Daura e Tarjuma e Quran - Host: Shuja Uddin Sheikh
1st Time in Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer of Quran Kareem.
#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
1st Time in Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer of Quran Kareem.
#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wasalatu wasalamu ala sayyidil anbiya wal mursaleen, amma ba'd,
00:07 a'udhu billahi minash shaytanir rajim, bismillahir rahmanir raheem.
00:12 Yas'aluna kamatha uhilla lahum, kul uhilla lakumut tayyibat.
00:16 Sadaqallahu al 'azim. Allahumma salli wa sallim 'ala nabiyina
00:19 Muhammad. Rabbi shrahli sadri, wa yassirli amri, wa hlulukhudatan min lisani, yafqahun
00:24 qawli, wa ja'alli wazeeran min ahli. Ameen. Ya Rabbil Alameen.
00:28 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:31 Alhamdulillah, Quran-e-Hakeem ki muta'ala ki itibar se, daur-e-tajamih Quran ka sislah
00:35 jari hai. Surat-ul-Ma'idah ka karen muta'ala,
00:37 aur Ahl-e-Kitab ki hawale se guftu guhai jari,
00:40 aur usme hamare libe ibarat ka samaan maujood hai.
00:42 Surat-ul-Ma'idah, ayat number 18 se muta'ala shuru karen.
00:46 A'udhu billahi minash shaytanir rajim, bismillahir rahmanir raheem.
00:50 Wa qalatil yahudu wal nasara, nahnu abna'ullah wa ahibba'u.
00:54 Wa yahudu nasara ni kaha ki hum Allah ta'ala ki beto ki tara, aur uske piyaare hain.
00:59 Qul fal mayu'adhibukum bidh zunubikum,
01:01 ay nabi sallallahu alaihi wa sallam,
01:03 firmaadiji, fir Allah tumhe tumhare gunaon par saza kyun deta hai,
01:05 bal antum basharun mimman khalaq,
01:07 bal ke tum bhi ek bashar ho uski makhlook mein se.
01:10 Inko apne chahite hone, laadle hone ka bada ghumand tha.
01:15 Hum to Allah ke chahite hain,
01:16 yahud to kahte hai jahannam ki aag hume chhuege nahi sewaay chand dinon ke,
01:19 aur nasara bhi kahte hai, hum Allah ke beto ki tara, Allah ke piyaare hain.
01:22 Allah thode koi hume adab dega.
01:23 Allah firmaare itne piyaare ho to tum par adab kyun aata hai, yahud ki bhi pitaiye hote rahi,
01:27 nasara par masa'ib aate rahein,
01:29 aur mukhtarif ehtibara se in par aane wale maza'ib ka zikr Quran-e-Paq ne kiya.
01:34 Yeh inki wishful thinking thi, yeh inki khushfahimiyan thi.
01:37 Aaj hume bhi kuch istana ka ghamand nahi hai,
01:40 istana ka zaam nahi,
01:42 humi chahite Allah ta'ala ke,
01:44 aaj chahite ke saath ho kya rahe hai,
01:46 is ummat ka haal kya hai,
01:47 to bhai Allah ka qanoon hai,
01:49 Allah ne pehle wo ummat khadi ki,
01:51 unhone Allah ke kitab ko, peghambar ke taaleem ko, peghambar ke mission ko,
01:54 pasay push dala, Allah ka adab unpe aaya,
01:57 aaj agar hum kitab ko faramoosh karenge, Quran ko,
01:59 aaj hum Muhammad-e-Mustafa a.s. ke mission ko faramoosh karenge,
02:02 to jo ho rahe hain uspe koi marsiye mujhye mazeed kehne ki zuruat nahi.
02:05 Yeh aayna-e-Quran jo humare saamne rakh rahe hain,
02:08 yeh Quran kahaniyon ki kitab nahi ma'ad Allah,
02:10 kison ki kitab nahi ma'ad Allah,
02:11 taarikh ki kitab nahi hai faqad ma'ad Allah,
02:13 yeh hidayat ki kitab hai,
02:14 aur humare li rahnumai ka saamaan isme maujood hai.
02:19 Farmaaya, ya ghufiroo li mayya shaa,
02:20 wa yu'adhiboo mayya shaa,
02:21 Allah jisko chahta hai baksh deta hai,
02:23 jisko chahta hai aadab deta hai,
02:24 wa lillahi mulku s-samawati wal-ardhi wa maa baynahuma,
02:27 aur Allah taala ke liye aasmaan wa zameen ke baadishahat hai,
02:30 aur usseb kuch ki jo in duno ke darmian hai,
02:33 wa ilayhil maseer, aur Allah taala ke taraf lotna hai.
