ARY News 9 PM Bulletin | Kakar's response to Alvi's letter | 13th September 2023

  • last year
#anwarulhaqkakar #chiefelectioncommission #PresidentArifAlvi #bilawalbhutto #ranasanaullah #newsbulletin

-ECP has right to set election date, say law ministers

-Nowshera: Four die in passenger bus accident

-PTI chairman, Shah Mahmood Qureshi’s remand extended in cipher case

-PM Kakar promises peace, economic revival in Gilgit visit

-Punjab: Intermediate Part-II Results Announced; Check Here

-FBR unfreezes PIA bank accounts

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Welcome back.
00:04 Bulletin ke aakhas mein baat karenge Sadr-e-Mumlaqat ne Aam Intakhabaat ki tarikh ke tayyun ke liye
00:09 Chief Election Commissioner ko khat likh diya. Khat mein likha, aayin Sadr ko Assembly Tehleel
00:14 ke navye din ke andar election tarikh dene ka ikhtiyar deta hai. Article 48.5 ke tehad,
00:20 Assembly Tehleel ke nawaseeway din 6 November 2023 tak election ho jane chahiye. Adalto
00:26 mein maujood maamlaat madh nazar rakte hua, Election Commission aala adliya se rahnumai
00:31 leh sakta hai.
00:32 Aam Intakhabaat 6 November 2023 tak hone chahiye. Sadr-e-Mumlaqat ne election ki tarikh ke liye
00:44 Chief Election Commissioner ko khat likh diya. Sadr ne likha, aayin ka Article 48.5. Sadr
00:52 ko ikhtiyar deta hai ki qaumi Assembly Tehleel ke navye din ke andar Aam Intakhabaat ki tarikh
00:58 de. Sadr-e-Mumlaqat ne Wazir-e-Azam ke mashware par qaumi Assembly 9 August 2023 ko tehleel
01:06 ki. Aayin ke Article 48.5 ke tehad, qaumi Assembly ke Intakhabaat Assembly Tehleel
01:11 ki tarikh ke nawaseeway din 6 November 2023 tak ho jane chahiye. Aayin-e-taqazi poora
01:21 karne ke liye Chief Election Commissioner ko mulaqat ki daawat di taake aayin aur mandate
01:26 naafiz karne ka tariqah waza kiya jaa sakay. Chief Election Commissioner ne jawab me iske
01:31 bar aks maukhaf ikhtiyar kiya aur likha ke aayin aur intakhabi qawanin ke tehad election
01:36 ki tarikh dena Election Commission ke ikhtiyar hai. Aur yeh ke 7 August 2023 ko mardam shumari
01:42 nataeej ki ashaat ke baad aayin ke Article 51.5 ke tehad halqabandiyan laazmi hai. Wifaqi
01:51 Bizaarate Qanoon aur Insaaf bhi Election Commission ki raaye se muttafiq hai. Chaaro Subaayi Hukumaton
01:56 ka bhi khayal hai. Election Commission ki tarikh dena Election Commission ka ikhtiyar hai.
02:01 Wifaq ko mazmood karne, subo mein hamaangi badhane aur ghair zaruri akhrajaat se bachne
02:07 ke liye bhi tafakir aaye hai ki qaumi aur subaayi assemblyo ke intakhabaat ek hi din
02:12 hone chahiye. Election Commission ki zimmedaari hai ki Election Act 2017 ke Article 220, 219,
02:22 218, 51 ke tehad tamam aayini aur qanooni ikdamaat ki pabandi kare. Qaumi aur subaayi
02:28 assemblyo ke aam intakhabaat ki ek hi tarikh ke ailaan ke liye tamam nikaat madde nazar
02:34 rakhte hua Election Commission aayin ki mutaalika dhafaad ke tehad subaayi hukumaton aur siyasi
02:40 jamaaton se mashawarat kare. Kuch maamlaat pehle se adalaton me hai, unhe madde nazar
02:45 rakhte hua Election Commission aala adliya se bhi rehnumai le sakta hai. Zaraay Election
02:51 Commission ka kahna hai ki halka bandiyon ka amal 30 November tak mukamal hoga. Halka
02:55 bandiyon ke baad hi Election schedule jaari ho sakta hai. Intakhabaat ka schedule jaari
02:59 karna Election Commission ka mandate hai. Sadr ne pehle bhi khat likha tha jiska aayin
03:04 aur kaanoon ki roshni me jawab diya gaya tha. Zaraay ka kahna hai Election Commission Sadr
03:08 e Mumlikat ke khat ka jaayza lene ke baad jawab dega.
