• last year
ALLAH ke Safeer - Episode 3

Topic: Khawaja Gharib Nawaz RA Bahasiat Muballigh e Islam

Speaker: Dr Syed Hamid Farooq Shah Bukhari

#ALLAHkeSafeer #KhawajaGhareebNawaz #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 [Music]
00:28 Alhamdulillah Rabbil 'Alamin
00:30 Wassalatu wassalamu 'ala sayyidil anbiya wal mursaleen wal aqibatul lil muttaqeen
00:36 Amma ba'd fa'udhu billahi minash shaytanir rajim
00:39 Bismillahir Rahmanir Raheem
00:41 Ud'u ila sabili Rabbika bil hikmah
00:44 wal maw'idatil hasana
00:46 wa jaadilhum billatihi ahsan
00:49 Sadaka Allahul Azeem
00:51 Inna Allah wa malayikatahu yusalloon 'ala an-nabiyyi
00:54 ya'yuha allatheena aamanu sallu 'alayhi wa sallimu tasleema
00:58 Allahumma salli 'ala sayyidina wa mawlana Muhammad
01:02 wa 'ala a'yuha sayyidina wa mawlana Muhammad wa barik wa sallimu salli 'alayhi
01:06 Hazrat-e-girami
01:08 Aaj hum jis hasti ki bargah mein
01:11 Hazri ki saadat hasal kar rahi hain
01:14 Wo chishtiyun ke sardar
01:17 Hazrat-e-khaja Gharib Nuaz
01:20 Sayyiduna Mu'inuddin Chishti Ajmeri
01:24 Rahmatullah-e-ta'ala 'alayhi ki zat-e-girami hain
01:28 Aapki hayat-e-tayyiba mein
01:32 Aapki seerat-e-tayyiba mein
01:34 Aam insaan ke liye, banda-e-mu'min ke liye
01:38 Rahnumai ke bahut saare zabte
01:41 ur usool Allah-e-karim ne rakhe hain
01:44 Kyun ke aapki hasti wo hai
01:47 Ki jis-e mere aur aapki aaka janaab-e-Muhammadur-Rasool-Allah
01:51 Sallallahu 'alayhi wa sallam
01:53 Wajh-e-Takhliq-e-Qainat
01:55 Aaka Karim 'alayhi tahiyyat-e-was-Sanaa
01:58 Ne apna na'ib banaakar Hind mein bheja hain
02:02 Aap Nabi Akram 'alayhi tahiyyat-e-was-Sanaa ki aal mein se bhi hain
02:06 Aapki Mubarak Nasle-e-Paak mein se bhi hain
02:09 Janaab-e-Hazrat-e-Syedah Fatimah-tu-Zahra
02:11 Salamullah 'alayha
02:13 Wo janaab-e-Mawla-e-Qainat Shireh Khuda
02:15 Mutada 'alayhi salam ki aulad mein se hain
02:18 To aap Na'ib-e-Rasool fil Hind hain
02:21 Ata-e-Rasool hain
02:23 Allah Karim ne apna na'ib bana
02:25 Rasool-e-Karim 'alayhi tahiyyat-e-was-Sanaa ne apna na'ib banaaya
02:28 Rasool-e-Karim 'alayhi tahiyyat-e-was-Sanaa ne khas toor pe Hindustaan ko aapko ata firmaaya
02:34 Aap jab yaha tashreef laaye
02:36 To Hindustaan jis-tarah ke apne naam se zahir hai
02:40 Ye to amumi toor pe Hindoon ki basti hai
02:44 Jahaan pe Hindoon ka raaj tha
02:47 Mushrikana aqaid the
02:49 Mushrikana rasool maat thi
02:51 Us mahol mein aap jalwa gar hua
02:54 Aur fir wo waqt aaya
02:56 Ke aapke haath pe 99 lakh logon ne kalma pada
03:01 Takreeban ek crore logon ne deen-e-Islam ki naimat hasil ki
03:06 Kyon ke aap na'ib-e-rasool hain
03:08 Aap ata-e-rasool hain
03:10 To aapne apne mubarak uswa-e-hasana se
