• last year
Hazrat Sultan Bahu Rahmatullah RA - 9 December 2024 - ARY Qtv

#HazratSultanBahuRahmatullahRA #ARYQtv #Islam

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Auzubillahi minash shaitanir rajim, Bismillahir Rahmanir Rahim, ala inna awliya Allahi la
00:12khawfun alayhim walahum yahzanun, sadaqallahu maulana yazeem, aaj Allah ke fazl wa karam
00:22se hum ek aisi harsi sultanul arifeen, urhanul wasleen, quddatul saliqeen, zubdatul ashiqeen,
00:31sultanul faqr, hazrat sakhir sultan e bahu, quddu sallahu sallal azeez ke urs-e muqaddas
00:36ke muqaddas mawqe pe aapke saamne guftagu kar rahe hain aur hamara jo mawzu-e sukhun
00:45hai huzoor sultanul arifeen, sakhir sultan e bahu ki hayat-e tayyaba ke mukhtalif pehloon
00:51ko ujaagir karna hai, haqiqat yeh hai ki Allah wale iz duniya mein tashreeb laate hain to
00:57unke aane se Allah tabarak wa ta'ala kayi rahmat-e aur barkat-e nichawar firmaate hain,
01:02khaliq-e kainat ne apne nek bandon ke liye firmaaya, ala khabardaar inna awliya Allahi
01:09ye jo mere dost hain, la khawfun inne koi khawf nahi, alayhim walahum yahzanun aur nahi
01:15inne koi huzn hota hai, yeh Allah wale be khawf aur be huzn hote hain aur Allah ta'ala ke band-e
01:22jo inke saath judh jaate hain to Rabbul Aalmeen ke fazl-e-karam se woh bhi be khawf ho jaate hain,
01:27huzoor sultanul arifeen, burhan-ul wasleen, qudut-ul saliqeen, zubdut-ul ashiqeen,
01:32hazrat-e-sultan-e-bahu qudus-ul-aziz ki wiladat-e-ba-sa'adat 1039 Hijri mein,
01:39shore court mein hui aur wo iswi ke hawale se 17 janwari 1630 iswi banti hai aur sultanul
01:51arifeen, sultan-e-bahu jum-e-raat ke din is duniya mein tashreef laaye aur fajr ke time
01:56aap is duniya mein tashreef laaye. huzoor sultanul arifeen, sultan-e-bahu ki aaba-u-aydaad,
02:01maula-e-kainat hazrat Ali-ul-murtaza Sher-e-Khuda radhi-Allah-u-ta'ala anhu ke saath unka shijr-e-nasab
02:09milta hai aur aap 39 wasn-o-se hazrat maula-e-kainat hazrat Ali-ul-murtaza Sher-e-Khuda ki aal
02:15mein se hain. huzoor sultanul arifeen ghair fatimi hai aur huzoor sultanul arifeen, sultan-e-bahu
02:21ka silsila-e-tariqat jo hai wo direct nabi-e-mawazam, sarkar-e-dualam, noor-e-mujassam, jaan-e-kainat,
02:30jaan-aan-e-kainat, hazrat-e-muhammad-e-mustafa sallallahu alaihi wa sallam se jurta hai.
