Kahey Faqeer - Host: Abdul Rauf - Speaker: Sarfaraz Shah
#KaheyFaqeer #SarfarazShah #ARYQtv
An hour for spiritual education where our Speaker Sarfaraz A Shah will highlight the importance of Islamic teaching in our day today life and how we can balance it. As these days our young generation is going so far from these teachings but in this hour, we will give answers to those questions which are rising in their minds.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#KaheyFaqeer #SarfarazShah #ARYQtv
An hour for spiritual education where our Speaker Sarfaraz A Shah will highlight the importance of Islamic teaching in our day today life and how we can balance it. As these days our young generation is going so far from these teachings but in this hour, we will give answers to those questions which are rising in their minds.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim, Assalam-o-Alaikum, program Kain Fakir mein, main aapko khushamdeed kehta hoon.
00:15Hamisha ki chara humaise saath mawjood hain Syed Sir Faraz Ahmad Shah sahab.
00:19Jo formats hai humara usi ko hum chalayenge, usi ke matabik hum program karenge.
00:25Jaise ki ek hamara tariqa hai, ki aapke sawalat humtak pohuchte hain, hum unko Shah sahab ke saamne rakhte hain, unke jawab lete hain.
00:32To aaj bhi wahin se shirook karenge. Shah sahab, Assalam-o-Alaikum.
00:35Walaikum-as-salam.
00:36Kal aapne, kuch din pehle, aapne Maulana Rumi ka zikr kiya tha.
00:40To Maulana Rumi ke hawale se ek cheez aayi, ek sawal bhi tha, ki rishton me tanao bohos zyada aa gaya hai.
00:46To rishton me tanao ke hawale se, Moeen Nizami ne ek do liney hain, unka tarjuma kiya hua hai.
00:52Ke aao aao ke hum ek doose ki qadr karna seekh le.
00:56Kahin aisa naho ke hum achanak, ek doose se door ho jaye.
01:00To yeh qadr na karne ki wajah se hai, ki rishton me tanao aa gaya hai.
01:04Aur Maulana Rumi ne badi mazay ki baat kiya hai, gehri baat kiya hai,
01:08ke waqi agar hum qadr karna seekh le ek doose ki, to rishton me tanao bhi nahi aayega.
01:12Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
01:16Kuch alfaaz aise hain, ke wo apne andar maayani ka ek sammundar sumoi bhi hoti hain.
01:34Ek lafz aap boliye, ek harf boliye, even ek harf.
01:42To wo bahut se cheezon ka apne andar ahata kiye hua hota hai.
01:48Yeh jo lafz qadr hai, ki rishton me qadr ki jaye.
01:56Pyaaz ke chhilkon ki tarah iske andar, tahin iske khulti chali jayenge.
02:07Ki qadr in maayani mein bhi hai, ki mutual respect taim rakhi jaye.
02:15Qadr in maayani mein bhi hai, ki jo rishta hai, usko hum ek value deyen.
02:23Ki yeh rishta toot na jaye, isme tanao na ajaye, isme koi khara bhi pehda na ho jaye.
02:32Qadr in maayani mein bhi hai, ki ek hum mutual respect taim rakhi hain.
02:39Ki agar koi intihayat talq baat bhi kehni hain, to itne nafees tariqah se keh di jaye,
02:49ki wo talq baat talq hi na lage.
02:52To yeh bahut se cheezon ko defect karta hai, sirf ek lafz ke qadr ki jaye rishton ke.
03:01Maulana Rom, ilm ka ek samundar hain.
03:06Aur Maulana Rom ki kahi bhi baaton ke beeche jo hikmat hai.
03:11Wo hikmat bahut hi ghehri hai.
03:16Us par joon bhi waad mein ghaur karta tu tu,
03:19pasa chalta hai ki Maulana Rom ne kaha kya hai.
03:23Qadr in maayani mein bhi hai rishte ki,
03:30ki hum rishte ko duniyawi material cheezon par fauqiyat de.
03:40Ki agar kahin koi duniyawi maal aur zar ki wajah se,
03:48talq hi aapas mein aa rahi hai,
03:51to yeh keh ke rishta nahi tootna chahiye, isko chhoda dete hai.
03:57To in maayani mein jo qadr hai, wo lafz istamal hua waha hai.
04:04Bahut si multi-dimensions hai uski.
04:10Yeh sach hai ki jab hum rishton ko fauqiyat dene lagte hain,
04:16doosri cheezon par,
04:18to phir gil-e-shikwe bhi darmayar mein se khatam hote hain.
04:23Ek doosre ki hum tauhin bhi nahi karte hain.
