• 2 days ago
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Alhamdulillah-e-Rabb-il-Alamin,
00:07Wassalatu-Wassalamu Ala Khataman Nabeen.
00:10Nazir-e-Mutanab, Wassalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
00:14Programme Seerat-un-Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam
00:18ke saath aapka mezbaan Dr. Mahmood Ghaznavi
00:21aur hum sab ke pasandida scholar Janab-e-Shujauddin Sheikh
00:24aapke khidmat mein hazir hain.
00:27Har haftay aur jumay aur haftay ki raat,
00:30maine do din, raat nau baje
00:32hamari aur aapki mulaqat ARYQ TV par hoti hain.
00:36Seerat-un-Nabi ke hawalay se chalne wala
00:38ek program Arsa-e-Daraas se jaari usaari hain.
00:41Nabiye-e-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam
00:43ki Seerat-e-Tayyaba ke tanazur mein
00:47hum jo hai aaj ke apne haalaat ka jaayza lete hain,
00:50apne islah karne ki koshish karte hain.
00:53Allah-ta'ala hamari is koshish ko kaamiyaab kare
00:55aur sabse pehle hume hidayat ata farmaya
00:57hum sab ko hidayat ata farmaya.
00:59Pichla program jo ho raha tha,
01:01agar aapne mula'iza farmaya hain,
01:02toh shayad aapko yaad ho,
01:04ki Jumat-ul-Mubarak ke hawalay se baat ho rahi thi
01:07aur yeh ki Surah-e-Jumah ka nuzool
01:09jo hua uska pasmanzar kya tha.
01:12Aur us pasmanzar ke neteeje mein bataye gaye
01:15ki Allah-ta'ala ne pabandi lagayi is baat par
01:17ki jumay ki azaan jab ho jaye
01:19toh us waqt se namaz tak ka jo waqfa hai,
01:22jo ghaliban 45-40 minute ka waqfa hota hai,
01:25zyada se zyada.
01:26Aur is par jo hai,
01:28wo har qasim ka kaarobar karna mamnoon qaraar diya gaya hai.
01:31Aur uske baat phir Allah-ta'ala ne
01:33apne bandon ko hukam diya
01:35ki poori zameen par phail jao
01:37aur Allah ka fazal talaash karo.
01:40Yani jo rizq ki talaash hain,
01:42roozi ki talaash hain,
01:43wo Allah ka fazal hain.
01:45Rizq talaash karna
01:46aur uski wusad ke liye koshish karna
01:48jo hai wo koi najaiz fail nahi hai,
01:50najaiz fail nahi hai
01:51bas sharti hai
01:52ki wo jaiz aur halal tariqon se kiya jaye.
01:54Aur phir iske baat
01:55ek ayat mubarakah mein firmaaya hai
01:57ki phir Allah ka zikr jo hai
01:59wo kasrat ke saath kiya karo.
02:01Toh is hawaale se
02:02Shuja sahab ki taraf chalte hain,
02:03pehle recap lete hain
02:04pichle program ka
02:05aur phir agle safar par chalte hain
02:07Inshallah.
02:08Assalamu alaikum.
02:09Wa alaikumussalam
02:10wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:11Kaise mizaaj hai?
02:12Alhamdulillah.
02:13Aap khairi se hain?
02:14Allah ka shukr hai.
02:16Allah ka shukr hai.
02:17Aapke aur hamare alaake.
02:18Ji is waqt to
02:19poori duniya mein
02:20sardhi ki leher
02:21aksar alaakon mein
02:22UK mein bhi khansi
02:23tufani hawaaye
02:24aur marafbari ka maamla
02:25aur mausam ki sard
02:26hone ka maamla
02:27ye toh doosri taraf
02:28ki humne baat karli.
