12:50mein baa ikhtiyar hoona bhi thabit hota hai. Agarche matab har hukum ke baare
12:56mein daawa nahi kiya jaa sakta. Lekin Nabi-e-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam
13:00ne ko kayi maqamat par aapne iss ikhtiyar ko istimaal firmaaya. Toh yeh
13:04ek munasib qaul hoga ki hum yu kahein, ki jahan masyid-e-Ilahi thi, Sarkar
13:10ko ikhtiyar tha, aapne kiya. Warna aapne bahut saare muaamilat mein
13:14aapne dekha ki aapne ahkaam ko aise hi rakha chahe kisi ke liye ki aise hi
13:18mashqat kyun na ho. Aap waha par dono ihtimal hota hai ki waha bhi ikhtiyar
13:24hasil tha lekin istimaal nahi kiya. Aur yeh bhi hota hai ki mashyid-e-Ilahi
13:28waha aise thi ki ikhtiyar mashyid-e-Ilahi ke khilaf hota. Isli Rahmat-e-Qaunayn
13:33Sallallahu Alaihi Wasallam ne uspar kalam nahi firmaaya. Toh umeed hai
13:38ke baat samjh mein aaye hogi. Agal-e-baab ki taraf aate hain,
13:42jab koi shakhs apna qarz kisi ko hiba kar de.
13:48Yani apna qarz kahe gaya, mera qarz tum ada kar dena. Aur wo kahe chalo
13:52theek hai main ada kar dunga. Toh goya ki qarz hi ko tofiq toh pe de diya
13:56wo aage dega. Basahir mafoom yeh banta hai. Lekin jo hadith laaye hain,
14:00shariheen nahi firmaaya ki hadith unwaan se mutabaqat nahi rakhti hai.
14:07Hadith number hai 2601. Aur Hazrat-e-Qa'ab bin Azzat-e-Jabir bin Abdullah
14:13radhiAllahu ta'ala anhu iske raavi hain. Wo kehte hain ki inke walid
14:18jang-e-uhud mein shaheed kar diya gaye the. Toh qarz khaahon ne bohot shiddat
14:23ke saath apne qarz ka taqaza kiya. Yani inke walid sahab pe qarza tha
14:28toh wo aage bhi humein do aur bohot shiddat se taqaza kiya.
14:31Yeh kehte hain toh main Rasulullah-e-Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat
14:35mein hazir hua aur aap se yeh darkhaast ki ki aap unse yeh swaal karein
14:40ki wo apne qarz ke badle mein mere baag ke phalon ko qabool kar lein
14:47aur mere walid ko qarz se bari kar dein. Yani inne ne kaha ki mere baag ke
14:52drakh saare le leyin aur mere walid sahab ko muaaf kar dein.
14:56Yani us qarz ke badle mein yeh qabool kar lein. Lekin Nabi-e-Karim
15:00Sallallahu Alaihi Wasallam ne jab unko kaha toh unno ne inkar kar diya
15:04toh Rasulullah-e-Sallallahu Alaihi Wasallam ne unko mera baag na diya
15:08aur na inke liye phalon ko katwaya. Lekin aapne mujhe firmaaya ki
15:13mein kal subah tumhare paas aunga aur inko aisi rehne dena.
15:18Doosre din subah ko aap humare paas aaye, aapne khajoor ke drakhton ke gird
15:24ek chakkar lagaya. Aur iske phalon me barakat ki dua ki, fir main un phalon
15:30ko drakht se utaar kar qarz khaahon ke hukook ada kar diye. Aur baag ke phalon
15:36se humare liye phal bach gaye. Yani itni Allah ne barakat diye ki saare
15:40main unko de bhi diye, qarz ada ho gaya fir bhi bach gaye. Fir main
15:45Rasulullah-e-Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein aaya, us waqt
15:49aap baithe huye the, paas main aap ko yeh saara waqia bataya. Ki Rasulullah
15:54itni barakat huye aap ki dua ki, aur aap ke chakkar lagane se itna Allah ne
15:58baag mein barakat diye ki saara qarza bhi ada ho gaya, aur mere phal bhi
16:02bach gaye. To Rahmat-e-Qaunayn Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hazrat-e-Umar
16:06se firmaaya. Hazrat-e-Jabir kehte hain ke Hazrat-e-Umar-e-Farooq wahan
16:11baithe huye the. Sarkar ne firmaaya, Umar suno. Paas itna hi firmaaya suno.
16:16To Hazrat-e-Umar radhiAllahu ta'ala anhu ne arz ki, ki sunay, hum pehli
16:21hi jaan chuke hain ki aap Allah ke Rasool hain, aur Allah ki qasam aap
16:25be shak Allah ke Rasool hain. Pehli baat isse zahir hui, jo pehli bhi
16:30ispe mara kalam hua, ki qarza lena koi achi cheez nahi hoti, lekin
16:34be waqt-e-zarurat insaan qarza le chuka hain. Mein ispar kayi dafaa
16:38Kitab-ul-Qarza mein khas taur par mene kalam kiya, yeh qarza lena
16:42koi achi baat nahi hoti. Ek to al-ihsaanu yaqta'u-l-lisaan, ki jab aap
16:46kisi ka ehsaan lelete hain, to aapki zabaan qad jati hai. Agar wo burai
16:50bhi kar raha ho, to aap usko niki ka hukum nahi kar sakte, burai se
16:54nahi roh sakte. Balke baad oqat to buraiyon mein taabun karna hota hai,
16:58kharabiyon mein taabun karna pad jata hai, is ehsaan ke boj tale dabne
17:02ki wajah se. Fir isse insaan ki izzat aur wakar mein kam hi aati hai,
17:06ki fir wo itni aapko izzat nahi dega. Aur baad oqat aisa hota hai, ki
17:10qarz kha moofat kisam ke hota hai, bhari maafil ke andar shor macha dete
17:14hain, gareebaan pe haath daal dete hain, maar dete hain, mahalle mein
17:18shor macha dete hain, tamam logon ko pata chal jata hai, ki logon ne
17:22qarza liya. Hala ki wo apni izzat bacha kar, safaid poshi ke saath
17:26zindagi guzaar rahe the. Aur is tariqat se bade muaamlaat hote hain.
17:30Aur fir value aadmi ki wo nahi rehti hai, jassi logon ke darmeyan
17:34rehti hai. Khaas tohar pe unki jo har waqt qarza maangte rehte hain.
17:38Is liye, matab hattal imkaan, bahoti kuch shakht majboori ho, toh fir uski
17:44taraf jaya jaye, warna Allah ki taraf rujoo karein. Was ta'eenu bis sabri
17:48was salah. Allah ta'ala ne wazeh firmaaya ki sabr aur namaz se madad
17:52talab karo. Aur is tariqat se phir aap koshish karein, apna zariya
17:56muaash banayein. Main baar baar kehta hu, pehle hi apni future planning
18:00karein. Aur zaman-e-taalib-ilmi ke andar, taake aage chalke inn
18:04takhdastiyon ko na dekhna padein. Toh ab chuke program ke waqt
18:07khasam ho raha hai. Toh inshaAllah, next program mein yahi se hum
18:10continue rakhenge. Allah ta'ala hum sabko program dekhne ki tohfiq
18:13ata firmaaye. Ameen. Wa akhru da'awana anil hamdulillahi rabbil alamin.
18:18Allahuma salli ala Muhammadin wa ala alihi wa sahbihi wa sallim

Recommended