04:26Ek doosre ko insult hum nahi karte hain.
04:30Ek doosre ki bahut si baaton ko,
04:35jinne hum aam haalaat mein mind kar jaate hain,
04:38unko mind bhi nahi karenge.
04:40Lekin zaruri yeh hai ki hum rishte ki qadr pehchanein,
04:44ki rishta value kya rakta hai.
04:47Jo khandani wa bazarf log hai,
04:52wo ek baar kahin taaluk agar qaim ho jaye,
04:55to usko todte nahi par.
04:57Wo boos se qurbani kar dete hain,
05:00taaluk ko qaim rakne ke liye.
05:03Unke nazik, jo taaluk unhone kisi ke saath qaim kiya hai,
05:09uski qeemat duniya ki har cheez se zyada hai.
05:17Sarf asool par jaakar wo compromise nahi karte,
05:21baagi cheezon ko ignore karte chale jaate hain.
05:26To yeh qadr in maayino mein istimaal bhai al-nafs.
05:31Achchi yeh usme jo doosa hisa hai uska,
05:34wo yeh hai ke kahin aisa nahi ho ke
05:36achana ki hum ik doosa se door hoda.
05:39To unke nahi karenge to doogi ka jodi hai.
05:42Usme yeh hai ki jab hum rishte par
05:47doosi cheezon ko ahmiyat de denge.
05:49Ji ji.
05:51To phir jaisi aaj kal ho raha hai,
05:54ki agar bachpan mein dukaanon par aamtaar pe
05:59hum likha hua padha karte the,
06:01ke udhaar mohabbat ki kainchi hai.
06:05Ji.
06:10Jab hum bahut se cheezon ko fauqiyat de dete hain,
06:17to kahin na kahin doori zarur pehda hoti hai.
06:23Maine to intihai choti baaton par dooriyan pehda hoti hain,
06:27dekheen.
06:28Intihai choti baaton par,
06:29jinn ke koi hasiyat hi nahi hai zindagi mein.
06:34Isne mujhe salaam pehle kyu nahi kiya?
06:39Mere aane par isne uthke haath nahi milaya.
06:42Ji.
06:45In choti baaton par,
06:47aap dekheen ek hadith hai,
06:49kamal ki hadith hai.
06:51Ki jo shakhs yeh chahe,
06:56ki log meri tazeem mein uthke khade hun,
06:59usse chahiye ke apna thikana jahannum mein bana le.
07:02Achho.
07:04Yeh hadith hai,
07:05bahut der pehle maine padi thi.
07:10Usko kabhi aap dekheen,
07:12ki uske peeche hikmat kya hai.
07:14To aajmein ehraan hota hai,
07:16us hikmat ki gehrahi par.
07:19To maine toh rishton ko,
07:21jooriyan pehda hota hai rishton mein.
07:24In itni choti baaton par bhi hui hai.
07:28Falaan khada kyu nahi hua?
07:30Falaan salaam kyu nahi pehle kiya?
07:33Mere function par nahi koi aaya.
07:35Mujhse pehle khana shuru kar diya.
07:37To yeh sab cheezein.
07:40Jab rishti ki khadar bhi aati zain mein,
07:43phir aajmein cheezeon ko nahi dekhta ki kya hai.
07:47Phir hazaara kautaaiyan,
07:50ignore kar di jaati hai.
07:52Koi baat nahi, insaan hai.
07:54Usne itna arsa mere saath,
07:56ek achcha saloog kiya hai.
07:59Aaj agar usse yeh ho gaya hai,
08:02koi baat nahi, chhod do.
08:05To phir aadmi is tarah se cheezeon ko dekhne lagta hai.
08:09Shah sahab yeh hum ek chodi fi break leni hai.
08:11Idaaz bhi hai break ke liye.
08:12Break ke baad wapar saate hain aapki khatamat.
08:15Welcome back.
08:16Jahaan se program humne roka tha,
08:18wahin se shuru karte hain.
08:19Shuru mein jab rishte humare bante hain,
08:21yeh is auras ek sawal bhi hai humare haan ki,
08:26ek ladki ne poocha hua hai,
08:28ki main susraal mein aayi,
08:30to maine apni himmat se badd ke kaam karne ki koshish ki.
08:34Lekin mujhe wo respect nahi mili,
08:36jo milni chahiye thi.
08:37To phir meri,
08:38maine peeche hatna shuru kiya.
08:40Aur ab surat-e-aal yeh hai,
08:42yeh tanaab bahut zyada aa gaya main.
08:44To main wahin se soch raha tha,
08:46maine ka,
08:47aapko utna hi karna chahiye,
08:49jitna aap kar sakte hain.