03:12 Sadr e Mumlikat ke Election Commission ko khat par aayini aur kaanooni mahirin ki muhtalif
03:20 raahi saamne aagayi. Irfan Qadir aur Qaisar Imam kehte hai Election ki tarikh dena sif
03:25 Election Commission ka ihtiyar hai. Advocate Jahangir Jadoon ne kaha, Election ki tarikh
03:29 Supreme Court hi dega.
03:30 "Date kiya gaya Sadr e Pakistan ko. Sadr ka kya bhi nahi hai date dena.
03:34 "Kya Sadr e Mumlikat pataayenge Election Commission ko, kya aapko guidance lehne chahiye?"
03:38 "Faizla hai, definitely Supreme Court karegi. 6 November ko election nahi hota, toh agay
03:42 kis tarikh ko election ho chahiye?"
03:43 Aayini aur kaanooni mahirin Sadr ke khat par muhtalif aara ka izhaar kar rahi hain.
03:51 BillDot ke sarbara Ahmed Bilal Mehboob ne hairaani ka izhaar kartein bhi kaha, Sadr ne
03:55 khat likh kar tawanaay aur waqt sarf kiya.
03:59 "Election Commission khud muqtar idara hai, toh usse guidance lehne ki zardwat hogi, toh
04:03 wo khud se lehne ka. "Kya Sadr e Mumlikat pataayenge Election Commission ko, kya aapko
04:06 guidance lehne chahiye?" "Hazrat Sadr e Mumlikat ko zardwat hai, toh
04:10 guidance lehne jaadaalaton se."
04:11 Saab-e-Qatourni General Irfan Qadir ne kaha, Sadr ko kisi me ghalat mashwarah de diya.
04:19 Intikhabat ki tarikh dena, Election Commission ka ihtiyar hai.
04:23 "Mahirat advise kiya gaya Sadr-e-Pakistan ko, Sadr ka kaam hi nahi hai date dena.
04:27 Institution mein Election Commission, unhone date deni hai, jis pe kisi aur ka amal dafhan
04:31 nahi hai.
04:32 Na Supreme Court aa sakti hai, na Sadr-e-Pakistan aa sakti hai."
04:34 Mahirat Qanun Qaisar Imam ne bataya, Election Commission khud muqtar idara hai.
04:42 Sadr ya koi aur idara mudakhnat nahi kar sakta.
04:45 "Election Commission of Pakistan independent institution, toh isme kisi aur office ki kisi
04:50 kism ki intervention, kaable kabood nahi ho."
04:53 Educate Jahangir Jadun ne nukta uthaya, ki Sadr ke khat ke baad Election tarikh Supreme
05:01 Court hi dega.
05:02 "Faisla hai, definitely Supreme Court karegi, 6 November ko election nahi hota, toh aga
05:06 kis tarikh ko election hona chahiye.
05:08 Agar aapne Sadr se iqhtiyar lena hai, date lene ka, toh apko aayni karmeen karne pati."
05:13 Sadr-e-Mumlikat ke Election Commission ko likhe khat ke baad, haalaat kya rukh iqhtiyar
05:18 karenge, aane wale dino me hi waazih ho sakega.
05:21 Aur tankeet ka zilzala bhi jaari hai.
05:22 People's Party, MQM, Pakistan aur ANP ki Sadr-e-Mumlikat par tankeet.
05:27 People's Party ke rehnuma kamar zaman Kaira bole, "Election Commission pehle hi Sadr
05:31 ke khat ka jawab de chuka hai, siyasatdaanon ko apni daadi Adliya ke haath mein nahi deni
05:36 chahiye."
05:36 Farooq Sattar ne kaha, "Sadr Aarif Alvi bila waja khab daal rahe hain, rozana ladai ke
05:41 liye koi na koi bahana nikaal lete hain."
05:43 ANP ke Zahid Khan bole, "PDM ki Ittahadi hukumat ki bad niyati ke baayis, election
05:48 me taakhir hui."
