ALLAH ke Safeer - EP 6 | Ahl e Taqwa | 14 Jan 2024 | ARY Qtv

  • 8 months ago
ALLAH ke Safeer - EP 6 | Ahl e Taqwa | 14 Jan 2024 | ARY Qtv

Topic: Ahl e Taqwa

Speaker: Dr Syed Hamid Farooq Shah Bukhari

#ALLAHkeSafeer #KhawajaGhareebNawaz #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 [Music]
00:29 [Arabic]
00:32 ala sajid al anbiya wal mursalin wal aqibatul al mutaqeen amma ba'ak fa a'udhu billahi
00:39 minash shaitanir rajeem Bismillahir rahmanir raheem ya aijuhallazina aamanu taqu Allah
00:46 wa koonu ma'a al sadiqun sadakallahu lazim inna allaha walaikatahu yusalloon 'ala al
00:52 nabi ya aijuhallazina aamanu sallu alayhi wa sallimu tasleema Allahumma salli 'ala sayyidina
00:59 wa maulana Muhammad wa 'ala aali sayyidina wa maulana Muhammadin wa barik wa sallim wa
01:04 salli 'alayhi.
01:05 Hazrat-e-girami, aaj fir hum Huzoor Khawaja Gharib Nawaz, Hazrat-e-Sayyiduna Muinuddin
01:14 Chishti Ajmeri Rahmatullahil Aalaih ki bargah mein hazir hain, Allah Karim ne aapki hasti
01:19 ko taqwa mein kya muqam ata farmaya.
01:24 Yeh baat badi samajhne wali hai, Allah Karim ne irshaad farmaaya wal lazeena jahadu feena
01:31 lanah diyannahum subulana.
01:32 Ki jo humare raste mein jihad karte hain, jo humare raste mein koshish karte hain, lanah
01:39 diyannahum subulana, to hum zarur unke liye apne saare raste kohl diya karte hain.
01:47 Aaj jis muqam pe yeh hastiyan maujood hain, yeh muqam Allah Rabbul Izzat chahe to madar
01:56 zaad kafiyyat mein bhi ata farma sakta hai, lekin iske liye jo mehnat darkaar hoti hai,
02:02 wo in hastiyon ne karke dikhai hai.
02:05 Saare muttaqiyon ka imam banna, aur barre sagheer mein aaj jitne bade bade aasthane,
02:11 dargaahen aur khaankaahen humein nazar aati hain, unmein sabh mein faizaan Hazrat-e-Khaja
02:16 Moinuddin Chishti Ajmeri Rahmatul Alai ka maujood hain.
02:21 To aapko agar imamul muttaqeen aur zubdatul aarifeen bhi kaha jaye to yeh ghalat nahi
02:25 hokaa.
02:26 To taqwa kya hai, jo Allah Karim ne aapki hasti ko ata farmaya.
02:31 Wo agar hum samayna chahein to bunayadi cheez yeh hai, taqwa ka asal muqam dil hota hai.
02:37 At taqwa haahuna, Haqa Karim Ali Tahayyat-ul-Sanaa ne ishaab to huma taqwa to yahan hota hai,
02:43 dil mein hota hai.
02:45 Aapne yahan ishaara farmaya aur teen martaba irshaad farmaya.
02:49 To taqwa ka bada gehra taluk dil ke saath hota hai.
02:52 Aaj hum logon ke zahiri aaza ki nomaish mein taqwa talash karne ki koshish karte hain,
02:59 to yeh dhrust nahi hai.
03:02 Aur jo do surtein banti hain, bunayadi torpe agar hum karna chahein taqwa ki to yeh hain,
03:07 ek hai kulub ka taqwa, aur doosra hai jawarih aaza ka taqwa.
03:14 Agar dil ko taqwa nasib hota hai, to fir aaza ko bhi taqwa nasib hota hai, fir jawarih
03:20 ko bhi taqwa nasib hota hai.
03:22 Iske ilawa to yeh mumkin nahi hota hai.
03:27 Agar dil mein taqwa nahi hota hai, to fir aaza mein taqwa zahir nahi hota hai.
03:30 Wo to tasano hai, wo to takalluf hai, wo to banawat hai.
03:34 To aapki mubarak hasti ko Allah Karim ne yeh taqwa ki neemat ata farmayi thi.
03:39 Aur us taqwa se fir aapki aajzi, aapki tawazo, aapki inqisar, aur mahabbat-e-rasool alaihi
03:47 ta'hiyat-o-was-sanaa ka izhaar hua karta tha.
03:52 Kyunki asal mahal jo dil hai.
03:55 To dil jab tak paak na ho, to fir yeh neemat-e-naseeb nahi hoti hai.
