#alimuhammadkhan #ptiprotest #ranasanaullah #ptiban #islamabad #dchowk #mohsinnaqvi #imrankhan #aliamingandapur #bushrabibi #aitrazhai #aniqanisar
(Current Affairs)
Host:
- Aniqa Nisar
Guests:
- Ali Muhammad Khan PTI
- Rana Sanaullah Khan PMLN
- Shahid Hashmi (Sports Analyst)
"PTI propaganda kar rahi hai..." - Rana Sanaullah
"Kisi bhi siyasi jamaat par pabandi us ki siyasat khatam nahi kar sakti" - Rana Sanaullah
"Islamabad mein jo kuch hua hai, us ka jawab dena parega..." - Ali Muhammad Khan
"No resignations are coming from PTI..." - Ali Muhammad Khan
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
(Current Affairs)
Host:
- Aniqa Nisar
Guests:
- Ali Muhammad Khan PTI
- Rana Sanaullah Khan PMLN
- Shahid Hashmi (Sports Analyst)
"PTI propaganda kar rahi hai..." - Rana Sanaullah
"Kisi bhi siyasi jamaat par pabandi us ki siyasat khatam nahi kar sakti" - Rana Sanaullah
"Islamabad mein jo kuch hua hai, us ka jawab dena parega..." - Ali Muhammad Khan
"No resignations are coming from PTI..." - Ali Muhammad Khan
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Bismillah hir rahman ir raheem, program Aitaraaz hai ke saath main hoon Anika Nisar.
00:15KPK ke liye Governor Raj ki baaz garsh bade din sajaari hai.
00:18Governor Raj lagna hai, nahi lagna hai, iske hawaale se Hari Amin Gandapur ne ek challenge
00:23de diya hai.
00:24Governor Raj laga ke dikhayein, uske baad phir batate hain ke hoga kya.
00:27Ek taraf CM KPK ki tarah se threats aa rahi hain, toh doosri tarah hukumati halkon se baar
00:32baar ye khabar aa rahi hai, ke Governor Raj ke baare mein badar serious thought process
00:36chal raha hai.
00:37Aur Governor Raj lagne ke imkaanaat bhi hai Barrister, Aqeel ne isi tarah ki ek baat kar
00:41di.
00:42Governor rule bilkul very much is on the cards and main bilkul yeh zaroor kaunga ki short
00:48term measure hum abhi seriously yeh hi consider ho raha hai, ke Governor rule jo hai for the
00:53time being, expected hai, abhi hatmi ispe koi finality attain nahi ki, lekin phir waqat
00:58jo halaat, jo 24, 25, 26 ko aapke saamne unfold hua hai, toh hum yeh samjhatein ki yeh ek bilkul
01:05appropriate step hoga, appropriate measure hoga.
01:08Ek taraf yeh surat-e-haal hai, toh doosri tarah Governor ne bhi keh diya hai, ke agar
01:13Governor Raj lagta hai, toh main kyu rokunga, yaani Governor Raj lag raha hai, toh Governor
01:18kyu rokenge, lekin Maulana Fazlur Rehman sahab ne ek cheez firmahi hai, aur wo badi interesting
01:22hai, wo kehte hain humein nahi maalum hai, ke Governor Raj lagna hai ya nahi lagna,
01:27lekin wafaq aur subo ko, inko aapas mein ladna nahi chahiye, uske ittifaq mein nahi hai,
01:31Maulana Fazlur Rehman sahab ne kya firmahi hai, zara wo sune.
01:35Humein nahi maalum abhi tak koi Governor Raj lagta hai ya nahi lagta hai, lekin yeh baat
01:38main pehli bhi kahi hai, aur aaj bhi kehta hun ke, Khairul Mursukhaan mein koi haq maat
01:43nahi hai, aur main subo ko Barkat se ladane ki ravish ki bhi haq mein nahi hai, lekin
01:49kisi kargoon ke liye ehtijaj ke haq ko taslim karta hu, jalsa ke haq ko taslim karta hu.
02:50Pakistan People's Party ke chairman Bilal Bhutto Zardari ne bhi kar diya, apne Yaum-e-Taasiz
02:54ke mauqe par, unhone kaha hai ki lashen toh giri hui hain, lashen toh Parachinar ki taraf
02:59bhi giri hui hain, Kurram ki taraf bhi giri hui hain, yeh wahan 100 lashen se zyada lashen
03:02toh giri hain, unki taraf koi jahan nahi hai, dhoond rahe hain, 100 lashen dhoond rahe hain,
03:07Islamabad mein.
03:19Opposition ka yahi siyasat rahega, toh mera khyaal mein yeh nukhsaan bhi hoga,
03:24100 se zyada lashen maujood hai, woh Pakhtunkhwa mein, aur woh 100 se zyada lashen ke talash
03:30mein hai, Islamabad mein. Pakistan ki taarikh mein humne itna ghar zimmedarana siyasat nahi dekhi.
03:38Ab yeh ghar zimmedarana siyasat ki jo baat ki jarhi hai, yeh waqe mein kis taraf se,
03:42hukumat ki taraf se hai, ya opposition ki taraf se hai, har party ka supporter apne
03:47tariqah se isko dekhega. Lekin ek baat toh teh hai, ke maamlaat opposition aur hukumat
03:51mein is qadar buray ho gaye hain, ke ab woh polarization se bhi next step par chala gaya
03:56maamla hai. Ek dusre ki shakal bhi dekhna gawara nahi kar rahi hai hukumat aur opposition,
04:00aur yeh sabse zyada khatarnak point hai. Isi hawalay se sabse pehle segment mein hum baat
04:04karenge, Ali Muhammad Khan sahab humaar saath maujood hai, Pakistan Tehreek-e-Insaf ki
04:07senior rehna maaya. Thank you very much Ali Muhammad Khan sahab, aapne humein join kiya.
04:10Governor Raj wala jawab hai, humein aapko second segment ki andar Rana Sanaullah sahab
04:14se poochenge, wakil mein Governor Raj lag raha hai ya nahi lag raha. Lekin Ali Muhammad
04:17Khan sahab, sabse pehle toh, yeh bata dijega, ke aapka secretary general banne ka naam gardish
04:24kar raha tha. Salman Akhranur Raja sahab ki jo resignation tha, wo aa gaya tha. Wo bade
04:30dil bardashta ho ke unhone resignation diya tha. Suna hai Bushra bibi ne unke saath badi
04:35unko jalli katti sunayi, aur uske baad wo gussa ho gaye, aur wo kehte hain ke main kisi
04:38ke khandaan ko jawab de nahi hoon. Aapka naam unki jagah par raha tha, ab yeh khabar
04:43aariye ke unhone apna istifa wapas le liye. Kya tabdeel hua Ali Muhammad Khan sahab,
04:47is do din ke daurani mein?
04:49Bahut, bahut shukriya. Bismillahirrahmanirrahim. Allahumma salli ala Muhammadin wa ala alihi
04:54wa ashabihi wa sallam. Islamabad ke iss itijaj ke baad, pehli baad aapke program mein hoon.