05:50 "Kaafi maamlaat yeh Supreme Court ya Adalaton me le jahana, apni daadi kisi doosre ke haath
05:55 mein dena hai.
05:56 Election Commission is khat ka jawab pehle de chuka hai.
05:59 Bilkul election delay nahi hone chahiye, election apne bilkul waqt me hone chahiye."
06:04 "Sadr sahab ne yeh khat nahi likha, balke Sadr sahab bila waja ki khab daal rahe hain.
06:10 Unhone kaafi maamlaat me ghair jaaniftaar rahe ke apni ek khab ko qaim rakha hai.
06:14 Lekin zabardas se apni ehmiyat ko jatane ke liye, wo jaate jaate apni is ghair jaaniftaari
06:20 ko khatam karna chahate hain.
06:21 To yeh unki marzi, lekin mere khaal mein khatai.
06:23 Na munasib rawayya hai unka.
06:24 Na aayeen me iski gunjaish hai, na khanoon me."
06:27 "Sadr-e-Mumlaqat ne toh kabhi apna munasib ghair jaaniftaar istimaal nahi kya.
06:31 Hameshe ke liye usne PTI ke karakun ke aseer se kaam kya hai.
06:35 Hum khud bhi election naui din me chahate hai.
06:37 Lekin Sadr-e-Mumlaqat ek derh mehne ke baad usko hosh aaya, ki usne letter likha.
06:45 Hum samajhte PTI ke meeting usko swakat nahi hona chahiye.
06:49 Us hukumat ki badneeti thi, us wajah se yeh election delay ho gaye."
06:53 Chief Election Commissioner ko nahi pata intikhabaat kab hunge.
06:55 Ek Jamaat taarikh ka ailaan kar rahi hai, ki Farwari mein election hunge.
06:57 Bilawal Bhutto ka naam liye bagay Noorleek Barwar, kaha ajeeb baat hai, unko kaise pata
06:59 intikhabaat Farwari mein hunge.
07:01 Bilawal Bhutto ne kaha, "Kal CEC meeting mein election pe laayi amal taikh karenge."
07:03 "Bare ajeeb baat hai, ek Jamaat woh khud to election date ilaan kaha.
07:05 Woh kaha rahe hain, ki February mein election.
07:07 Yeh nahi pata ki elections hai.
07:09 Election Commissioner sahab ko nahi pata ki elections kab hai.
07:11 Magar us Jamaat ko pehle se pata hai ki election date kya hai.
07:13 Toh main phir level playing field ka baat na karun toh kya kya hai.
07:15 Kal Bipus Party ka CEC baithega, hum apna strategy banayenge.
07:17 Pakistan ke misail aise hain ki koi ek Jamaat yeh nahi kahe sakte hai.
07:19 Vote for Bipus Party.
07:21 "Bipus Party ka CEC baithega, hum apna strategy banayenge.
07:23 Pakistan ke misail aise hain ki koi ek Jamaat yeh nahi kahe sakte hai.
07:33 Vote for Bipus Party.
07:35 Bipus Party ka khayal hain ki aapko sabko saath leke jana pe.
07:37 Unity ki bighayr aap misail ke hal nahi nikal sakte.
07:39 Punjab mein, Markazi Punjab mein.
07:41 Humara politics mein itna polarization hua ki hum siyasi mukhalat ke bajaye dushman band rahe hain.
07:43 Nafyat ki siyasat, yeh takheed scene ki siyasat, yeh takheed scene ki siyasat, yeh takheed scene ki siyasat.
07:45 Kalim Gulosh ki siyasat, isko hume khatam karna parega."
07:57 Aam intikhabat ki tarikh kab aayegi?
07:59 Rana Sanaullah ne Bilawal Bhutto ko bata diya.
08:01 Kahte hain 40 se 54 din me intikhabat ki tarikh ka ailaan ho jayega.
08:03 Intikhabat me Bipus Party se koi ittihad nahi hoga.
08:05 Bipus Party ki Noon Leak par tankeed unhe suit karte hai.
08:07 Jiska unhe haq hai.
08:09 Bataur siyasi Jamaat, PTI ko siyasat ka haq milna chahiye.
08:19 "Anwar Shahab aake apni party ko munazam aur lead karenge next election mein.
08:25 Koi doosri raay nahi hain.
