• last year
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer

Topic: Miya Biwi Ke Huqooq

#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:11 Alhamdulillah wa kafa.
00:13 Wasalamu ala ibadihi allatheena ustafa.
00:15 Amma ba'd.
00:16 Tawbidu billahi minash shaitanir rajim.
00:18 Bismillahir rahmanir rahim.
00:19 Allahumma salli ala sayyidina wa nabiyina Muhammad wa ala aali sayyidina wa habibina
00:25 Muhammadin.
00:26 Wa ala aali sayyidina Muhammadin wa ala aali sayyidina Muhammadin wa ala aali sayyidina
00:33 Muhammadin.
00:34 Bismillahir rahmanir rahim.
00:35 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:36 Amma ba'd.
00:37 Tawbidu billahi minash shaitanir rajim.
00:38 Bismillahir rahmanir rahim.
00:39 Allahumma salli ala sayyidina wa nabiyina Muhammadin wa ala aali sayyidina wa habibina
00:40 Muhammadin.
00:41 Bismillahir rahmanir rahim.
00:42 Allahumma salli ala sayyidina wa ala aali sayyidina wa ala aali sayyidina wa habibina
00:43 Muhammadin.
00:44 Amma ba'd.
00:45 Tawbidu billahi minash shaitanir rajim.
01:09 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:16 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:23 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:28 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:32 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:35 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:38 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:41 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:44 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:47 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:50 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:53 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:56 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:59 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:02 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:05 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:08 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:11 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:14 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:17 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:20 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:23 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:26 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:29 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:32 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:35 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:38 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:41 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:44 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:47 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:50 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:53 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:56 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:59 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:02 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:05 Khushi is baat ko accept karna chahiye, approve karna chahiye,
03:09 balka encourage karna chahiye,
03:10 ki beta bohot achcha aapka faisla hai,
03:13 ki aap alag ghar mein rahiye,
03:15 taake aapki beevi ke baat privacy ho,
03:17 aap log araam se rahein.
03:19 Aur isme mohabbatein bhi bohot hoti hain, by the way.
03:22 Isme bohot mohabbatein hoti hain,
03:24 woh jo khar ke andar shaitaan nafratin daalta hai,
03:27 tensions create karta hai,
03:30 humare mawashree mein jo saaz bahu ke jhagdein mashoor hain,
03:33 woh kyu hain?
03:35 Isliye hain, kyun ke
03:37 do khawateen mere nazneek,
03:40 jo dono ghar ki malga hain,
03:42 right, aur dono ki apni apni needs hain,
03:46 requirements hain, chahate hain,
03:49 aur dono chahatee hain,
03:51 ki humare jo chahat hain,
03:53 usko execute kiya jaye,
03:54 usko implement kiya jaye,
03:56 aur phir kabhi usme clash aajaata hai,
03:59 jo ladke ki walda hain,
04:01 usko kuch chahari hoti hain,
04:02 aur ladke ki bhiwi kuch aur chahari hoti hain,
04:04 aur uske andar clash aajaata hai,
04:06 us clash ki wajah se,
04:08 unfortunately,
04:10 phir tensions hoti hain,
04:12 aur phir badgumaniyan ho jati hain,
04:14 aur bohot kuch hota hai humare mawashree mein,
04:16 to yeh saari problems bhi nahi hongi,
04:19 lekin of course,
