Islam Aur Naujawan | Ba-Mutaliq Hazrat Khuwaja Ghareeb Nawaz RA
Host: Sarwar Hussain Naqshbandi
#IslamAurNaujawan #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Host: Sarwar Hussain Naqshbandi
#IslamAurNaujawan #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Maulana-e-Salli-wa-Sallim, daiman abada, ala habibika khair-il-khalqi
00:18kulli himi, wadana-e-soobul khatm-ur-rasul maulana-e-kul jisne, gubara-e-rah-ko baksha
00:26farugh-e-wadi-e-seena, nigaah-e-ishq-o-masti-mein wohi awwal wohi aakhir, wohi quran, wohi furqan,
00:36wohi yaasin, wohi taaha.
00:39Hazreen-o-naazreen-e-kiraam, aaj hum haazir hain, University of Gujarat mein, aur shukar
00:45guzaar hain, university ki intizamiyah ka, aur khususan, shobha uloom-e-islamiyah ka,
00:50huzoor ne islam aur naujwaan ki nashist yahaan par rakhni ki ijazat mahramat farmayi aur
00:56is program ke zariye poori duniya mein naujwaan nasl mein khas taur pe islam ka tasawwuf ka
01:03rohaniyat ka paigam pohach raha hai, jo bahut khushaind hai aur bahut zyada pasand kiya
01:08jaa raha hai.
01:09Yeh nashist khas taur pe Hazrat-e-Khaja Gharib Nawaz rahmatullah alaih, Hazrat-e-Khaja
01:15Moeen-ud-din Chishti Ajmeri rahmatullah alaih, aap ke urs ki munasabat se khas taur pe maqam-e-auliya-e-kiraam
01:22aur khas taur pe tasawwuf aur rohaniyat ke jo sawalat hamari naujwaan nasl ke zihno mein
01:28hai, is ki haqiqat se rooshnaas karwane ke liye aur un-ibhaamaat ko door karne ke liye,
01:34yeh nashist aur yeh program aapki khidmat mein pesh kiya jaa raha hai.
01:38Hazrat-e-Khaja Gharib Nawaz rahmatullah alaih ki barga mein ashaar do teen arz karte hui
01:44hum aaj ki is guftagu ka aagaz karte hain ki
01:47waliyon ke wali, sakhiyon ke sakhi, khaja hindul wali, khaja hindul wali,
01:55meri kismat bhali teri nisbat mili, khaja hindul wali, khaja hindul wali,
02:04khalq ko yoon dikhai hai raah-e-khuda, manzil-e-zeest hai aapka naqsh-e-paaf,
02:12zeena-e-khuld hai pairvi aapki, khaja hindul wali, khaja hindul wali,
02:20aapke kyun na gunga-e-khalq-e-khuda, hind mein aap hai naaib-e-mustafa,
02:28negaraan har ghari chashm-e-ghaus-e-jali, khaja hindul wali, khaja hindul wali,
02:37khaja-e-chisht hai tera madhasara, naqshbandi hai goh sarwar-e-benawa,
02:44joom kar keh rahi hai meri shairi, khaja hindul wali, khaja hindul wali,
02:52Hazrat-e-Khaja Gharib Nawaz Rahmatullah-Alai-Ki-Urs-Ki-Munasabat-Se,
02:56ye khususi nishist Islam-O-Naujawan,
02:59aur aapka mezman Dr. Sarwar Hussain Naqshbandi haazir-e-khidmat hai.
03:03Aaj bhi hamari khush-kismat hi hai ke,
03:07Head of the Department, Shobha Uloom-e-Islamia, University of Gujarat,
03:11Janab-e-Dr. Syed Hamid Farooq Bukhari sahab hamare saath tashreef farma hai,
03:16aur unse aaj ham rehnumai lehenge,
03:19aur Hazrat-e-Khaja Gharib Nawaz Rahmatullah-Alai-Ki-Urs-Ki-Munasabat-Se,
03:22ek qaul tasawwuf pe baat hogi,
03:24aaj yaqeenan aur iske mukhtalif aspects se, iske mukhtalif zawiyon se,
03:29isko aapke zihnoon me ke mutaabik, jo sawalaat aapke zihnoon me ho sakte hain,
03:34uske mutaabik aaj guftugu ki jaayegi.