08:27 Delimitation ek aayini durood thi.
08:29 Next 54 days ke baad election date hogi aur election honge.
08:31 Kisi kisam ki koi shukr ki baat nahi hain.
08:33 PTI ka mustakamil bataur siyasi Jamaat,
08:35 tika li toh unko maukna chahiye.
08:39 Toh election mein saalein."
08:41 People's Party Qayyadat ne CEC ejlaas me shirkat ke liye
08:44 Aitizaz Hassan aur Latif Khosa ko daawat naame irsaal kar diye hain.
08:47 Zaraay ne bataya, PP, Aitizaz Hassan aur Latif Khosa se aayini aur qanuni maaf na chahati.
08:53 Dono rahnumaon ne daawat naame kabul kar liye.
08:55 CEC ko election commission par briefing di jayegi.
08:58 CEC me Noon Leak ki People's Party mukhalif bayaan bazi ka maumla bhi zire gaur aayega.
09:03 CEC, election commission ki hikmat-e-amli aur mustakbil ka naay-amal taek karegi.
09:08 Halka bandiyon ke baayaz election mein mumkina taakhir ke maumla par gaur hoga.
09:12 Mushkilat ka shikar PTI wale muffaahimat chahte hain.
09:19 Saddar Arif Alwis se meri mulaqat hui, uske baad Saddar ki Army Chief se mulaqat hui
09:24 aur ahlaat mein behitri aagayi.
09:26 Sabik Bz. Lat Muhammad Ali Durrani ka ARY News ko khususi interview kaha,
09:30 aayenda chand dinon mein Saddar ki jaanib se maumlaat aagey bhadhane ke liye kaam hoga.
09:35 Chairman PTI ko sabse zyada main jaanta hu.
09:38 Mujhe pata hai, wo kya karenge.
09:40 Jab jaan niklega toh sab, tekh lenge.
09:43 PTI ke wo tamaam log, jo iss waqt bhi PTI ke saath hain, wo muffaah mat chahte hain.
09:49 Unke khyaal mein, jo chhode ke gaye hain, wo sirf ladhai chahte hain.
09:52 Aur unhone ladhai kar baati hain.
09:54 Party ke log, jo iss waqt mushkil mein khare hain, unse maine baad ki.
09:58 Unka yeh khyaal tha, ki humarab koi interest nahi hain, ki hum mulke daaro se takha.
10:03 Alwis sahab se meri bahut tafseel se baad hui.
10:06 Isi doraan, kuchh bhi bhi baad nahi hain.
10:08 Alwis sahab ki Army Chief se bhi mulaqat hui.
10:11 Aur uske baad halaat ke andar jo behdari aaye, wo humare saam thi.
10:15 Ainda dinon mein, jo ek CBM hui hain, uske baad mazeeb unki taraf se halaat ko aage badhana ke liye jo hai, wo kaam ho.
10:26 Un logon ko jo iss waqt phadda daalna chahane hain, humne main request karo.
10:31 Aap iss waqt agar koi bhi phadde baazi karte hain, toh uske natije mein Pakistan ki siyasat ko nuksaan pohontne ka imkaan hain.
10:40 Shabbar Sharif se aapki kya guft koi bhi?
10:42 Shabbar Sharif sahab ka bada us waqt bhi clear mukaf tha aur Alwis sahab ka bhi waisa hi politics tha.
10:48 Unhone kaha dekho, main basically bausi cheezon se agree bhi karta hu, disagree bhi karta hu.
10:52 Mera yeh kyaal tha, aapko Fauj se confirm nahi karta hai.
10:55 Unhone kaha dekho, yaar main apni party ki leadership ka baat ho.
10:58 Mainne Mian sahab se kaha, agar aap umpire ke sar me ball maatna hai, usse Imran ne out nahi hain.
11:03 Main Khal sahab ko in sabse zyada jaan da.
11:07 Mujhe pata hai, wo kya karege.
11:09 Main us waqt bata hu, bataane ki mujhe zaroorat nahi hai, jab chaan utlega toh sab dekha.
11:13 Is waqt tak bahut bachgana siyasat ho.
11:15 Achha nahi lagta ke beta baap ke baare me loose talk kar.
11:18 Apne baap se usko sorry karne chahiye.