04:21 har bande ki financial status different hoti hain,
04:23 lekin kaushish karni chahiye,
04:25 ki jitna mumkin ho wo kare,
04:27 lekin kam mas kam,
04:29 ek absolute private space,
04:31 ek alak kamra jiske saath bathroom bhagara ho,
04:35 aur jaha pe wo aurat,
04:37 ladke ki jo bhiwi hain,
04:39 wo haram se reh seke,
04:40 yeh to kam mas kam provide karna chahiye,
04:42 aur agar aisi situation hai,
04:46 to please ladke ki jo parents hain,
04:49 khas taur phir ki jo walda hain,
04:50 usko yeh expect nahi karna chahiye,
04:52 ki har waqt mere bete ki bhiwi mere paas aankar baithi rahi ki,
04:55 dekhi aap bete ne shadi ki hai na,
04:57 to shohar aur bhiwi ki ek privacy hai,
05:01 unki ek aapas ki zindagi hai,
05:03 hum unki zindagi me jib intrude karte hain,
05:06 unki zindagi me beja dakhal andazi karte hain,
05:09 to unki aapas ka relationship bhi bond nahi hota,
05:12 unki aapas ki relationship bhi theek nahi hota,
05:15 hum to hume to chahana chahiye,
05:18 be hasiyat e walidein,
05:20 be hasiyat ek maa ke,
05:21 usko to yeh chahe,
05:24 ki uske bete ki zindagi,
05:26 uski bete ki shadi shuda zindagi khushgawar guzrein,
05:29 lekar usko khushgawar guzarne ke liye zaruri hai,
05:32 ki hum unko private space deyen,
05:34 hum yeh bilkul expect nahi karein,
05:35 ki wo uske bhiwi jo hai,
05:36 wo humare paas aankar baithi rahi ki,
05:38 theek hai,
05:39 jab aap ek ghar me reh rahein hain,
05:42 kathe reh rahein hain,
05:43 to wo mehwan bhi nahi hain,
05:44 wo ghar ke kaam kaam me bhi hisa legi,
05:46 saare log mil jolke kaam karenge,
05:49 kuch kaam walda karengi,
05:50 kuch kaam wo ladki karegi,
05:52 kuch kaam yeh beta karega,
05:54 saare log mil jolke kaam karenge,
05:56 of course, right?
05:57 Lekin yeh expect karna,
05:58 ki saare kaam wo karen,
06:00 ya yeh expect karna,
06:01 ki wo bethi rahein humare paas,
06:03 aur unki private space na ho,
06:04 wo bahar ghoomne na jaya sakein,
06:06 wo kahin bahar khaana na khaayen,
06:08 right?
06:09 Aur wo jeh,
06:10 ek sort of jealousy factor ho jaye,
06:12 koi andar ek hasad ho jaye,
06:13 ki jeh yeh miyan biwi khud se akele,
06:16 kyu bahar khaana khaane gaye hain,
06:18 humein kyu nahi include kiya,
06:19 bahara bahara,
06:20 yeh bahut common issues hain,
06:21 please,
06:22 in se bahar nikalna chahiye,
06:24 unko privacy deni chahiye,
06:26 unko wo khush rahein,
06:28 wo bahar ghoomne jayein,
06:29 wo bahar khaana khaana jana chahatein,
06:32 jayein,
06:33 aur bilkul expectation nahi hain,
06:35 ki wo mere paas,
06:36 humare paas aake,
06:37 aksar hisa baithe rahein,
06:38 ya sirf wo hi saare kaam karein,
06:40 yeh toh bilkul munasib nahi hain.
06:43 Iske ilaba,
06:44 ek bahut ahim cheez,
06:46 isi context mein,
06:47 Allah taala ne chab Quran e Paak mein,
06:51 shadi ka tazkara kiya,
06:53 toh Allah taala ne firmaaya,
06:54 ke wo min aayaatihi an khalaqa lakum
06:56 min anfusikum azwaajalli taskunu ilaiha,
06:59 wa ja'ala bainakum mawaddatum warahma,
07:02 ki Allah ki nishaniyon mein si hi hain,
07:04 ki Allah taala ne tum hi mein si,
07:06 tumhare liye ek joda banaya,
07:08 taake tum usmein sukoon hasil karoon,
07:11 Allah taala ne shadi ka maqsad banaya,
07:13 hai sukoon,
07:15 yeh bivi ki zimmedari bhi hai,
07:19 aur uska haq bhi hai,
07:20 aur shohar ki zimmedari bhi hai,
07:21 aur uska haq bhi hai,
07:22 ki yeh dono milkar aapas mein,
07:24 ek pur sukoon environment create karein ghar ke andar,
07:27 aap dekhiye,
07:29 kitne gharon ke andar sukoon hota hai,
07:32 bila waja ki ladaai,
07:34 tensions,
07:35 bila waja ki parishaniyan,
07:37 aur aage Allah taala ne firmaaya,
07:39 ki Allah taala ne,
07:41 tum dono ke darmian,
07:43 shohar bivi ke darmian,
07:45 mawaddat aur rahmat rakti,
07:47 mawaddat kehte hain,
07:48 pyar ko,
07:49 ulfat ko,
07:50 mohabbat ko,
07:52 aur rahmat,
07:53 yeh dono jazbaat,
07:55 yeh dono feelings zaruri hain,
07:57 ek ache shadi shuda relationship mein,
08:02 mohabbat aur rahmat,
08:05 zindagi onch neech ka naam hai,
08:09 kabhi bimari hai,
08:10 kabhi sehat hai,
08:11 kabhi maal aata hai,
08:13 kabhi jaata hai,
08:14 right,
08:15 har tarah ke halaat hota hai,
08:18 toh jab har cheez theek chal rahi hoti hai,
08:20 toh mohabbat ka element,
08:22 uska ansar ghalib hota hai,
08:24 jab kabhi theek cheez nahi chal rahi hoti,
08:27 jab cheez theek nahi chalti,