03:37Aapne irshaad farmaaya ki, aarif wo shaks hota hai,
03:40ke jo kuch uske dil ke andar khahishaat ki surat me ho, wo se nikaal de,
03:47taake apne dost ki tarah yagana ho jaye,
03:50phir Allah-ta'ala us par kisi cheez ko makhfi nahi rakhega,
03:54aur wo dono jahan se binaaz ho jaayega.
03:58Yeh hain Hazrat-e-Khaja Gharib Nawaz,
04:00aur aaj ki is nashist ka me guftugu ke liye mein guzaarish kar raha hun,
04:06Janab-e-Dr. Syed Hamid Farooq Bukhari sahab,
04:09aap tashreef laayen aur guftugu farmaayen.
04:12Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim
04:16Humare liye yaqeenan yeh saadat ke lamhaat hain,
04:20ke ek martaba phir Allah ke naik, barghazida aur parhezgaar bandoon ki baargaah mein,
04:27khiraaj-e-mohabbat pesh karne ke hum saadat hasal kar rahe hain.
04:33Main yeh arz karna chahunga,
04:36ki jab humare haan tasawwuf ki istilah boli jaati hai,
04:41toh bahut saare shukook-o-shubhaat janam lete hain.
04:44Yahan tak bhi kaha jaata hai,
04:47ki shayad Sufiyun ne tasawwuf ko Islam ke mukabale mein ek mutwazi deen bana diya hai.
04:54Yaani jisra Islam hai,
04:56isi jisra tasawwuf yeh parallel do deen hain.
04:58Sufi aur hota hai, aur Musliman aur hota hai.
05:01Humein yeh ghalat-fahmi door karni hai,
05:05ki tasawwuf toh bunyadi tohr pe Islam ka maqsood hai.
05:09Yun samjhiye,
05:11ki ek nazriya hota hai,
05:13aur doosri amli cheez hoti hai, practical hota hai.
05:16Ab Islam ne hume nazriya diya hai,
05:18ki sach bolna hai, joot nahi bolna,
05:21logon ka dil nahi dukhana,
05:23katay rahmi nahi karni.
05:26Ab Sufi wo sab kuch karke dikhata hai.
05:29Aap zahiri tohr pe,
05:31mere saamne jo talaba-o-talibaat tashreef-ar-maa hain,
05:34aur aap ek daanish-gah mein padhte hain,
05:36toh aap ke saamne,
05:38kisi bhi cheez ki presentation
05:40ya uski amli shakal ko beyan karna,
05:42yeh koi aisi cheez nahi hai,
05:44ki jisko aap samajh na payen.
05:46Toh Wali jo hai,
05:48ya Sufi jo hai,
05:50wo Islam ki 3D tasveer hota hai.
05:53Aap visualize karte hain,
05:55ki is tara ka Momin aur Musliman,
05:57mera Rab taqada karta hai.
05:59Aur Allah ke pyaare Rasool,
06:01Sallallahu Alaihi Wasallam,
06:02yahi chahte hain,
06:03toh jab hum tasawwuf ko jodte chale jate hain,
06:051400 saal pehle,
06:07toh hum as-sahab-e-sufa tak paunchte hain.
06:09Rasool-e-Akram alaihi tahiyyat-u-was-sana
06:12ke mubarik hujre ke saath,
06:14aap ki mubarik masjid ke saath,
06:16wo chabootra bana tha,
06:17ki jahan wo log maujood the,
06:19jo tazkiyah-e-nafs ke liye,
06:20jino ne apna sab kuch kurbaan kar diya tha.
06:22Toh lihaada,
06:23Islam buniyadi toh pe jo kuch chahta hai,
06:26Sufi wo kar ke dikhaata hai.
06:28Irshad firmaaya,
06:29surah-e-qahaf ki aakhri aayat-e-mubarka mein,
06:32fa man kaana yarjoo liqaa-rabbihi,
06:35fal ya'mal aamalan saaliha,
06:38wa laa yushrik bi-ibadati rabbihi aahada.
06:41Badi zimadaari ke saath,
06:42do jumlae arz karunga,
06:43ke aayat-e-mubarka mein,
06:44mere Rabb ne irshad firmaaya,
06:46jo qayamat wale din,
06:47mujh se milne ki,
06:48apne Rabb ke saath,
06:49mulaqaat ki umeed rakta hai,
06:51fal ya'mal aamalan saaliha,
06:53toh usse chahiye,
06:54ke wo naik kaam kare,
06:55achche aamaal kare,
06:57wa laa yushrik bi-ibadati rabbihi aahada.