05:02Ibn Jalib sahab ke ek shirr se pitha karta hoon, ke Nisar me teri galiyon ke ae watan,
05:07Nisar me teri galiyon ke ae watan, ke jahan chali hai rasm, ke koi Nisar utha ke chale,
05:12koi jo chahane wala tawaf ko nikle, nazar chura ke chale, jis mucha bicha ke chale.
05:18Jo hua hai, Shahramsar hain, hum ek aise mulk mein rahte hain, jiski Darul Khilafah mein,
05:24apne haq ke liye aayewe logon pe ek goli chali hai. Koi kehra 100 shaheed hua hain,
05:30koi kehra 200 hain, koi kehra 10 hain, koi kehra nahi hain.
05:33Dekin iss baat se toh koi inkar nahi hain ke goli chali hai. Ek bhi goli kyun chali hai.
05:38Article 9, right to life hai. Aur hamara deen hamme batata hai,
05:42ki jisne ek shahs ki jaan maariin, jisne sari insaniyat ko maara,
05:44jisne ek ki jaan bachayain, jisne sari insaniyat ko bachaya.
05:49Wo log toh aapko apna samajhte the.
05:52Wo goliyan jo dushman ke liye thi,
05:54wo humaare bachon ki seeno mein kyun pehwast hui, iska jawab dena padega.
06:00Ali Maulana Khan sahab, bade important point se aapne shuru kiya hai.
06:03Bade important aur bade emotional point se aapne aagaas kiya hai.
06:05Chalain, main aapke sawal ki taraf haata hoon,
06:07main aapne sawal ko abhi chhod de Ali sahab, aapne bade important baat kar diya hai.
06:11Ab mera sawal iska counter karna banta hai.
06:14Aapne bilkul durust farwaaya, ek goli bhi nahi chalni chahiye thi.
06:16Aapne bilkul durust farwaaya, jaan koi nahi chahiye thi.
06:20Lekin Ali Maulana Khan sahab, counter sawal yeh banta hai,
06:22ki goli tab chali, jab already rangers ki jaane jaa chuki thi,
06:26police ki jaane jaa chuki thi, uske baad goli chali, usse pehle goli nahi chali.
06:30Number one.
06:30Number two yeh, ki aap keh rahe hain right to life, right to life protester ka hai,
06:36aur us right to life ke upar I stand.
06:38Ki right to life of protester must be protected at the same time,
06:42right to life to Fauji ka bhi hai,
06:44right to life to ranger ka bhi hai, aur police wale ka bhi hai.
06:48Unki zindagi muft ki toh nahi aayi na, Ali Maulana Khan sahab.
06:53Lekin yeh Fauji kaun hai, yeh ranger kaun hai, aur yeh protester kaun hai?
07:00Hum sab ke seene pe yeh jaan gaya hai.
07:03Bilkul.
07:04Agar kisi Fauji ki jaan gayi hai, toh mera hi bhai hai na.
07:07Bilkul.
07:08Lekin jo protester kya hai, wo kya hai?
07:11Usko bilwahi kehna, usko daishat gharb kehna.
07:14Lekin, jitna tukh mujhe us namazi ka hai, jisko dhakka deke niche giraaya gaya,
07:20wo kehte hain ki uski jaan bach gayi hai, Allah karein bach gayi ho.
07:26Lekin kyun goliyan logon ko lagi hain, jo upar se sniper hits hua hain.
07:30Uski videos maang rahi hain, Ali sahab.
07:33Uski videos keh rahi hain, aap log toh har cheez ki video banate hain.
07:36Main toh is debate mein hi nahi jaata na, ki kitne faut hua hain.
07:38Main toh yeh number game mein hi nahi jaata.
07:40Meri toh baat hi aur hai, usko aap sumjiye.
07:42Mera nukhta yeh hai,
07:45aur abhi yeh political committee mein yeh tajweez di hai,
07:48aur ispe monday ko hum Islamabad High Court ko move karne lege hain.
07:51Islamabad High Court ne kahta hai, ki aap aiti jaaj na karein.
07:54Chalein humne kardi, galti hogi humare logon se.
07:56Galti hogi na, uspe paansi toh nahi chala denge na.
07:59Lekin unhone yeh bhi kahta hai haqoomat-e-waqt ko,
08:02ki aap engage karein.
08:04Dekhein.
08:04Engage karke sanjani ki jagah di thi Ali Muhammad Khan sahab, yeh confirm kar dijiye.
08:08Main aapko arz karun zarur.
08:09Ek minute main aapni baat kuch karun.
08:10Dekhiye,
08:12soba ko jo rangers wo gadi ke niche aaye, shaheed hua hai.
08:18Woh mere badan ka hisa kata hai.
08:19Theek hai.
08:21Lekin jab yeh log udhar aagey hain, D-chowk mein,
08:24woh puraman the.
08:26Baithe we the.
08:26Aazhaar hai, naujawan hain.
08:28Unhone ne apni jazwaab ke idhaar karne hain.
08:30Unhone ne naare lagane hain.
08:31Lekin yeh woh puraman the.
08:33Na koi fire tha, na kuch tha.
08:34Puraman baithe we the.
08:35Mera sawal yeh hai, ki jab woh wahan pe pohnch gaye,
08:38toh phir yeh jo abhi badey badke maarey hain,
08:41Defence Minister sahab jo har kaam karte hain,
08:43Defence ki baat kabhi nahi karenge.
08:44Aur humein kahte hain,
08:45ke humare logon ke udhar uttane bane,
08:47woh toh phir aap sabit karenge,
08:48aap toh Modi ko apne gharon ke shadiyon pe bulaate hain.
08:50Uski toh mai baat hi nahi karta.
08:52Lekin Interior Minister sahab ka farz nahi banta tha,
08:56ki woh Chairman Gauhar,
08:58ya Secretary General Raja ko
09:00contact karte,
09:00ki aap aa gaye hain,
09:01tashreef aap le aaye hain,
09:02humein aapse ab yeh baat hai,
09:04janab yeh hi humare nokaat hain,
09:05ispe baat hogi,
09:06falana hoga, dimkana hoga.
09:07Kiyon yeh engage kiya?
09:08So, engage karte hain Ali Maulana Khan sahab,
09:10Sangjani aur multiple aur zindogon ka option diya khai ya nahi?
09:19My question.
09:23My question,
09:24kya Sangjani ka option diya gaya tha Ali Maulana Khan sahab,
09:26ya nahi?
09:28Kya Sangjani ka option diya gaya tha Ali Maulana Khan sahab,
09:31ya nahi diya gaya tha?
09:32Islamabad ke dil mein,
09:33Islamabad ke dil mein,
09:34jo massacre hua hai,
09:35yeh aise nahi jaane denge.
09:36Massacre?
09:38Okay, so government wants the proof of videos.
09:42Yeh bhi kisi ki Bilawal thi,
09:44yeh bhi kisi ki Mariam thi,
09:46kaise aap hit kar sakte hain?
09:47How can you fire in the middle of Islamabad?
09:49This is as the capital city as your it is,
09:52it is final.
09:53Bilawal Bhutto Zardari sahab ek baat firma rahe hain,
09:55aur defence minister bhi ek baat firma rahe hain.
09:57Ali Maulana Khan sahab,
09:59I understand what you're saying.