03:12 Aapne haiyat-e-tayyiba se
03:15 Aur daawat-e-deen ke Quran-e-usool se
03:18 Jo Hindoon ke diloon ke duniya badli
03:22 Aur mushrikoon ko tawhid-parast banaaya
03:25 Ye aap hi ka khasa tha
03:27 To aaj ki is khas majlas mein hum
03:29 Huzoor Gharib Nawaz Rahmatullah alaih ko batore mubaligh-e-Islam
03:34 Ke aapne Islam ki presentation kaise ki
03:37 Islam kaise pohnchaya
03:39 Kyon se usool aur zaabte aapne apne peshen nazar rakhe
03:44 To sahab se pehli buniyadi cheed wa aaya mubarak-a
03:47 Jo maine khutba mein tilawat karne ka sharf hasil kiya
03:50 Allah Karim Mirshad firmaatein
03:52 Ud'u ila sabeel-e-rabbika bil-hikma wal-maw'idatil-hasana
03:57 Ke daawat do apne Rab ke raste ki taraf hikmat ke saath
04:01 Ab hikmat kya hoti hai
04:03 Hikmat mein aapne
04:05 Ihqaakul haq karna hota hai
04:07 Isaahlatul haq hota hai
04:09 Haq ko haq karke waazay karna hai
04:12 Haq tap pohnchane ki daleel deni hai
04:15 Ise hikmat ke saath tabir kiya jaata hai
04:18 Jisme koi ladai nahi hoti
04:20 Jisme koi munazara nahi hota
04:22 Jisme koi jagda nahi hota
04:23 Jisme koi mukhasma nahi hota
04:25 Jisme koi gaali galoch ka tabadla nahi hota
04:28 Jisme daston garebaan chaak nahi hoti
04:31 Balke dalail ki duniya mein
04:33 Insaan kadan vakta aaya aur hikmat ke saath baat karta hai
04:36 Jisra ki Quran-e-Aziz mein Allah-Karim ne ishaat firmaaya
04:39 Ki maine jo usool beyan firmaaya hai Quran-e-Paq mein
04:43 Unmein ye maa bain, fariqain ke maa bain jo muqalma hai
04:48 Usse farooq diya gaya hai
04:50 Chahi kisi maslak se, kisi mazhab se taaluk kya hoona hai
04:53 To aapne aakar ye dekha ki bar-e-sagheer mein rehne wale log jo hain
04:58 Unki nazriyaat kya hain
05:00 Unki nafsiyat kya hain
05:02 Jab tak daai-e-Islam maahir-e-nafsiyat nahi hota
05:07 Us vakat tak jinn logon tak peegam ponchana hai
05:10 Wo kamyaabi hasil nahi karsakta
05:13 Ye sochna hota hai, ye samajhna hota hai
05:15 Ki inn ke andar usool kaunse kar firmaa hai
05:18 To aapne dekha ki Hindustan mein log
05:20 Qawwali ko jisse sima kaha jata hai
05:22 Usse bohot pasand karte hain
05:23 Aapne nafsiyat ke mutaabik wahi usool apnaaya
05:26 Wahi tariqat kar apnaaya
05:28 Aur aapne sima ko pasand firmaaya
05:30 Aur sima ke zariyah Allah ki hamat
05:32 Aur manakib-e-mustafa alaihi tahiyyat-u-was-sanaa ka silsila shuru firmaaya
05:37 Aur jis tarah log inn cheedon ke tarah raagib the
05:40 Aapne apne peegam ko ussi zariyah se ponchaya
05:43 Aaj ke zaman mein zara yeh samjhiye
05:45 Ki jo jadeed zarai tablig hain
05:47 Islam ki daawat ke jadeed zarai hain
05:50 Jinn ko aaj mushrik, kafir, ghar muslim
05:53 Apne maqsood ke liye istimal kar rahe hain
05:55 Aaj ka daai, Islam ki tarah daawat denewala