02:36 Ya ahl-e-kitabi,
02:38 qad jaakum rasooluna yubayyinu lakum 'ala fatratim minar-rusul,
02:43 ya ahl-e-kitabi,
02:44 tumhare paas humare rasool sallallahu alayhi wa sallam aagey hain,
02:47 nabiyon ki aamat ke wakfe ke baad,
02:50 taakay 'ala fatratim minar-rusul yubayyinu lakum,
02:54 aaye hain nabiyon ki aamat ke wakfe ke baad,
02:56 tumhare li wazeh farmaare haq ko,
02:58 nabiyon ki aamat ka wakfa murad,
03:00 'eesa alayhi salamun nabi sallallahu alayhi wa sallam ke darmian,
03:03 chheh sadiyon ka farq hai,
03:04 yeh farq waqih hua,
03:05 aur ab aakhri peghamar Muhammadin mustafa alayhi wa sallam,
03:07 aakhri rasool,
03:08 aur qayamat tak ke liye unki ta'aleem ko Allah ta'ala ne ma'afoos farwa diya,
03:11 kyu aaye,
03:12 yubayyinu lakum 'ala fatratim minar-rusul,
03:14 wo ambiya ki aamat ke wakfe ke baad aaye,
03:17 tumpar wazeh taupar haq bayan karne ke liye,
03:20 an taqoolu ma jaana min basheeriun wala nadeer,
03:23 kahin tum ye na kaho,
03:24 ki humare paas koi khushkabri sunane wala,
03:26 aur koi inzaar karne wala nahi aaya,
03:28 faqad jaakum basheerun wa nadeer,
03:31 pas yaqeenan tumhare paas basharat dene wale,
03:33 aur inzaar karne darane wale peghambar aagey,
03:35 sallallahu alayhi wa sallam,
03:37 wallahu ala kulli shayin qadeer,
03:39 aur Allah har har shayin par qudrat rakne wala hain.
03:42 agla rukoo hai,
03:44 aur is maqam par Allah subhanu wa ta'ala ne,
03:46 nifaad-e-shariyat ki jiddu juhud ka tazkira kiya,
03:48 magar ahl-e-kitab mein se bil khusus yahood ne,
03:51 Allah ke rasool Moosa alayhi wa sallam ka saad na diya,
03:55 Haroon alayhi wa sallam ka saad na diya,
03:57 aur shariyat ke nifaas ki jiddu juhud se farar ikhyaar kiya,
04:00 uska tazkira, lekin sirf qisay ke taur par nahi,
04:03 hamari ibraat-e-sabaq-e-amoozi ki li baad zahin mein rahi,
04:06 farmaya, wa idh qawla Moosa li qawmihi yaa qawmi,
04:09 dhikuru ni'mat-e-Allahi alaykum,
04:11 aur yaad karo ja Moosa alayhi wa sallam ne apni qaum se farmaya,
04:13 ki ay meri qaum, apne upar Allah ta'ala ki ni'mat ko yaad karo,
04:16 idh ja'ala feekum anbiyaa, wa ja'ala kum mulooka,
04:20 jabki Allah ne tumi anbiyaa pehda kiya,
04:22 tumi baad-e-shah banaya, kai baad-e-shahate,
04:24 Dawood alayhi salam, Suleiman alayhi salam, Janab-e-Taalud,
04:27 ye baad-e-shahate mein ko ata ki,
04:29 aur sadiun tak anbiya ka sislah in mein qaim raha,
04:31 wa ata kum ma'alam yu'ti ahadam min al-alamin,
04:34 aur tumi wo kuch ata farmaya,
04:36 aur jahan walam misr kisi ko na diya us waqt-e-itibar se,
04:39 baaki khas fazirat ab rahmatulil-alamin sallallahu alayhi wa sallam ki ummat ki hai,
04:43 yaa qawmi, dkhulul arda al-muqaddasata allati kataba Allah lakum,
04:47 wa laa tartaddu 'ala adbarikum,
04:49 fatam qaleebu khasireen,
04:51 ae miri qaum, arz-e-muqaddas murat fil-asteen,
04:53 isme daakhil ho jao jo Allah ta'ala ne tumhare liye tayyaf farmadi hai,
04:58 aur apni peet phedte hui mat lotna,
05:01 warna tum nukhsaan mein jaa padhoge,
05:03 aao jaake fatah karo isko,
05:05 waha mushrikeen ki qaum abaat thi,
05:07 jaao qataal karo, jang karo,
05:09 arz-e-muqaddas ko hasil karo,
05:11 aur Allah ki shariah, taurat tumi ata hui usko naafis karo,
05:13 qaalu yaa moosa inna feeha qauman jabbaadeena,
05:17 un logon ne kaa ki ae moosa be shak usmein badi zabardast qaum hai,
05:20 wa inna lanna dkhulaa habta ya khurujoo minhaa,
05:23 aur hum waha hargis daakhil nahi hunge,
05:25 yaha tak ki wo usmein se nikal jaayen,
05:27 fa inya khurujoo minhaa fa inna daakhiloon,
05:29 fir wo agar waha se nikal jaayenge,
05:31 to hum zurur usmein daakhil ho jaayenge,
05:33 yaani barso rahe naa sehraa ke andar,
05:35 man o salwa milta raha,
05:36 aur sari ki sari Allah ta'ala ki neemate khate rahe,
05:38 to zarasi sahal pasandhi ka maamla aagaya,
05:41 to khud apne shehar ko khaali kar de,
05:43 nikal jaayenge mandar enter ho jaayenge,
05:45 yaani koi struggle nahi, koi mehnet nahi,
05:46 koi jitdh do johni, koi pasina nahi,
05:47 koi khoon bahana nahi, koi takraau nahi,
05:49 koi jang nahi,
05:50 hum to bas intazaar karenge,
05:51 bahar aajaayenge mandar chale jaayenge,