03:58 Isiliye to Rasool-e-Akram alaihi ta'hiyat-o-was-sanaa ne irshaat, farmay mashoor hadith-e-mubaraka
04:04 hai.
04:05 Alaa wa inna fil jasad-e-mudghatan, khabardaar, be shak jism mein ek gosht ka tukda hai.
04:14 Iza salahat salahal jasad-u-qulluhu, jab wo saleh ho jaye, wo gosht ka lothra yeh tukda
04:22 theek ho jaye, to saara jism theek ho jata hai.
04:25 Wa ida fasadat fasadal jasad-u-qulluhu, aur jab wo hi bigad jaye, to fir saara jism
04:30 hi bigad jaya karta hai.
04:32 Alaa wahiyaal kalb, aur phir haqqa ne firmaaya khabardaar, aur wo dil hai.
04:38 To Allah kareem ne Huzoor Khawaja Gharib Nawaz ko jo dil ata firmaaya, wo muttaqi dil tha.
04:47 Ek bande pe zindagi mein asar taim kar lena, asar andaaz ho jana kisi ki zindagi pe, kisi
04:54 ke nazariyat pe, aur wo nazariyat ko ek din, do din ke nahi, kai nasloon ka tasalsol tha.
05:01 Wo todna bhi bada maare ka hua karta hai.
05:06 Lekin Huzoor Khawaja Gharib Nawaz ne 99 lakh logon ko kalma padhaya hai, to yeh kaise mumkin
05:12 ho sakta tha, bagayr taqwa ke.
05:16 Aur wo taqwa aaza ka ho, wo taqwa jawara ka ho, to iske bagayr yeh mumkin nahi tha.
05:22 Wattakullah inna Allah 'alimum bidati sudur, aur Allah kareem ne ek aur mukaar pe irshaat
05:27 ho, Allah se daro, beshak Allah ta'ala to seene mein chhupi hui cheezun ko bhi jana
05:33 wala hai.
05:34 To inn hastiyon mein khuf-e-Khuda, khashiyat-e-Ilahiya is had takti.
05:42 Huzoor Khawaja Gharib Nawaz, ataaye Rasool, naib-e-Rasool fil hind, Huzoor Khawaja Gharib
05:49 Nawaz to sari sari raat Allah ki baarga mein jab gira-u-zari kiya karte the.
05:56 Sari sari raat, ibadat aur riazat ke us darje pe faiz hua karte the.
06:01 To yeh kaise mumkin ho sakta agar dil mein taqwa maujood naho.
06:06 Mera Rab taqwa hi usse ata farmata hai jo ikamat-e-salat karne wala hota hai.
06:11 Ya ita-u-zakat aur ada-e-zakat pe amal karne wala hota hai.
06:17 Iske bagayr to Allah kareem kisi ko taqwa ki neemat ataaye nahi farmata hai.
06:22 Aur Huzoor Khawaja Gharib Nawaz pe, Huzoor Khawaja Gharib Nawaz rahmatullah alaih pe,
06:27 yeh hadith-e-mubarakah to harf baarf sadiq aati hai.
06:31 Aap ke taqwa pe, Allah kareem ki baarga mein aap ko jo muqam-e-fanaayat hasalta us pe.
06:39 Aur jeh agar hum baat karein ki aap ne Islam ki tabliq ki hai to kis hadith-e-mubarakah
06:44 ko bator-e-usool aapne samne rakha hai.
06:47 To wo yeh hadith-e-mubarakah hai.
06:49 Allah ki piyaar-e-rasool ne insha-Allah tama la tahasadu, wala tanajashu, wala tabaghadu,
06:56 wala tadabaru.
06:57 Insha-Allah tama ik doose se hasad na karo.
07:00 To silsila-e-chishtiyah mein, saare salasil muhtaram hai, dekan aaj kyon ke baat hum silsila-e-chishtiyah
07:06 ki sardar aur aqa ki aqa-e-neemat ki kar rahein.
07:09 Huzoor Khawaja Gharib Nawaz ki kar rahein.
07:12 To yeh hadith-e-mubarakah ki ik doose se hasad na karo.
07:16 Ik doose se bughz na rakho.
07:18 Ik doose se ki agibat na karo.
07:20 To Huzoor Khawaja Gharib Nawaz ne isi usool ko madde nazar rakha, to Allah Karim ne dil
07:24 ko taqwa bhi ata farmaya aur Islam ki tabligh mein barkatain bhi pyada farmaya.
07:30 In hastiyon ke musallam fazail apne jagah.
07:33 Hum sirf karamaat ki baat karte hain.
07:35 Karamaat se hat kar yeh dekhna in logon ne zindagi kaise jid-o-johat ke saath guzaari
07:40 hai.
07:41 Aur Allah Karim kisi bhi mission mein barkatain kaise pyada farmata hai.