08:28 bimari aajaati hai,
08:29 maal me kami aajaati hai,
08:31 business me nuksaan ho jaata hai,
08:33 job chali jaati hai,
08:34 ya whatever,
08:36 toh phir rahmat wo,
08:39 ihsaas hai,
08:41 wo jazba hai,
08:42 jo is situation ko manage karta hai properly,
08:46 Allah taala farmaate hai,
08:47 ke maine shohar aur beevi ke tarmeyan,
08:49 mohabbat aur rahmat rag di hai,
08:51 aur isliye shadi karo,
08:52 taake sukoon mile,
08:53 tum ek partner mile,
08:55 ek dost mile zindagi guzarne ka,
08:57 jisse tum share kar sakon apni baaton ko,
09:00 dono kathe chal sake,
09:02 wo uske dukhon ka sahara bane,
09:07 wo uski khushi me uska partner bane,
09:09 wo uski khushi me uska partner bane,
09:11 uske dukhon me uska sahara bane,
09:13 ek doose ko hum takleef share kar sake,
09:15 ek doose se khushi share kar sake,
09:17 yeh hai shadi,
09:19 yeh Allah taala maqsad biyaan farma rahe hai shadi ka,
09:21 lekin agar sukoon nahi hai,
09:23 agar mohabbat nahi hai,
09:25 agar rahmat nahi hai,
09:27 toh something is seriously wrong,
09:29 koi bahut bada masla hai,
09:31 aur is masle ko find out karna chahiye,
09:34 aur isko fix karna chahiye,
09:36 us masle ko theek karna chahiye,
09:38 as opposed to ke aise hi zindagi guzarte rahe,
09:41 shadi bahut pyara rishta hai,
09:45 humare deen ke andar bahut pyara relationship hai,
09:48 is ayat-e-mubarakah ki roshni mein,
09:50 Allah taala ne ek jegah farmaaya,
09:52 Quran-e-paag ke andar ke,
09:54 tum unka libas, wo tumara libas hai,
09:56 ek doose ke libas hai,
09:59 ek doose ke kareeb hai,
10:01 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:05 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:07 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:09 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:11 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:13 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:15 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:17 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:19 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:21 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:23 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:25 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:27 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:29 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:31 toh yeh bhi bivi ka haq hai,
10:33 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:35 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:37 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:39 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:41 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:43 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:45 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:47 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:49 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:51 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:53 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:55 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:57 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
10:59 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:01 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:03 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:05 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:07 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:09 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:11 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:13 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:15 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:17 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:19 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:21 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:23 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:25 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:27 toh yeh bhi bhi ka haq hai,
11:29 ki jo unke zaati, private, intimate taluqat hai,
11:33 unko parde mein rakha jaye.
11:35 Nabi Karim A.S. ne ek hadith mubarakam par formaya,
11:39 sahih Muslim ki riwayat hai,
11:41 ki kiyamat ke din Allah ta'ala ke nazdeek
11:43 sabse boore log wo honge,
11:45 ki koi aadmi apni bibi ki paas aaye,
11:51 aur phir uske raaz nashar kar de,
11:53 logon ko bata de.