05:53 Allah o Akbar, yeh faraar ka ravaiya hai,
05:55 wahaan do neek banday the,
05:57 jo zikr kar rahe hai Allah ta'ala unke baare mein,
06:00 farmaya,
06:01 qaula rajulaani minal ladheena yakhwaafoon,
06:03 an a'amallahu alaihi madkhulu alaihi mulba,
06:06 darne walo misi do aadiyooni kaha,
06:08 jin dono par Allah ta'ala ne inaam farmaya tha,
06:10 ki ae logon tum unpar darwaze se hamla karke daakhil ho jaao,
06:13 himmat karo, bahaduri dikhao,
06:15 aage se hamla karke daakhil ho jaao,
06:17 fa idhaa dakhal tumuhu fa imnakum ghaliboon,
06:19 jab tum usme daakhil ho jaoge,
06:21 to tum hi ghalib rahoge,
06:22 wa alallahi fatawakalu im kuntum mu'mineen,
06:25 aur Allah ta'ala par bharosa karo,
06:26 aga tum waqiatan imaan wale ho,
06:28 ye do shagir the moosa alaihi salam ke yusha bin noon aur qale bin yuqanna,
06:33 ye inke naam aad tafaseer mein bhi padeyenge,
06:35 aur baad mein fir ye sislah inke zariye aage bhi badha,
06:38 to in dono hadaraat ne jo shagir the moosa alaihi salam ke unke saad the,
06:41 apni qaum se kaha ki himmat dikhao,
06:43 aage se badkar hamla karo in par,
06:44 is ilaakhe ke logon par,
06:45 aur Allah par tawakul karo,
06:47 qaulu un logon ne kaha,
06:49 ya moosa imna lannad khulaha abadam maa daamu feeha,
06:53 ae moosa hum to kabhi waha daakhil nahi honge,
06:55 jab tak ye logon waha par maujood hain,
06:58 fadhab anta warabuka faqautila inna haahuna qa'idoon,
07:02 pas aap jayi aur aapka rab jaake qitaal kiji,
07:04 hum to yahi baithe rahenge,
07:05 ye hai bani israeel,
07:07 saaf kora jawab de diya,
07:09 Allah ki nehmaton se istifada karte rahe,
07:11 Allah ne fazeerat ataaf farmayi,
07:12 nehmat ataaf farmayi,
07:13 mannu salwa diya,
07:14 baadal ka saya diya,
07:15 paani ataaf farmayi,
07:16 protection diyin ko Allah taala ne,
07:18 aur ab kya kahrein moosa aap jaake,
07:19 aur aapka rab jaake qitaal kiji,
07:20 hum to yahi baithe rahenge,
07:22 yeh ne saaf inkaar kar daala,
07:23 Allah ki raham e qitaal karne se,
07:25 qaala rabbi imni laa amliku illa nafsi wa aakhi,
07:28 fafuruq baynanaa wa baynal qaumil faasiqueen,
07:31 moosa a.s. ne arz ki ki,
07:33 ae mir dab,
07:34 beshag mein ikhtiyar nahi rakta,
07:36 siwahi apni jaan ke aur apne bhai ke,
07:38 pas hamare aur hamare naafarmaan qaum ke darmian,
07:41 ab faisla hi farma de,
07:42 Allah o Akbar,
07:43 tarjama to hain,
07:44 jodai daal de murad,
07:45 faisla farma de,
07:46 ab moosa a.s. wa janab e Haroon ke bhai a.s. yeh do hain,
07:49 jo Allah ki raham e khadain,
07:51 aur baaghi yeh do shagird do ne bhi apni qaum ko samjhaayin,
07:53 magar qaum na maani,
07:54 wo jamaat amada na hui,
07:56 to wo maamla na ho saka,
07:58 yaad rakhiyega,
07:59 badar ka mauka tha,
08:00 usse qabar sahabi e kiram ne arz ki,
08:01 tae Allah ke rasool e mukaram sallallahu alaihi wa sallam,
08:04 hame moosa a.s. ke satiobar qiyaas na kijayega,
08:06 junone yeh jawab diya tha,
08:07 aap hame hukam dijiye,
08:08 Allah hamare zari aako haako ki thandaq ataab firmaayega,
08:21 yeh jamaat tayyar nahi thi,
08:22 yeh jamaat ne kora inkaar kar diya,
08:24 Allah ta'ala ne in per phir chaaliis barasta bhatakna musallat kar diya,
08:28 aage zikr aa rahe hai,
08:29 qaula fa inna muharramatun alaihim arba'een sanah,
08:32 Allah ta'ala ne firmaaye ki,
08:33 pas yeh sarzameen haram kar di gayi,
08:35 in per chaaliis saal,
08:36 yati hoona fil ard,
08:38 yeh zameen mein bhatakte phireyenge,
08:39 falaa ta'asa'al alqaumi'l faasiqeen,
08:41 pas ay moosa tum nafarmano ki qaum par afsoos na karo,
08:44 chaaliis saal tak phir yeh bhatakte rahe,
08:46 uske baad moosa a.s. aur haroon a.s. dono ka wisaal ka maamla hogaya,
08:50 phir baad mein yoshua bin noon,
08:52 woh leke chaley hain ko,
08:53 phir samu'il nabi ka daur aaya,
08:55 phir janab-e-taalud ke daur mein inko fata mili hai,
08:58 woh waqiham al-baqarah mein par chuke,
09:00 yeh tarikh itibar se tarteeb ka maamla,
09:03 yeh tukta kya hai,
09:04 bani Israel ka yeh tarzi amal,
09:06 ke ar-raah-e-khuda mein jang karne se inkaar,
09:09 aur peghambar ka saad dene se inkaar,
09:11 zillat kyu milti hai,
09:12 in logon ko yeh milti rahi,
