Sawal Yeh Hai | Sadaf Abdul Jabbar | ARY News | 11th October 2024

  • 1 hour ago
#constitutionalamendment #hafizhamdullah #maulanafazlurrehman #pti #imrankhan #dchowk #ptiprotest #RanaIhsaanAfzal #pmlngovt #scosummit2024 #Taimurjhagra

(Current Affairs)

Host:
- Sadaf Abdul Jabbar

Guests:
- Taimur Khan Jhagra PTI
- Rana Ihsaan Afzal Khan PMLN
- Maulana Hafiz Hamdullah Saboor JUIF
- Kamran Akmal (Former Cricketer)

What is included in this new draft..?? | PTI gave a call for protest

"Raaton raat muswada manzoor karwana chahte thay" - Hafiz Hamdullah

"PTI Called Massive Protest On 15 October | Rana Ihsaan Afzal's Blunt Statement

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00As-salamu alaykum, program Sabaal yeh hain main, main Sadaf Abdul Jabbar aapko khushaam
00:25dekh kehti hu aur program ke aagaz mein sabse pehle shamil karte hain aaj ki top stories
00:29aur aaj ki jo aaham story hai wo yeh hai, ki Pakistan ki jo siyasat hai, bichle kayi
00:34dinon se hum yeh dekh rahe hain ki wo aayini tarmeem ke irr girdhi ghum rahi hain, chahe
00:39wo koi bhi jamaat ho, is faqt jo sabse zyada discussion ho rahi hain, wo aayini tarmeem
00:43ko lekar ho rahi hain, musabideh saamne nahi aaye the, aur jis waqt aayini tarmeem par bakaida
00:47voting hone lagi thi, lekin baad mein yeh maamla aage nahi bar saka aur phir ab maamla
00:52jaakar JUIF ke haath mein hi reh gaya hai aur wo ek bada aaham factor ban gaye hain
00:59Maulana Fazlur Rehman, ki wo jo faisla karenge, wahaan se tifakir aaye ki call aayegi toh
01:03phir yeh maamla aage badhega, doosri story humari hai, wo bhi issi se related hi hai
01:09aur wo yeh hai, ki Pakistan People's Party wo pehli jamaat hai, jiska aayini tarameem
01:14ka draft, yaani ke musabideh, jis musabideh ko dekhne ke liye sab bechayn the, People's
01:18Party ne apna musabideh public kar diya hai, yaani ke yeh public domain mein aagaya hai,
01:23go ke yeh sirf aayini adalat se hi mutaalik, iske mandir jaat humare saamne aaye, sawal
01:28yahaan par yeh utta hai, ke kya isme deegar tarameem bhi shaamil hai, deegar issues ke
01:32hawaale se, ya sirf, yeh sirf specific hai, constitutional court se mutaalik.
01:36Teesri story, jahaan par hum dekh rahein, bahot saari Pakistan mein issues hain, wahaan
01:41par ek bada issue ban gaya hai, aur wo yeh hai, ki Pakistan ke jo cricket hai, wo samal
01:45ne ka naam hi nahi ver rahi hai, aur musansar, musansar nakaamiyon ka saamna, aur nakaami
01:50bhi aesi waesi nahi, hazeemat wali shikas ka Pakistan cricket team ko saamna karna padha
01:55hai, sochen wo team, jisne 500 runs bana diye ek inning mein, uske baad, doosri team
02:00mein jab apni baari khedi, toh unhone toh runs ka pahad khara kar diya, aur phir Pakistan
02:04team, aaj pehla test match, Murtan mein haar gayi, ispe baat karenge, sabse pehle story
02:09ki taraf chalte hamaari, aur wo Pakistan politics mein, aayini adalat ka maamla hai,
02:14jisne hum yeh dekh rahein ke, thodi baad peshraf toh yun hui, ke aaj Maulana Fazlur Rahman
02:20ne thodi jir pehle press conference ki abhi, aur uss press conference mein unhone yeh bataya,
02:24ke hukumat ne pehli baar aayini adalat se mutaalik draft, yaani musawwida, share kiya
02:30hai, aur wo kahe rahein ke unke bukhla ki team, aaj se uspe bakaida ghaur shuru karegi,
02:35toh Maulana sahab kya kahe rahein, zara wo pehle sun karte hain.
02:38Hukumat ne aaj pehli martaba, apna draft jo hai, wo hamara saar share kiya hai,
02:43aur ab iske baad baadcheet shuru hugi government side ke saath hamaari,
02:47aur dekhte hain phir baat kahan tak ponshti hai.
02:50People's Party ki tajaweed bhi saamne aayi hain,
02:52aur JYP, People's Party baadcheet karegi aapas mein,
02:56wo koshsh karenge, ke ek draft ko ittibaag ho, phir wo apna draft jo hai,
03:01apne ittihadi Muslim League ke saath share karenge,
03:05aur hum opposition ki PTI ke saath share karenge, taake consensus haasar ho saa.
03:10Accha, Maulana sahab yeh kahe rahein hain, ke aage bhi unhane baat ki,
03:14wo yeh kahte hain, koshsh karein hain, ke Mustawwida se qaabil-e-itiraaz mawaad ko saaf
03:18kiya gaye. Abhi bhi aaj Maulana sahab is baad par kaafi dhate hua hain.
03:21Phir wo yeh kahte hain, ek judge ki retirement tosse ki baat karke,
03:24adaliya ko tafseen na kiya jaye.
03:26Athaar bhi tarmeen par 9 maa lage, is tarmeen ke liye aap 9 din toh de rahein.
03:30Yeh bahut aaham kuch Maulana Fazlur Rahman ne baatein kiya.
03:34Ab hukumati draft minne par Pakistan Tehreek-e-Insaaf jo hai,
03:38us sabaale se hum mutazaad aaraye humein mil rahein hain.
03:41Pakistan Tehreek-e-Insaaf ki jo chairman hai, Barrister Gohar,
03:45wo kya keh rahein, wo sun lete hain.
03:46Aur saath hi, Aamir Dhokar sahab kya keh rahein, wo bhi sun lete hain.
03:50Jo draft government ne diya hain, abhi usme bhi bahut saara abhaam hain.
03:55Ab isme further consensus hoga.
03:57Ab baaki yeh saare cheezein conference ke baad hongi, SCO ke baad hongi.
04:01Aaj bhi kisi ne poora draft nahi diya hai.
04:03Aamir Dhokar sahab kya keh, humare handover kar diya gaya draft.
04:07Nahi, nahi, nahi, nahi, koi bhi draft humare paas handover nahi hua tha.
04:12Toh yeh toh badhi doh mutazaad, is saabaale se opinion humare saamne aayi hai.
04:16Ab sawal yeh hai, ke jab saari jamaaton ne milkar yeh draft tayyaar karna hai,
04:20ek poora ittifaq-e-raay karna hai, toh Pakistan Tehreek-e-Insaaf ka apna draft kidhar hai?
04:24Aur kya yeh maamla unhane JUI ke support kar diya hai?
04:27Ispar Salman Akrab Raja kya keh rahe the, zara yeh sun letain.
04:31Main bhi ek musawwida tayyaar kar rahe hoon,
04:33Kamran Murtaza sahab kar rahe hain, humara tamam bade maamlaat pe ittifaq ho.