02:35ki huzoor sultanul arifeen, sultan-e-bahu firmaatein hain ki meri jo pehli tarbiyat ga hai wo apni
02:43waalda sahaba ki godh mubarak hai aur jab main apni amma jaan, amma raasli paak ke shikm-e-atr
02:50mein tha to amma jaan, quran-e-paak ki talawat kiya kharti thi, urte, bairte, sote, jaagte,
02:57aapke mooh se quran-e-paak ka zikr nikalta tha, to aap firmaatein 9 maah mein maine quran
03:02hifz kar liya. Aur huzoor sultanul arifeen, sakhi sultan-e-bahu firmaatein hain ki waalda
03:07sahaba ne mujhe tariqat ke usloob sikhaye, mujhe duniya mein rehne ke tariqat sikhaye
03:12aur Allah tabarak wa ta'ala ki ibadat aur riyazat ka raasta dikhaya. Huzoor sultanul
03:17arifeen, quran-e-wasileen, qudrat-e-saliqeen, sultan-ul-faqr, hazrat-e-sakhi sultan-e-bahu
03:22firmaatein hain ki ek din aisa aaya ki maine dekha ki ghodh sawar hasti namudar hui aur
03:29unhone mujhe meri taraf dekha aur mujhe kaha ki ae bahu main tera dada ali-ul-murtaza shihr-e-khuda
03:38hun. Aa main tijhe aak-e-ni'mat sarkaar-e-du'alam, noor-e-mujassam, jaan-e-kaainat, jaan-e-jaanaan-e-kaainat,
03:45hazrat-e-muhammad-e-musbah sallallahu alaihi wa sallam ki baargaah-e-mukaddas mein liye
03:49chalta hun. Aap ne firmaaya ki main dang reh gaya ki meri kismat ki aaj aak-e-ni'mat
03:55sarkaar-e-madina sallallahu alaihi wa sallam ki baargaah mein haazreed hunga. Maula-e-kaainat
03:59ne mujhe apne saath mithaya aur seeda aak-e-paak sallallahu alaihi wa sallam ki baargaah mein
04:04gaye. Jaise wahan pohnche toh sarkaar-e-paak sallallahu alaihi wa sallam ki baargaah mein
04:09hazrat-e-sadiq-e-akbar, hazrat-e-umr-e-farooq radhiyallahu ta'ala noo, hazrat-e-usman-e-ghani
04:14radhiyallahu ta'ala noo aur deegar sahaba maujood the sab unhone mujhe milay aur unhone
04:21mujhe tawajood firmahi aur mujhe faiz ki tawajood ata karte rahen. Aur aakhir mein wo milte
04:28aur nikalte gaye, aakhir mein panch-tan-paak rahe gaye aur aak-e-paak sallallahu alaihi
04:32wa sallam ki baargaah mein mai maujood tha. Sarkaar-e-paak sallallahu alaihi wa sallam
04:35mujhe firmate hain, aibahu mere karib aa. Jab main karib gaya, toh mujhe firmaya ki
04:40do zanoo hoke baith jaa. Main do zanoo hua, baitha aur karib aaya. Mere zain mein ye
04:46tha ki aapne firmaya ki aapko baith karna hai, mainne samjha ki shayad mujhe maula-e-kainat
04:51ke hawale firmayenge. Lekin aakha-paak sallallahu alaihi wa sallam ne apna dast-e-mukaddas
04:56badhaya aur mujhe kaha, aibahu aa aur toh mera baith ho jaa. Aur aapne baith firmahi
05:03aur aapne firmaya ki, Sultan-ul-Arifeen Sakhi Sultan-ul-Bahu firmate hain ki, dast-bayat
05:11kard mara mustafa, farzand-e-khut-khudast mara mujtaba, shudh-ijazat bahu raaz-mustafa,
05:18khalq-ka talkeen bakun behraz khuda. Ki mujhe Hazrat Nabi-e-Muazzam Sarkar-e-Dualam
05:21sallallahu alaihi wa sallam ne apne dast-e-mukaddas se baith kiya aur mujhe firmaya ki, makhlook-e-khuda
05:26mein, tu jaa ke talkeen bhi kar aur mujhe apne farzand banaya. Yeh silsala-e-qadri
05:31aur sarwari, jo aapne sarwari silsala ki, aapne buniyat daari aur Huzoor Sultan-ul-Arifeen
05:39Sarwari-e-Qadri chala. Aur Sultan-ul-Arifeen Sultan-ul-Bahu firmate hain ki, baith karne
05:43ke baad, mera haath Piran-e-Pirdasagir, Mahboob-e-Subhani, Qutb-e-Rabbani, Shaubaz-e-Lamaqani
05:48Hazrat Shaikh Sayyid-ul-Muhyuddin Abdul Qadir Jilani ke hawale kiya aur firmaya,
05:53aye Abdul Qadir Jilani, isko talkeen tune karna hai aur iski tarbiyat tere hawale hain.