10:02Jo wo keh rahe hain ki Kurram ke andar,
10:05Kurram ke andar aur Parachinar ke andar,
10:07100 se zyada lashen padhi hain,
10:09aap logon ko uski fikar nahi hain.
10:11Now this is doodh der se.
10:12Ali sahab baat sun le na,
10:14arz sun le.
10:15Arz sun le,
10:16arz sun le,
10:17arz meri hain.
10:18Lekin yeh kehna,
10:18dikhe jo maara mazaak udaya gaya,
10:20hamaara hamaari logon ka mazaak bhaag gaye,
10:22aapne goliya maari hain hamaari logon ko,
10:24fir kehte ho bhaag gaye.
10:25Chale, yeh wo unki,
10:27aapki statement apni jagah par hai,
10:29hukumat ki apni jagah par hai,
10:31Beeg mein hum confused baitha hain.
10:37Life chal raha hai.
10:44Woh log asliha lekar aaye Ali Muhammad Khan sahab,
10:46hukumat ilzaam laga rahi hain,
10:48ke aapke log asliha lekar aaye,
10:49video proof ke saath.
11:01Ali Muhammad Khan sahab,
11:08I would urge again,
11:10ke agar aisa kuch hua hai,
11:12toh wo baar baar hukumat ek hi cheez demand kar rahi hain,
11:14ke PTI har cheez ki video banati hain,
11:17video lekar aa jayen.
11:18It's easy.
11:20Aap dubara ittajaaj pe aa rahe hain,
11:28Ali Muhammad Khan sahab.
11:29Ali Ameen Gandapur sahab keh rahe hain,
11:31hum aa rahe hain wapas,
11:31dharna humaara khatam nahi hua,
11:33log hain nahi hain,
11:34that's a different story.
11:35Are you coming back to Islamabad?
11:40Abhi date nahi hain,
11:41ispe baqaida mashwara hoga,
11:44koi date abhi nahi dee gayi,
11:46ye disinformation thalaya jaa rahi hain,
11:50ke patni kaunsa tarif hain,
11:51koi tarif abhi nahi hain.
11:52Okay.
11:52Haan, ittajaaj,
11:54zirati taur pe khatam nahi hua,
11:56ittajaaj,
11:57hum abhi bhi ittajaaj mein hain,
11:59jis pe Gandapur sahab ne baat ki hain,
12:00ke humaara ittajaaj usooli taur pe khatam nahi hua,
12:02kyunki wo khatam Khan sahab kar sakta hain.
12:05Lekin jab aap dekhein,
12:06saamne se goliya maarte hain,
12:07hum political log hain.
12:08Chale.
12:09Hum political log hain.
12:10Chale, ye baat to repetition mein chal rahi hain,
12:12Ali Muhammad Khan sahab.
12:13Wo ek demand unhone rak diye,
12:14ek demand aapne rak diye,
12:16aap unko videos bhejne,
12:17kyunki har cheez ki video PTI banati hain,
12:19isme toh koi shab ki baat nahi hain,
12:20PTI ka social media sabse zyada strong hain.
12:23Undoubtedly.
12:47How do you prove that, Ali Muhammad Khan sahab?
12:53Chale.
12:54Okay, so this is a,
12:55this is a gol chakkar,
12:57isme hum chakkar kaatte rahenge,
12:59wo aapse demand kar rahein,
13:00aap videos dey hain,
13:00aap kehte hain humne nahi deni,
13:02aap har cheez ki videos bhejne banati hain,
13:03lekin aap keh rahein humne nahi deni.
13:07Chale, let's move on then.
13:13Wo keh rahein nahi chup sakta,
13:14kuch bhi Islamabad ki andar,
13:16yaha international,
13:17national media,
13:18social media,
13:19aapke karkunat,
13:20kuch sakta nahi chup sakta na,
13:21Parachinar ke andar jo ho rahein,
13:23wo nazar aar rahein,
13:23Islamabad me jo honga,
13:24wo bhi nazar aayega.
13:36Got your point.
13:39I want to cover all the topics.
13:41Aap mujhe bata dijega,
13:42Salman Akram Raja sahab,
13:44do din ke andar,
13:45unhone istifa baafis leli hai,
13:46Khan sahab se unki mulaqaat nahi hui hai,
13:47wo keh rahein the Khan sahab se mulaqaat karke,
13:49discuss karunga.
13:50Unhone istifa baafis liya,
13:52kya hua,
13:53kya ab Bushra bibi,
13:55politics ke andar intervene karna,
13:56band kar dengi,
13:57jo Salman Akram Raja sahab waapas,
13:59he is okay with that?
14:02Ek time Bushra bibi ki,
14:04main aapko baat karun,
14:05unka koi in maamlaat mein,
14:07koi unka wo nahi hai,
14:08ke filana General Instructor lage,
14:10filana yeh lage,
14:10uski batore wife,
14:12ek khwaish hai,
14:13jo kisi bhi,
14:14kisi bhi wafadaar,
14:15wafa, shahar,
14:16bibi ki khwaish hoti hai,
14:17ke uska husband jo hai,
14:18wo beguna jail mein na,
14:19uske liye,
14:20wo bichari koshish kar rahe hain.
14:21Unhone toh tickets dene,
14:22lene ki baat ki thi na,
14:23Ali Muhammad Khan sahab,
14:23siyasat toh aa gayi.
14:24Nahi, nahi,
14:24dekhen no,
14:25sawali baida nahi hota hai,
14:26ki 5000 bande laayen,
14:2710000 bande laayen,
14:28paket nahi hota hai.
14:28Humme unko ek,
14:29dekhen Amika sahiba,
14:30please,
14:32humme unko ek,
14:32benefit of doubt dena hoga,
14:36aaj se,
14:3815 din pehle tak,
14:39baut se logon ne,
14:41Bushra bibi ki,
14:42shayad awaaz bhi nahi suni hogi,
14:44istara media pe ya kuch,
14:45ek garelu khatun thi,
14:46wo in cheezon mein,
14:47wo nahi thi.
14:48Majbooran usko,
14:50thoda sa saamne aana pada hai,
14:51uska koi political aspiration nahi hain,
14:53usko koi isse kaam nahi hain,
14:54ki Raja sahab General Secretary hain,
14:56Raja sahab General Secretary hain,
14:57unko Khan sahab ne lagaya hain,
14:58humme unko trust hain,
15:00humara unko aitmaad aasal hain.
15:01Raja sahab ne khud as a gentleman,
15:03wo ek gentleman aadmi hain,
15:04padha likha aadmi hain,
15:07jo democracy usoolon ko samajhta hain,
15:09usne ye munasab jaana hain,
15:10ki chunki Punjab se jo expectation thi,
15:12ki jis badi tadaad mein
15:14Punjab se log nikhne hain,
15:14hana ki nikhle,
15:15lekin udhar pastaiyat itni hain,
15:16ki log nikhne hain,
15:17ghar logon koi toot rahein,
15:19khawateen bachon ko tang kiya jaa rahein,
15:21business mein band kiya jaa rahein,
15:22gariyaan todi jaa rahein,
15:23logon ko uthaya jaa rahein,
15:24logon ko zadak ho,
15:25in halaat mein,
15:26badi tadaad mein,
15:27logon ko nikalna ek challenge tha.