08:51Hota yeh yeh ki hum,
08:53expectation se bahut zyada kar jaate hain,
08:55phir hum expect bhi karte hain,
08:57utna hi zyada.
08:58Aur wo normal bhi ho to bhi,
09:00humein bura lakne lakta.
09:02Yeh badnaseebi hai humari,
09:05ek maashrati masla hai humare haan,
09:10ki ek bachi,
09:12apna maabaab,
09:14behan, bhai,
09:15gharbaar chhodke,
09:17humare ghar mein shift hui hai.
09:23To uske saath,
09:24agar hum,
09:26yeh ek pahlu saamne rakke,
09:28saloog karein,
09:30to shayad shikayat kam pehda hoki.
09:33Main yeh nahi kahra hai,
09:34shikayat bilkul pehda nahi hoki,
09:35shikayat ke kam pehda hoki.
09:38Isi tarah bachi agar,
09:40jo ghar mein aati hai,
09:42wo yeh soch le ke,
09:44jis ghar mein mein aayi hun,
09:46yeh malum nahi,
09:48kap se,
09:49ek khas dagger par chal raha hai.
09:53Iske,
09:54tamaam maamulat,
09:56pehle se hi,
09:58established hain.
10:02Mujhe apne aap ko,
10:04isi ke andar adjust karna hai,
10:06baitha hua,
10:08maamulat ka baitha hua dhaara hai,
10:11main iske andar agar enter ho jaaun,
10:13to main,
10:14iske saath baithi jaaungi,
10:16aur koi zyada stirr pehda nahi hoga.
10:19Lekin agar us baithi hua dhaara ko,
10:23hum,
10:24cut karna chahein kahin,
10:26to phir,
10:28kharabiyan pehda hoti hai.
10:32To aam taar pe hota hi yeh yeh,
10:35ke,
10:36yeh aisa maasharati masla hai,
10:38jiske andar hum kabhi yeh nahi kahe paayenge,
10:41maa swaha exceptional cases ke,
10:44ki kisi ek party ka kasoor hai,
10:48kasoor dono ko hoga,
10:50degree ka farak bhi jaayega,
10:52ke ek ka zyada kam kasoor hoga,
10:54doosre ka zyada,
10:55kisi aur case mein,
10:57pehle wale ka kasoor zyada,
10:59doosre ka kam.
11:01Lekin yeh hota hamisha,
11:04dono hi taraf kasoor hai,
11:07yeh hosakta hai,
11:08twenty eighty ki ratio ho jaye,
11:11ke ek party,
11:13kasoor eighty percent hai,
11:15doosre ka twenty percent hai.
11:17Lekin hota dono taraf hai.
11:21To,
11:22ho jo aapne baat kahi,
11:23badi,
11:24wo sirf isi rishte mein nahi,
11:26balki aam zindagi mein badi,
11:29wo,
11:31aam ki baat hai aapki,
11:33aapne jo firmaaya,
11:34ke aadmi utra hi kare,
11:36jitna,
11:37wo kar sakta hai.
11:43Purane waqton mein,
11:44jo log the,
11:45hamaare waaldein ki nasal jo thi,
11:47ya usse pehli naslein,
11:50aapne note kiya hoga,
11:51ke jo hamaare waaldein ki generation thi,
11:56wahaan aapne dekha hoga,
11:58ke koi rishtedar aaya,
11:59kayi saal padha hua hai ghar mein,
12:03chal raha hai kaam.
12:06Dostiyan hain,
12:07jo saal ha saal se chali aali hain,
12:09kayi koi gila shikwa nahi hai,
12:11warmth,
12:13utni hi zyada hai.
12:16Uski wajah,
12:17jo maine examine kiya hai,
12:19khud,
12:21ke kya wajah hai,
12:23ke aaj hum mehmaan se,
12:25teen din mein tanga aayati hain.