07:00Aur yaha pe ghalaf fahmi peyda hoti hai,
07:02aur baad log aaj yeh kehte hain,
07:04ke saara aalm-e-maghrab jo hai,
07:06wo naik kaam hi toh karta hai,
07:08insaaf waha nazar aata hai,
07:10insaniyat, dosti waha nazar aati hai,
07:12musaabaat waha nazar aati hai,
07:14kanoon ki pastari waha nazar aati hai,
07:16toh iska matlab hai,
07:17wo bhi jannat mein jaayenge,
07:18agal-e-jumlae mein,
07:19mere Rabb ne irshad firmaaya,
07:20wa laa yushrik bi-ibadati rabbihi aahada.
07:23Ke ya'mal-e-saalih ki bunyaad,
07:25is cheez pe hai,
07:26ke aapne Allah ke saath,
07:27kisi ko shariq nahi thehraana.
07:29Lihaada aaj koi wali,
07:31ya koi naam-nihaad-sufi,
07:33ya koi aisa peer,
07:35ya aisa murshid,
07:36jo apne aapko rushd-o-hidayat ka zariyat samajhta hai,
07:39lekan khud shirk mein mubtala hai,
07:41ya anewaloon ko shirk ki taaleem deta hai,
07:43toh Islam aise sufi ko kabul nahi karta.
07:46Aap usse sufi na samjiye,
07:48aap usse wali na samjiye,
07:49aap usse muttaqi na samjiye,
07:51jo Islam ke mukabale mein khud ko khada karta hai.
07:54Lihaada,
07:55Islam ka jo tasboor-e-tasaboof hai,
07:57wo bunyaadi taur pe,
07:58ek istila tasaboof ki,
08:00yeh kayi so saal baad mutaarif hui.
08:02Toh log swaal karte hain,
08:03iska matlab hai,
08:04rasoolullah ke zaman mein toh tasaboof na tha,
08:06toh rasoolullah ke zaman mein,
08:08ilm-e-naav kab tha,
08:09rasoolullah ke zaman mein,
08:10ilm-e-sarf kab tha,
08:12rasool-e-akram ke zaman mein,
08:13tafseer ka ilm kaun sa tha,
08:15usool-e-tafseer kaun se the,
08:16usool-e-hadees,
08:17aaj hai na,
08:18ihja-e-hadees ka door,
08:20toh rasool-e-akram ke zaman mein,
08:21phir hadees ke koi usool na tha,
08:23waqt hota hai,
08:25mudawwan hota hai uloom,
08:27waqt guzarne ke saath saath,
08:29toh jis tarah yeh saare uloom mudawwan hua,
08:31isi tarah tasaboof bhi,
08:32aapne waqt pe aa ke tadween pa gaya,
08:34lekin iski bunyaad,
08:36tazgiya-e-nafs hai,
08:38iski bunyaad,
08:39tasfiya-e-kalb hai,
08:40jab nafs paak hota hai,
08:42dil saaf hota hai,
08:43phir maarifat-e-rabbaani naseeb hoti hai,
08:46toh har sufi ka,
08:47har wali ka kaam yeh hai,
08:49toh bhi raadat-mand uske paas aata hai,
08:51uska haath pakarta hai,
08:53nafs paak karta hai,
08:54dil ka tasfiya karta hai,
08:56aur Allah ki maarifat ata karta hai,
08:58phir mein yeh arz karunga,
09:00agar aap khud wali banna chahate hain,
09:02sufi banna chahate hain,
09:04aur aap rah-e-rast Allah tak jana chahate hain,
09:06koi sufi nahi rokega,
09:08koi peer, koi murshid nahi rokega,
09:10lekin hum jaise log,
09:12jo gunaagaar hain,
09:13siyaahkaar hain,
09:14duniya ke iss ibtilaam itne dabhe hua hain,
09:16shayad wo qurbat nahi paasakte,
09:19yeh mutiyun se apna taaluk isliye jodte hain,
09:21ke unke zariyah Allah ka qurb bhi naseeb ho jayega,
09:23aur jo Allah ke qareeb hota hai,
09:25phir laa khaufun alaihim
09:27wa laa hum yahzanoon,
09:29phir naa unpe koi gham hota hai,
09:31naa unne koi malaal hota hai,
09:33naa unne koi khauf hota hai,
09:35toh tasawwuf ka buniyadi maqsood
09:37tasfiya-e-nafs, tasfiya-e-qalb hai,
09:39yahi islaam samjata hai,
09:41ke wo safar jo nafs-e-ammara se shuru hoga,
09:43phir nafs-e-lawama pe jayega,
09:45phir nafs-e-mutmaina tak ponchega,
09:47siram mutmaina tak nahi,
09:49irji'i ila rabbi ke
09:51radhiya tam mardhiya,
09:53phir nafs-e-raaziya bhi hota hai,
09:55rafs-e-marziya bhi hota hai,
09:57phir radhiya allahu anhum wa radhu anhu
09:59ki sada aati hai,
10:01Allah unse raazi ho jata hai,
10:03wo apne Rabb se raazi ho jate hai.