04:37Yeh koi maaqa nahi hai aayini tarmeem ka.
04:39Lekin agar bazid hain, Muqtadir Hulke aur unke harkare,
04:43toh hum kuch tajaveez baharaal dengey agar aisa hona naagozeer hua.
04:49Ab People's Party aur hukumat ne aayini tarameem ki jo tajaveez hain,
04:53uske saad saad ek daawa aur bhi kar diya hai,
04:56aur wo yeh hai ke do tehai aksariyat mil sakti,
04:59unhe iska ishaara de diya hai.
05:01Aur sabko pata hai ki aayini tarameem jabhi ho sakti hai,
05:04jab do tehai aksariyat aur hukumat ke paas wo hai nahi.
05:07Bilawal sahab kya keh rahe hain ispar?
05:09Aur saath hi Wazir-e-Qanoon kya keh rahe hain?
05:11Azam Razi Tarar yeh dekh rahe hain.
05:13Humne sirf 3 constitutional court ka set up,
05:17judicial appointment ki process ki tarameem mein,
05:21ab jo hamara proposals hai, wo saamne rakhein hain.
05:24Hukumat kaafi confident hain.
05:26Law Minister sahab ne bara clear aur waze kahan,
05:30do tehai aksariyat zaruri hain,
05:34aayini tarameem kriyaane ke liye gamal hain.
05:37Vote karna hain har kisi mein kaafas toh badh ke.
05:39Toh wo samjhega ke yeh mufaat mein hain,
05:41isse parlimani nizam mazboot hota hain,
05:44adalati nizam mein islah aati hain,
05:46mulk mein betri hogi.
05:47Muntakh-e-Buzara-e-Azam ko gharon mein nahi bheja jaayega,
05:50kisi ishara ki upar.
05:51Aur kanood ki jo tashree hai,
05:52wo apni marzi se nahi,
05:53balke aayin ke mutaabik hogi.
05:55Jo Membran Parliament,
05:57in tajaweez se muttafiq honge,
05:59wo zaroor vote kar sakte hain,
06:00aur uss surat mein do tehai se aage bhi paayega.
06:03Aur aapko yaad hoga,
06:05ke Bilawal sahab pehle bhi isi tarah ki baat kar rahe the,
06:08jab baar baar sab Maulana ke ghar pahunch rahe the,
06:10jis din voting ka amal hona tha,
06:12aur unhe,
06:12wo keh rahe tha,
06:13hume toh yeh bataya gaya tha,
06:13ke Maulana sahab maan gaye.
06:15Aaj bhi Bilawal sahab yeh keh rahe hain,
06:16ke do tehai aksariyat ka hukumat ne hume bata diya hai,
06:19toh Bilawal sahab abhi bhi yaqeen kar rahe hain,
06:21yeh bada aaham sawal hai.
06:22Maulana Fazl-ur-Rehman,
06:23numbers ke hawale se,
06:24ya jo yeh daawa hain,
06:25sawale se,
06:26wo kya firma rahe hain,
06:27wo sundar rahe hain.
06:28Seedhi baat hai,
06:29hazrat,
06:30humne,
06:30agar vote dehna hota,
06:32toh hum aaj tak deh chuke hote hain.
06:33Toh hum apni tajaweez la rahe hain,
06:35us par unko aitmaaz me leh rahe hain,
06:38unko aamada kar rahe hain.
06:39Jab humari tajaweez par aamad ghi ho jayegi,
06:42toh us ke baad,
06:43phir hum isqaabil honge,
06:44ke hum vote bhi deh sakayin.
06:46Lekin agar humare nazriyyah ke mutaabak nahi hoti,
06:48toh phir yeh baatein kehna hi thi,
06:50ke numbers poore hain,
06:51numbers poore ho jayenge.
06:52Dikhi yeh ek siyasi badakhlaakhi bhi hai.
06:58Aur jab numbers poore hone ka daawa hukumat karti hain,
07:00toh zahir hai Pakistan Tariq-e-Insaaf
07:02kaafi ispar alert hain,
07:03unhe apne MNAS ki fikar ho gayi,
07:05uska ek khaas context bhi hain,
07:07toh Asad Qaisar kya keh raha hain,
07:09woh dekh raha hain.
07:10Har MNAS,
07:11wahaan aap Punjab ko toh chhodo,
07:13Punjab mein toh ho raha hai sab kuch.
07:14Humare Khyber Pakhtunkhwa MNAS
07:16ne mujhe approach kya hai,
07:17ke hume dabaya bhi ja rahe hain,
07:19hume peso ki laalich bhi di ja rahe hain,
07:21aur takriban 20-20 crore rupee ke aapar bhi hain,
07:24aur budgetry ke aapar bhi hain.
07:29Toh isi par baat kar letein,
07:30humare sath guest maujood hain,
07:31Rana Ehsan Abdul Khan sahab,
07:33thank you so much,
07:34coordinator Wazir-e-Azam,
07:35Rahnuma Pakistan Muslim League Noon,
07:37Taimur Salim Jagdaar hain hume join kiya,
07:38Rahnuma Tariq-e-Insaf,
07:39aur hume JUI ke Rahnuma bhi join karenge,
07:41toh angaas sabse pehle,
07:43Rana sahab aap se karti hoon,
07:44pehle toh batayega,
07:45Maulana sahab ne abhi press conference bhi ki hain,
07:47aur naane bata diya,
07:48ke hukumati musabida mil gaya hain,
07:50ye jo hukumati musabida hain,
07:52kya ye sirf aayini adalat se mutalik hain,
07:55ya jaise ke pehle jo musabida,
07:57jo ke Maulana sahab keh rahe hain,
07:58musabida tha bhi nahi,
08:00usme deegar issues se leh ke bhi tarameen thi,
08:03wo bhi isme shaamil hain,
08:04ya sirf aayini adalat se hi mutalik hain.
08:09Bismillah-ur-Rehman-ur-Rehim,
08:10dekhe hukumat toh poora judicial package karna chahti hain,
08:15jiske andar bohot saare pehloon hain,
08:18uske andar aayini adalat ka pehloon toh bilkul maujood hain,
08:21kyunke ye toh Charter of Democracy se maamla chal raha hain,
08:25aur hum samajhte hain ke aayini adalat honi chahiye,
08:29lekin uske saath-saath jo appointment of judges hain,
08:32wo bhi ek bada eham pehloon hain,
08:34jiske andar jo judges apni khud jab appointment karte hain,
08:38aur muksoos ek kehle ke kisam ke judges jo hain,
08:42wo aate hain,
08:43muksoos chambers ki ek majority ho jati hain,
08:47toh uske hawaale se bhi hukumat tarameem karna chahti hain,
08:51aur aur bhi deegar maamlaat hain,
08:54jisme judiciary ki performance,
08:56aur unke jo KPIs hain,
08:58ke performance based movement ho judiciary ki,
09:02aur unka koi accountability ho,
09:04uske upar bhi hukumat jo hain,
09:06wo samajhte hain ke reforms ki zadoorat hain,
09:11toh yek overall humne jo musadabah diya hain abhi,
09:15iske andar yeh koi hatni nahi hain,
09:17aur deegar jamaaton ne bhi jo apni raaye diye hain,
09:20wo bhi aagayi hain,
09:21toh isi ko consensus building kahte hain,
09:23hum samajhte yeh bada achha amal hain,
09:25ke jahaan saari jamaatein apni raaye jo hai,
09:28wo leke aagayi hain,
09:30aur ab yahaan se jo hai solution niklega,
09:33aur hum solution ki taraf hi badh rahein,
09:34aur pur umeed hain,
09:35ke ek consensus aapas mein ban jayega,
09:38aur yeh jo khabar abhi suni,
09:39ke PTI bhi jo hai,
09:41wo bhi apna proposal bana rahi hain,
09:43toh yeh bhi khushain baat hain,
09:44ke sab jamaatein,
09:45jo parliament ka hisa hain,
09:47ab aayini tarameem ke liye kaam kar rahi hain,
09:50aur usko consensus ke liye aagayi baad rahi hain.