12:28To,
12:29hamaare waaldein ki jo generation thi,
12:31wahaan rishtedar ke,
12:33kayi saal aake rehte the ghar mein,
12:35to tang nahi aate the,
12:37to mujhe ek wajah hai,
12:39uski koi khaas ehtemam nahi kiya jaata tha,
12:43ki mehmaan aaya hai,
12:45jo kuch hai,
12:47hazare liye liye,
12:49jahan hum reh rahe hain,
12:50aap bhi rahiye,
12:51jab hum koi khaas ehtemam nahi karti,
12:54apni himmat se barke,
12:56to phir mehmaan khalta nahi hai,
13:00jahan hum apni himmat se barke,
13:02ehtemam karte hain,
13:04wahaan do teen din ke baad hi,
13:06khalna shur bhi jaayega,
13:08yahi taalluqaat mein baad hai,
13:10yahi applicable hai taalluqaat mein bhi,
13:12ki taalluqaat mein jab hum,
13:14apni istitaat se,
13:17apni basaat se baahir chale jaate hain,
13:20shuru mein,
13:22to wo phir chaar din nahi,
13:24wo silta chalta hai,
13:26uske baad jab hum withdraw karte hain,
13:28to doosi tarf expectations,
13:30badi high ho gayi hoti hain,
13:34humaar ek jaanne wale the,
13:36abhi hain,
13:37Alhamdulillah,
13:39Allah humne lambi umrata firmaaye,
13:41Ameen,
13:42wo ek cheez firmaaya karte the,
13:46balka maine unse ek baad poocha,
13:48ki aap waise bade khule haath ki hain,
13:51aur aapke dil mein dard bahut hai logon ka,
13:56to aap apni income ka ek hissa,
13:59doosam pe kharj bhi kar dete hain,
14:01aur kuch nahi se,
14:02voluntarily,
14:05lekin yeh kya hai,
14:06ki ek aadmi aapse saur pe maangta,
14:09to aap usko kerte hain,
14:11ki yaar apne haalaat itne ache nahi hain,
14:15mere paas philhaal 20 rupayein yeh le jaye,
14:20to yeh kyu aap karte hain,
14:22dena to hain aapne,
14:24yeh sab kyu karte hain,
14:25to unhone baad badi zabardast kahi,
14:28jo usfak samayon mein nahi aayi,
14:30ab aati hai,
14:31achho,
14:33ki jab,
14:34ek aadmi aapse keh raha hai,
14:36ki mujhe 100 rupaye de de,
14:39aap bade tang ho raha hai,
14:40lekin yeh zahir nahi hone de raha hai,
14:42chup chup nikaale de de,
14:43apne zarurat ke paise aapne de de,
14:46khud apne aapko tang le liya,
14:48agli baar wo aayega,
14:49to aapse keh raha hai,
14:50mujhe 200 rupaye de de,
14:53to uski tohko barte jaayegi,
14:55ek waqt aayega,
14:56ki uski tohko ke matawik,
14:57aap de nahi paayenge,
14:58wahi din hoga,
14:59je aapke taalukaat khatam ho jaayenge,
15:01wo aap baare mein,
15:03propaganda karte bhajega,
15:05ki dekho yaar,
15:06kitna kameena aadmi hai,
15:07maine paise maange,
15:08paise hi nahi diya,
15:11to usse kaha ki,
15:12lekin jab aap,
15:13doosre pe hi zahir karke dete hain,
15:15ki main jo tumhare liye kar raha hun,
15:17wo comfortable main nahi kar raha hun,
15:20tum yeh le jao,
15:22to uski expectations,
15:24barne nahi paati hai,
15:28aur yeh zindagi mein,
15:30maine sach hota dekha,
15:34aadmi pithta hai iss baat par,
15:37ki insaan ka zarf andar se,
15:39ghawara nahi karta,
15:41ki mere paas aane wala,
15:43jisne kuch mujhe,
15:45darkhas ki hai,
15:48main usko yeh kahun ke nahi,
15:51meri to zarwat ke paise hain,
15:53lekin tumhari zarwat zyada hai,
15:55bar yeh le jao,
15:57to zarf ghawara nahi karta hai,
15:59aap qamoshi se dete hain,
16:02doosre to wo barte chali jaati,
16:05to taalluqat mein bhi,
16:10yeh hai,
16:11aap,
16:13dekhiye,
16:15mera sajarba yeh hai ki,
16:18gora intihaayi kanjoos insaan hai,
16:22bohot kanjoos hai,
16:23by nature,
16:26ek ek penny par jaan dega,
16:31kabhi aapko koi offer nahi karega wo,
16:34hum to,
16:35bade mazze se keh dete hain,
16:36agar mujhe pasak chale,
16:38ki aapke saabzaaz-e-lohar aa raha hai,
16:40aapne zikar kiya,
16:41to main fauran keh dunga,