11:20 Uski wajah se tum aaj siyasat nahi baithe hai.
11:23 Jail mein kaun mehfooz? Yeh bataayenge break ke baad.
11:26 Humare saath rahiye.
11:27 Welcome back.
11:32 Chairman PTI ke judicial remand mein 14 din ki tausi,
11:36 Attaq Jail mein cipher case ki in camera samaad ka terrori hukmnama jaari.
11:40 Chairman PTI ko jail manual ki roshni mein mazeed baithay sahulate dene ka hukum.
11:45 Hukmnama mein kaha gaya, Chairman PTI ne ahliya se mulaqat ka dauraniya badhana ki istida ki,
11:50 Jail mein sahulaton se mutaaleg koi itiraaz nahi kiya.
11:53 Jail hukam ke ravaiye par itminan ka izhaar karte hui kaha,
11:57 Jail mein khud ko mehfooz mehsooz karta hu.
12:00 Hukmnama ke mutaabik, taftishi afsar ne chalan jama karane ke liye mazeed waqt ki istida ki,
12:05 Jis par samaad 26 september tak multavi kar di gayi.
12:08 PTI ke vice chairman Shah Mehmood Qureshi ke remand mein bhi 14 ros ki tausi kar di gayi.
12:14 Mulk se khaddaari ki hai toh faansi par latka de.
12:20 Shah Mehmood Qureshi ki judicial complex mein media se guftagu.
12:24 Kaha, Chairman PTI hi party chairman hai, isme koi Ibaam nahi hai.
12:28 Sahafi ne sawal kiya, kya kisi deal ki koshish yaa press conference ka kaha gaya hai?
12:33 Shah Mehmood Qureshi muskuraaye, nafi mein sar hilakar chale gaye.
12:39 Mulk se na kabhi khaddaari ki hai, na karenge.
12:42 Kabhi soch bhi nahi sakte Pakistan ke mafaadaar ko ruksaan pochaye.
12:47 Itna yaqeen hai, ke maine mulk se khaddaari nahi ki.
12:50 Jahan mein qaid hu, usse chand kadam door, fatihaalam mein faansi ghaat hai.
12:55 Main is mulk ka mafaadaar hu, tha aur rahunga, jis haal mein bhi hu.
12:59 Aur agar main is mulk se khaddaari ki hai, usse faansi ghaat mein le jaake mujhe latka diya jaye.
13:04 PTI ke chairman Imran Khan bhi aur hain, ispe koi abham nahi hai.
13:08 Mulk ek aayi maanshi aur siyasi dhooran se do chaar hai.
13:12 Wahid lasta, shafaaf hai, takhaabaat hai, zaat anna se bala phal hoon kar Pakistan ka sochna hoda.
13:19 Koi deal waghara koshish ho, ya press conference ke liye kosh ka kaha gaya ho.
13:23 Baldia factory ke maalik bhaila se bhatta lena hota hota, toh sector office le jaate.
13:29 Mustafa Kamal ki 11th hour mein guftagu, Wasim Bahadabi ne lukma diya.
13:33 Jo tariqa kaat tha, MQM ka?
13:35 Mustafa Kamal bole, kar le ye wali baat, kar le.
13:38 MQM rahanuma ne kaha, jo kuch Baldia town factory mein hua, wo MQM ka tariqa nahi tha.
13:43 Se chahiye the na, ye bhaila koi johe wo, bade battalion, fauj ke saath ghum raha tha ye.
13:52 Do ladke aate, isko TT dikhate, isko motor cycle pe beech mein bithate, sector office le jaate.
13:58 Lene te bhatta isse.
13:59 Jo tariqa kaat tha, MQM ka?
14:00 Kar le, ye wali baat kar le, chalein bhai ye wali kar le, le ja, le le, sune.
14:03 Toh ek toh yeh kis ko bhi lekar gaye, yeh bhi gaya 90 ACJD.
14:06 90 toh gaya, is JADD ke mukta hai.
14:07 Dude bolta hai, nahi gaya na, kahain?
14:09 Aap khera hai ke nahi gaya na, JADD khera hai gaya.
14:11 Bhai nahi gaya na, JADD, yaar.
14:12 Lekin yeh bhi toh hota hai na, chal main isme.
14:14 Isme counter argument sunke jawab de de.