02:29Pakistan mein bhi
02:30kyunki travelling rehti hai
02:31Islamabad,
02:32Lahore
02:33Haan aap se main
02:34isi liye pucha
02:35ki tikke toh
02:36bette nahi hai
02:37kabhi abhi program
02:38karenge
02:39aur chale jayenge
02:40poocho kahan
02:41main toh Lahore
02:42jaa rahun
02:43Bahawalpur
02:44jaa rahun
02:45Islamabad
02:46jaa rahun
02:47toh poore mulk
02:48ka ahwal
02:49ye mehkmeh
02:50mausamiyat
02:51hai humare.
02:52Toh baare ismukh
02:53toh poore mulk
02:54mein jo hai
02:55sardhi ka shiddat
02:56ka maamla hai.
02:57Aur jaise
02:58Karachi studio
02:59baithay hain
03:00aur Karachi
03:01ek bahot bada
03:02shahir ho gaya
03:03alhamdulillah
03:043 crore ke kamu
03:05abadi ka maamla
03:06aur 60-70 km
03:07isse bhi aage
03:08shahir phelta
03:09chala jaa rahe hai.
03:10Toh hum
03:11saati aate
03:12toh baat kar rahe
03:13hai.
03:14Kuch ilaakon
03:15mein zyada
03:16kuch ilaakon
03:17mein kama.
03:18Karachi mein
03:19toh aise hi hota hai.
03:20Isi tarah
03:21Karachi mein
03:22baaz martaba
03:23ek
03:24yaani agar poore
03:25Karachi
03:26ko hum
03:274 hisso
03:28mein
03:29takseem
03:30kar lein
03:31misaal ke taur
03:32par
03:33toh 2 hisso
03:34mein baarish
03:35ho rahe hai
03:362 hisso
03:37mein baarish
03:38nahi ho rahe
03:39hai.
03:40Aise bhi
03:41maakyat hota hai.
03:42Achha yeh
03:43badi hairat
03:44inges baat
03:45yeh
03:46yeh
03:47Allah ke
03:48nishaniyan
03:49hai.
03:50Agar Allah
03:51taala baseerat
03:52ata farmaye
03:53Allah taala hum
03:54sabko ata farmaye
03:55Allah ke nishaniyan
03:56ek sadak
03:5740 feet
03:58chodi
03:59ya 30 feet
04:00chodi.
04:01Is taraf baarish
04:02ho rahe hai
04:03is taraf baarish
04:04nahi ho rahe hai.
04:05Aur yeh haqiqat
04:06aankhon dekha
04:07hal hai.
04:08Jaani ek
04:09martaba
04:10humaji Quran
04:11yeh
04:1230 kilometre
04:13takreeman
04:14to 3 maqamat
04:15khushk the
04:16aur 3 maqamat
04:17par baarish ho rahi
04:18thi.
04:19Khush maqam
04:20baarish aali
04:21hai.
04:22Khush maqam
04:23baarish aali
04:24hai.
04:25Aur yeh Allah
04:26ke qudrat hai.
04:27To jaise baarish
04:28ke takseem hai
04:29isi tarah
04:30mausam ke shiddat
04:31ke maamlaat ki bhi
04:32takseem ka maamla
04:33hai.
04:34To Karachi ke
04:35kuch alaakon
04:36mein
04:37munaseb
04:38hal
04:39maamla hai.
04:40To kuch
04:41alaakon
04:42mein
04:43baarish
04:44hai
04:45kuch
04:46alaakon
04:47mein
04:48baarish
04:49nahi
04:50hai.
04:51Aur Quran
04:52mein
04:53bataye
04:54gaya
04:55ke
04:56hum
04:57ne
04:58baarish
04:59ko
05:00takseem
05:01kar diya
05:02hai
05:03logon
05:04par.