16:42ki humse kehi,
16:43meri tarah jaa hai,
16:45angrez kabhi nahi kahega,
16:50lekin agar jib aapko wo offer karega,
16:53to malum nahi zain mein,
16:54usne kitni calculations ki bhi hai,
16:58phir,
16:59jo offer kiye hai,
17:03us commitment ko aakhir tak nibhaayega wo,
17:07phir tang nahi aata usme,
17:10lekin offer karne mein,
17:11intihaayi kanjoos hai,
17:13to bada calculate karke karta hai,
17:19baikho theeka,
17:21to jab hum apni istidaaz se baahir jaate hain,
17:24yeh bachi,
17:25jis sawaal aaya,
17:28yeh bachi ne shayad,
17:29apna maqam banane ke liye,
17:31logon ke dil mein,
17:32jagah banane ke liye,
17:35aapne himmat se baahir kaam kiya hai,
17:38doosron ki tauqat utni hi bar gayi hai,
17:43is bachi ne to apni himmat se,
17:45baahir jaate kaam kiya,
17:48family yeh samjhi ki,
17:50shayad iska yeh normal level hai,
17:53iska threshold point,
17:56itna hai,
17:59jab ke wo dar hakikat yahan tha,
18:02aur ek lambe arse ke liye,
18:04wo nahi kar sakayi,
18:07aap dekhiye,
18:08bada slow daud raha hai,
18:10pace unka khasi slow hota hai,
18:13sprint jo hai,
18:14hundred meter ki sprint,
18:18usme,
18:20pace bahut tez hota hai,
18:23lekin agar,
18:24sprint winner ko,
18:28aap yeh kahe dene ke,
18:29ek mil daud,
18:30wo nahi daud paayega,
18:33kyunki uska stamina hi utna hai,
18:37us raftaar pe hua hi,
18:39hundred meter se zahir nahi daud paayega,
18:44lekin jin logon ko pata hai ki,
18:46yeh marathon hai,
18:47aur humne,
18:49das mil jaana hai,
18:52bada slow pace pe jaate hain,
18:54aur kamya ho jaate hain,
18:57to jab hum apni himmat se,
18:59baahir jaaker kaam karenge,
19:02to wo,
19:04period breath thoda hoga,
19:06ab baad humaara saans phool jaayega,
19:08jab saans phoolega,
19:10to log wohi tohko hum se kar rahe hain,
19:12ki uski pace par jaayega,
19:14nahi jaayenge,
19:15to badmazgi pehta ho jaayegi,
19:17to aapne bada durst diagnose kiya tha,
19:20ki is bachi se ghalat hi yeh hui,
19:23ki yeh apni himmat aur istitaat se,
19:26apne,
19:28jo iski,
19:32endurance thi,
19:34usse yeh,
19:36beyond chali gayi,
19:38hawai jaaaz hota hai,
19:40fighter,
19:43iski teen speeds hai,
19:49ek to cruise speed hai uski,
19:52aur ek uski,
19:55limit hai aakhri,
19:57maximum limit speed ki,
20:00ek uski afterburner speed hai,
20:04ki agar kabhi zaroorat par jaaye,
20:07to afterburner engage kar lega,
20:09to uski speed bahut zyada ho jaayegi,
20:11lekin wo hogi chhudase time ke liye,
20:13uske baad uski engine ko khol kar,
20:16overall karna par jaata hai,
20:18jahan afterburner use ho jaaye,
20:22to insaan ke saath bhi yeh hai,
20:25ki jab apni himmat se bahar,
20:27jaake kaam karta hai,
20:29wo afterburner par hota hai,
20:31to thoda arsa ka hoga,
20:33ab phir uske aisaab jawab denge,
20:36yeh shikaiyat pada hongi,
20:40to mera is mashura ab yeh hai,
20:43ki jo damage hona tha,
20:45ho gaya,
20:46ab is damage ko repair karne ki,
20:48baat karni chahiye humein,
20:50aur ab uska damage,
20:52ko repair karne ki,
20:53ek hi tariqa hai,
20:55ki ab jo pace aapki normal hai,
20:59us pace pe operate kiye,
21:01baatein banne diye,
21:03kuch arsa ke baad aadhi ho jaayenge,
21:05phir baatein nahi banenge,
21:07aapke zindagi aasaan ho jaayenge,
21:09to yaha humein chhudase vakfa lena hai,
21:11vakfe ke baad dubara aazir hote hain,
21:13welcome back,
21:14jahaan se program humne roka tha,
21:16wahin se shuru karte hain,
21:18wo aapne irshaad farmaaya tha,
21:20bhi thodi zara pehle curse ke hawal se,
21:22yeh zind mein,
21:23Professor Mohammad Munawar saab ki baat yaad aar rahi thi,
