• last year
"Ali Amin Gandapur Nay Ju Bat Ki Aur Ju Zimedar Thay...", Barrister Daniyal
Transcript
00:00Daniyal Chaudhary sahab, pehle tohi bataya tha, baat pe kisi ki yaqeen karna hai, IG sahab
00:04ko toh jalein, unka toh bayan jaye.
00:06Kal Tariq Fazal Chaudhary sahab yehi studio mein bet ke, Kashif Abbasi sahab ke prom
00:10mein India de gaye.
00:11Ke Ayaaz Sadiq sahab was aware of whatever happened.
00:13Ab Ayaaz sahab ke, so kya hain official position ismat mein hai, IG sahab keh rahe hain humne
00:18procedure apnaaya tha, Tariq sahab keh rahe hain ke speaker sahab aware the, speaker
00:22sahab keh rahe hain mujhe, kya hai yeh?
00:26Waseem Adabani sahab, shukriya for inviting me on the show.
00:30Badami sahab, aapke sawal se pehle thoda sa mein do baate pehle kar loon, ki dekhen yeh
00:36possible nahi hai, ke koi Jamaat, riyasat ko challenge kare, usko gaali de, uske uniformed
00:45officers ke upar hamla kare, pathrao kare, aur phir yeh expect kare koi repercussions
00:52nahi aayenge, kyuki jis tarah unhone unka poora rawayya tha, jis tarah unki takreera
01:00thi, jis tarah logon ko instigate kiya gaya, jis tarah nae bill, jo Peaceful and Protection
01:07Act bill tha 2024, jo lay kiya gaya tha parliament mein aur approval ke baat, aapko kuch cheezein
01:14declare hogi, wo kya thi time, location, procedure, koi abhaam, wo bill jo hai, maine
01:21bada thoughtful process ke baad pesh kiya tha, aur us pesh karne ke baad cheezein jo
01:27hai, wo badi clarity thi, koi kyuki kal koi baat na kare, ya phir koi aisa waqia na ho,
01:33uske baad jin logon ne guarantee li thi, ke bhai, ke is event kirane ki wajah se, koi
01:40law enforcing agents kisi ke saath clash nahi hoga, koi sarkar ko dhamki nahi dekha,
01:45sarkar ki upar phir hamla nahi karega, ek toh raay hogi, ek toh baat hogi ye, jab unhone
01:50wo kiya, uska reaction aaya, the state cannot sit quiet and be an observer, by state I do
01:57not mean PMLN, by state I mean all the institutions involved, doosti baat yaha hui Wasim Adami
02:04sahib, jo parliament ke andar se logon ko uthane ki, dekhein main inse khali itni baat
02:12karta hu, ke unhone opposition ke time pe jab hum unhone ko kahte the, to unhone humare
02:19productions order nahi humare jaari kiye, unhone logon ki maaon bhenon ko raat ke chaar
02:24chaar wajah uthaya, unhone parliament se logon ko arrest kiya, lekin regardless of all those
02:31things, agar koi member parliament ki hadood ke andar se arrest hua hai, toh wo ghalat hai,
02:38aur wo ghalat rawayat hai, usko na mein endorse karunga, aur na kisi aur parliamentarian
02:45ko endorse karunga. Aur aapki dhamak ki position kya hai, ki jab ye premises me daakhil ho raha
02:48hai, parliament ke time, Ayaz Sadiq sahib jaan de the ke kaam ho raha hai, aur nahi jaan
02:51de the. Dekhein jaan tak baat toh unko pata hone ki Wasim sahib, toh Ayaz Sadiq sahib
02:57ne bada categorical floor of the house me ka, ki mujhe jab tak main raapte mein tha,
03:04koi banda andar nahi aaya. Jab tak main raapte mein tha, aisi koi harkat nahi hui. Aur as
03:11per the knowledge of speaker, ki is tarah ka koi act nahi hua tha jab tak wo subah
03:18aaye. Uske baad jab ye baatein khul ke saamne aayi, toh unhone ek committee bana di, jo
03:23parliament ke saamne Atta sahib ne ek apna motion move kiya, aur that was adopted, aur
03:30uske baad aapne ek committee ban gayi, jismein das inki log hai, aur hakumti, aur dono jamaaton
03:37ke saath jo log hai. Ab is committee ka aapne wohi toh nahi hua tha, toh camera wali committee
03:41me hua tha, jiska alam mein ek bhi iddlaas nahi hua. Matlab main toh karl parishaan hi
03:45ho gaya, maine Khokhar sahib dekha hai yaar humari tasalli ke liye ek iddlaas toh kar
03:48rahe the. Dekhein, woh committee toh jinki aap baat kar rahe hain, us committee ne toh
03:52ek un Asad Qaisar sahib ne, jinka aaj production order nikla hai, unhone humare logon ka do
03:58saal production order nahi nikala. Yahaan log kehte rahe unko production orders nikalo,
04:03lekin unko production order nikalne ki bhi himmat nahi hoti, aur kehte rahe the unko
04:06jalne, sarnne do. Ye unki statements thi. Lekin regardless of this, agar speaker sahib
04:11ne itna bada step liya hai, toh ye aage bhi committee kaam karegi, aur Inshallah cheezein
04:16saamne aayenge, aur cheezein betri ki taraf jayenge. Jahaan tak baat hai, inke Gandapur
04:27sahib ki, jahaan tak unki statements ki, inke logon ki, jo responsible the un sari cheezon
04:35ke, unko the state should be, they should be taken accounted for, aur unse bilkul is
04:42cheez ka, aap wo bil lagu hota hai, toh uske roshni mein unke saath enquiry ki jaye.