05:58Aur haqiqat yeh hain, Huzoor Sultan-ul-Arifeen Saqid Sultan-ul-Bahu firmate hain ki, yeh
06:03mera wahim nahi tha, yeh mera guman nahi tha, mera khwab nahi tha, balke maine jaagati
06:08aankhon se aur sunte hui kaanon se, Aaka Pak Sallallahu alaihi wasallam ke aawaz-e-Muqaddas
06:13ko samaad bhi kiya aur inni aankhon se, sarwali aankhon se, Nabi-e-Muazzam Sarkar-e-Dualam
06:18Sallallahu alaihi wasallam ka deedar bhi kiya. Aap firmate hain, ke Sakhi Sultan-ul-Arifeen
06:23firmate hain, ke Nabi-e-Pak Sallallahu alaihi wasallam ke dast-e-Muqaddas par jab main
06:28bhaij ki aur pe Ghosh-ul-Azam Pirana Pir Dastagir ki baarga mein aaya, toh pir wahan se sarwari
06:35qadri sinzala chala. Kisi ne Hazrat-e-Sultan-e-Bahu se arz kiya, Bahu yeh toh bataye, ke aapka
06:42yeh naam Muhammad Bahu kaise hua. Toh aap firmate hain, ke main jab paida hua, meri
06:47wiladat-e-baasadat hui, toh meri wiladat se thodi der pehle, meri waalda Majda tahajjud
06:55ki namaaz adaag karke baithi, toh unko ilhaam-e-Khudawandi hua. Ke ae rasti khayal karna, tujhe
07:02bete ki nimat se nawaza jaa raha hai, aur wo pehdaashi toh aur barfakir hoga, aur Allah
07:07Pak usse ilm-o-irfan de karna bhej raha hai. Khayal karna, uska naam Bahu rakhna. Aap
07:14firmate hain, ke naam-e-Bahu, maadar-e-Bahu nihaad, zank-e-Bahu, daimi Bahu nihaad. Aap
07:22firmate hain, ke mera naam meri maadar-e-Bahu rakha, aur jab main Bahu-me-gum hogaya, toh
07:32Bahu ban gaya. Yani Allah-tabaraka-wa-ta'ala ne mujhe Ba-Khuda bana diya. Aur yeh maqaam
07:37Allah-walon ko naseeb hota hai, jinn-par Allah-ka-fazl aur Allah-ka-karam hota hai.
07:42Wali doh kisam ke hain, ek Zahidi hain, ek Wahbi hain. Zahidi, ibadat-e-riyazat se
07:50Allah-ta'ala ke kaamil wali aur bazoor bante hain. Aur Allah-ta'ala unko peghaam-e-mohabbat
07:55bhejta hai. Aur pir jo Wahbi wali hain, woh pehdaish id-daur par aalam-e-arwah se, maqaam-e-wilayat
08:02se hum kinar hote hain. Aap firmate hain, jab Aaka Paak sallallahu alaihi wa sallam ka
08:06didaar mujhe naseeb hua aur bait naseeb hui, toh kya firmate hain, ki yeh maqaam-e-fakr
08:11mein, yeh shariyat ke maqaam mein, maine Aaka ki shariyat ko dekh kar apnaaya, ke har
08:16maratib az shariyat yaftam, peshwa-e khud shariyat saakhtam. Ki yeh jitne bhi maratib
08:22milay hain mujhe, shariyat-e-muhammadi par amal karte hua milay hain. Aur jab maine shariyat
08:28par amal kiya, toh main peshwa-e shariyat ban gaya. Yeh duniya mein aapne jis tariqah se
08:34logon ko faiz ata kiya, aur Nabi Paak sallallahu alaihi wa sallam ke nigaah-e-karam hui, toh
08:39aapke chashman-e-mukaddas mein, aur aapke chehra-e-mukaddas mein, woh noor tha, ke jiski
08:44tarah aap aankh uthaakar dekhte the, agar ghair-e-muslim hota, toh wo kalma padke musalman
08:50hota jata, aur agar koi musalman hai, toh uska qalb jo hai, Allah Allah karne lag jata.