21:25aur wo farmaaya karte the,
21:27ke agar tum chaho,
21:29ki kisi ko humesha yaad rakho,
21:31to usko karz dil kar raha hai,
21:33wo humesha tumhare dil mein,
21:35uski yaad rahegi,
21:36wo wapas nahi karega to,
21:38wo aapne bohot achcha wo kaha,
21:40utna hi do jitna,
21:41phir na bhi wapas aaye to,
21:43usko aasaani se bhool sako,
21:45accha yeh firmaayi,
21:47yeh rishton mein talaon ke hawale si,
21:49matlab do teen logon ne aur,
21:51wo baat karne ke,
21:53yeh jo hai humne to,
21:55maini abhi yeh thodi zara pehle baat ki,
21:57ke baat kar lena bohot munasab hai,
21:59lekin kya humara mawashra,
22:01iske liye tayyaar hai,
22:03aapne abhi firmaa bhi diya,
22:05mujhe lagta hai,
22:07ke jo humara nishla tabka hai,
22:09ya nishla matawas tabka hai,
22:11uski training hi istara ki nahi hui,
22:13ke wo baith ke baat kar paayen,
22:15aur nahi humara media,
22:17ya wo humare istara se logon ko guide karte hain,
22:19ke baat karna,
22:21aur baat ki importance ko samajhna,
22:23khul ke saavne baat karna,
22:25usko dekha jaa saka hai,
22:29dekhiye kahin na kahin se ipsida to,
22:31karni parti hai,
22:33log adapt kar jaate hain cheezon ko,
22:37yaad ki yeh 10 saal pehle,
22:39jab yeh talk shows shuru hui,
22:41to un talk shows mein,
22:43aam jhagde hote the,
22:45talh kalami ho jati thi,
22:47talh bayani ho jati thi,
22:49hatta ke,
22:51yeh zamani kalami maamlaat se,
22:53baaz kat aage bhi,
22:55badh jati thi cheez,
22:59lekin aaj ka talk show dekhiye,
23:03talk shows mein issa lene wale wohi hain,
23:07lekin,
23:09ab wo talhi nahi aati,
23:11utni zyada,
23:13hua kya hai,
23:15yeh training ho gayi hai,
23:17issa issa issa issa,
23:19to,
23:21doose maamlaat mein bhi,
23:23yeh to maine wazir karne ke liye baat,
23:25ke kitni tejit se aadmi adapt kar jaata hai cheezon ko,
23:27wo arz ki aap se,
23:29isi tarah doose maamlaat mein bhi,
23:31ho jaata hai,
23:33agar yeh hum,
23:35ek tarah daalein,
23:37ke jahan kisi se,
23:39kisi kisam ke koi,
23:41khalish aayi dil mein,
23:43to usko foran hum,
23:45bayan kar de,
23:47to,
23:49hum adapt kar jaayenge aayisa aayisa,
23:51yeh cheez ko,
23:53to jahan koi,
23:55ladne ke liye aaya,
23:57to usse agar hum,
23:59aaraam se keh de,
24:01ke dekhiye,
24:03agar aap shuru mein,
24:05mujh se yeh baat kar lete,
24:07to shayad,
24:09itni talhi humare darmayan na hote,
24:11uska natija yeh nikla hai,
24:13ke aapke dil mein,
24:15yeh baat bardhi rahi,
24:17aur aam taur pe hota hai yeh,
24:19ek common gila yeh paitha hota hai,
24:21ke main bimaar hua to,
24:23mujhe poochne nahi aaye,
24:25ab wo gila leke,
24:27dil mein hum baithe goye hain,
24:29baghar yeh realize kiye,
24:31ho sakta wo aadmi mulk mein na ho,
24:33ho sakta ke wo,
24:35kahin bahut hi zyada masroof ho,
24:37ya wo ho sakta khud bimaar ho,
24:39to agar,
24:41pehli baat to yeh hai,
24:43ki yeh to koi aisa point nahi,
24:45ke isko mind kiya jaaye,
24:47theek hai,
24:49ek sahab agar nahi hai,
24:51ayazat ko aa sakaye,
24:53to usko,
24:55yeh sojne ki baat hi nahi hai koi,
24:57ignore kar dena chahiye,
24:59yeh choti cheezein,
25:01zindabad mein,
25:03koi yeh,
25:05zindagi mein,
25:07bahut si humari aisi cheezein,
25:09jo hume tang kar rahi hain,
25:11jab ke,
25:13un cheezein ko hum stride mein leh sakte hain,
25:15ya we can simply
25:17lost them out,
25:19koi,
25:21uska farq nahi padta,
25:23aur,
25:25ek jo maashrati,
25:27humari hain,
25:29problem ban rahi hai,
25:31bahut badi,
25:33wo yeh hi ki,
25:35mazaajan hum log,
25:37highly opinionated log hain,
25:39aur,
25:41judgmental hain bahut,