15:28To unhone ye feel kiya hain,
15:30ki us tadaad mein,
15:31gar nahi nikhne,
15:31to mujhe as a gentleman,
15:33as a padha likha aadmi ke,
15:43Inshallah ko jo support humse chahiye,
15:44hum aapko denge.
15:45Okay.
15:46Despite the fact ki naam aapka aa raha tha,
15:47General Secretary ke hawale se.
15:50Gentlemanly behaviour nahi,
15:51I must appreciate you,
15:52ki aap gentlemanly behaviour rakh rahe hain.
15:55The credit goes to you for that as well.
15:56Lekin to kiske paas,
15:57agar kursi aa rahi ho,
15:58kursi kaun chhodta hai,
15:59kursi ke liye log,
16:00logon marwa par roh ke liye.
16:01Yeh kursi acchi hai, yeh meri apni hain,
16:02yeh jis pe baitha hu.
16:04Chale.
16:05Allah taala yeh kursi salamat rakhe hain.
16:07Lekin mujhe yeh bata hai Ali sahab,
16:09aap yeh Faisal Wada sahab keh rahe hain,
16:11Khan ki jaan bachaani hai,
16:13toh bibi se jaan chhodaani hai.
16:15Yeh naare se,
16:16andar khan hai,
16:17bahot saare PTI ke leader naam
16:19kuch agree bhi kar rahe hain,
16:20off the record kar rahe hain,
16:21on the record aake yeh baat nahi karna chah rahe hain.
16:24Iske baare mein kya kahe hain?
16:28Mera shaahal mein humein
16:30in matters mein nahi jaana chahiye.
16:32Yeh gharilu maamlaat hote hain,
16:34hamara deen humein yeh sikhata hai,
16:36ke husband aur wife jo hote hain,
16:38unke liye aapko dua karni chahiye,
16:40ke unka jo joda hai,
16:41wo salamat rahe hain.
16:42Baaki dekhein,
16:43agar kisi ne kuch ghalat kiya hai,
16:44Allah taala usko is jahan mein bhi sazaa dega,
16:46us jahan mein bhi sazaa dega.
16:47Abhi humein in chizon ke focus karne ki bachaye,
16:50Khan sahab ki rihai,
16:51aur saath mein jo zulme azeem hua hai,
16:53jo massacre hua hai,
16:55jo kahte hain na ke,
16:56That yet has to be proven.
16:58Watan ka chahra khu se do rahe ho,
16:59gumaatun ko ki rasta kat raha hai,
17:01yaqeen mujhko,
17:02ke manzil khor rahe ho.
17:03Yeh main dubara kaha rahe ho,
17:04yeh bandooke Hindustaniyon ke khilaf humne aapko deen shahiye.
17:06Kitne log aur resign kar rahe hain Ali Muhammad Khan sahab,
17:09yeh bhi bataa deejega.
17:10Kitne aur resignations aane wale hain,
17:12kyunki Hamid Raza sahab ka resignation,
17:14phir Salman ibn Raja sahab ka resignation.
17:16Hamid Raza ka humne wafis kiya hai,
17:18main pata hai kya kahe,
17:19main internal meetings,
17:20aapko meri aadat ka pata hai,
17:21baat nahi karta,
17:22lekin yeh baat karna chahata hu.
17:23Hamid Raza sahab ko kal mein ne kaha,
17:26meeting mein humare saath hi the,
17:28video link pe.
17:28Main ne kaha,
17:29aapka istifa kidhar hai?
17:30Kehte hain,
17:30main ne kaha,
17:30mujhe de,
17:31main ne kaale paani mein phaithna hai.
17:32Accha.
17:33Yeh istifa ka waqt nahi hain,
17:34yeh apne leader ke saath,
17:35hum sab mazbood khadhe hain.
17:36Unko kisi issue pe thoda wo tha,
17:38wo bhi ek izzat wale aadmi hain,
17:39isliye unhone ikhlaqi toh ke muraad mein khamda.
17:41Kya issue tha Ali Muhammad Khan sahab?
17:42Iss pehri ke insaaf se koi istifa nahi aara.
17:43Accha,
17:44theek.
17:44Kya issue tha Hamid sahab ka issue kya tha?
17:46Unka issue bhi Bushra Bibi wala tha kya?
17:49Just for clarification.
17:50Theek internal matters mein chhone hain,
17:52party ke internal matters.
17:53Matlab aapne na nahi kiya,
17:54toh main haan hi samajh loon.
17:55Abhi huma,
17:56abhi,
17:56nahi main ispe koi comment nahi karta,
17:58humare ka internal matter hain.
17:59Abhi humare saath,
17:59abhi meeting mein the,
18:00abhi hum aapas mein mazaag kar rahe the,
18:02he was there with us.
18:03Aapki program se,
18:045 minutes pehri hum,
18:05political committee ke meeting se uthe hain,
18:06Hamid Raza sahab udhar baithe,
18:08muskara rahe the.
18:09Okay.
18:10Abhi bhi muskara rahe hain.
18:11Acha yeh last,
18:12last question.
18:13Phir maini break ki taarab jaana hain.
18:14Kya decide hua political committee mein?
18:18Dekhi hain aaj toh,
18:19bada serious ek issue concern raise hua tha.
18:22Khan sahab,
18:23yeh ek tashreesh paayi jaari thi,
18:25social media mein khabrein chal rahi thi,
18:27Khan sahab ko khuda naqasat,
18:28Diallo sirken move kiya gaya hai,
18:29jo humki sehat ka issue hai.
18:30Toh fori taur pe,
18:31maini ek request ki,
18:33main shukar guzaar hun,
18:34Barish Ni Gauhar sahab ka,
18:35chairman sahab ka,
18:35fori taur pe,
18:36meri request pe,
18:37political committee bulaayi,
18:38aur saare membraan,
18:39bashamooli Wazir Allah Khyber Pakhtunkhwa sahab ne usmein,
18:42main samajhta hun ki,
18:43ek ghante ke notice pe,
18:44sab sharik the.
18:45Aur usmein,
18:46ispe tashreesh ka izhaar kiya gaya.
18:47Okay.
18:48Aur yeh koi information shahid aayi hai,
18:50ke shahid Khan sahab Adiala mein hi hain.
18:52Lekin abhi,
18:52100% hum nahi kya sakte hain,
18:54lekin,
18:54jis tashreesh ka wo izhaar tha,
18:56ke unko karni ek jagah le jaaye,
18:57ke filana toh,
18:58merel khaal mein aisa nahi hain,
18:59jo humari Jamaat ko abhi information aayi hai.
19:01Lekin yeh hai,
19:02ke ispe humne meeting ki hai,
19:03unki shahid ke hawale se,
19:05tashreesh e Jamaat ko,
19:06khaas kar unki Adiala mein presence,
19:08toh wo toh ek Adiala walo ne information,
19:10shahid humari leadership ko di hai,
19:11ke Khan sahab is in Adiala.