14:16 Kar hum nahi karna hota, yeh MQM ne karna hota, toh malkan ko utha ke leke jaate, wo kaam bhi jaate.
14:19 Aur yeh baat theek hai. Kya is Karachi mein yeh nahi hua, ke bhai malkan se, factory malkan se bhatte maange gaye?
14:24 Nahi diya agar kisi ne, toh halka bhulka, Hawaii fire share hogaya, dukaan ke aage kuch woh, dusti-vasti fek diya.
14:30 Kabhi kabhi maamla miss-handle bhi ho sakta hai.
14:32 So again, the citizens have enough reasons to believe, ke ho sakta hai, the intent was not to kill 260 people,
14:37 the intent was to do something halka bhulka, miss-handle ho gaya ho.
14:40 Kyunke koi artificial intelligence ka program thodi hai, jo input, dialing, dialing, hoi aap.
14:43 Miss-handle ho gaya ho.
14:44 Toh yeh humara signature nahi hai, number one. Sunne.
14:47 Main kharo na, intent may not be to kill, miss-handle bhi toh ho jati hai, kuch bhi cheeze hai.
14:50 Nahi hui na, miss-handle, ki nahi na yeh. Bahut tariqe usse bhatte lene ke. Chhod de hum iswaali. Itni bhi abhi gayi gudri nahi hai, MK hum.
14:56 Sunne. Sunne.
14:57 Ispe toh main aapki baat ko maan le.
14:58 Maan le, maan le.
14:59 15 saal mein Sindh jaisi tabahi kahi nahi hui.
15:02 Sindh High Court ke judge ke remarks, Justice Amjad Sethu ne ek case me kaha,
15:08 Larkana, Shikarpur, Jacobabad me toh aur bhi bura haal hai. Doctor, teacher, police, sab visa par hai.
15:15 Koi London, koi Paris chala jaata hai. Katl ki tafteesh theek nahi hoti.
15:20 Bhaise, bakri, chori ki kya hogi? Karachi me toh chhalia wala bhi police ko 2 crore de deta hai.
15:26 15 saal mein Sindh jaisi tabahi kahi nahi hui.
15:30 Shikarpur, Jacobabad, Kandkot, Larkana ka toh aur bhi bura haal hai.
15:35 Jadadi ke mulzim ki darkhwaaz se zamanat ki samaat ke dauran, Justice Amjad Ali Sethu ke remarks.
15:40 Sindh High Court me daurane samaat, Justice Amjad Ali Sethu ka IG Sindh se wakalma.
15:47 Kaha malum nahi, chaar mahine baad aap kaha honge. Jaate jaate Sindh ke awaam par ahsaan kar jaye.
15:53 Sindh ke logon ki aap par nazre hai.
15:55 Justice Amjad Ali Sethu ne remarks diye, 5000 me se 2000 duty par hote hai.
16:00 Ki visa le kar mulz se bahar hote hain. Doctors, teachers aur police sabhi visa par hain.
16:05 Koi London, koi Paris chala jaata hai.
16:07 IG Sindh Rafat Mukhtar ne adalat ko yaqeen daha nahi kar aayi, 2-4 mahine me cheezan tabdeel hoti nazar aayengi.
16:20 Police mein monitoring ka mechanism bana diya hai. Pura subah mein khud monitoring karunga.
16:24 Funds ki monitoring bhi main khud karunga.
16:26 Adalat ke log pure awaam ki bhi humeji hai. Inshallah, better karenge.
16:30 Aamne system bhi kharaabiyon ko doon karna. Abhi amrna aamna ki mujhde dekhein abhi nahi aate.
16:34 Ye changes aate hai. Ye kal tak, kal pasar tak inshallah ho jayega betar.
16:38 Justice Amjad Ali Sethu ne remarks diye, katal case ki theek se tafteesh nahi hoti.
16:42 Bakri, bhains, chori, dageti cases ki kya tafteesh hogi.
16:45 Jab mulzim chud jaate hain, toh bayan aajaata hai.
16:48 Hum pakarte hain, adalat mulzim chod deti hai.
16:51 Hum bhi mulzimaan ko saza dena chahate hain.
16:53 Magar chahayat hi nahi aate, toh mulzim ko kaise jail me rakhein.