08:55Aur aap farmatein, zikr-e-bahu, karte-karte hu nazar aaya mujhe, hu mein jab main gum
09:01hua, toh tu nazar aaya mujhe. Ke jo hu mein gum hota hai, toh usse Rabb hi nazar aata
09:07hai. Aur Rabb-e-kainat ne, Sultan-ul-Arifeen, Burhan-ul-Wasileen, Qutut-ul-Salikeen, Zubdut-ul-Ashiqeen,
09:13Hazrat-e-Sakhir Sultan-e-Bahu ko yeh martaba aur maqam ata kiya hai, ki aap zikr-e-Ilahi
09:19mein gum rehte the, aur aapke zikr ki wajah se duniya aapki taraf mayar hoti the, aur
09:2421 lakh kafro ne, Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen, Sakhir Sultan-e-Bahu ke dast-e-haq-parast
09:30pe kalma padke Islam kabul kiya, aur deen-e-mubeen ke saath wo ahmaag hue.
09:35Huzoor, Sakhir Sultan-ul-Arifeen, Burhan-ul-Wasileen, Qutut-ul-Salikeen, Zubdut-ul-Ashiqeen, Sakhir
09:40Sultan-e-Bahu ke aaba-o-ajdaat wo Madina-e-Sharif se chalte hue, aap tashreeb le aaye Iraq
09:49mein, aur Iraq ke baad Hiraat mein, aur Hiraat-e-Hazrat-e-Qutub-Shah-Sahib rahmatullah ta'ala
09:56alayh, aur Sultan-e-Qutub-Shah-Sahib rahmatullah alayh, wo wahan se nikle, aur wahan ke haakem
10:01bhi the, aur bahut bade unhone deen ke khidmat ki the, aur mujahid the, jihad karne wale the,
10:06aur woh jahan Musalmano ki madad ke liye Soon-Sakesar ka ilaaka hai, wahan tashreeb le aaye,
10:12wahan ek kaun hai Anga-Sharif, wahan aapne aakar qayam firmaaya, aur kaafi Musalmano
10:19ko Kuffaar se chudwaaya bhi sahi, aur Kuffaar ki saltanaton ko khatam karke wahan par aapne
10:25apni haakemiyat aur Islam ka jhanda sar buland firmaaya.
10:29Hazrat-e-Qutub-Shah-Sahib ki aal se aap chalte hain, aur phir jahan silsala aate aate, aapki
10:34baada Hazrat-e-Sultan-Fateh-Muhammad the, aur Sultan-Fateh-Muhammad ke bete Hazrat-e-Bazaid-Muhammad,
10:41Sultan-Bazaid-Muhammad the, aur Sultan-Bazaid-Muhammad haafiz-e-Quran huve, aur Allah-ta'barak-wa-ta'la
10:47ne unke andar jazba-e-jihad rakha tha, unhone apni jaydaat, apni malkiyat, sab kuch Anga
10:52mein chod ke, Allah ki rah mein jihad ke liye nikle, aur Baadshah-Shah-Jahan ka daur tha,
10:58un zaman mein aap aa gaye Multan mein, aur yahan par aap fauj mein bharti hue, aur aap
11:05sipa-salar banein. Aur isi tarah kayi fatwaat huye, aur jab aapne kinara kashti karna chahi,
11:12to Baadshah-Shah-Jahan ki taraf se unko ye message poncha, ke sabse pehle Rumat-Raje
11:19ka kila fatah karein, uske baad aap chhuti kar saktein, aur phir beshak aap retirement
11:25bhi le saktein. To Hazrat Wazir Mohammad sahab ne apni son-pari ke naam se ek ghori
11:30thi, jis par aap sawaar hua karte the, uspe sawaar hue, aur seedha Raja Rumat ke kilay
11:35ke paas gaye, aur wahan kehte hain, udh meri pari, wo ghori jo udhi hai, aur kilay pe
11:42chad gayi, aur wahan aapne Islam ka dhanda lagaya, phir neeche utar ke, aapne Baadshah-Rumat
11:48se sar kalam kiya, aur Baadshah-Shah-Jahan ki taraf sar bheja, aur wo pooru akila Islam
11:56ka ghar bana. To Baadshah ne uske aewaz mein, Hazrat-e-Wazir Mohammad sahab ko Shorkot