07:44 Ki ek banda, ek crore logon ka kalma kaise padha sakta hai.
07:50 Yeh sirf baat itni riwayati nahi hai ki zuban se ada ke aur uska asar khatam ho gaya.
07:56 Kabhi sochna hai.
07:57 Ke aapki waleda-e-garami irshaad farmaya karte hain, "Moinuddin, Allah Karim ne tumhe bada
08:03 rutba ata farmaya.
08:04 Log tera chehra dekhte hain, kalma padhte hain.
08:07 Lekin kahin na kahin, tere is riyazat mein aur is kamyabi mein mere dood ki tatheer bhi
08:13 shamil hai.
08:15 Toh paakeeza dood ragu mein hota hai, fir mera Rab yeh muqam ata farmata hai."
08:20 Toh taqwa ka muqam jistra Hazrat-e-Syedna Farooq-e-Azam ne poocha tha, toh aapko arz kiya gaya, "Keh
08:27 khaardaar jhaadion mein se aise guzarna hai, keh libaas bhi mafuz rahe, jism bhi mafuz
08:33 rahe.
08:34 Insaan manzal tak bhi pohnche aur kuh kaanta bhi na chube.
08:37 Isse taqwa kaha jaata hai."
08:39 Toh yeh aasaan nahi tha.
08:41 Medina tul Rasool se juda hona, apne Nana ke dar ko chhodna, apne Naniyal se rukhsat
08:48 hona, aur Hindustan mein aajaana, Mushrikoon mein aajaana, jahaan koi Allah aur uske Rasool
08:56 ka naam lene ko tyaar na ho.
08:59 Aur wahaan aakar, fir apni zaat ke zariye inkilab-e-paak kar dena.
09:05 Ke poore hind-o-paak mein jo bhi badi darga hai, jis darga ke saath ab aage lakh-o-log
09:12 fabasta hai.
09:13 Un sab tak faizaan Huzoor khaaja Gharib Nawaz hi ka pohnchta hai.
09:17 Toh yeh wahi taqwa ki nimat thi.
09:20 "Wa koonu ibadallah ikhwana."
09:22 Raaka kareem nishat mein, Allah ki bando bhai bhai ban jao.
09:28 Al-Muslim wa khul Muslim, Musalman Musalman ka bhai hai.
09:33 Is hadith-e-mubaraka pe amal karte hua Huzoor khaaja Gharib Nawaz ne tablig-e-Islam ki
09:39 hai, taqwa ikhtyaar kiya hai.
09:42 Aur Allah kareem ne yeh sari nimat-e-aap ko ata fermaai hai.
09:46 Aur yeh hadith-e-mubaraka bhi, aap ke peshe nazar thi.
09:50 "Inna Allaha la yanzuru ila ajsaadikum, walaki yanzuru ila quloobikum."
09:56 Beshak Allah ta'ala tumhare jismu ki taraf nahi dekhta.
10:00 Zahiri maal-o-dolat ki taraf nahi dekhta.
10:02 Zahiri waza qata ki taraf nahi dekhta.
10:05 Lekin wo tumhare dilun ki taraf dekhta hai.
10:08 Tumhare dil mein kya hai?
10:10 Mera Rab uspe nazre karam karta hai.
10:13 To Huzoor khaaja Gharib Nawaz ko mere Rab ne taqwa mein wo muqam ata fermaai hai.
10:18 Kalb-e-faqee ata fermaai hai.
10:20 Jo Allah ka muqam samajhne wala tha.
10:23 Jo shaan-e-risalat ko samajhne wala tha.
10:26 Dekhi hum sare Khalifatullah fil-ard banke aaye hain.
10:30 "Fa-atma inni ja'ilum fil-ard-e-Khalifah"
10:33 Ki main zameen mein apna Khalifah banane wala hain.
10:35 Ab Khalifah jo naib hota, uske kuch zimadaariyan hoti.
10:39 Hum misse kuchne log hain jo apni zimadaariyon se ghaafil ho gaye.
10:42 Lekin Huzoor khaaja Gharib Nawaz Khalifatullah fil-ard bhi hain.
10:46 Aur Khalifatur Rasul fil-hind bhi hain.
10:48 To yeh kaise mumkin tha?
10:50 Ke aap jo zimadaari lekar aaye to usse ada na karte.
10:53 Un zimadaari ko ada karte rahe.
10:55 Mera Rab ne taqwa aise ata fermaai hai ki
10:57 Huzoor imam ul-muttaqeen karar paaye.
11:00 Aur lakhon crore logon ko aapke zariye
11:02 Mera Rab ne Islam ki neemat ata fermaai.
11:05 Wa maa alaiya illal wala.
11:06 Mere haadi mere rahbar, mere sardar khaaja hain.
11:23 Mere munis, mere hamdam, mere gham khaar khaaja hain.
11:41 Mohabat ka...

Recommended