Mavera Episode 48 - Urdu Dubbed - English Subtitle - 28th September 2024 - HAR PAL GEO(720P_HD)

  • last month
Transcript
00:00You
00:30Oh
00:37Yes, I'm telling you I was told us about the orchard here
00:48There are shoulder to the key just a little sick or honey to go shish-kara
00:53But if I could make hockey hojana
00:55I
01:25Know it's got one. I said, oh, yeah
01:30I guess it's easy. I'm jobby renegade. How many is he's a robot last me pretty
01:36Licking Joe is tough. I doubt I got what in Saanen
01:43They took it with what it is. Yeah, I don't tell you
01:47What joker be
01:49Make a seek him at that night
01:52Just say I have a second in a job. I'm I said nine Safi now who you are
01:57All but dash, New York
02:00Allah, I'm a shush such cassock. They tell him and so
02:03I'm Nick. I've been a social talk a job. I'm it's rastafari clingy. So I'm a remote. I don't say hokey
02:10Allah, Kanaam, Leah, or y'all kill you in Nicole
02:14Allah, Kashukra. I'm to Simi. Le Hajji. No, I'm Muslim. I'm already mad at key
02:21Mansoor tum logon a unhalat me madad ki jab hum bilkul naamid ho chuke the you some Joe Jaseh rasta batak gayathe
02:28Us waqt. Um logon a Sahara dia
02:30Or chubby hum naamid hua haji nehame host la dia
02:34Baat my soul key. I don't like a chassis up home. Oh, yeah, my garage nikaar. Oh
02:39Allah, it's mushkul. Senegal linkily. Koi rasta nikaalika or a krista nikla bhi lekin zalim. Oh nebunt kardia
02:46Hami laga kya kuch nahi ho sakta
02:49Lekin phir bhi haji ne humaari omeed nahi tootne di
02:52Har cheez aasaan ho gayi tum logon ki wajah se toh tum bhi mazboot raho
02:58Aap theek keh rahi hai
03:00Hum amesha aapka saath denge
03:03Jab tak humaari binayi baaki hai
03:05Aur ghutnaon mein khade hone ki taqat
03:07Hum se jo ho sakega wo karenge Inshallah
03:10Inshallah ameen Inshallah
03:12Ha
03:14Agar haji nahute toh hum Baghdad mein kabhi nahi reh sakte hai na Aituloo. Almas wale da
03:26Cheez waze ho toh usse chhupane ka fayda nahi. Jo maine dekha wohi bataya tumhe
03:42Cheez waze ho toh usse chhupane ka fayda nahi. Jo maine dekha wohi bataya tumhe
03:57Isse dekho toh zara
04:00Hum isse hammaam lekar gaye aur isse nahi laaya. Isse saaf kapde pehnaaye aur ab isse khaana bhi diya
04:08Lekin ye ab bhi khaufzada kabootar ki tarah idhar udhar dekh raha hai
04:12Lekin tum iski baaton mein mat aa jaana
04:15Kal tak is kabootar ki panjhe khoon se bhare hue the. Isse toh koi sawal nahi karega kyunki ye toh paagal hai
04:22Kasoor waar toh hum hi hai. Aapne haji ki baat nahi maani aur bila waja uss masoom ko maara. Jo iske kasoor waar aap hi hua hai na
04:29Arey Najeeb humne isse bila waja nahi maara hai
04:33Humne samjha isne haji par hamla kiya tha
04:35Phir haji aaye unhone bataya ki iska koi kusoor nahi hai
04:39Humne kaha acha theek hai aur phir hum isse yahan le aaye. Ab dekho kitne maze se khaana kha raha hai
04:49Waise haji ko kaise pata chala ki hum kaha hai? Maine bataya tha unhone
04:55Aisa kyun kiya tumne? Yeh saazlik ki bachi ko zeb nahi deta ki wo apne hi mahalle se kisi ke baare mein itla di
05:01Maine itla nahi di. Maine hakikat batayi thi unhone. Kya yeh saazlik ko zeb deta hai?