09:54Hmm.
09:56Theek hai,
09:57main zara Taimur Salim Jagra ki jaanib jaati hoon.
10:00Taimur sahab,
10:00sabse pehle main is par bhi baat karungi,
10:02jo aayini tarameem ka maamla hai,
10:04ke PTI kahaan pe stand kar rahi hain.
10:06Sabse pehle toh abhi abhi taza humein pata chala,
10:09ke aap logon ne itijaz ka faisla kiya hain,
10:11aur wo bhi 15 October ko.
10:1315 October aur 15-16,
10:15yeh badhi important dates hain,
10:17SCO summit honi hain,
10:18Behruni jo mehmaan hain,
10:20Behruni mulk se woh aayenge,
10:21Presidents aayenge,
10:22Prime Ministers aayenge.
10:23So yeh in halaat mein,
10:25kyun aapne yeh din select hiya hai?
10:29Hmm.
10:30Assalamu alaikum ji.
10:32Sabse pehle toh main yeh correct kar du,
10:34jo Rana Ehsan sahab ne ek statement diya hai.
10:37Kyun ki agar koi kaam aap karte hain,
10:39toh phir you should call a spade a spade.
10:42Hukumat koi judicial package nahi lana chahti,
10:46koi appointment of judges theek nahi karna chahti.
10:49Hukumat jo hai,
10:51wo apne iqtidar aur apne chori ko barkraar rakhne ke liye,
10:56judiciary ko attack kar rahi hain,
10:58aayine Pakistan ko attack kar rahi hain,
11:02democracy yaani jamhuriyat ko election ke din,
11:05wo already attack kar chuki hain,
11:07aur abhi wo apni chori chhopane ke liye,
11:11is sab ke saath aap sabse apne fundamental rights lena chahti.
11:16Iska saboot humne sirf pichle 8 mahino mein nahi dekha,
11:21humne jab se yeh PDM ki hukumat aayi hai dekha.
11:25Aapne 15 October ke protest ki baat ki,
11:27bada simple hai ji.
11:30Koi muazzab maashre mein aise nahi hota,
11:34ke ek ex-prime minister jo hai,
11:36sabse pehle toh wo ghalat charges pe jail pe ho,
11:40meri na maane.
11:42UN ke working group ki report ki maan le,
11:44Amnesty International ki maan le.
11:47Humme pata hai,
11:48aapko pata hai,
11:49poori duniya ko pata hai,
11:50Pakistan ka naam jo hai,
11:53wo yeh kharab kar rahein,
11:55jab inme itni jurat nahi hai,
11:56ke aayina aur kanoon ke mutaabik,
11:58Imran Khan se koi milne de.
12:00Aapko pata hai,
12:02aur main yeh bada responsibly kaunga.
12:04Chakra sahab,
12:06yeh yeh mul ki maishat se related hai,
12:09zahir hai aapka international image hai,
12:11aapne engage karna hai,
12:13international dignitaries ko.
12:15Aapki jung kanooni jung hai,
12:16wo kanooni jung,
12:17it takes time,
12:18toh uske liye isi din ka intikhaab,
12:21aapki jamaag pe yeh bada tag laga hua hai,
12:23ke chahe wo 2014 ka dharna ho,
12:26chahe wo deegar issues ho,
12:27jab bhi koi warooni daure hote hain,
12:29eham shaksiyaat aa rahi hoti hain,
12:30tab bhi aap log yeh jalsa karte hain,
12:32ya etajaj karte hain,
12:33which is not good for your party as well.
12:36Yeh in pe jo tag laga hua hai,
12:39ki yeh ek rubber stamp government hai,
12:40in ke haath mein koi ikhtiyar nahi hai,
12:42ikhtiyar Mohsin Nagmi ke paas hai,
12:44in pe jo tag laga hai,
12:45ke satra seaton ki government hai,
12:47wo kya Pakistan ke image ke liye
12:49koi bada zabardast hai?
12:52Aapki khyaal mein koi bhi jo hai,
12:54wo duniya mein aise mulk ko seriously leta hai,
12:59jaise ke jo hai,
13:00wo Pakistan me pichle do saal se log dekh rahe hain,
13:03aapki khyaal mein hum se jo hai,
13:04wo diplomats baat nahi karte,
13:06behind the scenes,
13:07ke actual Pakistan ki kya situation hai,
13:10aur hum purde rakh rahe hote hain,
13:12us pe ke nahi,
13:13hum apne mulk ke masle internally hal kar denge,
13:16kar de do teen cheezein badi simply,
13:19koi etajaj ka khatra bhi khatam ho jayega,
13:22commit kar de ke 26 October se pehle
13:25koi aayini tarmeem nahi aayegi,
13:27commit kar de ke jo
13:28aayini tarmeem ka ek process hai,
13:3018arvi tarmeem 10 mahino mein hui thi,
13:33ke wo process jo hai,
13:34wo follow kiya jayega,
13:36baaki main kuch maangta hi nahi hu,
13:38aur kisi ko chhod de,
13:40ki Imran Khan se milne,
13:42taaki sirf unki khairiyat daryaaft kar le,
13:44kyunki aapki khyaal mein
13:45ye jo saare Presidents
13:47of Prime Ministers aa rahe hain,
13:49inko briefings nahi de rahi jaa rahi hongi,
13:52ke Pakistan ke ek former Prime Minister jail mein,
13:55unko jo hai,
13:56wo jail mein rakhne ke liye,
13:58hazaaron protesters pe tear gas kiya jaata hai,
14:01aur unse kisi ko mulaqat nahi kiya jaati,
14:03ye kya North Korea hai?