19:13Lekin jo humne,
19:14abhi,
19:15Pirwal Izn petition humari aane wali hai,
19:17ke Khan sahab tak,
19:18unke wakala ko,
19:20unke family members ko,
19:21aur unke politicians ko rasai di jaye.
19:23Perfect.
19:23Yeh petition humari monday pa aane wali.
19:25Ali Muhammad Khan sahab for joining me in the program.
19:26It's a pleasure having you.
19:29Rana Sanawala sahab humare saath maujood hongi.
19:33Welcome back after the break.
19:34Rana Sanawala sahab humare saath maujood hai.
19:36Senior rehnuma hai.
19:38PMLN ke kisi taaruf ke muhtaaj nahi hai.
19:40Sabik Interior Minister bhi hai.
19:41Rana sahab,
19:42thank you very much for joining me in the program.
19:43It's a pleasure having you.
19:44Rana sahab,
19:453-4 cheezein,
19:46jinki baazgaz chal rahi hai.
19:48Wo zarah main clarification chah rahi hu.
19:49Sunay,
19:50Kabina mein discuss hua hai,
19:51ke Pakistan Tehreek-e-Insaf par ban laga diya jaye.
19:54Isse pehle bhi,
19:55maazi mein bhi ban lagte rahein.
19:56Isse pehle ek dafah tahtha,
19:57Tara Sahib ne aa ke announce bhi kar diya tha,
19:58ke PTI pe ban lag raha hai.
20:00Ya lag chuka hai.
20:01Aur uske baad phir usko wapas le liya gaya tha.
20:04Kya iss tarah ki koi ghalati,
20:07if I may say,
20:08hukumat dubara karne jaa rahi hai?
20:13Dikhein jab iss maamle pe,
20:15jo iss waqt darpesh hai,
20:18ya jo pichli dino darpesh tha,
20:21to usme jab cabinet mein,
20:24Prime Minister ne apne ibtadaayi beyaan ke baad,
20:29tamam cabinet members ko madu kiya,
20:32ke wo apni raahe ka azahaar karein,
20:35to usme tamam members ki apni apni raahe thi.
20:40Main ye toh nahin kahe sakta,
20:41ke wahan pe,
20:44kisi ne ye baad nahin ki,
20:45ke pabandi lagni chahiye.
20:49Kuch mauzaz membraan ka aisa khayal tha,
20:54lekin wahan pe,
20:56jo majority ki raahe,
20:58ya jo main zaati taur pe,
21:00main apni raahe jo hai,
21:02wo beyaan kar sakta hu,
21:04bata sakta hu,
21:06bilkul ye amal jo hai,
21:07ye durs nahin hoga,
21:10aur main samayita hu,
21:11ke kisi bhi siyasi Jamaat ke upar,
21:14iss tarah se pabandi lagana jo hai,
21:17wo us Jamaat ki siyasat ko,
21:20khatam nahin kar sakta.
21:22Jaise pehle NAB thi,
21:24N-A-P thi,
21:26toh baad mein unhone A ko jo hai,
21:27wo shurub mein laga gaya,
21:28Awami National Party ban gaya.
21:30Toh ye bhi PTI ki wajah,
21:31ITP ho jayega.
21:32Damaat jo hai,
21:33wo politically durs nahin hote.
21:36Toh isliye mera ye andaza,
21:39ya meri assessment hai,
21:41ke koi aisa amal,
21:42government nahin karne ja rahe,
21:44faisla toh Wazir-e-Azam firmaayenge,
21:46lekin mera nahin khayar,
21:47ke koi aisa faisla hone ja rahe.
21:49Okay.
21:49Surahan sahab,
21:50phir wo Wazir-e-Azam sahab,
21:51jo sakht ikdamaat ki tarah ishaara kar rahe the,
21:55jo tezi se trial hone ki baat ho rahi hai,
21:57ye baat waise humne 9 Mai ke baare mein bhi suni thi,
21:58bada tezi se trial hoga,
22:00kaifur-e-kirdar tak pohnchaya jaayega,
22:02mantaqi anjaam tak pohnchaya jaayega,
22:04wo ye kuch cheeda cheeda lafz hai,
22:05jo ke har baar istamal kiye jaate,
22:07lekin na toh 9 Mai ka abhi tak,
22:08koi mantaqi anjaam nikal saka,
22:10aur agar iska bola jaa rahe hai,
22:11ke badi tezi se koi kaam hoga,
22:14toh ye bhi hote hua nazar nahi aara,
22:15toh kya ye sirf lafazi hai,
22:17ya on ground kuch hota hua nazar bhi aayega?
22:22Nahi dekhiye ye hona chahiye,
22:24yaani ye aisa nahi hai ke log bakde jaayen,
22:27aur uske baad jo hai wo saal-saal unke faisle na ho,
22:32jo hona ghaar hai,
22:34wo toh haiso hai,
22:35jo be-huna log hai,
22:36wo bhi saath jo hai wo ragda kaate rahen,
22:40toh ye jo hamara trial system hai,
22:45isme bitri aani chahiye,
22:46within days or within weeks jo hai,
22:49wo faisle hone chahiye,
22:50jo guna ghaar hai wo apni sazaa bukte,
22:52jo be-huna hai wo apne ghar jaaye,
22:54toh ye 9 Mai ke hawale se bhi aisa hona chahiye tha,
22:57agar nahi hua toh ghalat hua,
23:00aur usme adalaton ke stay orders hain,
23:05ke stay ho jata hai,
23:07uske baad saal-saal jo hai wo taarikh hi nahi lagti,
23:10log jo hai wo jailo mein jo hai wo marte sarte rehte hain,
23:14toh isme jo hai wo hamein,
23:17jo relevant laws hain,
23:19hamara evidence act hai,
23:20CRPC hai,
23:22criminal procedure court,
23:24toh ye bhi baat hui hai,
23:25ke unmein jo hai wo tabdili ki jaayen nai chahiye,
23:28asr-e-hazr ke taqazon ke matawag,
23:30aur ye aisa system hona chahiye,
23:34ke jo hai wo within minimum time jo hai wo faisle hon,
23:40ansaaf pe mabdi faisle hon,
23:42aur jo log is kisam ki sharp pasandhi karein,
23:44ke wo garao jalao karein,
23:47aur jo hai wo istara ki sharangezi,
23:52jistara ki pichle dino mein,
23:54ya 9 Mai ko aapko dekhne ko mili hai,
23:56toh aise logon ko agar sazah miregi,
23:58toh ainda koi jurut nahi karega.
23:59Taran sahab, ab phir ye sawal paida hota hai,
24:02dekhiye ye saari cheez,
24:03jo worker aaya hai,
24:04wo leaderaan ke kehne par aaya hai,
24:06leader ne call diye,
24:07Imran Khan sahab ne call diye,
24:08baaki leaderaan ne labbaik kahi hai,
24:10wo D-Chalk par aaye hain,
24:11safar toh ultimately worker ne kiya,
24:13wo jo ek kahe rahe hain,
24:15ke ek badi taadaad ke andar,
24:17amwaat waqia hui hain D-Chalk mein,
24:19ek toh us baare mein,
24:20koi confirmation hukumat ki taraf se,
24:22as such abhi tak nahi aayi,
24:23aap log rely kar rahe hain,
24:24PTI koi confirmation de,
24:26hukumat ki zimmedaari nahi banti hai,
24:27ke wo bhi ek certain number de,
24:29ke kitne logon ki amwaat hui hain,
24:30kitne logon ki amwaat nahi hui hain,
24:32aur clarification aaye saari surat-e-haal ki,
24:34us time par information blockade thi,
24:37social media blockade thi,
24:38mobile signals band the,
24:40toh sachai saamne aani chahiye na,
24:42Rana sahab?