11:55 inna min asharril nasi inna Allahi manzilatan yawmul qiyama,
11:59 arrajula yufdi ila imra'atihi,
12:01 wa tufdi ilaihi,
12:03 thumma yanshuru sirraha.
12:05 aw kama qala alaihi salatu was salam.
12:09 bat kismati se aise mard bhi hai, aur aisei orte bhi hai,
12:13 jo ke apne shohar ya bibi ke saath ke jo zaati taluqat hote hai,
12:19 wo logon ko bataate hai.
12:21 Allah ke rasool firma rahe hai,
12:23 Allah ta'ala ke nazdeek qiyamat ke din ye sabse boore log honge.
12:27 Ab aap sochiye,
12:29 ki qiyamat ke din hum chahte hain ki Allah ki rahmat aaye,
12:33 Allah ta'ala hume maaf karein,
12:35 aur hum un logon ke zumre mein khade ho,
12:39 jo Allah ke nazdeek sabse boore log hai.
12:41 To ye bhi ek doose ka haq hai.
12:44 Uske izzat karna, uske respect karna,
12:48 ye bhi bibi ka haq hai.
12:50 Allah ta'ala ne Quran-e-Pak ke andar firmaaye,
12:52 wa ashiruhunna bil ma'ruf,
12:54 unke saath behitreen tariqah se zindagi guzaaro.
12:56 Nabi Karim A.S. ne firmaaya,
12:58 ke mard ke achha hone ka criteria ye hai,
13:02 ki wo apni bibi ke saath achha ho.
13:04 Firmaaya khairukum, khairukum li ahlihi.
13:07 Tum isse behitreen mard wo hai,
13:09 jo apni bibi ke saath sabse behitreen hai.
13:11 Aur firmaaya ye meri sunnat hai,
13:13 wa ana khairukum li ahlihi.
13:15 Main tum sab mein apni bibiyon ke saath sabse zyada behitreen ho.
13:19 Sunnat ki ittiba, hamare deen ka hisa hai.
13:24 Allah ta'ala ne firmaaye Quran-e-Pak ke andar,
13:27 ki ae meri Habib S.A.W. ab logon se firmaa dijiye,
13:33 kul inkun tum tu hubboon Allah,
13:35 ki agar tum Allah se muhabbat karte ho,
13:37 fat tabi'ooni, to meri ittiba karo,
13:39 yaani meri sunnat ki ittiba karo.
13:41 Jaise maine zindagi guzaari, waise zindagi guzaaro.
13:44 Aur iske nateeja mein kya hoga,
13:46 yuhbibkumu Allah, wa yaqfir lakum zunubakum.
13:49 Allah tum se muhabbat karenge,
13:51 aur tumhare gunaon ka maaf kardenge.
13:53 To har cheez mein sunnat.
13:55 Badkismati se hamwari sunnat jo amal karte bhi hai,
13:58 wo bahut mehdood ho chukiye.
14:00 Khaane mein, peene mein, kapde pehne mein,
14:03 imama bandne mein, daadi rakne mein.
14:06 Sirf in tak sunnat-e mehdood ho chukiye.
14:10 Lekin, sunnat-e to zindagi ke har hisse mein hai.
14:14 Aur shadi ki sunnaton mein se hi hai,
14:16 ki bibi ke saath behitreen rawayya rakha jaye.
14:19 Aur Nabi Karim (A.S) ne formaaya,
14:22 ki koi bhi marj jo hai,
14:25 wo apni bibi ko, apni jo momin bibi hai,
14:28 usse nafrat na kare.
14:30 Ho sakta hai, ki uske andar koi burai ho,
14:32 lekin bahut saari khubiyan bhi toh hain.
14:34 Unko kyu nahi dekhte?
14:36 Ek positive mindset,
14:38 Allah ke Rasool (S.A.W) bana rahe hain.
14:41 Ki ho sakta hai, meri bibi ke andar ye burai hai,
14:43 ya wo burai hai,
14:45 mere andar bhi burai hai,
14:46 hum sab insaan hai,
14:47 hum sab se ghalatein bhi hoti hai,
14:49 humare personality defects bhi hai,
14:51 kamzoriya hum sab ki hai, right?