25:47yeh hurt karti hai
25:49doosre ko,
25:51main ek raaye de dunga,
25:53kahin baitha hua aap ke baare mein,
25:55obviously baat to aap tak paunchegi,
25:57to mujhse jo aap hurt honge,
25:59usse taalukaat bighdhan de jaaye,
26:01taalukaat ke reference se baat ho liye di,
26:03ya,
26:05main baagayar ek baat jaane,
26:07main,
26:11saadar kar dunga,
26:13ek hukam laga dunga,
26:15kahi nahi woh to,
26:17Rauf sahab ki niyat usme yeh thi,
26:19hala ke uske 10 fujwaat ho sakte hain,
26:21to agar hum,
26:23tara de deen,
26:25koi nahi yaar,
26:27Rauf sahab bhale aadmi hain,
26:29ho sakta hain,
26:31koi unke past valid reason ho ki,
26:33unhone aise behave kar liya,
26:37to kal ko wo cheez saamne aa jayegi,
26:39lekin hum,
26:41mazaajan,
26:43highly opinionated hain,
26:47yeh,
26:49is cheez par agar hum kaam karein,
26:51hamara media idhar,
26:53training ke tarab aaye,
26:55to mera khayal hai ki,
26:57hamara yahaan,
26:59taalluqat mein tawkheen,
27:01bohot kam rahe jaayegi,
27:05yeh bada zilchab sahab hain,
27:07hakeem sahab hain bahawalpur se,
27:09abdur rehman sahab,
27:11yeh likh rahe hain,
27:13meh pas khabateen bohot aati hain,
27:15aur khabateen jo aati hain,
27:17wo takreeban usse se mutaalik isi tarah ka hai,
27:19ke unko shikayat yeh hoti hain,
27:21ke unke yahaan koi gira pad gayi hain,
27:23aur jab unse zara istafsaar kiya jaye,
27:25toh bada chalta hai,
27:27ghareinun machaaki hain,
27:29ghareinun koi woh hain,
27:31aur haqeeqat toh yeh hain,
27:33ke in loon ko kisi psychiatrist ke paas jaana chahiye,
27:35shayad,
27:37iski ek aur reason bhi hain,
27:39ki yeh jo,
27:41ham log shikayat karte hain,
27:43ke sab,
27:45hamara yahaan gira pad gayi,
27:47baite baite,
27:49idhar ke thalkein,
27:51khud bakud tez ho jaati hain,
27:53yaa,
27:55sote mein aankh khuli,
27:57toh dil panke ki raftaar se chal raha tha,
27:59ghamraad thi,
28:01hamara yahaan ek ajeeb sa kisa hai,
28:03shayad,
28:05humarein human reaction hamara,
28:07jis kism kaha,
28:09tamam insaanon mein,
28:11woh kaheen bhi basta ho,
28:13ek tendency sab insaanon mein hai,
28:15jo is,
28:17rooh-e-zameen pa,
28:19basne wale log hain,
28:21jab humein koi cheez
28:23bahut parashaan kar rahi hoti,
28:25toh humarein ek tendency hai,
28:27ki hum,
28:29kisi ek jeega baith ki,
28:31uspe sochhte rahti hain,
28:33humarein physical activity,
28:35badhi kam ho jaati hai,
28:37jab physical activity,
28:39humarein kam hoti hai,
28:41toh,
28:43mera hamara,
28:45slow down hona churu ho jaata hai,
28:47toh,
28:49slow down hona churu ho jaata hai,
28:51toh slow down hona churu ho jaata hai,
28:53toh slow down hona churu ho jaata hai,
28:55toh slow down hona churu ho jaata hai,
28:57toh slow down hona churu ho jaata hai,
28:59toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:01toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:03toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:05toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:07toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:09toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:11toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:13toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:15toh slow down hona churu ho jaata hai,
29:17toh dil ki dhadkan ki raftaar
29:19irregular hone lagti hai,
29:23toh hum shikayat yeh karte hain ki
29:25humein dil ka arza ho gaya,
29:27heart attack ho raha hai,
29:29angina hai,
29:31lekin dar haqeeqat toh hota hai,
29:33cardiologist ke paas gaya hai,
29:35usne,
29:37ECG pehli step ho tha unka,
29:39wo kiya,