04:50Aap se toh wo sawal puchna hai ki, aap jo apna bil hai, wo aapko kitni umeez hai ki usme
04:55number mil jayega, jo aap judges ki tazaad badhana chah rahe hain, aur kya kuch judges
04:59ki retirement age bhi badhne ka imkaan hai nahi, lekin aap comment karne quick firme.
05:03Jo Gandapur sahib ki statement hai, wo badi khatanak statement hai, jahaan unhone baat
05:09ki, apni policy ki, yahaan koi apni policy nahi hoti hai, yahaan Pakistan ki policy
05:14hoti hai, yahaan koi chaar inch ki apni masjid nahi laga sakta, aap is mul ki jo policy
05:20hai, aapko usko follow karna hai. Jisna yeh, maine pehle baat ki, ki unki siyasat yeh
05:25nahi hota hai, jab yeh dil karein toh muktibani ki siyasat utha lein, jab yeh inka dil karein
05:30toh Sheikh Mujeeb-ur-Rehman ki siyasat utha lein, aur jab inka dil karein toh Pakistan
05:35ko todne ki baat kardein. Dekhein humne day one se kaha, apne nawaz sahib kabhi khalaq
05:42boh rahe hain, Waseem Badami sahib yeh bada ek continuous effort ki jaa rahi hai, usme
05:48roz kabhi yahaan se pakad ke, kabhi wahaan se pakad ke, apne naujawan nasal ke, apne
05:54logon me aap nafrat ke beej boh rahe hain. Yeh statement kehna, ke mere log mar rahe
05:59hain, aur khoon nikal rahe hain, toh main apni policy khud banaunga, toh mujhe bataayin,
06:05ke ya kya yeh Pakistan se pyaar karne ki policy ki baat ka rahe hain, ya aap apne phir
06:10idaaron me tafreek aur nafrat ki baat ka rahe hain. Dekhein agar aap ke humari policies
06:15me ikhtlaaf ho sakta hai, humari policies me ikhtlaaf ho sakta tha, lekin kya humne
06:22kabhi kaha, ke hum Wagah border kholte hain, chahe jis marzi ke maslein ho, aur hum apni
06:26trade bahaal karenge, ya India jisna mein mere bhai pehle keh rahe the, kya naam hain,
06:32Sindh apna keh de, ke maine Maniyon kisa trade karna hai, toh hum khol lete hain apne borders.
06:36Dekhein aapko ek tariqe se chalna padta hai, aur jis Mazariyala ko yehi nahi pata, jis
06:43ko yehi nahi pata, ke mulkh chalana kis tarah hain, mulkh chalana kis tarah hain, subah
06:48kis tarah chalna hain, ke ek idara ke aage, doosra idara khada kar do. Aap har baat
06:54pe ladhai, jagra aur alag karne ki baat kar do, toh mujhe nahi lagta, ke that person
06:59is seen.
07:00Theek hai, isme aapko comment aaye ki, aap zara mujhe, chuke zara aayi saath windup
07:02karte toh, aap zara mujhe bataiye, wo jo bill jo aapne pesh kiya hai, judges ki taadaad
07:05badhane ke hawale se, judges ki retirement age badhane ke hawale se bill aa raha hai
07:11na, aa rahi hai na, Daniyal sahab?
07:15Dekhein ji, Wasim bhai, wo toh aapko mere se behtar pata hoga, lekin, mai ye...
07:21Ji, mai ye kya rahe ho, aa rahi hai.
07:23Ke koi bill aaya, toh kisi fard-e-vaid ke liye nahi hoga, koi bill bhi aaya, kisi ek
07:30banday ke liye nahi aayega, aur jo cheez bhi hoegi, wo Pakistan ki betri ke liye, is
07:37mulke jo halaat hain, unko stabilise ke liye...
07:39Aap sunget se Pakistan ke mafaad nahi hai, ke Supreme Court ke judges ki taadaad bhi
07:42badh jaaye, aur retirement hoda late ho, take zyada cases ke itna backlog ho gaye,
07:45lakon, wo aasani ho jayege, aap karte hai, accha ho jayega yeh zara, agar retirement
07:48age badh jaye.
07:49Dekhein, backlog jo hai, wo ek haqeeqat mein bahut bada issue hai, jahaan hazaaron cases
07:54padhe ho hai, jahaan log apne, kabhi ek court se, kabhi doosre court se dhike khaate hain,
08:00aur upar ponchte ponchte, saalo saal lag jaate hain, toh humari jo policy hogi, uska spirit
08:07hi hoga, ke in cheezon ko humne address karna hai, humari policy hogi...
08:11Toh banday toh nahi hai, uske liye two-third chahiye...
08:13Justice denied, justice denied, this maximum address karna hai, aur Pakistan ki awaam ko
08:19maximum logon ko relief mil sakhe.

Recommended