14:53 Toh agar bibi ke paas,
14:55 koi ek cheez kisi ko pasand nahi aani,
14:58 toh uske positive aspects ke upar ghaur kare.
15:02 Aur aakhri baat karta chunu,
15:04 ke uski intellectual growth ka bhi khayal karein,
15:09 aisa environment create karein,
15:10 ki bibi wo kuch seek bhi sakein,
15:13 hum sab talib ilm hai,
15:15 hum sab chahatein,
15:16 ke hum seekte rahein zindagi mein,
15:18 toh ye bhi shohar ko chahiye,
15:20 ki bibi ke liye aisa environment create karein,
15:22 aur agar kisi ki ek se zyada bibiyaan hain,
15:25 toh make sure karein,
15:26 ki sab ke saath insaaf ka saloog karein.
15:29 Har tarah se insaaf.
15:31 Allah ta'ala hum sab ko apni bibiyon ke hukook adaakarne wala banaye,
15:35 InshaAllah choti se break leenge,
15:36 aur break ke baad,
15:37 hum aapke sawalon ke saath hazir honge,
15:40 aap apne sawalat email kar sakte hain,
15:42 deenikfitrat@arydigital.tv
15:44 Assalam o alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu,
15:46 welcome back, break ke baad,
15:47 aapke sawalat ke saath hazir hain,
15:49 kisi ne sawal kiya,
15:50 ke agar kisi ki ek se zyada bibiyaan hon,
15:54 toh wo unke saath insaaf kaise karein,
15:56 aur kis kis cheez mein insaaf karein,
15:59 jawab ye hai,
16:00 ke har cheez mein insaaf karein,
16:03 toh ek bibi ko leke de,
16:05 wohi cheez doosri bibi ko leke de,
16:07 jitna waqt uske saath guzaare,
16:09 utna hi waqt doosri ke saath guzaare,
16:14 har cheez mein insaaf karein,
16:16 ek bahut bade alim guzre hain,
16:19 recent past mein,
16:21 unki do bibiyaan thi,
16:24 unka tarz-e-amal yeh tha,
16:27 ke jab wo ghar mein fruit leke aate the,
16:30 phal leke aate the,
16:31 toh aisa nahi karte the,
16:33 ke misaal kator pe tarbooz hain,
16:35 toh ek tarbooz idhar,
16:36 aur ek tarbooz idhar,
16:38 wo tarbooz ko do hisso mein takseem karte the,
16:42 exactly, barabar,
16:44 aur aada idhar dete the,
16:46 aada udhar dete the,
16:47 aur unki logic yeh thi,
16:49 ke aisa na ho,
16:51 ke ek tarbooz zyada meetha ho,
16:53 aur ek kam meetha ho,
16:54 toh main na insaafi karno,
16:56 itna khayal karte the,
16:58 toh har cheez mein insaaf karna yeh laazim hain,
17:02 yeh bibiyon ke hukook mein se hain,
17:05 aur sirf ek cheez ke andar,
17:09 jo insaan ka bas nahi hain,
17:11 wo hai,
17:12 isaasaat,
17:14 mohabbat,
17:15 yeh mumkin hain,
17:16 ke kisi ek bibi ke liye,
17:18 uske dil mein mohabbat zyada ho,
17:20 versus doosri bibi ke,
17:22 yeh dil ka maamla hain,
17:23 ispe insaan ko control hi nahi hain,
17:25 toh Allah ta'ala ne,
17:26 is cheez ka insaan ko zimmedaan nahi banaay hain,
17:29 ke aap mohabbat bhi bilkul barabar ek jaisi karo,
17:32 lekin baaki jo,
17:34 outward cheezin hain,
17:36 jo zahiri cheezin hain,
17:37 jo karne ki cheezin hain,
17:39 usmein Allah ta'ala chahte hain,
17:41 ke har bibi ke saath,
17:43 agar kisi ki ek se zyada bibi ho,
17:45 toh uske saath bilkul,
17:47 barabari ka solook kiya jaye,
17:49 aur yeh bahut aahim bhi hain,
17:51 aur yeh bahut mushkal kaam bhi hain,
17:53 aahim isliye hain,
17:56 kyun ke Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ne forma aayi,
17:59 ek hadith mubarakah ka mafoom hain,
18:01 ke agar kisi ki ek se zyada bibi ho,
18:03 aur wo unke saath barabari ka solook na kare,
18:07 toh qiyamat ke din wo aise aayega,
18:09 jaise ke uska aada jisam mafluj hoga,
18:12 paralyzed hoga, maazallah.