09:13 peghambar ka saad na dene ki wajah se,
09:15 aaj peghambar-e-mustafa sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ki pukaar,
09:20 hamaare saamne rahe,
09:21 hum saad dene hain huzoor ka,
09:22 aaj Allah ke deen ke hawale se humein fikarmandi hai,
09:25 yeh mere aur aap ke liye bohot bada sawal hai,
09:27 do bhaiyon ke zikar hua,
09:28 yeh bade pyare bhai the,
09:29 yeh to Allah ke chunewi bhai the,
09:30 aur yeh dono bhai deen par the,
09:31 Allah ke peghambar the,
09:32 aap do aur bhaiyon ka zikar aa raha hai,
09:34 ke jinn ke darmian,
09:35 ek hasad ka maamla peyda ho gaya,
09:37 ek jhagda ho gaya,
09:38 aur pehla qatl,
09:39 na haqq qatl,
09:40 nasli insani mein hua,
09:41 jee haan mashoor waqean,
09:43 Adam a.s. ke do beton,
09:45 habeel aur qabeel ke aitbaar se,
09:47 yeh agla ruku shuru hota hai,
09:48 aur is agla ruku mein,
09:49 habeel aur qabeel ka waqean,
09:51 albatta hame kya samjaya jara hai,
09:58 yeh hasad kya hua tha,
09:59 bani ismail mein nabuwat chalegi,
10:01 Muhammad-e-Mustafa ke paas,
10:02 sallallahu alaihi wa sallam,
10:03 yaad aagaya,
10:04 yeh hasad isko samjane ke liye,
10:05 kitna bada jurb hai,
10:06 Allah ta'ala do bhaiyon ka zikar kar raha hai,
10:08 Adam a.s ke do beton ka,
10:10 pasmanzar mein kuch baatein hain,
10:12 hasil-e-kalaam uska yeh hai,
10:14 yeh koi maamla peysh aaya,
10:15 ek nizaa ka maamla peysh aaya,
10:17 toh be kaise is masaale ko hal karein,
10:19 rah-e-khuda mein qurbani peysh kartein,
10:20 aur qurbani jiski qabool ho jayegi,
10:22 wo haq per hoga,
10:23 baaki tafseelat tafaseel mein aapko mil jayengi,
10:25 crux of the matter kya,
10:27 ek masalah peyda hua,
10:28 dono bhaiyon ke darmian,
10:29 aur phir yeh tay hua,
10:30 ke qurbani peysh kartein,
10:31 jiski qurbani qabool ho jayegi,
10:32 wo haq per hoga,
10:33 lekin bhara maamla bar aqs ho gaya,
10:35 aur bhai ne bhai ko qatl kar dala,
10:37 aaye, padhtein is waqeah ko firmaaya,
10:39 watlu alaihim naba'a abri aadama bil haq,
10:42 aur aaye nabi sallallahu alaihi wasallam,
10:46 inhe aadama alaihi wasallam ke do beto ka waqeah theek theek sunaayiye,
10:49 id qarraba qurbanan fat qubbila min ahadihima,
10:52 walam yutqabbal minal aakhar,
10:54 jab un dono ne kuch niyaaz,
10:56 yaani qurbani peyshki,
10:57 to unmeise ek yeh qabool karli gayi,
10:59 aur doosre se qabool nahi ki gayi,
11:01 qarraba qurbanan,
11:03 qurbani kayte hi us amal ko,
11:04 jiske zari Allah ta'ala ka qurbu hasil karna maqsood ho,
11:07 to haabeel ki qabool ho gayi,
11:09 wo neg,
11:10 aur qaabeel ki qabool nahi hoi,
11:13 qaula laa qutulan naq,
11:15 us se bhai se kaa,
11:16 ke main tojhe zurur qatl kar daalunga,
11:18 qaabeel ne haabeel se kaha,
11:19 qaula, haabeel kayta hai,
11:20 innama yutqabbalu Allah minal muttaqeen,
11:23 beshak Allah ta'ala to muttaqeen hi ka amal qabool firmata hai,
11:28 bohot aham baat,
11:29 hum jo qurbaniye bakraeeat ke maukah peysh karte hain,
11:31 haan janaab,
11:32 aashqal to bada maamla bana ho hai dikhaway ka,
11:35 aur bohos zyada aage badkar laakhon ki qurbani ka,
11:38 us ko phir facebook pe daalna,
11:39 social media pe daalna,
11:40 duniya ko dikhana,
11:41 aur baaz martaba to poore logon ne timings announce ki hota hain,
11:44 ke humare janawaron ko dikhna,
11:45 aur 3-6 ka show chalega,
11:46 usme aana hai,
11:47 raat ko 9-12 ke,
11:48 inna lillahi wa inna liya rajioon,
11:50 aur bhai Allah ke liye peysh karo,
11:51 dikhaway ke liye peysh na karo,
11:52 to ye waqia bhi bata raha hai,
11:54 aur taaleem aa rahi hai,
11:56 haabeel kayta hai,
11:57 innama yutqabbalu Allah minal muttaqeen,
12:00 Allah ta'ala to us hi ki qabool firmata hai,
12:02 inna laqa'a minal muttaqeen,
12:08 la'im basatta ilaiya yadaka li taqtulani,
12:10 maa ana bi baasiti yadiya ilaiya li aqtulak,
12:13 albatta agad tu meri taraf apna haath badhaayega,
12:16 ke mujhe qatl kar daale,
12:18 tab bhi main apna haath teri tar badhaane wala nahi hun,
12:21 ke tujhe qatl kar daaloon,
12:23 inni akhaafu Allaha rabbal aalameen,
12:25 beshak main Allah ta'ala se darta hun,
12:27 jo tamam jahan walo ka rab hai,
12:29 Allah o akbar,
12:30 koi koi hamaari qatl karne ki darpae ho jaye,