05:07Aay! Phir se haji ki zabaan bolne lagey. Khair koi baat nahi.
05:14Haji mehmood par bahut ghusa hai.
05:17Wo unpar toh ghusa hai. Kya aap par ghusa nahi hai?
05:20Aap bhi toh kusoor waar hai. Haji ne iske liye mana kiya tha na?
05:24Haan kiya tha mana. Bilkul mana kiya tha.
05:27Humme isse aadmi ki nigraani karni hai.
05:30Aur pehlwan ustad hamari nigraani karenge. Theek hai? Hum mahalle se baahar nahi jayenge.
05:36Agar maine aisa kuch kiya toh tum pehlwan ustad ko bata doge. Isliye mein nazre gaal kar baitha hoon.
05:44Waise bhi mujhe koi pareshani nahi hai. Agar main kuch na bhi karoon, muhalla toh mera hi rahega.
05:53Lekin mehmood ki haalat mujhe bhi burri hai.
05:57Wo yahan par kaid hai. Haji ke dil se bhi nikal gaya hai.
06:06Allah madad kare uski.
06:08Ameen.
06:16Main Yalgiz ko le aaya.
06:21Aao Yalgiz, baith jaao.
06:35Munsoor, hisaab kitab likh rahe ho?
06:37Bilkul haji. Aaj jo cheede faroqat kiye hain uska hisaab likh rahe ho.
06:41Abhi chhod do, isse baat mein dekh lena.
06:43Ji haji.
06:59Yalgiz,
07:01bhai,
07:05dharo mat.
07:11Main tumse
07:13faqat itna jaanna chahata hoon
07:15ki tumhare dil mein jo nafrat hai uski wajah kya hai.
07:19Kya tum us aadmi ko jaanate hoon?
07:21Ek aadmi jisse tum jaanate hi nahin
07:23usse tumne maarne ki koshish ki
07:25aakhar kyun?
07:29Sar uthao aur jawab do.
07:33Meri aankhon mein dekho.
07:39Kya wajah hai issab ki?
07:43Kya wajah hai issab ki?
07:47Kya wajah hai issab ki?
07:51Main aaj khamosh raha.
07:55Jis khanjar se mein
07:57zakhmi hua wo tumhare haath mein tha.
07:59Maine kisi ko nahin bataya.
08:01Mujhe dar tha
08:03agar wo jaan gaye toh tumhe nafsaan pohnchayenge.
08:05Lekin
08:07Mahmood Akbaru tak pohnch gaya.
08:09Agar main waqt par
08:11waha na pohnchta toh us ghareeb ko
08:13nahak maar diya jaata.
08:17Kya tum
08:19tum chahate ho ki yeh sab ho?
08:39Yalgiz
08:43Main tum par dabaw
08:45hargiz nahi daalunga.
08:49Maine tumhe apna bhai kaha hai.
08:51Bhai ka matlab hota hai
08:53khooni rishta.
08:57Ek hi maa ki batan se peyda hone walon ko
08:59bhai behen kaha jaata hai.
09:01Hamara khooni rishta toh nahi hai
09:03lekin maa ek hi hai
09:05Almas Walida.
09:07Isiliye main tumhara bhai hu.
09:09Tumhara dushman ka dushman banunga.
09:11Tumhare dost ka dost
09:13banunga.
09:15Lekin pehle jaanna hai mujhe
09:17mujhe zulm kar raha hai maasumon par.
09:21Mujhe pata hona chahiye ke
09:23tumhara sab ke peeche maqsat kya hai.
09:25Jawab do mujhe.
09:27Idhar dekh kar jawab do.
09:29Apna chehra
09:31dekhne do mujhe.
09:33Apne chehre par mujhe pachtawa
09:35aur nafrat dekhne do.