14:04Mein ispe baat karungi aage,
14:09zahir hai bahut saare sawal
14:10aapki jawab se bhi utte hain,
14:11sabse pehle Hafiz Abdullah ki taraf bhi chalte hain,
14:13kyunki is waqt Maulana Fazlur Rahman,
14:15bade important personality hain,
14:17aayini tarmeem ke liye,
14:18ke Hafiz sahab,
14:18Assalam o alaikum,
14:19aapko meri awaaz aari hai,
14:20toh batayiyega,
14:21Maulana sahab ne aaj tazdiq kardi hai,
14:23ki draft mil gaya hai,
14:24aur wo ye bhi keh rahe hain,
14:25ke pehli baar mila hai,
14:27toh ye draft jo mila hai,
14:30pehli baar toh aapko jo mila tha,
14:34toh draft bada open aur clear font mein mila hai,
14:37aise hi hai,
14:46chal,
14:47Hafiz sahab se bhi baat karni koshish karungi,
14:48Rana sahab,
14:49aap respond karna chahayenge,
14:50ehtijaj ki jo date rakhi hai PTI ne,
14:53aur jo wo saari uski taujihat pesh kar raha hai,
14:55ke wo kyun ehtijaj karna chahata hain,
14:59dekhen sabse pehli baat toh inhone kaha,
15:01ke hum judiciary pe koi hamla awar hone ja rahe hain,
15:03dekhen yeh bilkul jhuta propaganda hai,
15:06aur main aapko abhi uski wajuhat pata deta hoon,
15:08aayini adalat koi aisa,
15:10koi nahi ejaad nahi hum karne ja rahe hain,
15:12toh duniya mein na maujood ho,
15:13duniya mein 80 se zayad mubalik mein aayini adalatin hoti hain,
15:17aur bada acha hai,
15:18isse clarity aa jayegi Pakistan ki judiciary mein,
15:20ke jo civil matters hain,
15:22aur aayini matters hain,
15:23wo bilkul mukhtalif deal honge,
15:25toh usse behtri aayegi,
15:27doosra agar hum keh rahe hain,
15:29ke appointment of judges jo hai,
15:31wo kisi committee,
15:32parliamani committee ke through ho,
15:33ya koi executive ke through bhi ho,
15:35toh yeh bhi aisi darjuno mulk hain,
15:38jaha executive ya parliament ka role hota hai,
15:40judges ki appointment ka,
15:41aur yeh bhi koi hatmi baat nahi hain,
15:43consensus ke saath humne aage badhna hain,
15:45kisi hum zid ki upar nahi atke hua hain,
15:47issi tarah agar hum keh rahe hain,
15:48ke judiciary ki performance hain,
15:50Rana sahib,
15:52toh wo bhi,
15:53dekhe mujhe bas mukamal kar lein,
15:55toh wo bhi yeh wo saari cheezein hain,
15:57chalein, kar lein,
15:59jee?
16:02jee jee aap complete kar lein,
16:05toh main samajhtao yeh saari wo cheezein hain,
16:07jo judiciary ko baithar karengi,
16:08haan, hamla awar kaun karne jaara hain,
16:11iss mulk ke mustaqbal ko,
16:12iss mulk ki maashi mustaqbal ko,
16:14wo PTI hain,
16:15yeh jaante bujhte hue,
16:16ke SCO ki summit hain,
16:17inhone 15 tarif ki date rakhi hain,
16:19iska kya matlab hain,
16:20aur wo keh rahe hain,
16:21Taimur sahib toh accept kar rahe hain,
16:23ke wo log aake,
16:24unko nahi pata hoga,
16:24ke Khan sahib jail mein,
16:25yeh chahte yeh hain,
16:27ke wo bajaye,
16:28idhar aake,
16:29aapas pe cooperation ki baat karein,
16:31Pakistan ki maashi stability ki baat karein,
16:33yeh chahte hain,
16:34ke wo Khan sahib ka maamla jo hain,
16:36wo utha lein,
16:38nahi, Khan sahib ka maamla jo hain,
16:39wo udalti maamla hain,
16:40wo Pakistan ki udalto se related hain,
16:42kya yeh chahte hain,
16:44ke koi mudakhlat karke,
16:45inko NRO leke de,
16:46toh yeh toh nahi hosak ho,
16:47aur egaan mein ka jee,
16:48pata nahi kaunsi international organization ki report aagayi hain,
16:52toh kya hum us report ki,
16:54jee,
16:56Theek hai,
16:57Hafiz sahib mujhe batayi gaya,
16:58Maulana sahib ne tazdeek kar diye,
17:00Musabidah mil gaya hain,
17:01yeh poora ek judicial package hain,
17:03ya sirf aayini adalat,
17:05se related maamlaat hain,
17:07aur isbaad toh yeh kaale thele mein nahi aaya,
17:11Bismillahir Rahmanir Rahim,
17:13bahot shukriya,
17:15Theek hai baat yeh hain,
17:16ke musawwada,
17:17abhi woh mishkil,
17:18PMLN ka bhi,
17:20JIO ke saath share hua hain,
17:22The First Party ka,
17:24aayini musawwada,
17:26bhi JIO ke saath share kiya gaya hain,
17:30Jahan tak duniyat ulama Islam ka musawwada hain,
17:32woh shayad abhi tak,
17:34gantha,
17:35do gantha pehle jo mere ilam mein tha,
17:37us waqt tak toh share nahi hua tha,
17:39digar parties hain,
17:41woh bhi shayad tayar hain,
17:43abhi tak toh sirf musawwadi
17:45ek disre ko
17:47liye gaya aur ek disre ke saath share kiya gaya,
17:49iske baad abhi baat shuru hogi,
17:51guftagu shuru hogi,
17:53ke kya karna hai,
17:55aur kya nahi karna hai,
17:57mere khaal mein abhi guftagu ispar karna,
17:59ke kya hoga, kya nahi hoga,
18:01kyunki pehle toh hum
18:03hawa mein baate karte the,
18:05hawa hi baate the sari, khala mein,
18:07guftagu kar rahe the,
18:09ab jab sari,
18:11mukhtarif ataraf se,
18:13PMLN, People's Party,
18:15aur yahi yahi, har ek apna musawwada
18:17saamne la raha hai,
18:19kisi ne laaya hai,
18:21abhi agay kya guftagu hogi,
18:23kya baas bubaas ha hoga,
18:25har musawwadi mein kya islahat
18:27lani ki koshish ki ja rahi hai,
18:29kya karneem lana chahate hain,
18:31woh phir dekhte hain,
18:33usmein mulki mafaad kitna matmah-e-nazar hai,
18:35qaumi mafaad kitna mad-e-nazar hai,
18:37idyaaron ki khas kar
18:39adiliya ki islahat kitna mad-e-nazar hai,
18:41ya koi majboori hai,
18:43phir udhar dekhna parta hai,
18:45abhi tak ki mere khaal mein,
18:47kuchh bhi kehna,
18:49qabal az waqt nahi.
18:51Aur Hafiz sahab, yeh bataayi ka,
18:53Maulana sahab kehte hain,
18:55koi bhi jo qabal-e-itraas mabaad hai,
18:57hum chahatein musawwada se usko saakh kiya jaye,
18:59pichli dafa Maulana sahab ko kuch itraazat the,
19:01jo huna ne raise bhi kiye the,
19:03Bilawal sahab se bhi discuss kiye the,
19:05toh aapko isbaad jo musawwada mila hai,
19:07toh uskar ghaur karenge,
19:09toh hukumat ne kuchh toh bataaya hoga,
19:11ke wo mabaad hata diya gaya hai,
19:13ya usko kuchh tarmeen karke add kiya gaya hai.
