islamic motivation story

  • last month
Discover the power of Islamic motivation and transform your life!

In this inspiring video, we delve into the core principles of Islam that fuel motivation and drive. Learn how the teachings of the Quran, the wisdom of Prophet Muhammad (peace be upon him), and the Five Pillars of Islam guide believers toward a life of purpose, discipline, and righteousness.

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Saad or saadi aapke saad
00:03Aau seekhen hadees
00:06Seekhen hadees
00:11Aapi, main aapki help karwaung?
00:14Jazakallah Aafia, main kar lungi.
00:16Agar aapne meri help hi karni hai
00:19toh yeh khaali carton uthaakar store mein rag de.
00:22Shahayat yeh baad mein kisi kaam aaje.
00:24Aapi, ab yeh kis kaam aayega?
00:27Aafia, koi bhi cheez bekaar nahi hoti.
00:30Isse bhi, kisi na kisi kaam mein liya jaa sakta hai.
00:33Abhi philhal, aap isse store mein rag de.
00:36Ji aapi.
00:47Kitna darawana lag raha hai.
00:49Aisa lag raha hai.
00:50Jaise aankhon me se roshni nikal rahi ho.
00:54Idea!
00:58Hmm, hmm.
01:01Aha, doki dhar gaya.
01:03Maza aagaya.
01:05Aafia!
01:09Aapi bhi dhar gayi hai.
01:10Ab toh aur maza aayega.
01:12Aafia!
01:13Aafia, baad sune.
01:17Aafia, yeh kya kar rahi hai ab?
01:22Aise kisi ko darawana achi baat nahi hai.
01:25Aise kisi ko darawana bhi, usse takreef dene ke hi barabar hai.
01:29Aapko pata hai, hadith sharif mein aata hai,
01:32ke Allah paag ke aakhri nabi,
01:34sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
01:36ne irshaat firmaaya hai ke,
01:38jisne paakeeza khaana khaaya,
01:40aur sunnat ki mutaabik aamal kiya.
01:43Aur log uske sharf se mahpooz rahein.
01:45Wo jannat mein daakhil hoga.
01:47Saad bhai, main aafia se kaha tha,
01:50iss box ko store mein rag de.
01:52Lekin dekhe, inna ne iss box ka kya hal kiya?
01:55Saad bhai, yeh box kisi kaam ka nahi tha,
01:58isliye isse maine use kiya hai.
02:01Aafia meri behen, ho sakta hai,
02:03abhi aapko lag raha ho,
02:05yeh box kisi kaam ka nahi hai.
02:07Isko kisi aur kaam mein liya jaa sakta tha,
02:09lekin aapne isse kharab kar diya.
02:11Main to issse khel hi rahi thi.
02:14Khel bhi to aapne kaunsa select kiya?
02:16Dusron ko darawane ka?
02:18Aapne doggy ko bhi daraw diya.
02:20Sochein, agar wo aappe hamla kar jata to?
02:23Allahu Akbar!
02:24Aafia, aayinder doggy ko
02:26aise kabhi bhi tang nahi kijiyega.
02:28Gabara kar agar doggy aapper attack kar data,
02:31to aapko nukhsaan bhi ho sakta tha.
02:33Ji Saad bhai, aayinder main aise nahi karungi.
02:36Sorry.
02:37Koi baat nahi.
02:38Ab dekhen, main aapko batata hu,
02:41ke iss box ko hum kaise kaam mein le sakte hai.
02:44Saad aur Saadiya dekho,
02:47Sikhaate sab humko,
02:51Achha bachha kaise banna hai,
02:54Batate sab humko.
02:56Yeh dekhen!
02:57Mashallah!
02:58Sabar toh Saad bhai.
03:00Wow!
03:01Yeh toh bahut hi pyara banaya hai aapne.
03:04Mashallah!
03:06Beta, yeh showpiece toh aapne bahut achha banaya hai.
03:09Jazakallah Baba jaan.
03:11Bachon, aapko pata hai ke
03:12Alhamdulillah ki kya fazilat hai?
03:14Hamare pyare Akaan Sallallahu ta'ala alaihi wa alihi wa sallam ne irshaad farmaya,
03:19ke baithreen dua Alhamdulillah hai.
03:22Subhanallah!
03:24Achhi baat hai.
03:25Bekaar cheezon ko bhi kaam mein lena bahut hi achhi baat hai.
03:28Humme cheezon ko zaya karke pekna nahi chahiye.
03:31Alhamdulillah ke hawale se,
03:33ek aur pyari baat main aapko batata hu.
03:35Hamare pyare Akaan Sallallahu ta'ala alaihi wa alihi wa sallam ne irshaad farmaya,
03:40ke Alhamdulillah,
03:41Alhamdulillah meezan ko bhar deta hai.
03:44Yani kayamat ke din,
03:45jab logon ke aamaal ka wazan kiya jayega,
03:48to Alhamdulillah,
03:49tamaam aamaal mein sabse zyada wazni hoga.
03:52Aur jab hamari neekiyon ko tola jayega,
03:55to Alhamdulillah ka wazan sabse zyada hoga.
03:58MashaAllah!
03:59Baba jaan,
04:00yeh dono hadeese bhi hume yaad karwa dena.
04:03Ji beta,
04:04kyu nahi,
04:05mere saath saath doh rahiye.
04:06Sabse baithreen dua,
04:08Alhamdulillah hai.
04:10Alhamdulillah meezan ko bhar deta hai.
04:13Alhamdulillah meezan ko bhar deta hai.