12:03ki riyasat, Shorkot ka jo ilaaka tha, khitta tha, yahan par 100 km Maghrib-Mashrik-Shumal-Junoob
12:10jaydaad thi, wo aapne Hazrat-e-Sultan bahu ki walid-e-ghrami ko donate ki, aur aapne wahan
12:16bood-o-baadsh rakha, phir aap wapas Angad jab tashreef le gaye, to wahan udheed umar
12:21mein, aapne Hazrat-e-Amma Rastipaak ke saath aapka nikah hua, aur wahan se phir jab wapas
12:27Shorkot tashreef laaye, to Huzoor-Sultan-ul-Arifeen, Sakhi-Sultan-e-Bahu Kudusullah-Sarul-Aziz
12:32is duniya mein tashreef le ke aaye. Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu ki wiladat
12:37se hi ek maqam yeh tha, ki aap rasti firmatein hain, ki Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu
12:44jistana Ghaus-ul-Azam Peelan-e-Pirdasgi Ramzan-e-Sharif ke roze rakhte the, aalam-e-maulood mein,
12:51bachpan mein, ishi jitana Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu ne bhi bachpan mein hi roze
12:56rakhne shuru kiye, aur sehri ko dood peete the, aur phir iftaari ke time aap roza, iftaar
13:03firmatein the, dood peeke. Toh Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu jab jawaan huye, aur aapne
13:10bait hasil ki, aur wapas tashreef le aaye, Sarkar Pak Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ki
13:14baargaan se, toh Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu ne poori jaydaad jitne bhi thi, wo Allah
13:20ki rah mein takseem firmadi, aur jitna bhi sona tha, maal milkiyat thi, sari Allah ki
13:25baargaan mein takseem firmadi, aur phir wahan se aap ko Walda Majda Hazrat-e-Ammar
13:31Baasti Pak ki taraf se hukum hua, ki wo toh Allah Pak ki nabi ka kharam hai, jo auliya
13:36Allah hai, wo nabi-e-mawzam Sarkar-e-Madina Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ko hazir nazir
13:41dekh rahe hain, lekin aam duniya jo hai, wo iss cheez se ghaafil hai, lehaza aapko zahiri
13:46taur pe murshid ki bait zahiri karni hai, toh lehaza aap jaye aur zahiri murshid pak
13:53rahe hain. Toh Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu wahan se nikle aur Huzoor-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu
14:00tashreer le gaye Dehli. Aur Dehli mein aapne Hazrat-e-Peer-Abdur-Rahman Shah Sahib Dehli
14:07rahmatullah talal hai, jo Peeran-e-Peer-Dastgheer, Mahboob-e-Subhani ke aulad mein isne the
14:14aur Baadshah Aurangzeb Alamgir ke paas wazir the. Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sakhi-Sultan-e-Bahu
14:19jab unke paas gaye, toh Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen-Sultan-e-Bahu ke jo aamad se hazrat-e-Peer-Abdur-Rahman
14:29Dahlvi ne apne qareeb kiya aur apne chhati se lagaya aur chugha mubarak ata firmaa ke
14:35firmaa ya, ai Bahu main tujhe amanat de raha hun. Aur jaa aur us khitte mein jaa kar isko
14:41takseem kar. Aur tu chuke Nabi-e-Paak-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se baith hai, bas tu mera bhi hai.
