Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 2 days ago
Zafran ya kesariya rang India mein kisi khas mazahabi pehchaan ka hissah mana jata hai. Aise mein kya ek Muslim ke liye is rang ka libaas pehn'na na-jaiz hai?

Iss video mein Mufti Tariq Masood sahab ne:

✅ Zafrani rang ke Islamic hukm ko wazeh kiya
✅ Uska ta’alluq kafiron ya gair Muslimon ki nishaniyon se agar ho to uska hukm bataya
✅ Sunnat aur Shariat ke hawale se libaas ke maamlaat samjhay
✅ Aam logon ke sawalat ka jawabi wazahat ki

⚠️ Jo log confusion mein hain unke liye yeh video roshni ka kaam karegi.

Category

📚
Learning

Recommended