10:05Wah shukriya doktor sahib,
10:07badi mukhtasar waqt mein,
10:09bahot jaame guftagu aapne firmahi,
10:11aur tasawwuf ke hawale se,
10:13aapke zehno mein koi ibhaam,
10:15maathon, koi sawal aap karna chahein,
10:17toh doktor sahib tashreef farma hai,
10:19talaba ki taraf se,
10:21zaroor sawal wo aana chahiye.
10:23Assalam-o-Alaikum, sir.
10:25Sir, mera sawal hai,
10:27koi taarik-e-shariyat,
10:29shariyat-e-islamiya se inhiraaf karne wala
10:31koi shaks wali ho sakta hai ya nahi?
10:33Yehi baat mein arz kar raha hu,
10:35aapki khidmat mein,
10:37ki shariyat ko chhodne wala
10:39wali to wali,
10:42ki wo toh darja-e-insaniyat pe bhi
10:44qaim nahi rahega,
10:45sharf-e-insaniyat bhi nahi paayega,
10:47jo shariyat pe amal nahi karta.
10:49Hazrat-e-Sayyiduna Imam Malik
10:51rahmatullahi alaih ka bohot maaroof
10:53qol hai, aap irshaad farmaate the,
11:05lihaadha koi banda yeh kahe,
11:07main tariqat pe amal kar raha hu,
11:09yeh kaam nahi hai,
11:11hazrat ne farmaaya,
11:13wo zindig ho gaya,
11:15wo jo yeh kahe,
11:17ki main zahiri shariyat pe amal
11:19kar raha hu,
11:21main baatin ko nahi maanta,
11:23wo faasik ho gaya,
11:25jahan shariyat aur tariqat
11:27dono cheedein jamaa hoti hain,
11:29wahi insaan haq ko paata hai.
11:31To lihaadha wali wahi hoga,
11:33jo shariyat pe amal bhi kare,
11:35aur hamare haan,
11:37toh baaz log yeh itraaz karte hain,
11:39ke yeh kaise ho gaya,
11:41us wakat toh abadi hi navey laak ki nahi thi,
11:43hazrat-e-alama-iqbal se poochiye,
11:45toh irshaad farmaate hain,
11:47us wakat, bar-e-sagheer mein,
11:497 crore musulman maujood the,
11:51bar-e-sagheer mein,
11:53aur un 7 crore logon mein se,
11:556 crore wo the,
11:57jino ne mukhtalif auliyaan ke hatun pe kalma pada hai,
11:59toh lihaadha yeh wali shariyat pe amal karega,
12:01toh koi iske kareeb aayega,
12:03aur ghair muslim phiri mutasir hoga,
12:05jinn hota hi wo hai,
12:07jo sabse pehle sahib-e-shara ho,
12:09shariyat pe amal karne wala ho,
12:11phir baad ke silsile shuru honge.
12:13Assalam-o-Alaikum.
12:15Mera sawal yeh hai,
12:17ke kya wali ya peer,
12:19kasb-e-maash bhi ikhtiyar karte hain,
12:21ya murideen ke nazrane,
12:23ya in cheezo pe hi,
12:25unka saara silsira chalta hai,
12:27zara wizaad farmaate hain.
12:29Bahut khubsurat,
12:31shandaar,
12:33ke zaroori hai,
12:35ke sirf wali nahi,
12:37Allah rabb-ul-izzat ke saare anbiya bhi,
12:39kasb-e-maash karte hain.