14:46Aaka-e-Paak-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ka jo ghulam hai, wo sab ke dil ki jaan hota
14:52hai. Aap jaayen aur jaa kar faiz takseem karen. Huzoor-e-Sultan-ul-Arifeen jab nikle
14:57to aurangzeb alamgir jumma ki namaz ada kar rahe the. Aur wo san ta 1078 Hijri aur 1668
15:13to 1668 Isvi, Yakam-Bayi aur Jumma-e-Mubarak ka din tha. Huzoor-e-Sultan-ul-Arifeen ne
15:20wahan jaa kar namaz jab ada ki, to aapko sab se peechhe jagah mili. Huzoor-e-Sultan-ul-Arifeen
15:25ne jab apne kashf se nighah utha kar dekha, to jitne bhi namazi the, saaron ke kalb roshan
15:32ho gaye aur wo zikr-e-Ilahi me majboor ho gaye. Hazrat-e-Aurangzeb-ul-Alamgir jo baadshah
15:38the wo aapke khidmat mein aaye aur Aurangzeb-ul-Alamgir ne aapse bait bhi hasil ki aur aapko arz
15:45kiya ki huzoor mujhe faiz ata formaye. Aap jahan fakir ki nighah dekhe, to Sultan-ul-Arifeen
15:50ne formaye ki dekhe baadshah main iss shart pe bait kar raha hoon ki tu mere darbaar pe
15:57nahi aayega, mere paas nahi aayega. Kehte hai kyu? Formaya iss liye ki tu baadshah hai,
16:02tu haakim hai, tu daulat aur shohrat rakhne wala hai. Aisa na ho ki meri aulat-aulad teri
16:08daulat aur dhan ko dekh kar aur teri jah-o-jalal ko dekh kar wo fakir ka raasta chod ke wo
16:14duniya-daari akhtyaar kar le, iss liye udhar na ho. To usne arz kiya huzoor fir mujhe faiz
16:19kaise milega? To huzoor Sultan-ul-Arifeen, Sakhi Sultan-e-Bahu, Quddus Sallallahu-alaihi
16:24wa sallim formaate hain, ki aisa hai, main tujhe ek kitab likhe deta hoon, Aurang Shahi
16:28Risala. Aapne wo tehreer formaya aur formaya ki jab bhi tujhe meri zarurat pade, iss risala
16:36ko padna, main teri madad ke liye aaja raunga. To Hazrat aisa hua ki Aurangzeb Alamgir hamesha
16:42jab bhi virat karte the, Hazrat Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu unki madad ke liye pohnte the.
16:48Aurangzeb Alamgir ne Dehli se Aurangabad me ek shher abad kiya. Aur jiska naam Aurangabad
16:53rakha, ek naya shher abad kiya aur bohot door hai, kaafi faasle pe hai, Delhi se kaafi safar
16:59hai. Wahaan Alhamdulillah main bhi gaya hoon. Aur wahaan jab main gaya, to mujhe ek ajeeb
17:05inkshaaf hua, ki wahaan ke jitne ulama, mashayikh, wahaan ke scholars the, wo saare mere paas
17:12milne ke liye aaye. Aur kehte hain, bade khush baqt hain, aaj Aarfon ke baadshah, Sakhi
17:17Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu ki aulad ko dekhna naseeb ho raha hai. To maine unse poochha,
17:22ki aapka taaruf Hazrat-e-Sultan-e-Bahu se kaisa hai. Unhone kahte, asal yeh hai, baadshah
17:27Aurangzeb Alamgir ne apne door me jahan par madaris banaye, jaise shher abad kiya, to
17:32Hazrat-e-Sultan-e-Bahu ki kutub madarson me lakhi rakhi aur dars-e-tassawuf ko shuru
17:38firmaaya. Aur is waqt tak, wahaan ke bache jo jo bhi madarse me daakhil hota hai, wo
17:43Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu ki kutub se dars hasil karta hai, aur tassawuf
17:48seekta hai. Tassawuf ke tamam asloob agar hume mile hain, to Sakhi Sultan-ul-Arifeen
17:54Sultan-e-Bahu ki kitabon se mile hain. Aaj Alhamdulillah unke aulad ko dekhna naseeb
17:58ho raha hai. Wahaan tassawuf conference hui aur Allah ke fazl-ul-karam se maine dekha
18:03ki Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu ki muhabbat un logon ke andar toot-koot-koot
18:08ke bhari hui thi, aur wo Sultan-ul-Arifeen ke aashik aur deewane the. Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen
18:13Sultan-e-Bahu ke poori duniya ke andar followers hain, aqeedatmand hain. Aap duniya ke jis
18:20kone me chale jayen, Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu se muhabbat rakhen wale milenge.