09:37Yaad karo na.
09:39Jab maine tumhe wo lakdi ki dalwaar di thi
09:41toh tumhe mujhe se kya wada kiya tha?
09:44Ki tum apni zaat se badh kar
09:46kisi aazim ushaar maqsat ke liye dalwaar uthaoge.
09:50Aaj tum apna muhaasaba karo
09:52ki tumne kis maqsat ke liye dalwaar uthai hai.
10:13Jani Dushmani?
10:29Jani Dushmani?
10:33Yalkes.
10:37Agar padhna likha seekha toh kya
10:39tumne sabse bahle yeh lafz likha?
10:44Tumne rooh ki tarah kaagaz ko bhi daagdaar kar diya.
10:55Main jaanta ho.
10:57Main jaanta ho ki wo hita hai.
11:01Lekin kya waqeet tumhare maabak ko ussi ne maara?
11:10Toh wo ek kaatil hai.
11:14Usse marna hoga.
11:17Yalkes.
11:19Mere bhai.
11:22Chalo maan liya tumhare naam ka matlab tanha hai magar
11:26kya khud ko tanha samjhoge?
11:29Main tumhari iss tanhai mein
11:31tumhara sahara banne ki koshish kar raha ho.
11:34Tumhari aawaaz banna chahata ho.
11:36Tumhare jazbaat ko lafz dena chahata ho.
11:39Tumne se kabool bhi kiya.
11:41Tumne hamare raaz ki nishani ko apne seene par sajhaya.
11:45Aur ab tum iraada badal ke jaanwaron ki tarah
11:47khoon ki buh ke peechhe bhaagoge bhai.
13:11Tumhare maabak ko ussi ne maara?
13:14Tumhare maabak ko ussi ne maara?
13:39Chaaron taraf humne apne wafadar jangju khade kar diya hai
13:42Janaab Dubais
13:44Aap bhi fikar ho jaye.
13:48Haan theek kaha tumne.
13:50Main ab pur sukoon hoon.
13:58Tumhare apne wafadar tumhare khilaf ho jayenge.
14:01Tumhara sarp kaatne ke darb mein honge.
14:05Kya tumhruk dekh rahe ho ye?
14:07Ye khanjar?
14:13Matlab pehra kaam nahi aaya.
14:38Janaab, jo hona tha ho gaya.
14:41Humara mansooba kaamiyaab nahi ho saka.
14:43Mujhe wapas Baghdad jaane ka hukum diya gaya hai.
14:46Haala ki main Baghdad jaana nahi chahata.
14:48Lekin main hukum ki mukhalwat nahi kar sakta.
14:50Baghdad ke halaat badal gaye hain.
14:52Maine jo kiya unhe pata chal gaya hoga.
14:55Mujhe dar hai ke koi mujhe maar na daale wahaan.
14:58Kya tumhe mujh par koi shak hai?
15:01Kya mere yaha hote hue
15:03tumhe apni jaan ke fikar honi chahiye?
15:05Mujhe aap par koi shak nahi.
15:07Main aap se apni aqeedat ka izhaar karne aaya hoon.
15:11Aur mujhe yaqeen hai ki aap meri hifazat karenge.
15:15Aap se milkar ab mujhe kisi baat ka khauf nahi raha Janaab.
15:19Fikar karne ki koi zarwat nahi.
15:21Din ke kisi bhi pehr hifazat mein kami nahi ki jayegi.
15:25Aur agar humara mansooba lakaam ho bhi kya hai
15:29to bhi humare Baghdad ke baare mein khayalat tabdeel nahi hongi.
15:34Is mansooba mein tumhara kardaar bahot aam hai.
15:37Aap ghir jaa ghar jaa kar
15:39hot ko nais saray se tayyar karo is mansooba ke liye.
15:42Bahot bahot shukriya Janaab.
15:44Main aapka ehsaan mand rahonga.
16:08Khushaan deer Janaab.