19:15Dekhein,
19:17jo musawwada pehli diya gaya tha,
19:19jo raat-o-raat,
19:21us musawwade ko wo manzoor karana chahate the,
19:23wo bhi iswar ki raat,
19:25Parliament e jilas ko bulaya tha,
19:27iswar ko, chutti ke din,
19:29Maulana sahab us musawwade ki baat kar raha hai,
19:31us musawwade ko
19:33Maulana sahab ne kaha,
19:35ki hum yeh yaksar mustarab kiya hai,
19:37ab jo nahi baat saamne aaye,
19:39ayini adalat honi chahiye
19:41ya nahi honi chahiye,
19:43ya Supreme Court ke andar
19:45koi makhsoos bench ho,
19:474-5 judges ka,
19:49senior judges ka,
19:51jo ayini masala ho,
19:53usko wo take up karenge.
19:55Kya ayini cases kitne hai?
19:57Public se related cases kitne hai?
19:59Public se related cases,
20:01awami masayid ki cases,
20:03aur jo ayin se mutaalika
20:05cases hai,
20:07masayil hai, mishkilat hai,
20:09jiska taluk adalat se hai, judges se hai,
20:11mere malumat ke mutaalik,
20:13wo to 200 bhi nahi hai.
20:15Ab suwaaz yeh hai,
20:17ki 200 cases ke liye,
20:19naye adalaton ki tashkeel,
20:21isko bhi dekhna parta hai.
20:23Partiyaan isko dekhengi,
20:25ki 200 cases ke liye,
20:27ya 176 cases ke liye,
20:29naye adalaton ki tashkeel,
20:31ayini adalaton ke naam se.
20:33Kya yeh zaruri hai ya nahi?
20:35To yeh tamam cheezein
20:37saamne aayegi,
20:39yeh maulana sahab ne jis musawadah ko
20:41mustarab ki aata, wo to ikdaan me
20:43jo musawadah aayata.
20:45Ab yeh jo
20:47ayini adalaton ke awale se,
20:49ya ayini tarmeem ke awale se,
20:51jo bhi document saamne,
20:53dastawizat saamne aayen,
20:55do partiyaan ki taraf se,
20:57PPO, PMLN,
20:59taraf se bhi aayegi, uske baad phir
21:01mijlis aur baas mobaasa shuru ho jayegi,
21:03ki kya zaruri hai,
21:05aur kya nahin zaruri hai.
21:07Bada aapne important point
21:09trace kiya, ki jo asal awami
21:11nauyat ke cases hain, wo to bohot zyada
21:13hain, lower courts me bohot saari issues hain,
21:15asti azaar ke kareeb, aur aap kehna hai
21:17200 cases agar hain, let's suppose,
21:19uske liye ayini adalat na ghuzeer hai,
21:21ki nahi, bada aapka bazan rakhta hai
21:23yeh bayan. Hafiz
21:25Abdullah sahab, yeh batayi ga,
21:27saari ittifaq-e-raay ki jab hum baat karte hain,
21:29to People's Party ka ek musawwida
21:31manzar aam par aagaya hai, jo ki
21:33ayini adalat se mutaalik hai, jisme badi
21:35aam tajaweez bhi hain,
21:37aapki tajaweez, un
21:39People's Party ki tajaweez se kitna match
21:41karti hain?
21:43Dekh kya mene aapko kaha, ki aamani
21:45husawwad hai, wo abhi tak public
21:47nahi hua hai, wo saamne
21:49nahi aaya hai, hum bada ke khud bhi
21:51abhi tak nahi jaka hai, meri nazar se
21:53guzra hai.
21:55Nazar jab hua aayegi, par hum keh sakte hain
21:57ki kya hai aur kya nahi hain.
21:59Buniyaji taur par hum to yeh chahate
22:01hain uswaji taur par, ki hum
22:03adalatun ko disturb kyun karna chahate hain.
22:05Teek hai, agar ek taraf raay yeh
22:07hai, ki ek ayini adalat ho,
22:09chater aap democracy
22:11ka taqaza hai,
22:13aur CUD ka.
22:15CUD ka taqaza to
22:17aur baatein bhi thi, jo buniyaji
22:19taur par puri mulki
22:21maishat disturb hai, wo
22:23yeh naib.
22:25Naib ke hawale se Pamelin bhi khamush hai
22:27aur People's Party bhi khamush.
22:29Yeh bhi chater aap democracy ka
22:31ek aham nishata hai, ki iski isla karenge,
22:33isko samandar bakt karenge,
22:35ya ek naya idara banayenge.
22:37Lekin abhi jab adalati
22:39islah ke hawale se,
22:41aayini adalat ki baat ho rahi hai,
22:43abh is salsane me
22:45maine aapko phele bhi kaha, yeh main
22:47nahi kehata hu, yeh wakala kehate hain,
22:49kanuni maahireen kehate hain, jiska
22:51Supreme Court se hai, High Court se hai,
22:53Lower Court se hai,
22:55wo hamare wakala ho,
22:57ya kisi aur party ke ho,
22:59wo sab yeh kehate hain,
23:01aayini adalat jab aap
23:03175 cases ke liye banate hain,
23:05to uske liye
23:07wo dalail pesh karenge,
23:09Yeh People's Party ka jo maine media person hai,
23:11wo kehate hain, ki har sube mein
23:13ek aayini adalat unhi chahiye.
23:15Rifaq mein bhi ek adalat aur har sube mein
23:17ek aayini adalat.
23:19Toh unhe koi jawas toh pesh kiya hoga
23:21apne musawadah mein.
23:23Toh isliye abhi ispar baat karna
23:25jo abit tak hamne pada bhi nahi hain,
23:27main wakil bhi nahi hain, main kanuni maahireen
23:29wo kanuni maahireen
23:31isko dekh sakte hain.
23:33Lekin usuli taur par agar aap dekh
23:35ek 150 ya 175
23:37cases ke liye
23:39aayini adalat, wo unhi People's Party wale
23:41kehate hain, ki chahar aur sube mein,
23:43ab aap khud annazal haja hai,
23:45ek taraf 60,000 hai, ispar baat nahi karte hain,
23:47high court ki judges ki taadaad bada de,
23:49supreme court ki judges ki taadaad bada de,
23:51aur supreme court
23:53India ka aap dekhe,
23:55India mein taadaad 36 hai,
23:57aur wahan jo
23:59aayini cases ke masayal hai,
24:01wo wahan unhi adalat mein,
24:03usi supreme court mein,
24:05ek makhsoos bench, makhsoos judges ki tashkeel
24:07shayad wahan hai,
24:09ek shakal hai, ek nauiyat hai.
24:11Ab hamare paas cases itne zyada
24:13aur judges ki taadaad itne kam,
24:15aur ham peechay padhe aayini adalatun ki,
24:17lekin abhi dekhte hain,
24:19party kya fasera karege,
24:21party ki sawabiyat par hai.
24:23Chalo.
24:25Theek hai. Main ispar mazeeb bhi baat karungi.
24:27Taimur sahab, mujhe toh sari guftu guftu se impression
24:29mil raha hai, ek toh aap logon ka
24:31musawidah kidhar hai,
24:33doosre jab awam muntaqib karke kisi bhi party ko
24:35parliament ke andar late hain, toh wo zahir hai,
24:37inhi masayal kar chahate hain, aur aapka kaam
24:39kanun saazi karna hai. Aisa malum hota hai,
24:41aapne JUIF ko de diya hai,
24:43ke woh musawidah taye kare,
24:45woh tajabees taye kare,
24:47aapka musawidah kidhar hai?