18:24Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen ne apni zindagi mubarak me chand logon ko khilafat-e-atak
18:30jo mere knowledge me hain. Aise toh kaafi hain, main chand ke naam leta hun. Ek toh
18:37Hazrat-e-Mullah Akhund Misri the jo Balochistan ke dha-dhar ke alaake me rehne wale the. Un
18:44ko aapne bait bhi firmaaya, khilafat bhi atak ki. Aur Sultan-e-Silsile ko unhone Balochistan
18:49me phailaya. Aur wahin se istibbi shair se ek Akhund Mullah Ma'ali Safi kaum ke the,
18:56unhone Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu se faiz hasil kiya, khilafat hasil ki. Aur
19:00isi tarah Okara se Hazrat-e-Saukheed Sultan Mubarak Bhaara rahmatullah ta'ala alay the.
19:07Unhone Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen Sultan-e-Bahu ki barga me hazri dekar aapne khilafat hasil
19:12ki. Aur aap ko Hazrat-e-Sultan-ul-Arifeen ne firmaaya, tujhe hijrat karni hai aur yaha
19:18se jaa aur Sindh ki border pe jaa kar mere faiz ko phaila. Woh Sindh me gaye aur isi
19:24tarah Sindh se Hazrat-e-Peer Syed Mohsin Shah Sahib Gilani rahmatullah alay. Jo Ghaws-ul-Azam
19:31Pirani Pir Dastagir ki auladh me se, Hazrat-e-Peer Abdul Jabbar ki auladh se aate hain. Aur unka
19:38darbaar bhi hai. Aur Ghaws Mohsin Shah ke naam se woh moshoor hai. Woh Loh-e-Sahiba ka
19:43ilaaka hai Ghodki me. Woh unhone bohot bada madrasa bhi banaya. Aur aapne lakhon farzanda
19:49ne Tauheed ko, Tauheed ka jaam pe laaya. Hazrat-e-Sultan Mohsin Shah Sahib Gilani,
19:56jo Sultan-ul-Arifeen ke apne dast mubarak se faiz hasil karke wahan tashreeb le gaye.
20:01Isi tarah Makhdoom Mohammad Sadiq Sahib, jo bhi Sindh me hai, unhone faiz liya. Fir unse
20:07aage kaafi gadhiyan, kaafi khaankahan bani. Isi tarah Dera Ismail Khan ke ilaake se Sultan
20:14ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:17Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:20Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:23Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:26Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:29Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:32Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:35Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:38Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:41Sultan-ul-Arifeen, Sultan-ul-Arifeen,
20:44Sultan-ul-Arifeen,
20:47Sultan-ul-Arifeen,
20:50Sultan-ul-Arifeen,
20:53Sultan-ul-Arifeen,
20:56Sultan-ul-Arifeen,
20:59Sultan-ul-Arifeen,
21:02Sultan-ul-Arifeen,
21:05Sultan-ul-Arifeen,
21:08Sultan-ul-Arifeen,
21:11Sultan-ul-Arifeen,
21:14Sultan-ul-Arifeen,
21:17Sultan-ul-Arifeen,
21:20Sultan-ul-Arifeen,
21:23Sultan-ul-Arifeen,
21:26Sultan-ul-Arifeen,
21:29Sultan-ul-Arifeen,
21:32Sultan-ul-Arifeen,
21:35Sultan-ul-Arifeen,
21:38Sultan-ul-Arifeen,
21:41Sultan-ul-Arifeen,
21:44Sultan-ul-Arifeen,
21:47Sultan-ul-Arifeen,
21:50Sultan-ul-Arifeen,
21:53Sultan-ul-Arifeen,
21:56Sultan-ul-Arifeen,
21:59Sultan-ul-Arifeen,
22:02Sultan-ul-Arifeen,
22:05Sultan-ul-Arifeen,
22:08Sultan-ul-Arifeen,
22:11Sultan-ul-Arifeen,
22:17Sultan-ul-Arifeen,
22:20Sultan-ul-Arifeen,
22:23Sultan-ul-Arifeen,
22:26Sultan-ul-Arifeen,
22:29Sultan-ul-Arifeen,
22:32Sultan-ul-Arifeen,
22:35Sultan-ul-Arifeen,
22:38Sultan-ul-Arifeen,
22:41Sultan-ul-Arifeen,

Recommended