16:20Haan toh.
16:21Hasham Afandi.
16:23Batao kya masal hai tumhara.
16:26Janaab.
16:27Maine dukaandaro ko dhamki de di.
16:29Mahsool ke liye.
16:30Aala.
16:32Un sab ko achi tara se dara diya hai maine.
16:34Toh.
16:35Tumhne yeh sab bataane ke liye mujhe yahaan bulaya hai haan.
16:38Bilkul nahi.
16:40Ek parishani hai.
16:41Jo aapko bataana chahata hoon.
16:43Kaho bhi kya parishani hai.
16:45Mujhe apni parishani batao.
16:47Main intazaar nahi kar sakta tumhara.
16:50Maine sabko dhara dhamka toh diya magar
16:52haa ji usse koi asar nahi hua.
16:56Wo abhi bhi apni baat par qaim hai.
16:58Dhar hai wo mere khilaf kuch kar na de.
17:00Hasham fikr mat karo.
17:02Karne do se.
17:04Usse tumhare khilaf kuch karne do.
17:06Dharo nahi.
17:07Kuch nahi hoga.
17:09Sirf mere khilaf nahi janaab.
17:10Balke.
17:12Hum sabke khilaf.
17:14Hum ek arse se.
17:15Baghdad mein saath kaam kar rahe hain.
17:17Agar kuch badi gadbad ho gayi.
17:20Main toh kirunga hi magar.
17:23Aap bhi kirenge.
17:25Badbakht insan.
17:28Kaun ho tum?
17:30Kya samjhte ho apne aap ko?
17:32Aisa kab se hone laga haan.
17:34Ki khilafat ko aam log dhamkia dene lage.
17:38Nahi aisa nahi hai.
17:40Main khilafat ko dhamki nahi dena.
17:43Main toh bas.
17:44Aap ko sirf halaat se aaga kar raha tha.
17:47Kyunki haji chalak aadmi hai.
17:50Kal tak wo.
17:52Sirf chamche banaya karta tha.
17:54Ab mujhe toh.
17:56Aisa lagta hai ki wo din bo din humare liye.
17:58Koi nai musibat na ghari kar de.
18:00Kuch nahi.
18:01Kuch nahi hoga.
18:03Jaru mat hi sham.
18:05Sirf apna kaam karo.
18:08Rakam ikatti karo.
18:12Aur bhool jao sab.
18:14Kya masale chal rahe hain inme padhne ki zaroorat nahi hai.
18:18Aur haji wo mera masala hai.
18:21Uske baare mein fikr mat karo.
18:23Aur nahi zaroorat hai uske baare mein sochne ki.
18:26Haji kuch nahi bikaar sakta hamara.
18:29Kuch bhi nahi kar paayega.
18:32Yeh theek hai chalam.
18:38Assalam o alaikum.
18:40Wa alaikum assalam.
18:45Aapka din accha hai ustad.
18:47Khush rahein.
18:58Assalam o alaikum ustad.
18:59Wa alaikum assalam. Shukriya.
19:03Ustad kya aapko hamara paneer pasand nahi hai?
19:07Kyab aap nazar bhi nahi uthaayenge?
19:09Nahi nahi paneer bahut achchi thi.
19:11Kya aap chahate hain kya main aapke liye aur lekar aao?
19:13Bahut shukriya bhai. Aur nahi lana.
19:16Mansoor.
19:19Chalo mere saath haji ki taraf chalein.
19:22Kya hua hai Tariq ustad?
19:24Iska bardaav aisa kyu hai?
19:26Yeh toh shakal tak nahi dekhna chahata ho.
19:27Aur baaki dukhandaro ka bhi yeh hi haal hai.
19:29Kya hum se koi aisi falti ho gayi jiska hume bhi ilm nahi?
19:35Chalo batata hu tu bhai.
19:37Haji ki taraf chalo. Aajo.

Recommended