24:49Bada irrelevant sawal hai,
24:51kyunki sabse pehle toh yeh,
24:53humaari toh stated position
24:55yeh hai, na is
24:57parliament ke paas legitimacy hai,
24:59aayini tarmeem ki,
25:01na jo hai, woh inki niyat saaf hai,
25:03black and white.
25:05Mujhe bataa dein Pakistan ki taarikh mein,
25:07kitne mawaakein hain,
25:09Supreme Court ka koi faisla nahi maan hai.
25:11Baat sun le na.
25:13Woh tayyar kar raha hai,
25:15woh tajabees tayyar kar raha hai,
25:17woh aapka legal mind hai.
25:19Main aap se suna hai,
25:21main aapko woh apni position keh deta ho,
25:23I think it's important.
25:25Toh abhi mere khyaal mein,
25:27poore mulk ko sunne de.
25:29Aapki baat yeh theek hai,
25:31ke awaam agar kisi,
25:33woh parliament ko muntakhib kare,
25:35toh phir unka haq hai,
25:37woh awaam ke masloh pe kaam kare.
25:39Inko muntakhib nahi kiya.
25:41Isliye,
25:43toh yeh aise behave kar rahe hain.
25:45Chale aapko kiya hai.
25:47Isliye toh hum keh rahe hain,
25:49ki yeh aayini tarmeen nahi ho sakti,
25:51aur main JUIF ko,
25:53aur Maulana Fazru Ahmad ko,
25:55appreciate karta hoon.
25:57Yeh do saal se jhoot pe jhoot keh rahe hain,
25:59main abhi aapko bataa deta hoon,
26:01jo latest inhone kaha hai.
26:03Abhi yeh keh rahe tha,
26:05national organization thi,
26:07jisne Imran Khan pe report daala hai.
26:09Ji, woh hai United Nations ki
26:11working group on arbitrary
26:13detentions.
26:15United Nations ka,
26:17United Nations ka woh hissa,
26:19jo ke,
26:21jail mein,
26:23jab hakoomte logon ko daalti hain,
26:25usko dekhte hain.
26:27United Nations kaunsa idara hai?
26:29Wahid idara hai, jisne Kashmir pe
26:31resolution pass kiye,
26:33aur kehte hain, ki United Nations ki
26:35woh resolution implement karo,
26:37jo ke Kashmir ko haq-e-khudiradiyat degi.
26:39Woh idara hai, joh wahid idara se,
26:41baat sun le na,
26:43itni asani se woh idara
26:45goal hogaya jab inhone Imran Khan ko
26:47jail mein rakhna hai.
26:51Aayin nahi, kanoon nahi,
26:53aur phir aayin aur kanoon ke naahone ko
26:55protection dene ke liye,
26:57yeh mazeed kanoon saazi karein.
26:59Mujhe nahi pata, aap kaise
27:01aayin kar sakti hain.
27:03Fundamental rights gaye,
27:05jab marzi jisko uthaya,
27:07jab marzi jisko wapas kiya,
27:11phir to aayin cancel hi karne.
27:15Do you want to become part of this debate,
27:17jo ke aayini tarmeem se ho rahi,
27:19kyunke jistana hi tarmeem aa rahi thi,
27:21pass ho jaati,
27:23kya aap ek process ka hissa nahi banna chahenge,
27:25baad mein phir aap log kehenge,
27:27ji hume ispe bhi itraaz hai,
27:29hum process ka hissa hai,
27:31mujhe duniya mein mulk batade,
27:33jahan raat ke ek do baje,
27:35aayini tarmeem aati hai,
27:37aur law minister ne khud nahi dekhi hoti.
27:39Kya yeh by itself,
27:41kaafi nahi hai yeh kehne ke liye,
27:43ke yeh aayini tarmeem,
27:45iske peeche jo buniyat hai,
27:47jo niyat hai,
27:49wo sara saar khalat hai.
27:51Yeh dekh ke aap mere se yeh sawal kar rahi hai.
27:55Chahadein, mai yeh sawal pooch leti hun,
27:57kya aapki saari shikayatein,
27:59khas hor pe Hukumat-e-Waqf se,
28:01Rana sahab, how do you address this issue,
28:03jo ke Taimoor sahab kar raha hai,
28:05wo keh rahe hain,
28:07yeh itijaaz hum isliye kar raha hai,
28:09ki humare saath yeh yeh sab ho raha hai,
28:11aur jiski misaal unhone UN ki report ke hawale se bhi di gaye.
28:13So how would you address that?
28:15Ek toh yeh UN ka working group hai,
28:17jo independent experts jisme baithte hain,
28:19toh yeh United Nations ne koi resolution nahi pass ki,
28:21ya UN ki taraf se nahi aaya,
28:23baar hal dekhein,
28:25toh yeh apni adalatein hain,
28:27aur adalatein faisla kartein hain,
28:29ki agar koi mujrim hain,
28:31aur koi saza yaafta hain,
28:33toh usko kis tariqah se rakhna hai,
28:35jail mein rakhna hai,
28:37ya baahar nikaalna hai.
28:39Toh yeh Pakistan ki agar kanoon ko maantein hain,
28:41toh phir yeh isi ki upar karein,
28:43aur jis election ki yeh baar baar baat karein,
28:45jis dekhi yeh inka maukaf hai,
28:47ki yeh election chori hai,
28:49wo apni adalat nahi kiya,
28:51yeh adalaton ne decide karna hai,
28:53yeh inke kehne se,
28:55inke kehne se yeh election jo hai,
28:57wo kaladam nahi hoga,
28:59aur nah inki jo yeh keh rahein,
29:01ki hamari 17 seat hai,
29:03wo 20 ho jayengi,
29:05jo election commission ne notify kiya hai,
29:07wo hi haqiqat hai,
29:09aur mere khaal se agar haqiqat mein rehna chahatein,
29:11toh uske mutaabik hi inko chalna hoga.