12:41Ya ayyuhar rusul-u-quloo
12:43min-at-tayyibat wa'amal-u-saliha.
12:45Allah ne rasool-un ko sirf anbiya nahi,
12:47rasool nabi sa bhi buland darja hai.
12:49Unhe bhi irshaad firmaaya,
12:51ke tum saare bhi rizq-e-halal talaash karo.
12:53Ya ayyuhar lazeen aaman-u-quloo
12:55min-tayyibat ma rizqnaakum,
12:57washkur-u-lillah in kuntum
12:59iyyahu ta'budoon.
13:01Hazrat-e-Sayyid-un-Aadam a.s.
13:03aap sabse pehle duniya mein aaye hain na?
13:05Hazrat-e-Aadam a.s.
13:07To Hazrat-e-Aadam a.s.
13:09pehle toh koi tha hi nahi mureed unka aur.
13:11Koi aapka ummati nahi tha.
13:13Aap toh akele aaye the.
13:15Toh pehle aakele aaye ke unhe
13:17kasb-e-maash ke liye khud hi saare kaam kiye hain na?
13:19Sab kuch unhe na khud seekha hai.
13:21wallama aadamal asmaa kullaha
13:23Iski tafsir mein saare mufassireen
13:25kehte hain ke Allah rabb-ul-izzat ne
13:27kasb-e-maash ke saare ziraai
13:29Hazrat-e-Aadam a.s. ko seekha hai.
13:31Hazrat-e-Shees a.s. tamiraat
13:33ka kaam kiya karte the.
13:35Hazrat-e-Nooh a.s. kya kaam karte the
13:37aapke zihan mein hoga?
13:39Ek kaam toh Quran ne zikr kiya unka.
13:41Kashtiyan
13:43banaya karte the.
13:45Hazrat-e-Ibrahim a.s. aur
13:47Janaab-e-Ismail a.s. ne milke Kaaba tamir kiya hai.
13:49Mistryon wala kaam kiya hai.
13:51Ab wo Allah ke mistryin the
13:53toh fir Allah ne ajar aata farmaya hai na?
13:55Aap duniya daaron ke banenge
13:57toh duniya wale jitni waqaat hai uske mutaabik denge.
13:59Quran kehta hai
14:01Hazrat-e-Dawood a.s. ko Allah ne
14:03ziraa banane ka ilm sikhaya.
14:05waallam naahu san aata laboosillakum
14:07lituh sinakum min baasikum
14:09Aap lohe ko haath lagate the
14:11wo narm ho jate the.
14:13Hazrat-e-Zakariya ke liye hadees mein aata hai
14:15wo badai the. Aap ye kaam karte the.
14:17Aur mere aur aap ke aaka
14:19Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:21toh lihaad aakhri jumla ye hai
14:23Hazrat-e-Zakariya ke liye
14:25haath lagate the.
14:27Aur mere aur aakhri jumla
14:29Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:31toh lihaad aakhri jumla
14:33Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:35toh lihaad aakhri jumla
14:37Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:39toh lihaad aakhri jumla
14:41Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:43toh lihaad aakhri jumla
14:45Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:47toh lihaad aakhri jumla
14:49Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:51toh lihaad aakhri jumla
14:53Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:55toh lihaad aakhri jumla
14:57Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
14:59toh lihaad aakhri jumla
15:01Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:03toh lihaad aakhri jumla
15:05Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:07toh lihaad aakhri jumla
15:09Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:11toh lihaad aakhri jumla
15:13Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:15toh lihaad aakhri jumla
15:17Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:19toh lihaad aakhri jumla
15:21Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:23toh lihaad aakhri jumla
15:25Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:27toh lihaad aakhri jumla
15:29Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:31toh lihaad aakhri jumla
15:33Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:35toh lihaad aakhri jumla
15:37Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:39toh lihaad aakhri jumla
15:41Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:43toh lihaad aakhri jumla
15:45Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:47Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:49Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:51Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:53Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:55Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:57Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
15:59Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:01Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:03Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:05Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:07Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:09Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:11Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:13Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:15Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:17Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:19Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:21Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:23Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:25Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:27Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:29Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:31Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:33Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:35Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:37Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:39Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:41Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:43Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:45Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:47Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:49Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:51Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:53Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:55Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:57Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
16:59Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:01Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:03Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:05Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:07Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:09Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:11Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:13Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:15Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.
17:17Janaab-e-Rasoolullah s.a.w.