24:44Nahi dekhiye isme,
24:46dekhiye isme jo government hain,
24:48ya official side hain,
24:51ya jo law enforcement agencies hain,
24:53unke paas toh bilkul figure hain,
24:55wo ye bata rahe hain,
24:56ke takreebat 200 plus log jo hain,
25:00wo law enforcement agencies ke zakhmi hua hain,
25:04unme se koi takreebat do darjan log jo hain,
25:07wo critical hain,
25:08unke fractures hua hain,
25:10log apahach hua hain,
25:12isi tarah se 6,
25:144 rangers ke,
25:15aur 2 police ke log jo hain,
25:17wo shaheer hua hain,
25:19katal hua hain,
25:20halaqat hua hain unki,
25:22ab jahan tak is baat ka talak hain,
25:24koi ye toh nahi kahe sakta,
25:26na main kahe sakta hu,
25:27na ko aur kahe sakta hain,
25:29ke ye 15,000 ka musalla jatha,
25:34jo har cheez ko roondata hua aara tha,
25:37tamaam jo raste mein rakabtein thi,
25:40containers thi,
25:42police ki force thi,
25:47har cheez ko roondata hua aara tha,
25:49aur firing kar rahe the,
25:51aag laga rahe the,
25:52patthar paink rahe the,
25:54toh in mein se kisi ka koi nukhsaan nahi hua hoga,
25:57ho sakta hai kisi ko apna hi patthar lagaya ho,
26:00kisi ko rubber bullet lagaya ho,
26:02kisi ko jo is tarah se wo behangam firing kar the,
26:05kisi ko wo fire lagaya ho,
26:08toh ho sakta hai,
26:09ke us taraf se bhi,
26:11jo hai wo ko 10-20 log zakhmi hua hu,
26:132-4 logon ka jo hai wo nukhsaan hua ho,
26:16dekar maamla ye hai,
26:17ki is baat ki confirmation jo hai,
26:20wo toh unho nahi karni hai na,
26:22wo gaumand toh jaa ke un mein se jo hai wo dhoond nahi nakaal sakti,
26:28ke ji kaun zakhmi hua hai,
26:30kaun container se ghir ke halaak hua hai,
26:33ya usse jo hai wo koi patthar lagaya hai,
26:36ya usse koi fire lagaya hai,
26:37ya usse koi rubber bullet lagaya hai,
26:40toh wahan se jo hai,
26:42wahan se ek propaganda ho raha hai,
26:44yaani is had tak nukhsaan ko,
26:48toh koi samajh sakta hai,
26:51ke ji hogaya hoga,
26:52aur uski wo confirmation,
26:54ya uski koi verification agar wo deyen,
26:56toh usko dekha jaa sakta hai,
26:58uski enquiry ho sakti hai,
27:00ye maloom kiya jaa sakta hai,
27:01ke bhi is banday ko,
27:03jis tarah se bhi agar ye,
27:05kisi gadi ke neeche aaya hai,
27:07ya kisi container se ghir aaya hai,
27:08ya usko koi fire arm engineer hai,
27:10toh wo kaise hui hai.
27:12Interesting.
27:12Wo propaganda kar rahe hain,
27:13ke ji jo operation hua,
27:16usme jo hai,
27:17wo seedhi firing ki gayi hai,
27:20usme snappers the,
27:21wo firing kar rahe the,
27:23aaj ek unke sahab press conference kar rahe the,
27:25ke hai ji machine gun,
27:27wo koi machine gun ka koi naam bhi de rahe the,
27:29ke ji wo pata nahi,
27:31wo itni goliyan jo hai,
27:33ek second minute,
27:33usse jo hai,
27:34wo firing hui hai,
27:35aur phir keh rahe hain,
27:36ke ji sankron,
27:38yaani teen,
27:39soh tak toh wo paunch gaye hain,
27:41ab isse aage chale jaye hain,
27:42toh koi keh rahi sakta,
27:43wo keh rahe hain,
27:44ki jitne log hala.
27:44Rana sahab kaafi kam taada.
27:46Ye ghalat hai.
27:47I understand what you're saying.
27:47Ye ghalat hai,
27:48ye propaganda hai,
27:50ye wo media ke zariye se,
27:53mulat ko badnaam karna chahate hain,
27:55apne siyasi maqsat ke liye jo hai,
27:57is propaganda ko wo kar rahe hain,
27:59isme koi sachahi nahi hai.
28:00So Rana sahab,
28:01I'll put another thing in front of you.
28:02Wahaan koi aisa operation nahi hua.
28:04Theek.
28:04Ek aur cheez,
28:05jiska wo ilzaam laga rahe hain,
28:06wo keh rahe hain,
28:07PIMS aur Polyclinic jo hai,
28:08wo taadaad rokne ki koshish kar rahe hain,
28:11na toh hume zakhmi dikha rahe hain,
28:12na humari dead bodies.
28:13Ek ye ilzaam hai,
28:14iski bhi clarification di dijega,
28:16aur sone pa sohaga yeh,
28:18ke issi ilzaam ko,
28:19issi narrative ko,
28:20Guardian,
28:21jo ke Britain ka jareeda hai,
28:25akhbaar hai,
28:26usne bhi issi ko carry forward kiye,
28:28ek anonymous hospital ke doctor ka,
28:32zikr karte hui,
28:32ke wo keh rahe hain,
28:33ke hume mana kiya jaa rahe hain,
28:34officials ki taraf se,
28:36ka aapne kisi kisam ke koi khawaif bhi nahi dene,
28:38aur agar koi dead body hai,
28:39wo bhi nahi dene,
28:40aur agar koi zakhmi hai,
28:40uska bhi nahi bataana.
28:42Chalo shukar hai Guardian ko,
28:46yeh report chhaapne ka chaara ho gaya,
28:52Ghaza ki reports toh na wo chhaap saka,
28:55na wo,
28:56Falestin mein kuch 44,000,
29:00wo log shaheed hua hai,
29:02aur jinmein se,
29:03wo koi 20,000 ke qareeb,
29:06khabateen aur bache the,
29:07wo toh inko kabhi nazar na aaya,
29:10jo Labnaan mein hua,
29:11wo bhi inko nazar na aaya,
29:13aur PIMS hospital ke doctor ka beyaan jo hai,
29:16wo unke liye woh bahut ahmiyat woh rakhta hai.