29:13dekhein, inka eki maqsad hai,
29:15maeeshat is mulki behtar ho rahi hai,
29:17mengai kabu mein aa chuki hai,
29:19exchange rate aapka stable ho gaya hai,
29:21stock market aapke saamne hai,
29:23IMF ka maida ho gaya hai,
29:25abhi Saudi Arabia ka itna bada waqf aaya,
29:27aur aapne 2 ishaar ya 2 Arab dollar ke maida,
29:29mulk aage baad raha hai,
29:31inka khatra yeh hai,
29:33ke agar election behtar hogi,
29:35aur ek aam aadmi ki zindagi mein
29:37aasani aayegi,
29:39toh phir yeh irrelevant ho jayenge,
29:41isliye inka maqsad yeh hai,
29:43yeh aapka point aa gaya hai,
29:45Mr. Bait ko mazeed bhi aage leke jaana chahati ho,
29:47lekin pehle mujhe haan par break lena hai,
29:49ke baad wapas aata hai,
30:19so party ke andar bhi trust nahi hai,
30:21phir humne us din bhi dekha,
30:23main leadership hume nazar bhi nahi aayi us ahtijaj mein,
30:25toh yeh ahtijaj ki hikmat-e-amli bhi,
30:27samajh se baalat hai,
30:29ki PTI ka ahtijaj jo hai,
30:31party full on board hai,
30:33sari surat-e-haad mein,
30:49Imran Khan ka best picture jaye,
30:51wo tali do haad se bachti hai,
31:19toh jawaab kya mila,
31:21aur dubara se aapko pata chalta hai,
31:23they have no legs to stand on,
31:25wo kehte hain ke Pakistan mein
31:27ek adaalti nizam hai,
31:29faisla maane,
31:31jaise aapne reserved seats ka maana hai,
31:33aapne reserved seats ka maana hai,
31:35toh jawaab kya mila,
31:37aur dubara se aapko pata chalta hai,
31:39they have no legs to stand on,
31:41wo kehte hain ke Pakistan mein
31:43ek adaalti nizam hai,
31:45faisla maane,
31:47jaise aapne reserved seats ka maana hai,
31:49ab reserved seats se toh aapki
31:51hukumat ko koi farak nahi parta,
31:53saraf aapke aayini tarmeem ke number
31:55jo hai, wo poore hote hain,
31:57aur aapko logon ko ahwaa nahi karna parta,
31:59ya jaise aapne navve din ke election
32:01ki baat maane,
32:03ye mujhe bata de,
32:05do you put your money where your mouth is,
32:07ya ye saraf hum TV programs mein
32:09debate karne baithein,
32:11baaki rahi ekonomi ki baat,
32:13dekhein, ye main aapko dikhata hu,
32:15ye ekonomi ko samjhane ke liye,
32:17das se tera percent inflation thi,
32:19mehngai thi,
32:21jis din inhone vote of no confidence
32:23laaya, uske baad wo 30 feesad gai,
32:25kuch ashya mein 50 feesad tak gai,
32:27aur aap baapis
32:29das se tera percent pe aangi hai,
32:31toh phir ye dhai saal kyu,
32:33baaki cheez mehngai,
32:35cheezein koi sasti nahi hui,
32:37so ki cheez
32:39115 pe agar pehle ho rahi thi,
32:41wo 150 pe hui,
32:43ab wo
32:45165 pe hogi,
32:47toh ye mujhe batadein,
32:49agar ye mehngai kam karne ka nuska hai,
32:51ya gareeb aadmi ke liye ye relief hai,
32:53toh phir mujhe batadein,
32:55ke kya baaki cheez toh celebrate karta,
32:57main chahata hu ki Saudi Arabia se,
32:59last point,
33:01ki Saudi Arabia se iss se zyada investment aaye,
33:03hum inko help karenge,
33:05Rana sahab aur meri baat hui hai,
33:07jaise inhone khud appreciate ki,
33:09inke party ke sab logon ne appreciate ki hai,
33:11aapne KP me pension reforms kiye the,
33:13aur ye copy kar rahe hain,
33:15lekin baat 100 arab dollar ke investment se,
33:172.2 arab ki MOUs tak aa gayi,
33:19toh mere kyaal mein,
33:21that tells you the story in itself,
33:23aur abhi main ek CEO se,
33:25Pakistani CEO se mil raha tha,
33:27is program se pehle,
33:29aur usne mujhe abhi bataya,
33:31ki sachi baat ye,
33:33hum keh nahi sakte,
33:35ki Pakistan me investment ka koi mahaul nahi hai,
33:37chale mujhe Taimur sahab,
33:39lekin hukumat se baat karne de,
33:41Rana sahab zora bata de,
33:43ek toh wo ye keh rahe hain,
33:45agar toh musawwida,
33:47zahira ab aapne share bhi kar diya,
33:49ki yek shaksiyat ke gird nahi ghoom raha saara,
33:51ye tarameem ka maamla,
33:53isko mazeed clarification ki zarurat hai,
33:55wo ye demand kar rahe hain,
33:57doosre mulaqat ka wo keh rahe hain,
33:59aap isme kya role play kar sakte hain,
34:01ye mujhe bata de,
34:03aur 63 par,
34:05zahira is tarameem ke liye,
34:07zahira sari surat-e-hal mein hua hai,
34:09jo qaladam kara diya gaya,
34:11unke MNA zighwaah ho raha hain,
34:13ye bada arzaam hai hukumat par.
34:37PMLN hain, People's Party hain,
34:39MQM hain, PMLQ hain,
34:41uske andar
34:43JUIF agar aa jaati hain,
34:45tabhi consensus hoga na,
34:47toh usse kyu ghabraa rahe hain,
34:49ke mulki digar Jamaatein,
34:51ek point pe akathi ho jayein,
34:53aur wo samjhein ke judicial reforms
34:55mulk ke liye baitar hain,
34:57aur wo kar dein,
34:59yaani ke ek sirf PTI nahi theka liya hua hai,
35:01ke humne ye nahi hone deni,
35:03toh iska matlab ye hai,
35:05ke Khan sahab agar jail mein hain,
35:07toh hum mulk ke andar tamasha lagayenge,
35:09hum mulk ki economy ko destabilize karenge,
35:11aur hum ye sara kuch jo hai,
35:13chahe wo cheeni sadar aa rahe the,
35:15toh tabhi humne yehi kuch kiya,
35:17aur humne usse kuch nahi seekha,
35:19aaj bhi hum wohi kuch karne jayenge,
35:21jo hum pehle intishaar philate rahe,
35:23toh ye toh is Jamaat ka stance hai,
35:25yaani ke ek Khan sahab ko NRO dilwana chahate hain,
35:27ke koi international pressure in pe pad jaye,
35:29aur kisi tareeke se,
35:31in ko chutti mil jaye,
35:33toh aise dekhe nahi chalta,
35:35na aise pehle kabhi hua hai,
35:37na ab hone jaha raha hai,
35:39baat ye hai,
35:41quickly aap log kya karenge,
35:43agar ye itijaz karte hain,
35:45hum toh bilkul straight forward,
35:47Prime Minister Shahbaz Sharif ne kahe,
35:49ki hum is mulk ki maishat ko
35:51destabilize nahi hone denge,
35:53aur agar ye 15 ko itijaz karenge,
35:55SCO ke duran karenge,
35:57toh inka maqsad hai,
35:59ke is mulk ki andar tamasha lagayenge,
36:01aur ye is mulk ki saaq kharaab karenge,
36:03aur ye SCO ke duran,
36:05jab itna sensitive period hai,
36:07us waqt khuda na khasta,
36:09koi incident ho jaye,
36:11toh wo aapki duniya me headlines banenge,
36:13toh bilkul hum aisa mahal nahi banne denge,
36:15ki jiske andar Pakistan ki saaq kharaab,
36:17nahi banne denge,
36:19thank you so much,
36:21Rana Ehsan sahab,
36:23Salim Jagda sahab,