05:05Mujhe
05:06achanak
05:07khayal
05:08aaya
05:09kuch
05:10alaakon
05:11mein
05:12qahat
05:13hai
05:14log
05:15bhooke
05:16marra
05:17hai
05:18faqa
05:19zada
05:20hai
05:21to iska
05:22matlab
05:23yeh
05:24nahi
05:25hai
05:26ke
05:27Allah
05:28ke
05:29takseem
05:30jo hai
05:31maaz
05:32Allah
05:33ghalat
05:34hai
05:35to
05:36isi
05:37taqseem
05:38jo hai
05:39maaz
05:40Allah
05:41ghalat
05:42hai
05:43asal
05:44mein
05:45logon
05:46ne
05:47Allah
05:48ke
05:49maamlaat
05:50mein
05:51mudakhalat
05:52shuru
05:53ki
05:54hai
05:55aur
05:56kuch
05:57logon
05:58ne
05:59kudrati
06:00wasail
06:01par
06:02kabza
06:03kar
06:04liya
06:05hai
06:06jiski
06:07to
06:08mai
06:09yaqeen
06:10aur
06:11kuch
06:12kuch
06:13maaz
06:14hai
06:15wasail
06:16kap
06:17kape
06:18ho
06:19bhaat
06:20hai
06:21shu
06:22kuch
06:23kuch
06:24kape
06:25ho
06:26miz
06:27maaz
06:28kuch
06:29shu
06:30kuch
06:31min
06:32kuch
06:33ho
06:34min
06:35kabza
06:36Jalimana Nizam.
06:37Jalimana Nizam.
06:38Jo Allah ke wasa'il ko…
06:39Ghair munsifana taqseem.
06:40Ji, daulat ki ghair munsifana taqseem, bilkul aapne durus farmaya.
06:41Jiski nateeje mein ameer ameer se ameer tar hota hai, ghareer ghareer se ghareer tar hota
06:42hai.
06:43Aur ghorabas unka niwala cheena jaata hai.
06:44Verna Allah, Allah raziq hai, usne zameen pehle banai, zameen pehle sajai, bande badme
06:45bhejai.
06:46Zameen Allah ne pehle pehda farmai, zameen ko pehle wasa'il se bhar diya.
06:47Aur jisko hum explore karte chali jaa rahe hain.
07:02Saubaraz pehle tasabur tha ki hum solar energy isimal karenge.
07:07Sooraj toh sadiyon se chala aara hai.
07:10Koi tasabur tha ki solar energy mein isimal karenge.
07:13Aaj duniya isimal kar rahi hai.
07:15Tumne Allah ki deevi aql ko isti'amal diya.
07:18Aur aaye wasa'il Allah ne pehda diya.
07:20Allah ki deevi wasa'il ko isimal karke, tumne solar energy ko isimal karna shuru kar diya.
07:24Allah ke khazaan mein koi kami nahi.
07:26Balki bada pyaara jumla ek sahib ka hai.
07:28Unhone firmaaya, ki pattharo ka zamana isliye khatam nahi ho gaya.
07:32Ki patthar khatam ho gaye.
07:34Hum abhi studio se bahar jayenge, sadak par jayenge.
07:36Pathar maujood hain.
07:38Gaye waqto mein, patthar ko patthar se ragad kar aag jalaate the.
07:42Aaj hum aap jalaate.
07:44Patthar to maujood hain.
07:46Aaj humne doosre wasa'il ikhtyaar kar diya.
07:48Allah ta'ala ne doosre zaraa'i aataa firmaa diya.
07:50To pattharo ka zamana isliye khatam nahi ho gaya.
07:52Ki patthar khatam ho gaye.
07:54Allah ne aur wasa'il aataa firmaa diya.
07:56Aur tumne ijadaadat karni.
07:58Ijadaadat ki hain to Allah ki deevi aql ko isimal karke.
08:00Aur Allah ta'ala musalsal izafa kar raha hai nehmaton mein.
08:03Aur wa Allah ta'ala ki shaan ka zikr hai na.
08:05Lafz bhi aata hai surah Rahman mein.
08:07kulla yawmin huwa fee sha'an.
08:09Aur rooz Allah ek nahi sha'an.
08:11Yani ek nahi haal mein.