29:20Dekhein,
29:20ho sakta hai woh doctor sahab ki,
29:22pata nahi affiliation jo hai woh,
29:24kis taraf ho,
29:25maamla yeh hai,
29:28ke agar PIMS mein koi aisi jagah hai,
29:30ke jahaan pe,
29:32koi humne jo hai,
29:33ya government ne,
29:35ya hospital walone,
29:36wahan pe koi cheez chhupai hui hai,
29:38toh jaye na media leke chale jaaye,
29:42aur jaa ke kahein ki,
29:43jee humne yeh jagah jo hai,
29:44yeh side jo hai,
29:46jee humne chek karwa de,
29:48wo jo 300 log bata rahe hain,
29:52unke families ke log nahi hai,
29:55koi lawahi ki nahi aa jaaye saamne aapke rahe hain,
29:57ki humara bacha hai,
29:59humara mil nahi raha,
30:01usko police ne pakda hai,
30:04ya wo jail mein hai,
30:04ya hawalaat mein hai,
30:06ya wo hospital mein hai,
30:08toh dekhein aap ismein,
30:10us din yaha,
30:11jo 2 baje se 10 baje tak yeh jo,
30:15surat-e-haar rahi hai,
30:16D-chowk aur uske,
30:18girdonwa mein,
30:19koi 70 ke gareeb toh,
30:20law enforcement agencies ke log jo hai,
30:22wo gaye hain,
30:22zakhmi ho ke yahan se,
30:25wo bhi PIMS mein gaye hain,
30:26ya polyclinic mein gaye hain,
30:28toh ho sakta hai unmein se,
30:30koi jo hai wo 10, 20, 15,
30:33jo zakhmi jo hai,
30:34wo civilian bhi ho,
30:36ya is mob ke log ho,
30:38toh maamla yeh hai,
30:40ki is kisam ki baat ko betuke,
30:43ab dekhe na,
30:43agar yeh sankro ki tadaat bata rahe hain,
30:46toh ab yeh 12 ka kah rahe hain,
30:50ki je 12 verify ho gaye hain,
30:51wo bhaiyya aap pehle verify kar le the,
30:53without verification,
30:55D-uske baad na barte the,
30:55there is no doubt about that,
30:56false news nahi phailaani chahiye,
30:58wo waha se ek ghair zimmedaari ka muzahira zarur hua hai,
31:02PTI ki taraf se,
31:03ki unhone 300, 400,
31:04uske baad peh sankro tak,
31:05hazaaron tak baad pauncha di,
31:07ab kuch har se aur rukta,
31:08toh lakhon tak pauncha di,
31:09lekin meri harzi hai ki,
31:10agar hukumat pehle hi,
31:12saari cheezein,
31:12shayad yeh information blockade na karte,
31:15toh shayad unko yeh mauka bhi na milta,
31:16lekin doosri tarah,
31:17Farhan sahab ab ek aur complex situation pehda ho rahi,
31:19aur wo complex situation yeh hai,
31:21ki Ali Amin Gandapur sahab wapas toh chale gaye,
31:24Bushra bibi wapas chali gaye,
31:26lekin unhone kaha hai,
31:26dharna jaari hai,
31:28aur unhone kal KPK assembly ke andar,
31:30raat gaye,
31:31ek speech ki hai,
31:32badi dhoowa daar kisam ki speech thi,
31:33us speech mein unhone kaha hai,
31:34hum wapas aa rahe hain,
31:35aur Governor Raj laga ke toh dikhayein,
31:37zara aap KPK ke andar,
31:38toh yeh bhi bata dijiye,
31:39ki ya kya Governor Raj ek option hai bhi,
31:42ya nahi,
31:43aur agar dubara hi aate hain,
31:44then what?
31:45Acha ek baat,
31:46main yahan pe,
31:47jo aapke pehle questions ko,
31:49main answer kar raha tha,
31:50yehi bhi unse relevant main baat,
31:51aapke saamne rak doon,
31:54dekhe maamra yeh hai,
31:55ki ek political worker ke taur pe,
31:58humne bhi is kisam ke,
32:00jo hai woh ihtijaaj bhi dekhe hain,
32:01aur force ki taraf se operations bhi dekhe hain,
32:06dekhe agar yeh dono raah-e-faraad na,
32:08na ikhtyaar karte,
32:09yeh Ali Ameen Gandapur sahab,
32:11jab aap moon se aag barsa rahe hain,
32:14aur woh muhtarma jo kah rahi thi,
32:16ke saare bhi chale jaayenge,
32:17toh main yahan pe rukhi rahungi,
32:20agar yeh wahan se na jaate,
32:23toh may possible,
32:24ke woh operation jo hai,
32:25woh thoda fatal ho jata,
32:28aap mujhe batayein,
32:29ki jab leader wahan se nikal gaye,
32:31aur yeh nikal gaye,
32:32us stage ke upar,
32:33jab bhi tear gassing ho rahi thi,
32:35toh uske baad phir karkoonon ko marne ka,
32:38ya karkoonon pe upar,
32:40jo hai woh koi firing karne ka,
32:42koi jawaaz hi nahi rahta,
32:43uske baad toh log tittar-bittar ho gaye,
32:46wahan pe rukhae koi nahi,
32:48jani jathe ke jathe bhaagte jaa rahe hain,
32:50aur saara media jo hai,
32:52woh unko jo hai,
32:52woh dakha raha hai,
32:54aur aap aa jayein,
32:54aap jo unhone kal wahan pe takreer ki hai,
32:58dekhein ji faisla toh government karegi,
33:01cabinet karegi,
33:03aur Mazeer-e-Azam ko aaya,
33:05ki approver se karegi,
33:07lekin mera zaati jo khayal hai,
33:12ke yeh jo marzi jo hai na aag barsayein,
33:16aur jitna marzi jo hai,
33:18woh hume bura bala kahein,
33:20adharon ko kahein,
33:21governor raj kisi surat mein nahi lagna chahiye,
33:24governor raj ka lagana jo hai,
33:28iss se badi nikhi jo hai,
33:29inke saath nahi ho sakti,
33:31yeh saara jo hai na,
33:32yeh unko,
33:34woh jaise kehte hain na,
33:35ke shaheedon mein naam rikhawane wali baat hai,
33:38bilkul nahi,
33:39governor raj,
33:40so woh toh out of question ho gayi rana sahib,
33:42woh option hi nahi hai ab,
33:43yaani,
33:43hukumat ke paas,
33:45jee mere,
33:46meri rahe mein toh,
33:48out of question hai,
33:50aur government level pe bhi,
33:52iss kisam ka koi decision,
33:55hota main nahi dekh raha,
33:57aur main samjhita hu,
33:58ke yeh bada fatal hoga,
34:00yeh nuksaan de hoga,
34:02waha pe,
34:03aman o aman ki jo surat-e-haal hai,
34:05uss surat-e-haal mein,
34:06governor raj ka lagna jo hai,
34:09woh subah ko aur zyada disturb kar dega,
34:11aur zyada kamzor kar dega,
34:13aur,
34:14inke liye toh,
34:16theek ho jayega,
34:16yeh kahenge theek hai,
34:17toh rana sahib yeh bhi bata dijiye,
34:18kap wapas aate hain,
34:19toh phir kya hoga,
34:20agar yeh wapas aate hain,
34:21Islamabad mein,
34:22jis tarah,
34:22Ali Ameen Ghandapur sahib ne,
34:23kah bhi diya hai,
34:24ki hum wapas aayenge,
34:24hum wapas aa rahe hain,
34:26then what?