16:56 Justice Amjad Ali ne IG se safsar kiya, tafteesh ke liye funds har zile ko dene ke bajaye,
17:01 maraay raaz thaane ko kyu nahi diye jaate.
17:04 Thaane ko tafteesh ke liye paise denge, toh inse jawab talabi bhi hogi.
17:07 Karachi me toh chhalia wala bhi police ko 2 crore de deta hai.
17:11 Karachi Gulistan-e-Johar me Jamia Abu Bakr Islamia ke muhtamim Maulana Zia-ur-Rehman ki
17:17 mubayyina target killing ka muqadma darj kar liya gaya.
17:20 Qatal ki dafa 302 ke tehad muqadma darj kiya gaya.
17:23 Guzasta roz pesh aaye waqeh par ulwa ke waft ne Karachi Police Chief Khadim Rindh se mulaqat ki.
17:29 Additional IG ne waft ko mulzimaan ki jald garifdari ki yaqeen dhyani kar aayi.
17:33 Khadim Hussain Rindh ne tafteesh ke liye team tashkeel dene ki hidayat kar di.
17:37 Police ko waqua se 9mm ke 4 aur 30 bor ke 11 khol mile hain.
17:42 SSP Irfan Bahadur ka kehna tha, police ne tamaam shawahid ikhatte kar liye.
17:46 Daishatgardi ke pehloo ko bhi nazar andaaz nahi kiya jaa sakta.
17:50 Apne har pehloo se joye wo iske investigation kar rahi hai.
17:55 Upar cells hote hain, wo activate hote hain aur bilkul hum us pehloo se bhi jaiza le rahe hain.
18:00 Police kal raat se le ke abhi tak tamaam sabooton ko, gawaon ko aur jitni bhi humare saath jo technical evidences hain
18:09 unko ikhatta karne me lagi bhi thi.
18:11 Kaafi saari cheezein ikhatti kar li gayi hain.
18:13 Dadu ke TikToker Afzal ke katlo ka koi surakh na mila.
18:17 Makhtool Afzal, siyasi nauyat ke TikTok bhi banata tha.
18:21 Guzishta roz katl honewala TikToker Afzal loon Microfinance Bank me mulazim tha.
18:27 Karz lene ka kehkar na malum afraad me usse bulaya.
18:30 Shahdadpur me motorcycle sawar mulziman ne naam poochne ke baad firing kar ke katl kar diya.
18:36 Afzal ke ahle khana gham se nithaal hain.
18:39 (Crying)
18:43 Yehi burta tha humare sudh me.
18:46 Naujumano ko izzat nahi milti hai.
18:48 Taalim toh hai lekin aamiyat nahi milti.
18:50 Afzal ki behn ka roh roh kar bura haal.
18:53 Kehti hai bhai ka kya kusur tha.
18:55 Hummein, hummein, insaafi chahiye.
18:57 Mera beguna bhai tha.
18:59 Mujtazur tha uska.
19:00 Usne har cheez jod diya tha.
19:02 Usne mobile bhi rakna jod diya.
19:04 Afzal ke walit ka kehna hai.
19:06 Na malum mulziman ne Afzal ka naam poochha.
19:09 Aur phir uspar ghodiyaan basa di.
19:11 Afzal humne ditamo.
19:13 Usne bola haa main Afzal humne.
19:14 Usne ne zair hi nahi ki.
19:15 Isko siddhi firing kar ke isko khatam kar diya.
19:17 Ahle khana ka kehna hai ki CCTV me mulziman ke chahre waze hain.
19:21 Police taal matol se kaam le rahi hai.
19:23 CCTV videos aur CCTV footage bhi aaye hain.
19:26 Katil 24 ghante guzar gaye hain.
19:28 Abhi tak katil kyu nahi Jonah me mil rahe hain.
19:30 Afzal ko kisne aur kyu nishana banaya.
19:33 Yeh ab tak sawal ya nishan hai.
19:35 Gharwali insaaf ke muntazir hain.
19:37 Pakpatan me ghar se la pata honewali 5 saal ki bachi Adan Fatima ke katil ka
19:42 21 maa baad suraag laga liya gaya.
19:44 Sangdil padosi ne bachi ke chacha se maamuli talq kalami par Adan Fatima ko katil karke
19:50 laash nehar me pekh di thi.