08:13Uski qudrat aur azamat ke naye nazare har rooz tum dekhte chale.
08:15Jaate ho.
08:17Fa bhi aaiye alaa-i-rabbi ko ma'afiqar dibaan.
08:19Fars tum apne Rabb ke neematon ko qudraton ko jutla hoge.
08:21To hasilik ka naam ho ek zalimana nizam hai.
08:23Jismein daulat ki ghar musifana taqseem hoti hain.
08:29Maaf kijega.
08:31Ek taraf afraat ko
08:33do wakki roti khaana dushwaar.
08:35Aur doosri tara baaz wo log hai.
08:37Aapko paise ko bahane ke
08:39naye naye tariqe soojite hain.
08:41Shadi biya ke naam par ho.
08:43Ayyashiyon ke naam par ho.
08:45Garhiyon ka pura fleet.
08:47Aaj aapka hamara social media bharawa hai.
08:49Hamare baaz siyasatdaan mulke
08:51bade fakhar se dikhaate hain.
08:53Yeh fala ghaadi California se yeh fala ghaadi
08:55New York se yeh fala ghaadi
08:57London se yeh fala ghaadi
08:59Berlin se yeh fala ghaadi
09:01Bhai aapke abba jaan ki daulat ke buniyat par hain.
09:03Aur ussi ghaadi ke driver ke bachche faqe kar rahe hain.
09:05Toh yeh toh zaalimana nizam hain na.
09:07Na ke Allah ke wasaail me
09:09kami ka maamla ho.
09:11Aur aapko humein maloom hain.
09:13America mein, Europe mein bohot bada hissa
09:15ajnaas ka wo samandar mein
09:17dump kar diya jaata hai.
09:19Taake apni higher prices ko maintain lakse ke.
09:21Haan rate kam na ho jaye.
09:23Yani izaafi hain. Rate kam na ho jaye.
09:25Dump kar dete hain.
09:27Kya yeh ghoraba ko kaam nahi aasakta.
09:29Jin ilaakon mein qahid ki kaifiyat aagaya.
09:31Ajnaas ki kami ka maamla aagaya.
09:33Yeh hain zaalimana soch.
09:35Yeh hain wo capitalist economy ki
09:37tabah kahadiyon ke maamla.
09:39Yeh hain wo insaan ki hawas
09:41aur daulat ka hirs ka maamla.
09:43Jiske nateeje mein wo bandon ko khaane ko nahi dete.
09:45Phek dete hain. Zaya kar dete hain.
09:47Lekin apni prices ko maintain rakkar
09:49apni ayyashon ka saman ka phen.
09:51Is zaalimana nizam ke khatme ke liye
09:53Allah ne Rasoolon ko bheja.
09:55Rasoolullah. Ab aayi. Seedat ka nukta aagaya.
09:57Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam se kehalwaya gaya.
09:59Surah shuraa ki ayat no.15
10:01wa umirtu li aadila bainakum
10:03aur mujhe hukam diya ki
10:05main tumhari tarmiyana aadil ko qaim karoon.
10:07Justice ko qaim karoon.
10:09Jab Syedna Umar bin Abdul Aziz rahmatullah
10:11ka daur aata hai toh kya maamlaat hain.
10:13Zakat denewale maujood hain. Lenewala maujood koi nahi hain.
10:15Riyasat ki tara se alanat ho rahe hain
10:17ki bhai zakat kisi ko chahiye toh aake
10:19le le. Yeh kab hota hai?
10:21Jab Allah ki wahi ki taalim ke mutaabe
10:23ahkamat ka nifaz hoga. Kyuki khaliq
10:25hai na wo.
10:27Ala ya'alamu man khalaq.
10:29Kya wohi na jaane ka jisne pehda firmaya
10:31jab uski manenge
10:33toh makhluqat ko jeene ka haq milega
10:35aur jab jeene ka haq milega toh
10:37Allah se law laga sakenge, Allah ka wikr
10:39kar sakenge, Allah ki yaad mein
10:41apnaam ko khapaakar, apni asr, zindag
10:43ya akhirat ki tayyari kar sakenge.