34:29dekhen jee,
34:29yeh meri baat,
34:30aap note kar rahe hain,
34:31jis tarah,
34:32yeh sab ko chod ke baagay hain na,
34:34ab wapas yeh hi aayenge,
34:35inke saath koi nahi aayega,
34:38toh aa jayen,
34:39kar rana sahib,
34:40woh keh rahe hain,
34:40ke ab ki baar,
34:41hum bandooke lekar aayenge,
34:42ab ki baar,
34:43hum asliha lekar aayenge,
34:44hum Khan sahab se jaa ke,
34:46ke hum pe asliha taana gaya,
34:47ab hum bhi asliha taan sakein,
34:49aur apni jaydaadein bech de,
34:51aur jaydaadein bech kar asliha parinein,
34:52chalein bandooke,
34:54chalein bandooke lekar aayenge,
34:57saron se kafan baand ke toh nahi na aayenge,
35:00yeh pehle toh saron se kafan baand ke aaye the,
35:03aur apne gharwalon ko kahe ke aaye the,
35:05ke hamare janaze padha de na,
35:07toh ab agar bandooke lekar aayenge,
35:08toh phir toh chalo khaira phir,
35:10yeh ni kafan wali,
35:12marne marne wali,
35:13aur janaze padhaane wali,
35:15baat toh nahi hogi na,
35:17toh phir aayenge yahaan pe,
35:18toh phir inke saath baat karenge,
35:20Rana sahab yeh zyada khatarnaag baat nahi hai,
35:22aur inko kahenge ke,
35:23ke ek jagah woh kafan baand ke aaye the,
35:25yani marne ko tayyaar aaye the,
35:26ek jagah woh marne ke liye aaye the,
35:30nahi toh,
35:31nahi,
35:31ya toh yeh hai na,
35:32ki is tafa yeh nahathe aaye ho the,
35:36is tafa toh kafan bhi baand ke aaye the,
35:38janazon ka message de ke aaye the,
35:40aur bandooke inke paas thi,
35:42yeh 15, 20 azaar ka jatha jab se chala hai,
35:46poora media ke paas coverage majood hai,
35:49private media ke paas,
35:51aap risayi hasal kar sakti hain,
35:55inme se more than 50% log musalla thi,
36:00inki gariyon mein bandooke thi,
36:02inke haathon mein thi,
36:03toh yeh bandooke leke aaye the,
36:04ab aur kaunsi bandooke inhone leke aana hai?
36:07Very interesting,
36:08very interesting,
36:08Rana sahab,
36:09thank you very much for joining me in the program,
36:10it was a pleasure having you,
36:11isi ke saath break ki taraf jayenge,
36:12break talk ko continue karenge,
36:15Welcome back after the break,
36:16Mohsin Naqvi sahab ke upar ek badi tanqeed hoti hai,
36:19ke woh yaar toh PCB ke chairman rahe le,
36:21yaar interior minister rahe le,
36:23ab PCB ke situation yeh hai,
36:24ke dutt toh hum gaye hain,
36:25champions trophy ke liye,
36:26ke hum hybrid nizam pe nahi jayenge,
36:28lekin aaj unhone ek statement,
36:30just tariqah se diye hai,
36:31yeh jo body language thi usse lagta hai,
36:33ke jaise kuch share de log bhi zalim san,
36:35kuch sanu maran da shauk bhi si,
36:37Shahid Hashmi sahab humare saath maujood hain,
36:39namayanda khasusi ARY hain,
36:40sports journalist hain jaane maane,
36:42bahot shukriya Shahid sahab,
36:43aapne join kiya,
36:44Shahid sahab,
36:46aapko lagta hai,
36:46jo bharti media jo bata raha hai,
36:48wo hum karne jaa rahe hain,
36:49yaani hybrid nizam pe maan gaye hain,
36:51kisi lenden ke tehad,
36:55dekhe isse faisla karne hai,
36:57ke doh pehlo hai,
36:58ek toh sentimental,
36:58jasbaati,
36:59ke aap karor fans ko khush karein,
37:01ki yeh kehke ki nahi ji,
37:02hum tournament nahi khelte,
37:04India nahi aayega,
37:05toh hum bhi nahi khelenge,
37:06hybrid model accept nahi karenge,
37:08aur doosra ek sensible pehlo hai,
37:10aap ban gali mein khadein hain,
37:12baara me se koi bhi,
37:1411 me se koi bhi,
37:15jo board members hain,
37:16aapko support karne ke liye,
37:17tayyar nahi hain,
37:18aapko hybrid model pe jaana padega,
37:20toh sensible decision yehi hoga,
37:22ki hybrid model pe jaayen,
37:23lekin bargain karein,
37:24apni shartain mann waein,
37:26yeh kahein,
37:26ki ainda jab bhi kabhi,
37:27Bharat me ICC ka event hoga,
37:30toh hum hybrid model pe khelenge,
37:31Bharat nahi jaayenge,
37:33hum apne annual,
37:34jo hume revenues milte,
37:355.75%,
37:37total of the ICC poll,
37:38600 million dollars me se,
37:40usko hume 8 ya 9 percent pe leke jaana hai,
37:44yaani abhi hume 34 million dollar milte,
37:46toh hume kabhi kamastam,
37:4840 million dollar annual mile,
37:49toh yeh bargain karne ka waqt hai,
37:51sentimental ho ke nahi,
37:53sensible ho ke decision lena padega,
37:54aur wo sensible decision,
37:56hybrid model bhi hai.
37:57So, Sushant sahab,
37:58kya wo wali,
38:00jo hum logon ki taraf se,
38:01ek demand rakhi gayi thi,
38:02ki theek hai,
38:02agar hum hybrid model pe khelenge,
38:05Bharat idhar nahi aata,
38:06toh hum bhi Bharat nahi jaayenge,
38:07kya yeh sensible decision hai,
38:09ya yeh ho sakega,
38:10possibility bhi hai iske hone ki?
38:11Karna padega,
38:13Pakistan ko ek dafaa,
38:14foot down karke kehna padega,
38:16enough is enough,
38:17hum har dafaa apni team beshte hain,
38:18isliye ki Bharat reciprocate karega,
38:21lekin Bharat toh hum se na baachit karne ke liye,
38:23payyaar hai,
38:24siyasi platform par bhi,
38:25cricket ke platform par bhi,
38:26toh phir enough is enough,
38:28hum apne saare matches,
38:29hybrid model pe khelenge,
38:30aur yeh,
38:31yeh qaabil e kabool hai,
38:32ho sakta hai,
38:32agar Pakistan cricket board chahiye,
38:35Right,
38:35Shahid sahib,
38:36thank you very much for joining me in the program,
38:37it was a pleasure having you,
38:38toh ek baat teh hai,
38:40we have to put our foot down,
38:41as Shahid sahib has said,
38:43karna toh padega,
38:44mushkil toh hoga,
38:45lekin let's see where this goes and ends,
38:47Anika Nisar ko ijazat dijiye,
38:49apna bahut khayal rakhiye,
38:50kahl mulaqat hogi,
38:51take good care of yourself,
38:52Allah hafiz.