36:25dono partiyon ka mauqif humne aapke saamne rakha hai,
36:27break dete hain,
36:29Pakistan vs England,
36:31Multan pehla test,
36:33jis tariqah ki,
36:35jis hazeemat ke saath humein shikast hui hai,
36:37us pe humare zakham jo hai,
36:39ek baad phir taza ho gaye,
36:41kyunki musalsal Pakistan haal raha hai,
36:43chahe wo one day ho,
36:45T20 ho,
36:47tamaantar jo series hain,
36:49usme hum isi tarah ki performance dekh raha hai,
36:51aur pehli baar aisa hua hai,
36:53ke 500 plus bana kar bhi,
36:55Pakistani team jo hai,
36:57Nukhsan Masood,
36:59wo hamisha badi taujihaat pesh karte hain,
37:01is baad bhi,
37:03wo nukhsan pitch ka bata rahe hain,
37:05pitch crumble kar gayi,
37:07jal tootna shuru ho gayi,
37:09raasna England nikaala,
37:11T20 out kiye,
37:13test match nahi jeet sakta,
37:15ab thodi se hum nazar daal lete hain,
37:17Pakistani team ki test karkardigi rahi hai,
37:19test series mein wo kya rahi hai,
37:21aakhri kaumi team ne,
37:23aakhri 11 home test matches hain,
37:25koi bhi nahi jeeta,
37:27isi tariki se 2021 mein,
37:29Pakistan ba mukabla Australia test series hoi,
37:313 matches ki series thi,
37:33ek sifar se jeeti,
37:35doosri Australia ne jeeti,
37:37Pakistan ba mukabla England series,
37:392022 ki baat karein,
37:41England ne sifar 3 se,
37:433 matches pure ke pure jeeti hai,
37:45Pakistan koi match nahi jeet sakhi,
37:47Pakistan ba mukabla New Zealand hua,
37:492 matches ki series thi draw hui,
37:51Pakistan ba mukabla Bangladesh,
37:53isme bhi humne dekha 2 matches ki series Bangladesh ne,
37:552-0 se jeeti hai,
37:57Pakistan ba mukabla England jo abhi jaari hai,
37:59isme bhi 3 matches hone hai,
38:01aur pehla jo match jis tarah ki shikas hui,
38:03is par baat kar dete hain,
38:05humaye saath maujood hai Pakistan ki main aas cricketer,
38:07Kamran Atmal,
38:09Kamran ye pitch crumble hui hai,
38:11yaar sirf team hi crumble hui hai,
38:13how would you analyse the performance,
38:15dekhe pitch ko toh
38:17aap gaya sakte hain,
38:194-5 mein definitely
38:21cricket change karte hai,
38:23chahe jaisi multi pitch ho,
38:25lekin main abhi bhi mujhe
38:27strong believe hai,
38:29ke 5 mein dil, 4 mein dil England team bhi batting kare na,
38:31toh humein maseegar padhe out karne se,
38:33hum log actually excuse bada dete hain,
38:35hum log apni galti maante nahi hain,
38:37ki hum log kis type ki cricket khel rahe hain,
38:39kis tarah leke jaa rahe hain,
38:41aur apni cricket ko humne upar kaise leke jaana hain,
38:43us taraf dehaan nahi hain,
38:45hum log sirf yeh kar rahe hain,
38:47ki hum log apni cricket khel rahe hain,
38:49aur us ke baad phir
38:51hum baad mein dekha jayega team jeet diya
38:53yaa haar diya,
38:55lekin as a team aapko khelna badega,
38:57kis team mein khud player PCB ko bata rahe hain,
38:59ki humari team mein unity nahi thi,
39:01itli hum jeet nahi paare,
39:03aage hum khelnege,
39:05toh PCB action lene ke bhajaye,
39:07unko mazeeb support kar rahe hain,
39:09toh phir aap kaise spread kar sakte upar jaye,
39:11ki yeh saare result wohi hain,
39:13yeh test spread ki haar nahi hain humare paas,
39:15humare paas jo pichle 5-6 saal se,
39:17toh phir aapko cricket kaise chal rahi hain,
39:19uska yeh abhi aap dekh rahe hain,
39:21ki abhi yeh nazara aap dekhte jayein aage,
39:23toh aapko wo aise milte rahenge,
39:25toh phir jab tak hum log ka qibla durus nahi hoga,
39:27partial cricket court ka nahi hoga,
39:29players ka nahi hoga,
39:31captain ka nahi hoga,
39:33coach ka nahi hoga,
39:35chief selectors ka nahi hoga,
39:37uttani zahir cricket betar nahi hoga,
39:39toh decision lene waale hain,
39:41jo cricket banane waale hain,
39:43duniya mein captain aur coach,
39:45toh kisi aur ko aana hi nahi pehte,
39:47jo settle hote hain,
40:15dekhi yeh performance aap,
40:17dekhi yeh time toh har players pe aata hai,
40:19mere liye jo bohot bari point hain na,
40:21ki meri team ne 5,
40:23550 runs ki yeh,
40:253 centuries hui hain,
40:27wo team ne match haar gaye hain,
40:29record ban gaye hain,
40:31cricket history mein kabhi aisa nahi hua,
40:33aur Pakistan team ye record bana rahe hain,
40:35mere liye bari point yeh hain,
40:37ki team mein ab jeetne ke liye nahi khel rahi hain,
40:39Pakistan ke saath khelti hain,
40:41wo record bana rahi hain,
40:43partnership dekh liye hain,
40:45823 runs dekh liye hain,
40:47uske baad poore 5 din test match nahi hua,
40:49jo kaha jaa raha tha,
40:51highway pitch hai,
40:53motorway bani rahi hain,
40:55yaha pe out kaise ho sakte hain,
40:57khud kaha unhone,
40:59khud ban wahi hai aisi pitch,
41:01toh uspe ab skews de rahe hain,
41:03toh aise cricket betar nahi hogi,
41:05toh isliye ab players dekhe khelne waale hain,
41:07aap yaha pe management ko blame de sakte hain,
41:09ke unhone decision kya lena,
41:11wo apne favourite ko khilayenge,
41:13Pakistan ki team samajh ke khilayenge,
41:15yeh dekhna padna hai,
41:17toh kamran kisko khilayen,
41:19aapko yaad hai,
41:21abhi champions trophy hui,
41:23champions league jo hui,
41:25naya talent talaash karni ke roshish ki jaa rahi thi,
41:27usse pehle jo surgery ki baat hui,
41:29phir kaha gaya yehi khiladi hain,
41:31kahan se dekha nahi khiladi,
41:33toh kisko replace karke,
41:35kisko laayen, kya team banayen,
41:37replace ek hota hai,
41:39international cricket,
41:41aap performance pe team banate hain,
41:43yaha pe duniya ki great players,
41:45agar form mein nahi hain,
41:47toh drop mein hain,
41:49unko domestic pe bheja gaya jayein,
41:51perform karke dubara apni selection
41:53dhroost karwayen aur khilayen,
41:55aap apni form leke hain,
41:57yaha pe yeh nahi hain,
41:59domestic player hain,
42:01performance pe aap khilayen,
42:03thank you,
42:05thank you kamran,
42:07thank you kamran,
42:09thank you kamran,
42:11thank you kamran,
42:13thank you kamran,
42:15thank you kamran,
42:17thank you kamran,
42:19thank you kamran,
42:21thank you kamran,
42:23thank you kamran,
42:25thank you kamran,
42:27thank you kamran,
42:29thank you kamran,
42:31thank you kamran,
42:33thank you kamran,

Recommended