18:14 Toh please,
18:17 jisne yeh zimmedaari uthaayi hain,
18:20 jis bhi mard ne,
18:21 ke uski ek se zyada bibi hain,
18:23 toh usko chahiye ke unke saath bilkul barabari ka solook kare,
18:27 insaaf ka mawamla kare,
18:29 dono ko ek jitna waqt de,
18:33 jo bhi cheez,
18:34 ek ko de, wo hi cheez,
18:35 tohsi ko bhi de,
18:36 aur uske baad,
18:38 Allah taala se istighfar bhi karta rahe,
18:40 kami qutahi pe,
18:41 aur un bibi ho se bhi maafi maangta rahe,
18:44 ke agar aapki hukook me koi kami hogayi,
18:46 toh mujhe maaf kar de Allah ke liye,
18:48 agar aapki hukook me koi kami hogayi,
18:50 toh mujhe maaf kar de Allah taala ke liye,
18:52 iss se insaan bada hi banta hai,
18:54 maafi maangne se humesha insaan bada banta hai,
18:57 maafi maangne se insaan kabhi chhota nahi hota hai,
19:00 aur jis se maafi maangi jaye,
19:03 usko bhi chahiye ke fooran maaf kar de,
19:06 agar koi aapke paas aaye,
19:08 aur aapko kahe,
19:09 I am sorry,
19:10 mujhe maaf kar de,
19:11 mere se ghalti hogayi,
19:12 aapka response hi hona chahiye,
19:14 maine maaf kiya,
19:15 koi baat nahi,
19:16 it's okay,
19:18 rather ke,
19:20 wohi baat lambi kar le,
19:22 wohi baat ko khench le,
19:24 us baat ko tool de de,
19:26 bila wajah usko lamba kar diya jaye,
19:28 ho sakta shaitaan uske dawaak me aaye,
19:30 ki jis tum toh maafi maang re the,
19:32 ye maamle ko toh itna badha raha hai,
19:34 ya badha rahi hai,
19:36 toh aur woh zulm karne wala ban jaye,
19:38 toh aisa khuda ke waaz se na kare,
19:40 dekhe agar hum chahate hain,
19:41 ke Allah taala kyaamat ke din,
19:43 hume maaf kare,
19:44 toh hume chahiye,
19:45 toh logon ko Allah ke liye maaf karne wale bane,
19:48 toh yeh bohot ahim sawal bhi hai,
19:51 bibiyon ke saath sulook,
19:53 Allah taala sabko taufeeq de,
19:55 jin ke paas se zimmedaari hai,
19:56 ke zimmedaari ko,
19:57 poora poora,
19:58 woh nifahane wale bane,
20:00 kisi ne sawal kiya,
20:01 ke jo chhote bachche hote hain,
20:04 unki zimmedaari,
20:06 kya sirf maa ke upar hoti hai,
20:08 ke baap ke andar,
20:09 maa ki bhi kuch zimmedaari banti hai,
20:12 dekhe bachche toh dono ke hain,
20:14 toh dono ki zimmedaari banti hai,
20:16 yeh aur baat hai,
20:18 ke jab bilkul chhote bachche hote hain,
20:20 toh maa ki zimmedaari zyada banti hai,
20:23 bachche ka pehla madrasa maa ki ghod hoti hai,
20:27 toh wo zyada zimmedaari isliye bhi banti hai,
20:30 kyunke baap ne,
20:32 us bachche ke baap ne toh kamaana hai,
20:34 wo aksar din ka hissa baar guzaarega,
20:36 toh isliye maa ki zimmedaari zyada banti hai,
20:39 lekin aise baap ko,
20:41 bilkul in bachche ko ignore nahi karna chahiye,
20:44 balke mai agar ek personal nasiyat karun,
20:47 jo ke mai,
20:48 jo mere students hai,
20:49 unko mai karta rahata hoon,
20:51 ke aap jab ghar jayein,
20:53 main ladko se kehta hoon,
20:55 ki aap ghar jayein,
20:56 jinke chhote bachche hain,
20:57 toh aap ghar jaake,
20:59 apni wife ko kahein,