05:58 Daai ilal-llah
06:00 Agar un saare zaraay ko istimal nahi karega
06:04 To wo kaise apna peegam aage ponchaya sakta hai
06:07 Agar un saare zaraay pe kufr ka fatwa lagaake
06:10 Aur unka rasta mastood karne ki koshish karega
06:13 To peegam kabhi nahi ponchega
06:15 To aapne wahi zariyah istimal firmaaya
06:18 Aur sima ko pasand firmaaya
06:20 Usme zoke toheed ko peyda kiya
06:22 Usme shoke risalat ko peyda kiya
06:24 Aur log inn cheedon ki tarah mutwajye huye
06:27 Aur jahan shayad chand musluman baste the
06:30 Naib-e-rasool ki aamat ke baad
06:32 Aur aata-e-rasool ki jalwa gari ke baad
06:35 Aur aap ko zamana ghareeb nawaz ke naam se yaad karta hai
06:39 Aap sirf musluman nawaz nahi hain, aap ghareeb nawaz hain
06:42 Aur aaj bhi duniya se rukhsat hone ke baad
06:44 Aap ke dar pe har madhab ke log haazri dekar
06:47 Is baat me tayakkun peyda kar rahe hote hain
06:50 Ki hamara in pe imaan ye nahi hain
06:52 Ki ye sirf muslumanon ko nawazte hain
06:54 Balke ham samayte hain ye to har ghareeb ko aata firmane wale hain
06:58 To aap ko kyon ke Allah ke pyare rasool ne khud aata firmaya tha
07:02 Aaka kareem ne khud nawaza tha
07:04 To in ke nawazne wale aaka kareem hain
07:07 To inno ne phir aakar Hindustan me logon ko nawaza aur aata kiya
07:11 To pin 99 lakh logon tak aapka pegham ye poncha
07:15 Aur uske bunyadi waja kya thi
07:17 Ki jis waja se aap ne deen-e-islam ko aam kiya
07:20 To silsila-e-chishtiya ka kyon ke bunyadi taarif aapki hasti hain
07:25 Revival jo silsila-e-chishtiya ka hua
07:27 Silsila-e-chishtiya ko yun kahiye jo urooj mila
07:30 Silsila-e-chishtiya jab OJ Suraiya tak poncha
07:33 Aur poori duniya me jab silsila-e-chishtiya ka pegham poncha
07:38 To isi hasti ke zariye poncha
07:40 Jine zawana khajam Moinuddin Chishti Ajmeri ke naam se yaad karta
07:44 To aapke daawat-e-islam me jo sabse bunyadi wasaf tha
07:49 Wota khidmat-e-khalk
07:51 Khidmat-e-khalk wo cheez hai
07:53 Ke aapke dar pe aane walon ko
07:56 Wahaan zarurat ki har cheez naseeb hua karti thi
07:59 Aur wahi silsila-e-chishtiya ka ya fezaan
08:02 Jo hazrat Khwaja Gharib Nawaz se shuru hua
08:05 Aaj har chishti dargah me hame wahin rang nazar aata hai
08:09 Jahan taaleem ki baat hoti hai
08:11 Jahan tarbiyat ki baat hoti hai
08:13 Jahan nimaaz-e-panchgana ki baat hoti hai
08:15 Wahaan har zarurat maand ki zarurat ko poora karne ka bhi hukam diya jaata hai
08:20 Khaane ka khaas ihtimaam kiya jaata hai
08:23 Jo chishti dargahon me log haazir hoti hai
08:26 Wohi yeh samajhte hain ki yahaan
08:28 Khaas taur pe insani zaruriyaat
08:30 Aur insani nafsiyat ka tahafuz kiya jaata hai
08:33 To yeh silsila jo khidmat-e-khalk ka