19:52 District police officer ne bataya
19:54 mulzim muzammil ko hiraasat me leke tafteesh ki
19:56 toh mulzim me itaraaf-e-jurm kar liya.
19:58 Rango se khelnewali 19 saal ki Saba jo khadi nahi hun sakti.
20:10 Lete-lete rango ki aisi duniya basali jisse dekhnewali hiraan rahe jaate hain.
20:15 Saba painting me apna naam barana chahati hain.
20:18 Kaam ko aalmi sata tak lejana chahati hain.
20:20 Painting me aage apna naam barana chahati hain.
20:23 Kyun ki mujhe colour bahut sun hai, painting bahut sun hai.
20:29 Aage bhai sport bhi toh inshaAllah main is kaam ko international level tak leke jaunge.
20:39 Saba ki pedayashi mazuri uski salahiyaton ke saamne haar gayi.
20:44 Rango se hua pyaar toh usne bana daale kai shahkaar.
20:51 Main school bhi nahi gayi hun, jiske wajah se main bazar mein jaate thi aal vakat.
20:55 Toh phir main abbu ko bola ki mujhe colours laga ke deyen.
20:59 Toh phir main painting starti.
21:01 Rawat ki 19 saal ki Saba, wahkhabar Savera ki mehman bani.
21:05 Wo pedayashi taur par mazuri ka shikaar hai.
21:08 Chal phir nahi sakti, uth beth bhi nahi sakti.
21:10 Apne saare kaam lete-lete anjaam deti hain.
21:13 Main ek painting banane mein, 4 din laga deti hun.
21:17 Kyuki main painting aise hi lete ke banati hun, aaram-raam se.
21:21 Jab mera ek aat thak jata hai, toh main duse aat se pakad ke banati hun.
21:24 Painting, drawing aur sketching, ek se baddkar ek shahkaar banane mein Saba ko maharat hasil hai.
21:30 Main painting mein aage apna naam banana chahati hun.
21:33 Kyuki mujhe colours bohot sand hai, painting bohot sand hai.
21:36 Agar mujhe aage mukhe mili hain, aage meri sport hui, toh Inshallah main is kaam ko international level tak lete jaaungi.
21:42 In khudadaad salahiyaton ke saath-saath wo betreen mukarrar bhi hai.
21:46 Waldein kehte hain, Saba ka ilaj mumkin hai, lekin ghurbat aade aajati hai.
21:51 Khabrein aur bhi hai, lekin yahan waqt hua hai ek break ka. Humare saath rahi hai.
21:55 Welcome back.
22:00 Nigrah Bazir-e-Azam Anwar-ul-Akkakar ka kehna hai, Sadr-e-Mumlikat ne aam intikhabat liye yakinan ek taarikh tajbeez kar di hai.
22:07 Election taarikh ka prime mandate toh Election Commission ka hai.
22:11 Mere khayal mein, Election Commission shafaaf intikhabat ke liye mauzoo haalat ka jaheza le kar, jaldi kisi munasif waqt me election ka alaan kar dega.
22:19 Ye khayal hai ki Nadeem sahab, zahir hai, delimitation bazaate khud bhi constitutional electoral process ka hisa hai.
22:27 Toh prime mandate toh Election Commission of Pakistan ka hai.
22:31 Sadr-e-Pakistan ne yakinan ek taarikh tajbeez kar di hai.
22:36 Woh due diligence ispe karenge, apni deliberations karenge aur jo required conditions hai to conduct free and fair polls.
22:46 Mere khayal mein, Election Commission Pakistan jo hai, wo jaldi is natije pe paunch ke kaunsa munasif din aur taarikh hogi, wo shahad announce kar denge.
22:58 Aayin me 90 roz likha hone ke baawajood kyun takraar hai?
23:01 Chief Justice Umar Atta Bandyal ka takreeb se khitab, kaha chahate hain ki aayin aur qanun ke mutaabik nizam chale, Supreme Court aur High Court ka kaam aayin ki paasdaari aur tahafuz karna hai.
23:11 Humare judges ke azaad hone se mutaalik kisi ko shak nahi, hona chahiye.
23:16 Well, it is in civil hale itna hi.
23:22 Mazeed khabar aur updates ke liye dekhte rahiye, ARY News.
23:25 [MUSIC PLAYING]

Recommended