21:02 ke aap thodi dhir aaraab karne,
21:04 aur bachcha mai sambhalta hoon,
21:06 wo maa,
21:08 soba se lekar,
21:09 shaam tak,
21:10 raat tak,
21:11 ek chhote se bachche ke saath,
21:13 waqt guzaare rahi hain,
21:14 aap uski psychological,
21:16 kaifiyat ka andaaza keejiye,
21:18 pe hasit hai mard,
21:19 agar mujhe,
21:21 saara din,
21:22 ek chhote se bachche ke saath guzaarna ho,
21:25 toh zaari baat,
21:26 ek adult hai,
21:27 ek bada insan hai,
21:28 ek balig hai,
21:29 toh,
21:30 bahut mushkil hota hai,
21:31 ke ek adult jo hai,
21:33 ek bachche ke level pe aake,
21:34 saara din guzaarega,
21:36 ek bada mental pressure hota hai uske upar,
21:39 toh usko,
21:40 wo mental pressure,
21:41 relief karna hota hai,
21:42 release karna hota hai,
21:44 toh,
21:45 shohar ko chahiye,
21:46 ke ghar jaake,
21:47 apni bibi ko kahe,
21:48 ke main thodi dhir kaliye bachche ko sambhalta hoon,
21:51 aap,
21:52 aaraab karne,
21:53 aap apna kaam karne,
21:55 aur phir is bachche ko sambhalen,
21:57 aur bachche ke saath khele,
21:58 bachche ko,
21:59 ki tarbiyat kare,
22:00 agar wo chhote thoda sa bada ho gaya hai,
22:02 samjhne ka kaamil ho gaya hai,
22:03 toh usko achhi baatein sikhaye,
22:05 uske saath,
22:06 achha waqt guzaare,
22:08 aur apni bibi ko,
22:09 us bachche ki maa ko time de,
22:11 personal time,
22:12 kai shohar,
22:14 wo apni bibiyon se gila karte hain,
22:16 ke aap apna dekhbaal nahi karte hain,
22:19 aap bachcha ho gaya hai,
22:21 toh aapne apne aapko chhod diya hai,
22:23 lekin hum log ye nahi sochte hain,
22:25 ki us bichari,
22:26 radki ko time kaha milta hai,
22:28 wo toh saare din bachche ke saath lagi rahti hai,
22:30 raaton ko bhi uth rahi hai,
22:32 doodh pila rahi hai,
22:33 bachche ke diapers change,
22:34 bachche ke diapers change kar rahi hai,
22:36 soba se lekar raat tak bachche ke aage peeche hai,
22:39 bachche ki dekhbaal kar rahi hai,
22:41 phir ghar ke kaam alag hai,
22:42 us bichari ko time kaha milta hai,
22:44 toh aap bachche ko sambhaliye,
22:46 tohdi der ke liye wapas aakar,
22:48 aur apni bibi ko kahiye,
22:50 ki ye time aap ke liye hai,
22:52 wo tohdi der aaraam karna chahein,
22:54 tohdi der sohna chahein,
22:56 apni take care karna chahein,
22:59 right,
23:00 jo bhi unki zaati take cares hoti hain,
23:02 wo karna chahein,
23:04 apni skin ka khayal karna chahein,
23:05 whatever,
23:06 right,
23:07 toh unko time de,
23:08 jab unko time denge,
23:09 tabhi wo apna khayal bhi karenge na,
23:11 aur mai pehle bhi kahe chuka hu,
23:13 ki please,
23:14 jo ladke ke valdein hai,
23:17 unki expectations minimal hone chahiye,
23:20 ab agar ye ladka apni bibi ko personal time dera hai,
23:25 toh usko personal time hona chahiye,
23:27 rather than ke expectation ho ki ye thodi ye bakt bhi,
23:30 wo ab ladki jo hai,
23:32 wo jaake,
23:33 ladke ke parents ke paas,
23:35 unki valda ke paas baithi rahe,
23:36 aur aisi baatiye karte rahe,
23:38 toh please,
23:39 ye bahut zaruri hai,