12:32 tam haath band kar khadey rehenge,
12:34 apne difaam mein khada huna koi haraj nahi,
12:36 ek murad ye li gayi,
12:38 main pehle hi karunga tujhe marne mein,
12:40 ye baat bhi taabeer ke taupe,
12:42 tashree ke taupe bayan ke liye,
12:44 ta'alaa se darta hun,
12:46 Allah o akbar,
12:48 Allah ka khauf hoga,
12:50 to saath pardon mein bhi banda theek rehenga,
12:52 aur Allah ka khauf na ho,
12:54 to bhai bhai ko bhi qatl ghar mein kar deyega,
12:56 astaghfirullah,
12:58 ye baat bhi taabeer ke taupe,
13:00 tashree ke taupe bayan ki gayi,
13:02 baaki hadees mein aata hai,
13:04 koi shikhs apni jaan bachate hua,
13:06 apne maal ka difa karte hua,
13:08 apne gharwalon ka difa karte hua,
13:10 agar qatl ho jaye,
13:12 to ek darje ki shahadat usko milegi,
13:14 to apna difa jaiz hai,
13:16 yaha ek mukta ye hai,
13:18 ke main pehle nahi karunga tujhe qatl karne,
13:20 main Allah se darta hun,
13:22 jo tamam jahan walo ka rab hai,
13:24 inni ureedu an tabu abi itmi,
13:26 aur apne gunah ka,
13:28 pas tu jahanam ki aag walon me se ho jaye,
13:30 wadhalika jaza'ul dhalimeen,
13:32 aur dhalimon ki yehi saza hai,
13:34 naha qatl jahanam me le jane wala hai,
13:36 aur tum mere aur apne gunah ka zimmedar ho jaye,
13:38 ek shahs ne,
13:40 ek doosre shahs ko naha qatl kiya,
13:42 to jo qatl hua,
13:44 uske gunah ka wabal bhi is qatil par aayega,
13:46 Allahu Akbar,
13:48 aur isse badi baat jo hadees-e-mubarak mein aati hai,
13:50 Allah ke nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya,
13:52 qiyamat tak jitne naha qatl honge,
13:54 uska ek hisa qabeel ke hisse me bhi jayega,
13:56 jisne pehla naha qatl kiya ta apne bhai haabeel ka,
13:58 Allahu Akbar,
14:00 sadq-e-jariyat hum jaante na,
14:02 mustaqil ajar milta hai,
14:04 gunah-e-jariyat bhi gisi shah ka naam hai,
14:06 jin bole kaamon ko jari kiya,
14:08 jitne log aage karenge,
14:10 jari karne wale ko bhi gunah milega,
14:12 astaghfirullah,
14:14 to qabeel ne pehla naha qatl kiya ta,
14:16 aage se kar abhi aarayen,
14:18 to qiyamat tak jitne naha qatl honge,
14:20 unka ek hisa wabal ka,
14:22 to qabeel ne pehla naha qatl kiya ta,
14:24 aage se bukhari sharif me sallallahu alaihi wasallam,
14:26 farmaya,
14:28 fataw'atn lahu nafsuhu qatla aakhihin,
14:30 fa qatala hu fa asbaha minal khasineen,
14:32 fir uske nafs ne apne bhai ke qatl par aamadak karhi dala,
14:34 to isne apne bhai ko qatl kar diya,
14:36 fir wo nukhsan uthane walo mis se hogaya,
14:38 ekdum maamla nahi hota,
14:40 bhai bhai hai,
14:42 sagha bhai hai,
14:44 khoon hai,
14:46 ko nafs ke uksahate aaye hongi,
14:48 andaruni ek kashakash ka maamla hoga,
14:50 hasad ne janam liya tha,
14:52 wo hasad aur pukhta hua hoga,
14:54 nafs ki shararat aaye hongi,
14:56 shaitaan ki uksaat aaye hongi,
14:58 hote hote ab aamada hui gaya,
15:00 apne bhai ko usne qatl kar dala,
15:02 aur hogaya khasara paane walo mis se,
15:04 faba'atallahu ghuraaban,
15:06 allahu akbar,
15:08 insaan bichara kitna bebas,
15:10 kitna laachar hai,
15:12 farmaya,
15:14 faba'atallahu ghuraaban,
15:16 yabahathu fil ardi,
15:18 isqabeel ko dikhaaye,
15:20 apne bhai ki laach ko kaise chhupaye,
15:22 pehla pehla qatl hua,
15:24 ab laach saamne kare to kya kare,
15:26 dispose of kaise kare,
15:28 koi samajh nahi aari,
15:30 allah ne do kavon ko bheja,
15:32 ek ne doosre ko maara,
15:34 aur usne kured kar isko dikhaaya,
15:36 dhakka diya hoga,
15:38 jo bhi andaaz ikhtiyaar kiya hoga,
15:40 aise apne bhai ki laach ko tu,
15:42 thikane laga de,
15:44 allahu akbar,
15:46 allah ki laanat,
15:48 bada aadab kis ke liye,
15:50 jaan booch ka jo ek musalman ko qatl kare,
15:52 allahu akbar,
15:54 aur insaan ki bebasi ka zikar bhi aagaya,
15:56 qaula isne kaha qabeel ne,
15:58 yaa wailatha aajazdu an akoon,
16:00 mithla haadhal ghuraabi,
16:02 faawariya sawata aakheen,
16:04 hai afsooz ki musne itna bhi na ho saka,
16:06 ki mis kowe jaisa hi ho jaun,
16:08 ki apne bhai ki laach ko chhupa doon,
16:10 kaha insaan ashraful makhluqaat,
16:12 aur kaha hasad jaise maraz me muktala hukar,
16:14 ki ek parinde ko bheshkar,
16:16 allah sikha raha hai,
16:18 tu kis qadar ka maqal hai,