10:45Aur aisa nahi hai ki Allah ta'ala ne
10:47jo hai wo
10:49logon ko pehda kiya aur unke khaane
10:51pehne ke maamlaat jo hai pehda nahi
10:53kiye. Zahir Allah razaq hai.
10:55Usne agar maamuli sa keeda
10:57pehda kiya hai
10:59jo samandalon me padhe huye
11:01patharon ke andar maujood hai kahin
11:03toh uske moome bhi jo hai
11:05ghaas ki patti maujood hai
11:07Allah ta'ala usse waha rizq paunchata
11:09jahan mera aur aapka tasawur bhi nahi jaasakta.
11:11Allah razaq hai.
11:13Isi itna Allah ta'ala ne insaan ke liye har kisim
11:15ka rizq pehda, agar wo bimaar hua toh uske liye
11:17bimaari ke tadaaruk ke liye
11:19Allah ta'ala ne bepana
11:21cheezein pehda ki hai.
11:23Jo kahte hain na sardiyon me dry fruit istimal karo.
11:25Ek ek dry fruit me se agar
11:27ek ek cheeze ko aap leke dekhe toh uske jo fawaid
11:29hote hain aur uska laboratory test ka
11:31toh hairaz zada raha jaata hai aadmi ke kis qadar
11:33cheezein uske andar maujood hoti.
11:35Jo insaan ki shifa ke liye aur sehat ke liye hoti.
11:37Humme indaza nahi hota
11:39ki hum kya kar raha hai. Lekin
11:41hum qabza karke baith jaate hain.
11:43Aadi hai ki wo toh badi baat hai, wo toh dry fruit
11:45chaliye mehnga hai aur falan cheeze mehngi
11:47hai falan cheeze mehngi hai. Humne toh
11:49qudrat ke us cheeze par
11:51kar liya hai jisse hum kehte hain
11:53jo free of cost hai wo hai paani.
11:55Humne toh paani pe qabza kar rahe hain.
11:57Logon ko pyaasa maar diya hai. Khareed ke paani
11:59peena padta hai. Jab hum
12:01chote chote the toh bachche wo
12:03cricket khelte the mehdaan me school ke.
12:05Toh ek humare dost the toh
12:07paani khelte, paani mangate toh
12:09unhe ek glas paani do toh wo aadha
12:11peeke kehte hai ye aadha dhakke rak do.
12:13Wo kehte hai bhai paani ka kya masla dhakke
12:15doosra la denge. Kehle ke nahi tumhe
12:17andaza nahi hai. Ye jo aadha
12:19glaas paani nahi hai. Ek zaman aayega tumhe ye aadha
12:21glaas khareed ke peena padega. Acha us
12:23hokh mazaak lagta tha wo. Aaj
12:25waqi khareed ke peete hai paani.
12:27Jani wo hai
12:29Allah ke wasaail
12:31me kamee nahi.
12:33Wasaail par qaabis logon
12:35ka zulm hai. Jiski wajah se
12:37ek badi taadat tak Allah ki
12:39neemate nahi ponshti. Jo Allah
12:41ne sab ke liye paida ki hai.
12:43Nazim ek wakfa lene phir aake baat karte hain inshaAllah.
12:45Assalamu alaikum warahmatullahi
12:47warahmatullahi wabarakatuh. Welcome back nazim.
12:49Waqfe ke baad program seeratun nabi
12:51wasalam mein aapka khair maqdam hai.
12:53Baat jo hai wo nikli thi
12:55Allah ka fazal talash karo,
12:57kasrat se zikr karo, baat ponch gayi
12:59Allah ke farham karda wasaail aur
13:01us par qaabis zeen ki.
13:03To Allah ne fazal talash karne
13:05ke liye jo hukm diya hai to Allah ka fazal
13:07to jaga jaga bikra padha hai.