23:40 ye kisi ki bhi,
23:42 psychological upbringing ke liye,
23:47 uske mental status,
23:49 state ko,
23:50 mohtadil rakne ke liye,
23:52 balance rakne ke liye,
23:53 ye bahut zaruri baate hain,
23:55 inka agar hum khayal karenge,
23:57 inshaAllah Allah ke nazdeek ajar bhi milega,
23:59 lekin saath saath,
24:01 inshaAllah Allah,
24:02 ek bahut sane environment bhi hoga,
24:04 right,
24:05 sab log mental state unki theek rahegi,
24:07 mohabbatin hi badegi,
24:09 pyar hi badega,
24:10 inshaAllah Allah,
24:11 toh bachay ka khayal,
24:13 maa toh karti karti hai,
24:14 baap ko bhi karna chahiye,
24:16 aur weekends ke upar jab chhuti hoti hai,
24:18 toh phir bachon ko bahar leke jana chahiye,
24:20 mausam achha ho toh park leke jana chahiye,
24:23 aisi environment bhi leke jana chahiye,
24:26 chahan ke bachon ki bina shunamah achhi ho,
24:28 bibi ko bhi bahar leke jana chahiye,
24:31 poori family bahar jaye,
24:32 taan ke,
24:33 us jo ek poora hafta,
24:35 jis environment ke andar,
24:37 kaam kaam kaam ke environment ke andar,
24:39 ek binda thaq jata hai,
24:40 mentally thaq jata hai,
24:41 psychologically thaq jata hai,
24:43 toh us se bahar nikle,
24:44 aur thoda,
24:46 ek hawa mein saans le,
24:50 ek taza hawa mein saans le,
24:52 inshaAllah Allah,
24:53 ye poori family ki,
24:55 ek proper upbringing ke liye,
24:57 ek achhi mahal ke liye,
25:00 ek achhi relationship ke liye,
25:02 ye bahut important baatein hai,
25:03 mardon ko chahiye ke wo time nikaalein,
25:05 apni bibiyon ke liye time nikaalein,
25:07 apni bachon ke liye time nikaalein,
25:09 inshaAllah Allah,
25:10 agar wo aisa karenge,
25:11 toh wo asal mein apna hi bhala kar rahein hai,
25:14 jaisa main ne ka Allah ki tarah se bhi achar milega,
25:16 aur poori family ka mahal bhi achha hoga,
25:19 unki relationship,
25:20 unki bonding bhi achhi hogi,
25:21 mohabbat hogi,
25:22 pyar hoga,
25:23 sukoon hoga,
25:24 rahmat hogi,
25:25 ye hi toh Allah taala chahate hai hum sabse,
25:26 Allah karein ki hum in baaton ko samajhne wale banein,
25:29 aur ye saari baatein main deeni perspective se baat kar raho,
25:31 ye logon ke hukook ke perspective se baat kar raho,
25:34 humara deen chahata hai,
25:36 ke sab ke hukook diye jayein,
25:38 har insaan ki hukook diye jayein,
25:40 aur har insaan ke apne apne hukook hai,
25:43 aur humne baat ki,
25:44 bibiyon ki hukook ke baarein main,
25:46 Allah karein ki hum aisa shohor ban sakayin,
25:48 jo apni bibiyon ke poori poori hukook ada karne wale banein,
25:51 Allah taala hum sab ko taufeeq bhi hata farmayin,
25:54 apne sawalat email karte rahiye,
25:56 deenfitrat@arydigital.tv par,
25:59 inshaAllah agli hafte aapse fir mulaqat hogi,
26:02 apni dua mein yaad rakhiyega,
26:03 wa aakhiru da'mana anilhamdulillahi rabbil 'aalameen,
26:06 assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
26:09 Al Fatiha.
26:10 [END]
26:13 [END]
26:16 [END]
26:19 [END]
26:22 [BLANK_AUDIO]

Recommended