16:20 allahu akbar,
16:22 fas wo nidamat karne walon mis se ho gaya,
16:24 pashimani uthane walon mis se ho gaya,
16:26 aisaas to hua hoga ki kiya maine kya,
16:28 lekin hasad kaha tak insaan ko le jaata hai,
16:30 ye waqia bayan karke bani israeel ko bhi,
16:32 jo dushman ho gaye nabi sallallahu alaihi wa sallam ke,
16:34 sahabe e karam ke, iman walon ke,
16:36 unko bhi allah taala tambeeh farma raha hai,
16:38 aage ishaad hua,
16:40 min ajli dhalik,
16:42 kataabna ala bani israeela,
16:44 amnahu man qatala nafsan bighayri nafsin,
16:46 au fasadin fil ardi,
16:48 fa ka annama qatalam naasa jamee'aa,
16:50 ki hamne bani israeel par taikar diya,
16:52 hukam dekar taikar diya,
16:54 ki jisne ek jaan ko kisi jaan ke badle ke bagayr,
16:56 ya zameen mein fasad machane ke bagayr,
16:58 qatal kiya,
17:00 fa ka annama qatalam naasa jamee'aa,
17:02 to usne goya saari insaan ko qatal kar diya,
17:04 allahu akbar,
17:06 wa man ahyaaha,
17:08 fa ka annama ahyaam naasa jamee'aa,
17:10 au jisne ek jaan ko zinda rakha bachaya,
17:12 to goya usne tamam insaan ko zinda rakha,
17:14 goya ki yeh bachaya liya,
17:16 allahu akbar,
17:18 yeh quran-e-karim ka verdict hai,
17:20 naaha ek banday ko tumne qatal kiya,
17:22 tumne saari insaaniyat ko qatal kar diya,
17:24 au tumne ek banday ki ek jaan bachayi,
17:26 tumne saari insaaniyat ki jaan bachayi,
17:28 insaaniyat tamadun ka naam hai,
17:30 au tamadun mein ihtaraam-e-insaaniyat sharte laazim hai,
17:32 agar insaan ka ihtaraam khatam to,
17:34 tamadun ka raha tumne poori insaaniyat ko qatal kar dala,
17:36 yeh quran-e-paak ka verdict,
17:38 aur aaj islamophobia ke shikar log,
17:40 islam-e-muslimaan ko bombardment karte hain,
17:42 hamle karte hain,
17:44 aur ilzaam tarashiya karte hain,
17:46 hum kahte hain ki bhai quran pado,
17:48 hum jis quran ko maanne wale uski saaleem ko pado,
17:50 allahu akbar kabira,
17:52 yeh quran-e-paak ki taaleem hai,
17:54 khurmat-e-jaan ko bayan karta,
17:56 yeh insaan ka momin to badi baat hai,
17:58 insaan ki jaan bhi badi muhtaram hai,
18:00 ek ko qatal naha qiya,
18:02 saari insaan ko qatal kiya,
18:04 yeh quran-e-paak ka verdict hai,
18:06 aur kisi ne agar tawajjo karne ho,
18:08 to muslimaan ke is kitab par tawajjo karke,
18:10 unke baare mein raaye qaim karne hi chahiye,
18:12 firmaaya,
18:14 walaqad ja'at hum rusuluna bil bayyinaad,
18:16 aur unke paas yaqeenan aachuke,
18:18 hamare rasool waad-e-nishaniyon ke saad,
18:20 thumma inna kathiram minhum ba'da thalika fil arzi la musrifoon,
18:22 phir iske baad unmiss aksar zameen mein,
18:24 hajz se bad jane wale hain,
18:26 agli ayat ko,
18:28 ayat-e-muharaba kaha jaata hai,
18:30 muharaba harb,
18:32 yaani, jang se yeh lafz bana hai,
18:34 aur is ayat-e-karima mein,
18:36 muharaba ke hawali se khad baad aa rahi hai,
18:38 aur isi itibaar se,
18:40 Allah ta'ala ne,
18:42 islami riyasat aur shari'i ma'ana mein,
18:44 sahi ma'ana mein islami riyasat ke baagiyon,
18:46 aur islami riyasat ke andar,
18:48 hatiyaar istimal karke,
18:50 rahzani karne wale,
18:52 qatl-e-gharadgarhi karne wale,
18:54 loot maar karne wale logon ki,
18:56 kuch sazaon ka dhikr kiya hai,
18:58 jaza'ul ladheena yuhariboon Allaha
19:00 wa rasoolahu wa yasra'oon fil ardi fasaadan,
19:02 yehi saza hai un logon ki,
19:04 jo Allah ta'ala aur uske rasool
19:06 ali islam se jang karte hai,
19:08 aur is baat ki koshish karte hai zameen mein,
19:10 ki fasaad barpa karein,
19:12 fasaad machate phirein,
19:14 an yuqattalu, pehli saza unhe tukde,
19:16 tukde karke qatal kiya jaye,
19:18 au yusallabu ya unhe sooli di jaye,
19:20 au tuqatta a'idihim wa arjuluhum
19:22 min khilafin, ya unke haat aur paun
19:24 mukhalif jaani se kaate jaye,
19:26 au yunfawu minal ardi,
19:28 ya unko zameen badar kar diya jaye,
19:30 chaar sazaon ka zikr,
19:32 aur phir wahan agar koi fasaad
19:34 machate hai, jiske zail mein ulema ne likha,
19:36 qatl-o-gharatgari, hatiyaron ko isimal
19:38 karke logon ki qatl-o-gharatgari ka maamla,
19:40 aur gangsters ka maamla,
19:42 rahzani ka maamla, daake daalne ka maamla,
19:44 loot-maar karne ka maamla,
19:46 to unki ye sazaein hain, phir un sazaon me chaar baatein aayin,