29:41toh,
29:43pata chala dil ko koi takleep nahi hai,
29:45gas hai jo,
29:47stomach mein develop ho rahi hai,
29:49yeh jo ek hamara hai,
29:51ek zamane mein,
29:53zindagi ki pehli naukri ki,
29:55sui gas mein tha main,
29:57toh Multan par tha main,
29:59toh Rahim Yar Khan,
30:01humein hamare ek colleague the,
30:03Azamat sahab,
30:09unse jab meri mulaqat hui aur
30:11qurbat hui toh pata chala hai,
30:13wo ismein ba masama hai,
30:15naam ke bhi azamat hai,
30:17aur kaam ke bhi azeem hai wo,
30:25suni mein aaya karta tha,
30:27ki aaj Azamat sahab,
30:29Rahim Yar Khan se,
30:31pehzal Multan ke liye chal pade hai,
30:33toh pata chala raha hai ki,
30:35nahi wo bus pe baith ki,
30:37wapas aa gaya,
30:39koi pata lagta tha,
30:41koi bicycle par baith ki,
30:43wo Multan ke liye ravana ho gaya,
30:45185 miles ka distance hai,
30:47dohro shairon mein,
30:49toh kuch,
30:51pehzal lagta tha,
30:53wo wapas aa gaya,
30:55bus ki chhapte bicycle rakhi hai,
30:57toh inki transfer hu gayi,
30:59Multan mein,
31:01toh mere paas haa ki,
31:03yeh thehre hai,
31:05kyunki main akela tha,
31:07lekin ghar bahar tha mere paas,
31:09toh temporary duty pe aaye hui,
31:11temporary transfer pe aaye hui,
31:13permanent transfer pe aaye hui,
31:15jab tak unhe ghar milta hu,
31:17mere paas rukh jaate tha,
31:19toh Azamat sahab bhi aake wahan thehre,
31:21toh phir mustikal rehne lag gaya mere saath,
31:25jab qurbat hui,
31:27toh maine ek din se sawal poocha,
31:29ke Azamat sahab aapke baare mein,
31:33yeh sunne mein aaya karta tha,
31:35ki aap pehzal chal pade,
31:37Multan ke liye,
31:39bicycle par chal pade,
31:41toh unhe ne,
31:43bhajib gharib jawab diya,
31:47ke liye,
31:49Sir Farhan sahab,
31:51milkul theek hai baat,
31:53main yeh harkat karta tha,
31:55baat yeh hai,
31:57ki mujhe agar,
31:59kisi shaks par,
32:01kisi baat ki wajah se,
32:03ghusah aa gaya,
32:05kisi ghusah ka izhaar karun,
32:07us pe ghusah nikalun,
32:09garjoon badhun,
32:11toh betar nahin hai,
32:13ki main apni zaad pe ghusah nikalun,
32:15toh yuh main pehzal chal pardhata tha,
32:17toh 10-15 mil chala,
32:19toh thakan se bura haal hua,
32:21ghusah baith gaya,
32:23bus pe baitha,
32:25wapas chala gaya,
32:27phir kabhi ghusah aaya,
32:29bicycle par GT road pe chal pada,
32:31toh jab thakan zyada hui,
32:33bus pe chala gaya,
32:35toh taluka dheek apni gaya,
32:37ek aur sawal maine poocha,
32:39jis se,
32:41mere dil mein us bande ki,
32:43bahut hi izzat pehda ho gayi,
32:45toh,
32:47maine unse kaha,
32:49Azamat sahab,
32:51mujhse kaafi,
32:53boh umar mein,
32:55bahut badhe the,
32:57main uska 22-23 saal ka tha,
32:59woh 45-50 ke kareem honge,
33:01maine unse pucha ki,
33:03koi khaas reason hai,
33:05aapne shaadi nahi ki abhi tak,
33:09ke liye nahi,
33:11koi nahi ab aap se itni qurbat hai,
33:13toh aap se chhpaunga nahi baad,
33:15mere ek bhai hai,
33:17jo POF mein malazim hai,
33:19unke bachchein hain,
33:21unki salary itni nahi hai,
33:23ke bachchon ki talim aur tarbiyat kare seke proper,
33:27toh main apni earnings ka,
33:29unke bachchon par sarf kar deta hoon,
33:31ke upar lik jaayen,
33:33main shaadi kar loonga,
33:35toh main afford nahi kar paunga,
33:39toh aise azeem log bhi hain,
33:41jee bilkul, bilkul, bilkul,
33:43toh humare program ka waqt khatm ho raha hai,
33:45aapka jo,
33:47request hum aap se karte hain,
33:49apne sawal humein bhinjwaayi hai,
33:51chahe woh kitne hi zaati nauiyat ki,
33:53kyu na hoon,
33:55unke jawab Inshallah taala,
33:57toh abhi ija razeej hai,
33:59agli program mein phir milenge,
34:01Allah hafiz wa naaz.