13:09Allah ki itni neemate
13:11hain aur un neemato
13:13mein Allah ta'ala ka ek
13:15bilkul ek computerized system
13:17hai jis hum kehnein bilkul
13:19ke koi neemat agar mil jaye
13:21agar aap us pe shukr kar lein to
13:23dugni ho jati hai.
13:25Dugni ho jaye shukr kar lein to chaugni ho jati hai.
13:27Wo badti chali jati hai, badti chali jati hai
13:29lekin us mein sirf itna sa kaam karna
13:31hota hai ke Allah ka shukr kiya jaye.
13:33Lekin agar Allah ka kufr kiya jaye
13:35to jinn logon ne arbon rupay jama
13:37karke rakhe mein accounton mein
13:39shukr nahi karte ke Allah ne itna diya hai
13:41to kufr karte hain to wo hal min mazeed
13:43ki khwahish khatam hi nahi hoti.
13:45Surah Ibrahim ki ayat
13:47saath mein zikr aata hai
13:49la in shakartum la azeedannakum
13:51Allah subhana ta'ala firmaat hai
13:53agar tum shukr ada karoge
13:55to main yaqeenan mazeed neemat-e
13:57tumhe ata karunga.
13:59wa la in kafartum
14:01aur agar tumne na shukri ki
14:03inna azaabi la shadeed
14:05to beshag mera azaab bhi bada shadeed hai.
14:07Bada qeemti usool hai jais aapne beyaan bhi firmaaya
14:09aaj jo kuch humein mila hua hai
14:11agar hum chahate aur humein sehari
14:13chahate mazeed mila aur mila aur mila
14:15to bhai to jo mila uski qadar karo
14:17uspar Allah ka shukr ada karo
14:19dil mein aitaraaf karo ki yeh Allah ki
14:21aata hai mir mehnet ka kamaal nahi
14:23zubaan ba alhamdulillah ke tarane shukr ke tarane hum
14:25aur is wujood ko
14:27Allah ta'ala ki itaat mein istimal karna
14:29to yeh dil se shukr bhi hai
14:31zubaan se shukr bhi hai
14:33aur poori wujood se shukr bhi hai
14:35jab banda shukr guzari ki yeh ravish ikhtyaar karta hai
14:37to Allah ta'ala firmaa rahe hai
14:39main mazeed neemat-e tumhe ata firmaa unga
14:41yeh asaan tariqah bata diya gaya
14:43dekin agar tumne na shukri ki
14:45tumne Allah ki aata karda neemat ko zaya kiya
14:47tumne Allah ta'ala ki aata karda neemat ki
14:49naqadri ki usko
14:51dum kar diya
14:53aaj kal hum baaz muslim mulko mein dekhte hai
14:55wo ek dispose off
14:57ka concept hai na
14:59plastik ka wo sutra sa bichaye
15:01jisko dastar khaan hum kehte hai
15:03aur ussi pe khaana khaaye jo bacha ussi mein dala
15:05utha ke dustbin mein daal diya
15:07itna ziya paise ka, itna ziya risq ka
15:09Allah ki is kadar naqadri ka maamla
15:11issi tariqah pe haraam zariyah se kamaane ki koshish karo
15:13yeh bhi ghalat baat hai
15:15na shukra paan hai
15:17issi tariqah pe Allah ki neemat istimaal to karo
15:19magar usko shukr adana karo
15:21yeh bhi naqadri ki baat hai
15:23Allah firmaa rahe hai agar tum kufr karoge
15:25ya kufr shukr ke mukaabla mein aaya
15:27matlab hua na shukri karna
15:29na shukri karoge, wa Allah firmaa rahe hai ki
15:31mera azabi bada shadeed hoga
15:33duniya mein neemat-e chhin jaye
15:35duniya mein waqt mein barkat na rahe hain
15:37neemat-on mein barkat na rahe hain

Recommended