19:48 mufassereen ne likha, fuqahaan ne beyaan firmaaya,
19:50 jurm ki nauiyyat ki itibar se saza,
19:52 shadi tareen bhi,
19:54 aur halki bhi,
19:56 tukde tukde karke qatl kiye jayein,
19:58 ya sooli diye jayein,
20:00 ya unke haath maun mukhalif se inse kaate jayein,
20:02 ya unko zameen badar kar diya jayein,
20:04 waqt ka qadi, jurm ki nauiyyat,
20:06 shiddat ki itibar se koi saza inme se naafis karega,
20:08 aur nifaaz hoga waqt ki authority ke tahid,
20:10 baaki mazeed tafsirat, wo tafaseer mein aap dekhiyega,
20:12 aur yahin pe aap tafaseer jab padege,
20:14 hudood aur tazeerat,
20:16 hudood wo hain ke jaha sazaein muayyen hain,
20:18 waise yaad rakhein, hudood ka lafz sirf sazaon ke liye nahi aata,
20:20 ahkaam ke liye bhi aata hai,
20:22 surah nisa mein,
20:24 ahkaamaat humne pade,
20:26 warasat ke hawale se,
20:28 surah nisa ki ayat 13-14 mein hudood kaha gaya,
20:30 warasat ke ahkaamaat ko,
20:32 us itibar se bhi, albatta jab sazaon ki baat aayegi,
20:34 punishments ki baat aayegi,
20:36 to hudood wo hain jaha fix saza hai,
20:38 aur tazeerat wo hoti hain,
20:40 jaha saza fix nahi hai,
20:42 wala wakka qadir jurm ke itibar se,
20:44 koi saza naafis karwaayega,
20:46 aur wakki authority ke tehd ye sazaein naafis ki jayenge,
20:48 albatta tafaseer dekheyega,
20:50 tafaseer mein,
20:52 farmaaya, zalika lahum khizjun fil duniya,
20:54 walahum fil aakhirati azaabun azeem,
20:56 ye unke liye duniya mein rusvaai hai,
20:58 aur unke liye aakhirat mein bada azaab hoga,
21:00 haan, illal ladhina taabu min qabli an taqdeeru 'alihim,
21:02 magar wo logi jinnonin isse pehle pehle tauba karli,
21:04 ke tum qabu paau unper,
21:06 to jaan lo,
21:08 fa'alamu to jaan lo,
21:10 anna Allaha ghafur waheem,
21:12 beshak Allah subhanaw taala,
21:14 bohot bashne wala, nihayat raham firmaane wala hai,
21:16 isme thodi tafseel hai,
21:18 murat hai ke tauba karli, pakde jaane se pehle,
21:20 to agar kisi ka maal loota tha,
21:22 maal lotana padega,
21:24 ye adaigi karne padegi,
21:26 phir isme mazee tafseelat, wo aap tafaseer mein dekheyega,
21:28 inshaAllah,
21:30 ek aur aaham nukhtar, itni sakh sazaein,
21:32 to aage chori ki saza ka zikr aayega,
21:34 waha ek do baate aur aapke saamne rakhenge,
21:36 aayuha allazeena aamanu taqullaha,
21:38 wabtaghu ilayhi alwaseerata,
21:40 wajahidu fee sabeelihi, la'allakum tuflihoon,
21:42 aimanwalo, Allah taala ka taqwa ikhtiyar karo,
21:44 aur Allah taala ki tarab uska qurbu talash karo,
21:46 waseera ka tarjama qurbu talash karo,
21:48 aur Allah taala ki rahme jihad karo,
21:50 taake tum falah paas sako,
21:52 Allah ka qurb chahiye hai,
21:54 to pehle taqwa ikhtiyar karo, gunahon ko chhodo,
21:56 phir kah rahe khudaan mein jihad karo,
21:58 jihad ki intihaat wo qitaal hai,
22:00 jang, kabhi kabhi mauka hoga,
22:02 jihad mustaqeel mehnat ka naam hai,
22:04 Allah ka banda banne ke liye jihad,
22:06 gunahon se bashne ke liye struggle aur jihad,
22:08 Allah ki deen ki daawat dene ke liye jihad,
22:10 Allah ke kalmi ki sar bulandi karne ke liye jihad,
22:12 mustaqeel amal poori zindagi ka,
22:14 to Allah ka qurb chahate ho,
22:16 to taqwa bhi ikhtiyar karo,
22:18 rahe khudaan mein jihad karo,
22:20 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:22 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:24 inna allazeena kafaru, law anna lahum maa fil ardi jamee'an,
22:26 wa mith lahu ma'ahu,
22:28 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:30 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:32 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:34 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:36 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:38 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:40 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:42 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:44 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:46 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:48 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:50 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:52 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:54 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
22:56 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
22:58 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:00 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:02 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:04 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:06 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:08 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:10 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:12 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:14 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:16 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:18 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:20 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:22 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:24 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:26 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:28 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:30 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:32 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:34 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:36 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:38 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:40 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:42 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:44 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:46 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:48 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:50 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:52 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:54 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
23:56 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
23:58 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:00 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:02 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:04 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:06 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:08 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:10 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:12 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:14 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:16 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:18 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:20 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:22 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:24 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:26 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:28 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:30 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:32 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:34 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:36 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:38 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:40 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:42 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:44 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:46 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:48 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:50 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:52 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:54 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
24:56 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
24:58 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
25:00 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
25:02 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
25:04 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
25:06 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
25:08 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
25:10 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
25:12 la'allakum tuflihoon, taake tum falah,
25:14 yani asal kamiya bhi hasil kar sako,
25:16 [BLANK_AUDIO]