08:35 Wo hazoor khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri
08:38 Razi-Allah taala nahu ki zaate-e-girami se shis silsila shuru hua
08:41 To sabse pehle to yeh hai
08:43 Ki aapne har aane wale ki zarurat ko peshe nazar rakha
08:47 Aur uski zarurat ko poora kiya
08:49 Wo chahe khaane ki zarut hai
08:51 Chahe libaas ki zarut hai
08:53 Chahe rehne ki makaan ki zarut hai
08:55 Chahe izzat-e-nafs ke tahafuz ki zarut hai
08:58 Chahe tarbiyat mein qameen ki zarut hai
09:00 To aapne logon pe koi fatwa nahi nagaya
09:03 Aapne gaaliyan bardaasht ki hain
09:05 Aapne fatwa sahe hain
09:07 Aur saamna kiya hai
09:09 Masaib ko bardaasht kiya hai
09:11 Aur isi liye hamme silsila chishtiyan mein yeh baat aam nazar aati hai
09:15 Ki silsila chishtiyan aisa nahi hai
09:17 Ki jisme iss baat ki tarf tarjeeh di jaati hai
09:20 Ya iss baat ki tarf wajjo dilayi jaati hai
09:22 Ki aap apne saare maumlaat chod kar
09:25 Kahin jangal biyaaban mein chale jaye
09:27 Aur rahbaaniyat ki jaa ki zindagi guzarein
09:29 Balke yeh bataya jaata hai
09:31 Ki aapne issi duniya mein rehna hai
09:33 Masaib ko bardaasht karna hai
09:35 Tankeed ko bardaasht karna hai
09:37 Aur Rasool-e-Akram Ali Tahiyyat-e-Wasana
09:39 Uswa-e-Hasana ke mutaabak
09:41 Fir bhi bardaasht karte hu zindagi guzarni hai
09:43 Aur deen ka peghaam aam karna hai
09:45 Aap kyon ke naib-e-rasool hai?
09:47 Aap kyon ke ataay-e-rasool hai?
09:49 To aapki zindagi mein hamme yeh nazar aata hai
09:52 Ki jab aap pe koi tankeed ki jaati thi
09:54 Ya aap ki tarf koi ungli buland karta tha
09:57 To aap haath utha ke Allah-e-Karim ki baarga mein
10:00 Wahi dua kiya karte the
10:01 Jo Nabi-e-Akram Ali-e-Tahiyyat-e-Wasana dua firmaya karte the
10:04 Aur wo dua kya thi?
10:06 Ki maula yeh mujhe jaante nahi ne hidayat ata firma
10:09 To ataay-e-rasool aur naib-e-rasool fil hind ki zindagi mein
10:13 Khwaja Gharib Nawaz ki zindagi mein
10:15 Hamme yeh cheed aam nazar aati hai
10:17 To aapne jo muballigh-e-Islam hone ka rutbah paaya hai
10:20 Wo isliye ke aapne hikmat ke saath
10:22 Achhi nasihat ke saath
10:24 Aur behtreen dalail ke tabadle ke saath
10:26 Deen-e-Islam ka peghaam aage ponchaya
10:28 Aur sabse aaham cheez
10:30 Ke aapko deen-e-Islam ka kamjab muballigh
10:32 Aur 99 lakh logon ko kalma padhane ka izad
10:35 Isliye nasib hua
10:37 Ke aap apne waqt ke saare baadshahun se itinab karte the
10:40 Aur sirf ahkam-ul-haakemeen ki baarga mein hasir hoke
10:43 Ussi ki baarga se talab karte the
10:45 Aur mera rab aapne rasool ke sadqa aap ko ata firmaya karte the
10:48 Wa maa alaiya illal wala
10:50 Mere haadi
10:54 Mere rahbar
10:59 Mere sardaar
11:04 Mere raja hai
11:07 Mere munis
11:11 Mere hum

Recommended